॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

MS Bitta ne desh ki suraksha ke liye kya prashn kiya ? Aur maharaj ji ne unhe kya ashirwad diya ?

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

jaise ham bhagwan ke bhakti mahapurushon ko pranam karte hain aise ham apne desh ke bhakton ko pranam karte hain jo hamare desh ka mangal soch hamare deshwasiyon ka mangal soch wah hamara hriday hai ek vyakti se agar pura ganv nasht ho raha ho agar ek jila ek ganv se nasht ho raha ho agar ek jila se pura desh nasht ho raha ho usko shasan mein le lena chahiye bas aapka chintan sahi hona chahiye dharm yukt hona chahiye koi parast nahi kar sakta ye to bahari suraksha hai antarik suraksha bhagwan ki hoti hai jismen wo Divya shaktiya tumhare saath rahenge ki yah chak ho jae to ho jae lekin wo chup karne wali nahi es bitta ji Radhe Radhe maharaj ji shri Harivansh aapke charnon mein koti-koti pranam hai Gurudev mere upar 14 bar hamle ho chuke hain marji aap age likh rahe hain ki inhone jab bhi prabhu se kuch manga mantr bhumi ke liye to inka dard bhi gayab hua hai ek shakti ne inko sambhal hai aur 20 sal pehle mehandeepur balaji maharaj ji se aapne desh ke liye manga tha unko mila bhi aur gramsetu

todne ki jab badi ai to unhone kasam khai thi ki Ram se tu nahi tute to wo bhi safal hui maharaj ji jisne mujhe aaj tak is desh ki seva karne ke liye bachayein rakha aisi kripa ki prabhu ne kya ham desh ke liye aur dusron ke prannon ki raksha ke liye kuch bhi mangte hain to bhagwan pehle sunte hain aur agar aisa hai Gurudev to sir vishv apne desh ki suraksha aur unnati ke liye mange to bhagwan sunenge bhagwan ka ek swabhav hai bahut karuna mein swabhav hai jab ham apne bhog ki samgri apne sukh ke liye mangte hain to yah pukar thoda vilumb se jati hai prabhu ke kan mein uske liye phir aapko yogyta dikhani padegi agar dusre sukh ke liye dusron ke hit ke liye desh ke liye vishv ke liye ya kisi vyakti ke liye pashu pakshi ke liye bhi wo tatkaal baat hoti prabhu se ismen ismen bilkul sansay ne jab ham apni vasnaon ki purti ki maang rakhte hain to thoda vilumb se baat hoti kyonki ismen agyaa se is jeev ka patan hai jo apne bahu ke liye maa lekin jo desh ke liye aur dusron ke usko alag se

bhakti karne ki jarur nahi hai jaise ki rishi mani ko parpam pad milta hai aise is desh bhakti ko bhi jo apne desh ko bhagwan ka swaroop mankar aur desh ki praja ko bhagwan ki seva maa kar karta usko alag se koi sadhna karne ki jarur nahi uski wahi gati hogi jo ek mahatma ki gati hoti hai kyonki jaise arjun ji ka rahe main sanyaas lunga aur bhagwan karen tumhen yuddh karna hai atanki dosto ko vinash karo jo dharm mein chal rahe hain sanyaas lene ki jarur nahi in adharmiyon ka vinash karo aur jo hamare dharm se chalne wale asahay janm hai unki sahayata karo agar unki sahayata mein pran bhi chale jaate hain tumhen bhagwat pratap hogi par hit shreshth dharm nahi bhai par pida sam naye yug bhai jo dusron ke hit ke liye koi bhi pida use parast karen kar sakte Garud ji se ka rahe ki main dusre ki baat nahi main apne anubhav ki baat ka raha hoon ki yadi dusron ke hit ke liye tumhare maa mein baat hai to koi bhi parast nahi kar sakta rog shok saanp darun dhari koi bhi tumhen saanp dekar nasht nahi kar

sakta koi rock tumhen parast nahi kar payega koi bhi vada tumhen gira nahi shakti kyonki tumhara par hit ki bhavna hai agar parit ki bhavna hai dekho in donon kidney phayl hai tere din dialysis hota hai aur dialysis maa ki halat kya hoti hai wah to jo unke upar bitata hai lekin agar yah kuch bhim dekhen 1:30 baje ratri se yahan ke dincharya shuru hoti hai yah keval isi se hai ki hamare desh ke prani ye samjhe ki vishay bhog dharm purvak karne se tumhen kabhi shanti nahi milegi dharm purak

