shri guru Ram das ji ka pavan charit va amritavchan !! Shri Hit Premanand Govind Sharan Ji Maharaj
pujya maharaj ji ke Shrimukh se bhakt-charit — puri katha upar video mein sunen.
pura pravachan
param pujya prat smaraniya guru Ramdas ji maharaj ka janm 24 sitambar 1534 ko lahaur ke chuna mandi bazar mein vartman mandir ke sthan par hua tha jaha unhone apne jeevan ke pehle sat sal bitae janm ke turant baad unhen jetha naam diya gaya jetha ji ke saral hriday mata pita shri haridas ji aur mata anup devi thi jab ve bahut cho the tabhi unhone apne mata-pita ko kho diya aur dukhad baat yah hai ki unke rishtedaron ne unke saath rahna band kar diya aur unhone apnaya nahi ek din unki dadi
unse milne unke ghar ai aur unhone jetha ji ko phate hue kapde aur bahut kam khane ke saath dekha phir wah unhen amritsar ke paas basar ke le gayi yahan apni ajeevika chalane ke liye jetha ji uble hue kale chane bechte jaise jaise ve bade rahe the aur kishoravastha mein aa rahe the waise-waise unki adhyatmik ruchi badhti ja rahi thi dharmik logon ki sangati unhen atyant priy lagti ek din jetha ji ki mulakat sikhon ke ek dal se hui jo guru amar das ji ke darshan karne ke liye goindwal ja rahe the jetha
ji ne unke saath shamil hone aur goindwal ki yatra karne ka phaisla kiya jetha ji ne Gurudev ke darshan kar apne man ko unke charnon mein samarpit karne ki tha guru amardas ji ne bhi yuva jetha ji ko unke sukhad vihaar aur bhakti ki bhavna se dekha jab unke sathi yatri lahaur laut aae to jetha ji ne guru amardas ji ka shishya grahan karne ka unke charnon mein rahne ka nischay kiya bhai jeta ji ne goindwal mein chal rahi vibhinn nirman pariyojnaon mein kadi mehnat ki guru amardas ji bhai jetha ji dwara ki gayi seva se bade prabha hue jab beevi bhani shadi ki umr mein pahunchi to guru ji ne apni ardhangini ji se pucha ki wah kis tarah ke vyaktitva se apni beti ki shadi karna chahti hain to unki ardhangini ne kaha ki bhai jhe ji ko bhai jetha ji ki or dekha aur kaha ki unki beti ka pati jetha ji jaisa hona chahiye tab guru ji ne kaha ki jetha ji jaise vyakti ko khojne ki koi avshyakta nahi hai balki ki unhen apni beti beevi bhani ki shadi apne samarpit aur mehanti bhakt bhai jetha
ji ke saath kar di inka vivah hua inke teen putr hue shri prithvi chand ji shri mahadev ji shri arjun dev ji yah saprivar goindwal mein rahe aur unhone babli sahib jo pavitra kua wo babli sahib ke nirman mein swaksh seva ki evam hriday se samarpit hokar guru ki aur guru sangat ki seva kari parinaam swaroop bhai jetha ji ko guru amardas ji ke uttaradhikari ke rup mein niyukt kiya gaya aur unka naam guru Ramdas ji rakha gaya Ramdas ka arth hai bhagwan ka sevak us samay inki ayu 40 varsh
thi guru Ramdas ji ne ab utsukta se dusre pavitra talab ki khudai karke ramdaspur shahar ka nirman jari rakha jaisa ki unhen guru amardas ji ne nirdesh diye the guru ko sunne aur talab ki khudai ke kam mein madad karne ke liye khub tirth yatri wahan par badi sankhya mein ane lage pavitra talab ko amritsar kaha jaega jiska arth hai amrit ka talab aaj ramdaspur shahar jo ab Sikh dharm ka sabse pavitra kendra hai amritsar ke naam se jane jane laga guru Ramdas ji ne apne sikhon se agarh kiya
