rashtr seva to kar rahe hain garv hai ispar , man ko vishesh shanti kaise mile ?
shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.
pura pravachan
ki ham jo bhi jitna bhi samay de rahe hain bhagwan ki puja hai bharat ki seva rashtr ki seva yah hamare bhagwan ki puja hai aur sachchi mani bhagwan ki puja hai wo nach parta hai samne wala dekhte hi nach padhta hai ham koi hiro hai kya ham koi abhinetri hai kya y hamko dekhkar koi khush ho ja Baba ji hai yar jai jai shri Radhe shri Radhe bharat mata ki mata ki jai desh ke seva kar sab kuch kar rahe ba man vichlit rahta hai hamesha lag raha hai kisi ke liye kuch karhi nahi pa ra nahi man ko anand chahiye ek dhyan
rakhna tab lag kushal na jeev ko sapne man vishram jab lag bhajan Ram ko shok dham taj kam sharir rashtr seva mein hai par man ko anand ki bhookh rahti hai sabke man ko aapko nahi pure sansaar mein jitni bhi kriyaen ho rahi va sab sukh prapti ke liye ho rahi hai aap hamari baat ko gaur se dekhna jitni bhi kriyaen ho rahi chiti se lekar sabka uddeshya sukh prapti karna sukh bhogna sabki cha hai aap is vishay par sahmat hai sabki sab kriyon ka uddeshya sukh prapti hai lekin sabko dukh bhogna parta hai is baat ko bhi aap samjh rahe sukh prapti ki chah se sab kriyaen kar rahe hain jitni jail bhari hai wah sukh prapti ki chah ki kriyon se hi bhari hai jitne paap hote hain wo sukh prapti ki chah ki kriya se hi hote hain aap dhyan de rahe hain na iska matlab hai sukh ki to chah hai par cheshta galat hai marg galat hai to jail hai rog hai nark hai paap hai durgati hai lekin chah pakri gayi sabke andar sukh ki sukh bhogne ki ab jo hamara rashtr seva mein hai aapne kaha main sab kuch karta hoon par mera man ashant hai to
voh nahi karte ho jisse man shant ho sav man Krishna padar vind ham isiliye kai bar apne rashtr sainikon ko sammant bhav se pujya bhav se aadar purvak y kaha ki man ko jo kam krodh lobh moh mad matsar yah shatru parast kar rahe inke liye bahari raiphal kam nahi karegi bahar se aae hue shatru par ham vijay apne astr bal se baudhik bal se prapt kar lekin antarik jo attack ho raha hai hamare andar usko adhyatmik bal se hi mar sakte hain aur koi bal nahi hai yah jo man ashant hai isko kaise ise adhyatma bal se sudharna hai zyada adhyatma bal ke liye koi yah karne ki zaroorat nahi agarbatti dhupbatti aarti y adhyatma ka ek bahari ang hai jo adhyatma hai wah chintan pradan hota hai hamari har baat ko samjhte jana ki ab hamare paas time nahi ki main aarti karun main kar nahi raha mere paas time nahi ki bhagwan ko virajman kar ke puj wo main kah nahi raha kyonki ek bahari ang hay adhyatma ka vastvik jo purn ang hai wah chintan hai agar hamara naam chintan hone lage bhagwan ka aur uska adhik
badhne lage re andar adhyatmik power aa jaega jo hamari buddhi ko control karega is pure system ko sharir ke system ko buddhi control karti hai sharir ek rath hai rupak mein indri iske ghode hain man uski ligam hai aur buddhi uska sarathi hai pura control karne wala buddhi hai agar wahi bewkoof hua sarathi driver hi bewkoof hua to accident hone mein der nahi lagegi ya wo nashe mein hua to mar dega hamko to hamari buddhi to hai lekin buddhi ko control karne wala vivek nahi adhyatma ka hamari buddhi agar theek control na kare ham apne ko chhut kar denge bahut ho gaya yar kitna say kya kya wo dimaag iske liye adhyatma bal chahiye agar ham nirantrta naam jap karne ka abhyaas karen aur hamara soch ki ham jo bhi jitna bhi samay de rahe hain bhagwan ki puja hai bharat ki seva rashtr ki seva yah hamare bhagwan ki puja hai aur sachchi mani bhagwan ki puja hai agar aap bandook se seva kar rahe hain to main mala se seva kar raha hoon apne rashtr ke har samay naam jap karte bhajan karte hu mera
rashtr sukhi ho tum bahari shatruo se raksha kar rahe ho ham antarik shatruo se raksha kar rahe hain ham tumhare andar ke shatruo se ladne ki baat tumhen bata rahe hain antarik bal tumhen pradan aisa nahi jaise aap hamare paas aae to khali nahi jaega aapko ek adhyatmik milega ek jo aap khud anubhav karenge ek jo yahan ek shanti milegi aapko ek jo ek anand jaisa milega va aapko kisi kriya se nahi milega kyonki bhagwat hai yey bhajan ke prabhav se ham bhi sevak hai rashtr ke aur aap bhi sevak hai bas baat itni sambhalne hai ki man ko khurak chahiye anand aur yah chhote mote anand mein tikne wala nahi jaise purush sharir ya stri sharir ismen man hamara kahta hai is sharir mein sukh hai lekin bahut bar us sharir ka sevan karne ke baad man kahne lagta hai ismen nahi usmen ismen nahi ismen aap iski chal ko pakdte jaiye arthat jitne bhi bhog bhog liye jae y kabhi santusht nahi hoga kyonki yah bhoganandeeshwara bhagwat bhav rakho meri patni mera putr mera parivaar mere budhe mata-pita mere liye har samay
