॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

shri vitthal vipul dev ji ka pavan charit / kaise prakt hue shri banke bihari lal ju !

▶ YouTube

pujya maharaj ji ke Shrimukh se bhakt-charit — puri katha upar video mein sunen.

pura pravachan

param pujya prat smaraniya rasik shekhar shri vitthal vipul dev ji maharaj ki guru nishtha ke advitiy pratiman the aapka janm samvat 1532 ki aghan Shukl panchmi ko rajpur Vrindavan mein hua Swami ji ke pratham shishya hone ka gaurav prapt karne wale shri vitthal vipul ji Swami haridas ji ke prati sampurnata samarpit the ve Swami haridas ji se vay mein pach varsh bade aur unke mamere bhai the ve apne guru ke anug sachar the 30 varsh ki ayu mein grih tyag karne wale vitthal vipul dev ji ne 70 varsho tak Vrindavan vas kiya aapka vairagya param utkat evam ras riti praga evam bhav siddh thi aapka virodh tha ras sagar unke liye guru hi nitya jori the jinka viyog sah sakna sambhav nahi tha shri vitthal vipul ji Swami shri haridas ji maharaj ke pratham shishya unke laukik vrit sambandhi samgri ka bhav hone par bhi itna nischit hai ki aap Swami ji ke samkaleen the evam Swami ji ke nikunj pravesh ke thode hi dino baad tak aap sansaar mein vidyman rahe nij mat siddhant ke anusaar aap Swami

ji ke mamere bhai evam unse ayu mein pach varsh bade the grihasth varg ke go swamiyon ki manyata anusaar aap Swami ji ke bhatu putr the aap ki ganna param uchh koti ke rakto evam rasyio mein ki jati hai ras upasna evam vani rachna ke adhar par aapko ras sagar kaha jaata hai pujya shri rasik shiromani vitthal vipul dev ji maharaj unki mahima ka kya varnan kiya ja sakta hai jo swayam Lalita avatar shri Swami haridas ji ke har samay Swami ji ki paricharyaa mein the Swami ji vairagya aur anurag daron ki charm sima mein pahunche hue mahapurush swayam Lalita ja hi hain aatho pahar Swami ji ke mukharvind ka darshan Swami ji ke shri mukh se nikli hui Priya pritam ki rasmay leela aur Swami ji ki paricharyaa yahi shri vitthal vipul dev ji ka jeevan tha aise Swami ji mein purn jeevan samarpan karna yah guru bhakti ka ek sarvshresht udaharan bhi hai aatho pahar apne Gurumuakh chandra ke chakor bane hue nirantar unki paricharyaa mein ham in bahari baton ko zyada smaran nahi karte ki wah sharir sambandhi

mama ke ladke the ki bhai ke ladke the in baton ka ras kshetra mein koi bhi sthan nahi hai acharya guru swaroop shri Swami haridas ji Lalita ji ke avatar hai aur unke shishya isse badi aur koi mahima nahi unke parivaar ke kya hai isse koi lena hamen nahi hamen yah samjhna hai ki Swami ji ke anannya aur Swami ji ke baad us ras ka jo uttaradhikar wo shri vitthal vipul dev ji maharaj par Swami ji ke antar dhyan hone ke baad zyada jeevan hi nahi dharan kiya shri vitthal vipul dev ji maharaj ne yah jo aaj ham bihari ji ka darshan pa rahe hain vitthal vipul dev ji ki kripa se pa rahe hain ek din shri vitthal vipul dev ji ne dekha ki Swami shri haridas ji Nidhivan ke ek nishcint ekantik sthal par baith kar ke lata kunj ki taraf jahan saghan latae thi bas dekhte rahte kabhi-kabhi muskurate kabhi prem unmat ho jaate Swami ji maharaj Swami shri haridas ji bahut samay aisa karke phir pranam karte aur wahan se chal dete yah nitya ki dincharya thi shri vitthal vipul dev ji bade vismit

hue ki idhar kya hai jo roz Swami ji pranam karte hain roz bhav dasha ko prapt hote hain bahut der tak ektak is lata kunj ki taraf dekhte rahte hain to vinamrata purvak shri Swami ji maharaj se vitthal vipul dev ji ne pucha Swami ji hamen to idhar keval lata hi dikhayee deti hai aur aap nitya prati idhar bahut der baithe hain idhar dekhte rahte hain muskurate rahte phir pranam karte hain phir chal dete hain to Swami ji ne kru kari aur divya drishti pradan kari shri vitthal vipul dev ji maharaj ko aur kaha dekho is lata bhavan ki taraf to jehi drishti pat kiya tehi dekha divya rang mahal us rang mahal mein shri Priya pritam ju virajman hai ek pran do dehi shyama Shyam aise mile hue jaise kanak lata tamal se aru ho aise rang mahal mein Priya pritam ko dekha shri vitthal vipul dev ji ne Swami ji ki kripa se jo divya drishti prapt hui yah divya darshan prapt jahi vitthal vipul dev ji ki hue to dekha Swami ji anand magan hai aur us samay Swami ji y pad gayan kar rahe the mairi sahaj

