mahaprabhu shri hit Harivansh chandra ju ka prakty mahotsav ( hitotsav ) // 08/05/25
pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ka satsang — pura sunne ke liye upar video dekhen.
pura pravachan
Radha vallabh shri Harivansh jai jai shri Vrindavan shri ban chandra Vrindavaneswari tav pda prema makrand raso purnam hridpitam madhupte smarta mugram nir payat param shital masya param shital mashyam jai Harivansh jai Harivansh jai jai Harivanshas jai jai shri Harivansh jai Harivansh jai Harivansh jai Harivansh jai jai shri Harivansh jai Harivansh jai jai Harivansh jai Harivansh jai jai shri Harivansh jai Harivansh jai Harivansh jai Harivansh jai jai shri Harivansh jai Harivansh jai jai Harivansh jai Harivansh jai jai shri Harivansh jai Harivansh jai Harivansh jai Harivansh jai Harivansh hit Harivansh naam hai jako nahi ko jaki nai re gun gambhir gusai re mere gun gambhir gosai re hit Harivansh naam hai jako nahi ko jaki nai re mere gun gambhir gosai re jo ras maha Vishnu nahi pavat so ras nadi bahai re maha Vishnu ke man nahi ave nigmagam ki kaun chalave shiv Shri pati yadyapi lalchah man pravesh tanhu ko nahi jo ras maha Vishnu nahi pavat so ras nadi bahai re mere gun gambhir gosai re hriday pravah pranat jan ke soi tripuga path umdai re yate pyar bhar dolit ho bade
thikane thai re mere hit Harivansh gosai re mere gun gambhir gosai re. Rom rom nas nas mein ram raho auran jajo mein koi re jag mela madh char sampada bhakti kanath lagai re ta pache hit mahal padharo dasi janan apnai re mere hit Harivanshas gosai re mere gun gambhir gosai re koi ho kaisa bhi ho kahin ka bhi ho kaise papi kyon na ho Harivansh naam jo le alak lade ti ri ji ke mahal khavasi de antyaj vaishy aur nari ho charan sharan je ai re ansh kala avatar tinke sabse man hatakr ansh kala avatar tinte shyama Shyam darshan sain re mere gun gambhir gosai re mere hit Harivansh gosai re yah ras Shri pati hoon durlabh tamdi apne asmarth hai koi samarth nahi sadhna tapasya ki to avlajan arujhai re jo shri pati ke liye bhi durlabh prem ras hai wah apne jaise nirbalon ko adhmon ko pradan kar diya.
shyamal gaur chaturbhuj dasi lal Priya man bhai re chaturbhuj das ji kahte hain ham jaise nirbalon ko bhi sadhan heenon ko bhi gaur Shyam jodi pradan kar di. Mahima teri kahan kahun shri Harivansh dayal tere dwrae batat hai sahaj ladli lal gaur Shyam dampatti shri yugal sarkar rupi sampatti apne jaise anadhikariyon ko bhi de diya aise mahan karuna mein gun gambhir premavtar shri Harivansh chandra ji ka aaj ham pradurbhav utsav manate hain. Purv prasang kal chal raha tha. Shri param pavan karunamay samasth shastron ke gyata visheshkar shri Radha mohan ji ke charnarvind ki rati ko prapt aur jyotish mein adbhut advitiy vidvan shri vyas Mishr ji jis samay badshah ne kaha mujhe Agra jana hai to aapne kaha main nahi ja sakta hoon kyonki hamari ardhangini garb se hai aur unki dekhrekh seva ke liye hamen upasthit rahna aniwarya hai.
unka chalna to aapko avashya padega kyonki aapke bina ham bahar yatra nahi karte. Aap hamare rajguru hain. Yah hamari vinay hai ki aapko chalna padega. Jab wapas laut kar ghar aae to phir charcha ki to saath mein bahut se vidwat jan maha bhagwat jan bhi rahte the unka bharan poshan vyas Mishr ji ke dwara hi hota sangoshti hui usmen nirnay hua ki bahut sundar rahega yadi tar rani garbhvati hain aur inko sampurn braj lilaon ki darshan karae jae to iska garb par bahut sundar prabhav padega aur Agra ka marg bhi wahi hai Delhi se.
