Ekantik Vartalaap Collection / 19-03-2026 / Shri Hit Premanand Govind Sharan Ji Maharaj
shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.
pura pravachan
jai jai shri hari [hausla badhane ki aawaz] sansaar ke samasth prapanch bandho se mukt karke ladli jo ne aapko Vrindavan vasi banaya. Isliye ab hamari bari hai. Shri ji ki taraf se to bahut kripa hai. Ab hamko shri ji ke siva anya kisi ka aashray nahi lena. Shri ji ke siva hamen kisi ka bharosa nahi rakhna. Hamen vitthal vipul dev ji ke is pad par dhyan dena chahiye. Hamare mai hamare mai hamare mai [hausla badhane ki aawaz] kaun si shyama ji jo hai to bole jake adhin sada hi sanvarro ya braj ko hamare mai shyama ye sanvre sarkar koi sadharan nahi hai bhai anant bramhandon ka malik hai dharm sada paribhashta doham teem shivtam sharanyamartha pranat pal bhavam vande mahapurush te charnarwindam ye thakur ji mahapurush hai bhagwan shankar brahma aad inki charan vandna karte hain ye prabhu hamari pyari jo ke adhin jake adhin sada hi savro ya braj ko sirta ab hamko ek niyam lena hai kya yah jori avichal Vrindavan na so kaj hamko kisi aur se sambandh nahi rakhna shri ji aur shri ji ke janon se shri ji se bhi badhkar jo shri ji ke janon ko pyar karta hai uski bhakti ki vridhi hokar wo shri ji ki seva mein pahunch jaata hai.
ham aapas mein ek dusre ko shri ji ka nij jan jankar naman karen. Kisi se dves na karen. Kisi se jhagda na karen. Andar se kisi se nafrat na karen. Ek bar jo naam suna de shri Harivansh ko jo naam sunawe tan man pran tas balhari jara is par vichar karo. Ek bar koi mujhe shri Harivansh suna de uski charan raj mathe par lagaun usko pranam karun. Tan man pran sab va do us par sevak ji kah rahe hain jo Harivansh ko dharm sikhave soi to mere prabhu te prabhu bhari so hamare hriday mein sadaiv sabke prati priti ka vihaar ho sevak ji kah rahe sab jeevan so priti lekin riti nivahat apni sabse prem ka vihaar ho lekin nishkam prem ho kisi se koi chah na ho aur shri Vrindavan dham ka aashray aur vas ho aur mukh mein Radha vallabh ka naam ho, hriday mein dhyan ho, isse badhkar koi sthiti nahi hai.
agar har samay aapke mukh mein naam chal raha hai, hriday mein Priya pritam ka dhyan hai, aap nishcint ho jao aur dekho bhajan bane chahe na bane. Ham shri ji ke hain. Is baat se hamen shri ji ki prapti hogi. Kan keval bhajan ko kan ke achar aur vyas bhrose kunwar ke sovat pav prasad. Aap log bade saubhagyshali hain. Aap logon ko shri ji ne chuna apni sharan mein liya. Ab nischit aapka param kalyan hoga. Bas jaise bane waise Radha vallabh shri Harivansh Radha vallabh shri Harivansh Radha Radha naam jap karo. Mantr jap karo.
vani ji ka gayan karo. Thakur seva mein raho. Koi char baat kah le to sun ke chup ho jao. Sah jao. Lado mat dves mat karo. Hamari yahi prarthna hai jisse hamara jeevan sarthak ho jae. Sab svasth rah sab prasann rahe. Ladli ji ki kripa aap par barse. Aapke Vrindavan vas mein koi vighna na ho aur khub naam jap karen. Shri [hausla badhane ki aawaz] naveen ji Radhehe guru ji Radhe-dhe maharaj ji maharaj ji main ek nastik vyakti tha. Wahan par jab se aapke darshan hue apni mata ji dwara jeevan mein bhakti ke liye lalsa jagi par maya va bhog bar-bar man ko girane ki koshish karte hain.
naam jap jitna adhik naam jap karoge utna hi tumhare ko adhyatma bal prapt hoga aur utna hi tum vikaro se bach paoge. Agar naam jap nahi hai to vachik gyan se maya par vijay prapt nahi ki ja sakti. Naam jitna naam jap karoge utne hi tum balvan banoge. Man kah raha hai ye kriya karo aap kahoge nahi to aap jit jaoge. Ab man kah raha hai ye kriya karo. Aap kah rahe ho nahi naam jap nahi hai to ghasit ke le jaega. Nahi nahi kahte rahoge aur wo jo chahega wo karva lega. Yahi ho raha hai. Haan koshish karta hoon lekin kuch na kuch kuch na haan galat ho jaata hai.
wo tab tak hota rahega jab tak naam bal ekatrit nahi hoga. Khub naam jap karo. Itna naam jap karo ki purv ke paap nasht ho jae aur ye paap pravriti jad se nasht ho jae. Naam jap se sab ham aapko spasht kahte hain ki jab mara mara bole Ram Ram bolne ki jinki abhyaas vritti nahi thi to mara mara bolkar brahm rishi ho gaye itna bada itihas rach diya Valmiki ramayan to aap log vishwas karo aap to Ram Ram bol sakte ho aap Krishna Krishna bol sakte ho kaun si samarth aisi nahi jo bhagwan ke naam mein na ho apaar samarth bhagwan ke naam mein isliye naam jap karo karo tabhi sab theek hoga.