jori pragat bh jo rang ki gaur Shyam ghan damini jaise pratham ha huti ab ha age ha rahi hai nat hai taise mayri sahaj jori pragat bhai jo rang ki gaur Shyam ghan da mi jaise ang ang ki ujra sughrai chaturi sundarata aise shri haridas ke Swami shyama kunj bihari sam bais baise phir Swami ji maharaj ne vitthal vipul dev ji ko aisa na lage ki koi ascharya chakit keval drishya hamne dekha kaha jao rang mahal se andar se jhari utha ke lao to rang mahal mein gaye aur Priya pritam ke samip jo jal jhari thi darshan karte to wahan koi aisa nahi tha ki wah koi drishya dekha sakshat rangamhal sakshat Priya pritam aur jal jhari uthakar laye shri Swami ji maharaj bade karunamay hai shri vitthal vipul dev ji ne Swami ji ki taraf dekhkar netron mein aansu bhar kar ke kaha ki Swami ji aapki kripa se hamne sukh to prapt kiya par jagat ke jan sadharan kaise inko dekh payenge aap kripa karo Swami ji is jagat par kripa karo vitthal vipul dev ji ne jab karuna bhav mein barkar Swami ji se kaha to Swami ji ne Priya

pritam ji se prarthna kari ki aap jagat mangal ke liye ekrup hokar ke shri vigrah rup dharan karen shri Priya pritam ji ki kamneey kanti jo yugal sarkar rang mahal mein virajman the Swami ji vitthal vipul dev ji aur shisyo ke dekhte dekhte hi tribhuvan mohan Madan mohan sman Manmohan shri banke bihari ke rup mein Priya pritam ho gaye bolo shri banke bihari lal ki jai shri Priya pritam ju dekhte dekhte banke bihari lal ke rup mein yah banke bihari lal kaun hai sakshat Priya pritam

ka rup shri vitthal vipul dev ji atyant mohit ho gaye aur Swami ji ke charnon mein gire bade karuna mein prabhu aapne is sansaar ke liye apaar karuna kar di bihari ji ke ek bar jisne darshan kiye kabhi narak nahi jaega dhyan rakhna y sakshat Priya pritam jo virajman hai Swami ji maharaj aap to bhakt van chhaa kalptar hai aapne badi kripa ki vitthal vipul dev ji daud ke gaye aur banke bihari ji ko god mein uthaya phool jaise halke hue banke bihari god mein uthakar laye aur Swami ji ke samne god mein lekar baith gaye Swami ji maharaj us samay pad rachna karke yah pad gaya aise dekht raho janm suphal kari mano janm suphal kari mano pyare ki bhavati bhavati ke pyare jugal kishor hi jano chhin natar pal honat ladle pyare chhin nat pal honat ut raho ek hi tano shri haridas ki Swami shyama kunj bihari man rano aghan Shukl panchmi shri bake bihari jo maharaj prakt hue us tithi se path utsav manaya jaata hai aghan Shukl panchmi ko yah leela ghatit hui jis din se shri bake bihari jo maharaj prakt

hue shri Swami haridas ji ka aisa saurav atyant hi shighr dishaon dishaon mein fail gaya aur hazaron hazaron ki bhid banke bihari y ke darshan kar le tab se ab tak kritarth kar rahe shri banke bihari ji maharaj ye shri vitthal vipul dev ji ki apaar karuna ka hai jo Swami ji se prarthna karke Priya pritam ko bihari ji ke rup mein aaj ham logon ko pradan kiya shri vitthal vipul dev ji maharaj Swami ji ke bade anannya aur aasakt chi Swami shri haridas ju ke das naam vithal hai guru ke

viyog dah upjo apaar hai raas ke samaj mein viraj sab bhakt raj boli ke pathai aae agyaa bado bhaar hai yugal swaroop avlok nana nritya bhed gaan tan kan suni rahi na sambhar hai mili gaye vahi thor payo bhav tan aur ka ras sagar so ta ko yo vichar hai shri Swami ji maharaj ke anannya aur pratham pratham shishya shri vitthal vipul dev ji maharaj bahut samay tak Swami ji ki seva mein rahe Swami ji ne antardhan ki leela ki jai dekha ki hamare guru ji hamare netron se antardhyan ho gaye usi samay kai parat ke