chintit rahte hain mujhe har cheshta unke sukh ke liye karni hai rashtr sukh ke liye karni abhi anand ka anubhav ane lagega yadi adhyatma chintan mein naam chalane lago isliye ham sabse kahte kya jaata hai ham kahte kabhi mala mat pakdo abhyaas karo Ram Krishna hari jo naam priy ho raha ham to Radha Radha Radha jo naam priy phir aap dekh lena anand ki phaan aati hai 2 kilometer mein subah ratri mein jab ham aae thasa thas do kilometer bhare hua tha sabko dekhna sabko pranam karna sabko anand pradan karna ye free nahi hota ye andar se diya jaata hai wo nach parta hai samne wala dekhte hi nach parta hai hamko hiro hai kya ham koi abhinetri hai kya ki hamko dekhkar koi khush ho jae Baba ji hai yar kis baat se adhyatma sukh se aur ya koi anand se nach raha hai do hi baten i ya to prem mein ro raha hai ya anand mein nach raha hai kyon adhyatma wahi adhyatma man ko vishram dega meri baat man lo isliye naam jap kijiye parivaar se bahut priti rakhiye parivaar ke liye tumhara yah rashtr seva ka jeevan jo hai
rashtr sukh ka jeevan jo hai wo parivaar ke liye bahut sukhdayak hai isse kabhi koi aisa karya na hone pave jisse aapke parivaar ko dukh ho hamare rashtr ki hani ho isliye khub naam ja naam ke bina aap adhyatma bal nahi prapt kar sakte va adhyatma bal ke bina man ko control nahi kar sakte kyonki aap parivaar se dur hai aap kahin bhi taynaat kiye ja sakte hain aapka parivaar ka prem aapko khega andar se wo aapko todega phir rashtr prem laghu ho jaega nahi aisa nahi hona chahiye phir aap viksipt
hone lagenge aap asantusht hone lagenge yar kya zindagi hai do mahina ho gaye na ghar gaye na kisi se mile ya aath mahina ho gaye ya 10 mahina ho gaye aisa nahi aap ek sant hai pakka maniye ham sainik ka isiliye sammaan karte hain sant ki tarah kyonki hamne wo zindagi ji hai ganga ke kinare wahi zindagi aap rashtr seva mein ji rahe hain kahin bhi pahar mein laga diye kahin bhi laga diye mahino apne parivaar se dur jaisi vyvastha usmen jite hue aap khade ye sab andar ke nahi jananenge andar jo anand le rahe hain na wo to nahi jananenge gaadi hai bangla hai angrakshak hai sab vyvastha hai aap ek sant hai to aap sainik rup mein rah rahe hain aapko har kasht sahna hai hamare rashtr ke liye par naam jap karo to adhyatma bal aapki raksha kar lega nahi phir gadbad ho jaega dekho aap pari se dur hai aap viksipt ho jaenge jab kam sataega aapko jab aapke parivaar ka muh aayega to aapko viksipt kar dega aur wahi bhajan bal aapko viksipt se bachaega isliye naam jap kijiye aur prasann lao sabko va shri ji ke prasad achhche
wale vastr pa lao aur sakhiyon ko chunri badh do sabko sabko pa ham hriday se sammaan karte hain aapka aur hriday se mangal kamna aapki mana aap svasth rahie svasth rahkar hamare desh mein jo hamare desh ki seva mein aur apne parivaar ko sukh dene ki bhavna mein rahe aapke aacharan aise hone chahiye aapke parivaar ko sukh ho hamari rashtr seva bane shri Radhe shri Radhe ek bar wo bhi bol do vande matram bharat mata ki mata ki jai ye ye hamari chati kalo jai hind jai hind
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
- bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
- agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
- ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…
- jiska lakshya bhagwat prapti hota hai uske kya lakshan hote hain? — ras shekhri sharan ji Vrindavan se maharaj ji jiska dridh lakshya bhagwat prapti ho gaya hai us sadhak ke kya lakshan hai narayan hari bhajan mein pancho na suhat vishay bhog nidra hansi jagat prit bahu baat ye…
- ekantik vartalaap evam darshan #1398 — ajay Mishra ji Pune maharashtra se Radhe-Radhe Radhe-Radhe maharaj ji Gurudev main sabhi devtaon ki puja karta hoon parantu meri shri Ram ji mein shraddha hai. Main shri Ram ji ke prati eknishtha…