bhajan nahi hoga bhagwan ka to baat nahi banegi. Yah vikar ye maya ka akarshan koi chhota mota nahi hai. Bhagwan kahte hain devi hasa gunmay mam maya dutya meri maya badi durtay hai. Ye trigun maya bahut prachnd hai. Agar isse bachna hai to mame ye prapaddyate maya mein tam tarantte meri sharan mein aa jao aur mera naam jap karo. Mera anannya chinto mam mera anannya chintan karo bilkul theek ho jaega bilkul vishwas karo samay aisa jis samay matlab prabhu ka chintan achhche se ho jae main matlab kam karta hoon matlab meri dukan hai hamari baat samjho dukan mein har samay grahak nahi bane rahte jis samay grahak hai to usmen bhagwan ki bhavna ki aur imandari se munafa lekar usko saman diya iske baad baithe Radha Radha Ram Ram Krishna Krishna jo naam priy hai wo naam jap karen kya pareshani har samay dukan mein grahak hi to nahi bane rahte.
har samay bhid to nahi lagi rahti. Jab grahak ave to sauda de do. Nahi ekant mein baithe naam jap karo. Kya pareshani hai? Theek hai. Jai ho patit pavan sant bhagwan. Upar baitha do maharaj ji ko. Aao upar virajo maharaj ji viraj bahut kripa dincharya mein to bahut pareshani hoti hai maharaj ji aap ji ki kripa hai aap ji ashirwad kariega ki bas kisi ke mohtaj na ho abhi sari kriya swayam hoti kisi ke ashrit na ho jae aisa kripa hai hamen to dekh ke ekdam aap ji ki kripa se 11 parikrama ki hai Narmada ji ki Narmada ji ki swayam gaadi chalenge aur ek paidel kiye teen sal lage the.
paidel Narmada ji ki parikrama santo ki leela sant hi jane bahut badi baat hai bharat jyotirlinga ki accha lagbhag lagbhag bharat yahi ashirwad hai aap ji ki kripa bani rahe ki kisi ke mohtaj haan bilkul bilkul ascharya hai Narmada ji ki parikrama ka ascharya haan batao sarwacharya hai ye keval bhagwan ki kripa se hi sambhav hai. Haan bahut bade dino se aap ji ki darshan ki lalsa thi. Shri ki darshan dene aae hain aap kripa karke kripa ho gayi hamen bahut sukh mila bahut sukh mila darshan se Swami maharaj ji aap ji ki kripa se aadi Kailash home parvat ki yatra puri hui hai ek bar aur kar bahut hamen to sarway lagta hai ki aap Narmada ji ki parikrama ho ye sab badi kripa hai mujhe aapse kuch chahiye jo aapki ichchha ho kuch bhi ek shri ji ki chunri le aao jaldi le aao shri ji yah hamari ladli ji ki chunri hai.
aap lajenge bahut sukh mila hamen bahut sukh mila bhagwan sarv mangalmay hai. Maharaj ji bachchha hamesha seva mein rahta hai. Accha bahut sundar ek dupatta usko bhi de de. Bahut yar tumhare bhagya bahut bade hain. Sant seva guru seva ye jeevan mein sab kuch sab aaj nahi to kal sab chhut jaega. Lekin ye ye tumhen utha dega. Lok parlok har jagah utha dega. Ye jo sant seva hai na bas pranpan se karte raho dekhna hai iski jo baad mein fees milegi na wo nihal kar dega nahi bahut bahut hamara hriday alladit hua aapke darshan se shivraj prakash patil ji maharashtra se sitaram shri sitaram maharaj ji maharaj ji bhagwat gita mein shri Krishna ji kahte hain mame vanchho jeev lok jeev bhut sanatna parantu brahmasutra kahta hai brahm satyam jagan mithya to kya maharaj ji ye sansaar vastav mein mithya hai ya phir jugal sarkar ki leela bhumi ka hi vikrit pratibimb hai.
brahm gyan prapt karne ke liye paddhti hai. Jaise kisi sawal hal karne ke liye paddhti hoti hai na waise brahm gyan prapt karne ke liye paddhti anvay aur vyatirek anvay hai. Vyatirek yah nahi hai. To hai tak pahunchne ke liye ham jagat mein fanse hain. Vyakti, vastu, sthan hamko isse asakti hatani hai. Tabhi ham hai ko jaan payenge. Jaise bhakti mein janani Janak bandh sut dara tan dhan dham suhad parivara sabki mamta tag batori mam pad manah bandh bar dori matapita bhai bandhu putr parivaar patni sabki mamta ko ekatrit karke mere charnon mein bandh do bas ho gaye tum hamare bhakt ban gaye sabki ki sab mein prabhu hai par prabhu hi kah rahe hain.