yah bada accha mana gaya. Turant suchna di ki ham aapke saath chalne ke liye tayyar hain. Par hamen anumati ho. Ham apne aradhya dev ki braj leela ki sthaliyon mein darshan karke hi Agra chalenge. Sahas badshah ne swikrati de di. Bahut se sainikon ki vivid tukdiyon ke saath badshah jaise apni position se chalta hai waise wo aur swayam raja maharajaon ki tarah vaibhav vyas Mishr ka bhi tha. Saath hi chale. Badshah ne braj mandal ke bahar baad gram ke age apna shivir lagaya aur kaha aap apne aradhya dev ki braj sthaliyon ka darshan karke aie.
yahi se phir saath chalenge. Bhagwat ichchha se prema avatar hit sajni swaroopa bansi swaroop mahaprabhu leela se nau mahine ho gaye the. Tar rani ke garb mein virajman nava mahina purn ho chuka tha. Braj leela sthaliyon ka darshan kai dino tak kiya. Vivid prakaar se yahan ke leela sthaliyon ke prabhav batane wale brajvasi janon se milkar khub anandmay darshan bhagwat leela charit sune aur uttam uttam vastr bhet aadi sab brajvasyon ko khub tript kiya kyonki vaibhav ki koi kami nahi thi. Jis samay shri vyas Mishr braj darshan kar rahe the to basant ritu ka prabhav chhaya hua tha.
yah samasth rituon ka raja basant hai. Sabke hriday mein ullas hota hai. Is ritu ki shobha hi hai. Mano naveen naveen patton se sampurn van ko shringarit kiya gaya hai. Naveen naveen pushp naveen naveen phal kokila kuk rahi hai. Bhavre gunjar kar rahe hain. Mor nritya kar rahe hain. Sukh sarika Priya pritam ka yashogan kar rahe hain. Yah braj hai. Radha yasho mukhar mat khagavli ke taru beleen bhai navgobha avni baadh ati hi shobha ban upvan phule jo ghanere ati kamni kund sir here jo hamare braj ke samasth kund hain un kundon ka achman samasth braj ke vanon ka darshan braj leela sthaliyon ka darshan bahut anand hua ab yah hua Vrindavan ki shobha dekh li gayi giriraj ji ki sampurn braj ki ab raj kaj purn karne ke liye raja ke samip chalna chahiye to braj se phir Mathura puri gaye Mathura bhagwan ki janm sthal hai braj leela sthal hai vishram ghat ke shastron mein bahut mahima hai.
darshan, snaan, achman jo Mathura vishram ghat mein yamuna ji ka karte hain wo kabhi Yampuri nahi jaate. Vyas Mishr ji ka pura parikar vishram ghat mein koi achman karke koi snaan karke vivid prakaar ki apne apne bhavnusar yamuna ji ki aradhna ki. Vyas Mishr ji ne snaan kiya. Tara rani ne bhi achman karke wahi samip virajman hokar vaidik mantro ka gaan hua. Mathura ke brahmano ko bulaya gaya tha. Khub dakshina di. Uttam uttam ratna samarpit kiye. Samasth Mathura ke jo brahmin the ashirwad diya.
aapka mangal ho. Bhagwan aap par kripa karen. Dan man se brahmano se ashirwad prapt kiya. Mathura mandal bhagwan ka nitya nivas sthal mana gaya hai. Shri sevak ji maharaj kah rahe Mathura mandal bhumi apni ye bhagwan ki swayam ki bhumi hai. Mathura nitya Krishna ko vas nish din Shyam na chhanat paas tap sakal leela kahi. Ek kshan ke liye bhi kabhi bhagwan shri hari Mathura se dur nahi hote. Mathura mandal prabhu rajdhani jo shri mukh Varah bukhani ati priy lage braj ki avni Krishna charan ankit bh kamni jaise braj mandal ki ek ek kan raj mahan pavan pahli baat to bhagwan ki leela sthal dusri baat yahan premion ke asuon se har kan bheega hua hai kuch virah kuch milan aise anandu aur virah ashru se bheegi hui yah bhumi hai.