ki koi bhi apne jeevan ko keval dhyan se nahi balki dusron ko sukhi karke aur dukh mein sakriy rup se bhag lekar bhi aandit kar sakta hai is prakaar vyakti swayam ko jo bhagwat marg mein mukhya rog jo ahankaar hai us rog se mukt ho sakta hai aur apne adhyatmik adachnon ko samapt kar sakta hai ek bar jab guru nanak dev ji ke vridh putr Baba Shri chandra ji guru Ramdas ji se milne aae to unhone unse pucha y lambi dadi kyon rakhi hui hai to guru Ramdas ji ne hath joda aur badi vinamrata se uttar diya ki aapke jaise pavitra mahapurushon ke pairo ki dhul pahunchne ke liye aur phir wah vinamrata ke is sarvochch karya ko karne ke liye age badhe yah dekhkar shri chandra ji ne unka hath pakar liya aur guru Ramdas ji ko gale lagate hue kaha aap par guruon ki badi kripa hai ab mere paas aur kya bacha hai jo main aapki dharm parayanta aur hriday ki bhalai ke liye aapko samarpit kar sakun iske pashat anttat apne sabse chhote putr shri arjun dev ji ko siddhant mein pakka jaan samjhkar
shri guru Ramdas ji ne apna uttaradhikari chuna sat varsho tak guru gadi mein virajman hone ke pashat 1581 mein guru Ramdas ji antardhyan ho gaye unke jeevan ka sar unki divya vani mein spasht jhalakta hai pujya shri pujya shri guru Ramdas ji ki amritam shabd aav ho sant jan ho gun gav Govind kere Ram guru mukh mili rahie ghar baj shabd ghanere Ram aao bhai jan sant janon ki sangat karo aur Govind ke gun gao dekho Gurumuakh ho jaoge to tumhare hriday mein hi mahan sukh pradan karne wale ghanere divya shabd virajman hai jo jagrit ho jaenge shabd ghanere hari prabhu tere tu karta sat thai anis japi sada salahi saach shabad liv lai tere hriday mein prabhu virajman hai karta sat thai wah tumhare saath hi virajman hai tu keval jo guru prdat shabd hai uska jaap kar to dekh ghanera anand hriday mein prakashit ho jaega anis japi sada salahi raat din tu unke gunon ka gaan kar unka naam jap kar sat shabd liv lai jo Gurudev ne shabd diya hai usi mein pyar kar usi mein liv lai tanmay ho ja anudina
sahi jai rahe rangi rata Ram naam rid puja nanak Gurumuakh ek pachad aur na jane duja anudina jo raat din anurag rang mein ranga hua hai jo Gurudev ne naam diya usi ka nirantar jap karta hai Gurumuakh wahi hamari baat ko jaan payega ki hriday mein parmanand swaroop prabhu virajman wo ek kshan ke liye tera nath sang nahi chhote wah nath har samay aapke hriday mein nanak Gurumuakh ek pachad aur na jane duja ek Gurumuakh hi pehchan sakta hai ki hriday mein prabhu virajman hai kam karodh nagar bahu bhariya mil sadhu khandal khanda hai purv likhat likhe guru paiya man haral mandal manda hai kam krodh sab andar bhare hue hain agar sadhu sang ho jae to inka khand khand ho jae anytha nahi purv mein guru kripa se santo ka sang koi punya prakt hue purv ke ki santo ka sang mila guru kripa mili to us guru kripa mein jo samarth hai usse in kam krodh ka nivaran ho jae kya karo sadhu anjuli pun badda hai kari dandvat pun badda hai sadhu mahatma sakshat bhagwan ka swaroop hai anjuli bandhkar unko pranam karo unko dandvat
pranam karo tabhi tum us bade ko pehchan paoge jo tumhare hriday mein virajman hai kitni sundar adbhut vani sa kat hari ras swad na janiya tin antar ho mein kada hai saak kahte hain jo Gurumuakh nahi hai jo Gurumuakh nahi va hariras ka swad nahi jaan sakta uska hriday kuda se bhara hua hai jeev jeev chale chubhe dukh pave jam sahas sir danda hai wo jidhar bhi jidhar bhi jaega dukh hi dukh use milega jo guru se vimurkh hai Yamraj uske sir par danda peet bole jeev jeev chal chubhe dukh pav jam kal sahas sir danda hai