sabki mamta sabse asakti hatao. Sabse mamta hatao aur mere charnon mein karo. Aise brahm gyan mein hai. Pahla hai brahm satyam jagan mithya. Ye jo tum dekh rahe ho sab mithya hai. Tum sacchidanand ko thodi dekh rahe ho. Tum panch bhautik rachna maya ki dekh rahe ho. Jo na thi na hai na rahegi. Jaise swapna dekha to swapna na tha na hai na rahega. Swapna ka rasgulla satya hota hai kya? Swapna ki pitai satya hoti hai kya? Swapna ka sukhdukh jaise mithya hota hai. To Uma kahun main anubhav apna sat hari bhajan jagat sab sapna.
bhagwan shiv gyan samudra hain. Wah apna anubhav kah rahe hain. To jab ham vyatirek paddhti se chalte hain. Yah nahi hai, yah nahi hai, yah nahi hai. To jab nahi hai usmen bhi hai shabd hai na to jab hai mein pahunchte hain tab wahan se dekhte hain to sarvam khalmidam brahm nainasta kinchna sab kuch brahm hai. Brahm ke siva kuch hai nahi. Par ye pehle nahi pehle uska vibhag kiya gaya. Ek mayakrit, prakritik aur ek chidanand. To isi mein chidanand virajman hai. Jo bhagwan ka chidanand ansh hai wo hai. Aur jo maya prakriti hai yah jadu hai.
hai nahi. Jaise tumhara yah rup srishti mein pehle kabhi nahi tha. Aur kuch din baad ye kabhi nahi rahega. Yah vartman mein jo dikhayee de raha hai, yah bhi nahi hai. Kyonki iski satta nahi is rup ki. Satta uski ho jo trikal satya ho na sato vidyate bhav na bhav vidyate sata satya ka kabhi abhav nahi hai wo har jagah hai aur asat ki satta nahi hai iski satta nahi ye pratikshan nasht ho raha hai jis din iska samay aa gaya ye pura mitiya met ho jaega yah rup ye dhancha bilkul nahi rahega panch bhut apne bhauton mein mil jaenge isliye jo satya nahi hai use satya nahi kaha gaya hai par jab satya mein sthit ho gaya to panchbhut kya hai?
yah bhi to brahm hai. Jab brahm ke siva kinchin matra kuch hai hi nahi to yah bhi to brahm hai. Yah bhi to bhagwan hai. Samjh pa rahe ho? To yah gyan ki paddhti hai. Gyan prapt karne ke liye satya vishay sarvam khalmidam brahm nena nast kinchna sab kuch brahm hai. Brahm ke siva kinchin matra bhi kuch nahi hai. Par yah gyan prapt hone par abhi aap yah bol lo lekin maya aapko thappadiya degi. Jahan chahegi wahan bhrasht kar degi, gira degi. Kyonki aapko brahm bodh nahi hoga. Jab tatv gyan ho jaata hai to vikar naam ki chij hi nahi rahti.
brahm ke siva kuch hai hi nahi. To na koi wo brahm main hoon to na koi chahat hai na koi dvait hai na koi vikar hai. Vikar dvait mein hote hain. Main purush to amuk stri vikar kam ka aa gaya. Main aur tu to krodh ka vikar aa gaya. Mera tera lobh ka vikar aa gaya. Yah mayakrit vihaar mein vikar hai. Paramarth mein thodi vikar hai. Paramarth to nirvikaar sacchidanand swaroop hai. Samjh pa rahe hain aap? Gautam ji jharkhand se. Radhe-Radhe maharaj ji. Radhe-Radhe maharaj ji. Maharaj ji aapke charnon mein koti-koti naman.
maharaj ji mera prashn hai ki paap kaun karta hai? Sharir ya atma? Agar sharir to is deh ka kram ham agle janm mein kyon bhogte hain? Teen sharir hai. Sthul sharir jagrit avastha mein iska bhan hota hai. Swapna avastha mein sukshm sharir ka bhan hota hai. Aur sushupti mein karan sharir rahta hai. Aur in tino shariron ko jo sanchan karta hai wo atma hai. Uske prakash se sanchalit hote hain. Aur wah bhramwash apne ko sharir man baitha jo aham hai antahkaran dharm mein ant sukshm sharir mein antahkaran hai. Antahkaran mein char vrittiya hain.
ek hai nischay jo buddhi se hota hai. Ek hai sankalp vikalp jo man se hota hai. Ek hai chintan jo chitt se hota hai. Aur ek hai kriya ko sweekar karna. Maine yah kiya. Main ye karunga. Use ahankaar kahte hain. Bas isi ahankaar ka janm maran hota hai. Jo atma tatv hai wah is ahankaar mein tanmay ho gaya hai. To sthul sharir chhut jaata hai. Sukshm sharir karan sharir aur atma us ahankaar ko lekar ke to ahankaar ko pura ka pura bhog bhogna parta hai. Maine ye kiya main ye karunga. Agar usne paap karm kiya to paap karm bhogna parta hai.
punya karm kiya to punya karm bhogna parta hai. Ab paap karm kiya to sukshm sharir karan sharir atma tatv narak pahuncha jakar usko wahan yatna deh mili. Ab wahan wo nana prakaar ki peedaen bhogta hai. Marna to hai nahi. Agar usne punya kiya bahut punya kiya to devlok pahunchta hai to sukshm sharir karan sharir atma ko dev sharir prapt hota hai. Aur agar paap punya phir barabar rahe to phir manushya sharir prapt ho jaega. Aise bar-bar janm maran bar-bar bhogna parta hai. Phir aur bhi yoniyan hain.
