॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

bhagwat katha(bhag-20)/ shri Haripal ji ki santa seva ke prati nishtha/daksh Prajapati ka bhagwan shankar se dves

▶ YouTube

pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ka satsang — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

Vrindavan Shabri taiv padarvindm prema mrtak makrand raso purnam hridya pitam madhupati smar tap magramas ma Shyam param shital ma shya anant janmon se maya vilas ke bhram mein bhatkte hue hamen is mahmmahim bharat bhumi mein manav deh mile manushya sharir mein durgun durachaar dus pravrittiyon se bchane ke liye bhagwan ne hamen satsangati di sangati hi durgati aur sadgati ka karan hai andar ki jo dushpa vrittiya hai vrittiya hai aur bahar ke jo dushkarm karne wale jan hain inka sang durgati pradan karta hai aur andar ki sat pravritiyan sat vrittiya bahar ke sat marg mein chalne wale pathik jan sant jan inka sang hamen sadgati pradan karta hai satsangati sanskriti chakra ko mitakar bhagwata anand pradan karti hai wo bhi hamen kahan satsangati mili shri dham mahmmahim param pavan Vrindavan Vrindavan mein bhi param pavan pulin yamuna ji ke pavan tat par yamuna ji ka hi pravah sthal hai jahan aap baithe hue hain ab hamen apni indriyon ko apne man ko kasam purvak shpath purvak niyam purvak asat sang se hatakr sat mein lagana

hoga bahut jiddi swabhav rakhna hoga saikadon bar ye aapko phisla jaenge phir bhi aapko utsah sampann rahna hoga ki main jeetunga bas itni hi ladai hai man aur panch gyan indriyon ka bhogon mein jana inko palat kar ke prabhu mein lagana bas itna hi hai swabhavic gati inki mana kashta indriyani prakriti sthani kar sati prakriti ke sthan mein jaenge hamen paramatma mein lagana hai bas itni sadhna hai kaisa adbhut Vrindavan dham shripad kah rahe hain brahmam dham Vishnu vati dad sada yah pujya tr loke murti ya kanch deva chay bhagavto yah sa tasy priyatma sakshi shri Krishna chandraman bhav tully machet swes jave ta jati rasik Ram naiv Vrindavan y kaisa durlabh aur adbhut mahmmahim Vrindavan dham hai kah sansaar mein wah dhanya hai jo bhagwan narayan ka bhajan karke bhagwan narayan ke vaikunth dham ka chintan karte hain brahmam dham Vishnu vati hrid sada yah sa pujya tar lokam sampurn loko mein pujniya wah ho gaya jo brahmadham bhagwan narayan ke vaikunth dham ka shray lekar ke narayan narayan narayan aisa jap

karta hai chaturbhuj narayan bhagwan ka chintan karta hai aur vaikunth dham ka aashray leta hai wah sampurn loko mein pujya hai wah dhanya hai phir kah rahe murti yam kanch devar chatiram jo bhagwan ke kisi bhi shri vigrah ko virajman karke bhagwan ke vivid rup hai Ram Krishna hari shiv durga vivid rup hamare prabhu ke hi hai jo prabhu ke kisi bhi shri vigrah ko virajman karke achhche achhche padartho se apne samarth aur bhawa anusaar seva karta hai to bole sa tasy priyatma va sabka priy atma ban jaata hai va sabka priy ban jaata hai phir kah rahe sakshi shri Krishna chandraman bhav tully jo sabke hriday ke sakshi bhagwan shri Krishna chandra ju ka archan bandan aradhan karta hai bole sabki atma ho jaata hai son bhav tully wah bhagwan ke saman ho jaata hai bhagwat swaroop ho jaata hai lekin Vrindavan vasi ke liye kya kah rahe mat chetas dave jahe taj rasik na Vrindavan yah dhanya ati dhanya maha dhanya ho jaata hai jiska chitt aur sharir man aur sharir donon Vrindavan ka tyag nahi karte wo isi janm mein dhanya dhanya

dhanya dhanya dhanya tej inke upasi hai dhanya hai wah sampurn jagat ka pujya hai jo brahmadham bhagwan narayan ke vaikunth dham ka aashray lekar narayan narayan japta hai jo bhagwan bhan ke kisi bhi shri vigrah ko virajman karke achhche-achhche padartho se apni samarth bhawa anusaar archan vandna karta hai wah sabka pujya ho jaata hai sabki atma sabka priy ho jaata hai aur jo sabke sakshi bhagwan shri Krishna ki bhakti karta hai wah bhagwat swaroop ho jaata hai wah bhagwan shri Krishna se abhinnn ho jaata hai par dhanya dhanya wo hai jo Vrindavan dham ka lekar Priya pritam ki upasna mein maha madhury ras mein chitt ko jode hain jinka man aur tan donon Vrindavan vas karte dhanya dhanya hai apne logon ko to pata hi nahi tha shri ji ne kripa karke ghaseeta kaisa adbhut dham hai bhoor bhure vatre sham jalam pich jalam saakh valya drav jyot sana jyoti Ram khag pashu Manu jadeen paksha di kani shri krishna Krishna eva khil danuj pu Radhika radh kev vahal ten Vrindavan Manu mam kaap stu Divya anubhuti oho yah Vrindavan ki

bhumi brahma ke dwara rachi hui koi maya krit bhumi nahi hai chidanand bhumi mein baithe ho yah Vrindavan bhumi iski samanta sirf Vrindavan kar sakta hai dusra koi nahi jaise Priya pritam ke saman sirf Priya pritam to Vrindavan ke saman sirf Vrindavan Vrindavan samasth dhamo ka mul Priya pritam samasth avtaron ke mul avtari jo Vrindavan ke jal ka pan karta hai yah sadharan jal nahi hai yah braj gopiyon se lekar abhi tak samasth premi janon ke asuon se bheengi hui bhumi hai prema shru do prakaar ke hote hain ek virah ashru tapat aur ek shital ashu anandmay aur samasth premi Priya pritam ki charan raj to hai hi samasth premion ki durlabh charan raj yahan virajman hai to yahan jab jal varsha hoti hai to charan renu ka pratap asuon se bheengi hui rach ka wo sab jal mein yahan ka jal sadharan jal nahi yahan ka jal matra pine se bhagwat prem prakashit ho jaega ye premay jal hai Vrindavan ka yahan ki bhumi brahma ki rachi hui nahi hai triguna ti chidanand dham hai yahan ka jal koi sadharan jal