Vishnu ka sevan karo dusron ko sukh pahunchao mere andar utsah ae raha hai mere andar bal ae raha hai main aapse baat karne ki layak samarth ka raha hoon kaun de raha hai prabhu de rahe hain ne halat to jise aap itne bar sharir ki aisi vyvastha aur is par bhi aapka josh hamara desh sukhi rahe hamara desh aise nirvikaar bhav se rahe ki paraspat shweta badh mitrata badh bhaeechara bade yah chhoti-chhoti jo mere beech mein ban rahe hain ye sab hai Jain ham ek ghar ke jaise parivaar ke alag-alag karon mein rahte hain aise kyon

nahi ra sakte ek bahut bada ghar hai uska naam bharat hai yah jo alag-alag pradesh aur ye jila bane hue hain ye hamare alag-alag is bade ghar ke chhote-chhote ghar hain ham koi bhi kapda dharan karen koi bhi beech dharan karen ham ek hi ke bachchhe hain dusre ke nahi hain ham sab bhai-bhai hain alag-alag karon mein ra rahe hain ek hi pita ki santan aisa kyon nahi samjhte kaun sa aisa dharm hai jo dusre ka ahit karke pushp hota ho wo dharm nahi hua dharm hai isliye jaise apne sharir ka ek ank koi kharab hokar pure sharir ko nasht karna chahe to use ham katwa dete hain apne sharir ka ang abhi pata chal jae yahan cancer hai aapko katwane se cancer se aap back jaenge nahi to pura phayl jaega to rajeev hokar paisa deeke katwa denge aap ise kat dijiye ek vyakti se agar pura ganv nasht ho raha ho agar ek jila ek ganv se nasht ho raha ho agar ek jila se pura desh nasta ho raha ho usko shasan mein le lena chahiye kyonki pure jeev back rahe hain to aise hi jo malin swabhav ke raaksasi swabhav ke aur ye samjhte hain ki main dharm

kar raha hoon dusron ki hatya karna dusron ko pila dena dusron ka vinash karna ye raaksasi swabhav kabhi dharm nahi ho sakta hai inko shasan mein lena hi dharm hai inko shasit karna inko dand dena yahi dharm hai agar uski hinsa nahi hogi to lakho ko mar dega wo ham desh aur praja aur vishv shanti ke liye aise adharmiyon prashasan karen jo apni baat ko samjhte nahi hai keval apni manmani ko dharm maa karke dusron ke hinsa dusron ko dukh pahunch raha dusron ko vinash karna wo kisi bhi ho kahani ka bhi ho kisi bhi dharm ka ho jo papi hote hain hinsak hote hain raaksasi hote hain wo kisi dharm ke nahi hote unka keval dusron ko dukh dena bhayabhit karna atank machan swabhav hota hai wo kisi dharm allam bhi nahi koi bhi aaj tak acharya koi bhi mahapurush aisa kisi bhi dharm ki rachna nahi ki jismen jo asahay hai nirbhal hai ya jo nirapradhi hai unka vinash kiya jae nahi inki buddhi bhrasht hai ye shasan ke dwara hi kabu mein kiya ja sakte hain ek aadmi lakho ko lakho ko pidit kar raha hai ek

