॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

kya Gurudev dur sthit shishya ko bhi dekhte hain?

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

kapil Ram ji shri Harivansh maharaj ji maharaj ji kabhi-kabhi andar vichar aata hai ki kya sadguru dev bhagwan apne se dur sthit pratyek apne shishya ko dekh rahe honge vihaar mein bahut kam avsar milta hai sadhak ko ki wo unse mil paye aise mein guru aur guru ke do swaroop hai ek hai panch bhautik swaroop mein virajman aur ek hai tatv rup se jo tatv rup mein hai wo akhand mandlakar vyaptam characharam wo tumhare andar bhi baitha baitha hai. Tumhare andar ki har baat sun raha hai. Aur jo panch bhautik swaroop mein hai wahan jane par hi dekh paoge.

batane par hi uttar mil payega. Lekin jo andar baithe hain to wah tumhare saath hain. Tumhare hriday mein hai. Akhand mandlakar vyaptam characharam tatpadam darsh tasmai shri guruve namah to ye akhand mandla mein mandalakar jo vyapt jad chetan mein Gurudev hain unhin ko pradhanata deni chahiye. Kyonki wo har samay aapke saath hai. Yah sharir to aaj hai kal nahi rahega. Lekin jo aapne manas patal par apne Gurudev baitha liye wah tab tak rahenge jab tak aapka moksh nahi ho jaega. Jab tak aapka kalyan nahi ho jaega.

yah Gurudev to kabhi bhi ja sakte hain. Lekin wo Gurudev kabhi nahi ja sakte jo aapne bhavna mein baitha rakhe hain. Man lo aaj aap samne ho lekin aap jab ekant mein hote ho to bhavna mein aapke hai na Gurudev saath aap batchit bhi kar sakte ho ki dekho maharaj ji ab ham chal rahe hain sambhalna. To ab andar baithe hue Gurudev se apni ham batchit bhi karte hain aur dekhte hain ki Gurudev ne uttar bhi de diya. Gurudev hamen sambhal bhi rahe hain. To wo Gurudev jo tatv rup se sab jagah virajman hai wo jaan rahe hain aapko.

wo sun rahe hain. Wo aapki ek ek bhav dekh rahe hain aur usi ka phal wo pradan karenge. Ek sthan mata-pita se upar hai kya? Haan kyonki mata-pita sansaar ke sharir ko janm dene wale hain aur guru sharir ke rag ko mitakar bhagwan se milane wala hai. Isliye mata-pita se bhi badhkar ke matri devo bhav pitr devo bhav kyonki unhone is sharir ki rachna karne wale paramatma ke usmen sahyog hua. Garbhadhan kiya balak prakt hua. Uska palan poshan kiya. Jab ham agyani the tab unhone hamara palan poshan kiya.

itna unka sambandh hai. Lekin bhagwan ne garb mein bhi hamen banaya. Bhagwan ne garb mein bhi hamari raksha ki. To bhagwan to bhagwan hai. Bhagwan ke saman koi nahi. Aur us bhagwan ko prapti karane wale Gurudev hain. Isliye bhagwan se bhi badhkar Gurudev hai. Aur bhagwan ne swayam kaha sato sam mohime jag dekha aur mote adhik sant kar lekha. Bhagwan ne Shabri ji se kaha more man prabhu as vishwasa Ram te adhik Ram kar dasa jane sant anant samana bhagwan ko prapt karane ke karan Gurudev ke saman Gurudev hi hai dusra koi nahi hai maharaj shri kripa karke jane ki baat na kijiye hriday bhara kisi kaun hai wahan yar jo aaya hai so jaega kya raja rank fakir ismen kya darna bhai jo aaya hai so jaega kya raja rank fakir chahe chahe bikhari ho, chahe sadhu ho, chahe raja ho, yahan se to jana padega.

ke liye itna samarpit hai. Aapki kripa bal se hi ham aapse itna prem nahi hamare bahut pyar hai. Ham samaj hamen bahut pyar de rahi hai. Hamari baat man rahi hai. Galat acharno se mukt hokar achhche acharno mein chal rahi hai. Ham dhanyavaad dete hain naujvano ka aur samaj ka jo gande acharno ka tyag kar achhche acharno mein chal rahe hain. Hamara jeevan dhanya kar rahe ho. Apna to jeevan dhanya kar hi rahe ho. Hamara bhi jeevan dhanya kar rahe ho. Aaj aap log achhche aacharan kar rahe ho to yah hamari sadhuta ka phal hua. Ye hamare jeevan ka phal hua ki ham apne desh ke liye ham apne samaj ke liye kuch kar paye.

nahi to ham akele bhajan karke mar jaate mukt ho jaate. Kaun janta? Aise hazaron lakho bhai gande acharno ka tyag kar achhche acharno par chal rahe hain. To hamen bhi sheetalata prapt hoti hai ki bhagwan ne is yogya banaya ki ham samaj ke kam aae. Samaj vachan se hi sahi par ham kam mein to aae. Hamari samaj ka sudhar ho raha hai. Hamare desh mein naujawan log achhche acharno ki taraf chal rahe hain. Ye ham apne jeevan ko dhanya mante hain. Aapke karan aapke karan agar aap sudhar rahe ho to ham apne ko dhanya mante hain ki hamari sadhuta hamara bhagwan ke marg mein ana sarthak hua ki samaj ke ham kam aae hai.

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi

  • parivaar mein nakaratmakta va kalah ho to kya karen? — eswi chaturwedi ji Delhi se Radhe-Radhe Radhe-Radhe maharaj ji maharaj ji parivaar mein nakaratmakta ho ghar mein kalah ho rahi ho grih yuddh jaisi paristhiti ban rahi ho to adhyatma ke raste par…
  • ekantik vartalaap evam darshan #1400 — sanjeev mukharji share iven Radhe-Radhe maharaj aeeaeeti dhanbad se maharaj ji kripya mujhe bataiye ki main kaise kam bolun adhik sunun bolte samay naram rahun dusron ko apni baat rakhne ka mouka du phir…
  • bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
  • bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
  • agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
  • ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…