nahi prem prakashit karne wala jal hai aur kah rahe yahan ki lata ye tejomay koti koti kalp tar bhi inki samanta nahi kar sakte Vrindavan ki lata sam kot kalp taruna raj ki tul Baikunth nahi aur lok ki hi mai Vrindavan ki ek lata ke samanta karodon kalp tar swarg ke nahi kar sakte ek kalp tar vyakti ki samasth kamnao ko purn karne ki samarth rakhta hai laukik lekin Vrindavan ki lata kripa kar de to Priya pritam ke prem ras ki prapti ho jae aur kah rahe hain khag pashu yahan jo pashu pakshi hain ek din ek vani mein padh rahe the to likha tha yahan ke jo kaput hain yah sukh sankaadik samanta rakhne wale hain yahan ke jo kabutar hain ye shri Sukhdev ji aur san kadunimb karar kah sakte ho kyonki jo raj shiv sankaadik achat usi raj mein vas karte hain yahan ke khag mrig pashu panchhiyon ki kripa ho jae to Priya pritam ka prem ras prapt ho acharya charan shrihit mahaprabhu vandna karte hain he Radha ya rati grih suka he mriga he mayura bhuy bhuya pranati bhar ham prarthna karte hain kishori ja ke Vrindavan

ke mahal ke khag mrig pashu panchhiyon sukh sarika mayur kokila aadi ham aapko bar-bar pranam karte hain ham par anukampa karo hari Ram vyas ji kahte hain khag mrig pashu panchhi aa ban ke charan sharan rakh leej he Vrindavan ke khag mrig pashu panchhi ham aapki charan sharan mein hai aap kripa karo ladli lal ka prem pradan karo ye Radha yasho mukhar mat khga vali ke ye Priya pritam ke jas gaan mein unmat mahan brahm rishi Paramhans hi yahan ke khag mrig pashu panchhi hain aur manuja din yahan ke manushya ko manushya mat mano jaise manushyon mein varn jati kul aadi ki bhawnaen yahan mat mano yahan sab parbrahmma paramatma ke sakshat priy kripa patr chidanand rup hai yahan ke tribhuvan mein aisa kahin nahi hai ki sant jan kisi sant ke alawa kisi ke charan dhoe aur charanamrit piye tribhuvan mein nahi aisa tribhuvan mein aisa kisi ki samarth nahi ki santo se charanamrit utarwa le sare punya usi kshan nasht ho jaenge wo dushkritam ki jo parso apne ko charanamrit mila dhone ko aarti karne ko aur pan karne ko yah keval Vrindavan ki mahima ka

prabhav hai aur wah bhi anand pulkit hokar kah rahe the aaj mujhe garv hai ki main brajvasi hoon aaj mujhe garv hai ki main bhagwan ka hoon aur bhagwan ke dham ka hoon bas yahi yahi baat dekhni hai ek chhote se brajvasi ke jab pair cho to ja Baba ladli ji to par kripa karen yah ashirwad kisi ki samarth nahi de sake isliye yahan brajvasi janon par yahan ke tirth purohiton par yahan ki seva karne wale janon par kabhi aisa bhav upeksha ka bhav kabhi he bhav nave agar aa gaya to aparadh ban jaega pakki baat samjh lo yah Priya pritam ke nij parsad hain jab aap hriday se inki vandna karoge to aapka adhyatma bhav bhagwat bhav Priya pritam ke prem bhav y badh jaega aise intazar kar rahe the charanamrit ka jaise koi bahut dino ka pyasa pani ka intazar karta na mil jae to pran pa to aisa lag raha tha aaj ahankaar ke upar ahankaar parvat par jaise indra vajrapat karke chakna choor karte hain aise aaj bhagwat parsado ka charanamrit janm janm ke ahankaar ka chakna kar dega kitni jaldi charanamrit ave bhagwat parsado ka jo Vrindavan

ke abhinnn ang hai aur Vrindavan ke nitya sevak hain bahari baat nahi dekhni antarik baat dekhni pite hi roman chhwa ek adbhut bhav mein rasheela bhav isliye ka manuja din yahan ke manushyon mein sadharan bhav mat kar lena yahan bahar se bhi wahi aata hai jis par shri ji ki kripa hai phir jo maa ke garb se sidhe raj mein janme hain aho bhagya dhanya ati dhanya jis raj ko shiv sankaadik yachna karte wah maa ke garb se sidhe isi raj mein prakt hue to raj up sevi Vrindavan vasi brajvasi jan hamare param pujya hain koi bhi ho param pujya hai param pujya hai inke prati jara bhi dosh darshan aapke chahe jitne bade bhajana Anandi ho aapke bhajan ki vritti ko ko rok denge aur aapke patan ka karan ban jaega inke prati kiya hua aparadh shri krishna Krishna eva khil danuj rip Radhika adhi kev yahan shri Vrindavan dham mein jo nuj ka udhar karne wale bhagwan shri Krishna hai wah itne hi nahi hai yahan prem adhin shri Krishna hai jo keval shri Krishna ko itna hi va nahi janta shri krishna Krishna eva khil nuj pu itna hi nahi

hai jo shri Krishna ko keval itna hi janta hai ki nuj ka daman karke udhar karne ke nahi yah prem swaroop hai prema din hai ham unse tark nahi karte shripad kar unse tark nahi karte par jo shri Vrindavan dham mein prem mein shri Krishna premadhar shri Krishna ka kya swaroop hai shri ladli ju ke age karbaddha hokar seva ki yachna kar rahe he sakhi aaj tu kripa kar bani guth ka saubhagya mujhe pradan aaj darpan dikhane ka saubhagya mujhe aaj mahawar lagane yah bahar ke nahi jante y Vrindavan nij mahal hai

shripad isiliye ka mujhe tark nahi karna kisi se par yahan ki jo Divya bhuti hai va Radha aradhan tatpar shri Krishna kaise hain Radha aradhan tatpar shri kishori ja ki aradhna mein tatpar jo shri Krishna hai kaise shri Krishna jo Radha charan lot ruchir shikhandi vande bole aise shri Krishna ki jo aradhna karte hain unko kuch alag Divya anubhuti hoti hai yahi meri prarthna hai ki atyant durlabh shri dham Vrindavan mila agar hamare hriday mein kisi ke prati dosh bhav na ho aur sant seva ban jae dham mein dhami bahut jaldi prasann hote jab dham vasiyon ki seva banti hai mahapurushon ne kaha aich khench ke jaise bane santo ke mukh mein bodh bahut badhiya fasal tayyar ho jaegi avinashi fasal tayyar ho jaegi jaise bane taise santo ke man bhaj be ko doi bhale ka hari aur ka haridas aur usmen bhi agar santo ka sab santo ne nirnay kiya ki yadi santo ki aradhna ban jae to bhagwan adhin ho jaate hain bhagwan sevak ban jaate hain yah badi baat kahin kisi tapasvi ki sevka karte hue bhagwan nahi mile lekin trilochan ji ke yahan