aadmi pradesh ke desh ko bhayabhit kar raha hai aisa nahi aur jo aisa sochta hai ki inka to mante hain jaise aapne kaha ki kai bar attack hua hai mante hain aisa ho sakta hai par wah vidhan mein hi hoga aapke liye aapke anant janon ke karmon ka hisaab nasht ho raha hai aise balma ka nahi ho sakta dhyan rakhna dharm karne se jo pida prapt hoti hai dharmatmaon ko sada pida jhelni padi itihas sakshi aap dekh lo gurujanon ko dekh lo Guruvani mein jo varnan dekho gurjanon ko kaisa adharmiyon ko ke prati aur apne dharm ke prati donon bhav ko dekhiye bhari kasht ko sate hue mahapurushon ne dharm ki raksha ki hai unke shariron ko bhi kasht diya gaya hai aur un shariron ke kasan ko sahayaste haste sahai to jise aap chal rahe hain phir ye ka de agar tum theek kar rahe to tumhen kasht kyon hai jaise koi ka dena ki aap samjhte ho ki main dharm kar raha hoon to phir aapka sharir kyon theek nahi to bachpan se Baba ji hain kabhi chinti ko jankari se mara aur aisa mujhe yad nahi donon kidney kharab hai kyon anant janon

ka hisaab hai usko pawan karke prabhu hamen bula rahe hain pura kapda malin tha dhulayi ho rahi hai to aise jaise dharmatma purush desh rakshak purush hai uske prati soch na ye dekho aisa to aisa mat samjho malik wah pad dene ja raha hai unko jahan tak tumhari drishti bhi nahi pahunch shakti ballu yahan ka jitna puraskar hai wo yahi ra jaega na ek puraskar aisa hai jo hamen par kar dega wo wo guru vani wo guru kripa wo bhagwat kripa hamara hriday aapke saath hai sharir bhale saath mein ho ham apne desh se bahut pyar karte hain desh ke liye pran the agyey ki ab bhi utsah rakhte hain hamara desh hamare liye bhagwan hai jab ham kisi bhi army ke jawan ko dekhte to andar se ham use salut karte hain andar se use sir jhukte hain pyar ham Baba ji bankar ke dharm ke marg mein chal rahe hain tumhen veer bahadur hokar kasht sate hue hamare desh ke liye hamare liye hamare liye uski chhuti chhuti bachchhe hain uski patni hai kaun chahta hai aisa ki kam se kam ek bar ek din mein seva lot ke apne parivaar to ae gaye ye aayega ki

nahi aayega usko khud bhi vishwas nahi hai ki pata nahi kidhar se gali ae ke kahan se par ho jae aur wo raat din kaisi bhi sthiti ho aisa nahi bahut sundar inki sadhna hai ham inko pranam karte hain aise hi mujhe koi deshbhakti milta hai jab aapko bataya ki deshbhakti hai to hamara hriday ham blaik khade nahi ho pe rog ke karan lekin hriday se khade hoke swagat kiya hai yahan ham apne desh bhakti ko pranam karte hain jaise ham bhagwan ke bhakti mahapurushon ko pranam karte hain aise ham apne desh ke bhakton ko

pranam karte hain jo hamare desh ka mangal soch hamare deshwasiyon ka mangalsutra wo hamara hriday hai aur use ashirwad mangne ki jarur nahi jab ka rahe hain ki hriday hi saath hai to ashirwad kya chij hota hai hriday hi saath hai bilkul aap nirbhay rahie nischit rahie aur jit jab tak shwas hai tab tak desh seva mein bas antim to phatehpur hamen bahut hi prasang hriday mein anand pradhan karta hai bhagwan ke pita ka saubhagya dashrath ji ko mila Ram ji ke pita ka saubhagya jatayu ko mila jatayu ji bhagwan ki god mein aise sharir tyag rahe hain bhagwan ki god mein aur ka rahe hain main kripa nahi kar raha ye aapke karm ki gati hai kyonki aapne dusre ki raksha ke liye apne jeevan ko samarpit kar diya tap jo paramdhaam ko mere to ye jo dusron ke hit ki baat hai ye sabse bada dharm hai bhagwan usko bahut pyar karte hain agar ham tapasya bhi apne liye kar rahe hain na to koi khas baat nahi hai dhyan rakhna bhajan bhi apne sukh ke liye karen koi khas baat to laie jab hamari tapasya hamara bhajan hamare desh ke liye aur hamari desh

ke samaj ke liye ho wahi sarthak hai to wahi to aap bhi kar rahe hain aapki soch aapka chintan aapka prayas hamara desh hai hamare desh in atanki hamle se bachchha rahe hamare desh mein koi aise kumar ke gane pravesh na karen jo hamari bholi praja ko nasht karen kasht karen baat ek hi hai ham yahan baithe bhajan bal se soch rahe hain aap bahubli aishwarya kanun bal inke dwara suraksha kar rahe to baat to donon hi ham donon ek pita ki santan un donon ka ek hi karya hai bes alag-alag hai uddeshya ek hi hai hamari tapasya hamari shwas hamara anubhav hamara gyan hamare desh ke liye hai vishv ke liye hai jo hamari baat main jo hamari baat sun le nihal ho jaega uske pakar lo keval to aisi aapka hai na ki jo hamare pradhan hai jo hamare paas yogyta hai jo hamare paas bal hai jo hamare paas shasan hai hamari rajya ki raksha hamare desh ki raksha ho hamari praja sukhi ho yahi bhagwat marg hai bahut accha laga to nahi pahne hai lekin hriday ki baat ka rahe hain ham bahut ajad kar rahe hain haan aap bilkul nischit

rahie jo bilkul aap nischit rahe aap khud anubhav karenge jaise aap anubhav kiya hain piche aise aap khud anubhav karenge ki hari aur guru ki kripa kya hoti santo ki kripa kya hoti hai waise thodi hota hai matrak diya tha drishti aur sankalp ho jae to mukam karo T voch alam pongam langte giri yad kripa tam vande parmanand madhwam mukh bhi ved bol de langda bhi pahar chadh jae chhota sa saanp ka bachchha Garud ko ka jae yah kripa jo hai jo guru kripa is kripa chhota sa saanp ka bachchha jo hazar phain wale ko bhi ek kshan mein kya denge arun ji aur Garud ko khaja chhota bachchha ise bhagwan ki kripa karke kuch durlabh nahi bas aapka chintan sahi hona chahiye dharm yukt hona chahiye koi parast nahi kar sakta ye to bahari suraksha hai antarik suraksha bhagwan ki hoti hai jismen wo Divya shaktiya tumhare saath rahenge ki yah chak ho jae to ho jae lekin ho chup karne wali nahi kyonki pehle se jaan ko kya soch ke dwara inko to kriya dikhayee degi aur wo soch dekh rahi soch jab Durvasa ji ne apna mantr

bal pragti karke amrish ji ko dand dena chaha niraprayag hamreesh ji ko to Ambrish ji ko bhi pata nahi tha ki sudarshan chakra hamare piche hain tatkaal sudarshan chakra pragti hua kripya ko nasht kiya aur Durvasa ko tribhuvan mein dauda kyonki wo bhi tapasvi the na to mara isliye nahi ki tum bhi bhagwan ke mantr se surakshit ho par dekho ham tumhen jalaenge kahani aur nahi milegi teri van mein tha aur nahi mili lot ke angrezzi ke par mein para age tabhi wah sudarshan chakra shant hua to ye koi bhul en karen ki maa lo aap gesta mein aur dharm se chal rahe ho are ye kya nahi nahi yahi bhul ho gayi thi Durvasa ji ko ki main to balkal ki langoti lagta hoon dhoop ka ras pita hoon ye chakravarti samrat raja raniyaan ke beech mein rahat hai yah meri barabri ka nai-nai uddeshya khas baat uddeshya nahi uddeshya agar donon ka uddeshya hai to ek pent shirt mein kurta pajama mein bhi mahatma hai aur ek virakta mein bima aur desh bigad jae to bhej mein bhi uddeshya na hone par sab pakhand natak ho jaega

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi

  • bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
  • bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
  • agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
  • ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…
  • jiska lakshya bhagwat prapti hota hai uske kya lakshan hote hain? — ras shekhri sharan ji Vrindavan se maharaj ji jiska dridh lakshya bhagwat prapti ho gaya hai us sadhak ke kya lakshan hai narayan hari bhajan mein pancho na suhat vishay bhog nidra hansi jagat prit bahu baat ye…
  • ekantik vartalaap evam darshan #1398 — ajay Mishra ji Pune maharashtra se Radhe-Radhe Radhe-Radhe maharaj ji Gurudev main sabhi devtaon ki puja karta hoon parantu meri shri Ram ji mein shraddha hai. Main shri Ram ji ke prati eknishtha…