॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

kya bhagwat prapti ke baad bhi pralya ke baad janm lena padega?

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

lav kumar Yadav ji hari Baba badash maharaj ji mera prashn hai ki bhagwat prapti se sambandhi yah prashn hai. Jaise ki hamne shri Vishnu puran ji mein padha hai ki char yug milkar ek chaturyug banta hai. Phir jab 1000 chaturyug ban hote hain to brahma ji ka ek din phir brahma ji ki ayu 100 varsh hai. Arthat srishti iske baad pralya ho jati hai. Maharaj ji ab prashn ye uthta hai ki agar kisi jeev ko bhagwat prapti ho gayi to kya us jeev ko is srishti ki avadhi tak vishram milega? Arthat nahi abhi abhi isi kshan bhagwat prapti abhi sansaar chakra khatm abhi parmanand mein sthit koi pralya nahi koi nash nahi koi parivartan nahi usi ko to jeevan mukt param pad kahte hain jahan pralya ka bhi pravesh nahi pralya brahma ji ke dwara rachi hui hoti hai ham brahma ji ke dwara rache nahi hamara sharir racha hua hai sharir abhi nasht ho jae koi fark nahi parta ham avinashi chetan amal aur yah jab bodh ho gaya bhagwat prapti ho gayi to sab bhay khatm sab natak khatm maya ka jag gaye to swapna mein katal ho raha tha bach gaye na jo sapne sir kate koi bin jage dukh dur na ho te sab swapnik hai.

srishti rachna bhi swapnik hai. Srishti palan bhi swapnik hai. Aur srishti ka nash bhi swapnik hai. Us avinashi ka na rachna hoti hai. Na us avinashi ka palan hota hai. Na us avinashi ka vinash hota hai. Wahi avinashi tum ho. Nain chhinti shastraan nain dati pavka na chainam kledpu na soshti marta yahi atma bodh hai aur usi sacchidanand ka jab darshan hota hai to tatv gyan apne aap ho jaata hai khatm khel rahi hai sab bhay khatm samjh rahe ho na ye maya ka jadu hai Uma kahun main anubhav apna sat hari bhajan jagat sab sapna abhi samjh mein nahi aaya nahi bhagwan ye main to hath khade karke aapke shri charan charnon mein sharan mein hoon ki lekin kabhi-kabhi ye buddhi ki tarah se tark karti hai ye kya hamse uttar le lo to iska abhi kai mahino se

ye tark kya ki jaise hamko abhi bhagwat prapti ho gayi kisi bhi abhi tum jana hi nahi bhagwat prapti kise kahte hain ek bar to kha ke to dekho phir iske baad kya dikta hai pehle bhagwat prapti ka lakshya bana na srishti hai na palan hai aur na lay hai ye trigun ki maya mein hai aur trigunnatt hai bhagwat prapti jab wo drishti aa jae hi nahi are bhaiya swapna mein sab kuch dikhayee de raha hai jagne pe kuch hai kya to abhi tum swapnik purush ho jage hue purush ho kya tumhen brahm bodh ho gaya kya tumhen bhagwat sakshatkar ho gaya kya to swapnik sankalp vikalp ho rahe hain ab jagane ki cheshta kar rahe jag jao dhire-dhire nirantar naam jap karo aur ye jo srishti pralya ki katha likhi hui hai ki ham bhayabhit hokar aise bhagwan ki sharan mein jae ye satya hai sansaar ki leela mein aisa hoga lekin ham aisa bhajan karna hai ki ab hamko is prapanch se upar uth jana hai aur bhagwat prapti mein kuch nahi hota na pralya hoti hai na palan hota hai na lay hota hai abhi gyan to hai nahi ab bhi atma swaroop

ka kya palan hota hai ab bhi atma swaroop ka kol bal banka kar sakta hai iska brahma srijan kar sakte hain jo brahm ki atma hai wahi hamari atma hai abhi bachchhe ho kaise samjhoge naam jap karo tab samjh mein aayega ye adhyatma ka khel hai. Naam jap karte raho. Pehle bhagwat prapti ki taraf chalo. Gurudev bhagwan aapke sanidhy mein hoon. Kafi samay se ye mere theek hai. Kabhi-kabhi prasann karti hai. Lekin main iska chintan nahi karta hoon. Aapke charnon ke to aap samjh mein aa raha hai ki nahi? Jaise swapna mein aap dekh rahe ho ki ek mitra mila, patni mili, ladka duniya ka sab prapanch dekhte ho.