to Mathura bhi shri Krishna ji ka prakty sthal hai. Aur nitya Shyam shri Krishna ki upsthi mani gayi hai. Bhartvrsh mein shabd puriya hai. Param pavitra hain. Inka smaran darshan avgahan yah sampurn papon ka nash karne mein samarth hai. Ayodhya Mathura maya kashi kanchi avantika Puri dwaravti cha sab saptata mokshadayika samasth papon ka nash karke moksh pradan karne wali hai. Ayodhya Puri, Mathura Puri, mayapuri, kashi, kanchi, avantikapuri aur Dwarikpuri. Yah sat puriyan paap nasht karke moksh pradan karne mein samarth hai.
yah moksh pradata sapt puriya kahlati hai. Inme swayam bhagwan shri Krishna ki prakty leela sthal ye sampurn mathur mandal kaha jaata hai. Braj isliye leela sthal bhi Mathura mein jud jati hai. Isliye Mathura mandal ki samanta kahin tribhuvan mein koi nahi kar sakta. Shri Krishna ka nitya vas ishwar vaibhav mein Mathura mein mahan moh ka nash karke bhagwat prem pradan karne mein samarth yamuna ras rani pura ghere hue hain hamare prabhu ki leela sthaliyon ko Mathura ko bhi pavan kar rahe hain. Ek ek kan param vandneey hai.
yah matri mandal braj ka braj ka naam smaran karne matra se pavitra ho jati hai. Vrindavan Vrindavan vrinda jai giriraj jai giriraj jai Barsana jai nand ganv are param amrit yahan jo sthit van hai parvat hain nadi hain ghat hain vriksh hai ye sab bhagwat swaroop hai braj 84 kosh mein yahan keval darshan matra se hi bhagwat prapti ho jaegi shripad Prabodhanan ji ne piche varnan kiya jo hamare Vrindavan aa gaya ek bar prasadi pushp sungh liya ek bar thakur ji ko sashtang dandvat kar liya ek bar mathe par raj lag gayi wo kabhi nark nahi jaega shastron mein bada mahatva hai braj mandal mathur mandal ka ismen shtakot sahasra tirthon ki upsthi mani gayi sampurn mathur mandal mein aur dwadash van hai jo bahut hi pavan karne wale hain.
madhuvan, taal van, kumud van, kamyak van, bahulavan, khadir van, mahavan, loh jangh van, bilwan, bhandeer van, shri dham, Vrindavan. Vrindavan teen bhavon mein smaran kiya jaata hai. Goshtha Vrindavan, gopi Vrindavan aur ye navni nikunj Vrindavan. In sab ka darshan avgahan vyas Mishr ji ne kiya. Vishram ghat mein virajman hue. Bada utsav man raha hai. Naam kirtan ho raha hai. Jas gaya ja raha hai. Ab wahan se Agra ke liye chale Mathura se. Lagbhag 13 kilometer chale honge. Vyas Mishr ji ko suchna mili ki yatra rokni padegi.
udar mein pida ho rahi hai Tara rani ke tatkaal uttam sthal ki khoj hui baad gram ko bilkul chhuta hua hi vishal kund hai bahut virat bat vriksh jahan chhota aaj vriksh hai wahan vishal bat vriksh wahi adesh adesh hua. Tatkaal mahal ki tarah wastron ke tambu tan diye gaye. Bada pavan sthal chayan kiya hit mahaprabhu ne kyonki idhar ladli jo raval idhar Gokul aur beech mein bag gram. Shri Krishna janm sthal Gokul Priya janm sthal raval aur uske beech mein bagram manu Priya pritam ki sandhni shakti sahachari prakt ho rahi hai to sthan bhi beech ka hi chayan kiya prasav vedna badhne lagi vyas Mishr ji ne tatkaal yatra rok di ab nahi age nahi chala jaega.
sainikon ki tukdi saath rahti thi. Sab vyvastha hui. Gram se dur uncha sthal hai teela. Samip mein bada hi nirmal shri Krishna kund. Aaj bhi bahut pavan uski mahima hai. Gurudev bhagwan aur ne unke saath baithkar hi kund ke paas mahima varnan ki. Nischit sahachari bhav ki prapti is kund ke snaan aur jalpan se hoti. Apne shri ji ka nauka vihar bhi usi kund par hua aur khas baat vat vriksh ke niche wo shivir laga jismen tar rani viraj wahi mahaprabhu ka pradurbhav hua. Wo vat vriksh antardhya ho gaya.