8399 yoniyan unmein bhogna parta hai. Jab bhajan ke dwara ham apne ko mukt kar le in tino shariron se to khatm ho gaya. Na karan sharir, na sukshm sharir, na sthul sharir. Main yah nahi hoon. Yah aise pata nahi chalega. Yah bhajan se pata chalega. Jab buddhi shuddh ho jati hai tab yah gyan ho jaata hai. Main sharir nahi hoon andar se to moksh ko prapt ho jaata hai. Ya bhagwan mein prem ho jae to moksh ko prapt do ke alawa nahi. Ya to brahm bodh ho jae swaroop bodh aur ya bhagwan se prem ho jae to jeev ka nistar ho jaata hai.
anthane bar-bar kitne dukh bhogne par rahe hain. Manushya sharir mein kitni samasyaen hain. Accha har chij ham sulabh kar rahe hain lekin marna hai. Sab chhutna hai. Bhari samasya to yah hai. Mehnat karke makan tayyar kar rahe hain. Bank balance kar rahe hain. Patni putr parivaar saja rahe hain. Aur ek minute mein ujad gaya. Ek minute mein accident hua. Pura parivaar mar gaya ya apna sharir chhut gaya. Kya hath laga? Kuch hath laga nahi. Bada dhokha hai. Isliye naam jap kar le wahi sarthak hai. Jo bhagwan ka sumiran hai wahi saath jane wala hai.
anytha yahan sab kuch chhut jaega. Sab kuch chhut jaega. Buddhiman wahi hai jo bhajan kar le. Adhyatma mein chal le. Agar adhyatma mein nahi chala to vyarth jeevan chala jaata hai. Mano khub kamai ki lekin sab kuch yahi rah gaya na. Ab piche janm mein aapka kya-kya tha? Aapko kuch pata hai kya? Koi helpa hai kya piche janm ki? Jo hamare karm hai unhin ko bhogna par raha hai. Dukh aur bhogna par raha hai. Piche ke janmon ka karm bhogna par raha hai. Kyonki sharir badalta hai swaroop thodi badalta hai. To bhogna to sukshm sharir karan sharir atma ko hota hai.
samjh rahe hain na jo atma dehabhmani ban chuka hai. Usi ko bhogna parta hai. Ahankaar vimudh atma karta manyate main karta hoon to karta ko bhogna parta hai. Isliye naam jap karo. Khub naam jap karo. Priti ji Delhi se Radhe-Radhe maharaj ji Gurudev bhagwan mera prashn hai ki janmon janmon ke paap is manushya janm mein kaise khatm honge? Jaise rui ka pahar lagao ek diya salai laga do pura bhasm ho jaega nahi ho jaega to aise hi yah diya salai keval bhagwan ke paas hai hamare paas laie aapke paas laie bhagwan ne kaha sarv dharman parityaj mamekam sharanam braj aham tam sarv pape mokshasyam mas sucha tu sab dharm karm ko mere samarpit karke meri sharan mein ho ja.
main tere sare paap nasht kar dunga. Main tere sare paap nasht bhagwan sare paap nasht kar denge. To hamen bhagwan ka naam jap karna chahiye. Bhagwan ka naam kirtan karna chahiye. Bhagwan ki leela katha sunni chahiye. Bhagwan ke bhakton ka sang karna chahiye. Sab mein bhagwan ki bhavna karke seva karni chahiye. Hamare sare paap bhagwan nasht kar denge. Kabhi krash jeevan mein ki kabhi-kabhi kuch na kuch mushkilen aati hai. Matlab dhyan aise bhtak jaata hai. Nahi bachchhe hain. Dhyan bhatakta to sabka hai aur mushkilen sabke aati hain.
aapki hi baat nahi hai. Har mushkil se ladne ke liye hamen manushya janm mila hai. Bhagne ke liye nahi. Sabke paas mushkilen hain. Chahe Baba ji ho, chahe grihasth ho, chahe jawan ho, chahe budha ho, chahe stri ho, chahe purush ho. Koi aisa nahi jiske jeevan mein mushkilen na ho. Kyon bhai? Tum mushkil rahit ho kya? Ham bhi mushkil mein hain. Tum bhi mushkil mein ho. Lekin ham muskurate hain. Tum chinta mein ho. Muskurahat bani rahe mushkilon mein isiliye manushya sharir mila hai. Aur wo tabhi ho sakta hai jab bhagwan se jude ho.
agar bhagwan se nahi jude to aap muskura nahi sakte. Pakka samjho. Bhari se bhari vipatti aur dukh mein bhi jo muskura ke kadam badhave wahi to manushya hai. Jab bhagwan ko vipatti mili to ham insaan ko kyon nahi mil sakti? Ram ji ko subah rajya milna tha aur samay ke 14 varsh ka vanvas mila. Thoda vichar karo ki agar hamare paas aisi vipatti ho to jeena mushkil ho jae. Subah chakravarti raja banna hai aur sham ke nange pair vanwasi bhash 14 varsh kisi gram mein nahi jana 14 varsh tak vanvas kand mul phal pe jeena kabhi roti daal nahi khana tapas vesh vishesh udasi 14 varsh Ram vanvas kitna bada kasht bhagwan ko jhelna para phir ham is mrityu lok mein janm lekar manushya hokar aisi samasyaen to hamare paas hai nahi bahut chhoti-chhoti samasya syaan aati hain.