naukar ban ke bhagwan rahe jo bhakt sevi hai sant sevi hai us par bhagwan ki vishisht kripa prakashit hoti hai bas sant seva mein aparadh rahit vriti honi chahiye narad mero sadhan so antar nahi mero sadhan su antar nahi arthat jaise sharir ke saath chhaya kabhi nahi hat sakti usi mein samai rahti hai tej ke pratap se chhoti ya badi chhaya dikhayee degi tej udhar se ho jae to sharir mein sama jaegi lekin alag nahi ho sakti main bhakt sange bhram ev chhaav satatam hari bhakto ke sang mein bhagwan jaise sharir se chhaya alag nahi ho sakti aise bhagwan bhakt ke sang se alag nahi hote chakran rakshat bhaktan bhakt bhakt janapriy dhanya hai main sudarshan chakra se sadaiv apne bhakt ki raksha karta rahta hoon bhakt janon ke prati jo atyant pyar karte hain wah mujhe bhakt se bhi zyada pyare lagte hain waise to prabhu se badhkar koi nahi hai lekin sevak ji maharaj kah rahe hain jo Harivansh upasak sev seh ta ke charan vichari aur jo Harivansh ko dharm sive soi to mere prabhu te prabhu bhari y bhagwat premi mahatma jan jinke vachan jinke updesh

jinke sang se bhagwat prem prakt hota hai wah mere prabhu se bhi bade prabhu hain more man prabhus vishwasa ramat adhik Ram kar dasa yahan shri bhagwan kah rahe hain ki bhaktan bhakt jo mere bhakton ki bhakti karte hain santo ki bhakti karte hain wah mujhe apne bhakt se bhi badhkar pyare lagte hain bhakt janapriya bhagwan ke kahte hain Krishna krishnat krishnat samprati vadan narha jo har samay shri Krishna shri Krishna shri Krishna aisa kahta hai wo mujhe bahut priy hai lekin jo bhakt ka smaran karta hai main piche piche chalta hoon uske main uske adhin ho jaata hoon narad mero sadhu so antar nahi sadhan se antar jo rakh hai tev narak mein jahi narad mero sadhan sa antar nahi koi bhagwan ka aradhan karen bhagwan ke shri vigrah ki seva karen aur santo ke prati dosh darshan kare santo ka anadar kare unki prati aisi ki are to to kah rahe sadhan se antar jo rakhe tev narak mein jae wo nischit narak mein jaenge lakshmi meri ardh sharir sou bhakt ki dasi lakshmi meri ardhangini hai le jab koi mere bhakton ki aradhna karta

hai to lakshmi ji unki aradhna karti tribhuvan lakshmi ki aradhna karta hai aur jo sant sevi bhakt sevi lakshmi ji unki aradhna lakshmi ji prasann hokar barsati hai kai bar satsang mein kaha agar pakar paya ho koi pakar pa le sarvshresht dhani banne ka upay sant seva sarvshresht dhani usse bada koi tribhuvan mein dhani nahi hoga ab yah rahasya agar samjh pave to samjh pave par aparadh na bane bahut savdhaan kaun kis koti ka kabhi apman nahi jo bina chitthi ke bina nimantran ke wo to sakshat bhagwan hai are bole vyvastha are vyvastha rasoi ko kisi ko dekhne mat do ham aapko siddhi ki baat kah rahe hain koi rasoi mein rasoiya ke siva nahi jaega dekh nahi paye parda kar do bas parde ke bahar nikaalte raho aur ek deepak jala do aur bhagwan ko sakshi karke rasoi banana shuru kar do aur kabhi ghata par jae to hamen bata dena kabhi ghat nahi sakti rasoi sant seva karne wale ki rasoi aise jaegi are udhar wah payenge udhar alaukik jagrit ho jaegi abhi to pata nahi hai santo ki seva sidhe bhagwan pate sidhe bhagwan

agar bhagwan ko pate hue dekhna hai to bhakton ko pate hue dekho sab teerath sadhan ke charan koti gang kashi samjho lakshmi meri ardh shari so bhakti ki dasi suno lakshmi meri ardh sareeri so bhakt ki dasi sab teerath sadhan ke charan koti gang kashi karodon ganga aur kashi ka jo phal hai va santo ke charnon mein hai pakka is par koi sanshay nahi narad mero sadhu su antar nahi jahan ye jev tha main jev jahan yah sove tha sou jahan mere bhakt pate wahi main baith ke pata hoon aur jahan mere bhakt shayan karte hain wahin main shayan karta hoon na ham basami Baikunth Baikunth mein sahan nahi karta yogi naam hriday yogiyon ke hriday mein mad bhakta jahan mere bhakt hai wahi main sota hoon wahi main khata hoon wahi main rahta hoon bhakt paachh phir bachhra sang gaye yah samjh mein aa jae jahan yah jev isliye bahut savdhaan bade-bade avdhut koti ke sant hain kuch payenge kuch lagaenge kuch phailae kuch girae aapko chupchap rahna hai bas leela dekhni hai bhagwan ke ladle hain jaisa bilkul swatantr khalne do ja ye jev tahan main uu jahan ye sove

tahan sou aur jo mere bhaktan ko dukh deve to kul samet tahi khou agar koi mere bhakt ka droh karke use kasht dena chahe to kul samet uska main nash karta hoon jahan ye mero kare kirtan tahan karun main basa aur inheen ke piche uth dhaav moi inheen ki asha yah lo jahan mere bhakt mera jas kirtan naam kirtan karte hain wahan main daud karke jaata hoon wahin vas karta hoon inke piche piche ghumta hoon meri asha ka vishay mere bhakt hai taji abhiman prem so sev soi moko pave kahat Kabir bhakti ki mahima hari apne mukh gawe bhagwan ki prapti ka sa bina pasina chu aae dekho aaj tak kahin bhi bhagwan ka avatar hua hai to unke mata-pita ke purv charit ko padh lijiye bhari tapasya sanlagna kal aapne prasang mein suna atri ji ne 100 varsh tak pran vayu ko rok liya aisa tej prakt hua pranwayu ka pranayam sansodhan samadhi aisa te tribhuvan jalne laga unke tap se aur ek mantr padh rahe the ki jo ek Jagdishwar hai wah prakt hokar mujhe sakshat darshan de ta teen rupon mein bhagwan brahma hans par

