॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

jab pyar hota hai to kya-kya hota hai ? What is Love ? What is the purpose of Love ?

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

paras kohli ji nai Delhi se Radhe Radhe Radhe Radhe maharaj ji maharaj ji pyar kya hai pyar ka uddeshya kya hai divya prem ki sthiti kab aur kaise prapt hoti hai kripya margdarshan karen prem bhagwat swaroop hai par prem pratikshan vardhmaan sukshm taram anubhav swarup kamna rahit tab prem mana jaega agar ham aapke kisi bhi sharir jamin dhan pad mind kisi ko bhi dekh kar ke prabhavit hue aur aapse pyar kiya aur usse ham us swarth purti karna chahte hain use pyar nahi kahte use kam kahte hain rag kahte hain asakti kahte hain moh kahte hain swarth kahte hain use pyar yahan jagat mein pyar nahi ho raha jagat mein pyar nahi ho raha kisi ke rup ko dekh kar ke ke prabhav ko dekh kar ke apne swarth ki purti ko ham yahan pyar kar rahe hain nahi to phir prem vivah hone ke baad divorce kyon ho jae phir prem hone ke baad breakup kyon ho jae jisse hamne pyar kiya usko ham jahr kaise de sakte hain yah sab pyar karne walon mein dekha gaya iska matlab yahan jagat mein pyar

hai nahi pyar keval paramatma se hota hai jo sukshm taram anubhav swarup pratikshan vardhmaan pratikshan badhta rahe haan pratikshan karta rahega aapse bahut pyar hua phir aapse accha koi mil gaya to usse pyar hone laga aapse chhut gaya to pratikshan vardhmaan hona chahiye chhut kaise gaya iska matlab pyar nahi ye swarth hai yah kam hai ye asakti hai rag hai to prem hai bhagwat swaroop wah sirf bhagwan se ho sakta hai ya bhagwan man ke mata pita patni putr parivaar kisi se bhi kiya ja sakta hai par bhagwat man kar ke agar bhagwan man kar ke nahi kiya to sharir se prem nahi ho sakta sharir se rag hoga kam hoga aur bhog samapti par usse ghrna ho jaegi usse accha koi milega to uska tyag ho jaega pyar ka matlab aisa nahi hota pyar ka matlab hota hai agar ham aapse pyar kiya hai aur aap isse pyar kar rahe hain to ham ashirwad denge ki aap sadaiv sukhi raho kyonki aapka usse pyar ho gaya hai to aap sukhi raho aap sadaiv kabhi dukh na pao aap donon aise apne pyare ko sukhi dekhna pyar ka

lakshan hai sansaar ka pyar yah hai agar aap hamse pyar karte ho to sirf hamse to yah pyar nahi pyar yah kahta hai ki ham aapse pyar karte hain aur aap hamara tiraskaar karte hain aur usko pyar karte hain to ham donon ko ashirwad denge koshish karenge aap donon ko mila de aapse kabhi ham ghrna na karen kabhi nafrat aisa udaar pyar kahan hai udaar pyar to sirf paramatma mein hai hamse kitni bhi badi galti ho jae aap hamen chode na yah keval paramatma se vimurkh bhae nimis na a kripa jab chit tab waise wo keval bhagwan hi aise hain dusra jangan prabhu man na kaun din bandhu ati mridul yahan yahan to jara si truti ho jane mein apne swarth ki apurti hone mein krodh ho jaega uska tiraskaar kar dega wah usse sambandh vikshed kar dega to yahan pyar jagat mein nahi hai bhagwan ko lekar ke bhav karke wo chahe mata se pyar kar le chahe pita se chahe patni se chahe putr se chahe kutte se kar kisi se bhi kahin bhi kyonki kaho so kaha jaha prabhu nai har jeev mein har kan mein bhagwan hai to bhagwan ka bhav

karke namdev ji ne kutte se bhav kiya to vitthal bhagwan wahi prakt ho gaye bhagwan ka bhav karke mata-pita se pyar kiya to vitthal bhagwan aa gaye darshan dene to ham agar bhav karen paramatma ka tab to use ham prem shabd denge agar bhav paramatma ka nahi hai to wahi pyar jo tum kar rahe ho wo swarth hai wo kam hai wo asakti hai wo rag hai prem itna mahan hai ki jitne granth panth hai sabke upar virajman hai pothi padh padh jag mua pandit bhaya na koy aur dhai akhar prem ke padhe sa pandit hoe kavi das ji kah rahe prem agar aa gaya to sab gyan pandit mane hota hai gyani sab shastron ko padh liya lekin prem nahi aaya to pothi padh padh jag mua pandit bhaya na koe dhai akhar prem ke padhe su pandit hoe wahi prem divya hota hai aur prem paramatma ko avyakt se vyakt kar deta hai jab bhagwan shankar aur gau brahma devta sab ki Ravan ke atyachar se prithvi dukhit ho rahi thi to kahan chala jae kaise bhagwan ko pukara jae to bhagwan shankar ne kaha te samaj girja mein rahe avsar pai vachan ek ka hari

vyapak sarvatra samana prem se prakt hoe main jana bhagwan prem se prakt ho jaenge sarvatra virajman hai par wah prem bina naam jap kiye bhagwat seva kiye bhagwat leela katha sune bina sache aacharan wala tapasvi bane wo prem hriday mein prakashit nahi hota ye sansarik rag ho jaega prem nahi hoga prem divya hota hai aur prem pratikshan badhta rahta hai aur prem mein kabhi purnata nahi hoti ghate chhin bade so to prem na hoe agh prem pinjar base priti kahave soy aur jab prem aa jaata hai to

apna pyara apne netron mein bas jaata hai itne nazdik ho jaata hai ki pi murti nanan base teras ra samay ye lakshan sun prem ke aur na kachu suhay aur na kachu suhay phir apne ras mato kutumb dehte jae chhut sab badh nato ja jahan pi ki baat sune khojat tin gan hit dhruv chhin chhin le prem jal bhari bhari nan apne pyare ki yad karke va rota rahta hai unke virah mein tadpata rahta hai to kya premi ka milan nahi hota bole tan man ke bichhre nahi wah sharir ke samip hai man bhi usi ke paas hai par chah bade din ran aisi priti badh gayi hai ki use bhari vyakulta ho rahi prem mein kabhi tripti nahi hoti prem mein kabhi purnima nahi hoti itna kh badh jati hai apne pritam ki ki samip rahte hue bhi duri ke chintan ki bhavna matra se vyakul ho jaata hai gale se laga hai kahin dur na ho jae aisi sambhavna matra se uske pran vyakul ho jaate hain tan man ke bichd nahi chah bade din rain kabo sanjog na man dekhe bhari bhari nain adbhut charit prem ka hai khub naam jap kare bhagwan ki sharan mein ho bhagwan ki

leela charit sune paropkar kare to iske prabhav se prakt ho jaega samjh pa rahe hain aap maharaj ji aap to hamare nainon mein bas gaye hain sab hamko itni aapki fikr hoti hai ki kya batayen haan prem ka yahi swabhav hota hai prem priyatam ki pyare ki phikar hola yahi prem ka swabhav hota hai aur prem ka ye prabhav hota hai ki yah samjh mein nahi aata hai ki sacchidanand mein hai ya kuch nahi wo mere hain aur hamesha laga rahta hai ki kab aae aur kab aapke darshan mile maharaj ji ji

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi

  • bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
  • bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
  • agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
  • ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…
  • jiska lakshya bhagwat prapti hota hai uske kya lakshan hote hain? — ras shekhri sharan ji Vrindavan se maharaj ji jiska dridh lakshya bhagwat prapti ho gaya hai us sadhak ke kya lakshan hai narayan hari bhajan mein pancho na suhat vishay bhog nidra hansi jagat prit bahu baat ye…
  • ekantik vartalaap evam darshan #1398 — ajay Mishra ji Pune maharashtra se Radhe-Radhe Radhe-Radhe maharaj ji Gurudev main sabhi devtaon ki puja karta hoon parantu meri shri Ram ji mein shraddha hai. Main shri Ram ji ke prati eknishtha…