un samasyaon ka samadhan ham vivek ke dwara kar sakte hain. Ham bhajan ke dwara kar sakte hain. Har samasya ka samadhan bhagwan hai. Agar ham bhagwan se jude, bhagwan ka naam jap karen to hamare andar aisi buddhi aayegi ki ham lad sakte hain. Ham ji sakte hain. Ham dukh mein bhi ji sakte hain. To yahi kala aap bhi seekh sakte ho. Khub naam jap karo. Bhagwan se chitt ko jodo. Marna to hai hi aaj. Ek din to marna hi hai sabko. Ro-ro ke kya marna hai yar anand purvak aaj hamen dukh hai to ham muskura ke jite kal sukh aa jaega apne aap aa jaega jaise din hai waise hi raat raat ai dukh din aaya sukh ye kram chalta rahta hai dukh sadaiv koi dukh hi nahi rahta aur sadaiv koi sukh hi nahi rahta sab din hot na ek saman din badte rahte hain to hamen chahiye mushkilon mein ham kamar kas le ki ab mushkil ai hai ab mujhe bhagwan ka sahyog lekar ise jitna hai ise harna nahi manushya sharir mila hai galtyon ko sudharne ke liye aur mushkilon ko sambhalne ke liye.
hamari jo mushkilen aae unko ham vivek ke dwara sambhale unse lade us sangharsh karen aur us sangharsh mein ham vijay honge kyonki bhagwan ka ham bhajan karte hain aur bhagwan ka bhajan nahi karte tab to doob jaoge. Phir to mushkilen chat jaengi. Agar bhagwan ka bharosa hai aur bhagwan ka bhajan hai to badi se badi museebat se bhi nikal jaoge. Pakki baat samjho. Adhyatma shakti haan aaj agar ham aapke samne bol rahe hain hans rahe hain aur ji pa rahe hain to sachchi mano shpath purvak kahte hain kasam purvak kahte hain ki keval ham prabhu ki sharan mein hai to ham ji pa rahe nahi ji nahi pa sakte the aur ab mast rahte hain kyonki prabhu ki sharan mein marna to ek din hai hi yar hain bilkul mast rahna chahiye manushya jeevan masti ke liye mila hai wo masti tabhi rahegi jab bhagwan se judoge agar bhagwan se nahi jude to mast nahi rah sakte.
Manish ji mirjapur se shri Harivansh shri Harivansh maharaj ji maharaj ji sevak vani ji mein likha hai ki jo Harivansh tajo bhajo aur hi to mohi shri Harivansh duhai. Maharaj ji aapne bhi bataya tha ki shri ji ki asim kripa tab hoti hai jab koi bhi matlab is dharm upasna ke bare mein sun pata hai. Maharaj ji ismen ye kah rahe hain ki ismen ananyata ka bhav hai to kya ananyata ka matlab yah hai ki kahin aur sunne ya janne janna bhi nahi hai. To aparadh lagega. Nahi aparadh to nahi lagega. Swapna mein bhi kisi aur ki surat nahi.
rasna kato jo an rato nirakh an phuto nain shravan phuto jo an suno shri Radha jas bahan meri ankhen foot jae jo apne isht ke siva kisi aur ko dekhun. Mere kan foot jae jo isht ke siva kisi aur ko sunun. Meri jaban kat jae jo isht ke siva kisi aur ko bolun. Rasna kato jo an rato nirakh an phuto nain shravan phuto jo an suno shri Radha jasan to yahan ananyata ka tatparya kahin jane ane lene dene se matlab nahi apne pyare ke siva koi hai hi nahi apne pyare ke siva koi hai hi nahi hamare netron mein hamare pritam bas gaye to jit dekhun tit shyammai gopijan jidhar drishti dalti hai Shyam hi Shyam nazar ate Shyam hi Shyam nazar ate dusra koi hai hi nahi bachchha accha dusra koi ho tab na dekhen apna pritam hi hai pritam ke siva so anannya gati jake asumti na tare Hanumant main sevak sachrachaar rup Swami bhagwant mere isht dev hi sab rupon mein virajman hai koi dusra le virajman hai dusra ho tab na dekhe na haan ji ananyata kaise ai naam jap karo bhagwan ka charit suno aur bhagwan ke anannya bhakton ka sang karo prem ananyata bhakti yah tabhi aati hai jab bhagwan ke bhakton ka sang ho.
bhakt sang ke bina yah rang nahi chadta hai. Mati kirti gati bhuti bhalai jab jeh jatan jahan jeh pai so jano satsang prabhau lok ved na an upau koi aur upay hai hi nahi. Bina bhagwat premi mahatmaon ke sang ke bhagwan mein anannya prem hota hi nahi hai. Bhajan na hoi sang binu aur bhajan bina nahi prem chhinhu bhajan na chhadie dharie ya dhruv nem bina bhajan Bhajnandi santo ke nahi ho sakta aur bina bhajan ke prem nahi ho sakta aur bina prem ke bhagwat sakshatkar nahi ho sakta. Mul hai bhakton ka sang. Agar ham bhakton ka sang karte rahe, satsang sunte rah, bhagwan ke pavan charit sunte rah, bhagwan ka naam jap karte rah to bhagwan mein ananyata aa jaegi.