par usi jagah par naveen bat vriksh ka sundar swaroop prakashit hai. Aaj jo aap darshan karte hain baad gram mein bahut hi sundar rang biringe wastron ke mahal banae gaye. Koi aise thodi aise tambu kanat laga di gayi. Mahlo ka nirman vastr ke dwara satvic vritti wali saikadon hazaron dasiyan seva mein koi aisa thodi ki do char log shri vyas Mishr ji ne tatkaal apne nij janon ke saath kuch bahadur sainikon ke saath suchna bhezi. Paas mein hi baad gram ke age hi badshah ka shivir laga hua to jo intazar kar rahe the ki braj mandal ke darshan karke vyas Mishr ji ave to yahi se ek saath chalenge.
suchna di ki ab ham age nahi ja sakte kyonki prasav pida ho rahi kisi bhi kshan pradurbhav ho sakta hai balak ka tatkaal usne adesh kiya main yahi hoon paas hi main aur paas aa raha hoon tum bilkul nishcint ho jao sara utsav hamari taraf se rahega. Ek jo man mein ek bhay jaisa tha ki kahin aisa na kah de wo badshah hai ki nahi aapko har sthiti mein abhi chalna padega to phir na kahna padega virodh sahna padega aur unko prabhu ka bada anugrah mana ki bilkul anukul paristhiti ho gayi. Badshah bada utsahit hai is baat ke liye.
bade-bade kirtan pad gayan karne wale jo brajvasi jan hai unko sabko bulaya gaya. Naam kirtan kahin ho raha hai. Kahin pad kirtan ho raha hai. Kahin bhagwat charchaen ho rahi. Kai brahmin jan vedon ki dhvani ucharan kar rahe hain. Mahaprabhu ka prakty samay hai. To jaise bhagwan ke avatar ke samay prakriti shringarit ho jati hai. Waise hi basant ritu nirjal sajal sarovar bhae ukhte vrikshan pallav naye ek aur sukhe vrikshon mein bhi naeenai kope aa gayi to sukhe hriday mein prem prakashit ho jae kaun si badi baat sukhe jad vrikshon mein naveen kinge aa gaye shringarit ho gaye sampurn sarovar nirmal jal se kyonki prem ka avatar ho raha hai.
nirjal sajal sarovar bhay ukhte vrikshan pallav naye dae sakal sukh saban ko jitne bhi lokpal hain sab prasann hai. Prithvi apne aap anand mein khady padartho ko prakt kar rahi hai. Ek sabke hridyon ka apne aap parivartan ho raha hai. Mahaprabhu ke avatar ke samay shital mand sugandh vayu bah rahi. Basant ritu ki shobha hai. Sukhe vrikshon mein bhi naveen pallav aa gaye. Sarovar nirmal jal se ho gaye aur sundar sundar kamal khil rahe hain. Vas uski jo suvas hai bhavre mat wale ho rahe hain. Asam sayan sukh nit nit naye ann sukal chahu da bhae gaye ashubh sab vishv ke sab vishv ke ashubh nasht ho gaye kyonki prem ka avatar ho raha hai.
sevak ji maharaj kah rahe hain jagah jagah bhagwat charcha ho rahi hai. Aisa satvic prabhav par raha hai ki jo badshah ke sainik mleksha hain wah bhi mileksha sakal hari jas vistar mileksha bhi bhagwat charcha sun rahe hain aur naam kirtan kar rahe hain. Param lalit vani uchchar aur badshah sabko chhut diye. Jisko jo chahiye banto. Aaj hamare rajguru ke yahan santan prakt ho rahe isliye khub utsav manaya ja raha hai. Kare praja palan sab jaisi jiski ruchi usko vaisa hi sab anukulta pradan kar rahi prakriti ishwar lokpal badshah charon taraf se anand hi anand jai ho is mathur mandal ki jahan hamare pranaaradhy param data jeevan dhan shri hit mahaprabhu prakt hote hain ye dhanya hai bhagwan bhi prakt hue Priya jo bhi prakt hui yahi divya leela hui to unki divya leela ka rasaswadan karane ke liye hit sajni jo bhi yahi prakt hui jai jai shri Mathura mandal braj desh baad shubh grama jai jai shri Gokul raval dhing last param abhirama jai jai shri janani Tara shri Janak vyas sukhdhama Vrindavan hit Radha vallabh pragatyo shri hitnama shri mahaprabhu ke prakty ke samay baad gram vasiyon ko manchahi vastue di ja rahi jisko jo pura nagar sajaya gaya baad gram brajvasyon ki samasth kamnao ko purn kiya ja raha hai apurv anand charon taraf jidhar dekho phal foolon se lade hue vriksh harebhre van upvan nana prakaar ke rang biringe sukh pik mayura aadi pakshi mithi boli bol ke mano priyal ka yash ga rahe hain.