virajman bhagwan hari Garun par virajman aur nandeeshwar par virajman devadhi dev mahadev tapasya se prakt hu kal aapne suna anusya ji ke pat kathor tapasya se prakt hue atri ji ji ki tapasya se Devki vasudev ji ki tapasya yahan taj abhiman prem so sev soi mok pave sahaj mein bhagwat prapti ka upay sant seva ba abhiman tyag karke dainya purvak sant ka sevan karen ek bike hue das ki tarah har sant se bartaav kahat Kabir bhakti ki mahima hari apne mukh gawe age ka rahe bhaktan ke sang bhagwan aise phir karen jaise bachchha sang phire neh vati gai hai Haripal naam vipr dham mein janm leo kiyo anurag sadhu dai shri lutai hai ketik hazar le bazar ke kaj khaaye garaj na sare kiyo chori ko upai hai vimurkh ko let haridas ko na dukh det aae sant dwaar tiya sang baat rai hai bhaktan ke sang bhagwan aise phire kare jaise bachchha sang phire neh vati gai hai hal ki biyai hui gay jaise apne bachhde ke prati rabha ke ghumti aise bhagwan apne bhakton ke piche dolte anu braja mein ham nityam put ren bhi aise bhakton ki

charan raj ke liye main piche dolta ho apne pyare bhakt ke saath saath bhagwan is prakaar ghuma karte hain jaise bachhde ke saath sneh bhari gay Haripal naam ke ek mahan bhagwat hue hain inhone apne gurujanon se pucha ki bhagwat prapti ka saral upay kya hai to yah siddh baat hai grahasti mein vivid sadhna nahi ho sakti yam niyam asan pranayam pratyahar dhyan dharana samadhi sab bade kathin brahm gyan bada kathin are grih karaj nana janjala te ati durgam shail vishala yahi sarwat ati kathinai Ram kripa bin vaay na jae ghar grahasti ke itne jhanjhat hai itni chintaen hain wo baithkar chitra ko paramatma mein ekaagr kare koi bahut hi kripa patr hoga sadhu ka sa aisa kar raha hoga anytha prapanch ka chintan hota hai to Haripal ji ne pucha apne Gurudev bhagwan se ki bhagwan ki prapti ka grihasth mein sahaj mein upay kya hai kathin se to bade upay varnan kiye gaye sahaj mein bhagwat prapti ho jae unke Gurudev ne bataya sant seva sant seva nischit bhagwat prati ka upay sant seva nischit accha sant bade

kripalu ek sant bhagwan ko pawa do badi shraddha se sadhu ka jaise sevan kiya jaata hai paddhti hai dekhte hi dur se pehle unko pranam karo hath jodo pushpo ke dwara pavne dalkar unki agwani karo unke charan prakshaln karo komal vastr se charan dho asan par virajman karo tilak lagao unki aarti utaro mala dharan karao sundar sundar bhog sakshat shri bhagwan pa rahe hain aisi bhavna se bade pyar dular se jaise apne putr ko aur lijiye aur lijiye aise pyar se unko pavao pane ke baad unko achman kara

kar ke jo kuch bane rukha sukha bhet pranam namaskaar vida karo iske baad unki juthan pao charanamrit piyo dekho bhagwan ki prapti ke liye kaise hriday mein vyakulta aur kaise bhagwan ki kripa aati hai aur santo ka swabhav jahan sant mandli hoti va bhai dekho ek bhagat Haripal ji hai kya sant seva karte kya prasad banta hai bhai unki to dan ab puri mandli ki mandli ab Haripal ji ki seva wo mandli anya tirthon mein ab tirthon se jinki yatra udhar se hoti sab Haripal ji ke yahan Haripal ji bade prasann

dhire-dhire jo sangrah kiya hua ann aur sampatti thi wah to sab lag gaye Haripal ji ke y santo ki bhid roz lagi rahti jamin bech di kimti gahne bech diye sab santo ko pawa diye ab aisa kuch nahi bacha jisse kharid ke lave pawa ve to ketik hazar le bazar ke karaj khaaye hazaron rupya ye aaj hazar ki to koi mata nahi ra gayi us samay hazaron ki badi mahima thi badi mahima hazar rupaye ki ek rupya lekar jao to kafi samgri lekar aa jao dukan se aisa hamare sam 5 kilo namak milta tha teen rup ka aise doodh duha lo aise gay se duha ke bhais gay ka rup rup ka shuddh ghee ki wo matka khule to aaspas area mein chhaa jae aisa ghee yah sab nakli ghee le aur doodh to bechna ek tarah se apman mana jaata tha sari sampatti sadhu seva mein laga di aur bajar se hazaron ke karje ho gaye ab karja lekar ke santo ko pawa diya ab koi karja bhi na de ab Haripal ji dukan mein gaye ki pehle 1000 pehle ke pare to aapko ab bazar mein koi karja nahi sampatti sab bik gayi dekh lo bhagwat prapti ke bhav ghar mein koi aisi vastu nahi

rahi ki bech ke khwa de aur sant mandli kahin jai dwarikadish kahin jai Siyaram ka har har mahadev alag-alag santo ki mandliya Haripal ji ne vichar kiya aap kya ho bahut lambe tagde vimurkh ko let haridas ko na dukh det aae sant dwaar tiya sang batra hai sampatti gayi karja ho gaya sant bhukhe nahi jaenge chahe hamen chori karna pare chori kaisi ek pradhan rasta jangal mein tha us samay astron mein bhala talwar tir dhanush yahi the bhala lekar ke ab chupchap baithe rahte na Ram Krishna koi bolne wala na gale mein kanthi na koi Bhagvati tilak marte nahi the bhala gale to lambe chode vishal sharir ke the to dar ke mare apne aap jo hai wo le karke santo ko bavana shuru kiya chhalak balak lijiye maha kapin ko dam sadhan ke mukh boe y sayan kam uska bhi kalyan ho jaega aapka bhi mangal ho jaega sadhan ke mukh mein achhche achhche padaarth to wah dhan dhanya ho gaya va dhan jiska liya uska bhi dhan lekin yah tab pehle apni sampatti kharch kar dalo beimani nahi bazar mein karja le lo jab uske bhi patane ka rah jae ki ab nahi

pat sakta aur sant aae tab yah upay hai pehle nahi pehle sadhu anurag mein dahi shri lutai hai sab kharch kar diya pha ketik hazar le bazar ke karaj rakh wo bhi khwa diya ab dekha sant wapas na jae ab us marg se jo agar koi nikalta ho jahan bhala lekar nikelte are Ram hath jod lete ab ye to khabar fail gayi ki Ram Krishna bol deyo to daku chori nahi karta kanthi tilak hoe to daku chori nahi karta kaun daku yah pata nahi chalta tha ab wahan jo nikle jangal mein to shuru se hi koi shri Ram jai Ram jai jai Ram