kapde ki moti patti ankhon mein bandh li jin ankhon ne Swami ji ko dekha hai ab kisi aur ko nahi dekhenge ankhon mein patti bandh li shri vitthal vipul dev ji ne aur ann jal ka partyag kar diya sat din sat ratri ho gayi na jal na ann ankhon mein patti bandhe ekant mein baithe shri haridas shri haridas bas shu pravah aviral chal raha hai pure rasik samaj mein waise hi Swami ji ke antardhyan hone se badi vikal hota thi jab ye suna ki vitthal vipul dev ji ko sat din ho gaye kuch khana pina nahi ankhon mein patti bandhe bas ro rahe hain Vrindavan ke rasik samaj mein jo vyakulta hui usmen ek vidhan racha gaya ki rasleela ka aayojan ho aur raas leela ke aayojan mein jo Priya pritam the to pyari ja se kaha vitthal vipul dev ji ko jab yahan laya jaega to aap hath pakar lena aur thakur ji se kaha gaya ki aap sir par hath rakhkar kahna ki aap priyaj ke ke hamare darshan karo phir Priya ju patti khol dengi phir priyaj unko kuch uchchhisht pavange to jeevan rah jaega raas leela prarambh ho

gayi to rasik shiromani shri hariram vyas ji ko bheja gaya ki aap gurujanon mein ho shri vitthal vipul dev ji ko liva lane ke liye kyonki aapki agyaa wo taa lenge nahi yadyapi bilkul ekant sevan kisi se na milna isiliye hariram vyas ji ko bheja gaya ki unko milne diya jaega unki agyaa nahi ullanghhan hogi agyaa bado bhaar hai bado ki agyaa ka aadar karna yah rasyio ka swabhav hota hai at hariram vyas ji gaye aur kaha Priya pritam yad kar rahe hain raas leela mein aapko aapko chalna hi hoga bade ras kon ki agyaa shri vitthal vipul dev ji raas leela mein aae pah Priya pritam ko sikha diya gaya tha rasleela mein ate hi shri ji ne akar vitthal vipul dev ji ke donon hath pakar liye pyar se aur lal ju mastak par hath salate hue kaha Baba netron se patti khol aur dekh ham Priya pritam ko thakur ji itna kah rahe the ki Priya ju ne jo patti bandhi hui thi vitthal vipul dev ji ki netron se khol di vitthal vipul dev ji ne akh khola dekha yugal sarkar to kaha Gurudev shri

Swami ji maharaj kahan hai Priya pritam to Swami ji kahan hai kyonki Lalita sakhi ka swaroop hai to priyaj ne kaha wah to hamari nitya sachar apne swaroop mein sthit ho gayi hai arthat antardhan ho gayi bas karunanidhi mam swamini tum pakadyo mam hath ab karuna kari ladli Rakhi aapne saath y ucharan kiya ki ladli ab to hath pakar liya ab jahan swamini jo hamari Lalita sakhi hai ab ham wahi jana chahte hain tatkaal ha haridas ha haridas bas aisa ucharan karte pran tyag diye apne Gurudev ke viyog mein ha Swami ji ha haridas aisa ucharan karte hi vitthal vipul dev ji apne sachar vapu mein sthit ho gaye is sharir ka tyag kar diya samasth rasik samaj mein hahkar mach gaya ay vedna prakt ho gayi isiliye nabha ji ne aapko bataya vithal vipul ras sagar ras ke samud mudra shri vitthal vipul dev ji ki guru nishtha alaukik hai samasth samaj ascharya chakit ho gaya shastron mein jis prakaar guru se prem karna chahiye shri Govind bhagwan se bhi adhik shri Gurudev ji ko shreta pradan karni

tumte adhik guruhi ji jani sakal bhaay sev samani shri vitthal vipul daji ne karke dikha diya ki Priya pritam samne hain par Swami ji kahan hai Gurudev kahan hai bole wo to antar dhyan ho gaye phir mera jeena kis kam tatkaal pran tyag diye balhari hai aisi guru bhakti ki unki kuch vani ka gayan karke ham unka prarthna purvak naman purvak vandan karte hain aur yah vinay karte hain ki jaisi unki guru bhakti jaisi Priya pritam mein aa sakti uska kinka ham sabko mile pahla pad apne log gate hain hamare mai shyama ju ko raj hamare mai ko shyama ju ko raj shyama hamare mai shyama ju ko raj hamare mai ja ke adhin sada i savro jake ya braj ko sir taj ko sirtaj hamare mai shyama ju kora shri vipul vitthal vipul dev ji maharaj i bihari u arthat ladli ju ki anannya dasi hain y apni sakhi se kahti he sakhi mai ka sambodhan hota sakhi hamare mai shyama ju ko raj he sakhi hamare is prem desh mein nitya bihar shri shyama ju ka hi raj hai yahan shasan chalta hai shyama ju ka