Yamraj ka kal dand uske sir par bajega hari jan hari hari naam samane dukh janm maran bhav khanda he avinashi purkho paiya parmeshvar bahu shobha khand brahmanda hai jo harijan hai bhagwan ke nitya das hai wah nirantar hari hari aisa naam sumiran karte rahte hain jisse dukh pradan karne wala janm maran ka ye bhav khand nasht ho jaata hai avinashi purakh pai parmeshvar bahu shobha khand brahmanda hai anant brahmand ka Swami jo parmeshvar param purush hai wah usko prapt kar leta hai jo har samay hari hari hari aisa smaran karta hai ham garib maskeen prabhu tere hari rakhu rakhu bad badda hai he nath ham bade din hai he prabhu ham bade garib hain aapki sharan mein aap rakh lo aap rakh lo aap sabse bade ho jan nanak naam adhar tek hai hari name hi sukh manda hai jo naam ka nirantar jap karte hain samasth sukho ko prapt ho jaate hain nanak sahab kahte hain naam hi adhar hai jo naam japak sant hai unke charnon mein pranam karen matha rakhe unki agyaa ka palan karen nirantar naam jap kare to kal bhi use dukh nahi de sakta nirgun katha katha hai
hari ki bhaju mili sadhu sangati jan ki taru bhavjal akath katha suni hari ki nirgun satogun rajogun tamogun se pare prabhu ki katha hai triguna tit hari ju ki katha hai bhaj mili sadhu sangati jan ki sant janon se milkar khub bhajan karo taru bhau jal akath katha suni har ki is sansaar rupi bhav samudra se par hone ke liye shri hari ki katha suno Govind sat sangati milai hari ras rasna Ram gun gai jo jan dhyave hari hari nama tin dasan das karo ham Rama jan ki seva uttam kama jo satsangati karte hain Govind ke gun gate
hain hari se apnapan karke apni jivya se hari hari aisa gun gate hain wah jan dhanya ho jaate hain jinko satsangat mili Govind ki kripa se satsangat ki kripa se hari hari jape unko Govind se apnapan hua jo jan dhyave hari hari nama tin dasan das karo ham Rama he prabhu aise bhakton ke dason ka das hamen bana dijiye guru Ramdas ji kahte hain mujhe aise bhakton ka das bana dijiye jo jan dhyave hari hari nama tin dasan das karo ham Rama jan ki seva uttam kama bhagwat bhakton ki seva sabse bada karya hai jo hari ki hari katha sunawe jo jan hamre man chit bhave jan pag renu bada bhagi pave sant jana shiv priti bani ave jo hamen ki charcha sunawe wahi jan hamare chitt ko bhata hai aur main uske charnon ki raj lekar badbhagi banta hoon apne mathe par dharan karta hoon aur aise sant janon se meri priti hai jo mujhe hari ki katha sunate hain jinko likhat likhiya dhuri pai te jan nanak naam samai jinhone naam jap kiya satsangat kiya hari katha suni uske sab ke ku bhagya mit gaye aur wah naam ke bal se param pad ko prapt
hue te sadhu hari melo Swami jin japiya gati i hamari tinka daras dekhi man bigas khin khin tin ko ha balhari hari hriday jaap murari hari hriday jaap naam murari he prabhu te sadhu har melo Swami he Swami hamko aise santo se mila do jin japiya gati hui hamari jinke sang se jinki seva se aapka naam jap karen aur hamari gati aap ho tinka darash dekh man bigas aise santo ke darshan se hamara man khil jaata hai khin khin tinko ho balhari kshan kan aise santo mein balhari ja raha hoon hari hriday jaap naam murari jinke hriday mein har murari ke naam ka jap hai kripa kripa kari jagtapti Swami ham das ni das ki jai panihari kaisi danata hai kripa karo kripa karo he jagtapti he Swami kripa karo apne daso ke charan dasi bana do charan sevak bana do panihari aha unki charan seva ka mujhe saubhagya mile tin mati uttam tin pati uttam jin hriday basiya banwari unki buddhi badi uttam hai wah mahan Swami hai jinke hriday mein banwari base hai aha tniki seva lai hari Swami tin simrat gati hui hamari he mere Swami