aur ananyata aa gayi to janmjanm ke mal ka nash hokar bhagwat prapti nischit ho jaegi. Bhagwan ananyata dekhte hain. Anannya chintyantu mam anannya cheta satatam ananyata ki bhagwan ne maang ki hai. Ham par to kripa ho gayi hai. Vrindavan bilkul haan bilkul kripa hai. Aisa hi sweekar karna chahiye. Ab khub naam jap karna chahiye. Bhagwan ke charit suno. Jitna charit sunoge bhagwan ki katha jitna sunoge utni jaldi hriday pavan hoga. Ye ham tumhen anubhav ki baat batte hain. Sab sadhno mein shreshth bhagwan ka pavan charit hai.
bhakton ke pavan charit hai. Unse ekdam hriday mein bhagwat prem prakt hota hai. Mathura ki brahmin patniyon ne koi sadhan nahi kiya tha. Unke patiyon ne har Shastri sadhan kiye the. Lekin unke hriday mein bhagwan ke prati bhagwat bhav bhi nahi tha. Patiyon ke prati aur patniyon mein thasa thas bhagwat prem bhar gaya tha. Kyonki Vrindavan ki pushp lekar ke malini jati hai. Aaj lala ne aisi poshak pahni thi. Aaj lala ne aghasur ko mara. Aaj lala ne ye leela ki. Sun sun ke bhagwan ke charit unke hriday mein bhagwan ke milan ki chah paida ho gayi.
jo badi durlabh hai aur usi chah ko purn karne ke liye ek din bhagwan ne leela rachi ki jahan roz jaate the udhar gauve na lekar ke Mathura ki taraf gauve laye to chhach ai nahi khanpan ke liye sakhaon ko bhookh lagi to unhone kanhaiya se kaha tumne bade-bade rakshasaon ko mara ye bhookh hamen mar rahi hai iski vyvastha to karo to bhagwan ne kaha yahi samip mein brahmin yagya kar rahe unko jao dandvat karo unse kaho shri Krishna Balram aae hain aur kuch bhojan chahte hain wah tumhen de denge. Wo gaye brahmano ko sashtang dandvat kiya aur kaha jai jai shri Krishna Balram ji aae hain aur kuch bhojan ki wo here bhi nahi brahmin here bhi nahi jawab bhi nahi diya kyonki unhone dekh liya ki ye to gwale hain.
laut kar gaye. Bole prabhu itne kathor adamiyo ke paas bheja. Wo to dekhe bhi nahi hamari taraf. Bhagwan ne kaha nirash nahi hona chahiye. Safalta hath usi ke lagti hai jo pryasrat rahta hai. Jao abki bar to unki patniyon se kaho. To unhone kaha prabhu pati hai rail to patniyan kaise de dengi? Unhone kaha nahi patniyon ko hamari katha ke prabhav se hamara prichay prapt hai. Je bhi jakar dandvat kiya aur kaha shri Krishna Balram bhukhe hain. Are bas jaise baadh umar gayi ho to baadh ke pani ko koi jaise rok nahi sakta.
jo sarita savan jal umgat sanukh sindhu sidhare priti na kan ki kan bichare hriday ki priti ne ufan bhara aur sundar thalon mein bhog sajaya aur kisi ki koi parvah na karke shri Krishna Balram ke samip pahunch gayi aur unko bhog paya Ratanavati ji ne koi aur sadhan nahi dasi ke mukh se bhagwat charit sunkar ke mahan premi ban gayi to bhagwan ke pavan charitra ke shravan karne se bhakton ke pavan charitra ke shravan karne se jitni jitni jaldi hriday ke mal ka nash hota hai utni jaldi aur kisi sadhan se hota nahi hai.
ganga ji snaan karne se paap nasht hote hain. Lekin paap ki pravriti nahi aur bhagwat leela katha ganga ke snaan karne se paap ki pravriti ka vinash ho jaata hai. Wo nishpap mahapurush hokar bhagwan ko prapt hota hai. Isliye khub bhakton ke charit padho, bhagwan ke charit suno, naam jap karo isi se ananyata aa jaegi. Aap kripa jab jeev par prabhu kripa karte hain to apne nij janon ka sanidhy pradan karte hain. Jis jeev ka antim janm hota hai use mahapurushon ka sang pradan mahapurush bas unki kripa se unki agyaa par jeevan nirvah ho jae isiliye likha hai agamyo agar nirvah ho gaya to amogas thank yu.