koi Radhe Radhe koi Krishna Krishna aur utni der ke liye tilak jarur laga lete ab samasya ki vaishnav ko lut nahi sakte mukh se naam nikal jae use lut nahi sakte ab wahan jo nikle sab jaise bhayabhit hokar se hi wahan jai shri Ram radhara Krishna Krishna hari hari kyonki pata hai daku hai bhala liye marenga chori kar lega yadyapi unhone kisi ko mara nahi tha ab waha kisko chori kare jo nikle sab wo sadhu mandli ai badi satkar karna hai ghar mein koi samgri nahi aur chori ab ho nahi sakti kyonki jangal se jitne nikelte hain sab tilak aur naam jap bhale zindagi mein na dharan kare lekin wah rasta jab jaenge to jarur dharan kar le dekho yah bhakt ka pratap aur pure rasta naam kirtan sab Haripal ji apni patni se kaha aaj to bade bhagya itne sant ghar mein padhare par bhojan ki to koi vyvastha na bazar se ho sakti hai na hamare paas kuch rah gaya hai patni ne kaha ek ghar mein dana bhi nahi hai kaise hoga atith satkar sab santo wapas chale jaenge bhukhe yah to bahut bada anarth ho jaega Haripal ji ne kaha dekho

ados pdos mein maang ke unki patni jis darwaze mein jati kahti sant aae bas shabd sunte darwaza band kar lete mangne aae hain pehle kale gaye abhi wapas diya nahi phir mangne aae ab wapas patni aa gayi Haripal ji se kaha dana nahi mila hai aapke vihaar ka aisa pratap fail gaya hai ki dekhte hi darwaza band ho jaata hai Haripal ji ne kaha bhagwan hi ka sahara hai unhin ka smaran karte hain aur andar hi andar ki dekho Gurudev bhagwan ne kaha tha sadh seva se bhagwan ki prapti hoti hui to prabhu aap milo na milo lekin aaj sant hamare yahan se bhukhe wapas nahi jana chahiye prabhu koi hamen upay nahi suhai de raha to baithe Krishna Rukmini mahal tha soch paro haryo man sadhu seva to sahu rup kiyo hai hari pal ji ki pukar aur bhagwan ka leela vihar shuru badhiya ratnnon se jat mukut kundal kardhni baju band kankan sab dharan Rukmini ji ne kaha jai jai apne hi hath se sab kimti kimti aaj chhaat chhaat karke puchi chale kahan kahi hai hamaro ek bhakt kahan prabhu ye naya naya sab abhushan divya kimti shringar bole

ek bhagat hai aaj uske darshan karne ja rahe hain darshan dene nahi ka darshan kar to main hoon au bole haan aao kyonki hamse zyada shringar to aap dharan karegi aao aae jahan pooch leo hai Rukmini ji ne kaha prabhu jin aise maha bhagwat ke aap darshan karne ja rahe hain main bhi darshan karne bilkul bilkul aaj to ham jarur le chalenge par dekho badhiya se badhiya pura shringar kar lo Rukmini ji ne fouran shringar prabhu se zyada Rukmini ji ka shringar waise bhi purush se zyada shringar matao bahno ka hota hai unhone dekha ki jab itna mahan bhagat ki prabhu sab kimti to aur badhiya badhiya har aur sab prabhu aur rukman prabhu ne kaha ek baat hai koi bhi bhagwat charcha nahi karni koi bhi bhagwat chinh nahi dharan karna prabhu aise kaise bhakt ke paas ja rahe ho ki jo bhagwat chinh se virodh karta hai bhagwat charcha se virodh karta hai bole ham jo kahe wo man lo raste mein koi bhagwat charcha koi bhagwan naam koi bhagwat chinh sab sansari abhushan sab prabhu kaisa bhagat hai aapka bole bahut uchh koti ka darshan se

nihal ho jaugi aise bhakt ka kabhi darshan nahi hua hoga Rukmini ji tayyar hui bhagwan tayyar hue aur Haripal ji ke dwrae par aae aju mag chalya jat bado ut pat madhi ko pahunchae dev le rupaiya diyo hai karo samadhan sant main liva jau inhe lai van maj dekhi bahu dhan jio hai bhagwan swayam gaye aur Haripal ji ko bulvaya ganv ke bahar kaha bhai suno sunte hain jangal mein koi chor lagta hai ham donon seth hai seth setha yah le swarn ki ek muh hamen pura rasta par kar do bhagwan jaise marte ko pani mil

jae aise aise aapne sant man mein socha sant wapas chale jaenge gaur se de gale mein koi tulsi nahi koi bhagwat chinh nahi mar pura sab shringar se bole bhagwan aaj to baras pare aaj khub sant seva hogi bole mohar dev ya na dev ham aapko par kar denge jangal mein jagat rupi jangal se par karne wale bhagwan ko Haripal ji kah rahe ham par kar denge aapko kyonki nazar gayi na ek se kimti ratna bole mahino sant seva chalegi Haripal ji se batchit kar rahe ki kahin shanka na ho jae inko bole amuk shahar ja raha hoon

hamara bada vyapar chalta hai tumko ek rupya to denge hi par surakshit hamen pahuncha deyo ye wo daud kar ke kaha ruko apni patni seka ek rupya ka jao swarn ka hai kuch jalpan lao santo ko pawa bhojan ki vyvastha raste mein ham kar lenge bal bhog karao santo ka samadhan bal bhog karao raj bhog ki vyvastha mein bhi seth setain hai bade bhole hain bade prasann hue mano prannon ka sanchar aa gaya sant seva mein Rukmini ji yah rahasya nahi samjh pa rahe ki kah rahe jangal par kar de kah rahe hamko dar lag raha hai ki koi hamen lut na le aur jangal ek rupya diya usko swarn ka ki bhai pal Rukmini ji ne kaha ki prabhu kisi ke raksha ki bhagwan ne kaha tha prashn koi karna nahi hai are komod ki gada sudarshan chakra sab ek aadmi ka sahara aap le Rukmini ji ne prabhu aap kam kaha to baten karo vyapar ki idhar udhar ki sudarshan chakra ke liye ko ki ga vyapar rupya paisa har hira javar inki baten kar gaur se phir dekha ki kahin koi Bhagvati lakshan dekhe jo nihari mala tilak na sadachar bade khush