kya kuch satya hota hai kya? Yahan kya satya hai? Hamari balyvastha satya thi kya? Hamari jawani satya thi kya? Aur kuch din baad yah rup aisa mitti mein mil jaega dhundne se nahi milega tribhuvan mein trikal mein yah sab natak hai maya ka yah satya thodi hai aur jo ham hain wo the hain rahenge kabhi vinash nahi agnastra hamara kuch nahi jala sakta vaywastra hamara kuch nahi uda sakta varunastra hamara kuch nahi tabhi to nain chhinti shastraan nain dhati pavka abhi na atmjyan hai na bhagwat sakshatkar to buddhi to chanchal ho hi jaegi naam jap karte raho aur jo sanshay uska uttar lete bas mante raho aap mante raho to jaan jaoge agar manoge nahi to phir tark mein buddhi fansa karke negative bhi chala sakti hai nakaratmak soch bhi la sakti hai mahara ji manne ke liye bhi power chahiye kya andar haan bhajan ke bina to manyata bhi nahi hogi bhajan isiliye bari mathe grat hoe bukhta te bar tel bin hari bhajan na bhavat ya siddha sapna sapna kab lagta hai maharaj jab uth jaate hain tab sapna lagta hai jab gyan hota hai tab jab gyan ho jaata hai.

tatv gyan apne swaroop ka bodh ho jaata hai ya bhagwan ka darshan ho jaata tab lagta hai ki are jaise rassi ko saanp mankar dar rahe hain par jab tak sidha prakash rassi mein nahi padega aur ham rassi nahi jananenge tab tak ham darte rahenge aur jab prakash para dekha rassi to hans denge ki are ye to rassi thi ham ise saanp man rahe the aise ye sarvatra brahm vyapt hai sarvam khalmidam brahm yahan koi bhay ka vishay nahi par jab tak ham brahm bodh nahi kar lete tab tab tak bhay se nivitti nahi ho sakti. Kyonki maharaj ji bahut kathinata padti hai us baton ko sab.

kathinata isliye padti hai ki ham aasakt ho gaye hain. Sharir mein sharir ke bhog ham kah rahe hain bahut chhoti baat hai tambaku. Chai chodna kathin hai. Aap dekh lo na. Ham chhoti-chhoti aadaton mein phas gaye. Phir itne bade sharir mein phas gaye aur sharir ke bhogon mein phas gaye. Ab isko chodna tum khilwad samjhte ho kya? Chahe jitna updesh de lo chahe sun lo jab shisha se tilak lagao to lagta hai ye hamare mathe pe sahi tilak laga hai na. Hamare sidhe main ka tadatma bhav ismen hai aur jab yah aa jae ki yah sharir alag hai andar ka vishay aur main isse alag hoon tab alag khel shuru ho jae.

abhi to isiliye kahte hain sirf naam jap karo. Sirf naam jap karo. Age ka sab kam naam sambhalta chala jaega. Naam jap ke bina kuch nahi hone wala. Naam jap ke bina kuch bhagwan ka madhur madhur naam jo priy lage jo Gurudev ne diya ho wo naam jap karo wo sab prakashit karta chala bhagwan ke bhajan se lok parlok shastr sabka gyan ho jaata hai bas bhagwan mein buddhi laga de agar bhagwan ka bhajan nahi karoge to phir ye tark mein nana prakaar ke usmen maya fansa sakti hai apne ko chalne mein aiseise sankat pare hain ki bas laga hai ki ab rasta band va bhagwan ka smaran kiya turant rasta khula andar ka turant rasta accha yahan se aise aise ye bahut bada matlab bandhan hai koi chhota nahi guruswami tulsidas ji kahte jad chetne granthi par gayi jadyap masa chutati kach bahut kathin hai nahi kathin ab dekho pyas lagegi to aap kahoge ki prannon ko pyas lag rahi mere ko nahi yah bhookh pyas prannon ka dharm hai mera nahi mujhe pyas lagi hai main dekhna chahta hoon main sunna chahta hoon yah tadatma hate gyan ke dwara tab par yah sab chodo naam jap karo apne aap age ka rasta pusht kar denge.

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi

  • parivaar mein nakaratmakta va kalah ho to kya karen? — eswi chaturwedi ji Delhi se Radhe-Radhe Radhe-Radhe maharaj ji maharaj ji parivaar mein nakaratmakta ho ghar mein kalah ho rahi ho grih yuddh jaisi paristhiti ban rahi ho to adhyatma ke raste par…
  • ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
  • bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
  • bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
  • agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
  • ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…