aise santo ki mujhe seva do aise santo ki sangati mein aise santo ke sumiran se hamari uttam gati hogi jin aisa satguru sadhu na pai jaate hari darag kadhe mari jinko aisa sant nahi mila aisa sadguru nahi mila wo bhagwan ke sanmukh kabhi nahi ho sakte te nar nindak shobhan pav tin nak kate sirjan hari wo kya karte hain phir santo ki ninda karte hain wo kabhi sukh shobha ko prapt nahi hote ho nak kate hai sirjanhar bhagwan ke janon ki jo ninda karte ho nak kate hain hari aap bulawe ape bole hari aap niranjan nirankar nirahar aise santo mein hari aap baithkar bolte hain hari aap bulawe hari bulate hain hari hi bolte hain aap maya rahit nirankar nirahar aap maya rahit hai trigun gunon se gunateet hai he hari hari jis tu mel so tu mil jan nanak keeva jant vichari jise hari jas sunane wale sant mil gaye pakka use hari mil jaate hain hari jas ta mel so tudh mil sa jan nanak ki ay jantu vichari yahi vichar pakka hai ki jise bhagwat premi mahatma mil gaye nischit use bhagwat prapti hoti hai hari prabhu mere
babula hari devo danum dajo hari kapdo hari shobha devo jit sab mero kajo hari mera pyara babul hai mera Swami hai wah mujhe bahut prakaar se sukh pradan karta hai kapda lata bhojan de sab kuch usi ke dwara ho raha hai hari hari bhagat kaj suhela guru satguru dan divaya hari ju hari ju kaisi kripa kari kaisi bhakti di kaise sadguru pradan karen khandi va bhand hari shobha hui i dan na rale rala ya is bharat khand mein jo hamko bhakti prapt hui jo santo ka samagam prapt hua yah hari ne dan kiya hai hari ne kripa karke diya hai ri manmuk daaj ji Rakhi dikha le ku ahankaar kachu pa jo jo manm hai wo ahankaari hai unka ahankaar unko nasht kar deta hai hari prabhu mere babula hari dev danum dajo he mere babul he mere pritam hari tumne mujhe sab dan kiya kya satguru diya shabd diya hamko sant sangati di hari Ram Ram mere babla phir mili dhan bel bandhi he mere babul he mere pritam mera sara kaj aapne bana diya hari jug jugo jug jug go sad pidhi guru chal di he hari he karunamay prabhu tera naam jo
mila he babul he mere pritam jug jug sada jio sada hi yah mere Gurudev ka yash chhaya rahe ye guru parampara sada hi chalti rahe jug jug jie babul mere pritam mere prabhu mere milne ki bela nischit kar di jug jug pidhi chale sadguru ki jin Gurumuakh naam dhaya ila hari purakh no ka wahi binse jave nit deve chadhe savaeeyan jie jisne hamen naam pradan kiya hari parkhu na kahi bin say jave nit deve chadhe savaya sabhav swaav rang chadhe arthat roz dugna naam mein priti ho nanak sant sant hari ek ko jap
hari hari naam suh hari Ram Ram mere babula par mil dhan bel band dhi nanak sahab kahte sant sant hari hai sakshat hari hai japo hari hari sandeh mat karo apna pritam apna babul Ram Ram mere babula pir mil dhan bel badamba mere pritam prabhu se milkar pavitra bela aati hai milan ki hari ne yug yug se sada hi apne janon ko sukh pradan kiya isliye hari ka dhyan tabhi ho sakta hai jab hari dason ka dhyan ho bhagwan ke bhakton ki seva ho haridasan se priti hai haridasan ko mint haridasan ke bas hi jeev janti
ke bas jantu aha jo hari dason se priti karte hain haridas ko mitra banate hain jo haridas ke adhin rahte hain to charachar jagat unke adhin ho jaata hai ishwar ki baat kya hari ke das hari dhya kari pritam sev neh kripa karke suno prabhu sab jagam barse mehu jo hari dason ka dhyan karte hain hari dason ke batae hue naam aur dhyan mein chitt ko lagate hain pritam unko sahaj mein mil jaate hain kripa karke suno prabhu sab jag mein virajman ghat ghat mein amrit varsha kar rahe hain par jo guru ke sanmukh hua jo hari dason se prit karta hai usi ke hriday mein anubhav hota hai jo haridasan ki ut hai so hari ki badh ai hare apni badhiya bhav di jan ka jaykar karai jo hari dason se prit karta hai hari dason ki jai jaykar karta hai isse hari ko bahut sukh milta hai hari bhi chahte hain ki hamari bardai se badhkar hamare daso ki bardai ho hari apni badh ai bhav di jan ki jaykar karai hari ka sada swabhav hai va gupt rup se karya wo karte hain jai jaykar apne bhakti ki karate hain so hari jan naam yada hari hari jan ek saman
