kya praarabdh ko pidhi dar pidhi bhogna par sakta hai?
shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.
pura pravachan
savita ji Radhe-Radhe maharaj ji maharaj ji kya kisi ka praarabdh itna balvan hota hai ki pidhi ki pidhi uska phal mile nahi aisa nahi hota swayam ko bhogna parta hai pidhi ko nahi jaise pita ne paap karm kiya aur purv janm ka dukh putr ko bhi badha hai to aise pita ka putr banega ki uske aacharan ka use jeevan bhar dukh bhogna padega. Pita karja kiye hue tha. Pita aparadhi tha. Pita bahut prakaar ke durachaar kiye hue tha. To us putr ko jeevan bhar dukh bhogna padega. Property chhin jaegi logon ko ki samaj mein ki usi ka to ladka hai na jisne aisa kiya tha.
to jeevan bhar usko to ye karm sanskar us jeev ke purv se lage hue hain. To wo putr banta hai akar wo pita banta hai akar. Aisa ab pidhi dar pidhi aisa nahi ki paap kare koi aur pidhi dar pidhi bhogta rahe aisa ham to satkarma kar rahe hain bat matlab abhi tak kasht hi kasht mil rahe haan to aapne aaj satkarma kiya piche dushkarm kiye to unko kaun bhogega piche janm mein dushkarm kiya piche kamai hai ye abhi ki kamai to aapki achchhi hai man lo satkarma kar rahe hain lekin piche bure karm kiye purv janm mein to bhogna nahi padega to bhogna to padega avashya mein bhoktuvi kritam karm shubhasham kiska prashn prashn hai haan to bhogna to padega hi na aaj satkarma kar rahe hain lekin piche hamare bure karm rahe to unka dand bhogna padega to bhogna avashya mein bhoktavya bhogna padega shrey Mishra ji Kanpur se shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji aap puchna chah rahe hain ki agar koi bhagwan ka naam le apna matlab aap karta hai to kya usko bhagwat prapti hogi?
nahi nahi kadpi nahi jo kanun ke virudh hai wo dandniy aparadh hai to use aparadh ka bhog bhogna hoga kahin bhi hamare shastr mein ya bharatiya kanun mein atmhtyaa karne ki swikrati nahi hai swikrati nahi agar aap atmhtyaa karte hue upay karte hue pakde jae to aapko saja hogi aap nahi kar sakte hamare bharatiya kanun mein bhi hai aur Bhagvati kanun mein yadi atma karte hain to aap bhut pret ki yoni ko prapt honge. Aap durgati ko prapt honge na aapki sadgati hogi. Aisa nahi to sab log naam bol ke dariya mein kud jae aisa nahi hai.
aisa nahi hai. Aise durgati ko prapt hoga. Sadgati ko prapt nahi hoga. Jaise koi naam lekar ke paap karen to narak ko prapt hoga. Us sadgati ko prapt nahi hoga. Aise hi ki naam se antim samay mein kalyan ho jaata hai to uski durgati ho jaegi. Wo pret yoni ko prapt hoga. Uska bahut adhaptan ho jaega. Aisa kabhi nahi karna chahiye. Atman gati bahut nindniy hoti hai. Haan wo atmhtyaa kabhi udhar ko prapt nahi hoga. Kalpo kalpo bhatakta rahega. Isliye atma kabhi kisi ko nahi karni chahiye.
yah sabse bada aparadh hai. Samasya ka har samasya ka samadhan hai. Lekin har samasya ka samadhan atma side thodi hai ki aap hatya kar lo. Aisa nahi hai. Karoge to durgati ko prapt ho jaoge. Kyon? Tumhare dimaag mein vichar kaise aaya? Antim samay yadi bhagwan ka naam smaran mein aa jae. Antim samay atma aur antim samay mein bada fark hai. Hamara samay hota hai antim. Jaise ab hamare pran nikalne wale hain hamare nikal Radha aur pran nikal gaye. Ab aapko bhagwat prapti ho jaegi. Lekin pran nikalna wo antim samay nahi hai.
wo atma hai to uska phir dand milega na aapko. Aap aparadh kar rahe hain. Aapne bola tha ki wo jaise jaise wo kisi matlab jalne wale ka padaarth ka hai ki wo jalaegi jalaegi. Aur aapne bola tha Radha naam ka wo tarna hi hai. Haan tarna hai to kanun ke virudh kanun ke virudh thodi na jaise jahr hai na to agar use vaidya shodh ke de to damad beemariyon ke kam mein aa jaata hai. Sankhya aur aise kha lo to mar jaoge na. To uska virudh prayog thodi karna chahiye. Uska virudh prayog nahi. Ye virudh prayog hoga.
isse aapko dand milega atma karte samay ki ham bhai Radha bolkar aap kar lenge. Radha bol ke ham kisi to isse aapka patan ho jaega. Aapki durgati ho jaegi. Swatah hamare pran nikal le. Phir Radha Radha bol len to hamara kalyan ho jaega. Aise nahi. Aise nahi durpayog na karen. Sad vastu ka durpayog nahi karna chahiye. Yah kanun ke virudh hai.
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- ekantik vartalaap evam darshan #1400 — shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan…
- bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
- bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
- agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
- ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…
- jiska lakshya bhagwat prapti hota hai uske kya lakshan hote hain? — ras shekhri sharan ji Vrindavan se maharaj ji jiska dridh lakshya bhagwat prapti ho gaya hai us sadhak ke kya lakshan hai narayan hari bhajan mein pancho na suhat vishay bhog nidra hansi jagat prit bahu baat ye…