॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

charit aise sant ka jinhe apni mrit patni ka naam lene se hui bhagwadprapti !

▶ YouTube

pujya maharaj ji ke Shrimukh se bhakt-charit — puri katha upar video mein sunen.

pura pravachan

ek ghatna batae ek pati patni the to unki patni ka naam tha kishori aur wo bahut apni patni pa pyar karte the aasakt jaise sansari purush rahte hain ab kal ki ghatna unki patni mar gayi ab wo itne aasakt the ki uske bina ji nahi sakte the ab wo har samay rone lage par naam tha kishori isliye baat bal gayi haan kishori haan kishori to ek din barsane ko is unke area ke aa rahe honge unhin ke saath barsane aa gaye to ratri mein gavar van ke pahar mein wo ekant mein premi ka hriday vikal hota hai to apni patni ki yad karke ro rahe the kishori haan kishori shri ji ne Lalita se kaha dekho mujhe koi pukar raha hai to Lalita ji ne kaha aapko nahi pukar raha uski patni ka naam kishori hai hamari shri ji kitni karunami to unhone kaha aadi naam mane pahla naam to mera hi hai na kishori dusre koi baad mein rakh le kishori to mera naam hai na jao usko liva ke lao Lalita ju nazdik gaye to Lalita ju ka darshan matlab shri ji ka darshan samjho hi Lalita ji ko dekha sare paap nasht ho gaye divya uske andar

netr khul gaye prem ke aur Lalita ji ne kaha chal tujhe shri ji bula rahe hain bahut bade sant hue ali kishori ji to samjh pa rahe ho

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi