ekantik vartalaap evam darshan #1003 · 16 August 2025
shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.
pura pravachan
Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha shri Radha vallabh lal ki samasth sant hari bhaktan ki shri Vrindavan dham ki Sadgurudev bhagwan ki jai chirag ji Radhe-Radhe maharaj ji maharaj ji ishwar mere hriday ki ichchhae purn karne se pehle mere marg mein itni shikshaen aur chunautiyan kyon rakhte hain?
kahan kahan chunautiyan nahi hai hamen batao agar aap school mein padhte ho to jo ticher padhata hai usi mein prashn karta hai to wah aapka pramad hai jo aap uttar na de pao nahi to ek sal ka samay milta hai ek class ke chapter ko wahi ticher aapko padhata hai aur phir usi class ke chapter se hi prashn hota hai aur jab aap prashn prashn mein paas ho jaate to aapko sahwasi milti. Aap agle class mein jane yogya ho gaye. To yah to hamara siddhant bana hua hai. Kahan prashn nahi hai? Kis marg mein kasauti nahi hai?
kahin bhi kuch bhi banna chahoge to aapke samne prashn aaenge. Aapko pariksha deni hogi. Tabhi aap uski yogyta pramanit hone par us pad ke adhikari baenge. Yah param pad hai. Yah to aap kamnao ki purti ki baat kar rahe ho jo nishkam param pad hai. To charm avastha ka param pad prapt karne ke liye bahut chhote-chhote prashn ate hain. Itne bade pad ke liye bahut chhote prashn ate hain. Aap dekho ek aadmi jab army mein jana hota hai. Kitni mehnat karta hai. Hamne dekha jab bhramn kar rahe the ganga kinare to phatehgadh pharrukhrabad mein ham kafi din wahan ek ashram mein ruke the ganga kinare to dekhte the bahut parishram militri ke javano ko bahut ret mein daudana dhoop mein daudana wo motorcycle se officer chal raha hai uske saath daudna aur jara si chuk ho jae to pitai hona pet pakar ke aise nochna kya ham log ganga kinare dekhte ek army ka jawan tayyar hone mein kitni mehnat mehnat lagti hai aur wah bhagwan ka parsad banna chahta hai.
itne bade bhagwan ka das banna chahta hai to uske samne pariksha to aayegi. Accha rahi kamna ki purti to agar ham kamna karte hain ₹100 ki to hamen yah yogyta dikhani hogi ki main ₹100 rakhne layak hoon. Wo pita hai. Sabka pita hai. Wo aapko ₹100 de dega. Anchahe aapko sab kuch de diya hai. Ab jo chah chahna karoge to aapko apni yogyta dikhani padegi. Aapko vaisa karm karna padega. Aapko vaisa anusthan karna padega. Agar karm aur anusthan sahi ban jae to paramatma tumhara balak bhi ban sakta hai.
aaj Janmastmi ham manate hain. Devki vasudev bhakt hi to hain. Aisa tap kiya purwajan mein paramatma prakt hua. Itna sundar prabhu to unhone kaha prabhu main aap jaisa balak chahta hoon. To bole mere jaisa to main hi hoon. To swayam bhagwan sacchidanand aaj kans ke karagar mein bhagwan ka pradurbhav hota hai. Yahi apni Mathura nagri mein kans ke karagar mein akhil bramhandon ka pita bhakt ke vashbhut hokar putr banta hai akar ke. To agar ham kuch bhi chahte hain, koi bhi kamna karte hain to hamko yogyta dikhani padegi.
yah puri srishti ka niyam hai. Ab agar agar aap ek homgarda banna chahte hain to aapko aapko dikhani padegi to uske anusaar yogyta dikhani padegi. Jahan bhi kahin bhi kuch bhi aapko dikhana padega ki aap iske yogya hain. Anchahe dhang ki sabki kamnayen bhagwan ne purn ki hai. Chah karoge to uske liye aapko kuch karna padega. Anusthan, pavitra, tapasya, jitendrita ye dikhana padega aapko. To wah rode nahi hote. Wah prashn hote hain. Aap us prashn ka uttar dijiye. Ab aapke samne vipatti rupi prashn aaya hai.
ab aap bhagwan ka chintan karte hue us vipatti rupi prashn ka uttar dijiye ki aap ghabraen mat. Jo us samay hamen vivek andar se mil raha hai. Ham us vivek ke dwara usko par karen. Pair tod diye jaenge. Ab chadh ke dikhao. Aisa hai yah marg. Tumhare hath tod diye jaenge. Ab utha ke dikhao to prayas karo tum tute hue hathon se bhi tum utha paoge kyonki paramatma tumhare saath hai. Mukam karoti vachalam pangum langte girim yat kripa tam vande parmanand madhwam to aisa na socha jae ki hamare jeevan mein prashn kyon ate hain?
rode kyon ate hain? Vipatti kyon aati hai? Kyonki wah hamko age badhane ke liye aati hai. Koi bhi department dekh lo srishti ka kuch bhi karna hai to aapki yogyta ke sambandh ki jankari ke liye aapse prashn kiye jaenge aur aap jab un prashan mein paas honge to aapko yogyta ke anusaar wo seva wo karm wo pad mil jaega. To bhagwan ka banaya hua kanun hai. To bhagwan ke bhi marg mein aisa hota hai. Isliye hamko tayyar rahna chahiye. Apne ko paripakva rakhna chahiye prashan ka uttar dene ke liye na ki ham nirash ho jae ki prashn kyon ho raha hai.
kyonki agar asha ki hai us pad ki to aapko phir usmen prashn ka uttar dena hoga. Samjh pa rahe hain aap? Naresh kumar ji Jammu se jai jai shri shri Harivansh maharaj ji maharaj ji bhajan to niyam se kar rahe hain parantu bhajan mein tadatma bhav nahi ho pa raha maharaj ji utsah bhi nahi badh pa raha. Maharaj ji kya koi aparadh hai? Apne purv paap se hamara jo man malin hai wah jab tak nirmal nahi hoga tab tak usmen nishakmata nahi aayegi kamnayen bani rheng aur jab tak kamnayen bani rahegi tab tak bhagwanand ka anubhav nahi hota aur jab tak bhagwanand ka anubhav nahi hota tab tak utsah nahi badhta jo naam mein bhagwan ki leela mein bhagwan ke rup mein bhagwan ke pavan pavan charitra ke smaran se romach ho jana gadgad kanth ho jana ashv pravahit ho jana mam gun gavat pulak sharira gadgad kanth nayan bah neera jo bhagwan ki prem lakshna bhakti hai jismen param anand hai wah tabhi aati hai jab hriday nirmal hota hai to hamko chahiye ki niyam purvak bhajan karte rah papacharan ka tyag karke dirgh kal tak satu dirghakal nirantar satkar sevit dridh bhumi agar dirgh kal tak nirantar niyam purvak bhajan kiya jae to hriday pavitra ho jae dridh bhumi phir hamari nishtha jagrit ho jae phir bhagwat charnarvind mein hamari priti ho jae hamen lage rahna chahiye hamen kabhi kisi sthiti mein bhajan chodna nahi chahiye ki itne din ho gaye mujhe koi anubhav to ho nahi raha.
samne vipattiyan bhi aa rahi hain. Koi sukh nahi mil raha. Aap lage raho. Wah aapka andar hi andar jitna mal hai durvasan mam sada parikarshati jo durvasan hamen kheenchkar aavagaman ke chakra mein dalti hai wo unka nash kar raha hai aur jis din nash ho gaya us din phir batana thodi padega ki bhagwan ke marg mein kitna sukh hai. Hriday anand se prafulit rahta hai. Har samay bas anand mein rone ka man karta hai. Hriday mein aisa utsah jaise doodh bat loi mein chadha do to ufan nahi marta. Aise anand ki ufan aati hai.
bas lagta hai chupchap koi mujhe dekhe na main kisi ko dekhun na ekant mein rota rahun. Anek prakaar ke bhavon ka uday ho jaata hai. Kabhi dainya bhav aata hai. Itne bade mahan prabhu aur main unka das das kahlaane layak bhi nahi hoon. Lekin prabhu ne mujhe sweekar kiya. Kabhi is bhav mein ro raha hai, kabhi bhagwan ki lilaon ka chintan karke ro raha hai. Badi adbhut anand ki sthiti hoti hai. Isliye naam jap nirantar karne ka abhyaas karo aur papacharan se mukt raho. Jahan jo galat aacharan hai agar unko ham karenge to ham jitna jaise ganga nahaya aur phir ganda aacharan kar liya.
phir ganga nahaya phir ganga ganda aacharan kar liya. To ganga nahane ka jo labh hai wah ham nahi samjh payenge. Nahaya dhul mein laut gaye phir nahaya dhul mein laut gaye to kya fayda hua dhul mein lutna band karo aur nahao snaan karo to aapko dikhayee dega ki aap swachchh ho rahe hain. Aise hi papacharan ka tyag karo aur khub naam jap karo tab aapko dikhayee dega ki hriday nishpap ho raha hai. Hriday nirmal ho raha hai. Aapko apni unnati anubhav mein aayegi jo adhyatma unnati hai. Ritesh ji datiya se shri Harivansh shri Harivansh Gurudev maharaj ji lal ji ko shri ji priy hain aur shri ji ko lal ji pran priy hai ek kshan bhi vilag nahi rahte to aisa kya hai jo donon ko priy hai lal ji aur shri ji ko prem prem ke khilauna do khelt hai prem khel jo Priyaju ko bhi aasakt kiye hai wah prem hai jo lal ji ko bhi asakti kiye wo prem hai aur us prem ke murtiman swaroop hai sakhiya Priyaju ko Lalaju priy Lalaju ko Priyaju priy aur sakhiyon ko priyal donon priy Priya lal ko sakhiya pran priy hai prem priyaju prem murti sandranand ghan prem murti kishori aur lalju ras ghan mohan murti vichitra keli mahotsav lachitam sakshat ras ke samudra hai aur sakhiya aise ras samudron ko apne hriday mein pyar karti karti hain.
unko apne hriday mein vas karati hain. Unko sukh pahunchati hain. Raat din unki seva mein rahti hain. Isliye pranapriy priyal ko sakhiya aur sakhiyon ke pran priy lal jo maharaj to pura jab ham nishkarsh nikaalte hain hit. Hit mane prem prem hi pura samrajya Vrindavan prem mein priyal prem mein sakhiya prem mein sari seva prem mein sari krida prem mein to prem ka hi rajya Vrindavan mein hai. Prem hi hai jo Priya pritam ko bhi aasakt kiye hue hai. Yahan tak ki bhagwan prem ke itne adhin ho jaate hain.
apne bhakt ka rath akte hain. Apne bhakt ke charan chapte hain. Apne bhakt ke piche dolte hain. To bhagwan ko kya prem prem ne bhagwan ko adhin kar liya. Prem sarv samarth hai jiske adhin bhagwan ho jaate hain. Bhagwan ka ek naam hai premadheen. Premadheen agar koi prem hriday mein to bhagwan uske adhin ho jaate hain. Prem ek aisa mahabal hai jo bina padhaey pashu pakshi ko bhi gyan ho jaata hai. Aise dular karo kutte ko pooch lane lage. Janta hai yah prem kar raha hai. Prem ki bhasha ko har jeev janta hai.
charachar jagat prem chahta hai. Dekho ham log chahte hain na koi hamse vishuddh prem kare. Keval hamse kare. Ham apni maang andar ki dekhen to hamare andar bas itni maang hai. Koi hamen pyar kare. Itna pyar kare abadh pyar kare. Hamen aisa sukh mile jismen dukh na ho. Kinchit matra dukh na mile. Sukh mile, shanti rahe aur pyar mile. Yahi hamari mange hain aur yah sansaar mein kabhi purn ho nahi sakti. Chahe jitna pyar karo jo ham hriday se aapko pyar kar rahe hain, wah aap hamen pyar de hi nahi sakte.
aap dekh lo adhura rahta hai. Sabka hriday adhura rahta hai. Aap jitna pyar karoge, aap jitna chah rahe ho, utna samne se nahi milega. To aapko asantushtata hogi ki main to ji jaan se pyar kar raha hoon. Sukh ji jaan se mehnat kar rahe ho sukh ke liye lekin kahan mil raha hai shanti kahan mil rahi yah sukh shanti prem ye bhagwan mein hai sansaar mein nahi hai agar bhagwan se pyar karen bhagwan se apne chitt ko joden to bhagwan premadheen hai wo prem ke adhin ho jaate hain bhagwan ka avatar bhi prem se hi hota hai dekho te samaj girja mein rah rahe avsar paye vachan ek kah hari vyapak sarvatra samana aur prem te pragat ho main jana yadi hamare hriday mein prem ki pukar aa jae to abhi bhagwan prakt ho jae wo to hain sab mein hai sab jagah hai kan-kan mein virajman hai prem nahi hai waise prem to hai par wo bikhar gaya hai putr mein patni mein sharir mein sansaar mein bikhar gaya hai agar usi prem ko samet liya jae aur bhagwan bhagwan prakt ho jae.
jitna ham apni maa se prem karte hain, patni se prem karte hain, putri se prem karte hain, putr se prem karte hain, parivaar se prem agar utne mein thoda bhi prem bhagwan se kar le to maha premi hain. Wo to lut jae. Par hamare andar bhagwan parae lagte hain aur sansaar apna lagta hai. Nahi lagte. Bhagwan matlab ek parae se lagte hain. Agar puja path karte hain to hamari kamnao ki purti kar den. Ham jo chahte hain wah bhagwan kar den. Bas itna hi aap bade ho hamari kamna pyar pyar to jo jo bhakt pyar kiye to wo to thoda kiye bhagwan apno pransar bhagat ko puro pran nibhaun jachak janchu kahe to beche se bik jaun bhagwan to aise karuna samudra hai to bhagwan Priyalal sakhiya ya jo bhi vaibhav jahan prem sabse upar prem virajman hai samjh paye aap ruchi Jain ji america shri Harivansh maharaj ji maharaj ji bhagwat swaroop aur atma sakshatkar mein kya antar hai maharaj ji bhagwat swaroop bhakti se anubhav mein hota hai atma sakshatkar gyan se hota hai wahi gyanyon ke liye atma brahm hai wahi bhakton ke liye bhagwan hai wahi yogiyon ke liye paramatma hai wahi sansariyon ke liye sansaar hai wahi bana hua to jab ham gyan marg se chalte hain to atma bodh hota hai.
jab ham bhakti marg se chalte hain to bhagwat sakshatkar hota hai. Jab ham ashtang yog se chalte hain to samadhi yog ke dwara paramatma ka sakshatkar hota hai. Samjh pa rahe hain? Wahi ek atma hai, wahi paramatma hai, wahi bhagwan hai. Wahi ladle lal hai. Ham jis bhavna se bhagwan ko bhajte hain, vaisa hamen anubhav karate hain. Wahi bhagwat bhav hai. Wahi atma bhav hai. Atma bhav mein sarvam khalmidam brahm aur bhagwat bhav mein Siyaram mein sab jag jani karo pranam jor jo pani moksh atma bodh ke dwara moksh hota hai aur bhagwat bhav ke dwara prem hota hai.
bhagwan mein prem prem se samasth lilaon mein pravesh ho jaata hai. Bhagwan ke nitya dham mein bhagwat parsad rup hokar wah bhagwan ki divya sevae karta hai aur wah bhagwan mein leen ho jaata hai. Jaise tarang samudra mein leen ho gayi ise moksh kahte hain. Surendra kali Raman ji Haryana se Radhe-Radhe maharaj ji maharaj ji chavi mein murti mein bhagwan naam mein bhagwat bhav ban jaata hai lekin shatru mein nahi ban pata maharaj ji jo virodh karta hai usmen nahi ban pata abhi hriday pavitra nahi hua abhi hamara chashma rag dves ki drishti se yukt hai isliye chavi mein keval bhavna banti hai.
bhagwan ka darshan thodi hota hai. Bhavna banti hai. Keval bhavna banti hai. Usi bhavna ko ham badhaye. Sachchi bhavna to yahi hai ki jo hamare saath pratikul vihaar karen usmen bhi bhagwat bhav ho. Kyonki bhavna karo ya na karo satya vastu hai. Jaise hydrogen jal raha hai to bijli hai. AC chal rahi hai to bijli hai. Heater jal raha hai to bijli hai. Pankha chal raha hai to bijli hai. Manna padega. Hai na? Aise wah bhale pratikul aacharan kar raha hai par usmen bhagwan hai. Agar bhagwan antardhya ho jae to halchal nahi hogi.
koi cheshta nahi hogi aur usko ham mrit ghoshit kar denge. To bhagwan hi to power to bhagwan hi hai na. To vidya vinay sampann brahmin gastani suni supakecha pandita samadna jo sab mein bhagwan ko dekhta hai vidya vinay sampann brahmin mein bhi aur chandal mein bhi gau mein bhi kutte mein bhi hathi mein bhi power sab mein wahi hai. Haan ek power hai sheetalata pradan kar raha hai. Ek power wahi heater mein jakar garmi pradan kar raha hai. Sheetalata anukul, garmi pratikul lekin bijli ek hi hai. Jab yah vastvik bodh ho jaega to hamara rag dves khatm ho jaega.
abhi bodh hua nahi. Yah bina bhajan ke nahi hoga. Khub dat ke bhajan karo tab aisa ho jaega. Bhajan karo. Bahu naam janm navante gyanvan mam prapaddyate vasudeva sarwamti sa mahatmas durlabh. Bahut janmon ki sadhna ke baad yah bodh hota hai ki sab mein bhagwan virajman hai. Dusra koi nahi. Kyonki power to hai hi. Usko tum nakar kaise sakte ho? Haan yantr negative hai to wahan se negative power ka prayog ho raha hai. Wo dusht hai to dushtata ka vihaar kar raha hai. Lekin dushtata ka vihaar karne ka jo power hai wo bhagwan hai.
usmen power bhagwan hi to hai. Ye krura ap papino nastam sambhas drishyaste jo krur hai papi hai dusht hai dekhne yogya bhi nahi sambhshan yogya bhi nahi sarvan vastut nireeksh param swadhya buddhimam aisa adesh hai sab mein bhagwan hai aisa darshan karo ye adesh hai to abhi hamara bhajan paripakva nahi hua isliye hamko anukulta mein to bhagwat bhavna ban jati hai lekin pratikultaa mein bhagwat bhavna nahi banti sachchi baat yah hai jab pratik pratikultaa mein bhagwat bhavna banne lage to bhagwan ki vishesh kripa gyan paripakva hua shuddh buddhi hui ji virodhi mein hamne to bhagwat bhav kar liya bat usmen vihaar kaise karna hai phir maharaj ji usmen matlab phir ham uske anukul karke dekho to aapko turant gyan ho jaega ki aapko vihaar kaisa karna hai yahan sikhana thodi padega wo sthiti aapko bataegi yahan to hamen bhagwat bhav karna hai Bhishma ji ke samne shri Krishna khade hain aur tan tan ke baan mar rahe hain ki nahi mar kya bhakti mein kami hai kya?
agar aapne swang kiya hai chor ka to ham dande ki puja karenge aapki. Lekin manenge ki aap hi hain to danda bhi to aap hain aur hamen prerna karne wale bhi aap hain to ham mein bhi aap hain. To barabar dande rupi bhagwan se chor rupi bhagwan ki puja ho rahi hai. Usmen vihaar agarbatti nahi chalega. Kutta bhagwan katne daude to dande ke rupi puja wo to jis rup mein aap aoge puja ka alag-alag hai. Puja ka alag-alag hai. Ab jaise bhagwan satvic rup mein ate hain to ham namaskaar aur vinay rupi puja karte hain aur bhagwan raaksasi rup mein ate hain to phir ham dand vidhan rupi puja karte hain.
puja hi hai. Lekin jaise rog rup mein ate hain to aushdhi rup se puja hai. Aise hi bhagwan chor rup se ate hain. Dusht rup se ate hain to ham hath jod ke nahi aao dusht bhagwan par manenge jarur yahi ki ismen bhi bhagwan hai. Ye samyak gyan hone par dekho samyak gyan hone par Bhishma jaise mahapurush bhagwan shri Krishna ko sakshat baan mar rahe hain. Kyonki vipaksh mein hai na bhagwan to sakshat baan mar rahe hain ki nahi? Hamen to bhavna karni to sakshat bhagwan hai. Ye bahut uchh koti ka gyan hai.
koi sadharan sad gyan hai. Shashank Sharma ji ghaziabad se Radhe Radhe-dhe maharaj ji maharaj ji trigunnatt sthiti prapt hone ke baad kya is sharir se jude dayitwon ka nirwahan karne bahut achchhi tarah bahut achchhi tarah hota hai. Aisa nahi ki nahi hota. Bahut achchhi tarah hota hai. Jaise ek aadmi ko pata hai ki mera naam Ram kumar hai. Main stri nahi hoon. Lekin wo thodi der ke liye natya manch par stri ka role karta hai. To role karte use pata hai ki na main stri hoon na main iski patni hoon.
lekin bahut accha role karta hai. Bahut accha role karta hai. Tabhi to usko uski payment milti hai. Director prasann hota hai us par. To aise hi trigunnatt purush yah jante hue ki main manushya nahi hoon. Main atma swaroop hoon. Main deh nahi hoon. Par wo deh ke sare kartavyon ka waise hi palan karta hai jaise ek sansari purush palan karta hai. Jaise maharaj Janak sinh maharaj param gyani hain. Rani hai. Sab kuch hai. Sab pura parivaar hai. Sab waise hi kar rahe hain jaise karna hai. Janak ji trikalkagya gyani mahapurush shri Sukhdev ji ke guru hain.
maharaj amrish chakravarti samrat mahan bhakt hain. Pura vartav aise chal raha hai. Raj parivaar mein rahte hue pura bartaav mahan bhakt hain. Itne mahan bhakt hain ki Durvasa ji unke age laghu ho gaye. Durvasa ji pariksha lene ke liye gaye phayl ho gaye. Durvasa ji tribhuvan mein bhagna para. Aise mahaprabhu unko yahi laga ki mere samne raja kya hai? Lekin wo unki jo uchh koti ki bhakti aur samarpan trigunnatt thi wo pareshaan kar diya. Yah Durvasa ko sudarshan chakra ne tribhuvan mein daudaya to aisa nahi hai ki jo trigunnatt ho gaya wah pagal ho jaata hai.
wah behosh ho jaata hai. Aisa nahi hai. Use bodh rahta hai har samay jaise ek natya manch par natak karne wale ko yah bodh hota hai ki main yah nahi hoon. Lekin wo natak ke abhinay mein itna ghuskar role karta hai ki log dekhkar ke chakit ho. Lekin wo nahi bhulta ki main hoon. Usko har samay bodh rahta hai main yah nahi hoon. Lekin yah nahi hoon. Hote hue bhi wah abhinay mein ghuskar role karega. Agar wo abhinay mein udasin role karega to samne samjh mein nahi aayega. Ek abhinay karne wala angrej ka role kiya aur kisi bharatiya mahila ke saath wo durachaar ki cheshta kar raha tha.
to ek bharatiya baithe hue the. Koi paddhikari the. Unhone utara juta mara khinch ke uske angrej ke wo naraz nahi hua wo prasann hua wo angrej nahi tha angrej ka role kar raha tha usne kaha hamara role sahi hua kyonki mere abhinay se tum bhul gaye ki main abhinay kar raha hoon aur tum avesh mein aa gaye wahi abhinay jo tumhen bhula de lekin main nahi bhula main abhinay kar raha hoon samjh rahe hai na abhinay itna ghus ke karna ki samne wala abhinay mein doob jae lekin mujhe pata hai ki main keval abhinay kar raha hoon.
main kar nahi raha. Yahi trignat purush ka lakshan hota hai. Wo karta aur bhogta bhav se rahit hokar waise hi role karta hai jaise ek sansari purush karta hai. Maharaj ji hamne hamne shastr yahan bhakt bhakt charit aadi mein to padha hai par dekha nahi hai maharaj ji par aapko dekh ke maharaj ji ham aapke sanidhy mein rahte hain jo aap pura role karte ho raste wala role ekantik wala role ek guru pad pe baithe wala role maharaj ji ya koi vyvastha ko sambhalna ya ham sabko sambhalne wala role to maharaj ji wo ekdam aisa lagta hai ki us samay aap pure usmen hi aur uske baad aap ab jab aapne bhajan haan hamara swaroop alag hai jaise ab aap logon ko apne andar ki baat batte hain hazaron lakho logon se batchit milna julna lekin kisi se sampark nahi koi hamara nahi bilkul aise alag ab yah ham aapko agar alag hoke batchit karen to kya aapko lagega ki aapse ham mitrata karte hain aapse pyar karte hain.
lekin ham pura role karte hain ki ham sabse zyada aapko pyar karte hain. Sabko pyar karne ka aur aisa role nahi ghus ke role karna. Matlab yah to nahi samjh sakte ki natak kar rahe hain. Inko kisi se pyar nahi aur sahi ham aap batayen aapko ek bhi banda nahi hai jo mera ho. Keval prabhu ke siva koi nahi. Yah jo kuch ho raha hai jagannatak manch par prabhu ke dwara diya hua natya ho raha hai jaisa natya na ham updeshak hai na prashnta hai wahi prashnakarta bankar ke aata hai aur yahan se uttar wahi de raha hai wahi ek paramatma ka khel chal raha hai dusra nahi to wo bahut achhche dhang se hota hai jaise ham aapse baat kar rahe hain to aapko kya lag raha hai ki ham aapse pyar nahi karte kya aapko lag raha hai ki ham priyata yukt uttar nahi de rahe lekin lekin ye sab dete hue bilkul alag hain.
bilkul alag hain. To bhagwan ke dwara hi ye sthiti milti hai. Aur jab sthiti milti hai to bahut achhche jaise log darte hain ki ham bhakti karenge to hamara parivaar ka kaise chalega? Tumhare parivaar mein panch sat log hain. Wahan hamare parivaar mein hazaron log hain. Sabko ham pyar de rahe hain. Sab kuch chal raha hai. Lekin hamari bhakti mein thodi antar par raha hai. Ham is samay baat kar rahe hain to hamare dimaag mein hamara jo isht hai wo chhaya hua hai. Aisa thodi ham usko bhul karke tumse baat kar rahe hain.
nahi ham usi mein hain. Usi mein baat kar rahe hain. Ham ek minute bhi bhajan se alag nahi. Aapse baat karte hue, sansarik baat karte hue bhi ham apne prabhu mein rahte hain. Jaise aap hamari baat sun rahe hain lekin andar se kuch aur hai. Chal raha hai na andar kuch aur aap andar se dekho wahan jahan andar kuch aur chal raha hai wahan hamare prabhu chal rahe hain. Bahar se ye leela ho rahi hai aur andar se wo chal raha hai. To aise chalaya jaata hai. Aise trigunnatt sthiti mein chala jaata hai. Baniya ji Radhe-Radhe maharaj ji maharaj ji meri bhakti sach mein badh rahi hai sirf ek aadat ya rasma si bankar rah gayi hai mahara ji main kaise janu jab hamare andar kam kam ho jae kam ka matlab hota hai gandi baat jo ganda kam hai wo hamare andar sphurrit hona kam ho jae jab hamare samne koi pratikultaa kare aur hamen krodh na ave jab hamare samne dhan ave lekin priyata na rahe kartavya ka palan matra karne se jab hamare samne parivaar ke log ho sab mein bhagwan ka bhav karen kisi ke padhar jane par hamen
viyog na ho kisi ke milne par hamen khushi na ho to andar ki baat tab samjh lo hamara gyan aur hamari bhakti badh rahi hai aur vihaar waise jaise karna chahiye lekin andar se bilkul nirpekshm munim shantam nirrwairam sam darshan nirapeksh kisi ki apeksha nahi har samay hriday shant aandit hai har samay bhajan chal raha hai kisi se koi vair nahi sab mein bhagwat bhav Radhehe prabhu bachchon ke saath thoda aisa ho jaata hai kabhi-kabhi gussa aa jaata hai ya phir nahi role aur gussa aa jane mein antar hai jaise shikshak hai guru hai mata-pita hai inko role karna padega apne bachchhe ko apne vidyarthi ko apne shishya ko avgunnon se hatakr sadgunan mein lane ke liye hamen thoda rosh ka avesh dikhana agar aaj ke baad yah tumhari kami rahi to aap samjh lena hamse bada aur ekdam gussa aise aur andar kuch nahi.
andar ekdam kleen hona chahiye. Radha Radha Radha ham log andar se gadbad ho jaate hain. Andar se gadbad na hona ye paramarth ki sthiti hai. Aur andar se gadbad ho jana ye paramarth ki kamzori hai. Role to karna padega. Role to karna padega kyonki ham sansaar mein koi na koi role hai ham sabka. Koi kisi ka pita hai, koi kisi ka putr hai, koi kisi ka pati hai, koi kisi ka mitra hai. Hamko sab role karne hain. Lekin paramarth mein sthit rahkar vihaar mein ham bigad na jae. Aisa role karna hai hamen.
to isliye ham logon ko chahiye ki jahan jo avshyakta hai ab jaise koi bachchhe hain aap aise samjho beta aaj se aap mobile mein yah chij nahi dekhoge wo nahi manenge. Jab usko dant padegi to usko bhaybheen hoe na prit Ram ji ne kiya na teen din upvas karke hath jode baithe rahe samudra ki samjh mein nahi aaya aur jab bhagwan ne kaha lakshman ban sarasan u so vachikra sasan vinay kutila san priti sahaj kripsan sundar niti mamta rasan gyan kahani ati lobhi san virat la agni baan to vipr rup dar turant aa gaye bhagwan ke samne to ek siddhant batata hai ki aise wala kam jab na chale to phir dand vidhan ka kam chalta hai.
usmen hamko savdhaan ye rahna hai ki mera role hai. Main role se alag kahin asliyat mein na badal jaun. Asliyat mein kroadhi na ban jaun. Nahi to apne paramarth ki hani ho jaegi. Hamen role karna hai. Hath itna uncha uthana hai thappad halka marna hai. Ankit Tiwari ji Radhe-Radhe maharaj ji maharaj ji adhyatma ka amrit mujhe pariviarik sanskaro se virasat mein prapt hua. Kintu antarman mein sadaiv ye anavrat lalsa rahi ki iski gahantam sachchaiyon ko swayam anubhav karun. Tark ke alok ko main samjhun aur sant vani ke sanidhy mein rah ke hriday mein utarun.
par ji shayad aaj ka samay vichitra mod par khada hai. Jahan dhan ko safalta ka mapdand, chhal ko chaturi ka praman aur adhyatma ko andhvishaas va apramanit kahkar nakar diya jaata hai. Aise yug mein jab aadhunik vigyan tark deta hai aur adhyatma satya prakt karta hai to in donon ki dharaon ko milakar jeevan ka antim uttar kaise khoja? Pehle hamen yah dhyan karna hoga ki jo aadhunik vigyan hai ye keval panch bhautik sharir tak ka gyan rakhta hai. Bas aap hamen bataiye kya man ka exra ho sakta hai? Kya man ka ultrasound ho sakta hai?
siti scan ho sakta hai? Kya buddhi ka ho sakta hai? To phir iske age karan sharir hai. Vigyan janta hi nahi. Sukshm sharir aur karan sharir mein iska pravesh nahi to atma mein iska kya pravesh ho jaega? Atmjyan mein kya pravesh? To vigyan keval sthulwad hai. Sthul sharir se lekar sthulwad ke antargat hai. To vigyan jab atmjyan janta hi nahi hai to uska virodh ya uska positive negative ko koi matlab hi nahi hai. Ham jisko jante hi nahi hai wo positive bole to hamari pahunch ke bahar hai.
negative bole to hamari pahunch ke bahar hai. To wah keval adhyatma ke dwara jo gyan prapt kiya jaata hai wah keval adhyatma ke dwara hi hai. Wah vigyan ke dwara nahi hai. Prabhu ji bahut sari baton ko jo adhyatma mein hai to vaigyanik jo duniya hai jo log hain wo apramanik kah ke hamen bataiye aap ek baat bataiye. Jaise ek baat chal rahi thi abhi ki jab balyvastha hoti hai kisi shishu ki jaise shunya se panch varsh ki jo umr hai agar aise balak ya balikaon ko kuch ho jaata hai ye charcha panch bhautik sharir ko sthul ko lekar hai na bilkul adhyatma ko lekar to nahi hai na to aap isko kaise pramanit kar sakte hain adhyatma se jo atma swaroop hai nirvikaar hai wo chahe bachchhe mein ho chahe yang mein ho chahe budhe mein ho.
ab jo sharir ne karm kiya hai jaise purv mein us atma ne kisi sharir mein rahkar aisa duchritra kiya aur uska dand prakashit nahi hua. Ab wo usi avastha mein jis avastha mein dushcharitra kiya tha sharir dharan karega aur usi avastha mein dushtachritra ka shikar hoga. Isko hamare gyan ke pare ki baat hai. Isliye ham nakar sakte hain. Lekin satya baat yah hai aur koi sarvang pusht sundar dhani mani ke yahan paida hota hai. Koi bahut sarvang pusht sundar garib ke yahan paida hota hai. Pura jeevan aise garib ye sab karmon ka jal bicha hua hai.
agar ham adhyatma ko sweekar na karenge. Karm ko sweekar na karenge to phir manenge kya? Ek aadmi AC chala ke filmi gana sunte hue kar mein ja raha hai. Kar mein aag lag jati hai aur wo mar jaate hain. Yah kya hai? Vaigyanik batave ismen uska kya dosh kya hai? Wo to anand se ja raha hai. Aisa kyon hua? Bole uska purv ka paap usko bhasm kar raha hai. Aiseise duryvhaar kiye jaate hain. Iske baad jab unko agle janm mein dand milta hai tab jab jail mein milo to aise milte hain. Ek bar mukt ho jao lekin nahi mukt hona.
aajeevan karavass ham mante hain usne koi paap nahi kiya lekin karavass bhog raha hai. Kyon purv mein aisa paap hua hai jo gupt raha wo paap dusri jagah fansakar usko dand de raha hai. Adhyatmik gyan ke bina sahi nirnay nahi ho sakta. Aadhunik samne jo prakriyaen ho rahi hain us vartman ki ghatna ko dekhkar ke ham bhagwan ko kos sakte hain. Lekin uske karm purv ke yadi dekh lo to lagega isko aisa hi hona chahiye. Jaise koi yahan bhayanak paap karta hai to aapke andar ichchha hoti hai na ki itne nindniy karm ka phal yah hota hai.
wahi karm gupt rup se hua. Koi nahi jana. Dab gaya. Ab wah jab phal aayega chitda para milega wah tab tumhen lagega ki yah to aram se baitha tha aram se aa raha tha isne is samay koi paap nahi kiya lekin purv ka paap usko chithda uda dega jaise ab ye adhyatma ke bina vigyan hamko iska uttar de ki maa ke garb mein hi ye rog hota hai. Polsista jo kidney hai yah maa ke garb mein hi srijan hota hai. To purv ka paap aur aisi maa tapaswini bhajan Nandni aise pita jinke pratap se ham sant bane bachpan se aur unhin ka ashirwad chal raha hai.
to yah bhi prasad unhin ka diya hua hai. To yah prasad kyon mila? Kyonki hamare karm the to aisi maa ke garb mein aae. Positive aur negative donon to negative mein kidney polsista ho gayi aur positive mein wah itni bhakt thi ki hamare andar bhakti ke sanskar hue aur jagat pavan karne wali bhakti ka prakash hua jagat pavan jagat mangal karne wali bhakti to ismen vigyan kya kar sakta hai hamen bataiye adhyatma ki pahunch ek aae the bharatiya vigyan ke sansthan par haan unhone bataya ki jahan se hamara aise ho jaata hai wahan se aapka aapka prarambh hota hai.
bole jahan ham hath khade kar dete hain na wahan se aapka prarambh hota hai. Aap bhi vaigyanik vaigyanik hai aur ham bhi vaigyanik hai. Lekin ham jahan tak pahunchte hain to ye baat alag hai. Kya vigyan adhyatma ka panv pakar karke aur yuvaon ke saath milkar ke bharat ko punah vishwaguru bana sakte hain kya aap? Haan bilkul bana sakte hain. Par adhyatma se yukt hone par adhyatma ke bina nahi. Jaise gehun kisan aadmi koi hai ismen jo khet bota ho. Ekko kisan nahi hai. Jab gehun galet mein aata hai galet ka matlab Bali nikalne wali hoti hai.
yadi us samay kaat liya jae to ek dana nahi hoga. To ye jo 12 varsh se lekar 20 22 varsh tak ki avastha hai. Ye jawani kahi jati hai. Kishoravastha ye pure jeevan ki galet samjho. Agar is samay virya hraas ho jaega to phir nasht ho jaega. Agar ek mahina do mahina ruk jae galet ke baad to wahi 40 man 50 man gehun hota hai. To aise 20 22 tak agar brahmcharya raha jae aur phir grahasti mein jae to wo kabhi bhi aisi kamjoriyon ko prapt nahi hoga aur badi unnati hogi. Dekho brahmcharya smriti ko pusht karti hai.
brahmcharya nas nadiyon ko pusht karti hai. Brahmcharya adhyatma ko pusht karta hai. Ab aaj hamare samaj mein brahmcharya kis jeev ka naam hai? Ye pahchanana mushkil hai. Boyfriend girlfriend relation ye wo wo itni gandagi badh rahi ki adhyatma ke bina jeevan shunya lag raha hai. Aap dekho na naye-naye bachchon ko dekho. Keval utsah hai vishay bhogne ka. Utsah hai vyasan karne ka, utsah hai gande acharno ka. To hamen lagta hai adhyatma se agar yukt hua jae to phir theek hai. Adhyatma ke bina to theek nahi hai.
manmani aacharan karne se koi unnati prapt. Dekho hamen siddhant se chalna hai. Mani iz loss, nathing iz loss. Heltha iz loss, samthing iz loss. Aur karrektarista loj yah keval padhne ki baat nahi isko utara jae utara jae aaj kya hai aur pehle tha dharm gaya to sab gaya charit ka matlab dharm hota hai to hamari samaj dharm se aparichit si hoti ja rahi hai shastr swadhyay santo ke vachan jab ham manenge tab ham samjhenge hamara dharm kya hai 4:00 baje subah uthna snaan karna bhagwan shankar mein ek lota jal chadha dena.
10 20 minute baithkar naam jap karna. Kisi stotr ka path karna. Mata-pita gurujanon ko pranam karna. Phir apni dincharya mein chale jana. Ab 9:00 baje tak sote hain to kya adhyatma? Aap socho 9:00 baje tak 10:00 baje tak 11:00 baje tak sote hain log. Kya ye kya dasha ho rahi hai? Ratri mein dod teen-teen baje tak jage aur aise manoranjan mein aur phir subah 10 11 baje tak soe to jeevan ko vyarth nasht kiya ja raha hai. Adhyatma ke bina jeevan 4 ghante 24 ghante mein sone par bilkul aram se ham rah sakte hain.
char ghante sone par aur 6 ghante 7 ghante yadi aap socho 10 baje so jao. 11 12 1 2 3 char chha ghante so gaye na aap to 10:00 baje aur 4:00 baje ke beech ka agar nind mein gaya iske baad badhiya din chal raha ham kah rahe 5:00 baje uth jao kam se kam surya uday ke pehle to uth jao par log kaise uthenge kyonki ratri mein unko vilasita karni manoranjan karna hai apne man ko shant ekant hota hai na us samay jaise yogi bhajan mein man lagata hai to bogi bhog mein man lagata hai to isliye adhyatma ke bina jeevan surakshit rahe to yadi ham apne samaj ko dharm ki shiksha, adhyatma ki shiksha, shastr shiksha de to aisa nahi ki parivartan nahi hoga.
aaj lakho logon ka parivartan hai kyonki yahan akar ke jab bolte hain tab mujhe pata chalta hai ki lakho logon ka agar ham prayas karen wo prayas tabhi ho sakta hai. Pahli baat arth ki chah na ho. Arth ki chah na ho. Aur dusri baat jo bol rahe hain wo jeevan mein hona chahiye. Agar hamare jeevan mein dhakosla hai, pakhand hai to hamari baat tumhare upar asar hi nahi karegi. Wo tabhi karegi jab ham waise aacharan se chale waise jo tumhen updesh kar rahe hain wahi hamare jeevan mein ho aur us updesh ka koi mulya na le to updesh agar ham paramarth ki bhavna se kyonki adhyatma bikta nahi hai aur jo bikta hai use adhyatma nahi kahte hain.
ka baat samjhna aap rishi parampara se itihas uthakar dekh lo to yadi ham milkar ke apna sudhar karen aur apne padosi ka sudhar karen to hamara samaj kya pura desh sudhar jae ham apne ko sudharen pehle ham mein aacharan hamare yahan paddhti hai jo ham updesh den wo swayam mein hona chahiye ye nahi ki par updesh kushal bahut dusre ko updesh den aur apne mein wo aacharan hai nahi to usi ko pakhand kahte hain usi ko natak kahte hain usi ko damb kahte hain ji bahut purane jadugar hain station karte the jadugar samrat shankar ji jo ki desh videsh mein jadu problem karte ji 300 ke kareeban maine show kiye hain desh videsh mein ji jo 20000 show chairiti ke liye kiye ji achhche kam ke liye tab videsh de usi mein gine jod rikorda ka avarda mila koi peeson ke jaise paper hai jaise abhi ek minute baad aap dekhoge iska kalar chanj ho jaata hai red mein blu mein green mein aapki ankhon ko lagta hai aisa hota hai.
ab aapko kya dikhayee deta hai? Accha yar ye to accha maharaj ji thodi der baad wapas paper ban jaega. Asli mein hai ye message maharaj ji anguthi hota hai. Thoda waise karen ya koi bhi chalo aise karte hain na. Ab aise kiya ye khurbani aa gaya. Kurbani accha yar tum to is kurbani ko aise kiya gayab ho gaya ye lo wapas kha lena are yar ye to matlab itna nazdik se arta ko dikhane ke liye stej pe to ham log hathi ko gayab karte hain ek ye van sent hota hai amerikan sent ji aap koshish karna ismen hip hipnotijma hai ya trik hai itna paas se charon taraf hai dekho pablik charon taraf hai na ji.
₹1 ka koin hai. Ek ye sent hai. Ab aapke samne koin ko utha ke idhar rakha sori aur isko poket mein. Ab ismen kya rahna chahiye aapke hisaab? Sa wahi chhota wala ye sa nahi wo donon hai. Thoda dhyan se. Ab hamne saind ko utha ke idhar rakha. Isko poket. Ab ismen kya naam? Waise. Koi bada wala sikha. Koin nahi wo donon hai. Yani aapka dhyan mere hath ki taraf. Ab ye last hai akhri hai koin ko idhar rakha isko pakar ab ismen kya last hai chhota sa wahi sent hi bachna chahiye vastav mein sent bacha hai aur ab jaise note banaya tha ab wo paper bana nahi agar iska wahi paper wapas bana hai aapko aisa lagta karte ab kafi log kahte hain ye wala sikha do aur kuch nahi.
yar ye to gazab ho gaya. Matlab ismen kya chhupa lene ki kya baat hai. Itna paas se sunne wo paper dena kaagaz. Bade-bade idhar anguthi pahnte ho koi nahi. Koi nahi pahan raha hai. Nahi koi bhi nahi. Wapas mil jaega ghabrana ab jaise ring hai ab isko aiseise karte hain ab ismen se bhuti nikalna shuru ab isko koi khas kam ke liye jana ho pura laga ke maharaj ji ke age kya bole ye to supar power chahiye mobile to hoga ek message dikha are ye mobile hai na ab isko bol ko aise karte hain hath mein aa jae mobile se nikal liya aap van se leke nain ke beech mein koi ek akshar bolo kuch bhi char sevan bola aapne ye ghadi 7 minute piche jaegi sir 7:40 hai na ab aap dekhiye ja rahi hai ja rahi hai na ab kitna time ho gaya?
33 33 7 33 sab mobile mein yahi hoga. Sabke mobile mein yahi time hoga. Koi ismen kya usko chhupao thodi dekho inka khula chamatkar yar. Itne rupya nikal liye. Maharaj ji London mein maine puri ghadiyon ka time chanj kar diya. Protaipsa ghadi bandh de aap log ko vaach accha waise aapko time kya nazar aa raha hai paune paune aapko kitna dikh raha hai 75 75 aapko achchhi tarah dekhna 7:20 ho gaya ab ismen second ka chal raha hai band hai chal raha hai ab dekhiye chal raha hai band hai band are to tumhare hath ka ek kala hai haan bilkul samaj ko dekhiye maharaj ji aapka bahut naam suna tha chalo khali nahi khali jai jai shri Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha
Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha itna to kabahu haseene ho itna to kabahu hans de sunhu kripalu kishori Radhe sunhu kripal kishori Radhe Radhe Radhe Radhe Radhe sunhu kripa
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- bhagwat marg par chalna chahte hain, par har din asfal ho rahe hain. — astha bora ji Jaipur se shri Harivansh maharaj Radhe-Radhe maharaj ji 2 sal pehle jab aapko sunna shuru kiya to janna hua ki ham kitna agyanta aur andhkar mein jeevan ji rahe hain. Aapko sunne se yah…
- bhagwan milenge ya nahi kaise pata chalega? — bhagwat darshan ka sarvottam upay kya hai? Bhagwan ke darshan karne ka sarvottam upay kya hai? Bhagwat darshan ka saral aur sarvottam upay din raat unke naam ka jap karo aur ekant mein ro bhagwan mil jao. …
- agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
- ekantik vartalaap evam darshan #1399 — jai prakash Prajapati ji gaurav ji Gurudev bhagwan aapke charnon mein pranam maharaj ji pichle do salo se pratdin aapko sun raha hoon naam jap bhi kar raha hoon parantu kuch mahino se sansaar ki banavti…
- jiska lakshya bhagwat prapti hota hai uske kya lakshan hote hain? — ras shekhri sharan ji Vrindavan se maharaj ji jiska dridh lakshya bhagwat prapti ho gaya hai us sadhak ke kya lakshan hai narayan hari bhajan mein pancho na suhat vishay bhog nidra hansi jagat prit bahu baat ye…
- ekantik vartalaap evam darshan #1398 — ajay Mishra ji Pune maharashtra se Radhe-Radhe Radhe-Radhe maharaj ji Gurudev main sabhi devtaon ki puja karta hoon parantu meri shri Ram ji mein shraddha hai. Main shri Ram ji ke prati eknishtha…