bhae honge bhandar jo pa dhan to layo hai jab itna pahnava hai to khajana inke hoga lutne mein koi dosh nahi hai koi bhagwat chinh nahi aur koi bhagwat charcha nahi pure sansari hain aur yah chhin karke ham sant bhojan karayenge to inka bhi mangal ho jaega lijiye naye y wari kahe dari devo diyo sab dari chhalla chhi guni mein chhayo hai anguri maro ri kahi bado tu kathor aho to ko kaise chodo sant jev mo ko bhayo hai pragat dikhao rup sundar anup va mere bhakt bhoop le ke chati so lagayo raste mein lekar chale charnon se lekar upar tak bhagwan ko dekhte hain aur phir Rukmini ji ko dekh koi bhagwat chinh nahi koi bhagwat charcha nahi mahino ki sant seva aur jo itna pahre hain to unke paas bhala lekar chal hi rahe the raksha ke liye age aae utaro apna achla failaya utaro sab beech raste bhagwan ne kaha utaro Rukmini ji utaro Rukmini ji ne kaha raksha ke liye to isko ek rupya diya tha aur yahi lut raha ho aap kah rahe ho bole utaro bhala par kar dega bahute bed bhagat hai prabhu sudarshan chakra bole nahi samay is samay

utaro yah sant seva ka pratap bade bade bhagwan pahni ke aae the isiliye to fouran utar utar ke bhagwan ko dekhti jati Rukmini ji ki kuch to maike wale hain kuch aapke hain prabhu unmein sab utaro naye banva denge jaan bachi to sab kuch bach gaya prabhu bhagat ke darshan karane lutwani bo yahi to hai yahi hai jiske darshan kara le aae the ab to bhagwan sab kardhar mukut sab utar ke rakh diye Haripal ji ki drishti gayi ki Rukmini ji sab to utar diye ek anguthi jo bhagwan ne pahnai thi va nahi utar ki are lao itne mein kitne sant bhojan payenge aise prakt bole itne mein kitne santo ka bhojan hoga aur anguri pakar ke Rukmini ji nara bhagwan ne chup raho jaisa kahe vaisa kar do ham thodi bla la tum kahti thi ki ham bhagat darshan karegi to karo darshan bhagat ke ham kaha hota aur aapko phir bula ke laye hote to yah hota ki prabhu aple aap hi to utsah karke ai ho Rukmini ji utar nahi rahi thi to Haripal ji ne anguli pakri aise marod ke dhire se anguthi utari kitne santo ka ismen pet bharega bhojan hoga bhagwan

jab dekha ki Rukmini ji bahut asantusht ho rahi hai to bhagwan ne kaha jiske darshan karne ke liye ham la rahe the na yah wahi bhakt hai yah wahi bhakt hai jisne apna sarvasv luta diya hai kuch nahi aaj khane ko main isi ke liye lutne ke liye ab harpal ji ka bala rakh gaya jab laut ke dekha to anant saundarya madhury bhagwan chaturbhuj Dwarika mahmmahim mahalakshmi swaroopa shri Rukmini charnon mein prabhu prabhu prabhu galti ho gayi hamare kat vachan hamara bhala uthana prabhu aap jante ho hamare ghar mein sant mandli baithi hai itna karja ho gaya ki ham ko koi karje mein nahi deta pdos se udhar mange to koi nahi deta aur kuch sampatti rah nahi gayi aur sant bhukhe na jae prabhu isliye bhagwan ne chati se laga liya bhagwan ne haripa ji ko chati se lagaya aur kaha tum sarvshresht mere pran pyare bhakt ho Haripal ji bhagwan se kah ki prabhu jaise hamen sant pran pyare hain unse adhik aap pran pyare ho prabhu main kaise lu to bhagwan ne kaha dekho ham laye ye lakshmi le jao yah mahalakshmi ke shri ke

abhushan hai yah kul parampragat badhenge kabhi ghat nahi bechkar sab karja nipta aur roz lakho santo ko pavao ab aishwarya ghatne wala nahi hai bhagwan se kaha prabhu yah ghatna kisi se mat kahna nahi to sab bhakt jo hai y kahege ki itna dular bhagwan ko kiya jaata hai bhaktjan karte ho ye bhala dihakar lut liya to bhagwan ne ka daro mat yah charcha agar koi sunega bhi to tumhen adarsh mankar sant seva karke meri prapti ka upay sochega na ki tum mein dosh darshan karega bhagwan ke darshan ke pashat Haripal ji ne kaha prabhu jab aae gaye ho to lage hath bhandare pake jao to bole jarur jahan hamare sant pate wahi ham prakt sab santo ko bhag sakshatkar karaya sakshat dwarikadish Rukmini ji ke sab santo ne darshan kiye bhog bana sant jan tab paye jab bhagwant pehle paye phir unka uchchhisht sant aur unka bhagwant aur sant ka uchchhisht jab Haripal ji yah parmanand manushya jeevan ka sadh seva se prapt hota hai jab kabhi sadhu seva ka sanyog bane to nach padho hamen aaj jeevan ka param labh mila hai ki hamara dhan hamara ann

hamara sharir hamara jeevan sadhu seva mein aayega yah sadhu seva nischit bhagwat prapti kara deti nischit kal dekho sadhu seva ke liye hi anusuiya ji ne ki atithi wapas na jae chhah chha mahina ke balak bhagwan shri hari bhagwan brahma ji aur mahadev ji ko bana liya jab tino mahapurush prakt hue to shri atri ji ne kaha prabhu maine teen ko to nahi bulaya tha hamne to aap ek Jagdishwar ko bulaya tha atri muni ne kaha hamne to prarthna ki thi sharanam tam prapadye ham yav Jagdishwar praja matma samam maham prati chintan maine unka chintan kiya tha jo Jagdishwar hai sampurn jagat ke ishwar hain to prabhu aap to brahma Vishnu aur mahadev teen rupon mein prakt hue kahiye in teen mein Jagdishwar kaun hai jiska maine mantr jaap kiya kyonki maine ek sureshwar bhagwan Jagdishwar ka chintan kiya aur aap teen padhare mujhe bada ascharya hai ki ek ka vahan aur teen aa gaye iska rahasya bataiye atri muni ke vachan sunkar tino bhagwat swaroop has diye aur sumdhur vani mein kaha brahmin tum satya sankalp ho tumne jaisa

sankalp kiya wahi maine kiya iske viparit nahi kar sakta bhakt mera jaisa sankalp karta main vaisa hi uske viparit nahi chal sakta yah baat jarur pakdni chahiye jab sant bhakt koi varta kar rahe to bahut eka bhav se suno kyonki bhagwan apni baat bhale lekin bhakt ki baat nahi apno paran visar bhagat ko puro paran nibhao bhagwan kah rahe tum satya sankalp aur mera bhakt jaisa chintan karta main vaisa i tumne kaha Jagdishwar to ham ek hi teen rup mein jagat ke ishwar hain tumhara kalyan ho main ek hi hoon teen rup dharan kar jagat ka ishwar main tridev ke rup mein hoon isiliye main prakt hua hoon tumhare teen putr utpann honge bhagwan atri ji aur anusya ji se pujit hue aur teen putr rup mein brahma ji ke ansh se chandrama muni bhagwan Vishnu ke shri hari ke ansh se yog veta avdhut shiromani date ji aur mahadev ji ke ansh se Maharshi Durvasa ji yah putr rup mein prapt hue ab angira rishi ki santanon ka varnan angira ji ki patni shraddha ne sini wali kuhra ka anumati y char kanyaon ka

janm diya aur unke siva do putr hue jinme bhagwan braa pati ji aur ut ji yah do putr hue braas pati ji angira ji ke putr hai aur ut ji pulas ji ki unki patni har bhu se Maharshi mahmmahim August rishi prakt hue aur dusre putr hue vishrava pulas rishi ke do putr hue August rishi aur vishrava vishrava muni ke id vida ke garb se bhagwan kuber ka janm hua aur inheen vishrava ki dusri patni kesni se Ravan Kumbhkaran vibhishan inka janm hua Maharshi pulah ki stri param sadhwi gati se karm shreshth yaan aur sahishnu ye putr hue kritu ki patni kriya ne brahm tej se dedi praman vaal khil aadi 6 haj rishiyon ka janm diya 6 haj rishi bal khil shatru tapan vidur ji Vashisht ji ki patni arundhti se chitra ketu surochi virja mitra ulab Vasu bhyaan aur daman aur Vashisht ji se shakti aadi kai putr utpann hue atharwa muni ki patni se mahan mahima mein dadheech rishi prakt hue jinka dusra naam ashv shara bhagu ji ne apni bharya khyati se dhata aur vidhata naam ke do putr prakt kiye aur

shri naam ki ek bhagwat paraayan kanya Meru rishi ne apni ayat aur niyati naam ki kanya dhata aur vidhata ko byahi unse mrik rishi aur pran rishi prakt hue mrik se hi Markandeya prakt hue aur pran muni se ved shira ka janm hua aur bhagu ji ke kavi namak putr the unse bhagwan Shukracharya ji prakt hue vidur ji in mahamuni swaron ko jo prakt hone ka varnan sunaya gaya inke sunne matra se tatkaal paap nasht ho jaate hain in brahm rishiyon ke pradurbhav ka brahma ji ke putr daksh Prajapati ne Manu Nandni prasuti se vivah kiya unse 16 kanya utpann ki 13 kanyae dharm ko byahi ek agni ko aur ek pit ganon ko aur ek sansaar ka sar karne wale bhagwan shankar ko sati ji 16 kanyaon mein 13 dharm ko ek agni ko ek pitr ganon ko aur ek bhagwan devdhidev maha shankar ko shraddha maitri daya shanti tushti pusht kriya unnati buddhi meda titiksha hiri aur murti y dharm ki patniya hai 13 shraddha ne shubh ko janm diya maitri ne prasad ko janm diya daya ne abhay ko janm

diya shanti ne sukh ko janm diya tushti ne mod ko pushti ne ahankaar ko kriya ne yog ko unnati ne darpa ko buddhi ne arth ko medha ne smriti ko titiksha ne chhem ko aur hiri ne vinay ko utpann kiya samasth gunon ki khan murti devi ne bhagwan nar narayan ko janm diya inka janm hone par vishv aandit ho gaya devta lok pushpo ki vrshti ki aur bhagwan nar narayan ki stuti ki bhagwan shri Krishna hi apne ansh se narayan aur wahi nar rup arjun ji y kurkal tilak arjun nar avatar bhagwan shri Krishna ke an se narayan agni devi ki patni ka naam hai swaha unse pavak pavman suchi teen putr hue in teen se 45 ab 45 aur teen 48 aur pradhan agni ek kitne hue u u agni ka swaroop hua jab hanuman ji lanka mein aag laga rahe hain us samay varnan aaya hai hari perit jaise vayu u aise agni u 4 svaroopon se sampurn lanka ko agni dev bhasm kar rahe agni swaat ba som ajap y pitr hai pitro ki patni daksh kumari swadha hai pitro se swadha ke dharni aur vayna naam ki do kanya

hui donon hi gyan vigyan mein parangat brahm gyan ka anubhav karke updesh karne wali hui isliye inke koi santan nahi brahm mein leen deviyan mahadev ji ki patni sati se bhi koi santan nahi hui kyonki unhone byah ke kuch din hi baad apne sharir ko yoga mein bhasm kar diya apne pita ki yagya mein vidur ji ne pucha ki daksh Prajapati to apni putriyon ko bahut pyar karte the phir unhone apni param adaraniy bhagwan shankar ki ardhangini sati ji ka kya anadar kiya jisse unhone apne pran tyag diye pita ke yagya mein mahadev ji charachar ke guru hain vair rahit shant murt atmaram bhagwan hai bhala unse kaun vair karega aur waise bhi sasur damad ka rishta hai prabhu main sunna chahta hoon ki devadhi dev mahadev se vair kaise ho gaya daksh Prajapati ko goswami ji ne likha hai konar as janma jag mahi prabhuta pahi jahi mad nahi pad mil jae prabhuta mil jae ahankaar nave wo to bhagwan ka koi bhakt hi hoga anytha aisa nahi ek bar brahma ji ne jab inko Prajapati pad diya

bahut bada pad hai iske baad parmesthi pad hi hai srishti mein sabse bada pad hai Prajapati pad iske baad parmesthi pad hai parmesthi pad brahma pad brahma ji ne Prajapati pad diya maharaj aksha ko bade-bade rishi muni devta agni sab log pal sabha mein aae jab sab baithe hue the sabha mein to daksh Prajapati wahan padhare to jab koi bada padhare to niy mein khade ho jana chahiye hath jod kar ke tej surya ke saman garv Prajapati hoon badi masti se sabha mein padhare sab khade ho gaye brahma ji mahadev don khade hue aur hari gaye nahi the sab khade ho gaye bade-bade lokpal devta yaksh gandharv sab aur bhi sabne pranam kiya daksh drishti gayi khada kaun nahi hu to do brahma ji aur mahadev brahma ji ko dekha to hath jadkar pranam kiya kyonki parmesthi pad par jab mahadev ji ko dekha to na to dekh rahe the na sun rahe the bas akh mande baithe the sabha mein bulaye gaye the to baithe the anuchar bhi baithe the mahadev ke daksh ka para chadh gaya ki main Prajapati hoon aur sasur bhi hoon na khada hua na hath joda na pranam