nahi nahi bihari bhaiya ji ne bahut anand diya raas bihari ki leela ka. Suno sunie nahi nahi nahi aaj jo hai ek nahi nahi aaj hamare bade bhai hain nahi nahi aaj sunie maharaj aaj suno hamari prarthna aaj bahut hriday jalenga nahi aap aap virajo aap virajo maharaj ji ye baat hui thi ki ham donon jane jo hai nahi nahi nahi maharaj ji hamara hriday jalenga maharaj aaj ham aaj hamen khush rahne maharaj ji maharaj ji meri vinati suni jae haan ji aaj maharaj ji ka janm hai ji inko bolne ka koi adhikar nahi ab nahi sunenge ham maharaj ji ab nahi ab bhakt manli ji ne is
samay 1100 bhakton ka yahan sab virajman hai jo bol rahe hain wo 1100 bhakt jo bhakt achare guru ji ke paas jai ho jai ho jordar jai ho jai ho jai ho bhagwant guru chatur naam jinke pad bandhan kiye na mangal aadi vichar aur anu harijan ko yash gav harijan mangal sab santan mil nirnay kiyo mati puran itihas bhaj ko jai hari jai haridas vidhi narad sankar kadik kapil dev man nar haridas Janak bheesham bal sukh muni dharm swaroop antarang anuchar hari juke jo inko yash gawe aadi antlo mangal tinke shrota bhakta pave ajamel parsang yah nirnay param dharm ke jaan inki kripa aur pun samjhe dwadash bhakt pradhan hari vallabh sab prartha jin charan asha dhari hari vallabh sab sadhri kamla Garud sunand adish prabhu pad Hanumant jamwant Sugriva vibhishan Sabri khagapti dhruv Uddhav Ambrish vidur akrur Sudama chandrahas chitra ketundav namav Kunti badhute sat lajja hari hari vallabh sab prartha jin charan renu asa dhari hari vallabh sab prartha charan renu dhari Om ashwatthama nityam markandam ji bhav bhaktiman bhav ek minute bas ek ek saath seva rahega ye
mala Barsana se banke ai hai aur puri maharaj ji charon log aao abhi ruko band karte hain rasik ji joravar hai inke samne kisi ki chalti nahi hai bolo ladli lal ki jai Gurudev bhagwan ki jai ganga ji tulsi ki mala maharaj ji badhai ho badhai ho aarti prajvalit kar di sarkar aaj kuch nahi bologe aap kal se kal se aap hi bolenge ham kal se aap bolenge namo namo shri bhakt sumar jake sunat mahatam nasat jake sunat maha tam nasat ulkat Radha Nandlal pur jhalkat Radha Nandlal namo namo shri bhakt sumar namo namo shri bhakt sumar gad swar pulkit angni gad gad swar pulkitang lochan barsat asun ja lochan barsat asun ja utar jat abhiman vyal utar jat abhiman vyal vish jeeva susah ved jeeva suras deh ka namo namo shri bhakt hot prit hari bhakt janan so prit hari bhakt jan so nit shighr a charan prasad namo namo shri sujat kusang let satsangtijat kusang let satsangati jagat ko adbhut bhav namo namo shri bhakt agr narayan das Priya priy agr narayan das Priya priy pragti jeevan rasik rasa pragti jeevan rasik
rasa namo namo shri bhakt sumar namo namo shri shri Radha vallabh lal ki jai mahaprabhu Harivansh chandra maharaj ki jai shri sevak ju maharaj ki jai ho. Shri yamuna rasrani ki jai. Radha naam ki jai. Shri maharaj ji ke prakat mahotsav ki jai ho. Chunri ji do line ki badhai do line ki badhai koi gay bajat badhai tere dwaar sun na bajat badhai tere sun na rani baj badhai tere Naina rani bajte badhai tere dwaar Naina rani bajat badhai tere naam pragti suta sulakshan sundar pragti suta sulakshan sundar pragti suta sulakshan sundar pragti suda sul sundar Mithila avdh shringar avdh shringar sun rani bajat badhai tere dwaar sun bhajat badhai tere dwaar sun najat badhai tere dwaar sun naraz badhai tere dwaar sun sun rani bajat badhai tere sun rani bhajat
badhai tere raghukul tilak dwaar tere ai hai raghukul tilak badhai raghukul tilak dwaar tere ai hai raghukul tilak dwaar tere ai hai bhupti muni samaj bhupti muni ne sam rani bajat badhai tere dwrae sun nara rani bajat badhai tere pragti suta sulakshan sundar pragat suta sulakshan sundar Mithila avdh shrangal shringar sun rani bajat badhai tere dwaar sun rani bhajan badhai de shri agr ali yuki swamini pragti shri agli yu ki swamini pragti swamini pragti rasik ni pragti Swami pragti rasik pragti rasik pragti man mohni pragti rasik pragti man mohni pragti rasik anurag anurag sun na rani bajat badhai tere dwaar sun na rani bajat badhai tere dwaar thumak thumak chalat chal Janak thum chalat chal Janak Nandni Janak Nandni madhur vachan tore madhur vachan ko tap mochni tray tap mochni thumak thumak chalat chal Janak Nandni Janak Nandni sobhit nav neel basan so mand has ruchar darshan mand has ruchi darshan jhalkat u mal sakal jhalkat sat sakal dev bandni sakal dev bandni thumak thumak chalat chalal thumak thumak chalat Janak Nandni Janak Nandni