bake bihari lal bhi shyama ju ke adhin hai jake adhin sada i savro ya braj ko sirtaj chahe braj leela ho chahe nikunj leela ho donon mein jo sirtaj hai shri banke bihari ju wah apna taj jahan rakhte hain va ladli ju bihari ju bole ja ke adhin rasgan mohan murti vichitra keli mahotsav la sitam Radha charan lot ruchir sa khandam hari mande he sakhi hamare to shri shyama ju ka raj hai kaun si shyama ju jiske adhin akhil kot brahmand ka Swami Brajraj nikunj shavar jinke adhin hai wah hamari shyama jo unka rajya hai kah rahe yah jori avichal vrinda nari avan nan an su kaj na shri vitthal vipul biharin keval vithal bihari ke din jal dhar ja gaaj ja gaaj hamare mai shyama ju ko raj hamare yah jori avichal Vrindavan ek kadam bhi hamare Priya pritam Vrindavan se bahar nahi jaate Vrindavan parityajya padam kam na gachati to ham sab rasike ham sab Priya pritam ke upasampda van biharini ki jodi ki ras madhuri ki upasna sweekar kar li jae to sadhan sadhya sab kuch hamare shyama Shyam to bole yah

dekhne ko milega shri vitthal vipul dev ji kahte hain main biharini dasi hoon shyama ju ki dasi hoon main kah rahi hoon ki inke bal se dekhne ko milega jaise naveen megh jaldhar mein bijli virajman aise bihari ji ke samip virajman biharini ju aise yugal sarkar ka sakshatkar usi ko prapt hota hai jo anya sab sadhan ka tyag karke shyama Shyam ka anannya hokar keval atho pair inheen ka tan inheen ki leela gan inheen ki seva mein aur kuch pad shri vitthal vipul dev ji ke smaran karte hain lalan tere hi adhin lalan sunri sakhi ho sachi kahti ho sakh ho sa tu jal hai ye meen tu jal hai ye lalan tere hi adhin lalan man dharan kiye hue apni swamini bihari ju se sakhi vitthal vipul dev ji maharaj kah rahe meri are yah lal ju banke bihari ju ek matra aapke hi adhin hai main satya kah rahi hoon sakhi yah aise adhin hai aap jal sadasya hai to yah machhli sadasya hai jaise jal ke bina machhli ji nahi sakti aise he shyama ju aapse ek kshan alag rahkar yah ji nahi sakte jaise hit ju maharaj ye ali Priya badan

ajar sat ke anat najat ek palak jhapak ke liye bhi yah aapse alag nahi ho sakte ladli ju tere hi ras bas Shyam sundar va rehi ras bas Shyam sundar ja chat hai jo din hai din lalan tere hi adhin re shri vitthal vipul vinod bihari hot manavat leen mana leen lalan tere hi adhin lalan he Priya ju aapke prem rupi jal se hi ye jivit hai ek kshan bhi aapse bilag hone par inke pran chhatapta lagenge ye Shyam sundar va atyant dinata purvak har samay aapse prem ki yachna karte ra te hain ladli jo aap data ho aur yah yachak hai yadyapi pritam ka swabhav vipul vihar mein hai par is samay aap man dharan kiye ho to aapko manane mein unke tan man pran vigliyo rahe hain ladli jo main bhi mana rahi hoon aap man lijiye yah lalan shri lal jo aapke hi adhin hai aap jal sadasya ho aur ye machhli sadasya hai aapke bina ek pal bhi yah ji nahi sakte lal karat tere gungan lal karat te gun jo na patiya ha shpath nahi manti jo na patiya ha sa nahi manti to chali suni apne kane chali suni kane lal karat tere gun gane lal lali ju aap vishwas