jan nanak kari ka das hai hari paij rakh bhagwan shri guru so hari jan naam dhya da hari hari jan i saman ek saman hai hari aur hari ke jan bhed mat mano jo harijan sant jan updesh karte hain usi se hari ke charnon mein prit hoti hai janu nanak hari ka das hai ye jan Ramdas ji ke ye jan nanak sahab ki kripa se yahi samjh paya ki hari ke daso ka das hona mahan saubhagya ka vishay hai janna nak hari ka das hai hari paij rakho bhagwan he bhagwan he karuna nidhan aapki sada stuti hoti rahti hai aur wah bhakt jan aapki mahima
ka gaan karte hain aur aap gupt rup se un bhakton ki jai jaykar karate hain isliye aap laj rakho sadaiv mujhe bhakt sang milta rahe kya manga guru Ramdas ji ne sadaiv mujhe bhagwat premi mahatmaon ka sang milta rahe jinke sang se seva se hari naam mein priti hoti hai ghat ghat mein vyapi jo amrit barsa raha hai paramatma parmeshvar param purush uska sakshatkar hota hai in guru vani ki kripa se gurujanon ki charan raj kripa se ham sant seva guru agyaa aur naam jap mein apne jeevan ko lagaen aisi in mahapurushon ki kripa ho ki hamara ahankaar nasht ho jae aur nirantar sant seva guru agyaa aur bhajan yahi vani ji mein sarv sar nikal raha hai sant seva guru agyaa aur nirantar naam jap isi se sab kuch prapt ho jaata hai prat smaraniya param pujya guru shri Ramdas ji maharaj ki jai jai shri Radhe Shyam
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- Shri vitthlnath ji ka jeevan charit | mahapurush ko kasht dene ka mila bhaykar parinaam — jo shri vitthal nath ji the yah Shrimadd Vallabhacharya ji ke dviti suputra hai. Aapka janm pradurbhav Vikram 1572 mein kashi ke nikat chunargadh mein hua. Shri acharya mahaprabhu Vallabhacharya ji…
- yamuna bai ji ka charit aur ek badi seekh — sadhna jaldi siddh ho jae. Apni taraf se kya upay karna chahiye? Bhagwan ka dridh bharosa. Dridh aashray sadhna siddh hone ka upay sab dosho se mukt hone ka upay bhagwan ka dridh bharosa. Ham wahi…
- mitti mein daba bhakt 30 din baad jivit nikla – chamatkari katha | Shri Hit Premanand Ji Maharaj — keval Ram ji maharaj bahut hi garib parivaar se the par sant se bhi the. Unke yahan sant mandli ai pawane ke liye kuch swabhavic tha hi nahi. Kai logon ke paas gaye ki hamen udhar de dijiye. Hamare yahan…
- jab agni bhi na jala saki bhakt ko – holika dahan ki katha | Shri Hit Premanand Govind Sharan Ji Maharaj — hiranyakashyap itna pareshaan ho gaya ki usko laga ki hamen lagta hai ki meri mrityu isi se hogi. Bahut chintit baithe the. Itne mein unki bahan ji ai. Bahan ji ne agni ko tapasya ke dwara prasann…
- bure ka bhi bhala karna sikhna hai? To yah kahani sunen. — jo tumhare saath bura kare yadi uske saath paropkar karo bhalai karo to aur dabal labh milta hai. Ek aapse virodh kar raha hai. Aap uska bhala soch rahe ho. Bhala bina bhagwan ki kripa ke aisa kaise socha ja…
- do mahan bhakton ki katha. — maharaj ji bhagwan par pura vishwas iska kya tatparya hai? Pura vishwas ho jana. Haan iska tatparya yah hai ki hamen bhari dukh ki samay vipatti ne gher liya. Bhari dukh ka samay aa gaya. Hamen dridh…