maharaj ji ne swayam dikhae lal Baba ji maharaj dwara likhe hue divya sutra.
shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.
pura pravachan
aao maharaj ji aao anand aa gaya santo ki kripa se aapka darshan hota rahta hai aapki kripa se santo ka darshan hota hai aapki kripa se tamas bahut rajogun chora kal prabhav virodh chora aur Ram ji kahe hain sab mam priy mam upjae iska kaat kaise ho maji kam dekho vihaar ko paramarth mein agar chadhaoge to samjh mein nahi aayega paramarth ko vihaar mein chadna abhi ulta jod rahe ho aap ye vihaar hai Satayug ka vihaar treta ka Dvapar ka kalyug ye kalyug ka vihaar hai. Tamogun badhega. Rajogun miksha rahega.
log kam aadi mein fanse rahenge. Dves aadi karenge. Ye kal dharm ka prabhav hai. To kalyug bhi to bhagwan ka prakt kiya hua hai na. Haan ji. To ye vihaar ko ham ye paramarth ki bhagwan baat kar rahe hain. Sab mam priy sab mam updhay. Mere dwara sab prakt kiye gaye. Rakshasaon mein raaksasi bal bhagwan hi to dete hain na. Asuri bal main hoon. Devtaon mein daivi bal main hoon. Bhagwan bhagwan ka hi to bal hai. Bhagwan se hi upja hai. Chati se dharm prakt hua hai aur pith se adharm prakt hua hai. To jahan bhagwan vihaar ki baat jaise abhi vihaar ki baat ho rahi thi.
ki jo dusht log hain unka sang sadhu ko nahi karna chahiye. Jo abhimani hai, santo ko bikhari samjhte hain, jo jhooth bolte hain, jo paap karm karte hain, vybhchar karte hain, aise duston ka dur se tyag kar dena chahiye. Ye dekho vihaar hai. Ab paramarth kya kahta hai? Siyaram mayam sab jag jani karau pranam jo jug pan jahan vihaar ka varnan hoga wahan shubh aur ashubh accha aur bura tyag aur grahan karne ki baat aayegi aur jahan paramarth ki baat hogi to wo baadh hai. Jaise baadh mein chhota bada gadha wo sab barabar ho jaata hai.
to usmen barabar jad chetan jag jeev jat sakal Ram may jani bandho sabke pad kamal sada jori jugpal sabke pad kamal aur jahan baat vihaar ki ai bole jake priy na Ram vaidehi tajie tahi koti baireesam yadyapi param wo chahe rishtedar ho chahe natedar ho chahe pujya ho chahe koi ho tajo pita Prahlad vibhishan band bharat mhatri guru bal tajo kant braj bal tan bhed mangal vah shri Ram hamen paramarth wali baat nahi kah kah rahe jake priy Ram vaidehi tajie tahi koti bairi karodon dushmanon ke saman uska tyag kar dena chahiye to paramarth ka updesh aur vihaar ka updesh alag-alag sthano par apni-apni apni jagah shobha pa raha hai.
ek ko uthakar ek pe nahi rakh sakte. Donon ka marg alag alag hai. Vihaar aur paramarth ka marg alag alag hai. Jab sadhak paramarth ki drishti pe aata hai to uski drishti alag ho jati hai aur jab vihaar ki drishti hoti hai to uski alag drishti hoti hai. To ye varnan hai. Pehle vihaar ki drishti rahegi. Vihaar ki drishti se varnan kiya gaya hai. Maharaj ji ek bar aapne pujya lal Baba ka naam liya tha ganga ji ke kinare. Aapne ek bar lal Baba ji maharaj ka to pujya Gurudev ka kripa patr ji to aapke upar ek jivni par chhota sa bhav ek sevak ne likha hai.
apne Gurudev ke upar ek bhav likha hua hai accha lal Baba ji maharaj ko aapne ek jagah nivedan kiya tha kaha tha ki us samay hamari bilkul nai avastha thi 1820 ki avastha thi. Ji ji ganga ji ki reti par ji kahan ghatiya ghat mein shayad tha ghatiya ghat mein to maharaj ji bilkul netron mein base hue hain prichay mila aur inhone kaha tha haan bilkul bal yogi lal ji bhai chhoti diary rakhi hai na upar ji chhoti diary la do unke unke hath se likhi baat unhone apne hath se likhi ji ji ji chhoti das ji maharaj ji aapne samadhi mein apna sharir chhoda khisri mudra laga ke samadhi mein khichri mudra laga ke apna sharir samadhi mein hi chhoda khichdi mudra mein hi praveen the ji
khichdi mudra mein hi praveen the maharaj ji bahut praveen the ratri ke samay gaye the to kah rahe the wo sab khichri mudra mein jane wale hi hai to ye diary hamari sanyaas ki diary hai ji ye unke hath ki right Baba ji ji unke hath ki raiting pehle pej se ji ji sunao jaisa sochoge vaisa ho jaoge isiliye jaisa hona hai vaisa socho aham shunya jeevan hi paramatma ke samrajya mein pravesh karta hai saral evam sahaj jeevan mein hi shraddha ka janm hota hai aur pavan devi sampada bhi mahapurushon ke liye ji Uttarakhand saath hi shreshth abhyuday panchavti gurukulam samjhadi muni ki rishikesh ji ji sab bahut purana ho gaya unhone likh ke diya tha baithe hue the aur unhi ki diary di hui hai diary bhi unhi ki yah sab paylan ki Ram hai basti ka desh bina pind ka purush hai Kabir sandesh jai shri Ram san 2000 ki amar 26 sal pehle ki diary hai haan ye sab unhi ka likha unhi ka likha hua hai yahan tak unhi ka likha hua hai ji ji bahut
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- parivaar mein nakaratmakta va kalah ho to kya karen? — eswi chaturwedi ji Delhi se Radhe-Radhe Radhe-Radhe maharaj ji maharaj ji parivaar mein nakaratmakta ho ghar mein kalah ho rahi ho grih yuddh jaisi paristhiti ban rahi ho to adhyatma ke raste par…
- ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
- bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
- bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
- agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
- ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…