kar lo aap man dharan kiyo aap chal ke dekh lo paas mein hi lata bhavan ke niche baithe wah shubh pravah karte hue kaise shyama ju shyama ju Radha ju Radha ju rat rahe hain kaise wo aapke gungan kar rahe hain meri baat man lo ladli ju yadi aapko meri vani par vishwas na ho to waise to main kasam nahi khata par shpath khakar kahta hoon lal ju aapke adhin hai aur aapka naam jap kar rahe hain aur aapka gungan kar rahe hain agar itne par bhi aapko vishwas na ho raha ho to aap chalo chal ke dekh lo chal kar ke unke ankhon mein ashru hai wo Radha Radha Radha shyama shyama shyama aisa rat rahe hain aur aapke hi gunon ka ga kar rahe swayam swayam chalkar apne shravan idri se sun lijiye ki kaise art nad karte hue aapko pukarte hain lali ju aapko samjh mein nahi aa raha ki lal ju ko kitni pida ho rahi kaise samjh mein aayega jo tum Shyam hoh ve shyama jo tum Shyam to yah ve jane shri vitthal vipul vinod bihari baha so baad rusan thane thane lal karat tere gungan vitthal vipul dev ji ne kaha ki Priya ju lal jo aapke adhin

hai aapke gungan kar rahe hain aapka naam arth bhav se pukar rahe aap chalkar dekh lo yadi vishwas na ho to main kasam khakar kahta hoon itne par bhi jab Priya ju nahi boli to kaha Priya ju sachchi kah rahe hain kuch kshan ke liye yadi aap bihari ja ho jao aur thodi der ke liye bihari jo shyama ho jae to aapko pata chal jae ki halat kya hai bihari ji ki ham samjha rahe shpath purvak ka to bhi aap nahi sun rahe main manata hoon vidhata se ki thodi der ke liye aap bihari ja ho jao jo bihari ja ki dasha ho rahi na aapke prem mein thodi der aap samjhkar dekh logi tab aap janoge ki kitni pida lal ju ko ho rahi aapke man dharan karne par he ladli ju jo tum Shyam ho aur ve shyama tab aapko pata chalega man manane mein kaisa lagta hai man dharan karne mein kaisa lagta agar bihari ji ban ke aap man manao na aur vyakul ho na tab aapko pata chalega to yah vedan jale to aapko pata chalega ki kitna bihari ji ko vedna ho rahi hai kasht ho rahi vyakulta ho rahi he ladli ju yadi aap Shyam sundar ho jao bihari ja ho

jao aur phir y anubhuti karo to mujhe aisa lagta hai ki aap phir kabhi man nahi dharan karenge isliye aap vamat ka man ka tyag karke dravit hokar chalo aur bihari bihari donon khelo aur ham aapki seva karen aapko ashish de yahi hamare hriday mein umang hai shri vitthal vipul dev ji pyari tere nainan par tran tutat pyari paran kund kali par bhora kali par bhara hit amrit ras ghoot ta amat ras pyari tere nainan par tran tutat pyari tere aisa hota kyon hai pyari ju ko pyari ju aapke netron ka chamatkar hai aapke netr aise sundar hai nichhavar hai sab kuch shwet kund kali par jaise bhramar mat hokar ras pan karta hai waise aapke netron mein lal ju ke netr ras pan kar rahe hain amrit ras ghoont rahe hain aur jab aap netr aise kar lete ho tabhi wah vyakul ho jaate hain jab jab ruk palak samput lat ati atur akula lampt la nive sa antar te alap kalap sat sahab kahar kaho in ban vishek hai kahri it lagat ut phutat shri vitthal vipul vinod bihari vithal viri pi ko sir basu lute lut pyari tere nain ni par tran tutat pyari

teri netron ki to yah dasha hai aur aapke netron ka jo kataksh hai na bhrikuti kam ko dand nain sir kajal rekh ani he Priya ju yah netron se jo baan sanchan kiya lal ju ke hriday mein laga to vikal kar diya sach to yah hai ki Priya ju aapne apne netron se hi pritam ka sa va lut liya unko apne adhin kar liya ab pritam ke paas kuch nahi hai jo kuch hai sab aapke paas hai he pyari ju aapke netron mein balhari ja rahi hoon ye sara chamatkar aapke netron ka hai aise nitya bihar ras ke bahut sundar sundar leela bhare hue bahut sundar sundar pyari ju pyari ju ke rup ras raas se bhare hue pado ka gayan kiya shri param rasik shiromni Swami ji ke param kripa patr pujya guruvar shri vitthal vipul dev ji se yahi prarthna hai ki ham sab unke bachchhe hain unke sharanagat hain hamare hriday mein bhi shyama Shyam ke prati thodi si anannya aa jae thoda sa unke naam mein unke dham mein unke charnon mein unki leela mein unki seva mein priti ho jae shri vitthal vipul dev ji maharaj ki jai kunj

bihari shri hari das

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi