sab baat ban jaegi, bas yah baat pakar lo / bhaumasur ka udhar, aur 16100 rajkanyaon ke saath bhagwan ka vivah
pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ka satsang — pura sunne ke liye upar video dekhen.
pura pravachan
vrinda Vaneshwar taiv padarvindm prema mrit makrand raso purnam hadar pitam madhupati smar kaap magramas ma Shyam nirva pay param shital ma shya param sacchidanand ghan Premanand swaroop nav nivrit nikunj mahmmahim param pavan shri Vrindavan dham shri Vrindavan dham ke ladle yugal sarkar prana radhya pran priy shri Priya pritam ju samasth sachar vrind khag mrig pashu panchhi taru lata shri yamuna ras rani raj rani samasth brajvasi parikar ke charnon mein koti shah pranam koti shah naman namaskaar ham shri ji ke hain hamari shri ji hain yah vritti har samay bani rahni chahiye yah japna nahi hai kahna nahi hai y vritti bani rahni chahiye jaise ham sharir se tada atma karne ke karan apne koi stri ya purush to ham kabhi japte nahi ki ham stri hain ya japte nahi ki ham purush hain par kabhi bhulte bhi nahi aise ham shri ji ke hain shri ji hamari hain ham kisi ke nahi koi hamara nahi yah vritti andar aa jae to bahut uchh koti ki adhyatmik yatra prarambh ho jae phir samjho ise japna nahi hai ise bolna nahi hai bolo
koi nishedh nahi hai lekin ham jo bol rahe hain wo is bhav ko bol rahe hain jaise ham sharir bhav mein apne koi stri purush kabhi japte nahi dhyan nahi dharte aur kabhi bhulte bhi nahi jaise so ke jagte hain to hamko yah janna nahi hota ki main purushan ki stri swabhav mein baitha hai main purush hoon main stri hoon aise hi hamare swabhav mein baith jae ki main ladli lal ki hoon ladli lal mere hain ladli lal ke siva mera koi nahi aur ladli lal ke siva main kisi ka nahi yah baat andar swabhav mein baith jae to bahut jor ki baat hai isi se seva sukh milta hai shri ji ke charnon ka yahan sadhna hon ka to pravesh nahi hai yahan apnepan ka is koti ka apnapan he Priya ju aapke siva koi hamara nahi yah andar aa jana chahiye aur aapke siva main kisi ka nahi ab iski janch kar lo to uttar milega Priya ju ke siva sab kuch hamara priyaj ke siva sabke ham patni ke putr ke bhai ke mitra ke parivaar ke par priyaj ke nahi priyaj ke siva ghar sampatti rupya paisa nana prakaar ye sab mera aur
yahan adhyatma mein iska ulta ekdam hai yah sab mera nahi ye sab prabhu ka diya hua hai seva sampadn karne ke liye karmayog ki purti ke liye hamen yah sab samgri mili hai prabhu ki taraf se jab hamara kisi vyakti vastu sthan par apnapan nahi rahega to ham apne aap jeevan mukt ho gaye kyonki jeevan mukt the jeevan mukt hai jeevan mukt rahenge par jeevan muktata mein jo badha hai wo kisi bhi ek vyakti ek vastu ek sthan par meri hai bas yah badha hai kahin aham mamta na rah jae sampurn aham mamta prabhu ke charnon mein samarpit ho jae to jite jeev mukt ho gaye jeevan mukt ho gaye bas yah vastuon ki mamta shakti vyaktyo ki mamta shakti bhogon ki mamta shakti yahi jeevan mukt nahi hone de rahi yadyapi ham ab bhi jeevan mukt hain koi hamen nahi bandhe par hamne sweekar kiya hai vastu vyakti sthan ki swikrati ko bhagwat swikrati se nasht kar do Priyalal ke siva hamara koi nahi ham Priya lal ke Priya lal hamare yah bilkul andar ki baat samjh lo bhai ji maharaj kahte hain ki koi samjhe
ya na samjh sabse hamari samjh bhali thakur nand kishor hamare thakurain brash Bhanu lali yah baat hriday mein baith jae hamari Priya ju hamare lal jo ye baitha lo isi se bhagwat prapti hoti hai chahe jitna bada bhajan Anandi ho murcha ke samay nind ke samay mrityu ke samay ismen keval bhagwat kripa kam karti hai apni sadhna nahi sadhna to bahut jor ki kar rahe hain bharat ji maharaj chakravarti samrat pad tyag kar raja hai raniyon ka tyag karke raja hain khajana tyag karke praja tyag karke gandki nadi ke kinare ekant bhajan mein lage hain lekin mamta ho gayi hiran se to agla janm mamta ne hir ka karva diya ham prabhu ke hain prabhu hamare hain yahi hamen bhagwat prapti karata hai sadhan to chhut sakte hain as sadhan hamse ho sakta hai ki jo sadhna ke viparit bhav hai unko ham sweekar kar sakte hain kyonki hamara ganda swabhav raha hai ab hamari bhagwat prapti hogi prabhu ke Divya aashray se ye Divya aashray alaukik baat hai na koi vyakti vastu sthan ko lekar keval prabhu se prabhu ko pane ke liye apnapan
keval prabhu se prabhu ko pane ke liye apnapan isi se bhagwat prapti hoti hai man lijiye hamari baat apnapan jagat mein hai to chahe jitna sadhan kar lo bhagwat prapti hone wali nahi aur usi jagat ke vastu vyakti sthan mein apnapan apne swamini ja ke charnon mein to khub vihaar karo khub parivaar poshan karo dharm ke dwara dhan kamao theek se apne kartavya ka palan karo aap kabhi durgati ko prapt nahi honge kyonki aapne apni baat bana li kya ham prabhu ke the prabhu ke hain prabhu ke rahenge prabhu ke siva hamara koi nahi avyakt bhagwan rahte hain vyakt unka naam rahta hai rup leela gun yah sab aa jaenge jab vyakt naam ko pakar loge Radha Radha shyama Shyam Radha vallabh shri Harivansh Ram Krishna hari jo naam priy ho us naam ko nirantar rato phir aap dekhoge naam ke pratap ka kaisa prabhav parta hai aapke man par tan par buddhi par indriyon par badi divya ho jati indri jo durvasan mein khalne wali hoti hai unko ghrna ho jati hai durvasan se isliye aashray pakdo aashray bahut
badi vastu hai isht ka aashray guru ka aashray yah jinke hriday mein jagrit ho gaya kam ho gaya aisa aashray bharosa ki swayam aashray data kahe ki tumhara kalyan nahi hoga to hamko is baat par koi chinta nahi pakka samjh lijiye andar ki baat kah rahe hriday ki baat kah rahe bhagwat prapti sirf bhagwat aashray se hoti hai yah jaldi samjh mein nahi aayegi ham bahut hriday ki baat kah rahe man lijiye prarthna hai kalikaal hai malin buddhi hai har samay bhajan nahi ho sakta baten banana alag baat hai aur jis samay bhajan nahi
ho raha us samay mrityu ho gayi to jo chintan hoga wahi hamari gati hogi to hamare chintan se hamari sad gati wali baat to asmarth hai ham bhagwat aashray se bhagwat prapti ho rahi yah baat samjh mein aa gayi kaisi bhi paristhiti ho aashray nahi chhutta jaise deh aashray ye kabhi chhutta hi nahi so gaye to swapak sharir mein astha ho gayi mar gaye to narkeey yatna deh mein ya swargeey dev deh mein deh ka aashray chhutta hi nahi jeevan mukt deh mein rahte hue marne ke baad wali ham jeevan mukti ki baat nahi kar rahe sharir mein jite hue dwaand ko jit gaya dwaand se parast nahi hua wah jeevan mukt mahapurush hai aashray mein bahut anand hai bahut anand bas ashrit raho yahi aashray ki shri ji ke siva hamara koi nahi ham shri ji ke siva kisi ke nahi sada sanatan iras jori mahima nigam na jane yah sanatan divya mahima Priya pritam ki jugal jori hai y aashray se prapt hoti hai yah jori avichal Vrindavan nan an su kaj bas is Priya pritam ke charnarvind naam leela gayan unki seva nan an suka kisi aur ka aashray mat le
lena ek matra hoe anannya ek vrat gaho anannya hokar apne isht dev ke ek vrat mein sthit ho jao bahut nirbhay ho jaoge ham kaise tumhen batae hamare paas shabd nahi hai va jo kahna chahte hain kyonki anirvachniy hai to shabd nahi mil rahe bharosa aashray dridh aashray isi janm mein bhagwat prapti bas dridh bharosa dridh aashray nahi Priya jo meri piyaju ke siva mera koi nahi rone ka man karega jab yah baat aa jaegi priyaj ke siva mera koi nahi aur y aapko anubhav hone lagega ki jahan jahan priyata hai wah keval swarth ki hai swarth hata priyata gayi jis din tumse samne wale ka swarth nahi banega usi din se wo vair kar lega priti nahi karega tumhara mangal nahi karega yah to koi maha bhagwat mein sthiti hoti hai ki nichta ka aacharan hone par bhi va prasann mudra mein rahe nahi to jara jara sa man apman dukh sukh labh han yah hamen pareshaan kar rahe aur ham jeevan mukt ho jaenge bas ek bharosa ladli ja ka bharosa sab baat ban jae ji kabhi kisi ka bharosa nahi todte ham tumhen unka
swabhav bata rahe hain hamari pyari ju kabhi bharosa nahi todti aur pyari ja ke adhin pyare jo hai to sara system hamare lal ju ke adhin hai aur lal ju ladli ja ke adhin hai aur ladli ju bahut kripalu dayalu kaise bharosa kar lo hamara kam ho gaya samjh rahe hamari baat bharosa kar lijiye y ham akhiri baat hai sab baten to bhagwat charcha hoti rahegi ye ham hriday ki akhiri baat kar ें jisse kam banna hai y man lo hamari baat hriday se kah raha hoon bilkul shri ji se milkar kah raha hoon yah baat bilkul wahi baat kar raha hoon man lo is samay hamari baat man lo wahin se baat kar raha hoon maharani ji ka bharosa matra bhagwat prapti kara dega hamare mein takat nahi ki ham apni sadhna ko ko itni ujjwal bana sake ki maya ki malin sparsh na kar paye ham apni chadar shwet ki shwet dhar de jakar prabhu ke samne nahi maili ho gayi hai chadar bhagwat prapti yogya nahi rah gayi hai hamari vasna hai hamari indri hamara man bilkul kuda hai kuda bhagwat yogya nahi hai bharosa wo ek kshan mein hamari bana denge baat
mere banae na banegi kot kalap lo aapke banae banegi pal pav mein bilkul baat man lijiye ham bilkul kaise tumhen batae is samay bas shri ji ka bharosa ham dekh rahe hain unki muskurahat keval bharosa kar lo bas aur is bhrose mein aach na ane pave y tum theek nahi ho tumhara bhajan theek nahi hai tumhara man theek nahi tum ashant ho to tumhen us samay sochna main shri ji ke bhrose par hoon meri maharani jo mera kalyan karegi mera mangal karegi mujhe apni seva mein le lengi mujhe is jagat se maharani jo par karegi pakka y ham apne hriday ki baat kah rahe bilkul sab sadhan kiye hue par sadhno ka bharosa nahi bharosa mara nahi jhuka sab baat ban jaegi agar yah baat tumhari pakar mein aa jae to sab baat ban jaegi ham bilkul ab kaise batae is samay jaise bol le bas pakar lo hamari baat bharosa shri ji ka agar pakar pa rahe ho to bas bharosa sab sadhako ki sadhna ka tapasvi hon ki tapasya ka yog ki jitni bhi vrutiya hai sadhan ki sabka phal hai ek matra isht mein bharosa dridh ho jana aur ham prarambh se mein
kah rahe bas aashray wahi aashray wahi prapatti wahi sharanagati wahi bharosa yah maya ka jo charit hai yah bhagwat kripa se par ho hamari samarth nahi is prapanch par vijay prapt kar le medhak khule talne hona zindagi mein nahi la paoge da rakhoge do nikal jaenge do sambhaloge char nikal jaenge yah hamari dasha hai ham tum sabki Prahlad ji kah rahe hain ki jaise bahut si patniyan ho aur ek pati shayan grah ki taraf ek ghasit rahi dusri ghasit ra tisri uski kya durdasha hogi waise he narsingh yah hamari 10 indri aur ek man milkar ke hamko ghasit rahe bar-bar bar bar barbar prakriti ki taraf maya ki taraf keval baten banana alag chij hai maya par vijay prapt karna bahut kathin baat hai yah keval inke bhrose se hoga agar tumhari samjh mein aa rahi ho is samay ki baat to nishcint ho jao pyari ja ke bhrose par ham yah nahi kah rahe ki nishcint hokar papa charan karo kar hi nahi sakte jab pyari ji ka bharosa hai chinta mat karo jitna bane utna bhajan karo nahi jab bhajan na ho us samay baith jao main shri ji ka hoon shri ji
meri hai main bh ladli ju aaj tak hamne suna hai ki aapka jisne bharosa liya aapne bharosa nahi toda main aapke bhrose paru bas ho gaya ka dridh bharosa dridh bharosa bas dridh bharosa y hamare is samay gunj raha hai dimaag mein dridh bharosa maharani ka ho Priya jo ka sambandh Guruji ke dwara milta hai bharosa apna hota hai jise hamara sambandh shri ji ki main sachar hoon yah meri soch nahi hai yah mera bhav nahi hai mere Gurudev ne diya hai jab Gurudev ne diya hai to isht ko barbas y sambandh sweekar karna hi padega voh apni baat piche rakh dete hain apne premi janon ki baat pehle rakhte to hamare Gurudev ne hamko y bhav diya is par to mujhe chinta hi nahi hai kyonki dene wale ne diya sweekar karne wale ko sweekar karna hoga isht ne diya hai mujhe sachar bhav guru Rupa aa karke aur isht rup mein sweekar kiya hai sa chari bhav lekin bharosa y hamara hai yah hamari taraf se hai agar ismen kami hui to baat nahi banegi bharosa bilkul dridh hona chahiye aise aise lakshan walon ko shri ji kripa nahi karte hamen
nahi manani baat ham kisi lakshan se bharosa nahi kiye ham to waise ko lakshan hai tab bharosa kiye ki mujh jaise lakshan hin par bhi ladli ju kripa karegi tabhi unki mahima hai bas yah baat sweekar kar bhagwat prapti bilkul sahaj hai yahi ek hriday ki hamari shuru se baat rahi hai kabhi-kabhi jab anand mein Padmasan mein baithe hue prafulit hote murari sharan aa jaate tab kahte sun sun bha yahi kahte dridh vishwas kar le dridh bharosa kar le isi se bhagwat prapti ho jaegi koi sadhan na hone par bhi jisne prabhu ka bharosa kiya bhagwan ki prapti ho gayi bhagwan ki prapti ho gayi age para Jatayu dekha sumirat Ram charan ki rekha dridh bharosa bhagwan ka tha aaenge antim samay bhagwan apne kar kamal se hamara antim sanskar karenge bhagwan aae Jatayu ko god mein liya aur kaha tat agyaa karo to abhi tumhare sharir ko vajr ke saman bana du nahi prabhu nahi bade bade rishi muni isi samay ki yachna karte hain aur aaj wo samay ham kho de nahi prabhu main sharir rakhna nahi chahta bhagwan ne wah param pad pradan kiya jo keval unki
kripa se hi milta hai aur kisi sadhna se nahi tatkaal hari rup dharan karke geet param dham ko gaye aur jo dashrath ji ko saubhagya nahi mila wah Jatayu ji ko saubhagya mila tai ji ko apne kar kamal se antim sanskar bhagwan shri Ram bharosa goswami ji bahut jor se kah rahe ek bharoso ek bal ek as vishwas bharosa baitha lo y baat baithane ki bhai kuch baten hoti karne ki kuch baten hoti hai hone ki yah hone ki baat hai ise sweekar kar lo sab baat ban jaegi mul mein dekha jaata hai mul mein dekha jaata hai iska bharosa kahan hai sadhna par hai rupya par hai logon par hai kahan hai ap bal tap bal aur bahubal chauth bal hai dam sur kishor kripa te sab bal hare ko hari naam suneri maine nirbhal ke bal Ram bharosa jis samay hriday mein keval bharosa jagrit ho jae aap dekhenge anand ki baadh aa jaegi sab sadhan ek taraf bharosa ek taraf kabhi ekant mein baithkar bhrose ka chintan karo na main prabhu ke bhrose hu aap dekhna kitna aapko anand milega anand sindhu ka bharosa accha unko koi batane ki zaroorat thodi hai aapke andar jo bharosa bhav
utha wahi wo baithe hue hain pocho to wahi de rahe hain tabhi ye bhrose ka bhav aa raha hai ham shri ji ke kitni badi baat ho gayi ham maharani ji ke hain shri ji hamari hain aap dekhna to iska phal dekhna is vritti ka phal dekhna ye hamare prabhu prerit kar rahe hain saubhagyshali jan is baat ko sun rahe hain aur maha saubhagyshali jan is baat ko pakar payenge ki ham kah kya rahe hamara kahne ka aashay kya hai ham andar se kya chah rahe hain bahut jaldi aap nirbhay ho jaenge nishcint ho jaenge nishok ho jaenge
bharosa dridh bharosa bas vishram samjho jeevan ka jeevan ka param vishram aap kaun hai kaise hain isse koi hamen lena dena nahi bas bh karlo hamare prabhu par bharosa kar lo hamari ladli ja par bharosa kar lo bas jeevan ko aap dekh lijiega kis dhara mein pahunch jaega apni chinta chhod do jab tak apni chinta karoge bharosa dridh nahi hua Priyalal ka chintan karo Priyalal ke sukh ke liye aacharan karo jitna ban sake nahi baithe bhrose mein yah ham bahut akhiri ki baat ka rahe jor ki baat ka rahe bahut upar ki baat ka rahe kah ke bal bhajan ko kah ke achar vyas bhrose kuvar ke sovat pav pasar sovat pa pasar meri maharani meri lal meri Priya kaise va dekh rahe muskura rahe ba yah baat wahi pakar payega phir bhi ka mike se kah rahe hain pakar wahi payega jiska mahabhagya uday hua jo ham kah rahe hain jo hamare hriday mein is samay st ho raha hai bharosa y hariram vyas ji kah rahe acharya hai vishakha sakhi avatar hai ka kahu ke bal bhajan ko kisi ko bharosa apne bhajan ka hota hai apni sadhna ka hota hai jo sharir se sadhan bante unka bharosa
hota hai ki isse hamen yah phal milega kisi ko jitendri ka achar vihaar ka bharosa hota hai main bada pavitra hoon main bahut jitendriy hoon main bahut aur kisi ko hota bharosa maharani jo ka yah khas baat hai bhajan to hamara chhut sata jitendri to tut sakti hai vihaar hamara bigad sakta hai lekin bharosa hamara nahi bigad sakta dridh bharosa vyas bhrose kuvar ke sovat pav pujya pad shi odiya Baba ji maharaj mahapurushon ke vachan hamara vihaar aur paramarth donon pusht kar dete hain pakar lena baat y bilkul aap samjh lo sthit hokar wahin se baat tumko sunne ko mili hai pakar lo jisko pakdna ho bilkul free bina kisi prayas ke wah baat ban jaegi y ek paise ki zaroorat nahi bhagwat prapti mein ek paise ki keval swikrati keval swikrati keval bharosa chhaa gaya anand chha gaya hriday mein keval bharosa hriday mein bharosa kar lena phir dekhna aapko kaisa lagta hai par wah jaise aa raha hai wah pata nahi aap samjh pa rahe hain ki nahi samjh pa rahe hamari baat is samay ham pravachan nahi kar rahe is samay ham apne
hriday ki baat aapke samne rakh rahe hain jisse ham har samay aandit rahte jismen har samay garajte rahte hain matya ka bhay hai na dukh hai na koi pida hai na koi pareshani hai sab kuch hote hue bhi kuch nahi hai wah baat jo bharosa hai y shri ji ne diya hai ye jo aaj abhi ham aapko bole ab ham tumhen ghatna bata rahe hain apne jeevan ki jis samay pahli report hamare hath mein ai ki tumhari kidney phayl ham ganga kinare rahne wale hamko yah bhi pata nahi ki kidney kise kahte hain sachchi manna kyonki kabhi jan samuday jan sampark se sampark hi nahi hua sansaar ka gyan hi nahi hua 35 varsh ki avastha tak sansaar kya mujhe gyan hi nahi hua ganv ke kinare se keval jo ganga ji jahan rasta nahi hai to nikal gaye hain lekin mujhe kisi sansari aadmi se baat karna hai sansaar ka gyan sansaar ka gyan to Shridham Vrindavan mein hua mano mera janm naya Vrindavan mein hua jisse ham vihaar ko samjh paye nahi keval paramarth ke siva kuch nahi paramarth ke liye apne jeevan ko nichhavar karke mrityu ki bhi parvah na
karna aisa sadhan pradhan jeevan tha na kripa aur na bharosa yah do shabd hamare jeevan mein nahi the kripa aur bharosa shabd nahi the sadhna jeevan mein thi aisa karne se yah hoga is sadhan se yah hota hai is sadhan se yah hota hai Ramkrishna mission mein jab Swami ji jo us samay virajman the unke paas Balram bhai le gaye une report dekhi kaha Baba tumhari donon kidney bahut shighr kharab ho ra aur parinaam mrityu ismen koi upay nahi hai shayad us samay dialysis uplabdha nahi hoga kyonki is shabd ka kahin bhi na Delhi mein ucharan hua tha na yahan hua tha ham kaha iska matlab mrityu kitne dino mein va kabhi bhi ho sakti hai unhone aisa kaha Ramkrishna mission mein Swami ji ne bas va report lekar aae ek rupya hamare paas nahi ek vyakti pani dene wala nahi wahi Balram bhai jo sham tak ate kabhi 9 baje puchte the kuch khaya kuch mila ा mein agar ham aise kah dete to bhag jaata turant kuch na kuch jarur lata aur khata aaj tak waise shraddha ek ek vyakti hai jo pehle din Vrindavan mein mila tha aaj tak waise samarpan
waise hi bhav tanik bhi kahin kinchit bhav mein antar nahi sudha nidhi ka path sam ke karte the chatura ji sevak vani ka path subah karte the paune do ghanta sevak vani pane do ghanta chatura ji aur do ghanta lagbhag sudha nidhi sudha nidhi ka gaan kar rahe the char baje ekdam bhav mein aaya ki brahmin ke ghar janm hua bachpan se bhagwat marg mein nikle sadhna to jo kashi ka kam tha wah to bhagwan vishvanath ji ki kripa se jaisa hua hua ab Vrindavan ke karya mein to abhi adhura hoon abhi dohi teen varsh hue honge Vrindavan
mein aae hue aur Radha vallabh ji ke bane hue soi report mil gayi thi adhura jeevan Vrindavan ras ko to hamne jana hi nahi aur jane ka samay aa gaya aur ab man koi sadhan ban payega mere se kyonki ab to jane ka samay bahut bholapan tha tha isliye ki ab samaj ko dekh kar ke samjh mein aa rahi nahi to samaj shunya jeevan tha chilla chilla ke rone laga ekant kamra tha aisi tanmayata bane ki he ladli bilkul abodh ho aapko bhi nahi janta na is marg ko janta hoon to adhura jeevan aur aisa pavitra jeevan nikla adhura jeevan jaega ab koi sadhna to kar nahi sakta aapko rijhane ki samarth nahi hamare paas na bhog hai na na vastu hai na padaarth hai keval main hi main hoon aur sharir tha ki sadhna karun to ab to va bhi gaya kyonki ab kidney kharab hai bada arth bhav aaya bahut matlab wah sthiti ham aapko nahi bata sakte wah wahi janta hai jisne jiska koi sansaar mein nahi hai bas usi samay ghatna ghati wo ham nahi bata sakte bas itna keval kahte hain mere liye hi to sadhna hoti hai tu mera bharosa shabd yahan aaya kabhi jeevan
mein bharosa shabd nahi tha sadhna shabd tha Padmasan jitendri pavitra brahmcharya nishtha bhajan sadhan isi se ham jeevan mukt ho jaenge bas phir us din se jo beprvahi hamare andar ai masti ai to ham to manate hain ki dhanya hai ye kidney jo phayl ho gayi to hamen paas kar diya hamara bharosa maharani ji ne bas us din se wahi badhta chala ja raha tha bharosa usi bhrose ka yah sab jo kuch aap dekh rahe ho sab usi bhrose ka hai aur karta dharta wo wahi ham aapko de rahe hain bharosa maharani ji ka bharosa hriday se bharosa baith ja bas beparwah mere liye hi to hai na main kah raha hoon tu mere bas bharosa jagrit ho gaya accha aapko shri ji ne kaha to aapko bharosa ho gaya lekin mere to aap prashn kar to kaun kahla raha hai kaun kahla raha hai agar tum sant mante ho bhakt mante ho guru mante ho jo bhi tumhare andar bhav hai koi bhed nahi bhakti bhakt bhagwant guru chatur naam bap ek inke pad bandan kiye na sat vighna anek man lo meri maharani jo bol ra mere liye mere liye sirf meri maharani jo bol rahe ki mera bharosa
kar le mere Gurudev ke rup mein meri maharani bol rahe is sant ke rup mein maharani bol rahi bhakt ke rup mein maharani bol rahe man lo abhi abhi nihal ho jaoge is sharir panch bhautik nashvan mal mutr ka bhand isse ham sadhna karke shri ji ko jhaa pave bas aap reej jao apne se reej jao aur wo reej chuki hai agar wo reej chuki na hoti to ham yahan baithe hue charcha na kar rahe hote na aap sun rahe hote yahan Vrindavan mein pravesh pana shri kishori ji ki kripa se hai vrinda devi ki kripa se hai bharosa pujya pad suriya Baba ji maharaj Baba aajkal jisko dekho wah patan ki taraf hi chala ja raha hai kyon kyonki uttar asat purushan ka darshan sambhshan sparsh isse paap badhta hai man malin hota hai dhruv das ji ne bhi kaha hai ki dham Priya pritam inke prati jinke hriday mein priyata na ho aison ka sparsh na karen Vrindavan ke vas ko jinke naye hulas tinko prashn kijiye taj dhruv tinko paas shri dhur das ji maharaj kah rahe ki jo agar dham vas ki ullas vriti nahi hai to aise logon ka sparsh nahi
karna chahiye jo bhagwat vimurkh hai papa charan karte hain unse sambhshan karne se unka sparsh karne se unke saath khanpan karne se agar aap bhajana Nandi ho to bhajan ka tej nasht ho jaega buddhi malin ho jaegi Bhajanand nahi to aur buddhi bhrasht ho jaegi jahan tahan ke pavan bhajan tej ghat jae jahan jahan jaisa bhojan mila vaisa kha liya jaise log mile hase khele baat kiye yah sadhak ki drishti nahi hai yadi asat pu ka darshan sparsh sambhshan kiya jae to papon ki vridhi hoti hai yadi purn atma mahatmaon ka darshan kiya jae sambhshan kiya jae sparsh ho jae to punya ki vridhi hoti hai pavitra aati hai isi se hamare yahan paap karm badhte chale ja rahe hain kyonki adhik sang sat aacharan karne wale dura atmao ka milta hai sat aacharan karne wale mahatmaon ka to birla hi jab drav din dayalu raghav to sadhu sangati paie jab bhagwan dravit hote hain tab bhakton ka sang santo ka sang milta hai sut dara dhan lakshmi papiyo ke ghar hoe sant samagam hari katha tulsi durlabh doe aajkal to in baton ko bhi satya nahi
mante hain shastron ko bhi satya nahi mante hain jab shastron ko satya nahi mana jaega santo ko satya nahi mana jaega to patan hi hoga kaun tumhen sambhalega ki tumhen yah karna chahiye yah nahi karna chahiye aajkal ke log aadhunik pad gane walon ke pad gate hain nahi gana chahiye kah rahe surdas ji tulsidas ji meerabai ji Harivansh mahaprabhu Swami haridas ji hari vyas devacharya in mahapurushon ke jo samadhi ke dwara bhav mein Priyalal ki divya leela dekh rahe wo pad gane chahiye idhar udhar ke tuk bandi jod ke aajkal yah tuk bandi se thodi hai chaturashram lal ki divya leelae jo ho rahi unhin ko rach rahe hain pujya pad odiya Baba ji kahte hain aise aadhunik shabdavli ko jode hue pado ka nahi gayan karna chahiye ab jaise abhi ate hain ekantik mein koi koi hamne gita ki tika ki hai theek gita bhagwan ki vani hai lekin tum tika karne ki adhikari ho tumhari sthiti kahan hai agar krishna ka sthiti hai to tumhen lekar baat kahne ki himmat kaise hui ki maine gita ki tika ki
agar bhagwata ka vriti nahi hai to tumhari samarth kya hai ki gita ke shabdon ko samjh lo shabdartha bhavaarth rarthikal prapt unki vani padho jo bhagwat prapt mahapurush unke dwara jo pad hai unke dwara jo vachan hai unko mano vani unki jo samdarshi hai jo nirapeksh hai jo mannsil hai jo nirwair hai jo bhagwat sthit dwanda tit hai unki vani unki rachna ye bhartvrsh ki janta jo adhogati ko prapt ho hone wale aa charnon mein ja rahi hai ham sabse nivedan karte hain hamare sanatan paddhti mein naya
varsh chait mein lagta hai sanvatsar se badalta hai theek hai aap angrezzi tarikh ka naya utsav manate hain manaie mujhe koi virodh nahi kyonki kisi bhi nimit se utsav manaie naam kirtan kijiye bhagwat charcha kijiye Vrindavan dham ki parikrama lagaiye tirthon ka avgahan kijiye anya avshyakta jinko vastuon ki hai unko dan kijiye brahmin gau sant mahatma jo bhi jaisa tumhara bhagwat bhav sabse prarthna hai yadi aap ye happy new eeyar manaenge to happy tabhi hoga jab bhagwan ka naam kirtan karwaie 24 ghante naam kirtan karwaie bhagwan ki 24 ghante naam kirtan ki vritti se jagat mangal hota hai jahan jahan naam ki awaz jati hai jiske kan mein padti uske paap nasht hote hain uski punya vridhi hoti hai uska mangal yah hai pi ye hai pa sharab pina hai pi nahi mans khana hai pi nahi vyabhichar karna hai pi nahi uddandta karna aap dekho naye naye saikadon bachchhe aise nashe karenge ki ghar tak pahunchna mushkil ho jaega aur wo klabon mein keval ye ki aaj hai hai new yar kis baat ka happy adrma aacharan ka mahapap
jise kaha gaya va madira pan vyabhichar juaa khelnaa nasha kar yah sab haipi murkhta prasannata to bhagwan ke charnarvind ka aashray lene se unke chintan se hai brahm bhuta prasann atma happy mane prasannata to brahm bhuta prasann atma na ki ye malin aacharan karna isliye sabse prarthna hai is naveen varsh ke prarambh mein hi kasam khaaiye ki main kabhi bhi agar aap mante hain is angrezzi naveen varsh ko ham kahte hain mano mano kisi bhi tarah mano tu use bhagwan se jod do sab mangal ho jaega kabhi bhi kisi bhi sthiti mein main kabhi parai mata bahno ke saath va vichar nahi karunga niyam lo main kabhi sharab nahi piunga main kabhi mans nahi khaonga main kabhi kisi ka bhulkar ahit nahi karunga tab to tumhara happy new eeyar hoga nahi happy nahi ho sakta pakka happy nahi ho sakta asat aacharan karne wala kabhi prasann nahi ho sakta thodi der harshit ho sakta hai lekin shakit hona padega hamara bhartvrsh mahan bhagwat dharm yukt hai yah adhogati ko jo ja raha hai naveen naveen bachchhe naveen naveen avastha ki
bachchyan ye sab apni maryadaon ko chhodkar galat aa charnon ki taraf badh rahe isliye bahut hani hai pujya Baba jo shastr ke niymanusar chalta hai uski bhagwat aur laukik donon unnati hoti hai aisi dhurtata chati hai ki happy new eeyar dhurtata uddandta malin apvitra asabhya ye happy hoga tumhare liye new new eeyar ye naya sal tumhare liye anand naya sal anand hoga ghee ka deepak jala kar ke kalash mein rakho aur niyam lo ki aaj se main asat aacharan nahi karunga 24 ghante naam kirtan karo sundar sundar bhog pakwan banao bhagwan ko bhog lagao 102 bhukhe ko pavao sardi ka samay 102 kambal khareedo footpath mein jo so rahe hain unko banto aur kaho happy new eeyar mana tumhari baat happy new eeyar ho gaya bhagwat sambandh se sankalp karo aapse kabhi asat aacharan nahi karenge to yah baat samjh mein aayegi ye malin ke aacharan karne wale kabhi happy rah sakte hain aaj happy mana lo kal depression mein jaoge kyonki paap aacharan kar rahe ho ye tumhen aisi jagah le jaenge jahan shokh chinta bhay udagta ashanti janm mrityu yah sab
hoga isliye apne vastvik bharat desh ka jo happy new eeyar hai wah hai sanvatsar jab sanvatsar badalta hai chait ki Shukl pratipda wo hai pa lekin aap manate ho manao ham bhi aap mein sammilit hai par naam kirtan karo bhagwat yas charcha karo bhagwat sadhan karo gau seva karo ki aaj sal ka naya din hai aaj 5000 gayo ko bhojan pavae aaj 5000 garibon ko bhojan pavae aaj ham aspataal mein jakar pa denge ki kisi garib ki seva mein hamari jitni samarth hai ham utna aisa karenge ye nahi ki 500 ki sharab pi ke ladkhdate hue aa rahe ho ki happy new eeyar yah gandi baat agar hamari awaz kaan mein pahunch rahi hai to aap Vrindavan mein baithe ho ya jahan bhi ho hamari awaz ka agar jara bhi aap aadar karte shraddha karte hain to aap koi bhi galat aacharan nahi karenge niyam le pujya Baba hamen jaise rog hone par doctor ki zaroorat hai aise buddhi bhrasht hone par buddhi ko shuddh karne ke liye hamen guru ki zaroorat hai hamen sant ki zaroorat hai agar hamare desh mein bhagwat prapt mahan sant na ho to jo papa charan ho raha hai yah
kisi ko bhi shanti na hone de kisi ko bhi chain se na rahne de par to santo ki kripa bhajan karke sarve bhavat sukhna sarve sant niramya aisa to anandmay jeevan sukhmay jeevan paap karte hue bhi prithvi phat nahi rahi akash hamko avkash de raha hai vayu hamko jeevan de rahi jal hamko jeevan de raha hai lekin agar zyada badhta chala jaega to sab dushit hote chale jaenge isliye ham apne aa charnon ko sudhare apne papa aacharan ko sudhare bhagwan naam se jude bhagwat mahima se jude to hamara jeevan pavitra hoga hriday aandit hoga chalte hai Shrimad bhagwat mahapuran bhagwan shri Krishna chandra ja ne jab Dwarika leela ka vistar kiya to asht pat raniyon ko sweekar kiya pratham shri Rukmini ji dviti shri jam tritiya tisri shri Satyabhama ji chauthi shri kalindi ji panchvi shri mitravinda ji aur chhathwin nag nijat satya ji aur satwi bhadra ji aur athwi lakshmana ji yah aath patra niya bhagwan ki raja parikshit ne pucha bhagwan bhagwan shri Krishna ne bhoma sur ko jisne rajkumarion ko bandi grih mein dal rakha tha kyon
aur kaise mara aap kripa karke bhagwan shri Krishna ka yah pavan charit hamen sunaaiye shri Sukhdev ji ne kaha parikshit bhavasar ne apne bal se Varun bhagwan ke chhattar ka aparn kar liya aur sabse badi baat yah thi ki mata aditya ke kundal chhin liye jake mahabali tha bh masu y sambhav baat tribhuvan mein abhi tak kisi ne aisa nahi kiya tha ki param pavitra jagat bandni dev mata Aditi ke kundal chhin liye Varun ji ka chhattar chhin liya aur sumer parvat par mani parvat naam ka ek sthan apne kabje mein kar liya Dwarika mein rajaon ke dwara prarthna bhezi jati chhote-chhote raja akar bhagwan se uski sab kartut batte bhoma asur ki bhagwan shri Krishna chandra ja ne vichar kiya ki bahut ho gaya iska papa charan jab ghada bhar jaata hai to phir usko phutna hi parta hai bhagwan ne nischay kiya ki iska vadh karna padega sab suchnaen milti kisi bhi yoni ki kisi bhi jeev ko kahin bhi jahan yah zyada hahkar macha deta kyonki iski mrityu sirf bhagwan se dusra koi mar nahi sakta jahan jaata wahan atank phailae hue tha bh aur
jahan yah rah raha tha aisi vyvastha thi ki vayu bhi bina agyaa ke pravesh nahi kar sakti aisa takatwar bhau masu 16100 kumariya va jo jinka byah nahi hua tha aisi rajkumariyan aphrn karke band kiye hue thaay pure tribhuvan mein jahan koi sundari nav kanya dikhayee deti shayad bhagwan ka karya pura kar raha tha prithvi ka avatar satya bhama ji hai aur yah bhoma sur bhumi ka putr hai to Satyabhama ji se kaha baitho Garun par age aaj tumhare samne tumhare putr ka vadh karunga mano yah sambodhan karne ke liye
ki baad mein bhumi avatar hai kahin rushta na ho jae to kaha baitho jab tum hi kahoge ki maro prabhu isko tab ham marenege to Garun par satya bhama ji ko bithala praag jyotipur ye iski rajdhani thi bhagwan Garun ji ko adesh kiya praag jyotipur mein pravesh karna bahut kathin tha pehle to charon jude hue pahadon ki kile bandi thi uske baad divyastr ka ghera tha aap pravesh karenge to aapko kaat dalenege divyastr chalane ki zaroorat nahi iske baad jal ki khae thi uske baad bijli ki char deevari thi
iske baad jahreeli gas ki char deevari thi iske baad mur dait ne charon 100 haj ghor dikhayee na dene wale phande mein jal koi bhi chale fas gaye itni to uski praag jyotipur ki suraksha thi ki wahan pravesh koi nahi kar sakta jahan bhauma sur rahta tha bhagwan shri Krishna ne kamod ki gada ko adesh kiya pahadon ko chakna choor kar do adesh dete phod dala bhagwan ki divya gada ne choor choor kar diya pahadon ko sudarshan chakra ko agyaa ki jitne divyastr sabko nasht kar do sab shastron ki morcha bandi chinn bhinn kar di sudarshan ji ko adesh kiya ye agni ki jal ki gas ki jitni chahar divar sabko nasht kar do bhagwan ka sudarshan chakra unko nasht kar diya mur daitya ke phando ko apni talwar ko adesh kiya kaat do dikhayee nahi dete the talwar ne sabko divyastr bhagwan ke iske baad badi badi masheene lagi hui thi yantr agar koi veer purush gaya to yantr use ghasit ke turant nasht kar denge us samay bhi bh masu ne aisi vyvastha bhagwan ne panch jand shankh ka nad kiya to sab masheene videerna ho gayi nasht
ho gayi ab jo akhiri parkota tha bhagwan Gadadhar ne mara gada to puri vidhvans kar diye parkote jab panch jan shankh ki aisi dhuni hui pralya kalin bijli kadak rahi ho mano to mur daitya akhiri raksha mein tha pravesh karne ke liye mur daitya ko marna avashyak tha wo jag para shankh dhvani sunkar nikal aaya mur daitya ke panch sir the panch sir wo jal mein pare sota rahta tha kyonki koi aa hi nahi sakta wahan pranay kalin surya aur agni ke prachnd tej ke saman panch khopdi wala mur daitya bada bhaykar koi aankh uthakar uski taraf dekh nahi sakta tha usne trishul uthaya aur Garun ji par prhar kiya bhagwan Garun ji par virajman the age Satyabhama ji aisa malum hua panchon mukh se triloki ko nigal jaega jab Garun ji par trishul chalaya aur panchon mukh se singhnad kiya singhnad tharathra diya bhumandal ko bhagwan ne dekha ki moor daitya ka trishul Garun ji ki or aa raha hai bada hast kaushal dikhate hue sarang dhanush se do baan mare ki trishul katkar gira diya aur mur daitya ke mukh ko bhagwan ne banon se bhar
diya panch mukh atas kiya pach panchon ko banon se bhar diya ab va dait bada kruddha hua aur apni gada uthyi aur bhagwan par prhar kiya parantu Gadadhar bhagwan ne wo gada unke samip pahunche is pehle hi apni gadha se us gadha ko nasht kar diya ab wo bhujaye faila kar ke bhagwan shri Krishna aur Garun ji ko misne ke liye chala itna balvan bhagwan ne sudarshan ji ko adesh kiya ki iska hisaab kitaab kar do bhujaye jaang gardan chati sab jagah se kaat ke wahi dher kar diya sudarshan ji ne amar daitya ke pran pakheru ud gaye aur jal mein gir para jaise indra ke vajr se shikhar kat jane par koi parvat samudra mein gir para ho iske baad mur daitya ke sat putro ki raksha thi nagar ki aise thodi tha momasar ka nagar tam antariksh shravan vibha Vasu Vasu nabh swan arun yah sab maha balvan mur daitya ke saman ho kram bai kram inki puri suraksha thi praag jyotipur ki ja suna pita ko maharaj shri Krishna chandra ja ne sastra astr se susajit hokar pith namak daitya ko apna senapati bankar bhagwan shri Krishna par
chadhai kar di bhagwan shri Krishna par baan khat gada shakti drishti trishul prachnd shaktyon ki varsha karne lage va daitya bhagwan ne sarang dhanush se nikle hue banon se sab astr shastron ko kaat gira diya aur shat prhar se senapati pith uske sathi daitya ke shir jange bhujaye pair kavach sab sudarshan chakra ko adesh kiya kaat kaat karke sab dher kar diye bhagwan ka sudarshan amog jab prithvi ke putr narkasur jise bhoma sur kahte the dekha ki bhagwan shri Krishna pravesh kar gaye sab vidhvans kar diya as kod hua wah mad wale hathiyon ki sena mein garjaj par virajman hokar bhagwan shri Krishna ke samne aaya usne dekha ki akash par Garun par pehle Satyabhama ji virajman hai phir bhagwan virajman hai jaise surya ke upar bijli varsha kalin Shyam megh subhay man surya Garun ji aur bijli satya bhama varsha kalin megh shri dwarikadish maharaj bhavasar ne dekhte hi bhagwan par satnik ka prhar kiya bhagwan ne sarang dhanush se amok baan ke dwara turant us shakti ko nasht kar diya bhagwan ne sudarshan chakra ko adesh
kiya jitne inke sainik hai wo to bas keval ghumna hai waha koi sasta sudarshan ji ko nahi rok sakta jidhar ghum gaye sab saaf ho gaya us samay bhagwan Garun ji par savar hokar ke Garun ji ko adesh kiya inke hathiyon ki sena ko vidan kar do panje aur pankhon ke mar se bade-bade gaj rajon ko videerna kar diya chonch panja pankh mahabali Garun ji hai mahabali tribhuvan mein inse bada bali kaun hoga jo bhagwan ko virajman karke chalta anant brahmand ka bhaar bhagwan lekar chalte hain choch pankhe aur panjon ki mar se bhasur
ke jitne bhi garjaj hathi the sab mare gaye ab bhoma sur akele khada usne dekha Garun ji ki mar se to meri sena sab nasht ho gayi tab Garun ji par vajr se bhi kathor shakti ka prhar kiya garu ji ne ek pankhe ke jhaatke se puri shakti ko nasht kar diya Garun ji hai Garun ji kabhi avsar aayega to jab amrit haran karne gaye na swarg log tab inke bal ka Vikram dekho vayu devta agni devta bade-bade devta Devraj indraj sab kuch naye Devraj ne bajra chalaya to itna bada pankh chhod diya kaha tumhare bajra ka
sammaan karta hoon main tumhare bajra ko apni chot se abhi chakhna choor kar du Garun ji bhagwan ke vahan hai paksheeraj Garun ji ne apne pankh se hi us shakti ko nasht kar diya bhau masu ne jab dekha meri koi chal nahi chal rahi koi udyog nahi chal raha sab viphal ho ja raha hai usne trishul uthaya aur bhagwan shri Krishna ki taraf badha prhar karne ke liye to Satyabhama ji ne kaha prabhu yah prhar kar raha hai iske pehle bole bas bas tumhare adesh ki zaroorat thi kyonki unko pata nahi hai mera putr hai Satyabhama rup mein bhumi putr hi bhau masu bhagwan ne sudarshan chakra se kaha ki bhavasar ka sir kireet kundal sahit alag kar do bas sir kundal kireet ke sahit sudarshan ji ne kaat kar ke niche phenk diya aur yahi sudarshan bhagwan ke anannya bhakt jo bhi anannya bhakt hote hain unki raksha ke hota isiliye bhakt nirbhay hota hai amrish ji ko thodi pata tha sudarshan ji piche hamare hain Durvasa ji ne krutya prakt ki jhapat karke krutya ko bhasm karke Durvasa ji ko tribhuvan mein daudaya sudarshan chakra ne yahi
isse bada pad kaun hoga ham haridas hain bhagwan ke jan hai ab to bho masu ke jitne sage sambandhi sab hai hai pukar uthe devta rishi muni pushpo ki varsha karne lage ab prithvi prakt hokar bhagwan ke paas aae bhagwan shri Krishna ke gale mein vaijyanti ke saath vanmala pahne hue jaise virajman the ai aur kaha ki mere beta bhoma sur ne aditya mata ke kundal utare the y kundal li tapae hue ratna jat divya kundal aur kahay Varun ka chhattar aur ek maham yah sab divya jo aparn karke laya tha prithvi devi bade-bade devtaon ke dwara pujit Vishveshwar bhagwan shri Krishna ko pranam karke hath jodkar bhakti bhav bhare hriday se stuti karne lagi prithvi devi ne kaha namaste dev devesh shankh chakra gada dhar bhakte cho pat rupay paramatma namostute namah pankaj na bhaay namah pankaj malin namah pankaj netra namaste pankja hai namo bhagavte tubhyam vas devay vishnve purush aadi bajay purn bodh namah aja jan tresh brahmin anant sakt paravat man bhutatma paramatma namostute twam vaish saraj ut katam prabhu tamo nirodh
vibhay samrit sthana satwam jagto jagtapte kala pradhanam purusho bhavan parah prithvi devi ne kaha he shankh chakra gadadhari dev deveshwar main aapko namaskaar karti hoon he paramatma aap apne bhakton ki ichchha purn karne ke liye usi ke anusaar rup prakt kiya karte hain aapko he shri Krishna main namaskaar karti hoon prabhu aapki nabhi se kamal prakt hua hai aap kamal ki mala pahnte hain aapke netr kamal se khile hue aur shanti day hain aapke charan kamal ke saman sukumar aur bhakton ke hriday ko shital karne wale hain aapko main bar-bar namaskaar karti hoon he prabhu aap samgr shwar dharm yash sampatti gyan aur vairagya ke aashray hain aap sarwavyapak hone par bhi swayam vasudev nandan ke rup mein prakt hai main aapko namaskaar karti hoon aap hi purush hain aur samasth karanon ke bhi param karan hai aap swayam purn gyan swaroop hai main aapko namaskaar karti hoon aap swayam to hai janm rahit parantu is jagat ke janmadata aap hi hain aap hi anant shaktyon ke aashray brahm hai jagat ka jo kuch bhi karya karan mein rup hai jitne bhi
prani ya prani hai aap sabke swaroop hai sab rupon mein aap hai he paramatma aapke charnon mein mere bar-bar namaskaar hai prabhu shri Krishna jab aap jagat ki raksha karna chahte hain tab rajogun ko aur jab iska pralya karna chahte hain tab tamogun ko aur jab iska palan karna chahte to satogun ko sweekar karte hain parantu yah sab karne par bhi aap in gunon se dhakte nahi lipt nahi hote he jagtapti aap swayam hi prakriti purush aur donon ke sanyog viyog ke hetu kal hai auran tino se pare bhi hai bhagwan mein prithvi jal agni vayu akash panch tan matra man indri aur inke adhishthatri swaroop mein bhram ke karan hi prithak pratit ho raha hai nahi to aap hi aap hain bhram ke karan prathak pratit ho raha hai he sharanagat bhay bhanjan prabhu mere putr bho masu ko to aapne kripa karke param pad pradan kiya ab mere putr bhauma sur ka putr y bhag datwa bahut bhayabhit ho raha hai main ise aapke charan kamlo ki sharan mein le aae hoon prabhu aap iski raksha kijiye iske sir par apna wah kar kamal rakhiye jo sare jagat ke samasth paap
tap ko nasht karne wala hai parikshit jab prithvi ne bhakti bhav se vinarm hokar is prakaar bhagwan shri Krishna ki stuti prarthna ki tab unhone bhoma sur ke putr bhag datwa ko abhaydan diya aur bho masu ke samasth sampattiyon se sampann mahal mein pravesh kiya wahan jab mahal ko khulwaya to bhoma sur ne balpurwak rajaon se 161 rajkumariyan chheenkar kaid kar rakhi thi jab bhagwan ne un rajkumarion ko mukt kiya to sab pahla darshan bhagwan shri Krishna ka kar hi jab se band hui dekhte hi sammohit ho gayi aur unhone man hi man sankalp kiya ki aaj tak maine kabhi koi sadhna ki ho vrat kiya ho upvas kiya ho niyam kiya ho to bhagwan shri Krishna mujhe pati rup mein prapt ho man hi man bhagwan ko apne param pritam pati ke rup mein varn kar liya rajkumarion ne 16100 ne pratyek alag-alag yah sankalp kiya ki shri Krishna mere pati ho he vidhata meri is abhilasha ko purn karo aur sabne bhagwan ke charnon mein pranam kiya bhagwan ke charnon ka aashray liya aur bhagwan sabke man ki baat janne wale hain
bhagwan ne un rajkumarion se kaha tum nirbhay ho jao aur tumne jo kamna ki hai uski tumhen pra hogi aur sabko sundar sundar vastr pahnane ka adesh kiya dasiya ne sundar vastr pahnae 16100 palkiya mangai ek ek Rajkumari ko sundar susajit karke Dwarika bheja aur wahan se bahut bada khajana rath ghode atul sampatti y sab bheje Dwarika ravat ke vansh mein utpann hue vegwan char char wale safed rang ke 64 hathi wo bhi Dwarika bheje iske baad bhagwan shri Krishna ne satya bhama ji ko lekar ke kaha chalo tumhen Devraj indra ki rajdhani ke darshan karave Garun ji se kaha le chalo swarg le chalo vayu se teevr gati man ki man se bhi teevr gati Garun ji ki hai jaise aap america gaye to socho america pahunch gaye pahunch gaya isse bhi teevr gati kar ji kaha swarg chalna hai to hai pura hote hue swarg pahunch gaye swarg chalna hai hai maharaj swarg aa gaye Garun ji maharaj aise bhagwan ke nase thodi ban ki kitne sa kilometer raphtar mein chalenge kai baje pahunche aisa nahi hai swarg chalna hai
maharaja gaya yah to man ki gati hai aapne Australia ya america kuch bhi jo dekha hai aap dekho socho Australia pahunch gaya man man aur man se bhi kai guna badhkar teevr gati Garun ji ki hai aur Garun ji se bhi kai guna badhkar ke teevr gati bhagwan shri hari ki hai tabhi to jab dekha Gajendra ke paas Garun ne to chhod kar ke bhagwan turant Garun ko bhi chhod diya aur turant bacha kyonki va dubne mein kitna samay lagta hai maharaj bhagwan shri Krishna chandra ju Devraj indra ki rajdhani amravti Puri mein gaye Devraj ne dekha ki bhagwan padhare to indrani ke sahit Satyabhama aur bhagwan shri Krishna ka pujan kiya phir dev mata aditi ko pranam karke bhagwan ne kaha mata apne kundal sweekar karo bh masu mara gaya satya bhama ji se kaha chalo devpuri ki tumhen vatika dikha dete hain upvan jahan ap sarae vihar karte ho bataya yah parijat hai kalptar hai iski yah mahima iski y mahima hai satya bhama ji ne kaha hamare bhi upvan mein kalpavriksha hona chahiye bo ukhad lete Garun ji ko adesh kiya ki ham bhi
virajman honge Satyabhama ek kalp vriksh rakh lo Garun ji par kalpavriksha Devraj indr ne jab amrit aphrn kiya tha to kaha ki he dev shiroman main aapse puchta hoon ki aap mein kitna kyonki ham koi bhi devta aapke bal ki tha nahi pa rahe to bole pure brahmand ko ek pankh par rakh ke bhagwan ko virajman karke aram se uth sakta hoon Garun ji ka pure brahmand kalp kya chij hoti pure brahmand ko ek pankh mein virajman karke bhagwan sahit main aram se uth sakta hoon Garun ji maharaj bhagwan ke mahan hai jinko bhagwan apni dhvaja par dharan karte garudadhwaj bhagwan ko kaha mangalam bhagwan Vishnu mangalam Garud dhaj ma pundreekaksha manglaytan hari ab bhagwan ne Garun ji ko prerna ki to Garun ji ne choch se aise ukhad karke rakh liya kalp Devraj indra ne dekha ki hamare bagiche se kalp ukhad abhi puja ki hai apni maa ke kundal nahi la paya bata ab wo hai sachi ne kaha ye to hamare bagiche ka pre liye ja rahe hain ab aise to daba hue the Devraj lekin jab patni kah de to kuch aur rang aa jaata hai to satya bhama
ji ke mahal mein ja to thoda chi chapad ke bhagwan ne kaha ki dekh lo aap mahabharat mein varnan thoda chi chapad karne lage prabhu aap to kaha dekh lo sammaan se le jane ja to le jane do nahi to bhagwan a balyvastha mein dekh hi chuke hain giriraj ga na sat din tak dharan kiye the pura apna sab vaibhav laga ke kuch kar to paye nahi itna kalpavriksha ki mahima ki jahan se nikle yojana sugandh makrand ke lobhi bhare swarg se Dwarika mein aa gaye bada mahima hai kalpavriksha ki aise thodi hai parikshit jab indra ko apna kam banana tha to sir jhukakar mukut rakhkar bhagwan ke charnon ka sparsh kiya aur das apne ko sabit kiya aur jab bhagwan kalp vaksha lane lane lage to ladai than li bada dosh hai inko dhanyata dhikkar hai aisi dhanyata shri Sukhdev ji maharaj kahte parantu bhagwan ne ek muhurt mein sabko samjha diya tum hamse jit nahi paoge aur lakar ke kal praksha ab bhai rajkumarion se ki tumhari sabki kamna thi main pati rup mein prapt hoon bano dulhan sab sajao dasiya ko adesh kiya ek muhurt mein ek saath
16100 ek rup dharan karke ek muhurt mein vivah kiya atho muhurt ek aswin nana gare suta striya yatho pay men bhagwa taav drup dharo avyay waise jaisi bhavna ki thi waise nav kishor rup 16100 rup dhar ke ek hi muhurt mein sabse byah kiya kitne ho gaye 16108 sarvshaktiman avinashi bhagwan ke liye ismen ascharya ki kaun si baat hai bhagwan Sukhdev ji kahte parikshit bhagwan ne 16108 mahal Dwarika mein aise jo Devraj indra ke paas bhi bhog samgri wo nahi hogi wo Dwarika mein thi jinke barabar jagat mein kahin koi sukh samgri nahi mati aur gati ke pare ki leela un mahlo mein thi avinashi bhagwan shri Krishna atmanand mein magan rahte unko kisi ki zaroorat nahi lakshmi ji ke sab ansh swaroopa shaktiya hai jo 16108 hai bhagwan sabke saath aise hi vihaar karte jaise sadharan purush parikshit brahmadev jab mahal mein padhar to prem bhari muskurahat madhur chitvan nav samagam premala tatha bhav badhane wali lajja se yukt hokar wah sab bhagwan ki seva mein rahti kitne aho bhagya unmein se sabhi
patniyon ke saath seva karne ke liye saikadon dasiya rahti par jab bhagwan padhar to dasiya nahi voh swayam bhagwan ki agwani karti charan pukhar pankha lati itr phulel chandan aadi lagati foolon ke har pahna sarti sulati bhagwan ko snaan karati bhagwan ko bhojan karati apne hathon se bhagwan ki divya seva karti chahe jitna rupya ho seva tabhi mani jaegi jab apne hath se karoge agar aap pujari rakhte ho to aap ek lakh rupya lagaoge to do lakh da lakh bhagwan de denge seva nahi mani jaegi seva mani jaegi jab apne hath se bhagwan ki seva karoge bhagwan shri Krishna chandra ju sabke paas sab samay rahte the kisi bhi patni ko aisa mehsus nahi hota tha ki bhagwan hamare paas nahi sabke paas rahte the shri Radha vallabh lal ki jai
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Shri Hit Radha Kripa (YouTube)
sambandhi
- ananyata se hi hoga sab kuch prapt ! // 26/09/26 — ham log bhagwan ke sharanagat jan hai. Priya lal ke sharanagat jan hai. Lekin sharanagati ka rahasya na janne ke karan bahut varsho tak ya janm pura vyatit hone tak hamara jo bhagvatik anand hai wo spurit…
- hamen jeevan mein mushkilen kab tak sahni padengi ? //25/09/26 — koi na koi sa kisi na kisi seva seva mein panch 10 15 20 ka ek hota hai amach rag dves banne se bahut zyada dubhavna rahti hai uske karan kya vikshep hota rahta hai aur ek dusre ki ye matlab…
- is ek baat se aapka pura jeevan badal jaega ! // 24/09/26 — dekho sabse pahli baat ki jo hi ham sharanagat hote hain hamari baat hi hamare sare jeevan ka bhut bhavishya vartman ka pura bhaar isht par hota hai. Ab hamko jo kartavya karna hai is samay sharanagati ka wah…
- yadi sadhak swayam par kripa kare, to yah labh mil sakta hai/ kakasur, shaktasur evam trinavarta ka udhar — Vrindavaneswari tav padarvindm prema makrand raso purnam hridpitam madhupte smarta nirvapay param shital mashryam param shital mashray [nak se ki jane wali aawaz] param sacchidanand ghan Premand swaroop…
- shrikrishna ka chathi pujan evam Putna vadh / bal Krishna ke darshan ko ko aae mahadevji ! // 22/09/26 — Nilmani ne sakla vaywana kurwind nev bimba dharas kamal ragene pan padasya shikhar manne nakhar nikas nirman kada chin manamyova indavre sakla vaywasya bandhu kenev bimba dharosh japa kusumev pan padasya…
- aisa kuch kama lo jo mrityu ke baad bhi saath jaega / Gokul mein Nandlala ka janm // 21/09/26 — Vrindavaneswari tav padarvindm prema makrand raso purnam hridpitam madhupte smarta mugam nirvai param shital mashryam param shital mashryam krishnay Vasudevay Devki nandnay cha nand gop kumaray…