॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

maharaj ji, jeev hi brahm kaise ho sakta hai?

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

akash ji Vrindavan se shri Harivansh maharaj ji Gurudev aapke charnon mein koti-koti pranam maharaj ji meri buddhi bahut samay se sanshay mein hai prabhu keval aap hi buddhi ke sanshay ka nivaran kar sakte hain maharaj ji maharaj ji satsang ke kripa prasad se gyaat hua ki teen tatv aadi anant sanatan brahm jeev evam maya prabhu aapke shri mukh se shravan kiya ki jeev hi brahm hai. Maharaj ji meri nich buddhi ye sweekarne ko tayyar nahi hai ki jeev hi brahm hai. Aapke vachno pehle hamko ye batao hamare ham aapse prashn karte hain to aapke prashn ka uttar ho jaega.

jo chatur shloki bhagwat aapne padha nahi hai isliye aapko sanshay ham bilkul Hindi bhasha mein bol rahe hain. Jab srishti nahi thi to kaun tha bhagwan? Jab srishti nahi rahegi to kaun rahega? To beech mein ye sab bana kaun? Bachchha sharir aasakt hone ke karan indriy aur man ka bhogon ki taraf pravah hone ke karan mana khashtan indran prakriti sthan kar apne swaroop ko aap bhul gaye ho nahi to goswami ji ki is chaupai par dhyan dijiye swai jaan jeh dehu janai janat tumah tumah ho jae brahm brahm bhavti tasmit jane bhada bhav bachchha ek baat aur ham tumhen batayen ganga ji ki ya yamuna ji ki dhara ja rahi hai to aap us jal ko kya kahenge yamuna jal kahenge na ek tanker nikal liya to kya kahenge tanker wale ek jal ko yamuna jal kahenge na aur ek chamach nikal liya to kya kahenge yamuna jal hi to kahenge na to jo dhara mein wahi tanker mein wahi chamach mein samjh rahe ho na to wahi paramatma samasth charachar rupon mein virajman hai uske siva koi nahi vasna vasudevas vasitam bhatram sarvabhut nivasos Vasudev namostute ab bhajan karoge to bachchha jaan jaoge wahi hai ye jab ham bhajan karte hain to bhajan ka akhiri swaroop kya hota hai?

jante ho? Bhajan karte karte yah bhi bhul jana ki main bhajan kar raha hoon. Brahm nahi maya nahi jeev nahi kal apni hi sudhi na rahi ek raho Nandlal krishnakar vritti kaun bacha man Krishna buddhi Krishna chitt Krishna aham Krishna sarvasv Krishna Krishna Krishna dekho gopiyon ki sthiti kan bhay pran mein pran bhay kan mein ha mein na jani par kan hai ki pran hai hi mein na jani par kan hai ki pran yahan to prannon ki baat jeev to mamo bhagwan ka ansh jaise yamuna ji ka ansh aaya to wo ek chamach mein bhi hai lekin wo yamuna jal hi hai aise purn paramatma ka ansh purn swaroop swaroop hi hota hai.

wo vismrit ho gaya. Apne swaroop ka vismaran ho gaya. Isliye Upnishad kahte hain tat tamamshi tum wahi ho. Tum aur nahi ho. Ye jo apne ko stri purush man liya. Apne ko aur kuch man liya. Yahi bhram hai. Mayakrit bhram ka jab nash ho jaata hai to brahmaakar vritti apne aap aa jati hai. Chahe bhakti se karo chahe gyan se. Bhakti se jo bhi bhagwat sakshatkar hota hai to mam darshan phal param anupa jeev pav nij sahaj swaroopa apne sahaj swaroop ko prapt ho jaata hai. Wahi sahaj swaroop jo shankar sahaj swaroop samara lagi sama akhand apara wahi swaroop jo bhagwan shankar ka wahi aapka swaroop hai wahi charachar jagat ka swaroop hai par bhul gaye bhul gaye apne swaroop ko aur dehasakta hokar dehabhmani jeev kahte kise jo dehabhmani hai dehabiman khatm hua shiv hi shiv hai jeev hai hi nahi ye naam rup mithya hai jaise swapna mein aapne apne ko dekha ek bazar dekhi, ek sansaar dekha swapna mein lekin kya satya tha kya kab pata chala jab jage tab tak to satya tha jab tak swapna mein the jab jage to wo jhutha hua aise hi moh nidra mein abhi aap so rahe hain jab jagenge to aapko ek hi paramatma de ek brahm dwiteeyo nast eko brahm dviti nasti dusra koi hai hi nahi sarvam khalmidam brahm ne nanast kinchna vasudeva mahatma bhav sab jagah wahi virajman hai.

ab ye anubhav karne ke liye sadhna karni padegi. Batchit se thoda anubhav mein aa jaega. Jab ham sadhan karte hain tab ye baat samjh sa mahatma sud durlabh jo sarvatra bhagwan ka darshan goswami ji anubhav karke kah rahe hain na si Ram may sab jag jani. Karahu pranam jori jug pani. Charachar jagat Siyaram ka swaroop hai. Goswami ji anubhav kar rahe hain. To prabhu hi to virajman hai. Jad chetan jag jeev jat sakal Ram mein jaan jad chetan jitna wo bhagwan hi bana hua dusra nahi. Kyon samjh mein aa raha hai? Lekin bhajan karoge tab samjh mein aayega ki wo param brahm paramatma anant mahimashaali wo aisa kaise ho sakta hai ki wo vishyon mein bhramit ho jae.

wah aisa kare, wah aisa yahi to uska khel hai. Wo apne aap se apne aap ko chhupa karke wah khel raha hai. Aap bhi wahi hai aur apne aap ko bhul gaye hain aur jab aapko gyan hoga to yahi baat samjh mein aa jaegi. Yahi baat samjh mein aa jaegi. Bhakti mein apna bhi smaran hota hai. Main ka aur gyan mein main ki siddhi hoti hai. Aham brahmasam aur bhakti mein main ka bhul jana hota hai. Keval ishtkar vritt to ek hi bacha. Jab tak ek nahi bachega sawal hal nahi hoga. Ek bachna chahiye. Aapke puri sadhna ka phal ek hona chahiye.

to bhakti mein ek ek raho Nandlal wo ishtkar vritti aur gyan mein aham brahmasam dusra sab samapt sab meri hi atma hai. Ye keval bhramtmk swapnik jagat hai. Uma kahun main anubhav apna sat hari bhajan jagat sab sapna. Samjh mein aa raha hai na? Ab samjh mein bachchha tabhi aayega jab dat ke bhajan karoge. Bhajan se baat samjh mein aayegi.

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi

  • parivaar mein nakaratmakta va kalah ho to kya karen? — eswi chaturwedi ji Delhi se Radhe-Radhe Radhe-Radhe maharaj ji maharaj ji parivaar mein nakaratmakta ho ghar mein kalah ho rahi ho grih yuddh jaisi paristhiti ban rahi ho to adhyatma ke raste par…
  • ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
  • bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
  • bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
  • agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
  • ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…