kiya yah nahi jaan rahe ki sasur kiske ho sasur ji samjhi nahi paye gadbad ho raha hai krodhagni aur bhagwan shiv ko kat vachan bolne lage yahi ahankaar pad ka hai bhagwan ke sasur ji hai bhai shiv ji ke sasur ji daksh kae devtao sabhasad lok palo meri baat samjho main koi nasamjhi se nahi kah raha hoon bilkul nasamjhi se bol rahe hain main koi dev dves se nahi kar raha hoon bilkul dves se bol rahe daksh ji ne safai pesh ki use bahut bada kathor shabd bola yah ahankaar kuch bhi karva sakta hai is samay buddhi kharab hai daksh ki kharab mashin jo hai bahut dhua phenk hai yah bahut dves ka dhua nikal raha hai ahankaar aa gaya ro ke charan pakar ke jab sati ji ka grahan kiya tha na to kaha tha prabhu kahan main aur kahan meri putri aur kahan aap aap sweekar kar rahe hain y hamara ho bhagya hai aur aisa hi hai bhaiya bahute galat bol rahe gussa mein hai to bol rahe ahankaar hai to bol rahe hain jaise bhagwan shri Krishna ko Shishupal bolta hai na aise kuch is samay daksh ki halat hai gatva mrig sava pan ma kat lochan pratya thana bhi vad

rahe vachap krit no chitam na khada hua na hath joda na vani se sammaan kiya meri savitri sarkhi mrig naini pavitra kanya ka agni aur brahmano ke samne pan grahan kiya tha ye mere putr ke saman mera damad isko khade hona chahiye hath dana chahiye mera swagat karna chahiye parantu isne swagat ki to baad jane do aankh utha ke bhi nahi dekha are bahut bura bolte chale ja rahe hain gussa mein hai sasur ji bole ab wo ham to nahi bolenge bole jo bo tabhi to phir bhagwan age jo leela hai gardan marod ke bakre ke lagae sukumari kanya ka maine dan age wale ham shabd chhod diye are bahut bolte chale ja rahe chalo wo chhod dete age bolte ye preton ka nivas sthan bhaykar smashan mein bhut preton ke saath ghumta rahta hai sir ke bal bikhere nang dhadang kabhi hansta kabhi rota chita ki bhasm lapete mundo ki mala dale haddiyon ka gahna pahne age aur maine brahma ji ke bahkave mein akar apni putri isko de di kabhi nahi deta isko daksh ne aur to sab chhod diya are hi aisa bole to bhagwan

shankar ke parsad waha baithe hue the nandeshwar aur ek se ek tejasvi ab daksh sega bas chup ab agla shabd mat nikalna mere Swami shant baithe hain ab to aur daksh ko ki unke parsad anguli dihakar rok hath mein jal liya dakshan dekho koi aparadh shiv ka nahi shant baithe bhagwan shiv abhi tak ek shabd nahi bola dekha bhi nahi hath mein jal liya aur shaap dene ke liye dand dene ke liye bhagwan shiv ke tayyar ho gaye aur kaha ye mahadev bahut galat bole kadua bole sa devta saap dekhe aaj main ise saap deta hoon aaj ke baad kisi bhi yagya mein mahadev ka koi bhag nahi hoga bahut hahkar mach gaya ye kya bol diya saap de diya bhagwan shankar ke anuyai nand keshwar ne kaha ae son daksh tu kya samjhta hai mere Swami shant baithe hain to tu jo chahe wo bol de aur kaha daksh tujhe ahankaar hai ki tu Prajapati hai aur yah sab brahm rishi tera anumodan kar rahe has rahe hain dant dikha rahe hain main bhaykar shraap deta hoon kiki buddhi bhrasht ho jae deh abhimani ban jae yah shankar ka droh karne wale jitne aap baithe sab

agyaan ko prapt ho jae brahm bodh ki vismriti ho jae sab deha abhimani ho jae aur kisi ko bhi bina shankar ki aradhna ke tatv bodh na ho y pakka pakka yah sabab vivek bhrasht ho jae jitne muskurae daksh ki sabha mein yah keval ved vakya arth vakya tatv ko na janne wale aur vishay bhog ki prabal ichchha mein keval bhogon mein raman karne wale inki buddhi dehatseksa ka mukh bakre ka ho jae ja murkh may karm may avidya ko hi samjhe jo bhagwan shankar ka apman karne wale ke piche piche chalte hain in aap ka janm maran chakra mein bar-bar janm na marna ho jo brahm vidya mukt dene wali wo unki vismrit ho jae shankar drohi karm jal mein phasak durgati ko prapt ho aur yah bhog ke gulam indriyon ke gulam man ke gulam bankar keval Rasendra janad ke bhog mein bhatke aisa main saap deta hoon nand ke swar se ye jo brahm rishiyon ke liye shraap hua hahkar mach gaya kyonki kat nahi sakta sab udhar ka bhi nahi aur idhar ka bhi nahi donon mahan ab brahm rishi khade ho gaye pale pale kamdal ka

jal le bhaiya bada baval bach gaya bhavat dhara chaach tan saman brata pakhand naste bhavanti sach shastr paripath na nasht saucha ma jata bhasma dharana vis shikshaya yatra davam suras braham brahmana yadam pari nind setu dharana pu mata pakhand mata sab apne apne kamdal bada jor tha ka mandlo mein aisa shraap diya jiska arth kya varnan karen ab to idhar shiv gan udhar brahm rishi apne apne bhagwan shiv ne dekha yahan to bada amangal ho raha hai ab bhagwan shankar ne puri sabha ki or dekha sir jhukaya chal di apne masti mein ganga yamuna ke sangam mein yagyan snaan hua jaisa bana yagya hua sab log apne apne sthan ko gaye bhagwan shankar samadhi shant koi bhi kisi bhi tarah ki halchal unke chit mein nahi lekin dves se bhara hua daksh ek badi yagya kiya bhagwan shiv ka apman karne ke liye ki jismen shiv ka bhag hi nahi diya jaega sh age charcha karenge shri Radha vallabh lal ki jai

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Shri Hit Radha Kripa (YouTube)

sambandhi