bajat pagnu purmanot pagnu pur mano pagan pur mano bharat pur Shyam ved karat gaan Shyam ved karat gadra ghanti ruchlad undni ur andni thumak thumak chalat chal thumak thumak chalat chal Janak Nandni Janak Nandni jagat ma tu sakhin sang jagat ma tu sakhi sang bihat bahu karat rang vihat bahu kar shri agr ali nirakhat chavi ali nirakhat chavi shri agr ali nirakhat chavi agr ali nirakhat chavi bhav nikandni bhav nikni thumak thumak chalat chal thumak thumak chalat chal Janak Nandni Janak ek shri kishori ji maharaj ji ek shri Radha rani ki badhai shri
agr ali ji ki badhai to kai hai ek ai lal ki ladai lal ki ladai shri ji ai ai lal ki ladai harshit ma gore gat ai lal ki ladai harsh ma ai lal ki ladai harshit ma tu gore ga ai lal ki ladai harshit swamini ji prakt hui vishbhan grih mein aur sachariyo ke kan mein padi to raas mein astavyasta shringar ka varnan to Sukhdev ji ne kiya hai par agr Swami ji shri ji ki badhai mein sakhiyon ka astavyasta shringar varnan kar anand man phyo anand man phyo urte achra bhulo ute achra bhul
nainan peek parag den dikhayee nain pi parag de dikhayee ai lal ki ladai harshit ma gore gat ai ai lal ki ladai harshit netron mein laga liye netr kajal adh pe laga liya ai lal ki ladai harshit mat gore gat ai lal ki ladai harshit maag ke rang rati suhag ke rang raat shri ji jo prakt hui suhag ke rang rati suhag ke rang raat latakti madmati latak madati isliye prakt bhai hai vrishbhanagrah mein adhar madhur shyamah adh madhur Shyam apni hai pyari apni hai pyari adhar madhur shyamahni hai pyari adh madhur Shyam ki aap pyari ai lal ki ladai harshit mat gore gat ai lal ki ladai harshit ma shri ji ka swaroop kya hai agr ali ji ke bhav se kam keli sukh diyo bhamte ko bhav ki kam ke sukh diyo bhavte ko bhav ki kam ke sukh diyo bhamte ko bhyo ki kam ke sukh diyo bhamte ko bhyo ki shri agr ali sakhiyan sukhdai shri hari sukhdai ai lal ki ladai harshit ma ai lal ki ladai harshit ma ladli pragat bhai badhai hai badhai hai prakt bhai badhai hai badhai hai swamini prakt bhai badhai hai badhai hai
swamini prakt bhai hai badhai hai lal ji pragat bhay badhai hai badhai hai lal ji prakt bhay badhai hai badhai hai kalyug jo prakt bhai hai badhai jo prakt bhai badhai hai badhai hai sahachari pragat bhai badhai hai badhai hai sahachari pragat bhai badhai hai badhai hai sajni pragat bhai badhai hai badhai hai sajni pragat bhai badhai hai badhai hai badhai hai badhai hai badhai hai badhai hai badhai hai badhai hai badhai hai badhai hai badhai hai badhai hai badhai hai badhai hai badhai hai badhai hai badhai hai badhai hai bhaiya ho adbhut mangal aaj bhaiya ho adbhut mangal aaj bhaiya ho
adbhut mangal mangal aaj bhaiya mangal pragat shri Harivansh chandra prgate shri Harivansh chandra rasikan ke sir bhaiya ho rasikan ke sir maiya ho adbhut mangal aaj maiya ho adbhut mangal aaj ghar ghar bandhan bar sathie ghar ghar bandhan war sathie ghar ghar bandhan va sathie ghar ghar vandan bar sathi sampatti sar shringar bhaiya ho sampatti sar shringar bhaiya ho sampati sar shringar bhaiya ho sampati sar shringar nachat gavat prem vivas gati nachat gavat prem visti pramudi tan na sanhaar bhaiya ho pramudi tan na samar bhaiya ho adbhut mangal aaj bhaiya ho adbhut mangal panch shabd mil baje baje panch shabd mil baje baje panch shabd mil baje baje panch shabd mil baje baje suni suni shravan se raat bhaiya ho suni shravan se raat bhaiya ho dhun suni shravan se raat bhaiya ho dhun suni shravan se bhushan vasna lutavat bahu vidhi bhushan vasna lutavat bahu vidhi bhushan vasna lutavat bahu vidhi van lutavat bahuvind Uma bhaiya ho anand Uma bhaiya ho adbhut mangal aaj bhaiya ho adbhut mangal aaj jachak jan sab kiye ayachi jag jag sab kiye aya pujai man ki as
bhaiya ho puj man ki as bhaiya ho puj man ki as bhaiya ho puj man ki as shri vyas suvan ki charan malhaiya vyas suvan ki charan balaiya shri vyas suvan ki charan malhaiya vyas suvan ki charan malhaiya lago kishori das bhaiya ho kishori das bhaiya ho adbhut mangal aaj bhaiya ho adbhut mangal aaj bhaiya ho adbhut mangal aaj bhaiya ho adbhut mangal aaj Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha jai shyama shyama sarvasv bas aise hi dekha
aise hi prasannata bani rahe sarkar aur ham log mujhe soche rahe bas barson tak kaise baithe muhn karke baithe rahe thoda
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
- bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
- bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
- agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
- ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…
- jiska lakshya bhagwat prapti hota hai uske kya lakshan hote hain? — ras shekhri sharan ji Vrindavan se maharaj ji jiska dridh lakshya bhagwat prapti ho gaya hai us sadhak ke kya lakshan hai narayan hari bhajan mein pancho na suhat vishay bhog nidra hansi jagat prit bahu baat ye…