nirmal sarovron mein sundar kamal khile hue hain. Machhliyan rang birangi uchal rahi kilol kar rahi. Hans chakravak sharad aadi pakshi kalar kar rahe hain. Us vishal vat vriksh ke niche shri vyas Mishr ji jo saprivar shivir laga hua tha. Tar rani ka ab aur pida badi. Shubh ghadi jiski pratiksha thi wo sanikat aa gaye. Ritu basant pujai abhilasha param punit mas vaishakha Shukl paksh ki gyan suhai chandravar kal kirti gai tahan pragat hue shri Harivansh rasik raj rasikan avtansh rasikraj rituraj basant mein prakt ho rahe hain.
basant ritu vaishakh ka mahina Shukl paksh ki ekadshi tithi anuradha nakshatra din ka antar aaj ravivar par somwar ka din aur prat kal ki yahi bela baad gram mein shri Krishna sarovar ke samip vat vriksh ke niche hit sajni ju ka swaroop Vanshi avatar mahaprabhu shri Harivansh chandra jo prakt ho rahe sevak ji maharaj ka Mathura mandal bhumi apni jahan baad prgate jag dhani bhav bhani avni var aap mukh shubh vas sir shubh reeksha vichar Madhav mas jas ujiyar narinu mangal gayo dakshan dev dund bhi bajie jai jai shabd suran mil kiye sirane sab ke Tara janani Janak rishi vyas jasno Harivansh vilas shri Harivansh gai ho waise hi yah bhaktimay param prem lakshna bhakti ko pradan karne wali bhumi hai.
baad gram mein is samay sakshat prem ka avatar jo priyal ke hriday mein prem virajman hai. Jo Lalaju ke adhon mein premay bansi rup se virajman hai. Jo sakhiyon ke madhya mein hit sajni rup se virajman hai. Wo bhutla mein acharya rup se prakt ho rahe hain. Ye aur koi nahi jane aur dujo nahi. Wahi param tatv hai. Sevak ji maharaj kah rahe hain shri Harivansh vidit vidhi vedam shri Harivansh jo tatwabhedam abhed tatv jo vedant ka tatv hai wahi jo paramatma tatv hai wahi jo bhagwan kaha gaya wahi jo prem kaha gaya wahi wahi hai dujo nahi dusra nahi vishwambhar wahi avatar le raha hai jab jab hoy dharm kahan tab tab tanu dhar pragat tan jane aur dujo nahi sevak ji kah rahe dujo nahi atma Harivansh prakt parmanand shri Harivansh praman manm sabki atma rup mein virajman jo hai wo Harivansh chandra jo hai unhin ka avatar ho raha hai.
basant ritu vaishakh ka mahina Shukl paksh ki ekadshi shubh din somwar shubh nakshatra anuradha nakshatra mahaprabhu ka pradurbhav hua jai ho jai ho jai ho devta vimanon par virajman hokar pushp varsha kar rahe hain aur jai jai dhvani ho rahi hai devta gan akash mein dund bandubiya baja rahe hain. Sab milkar jai jai sabka hriday Premanand se praphulit ho raha hai. Pulkit ho raha hai. Mata tar rani pita vyas Mishr kaise adbhut anand ko prapt ho rahe honge. Unka hriday hi janta hai. Kyonki daso ke hriday mein jo unke kripa prasad se anand hota hai.
us wo anirvcni phir unke hriday mein kaisa anand ho raha hoga. Jinko saubhagya mila. Mata aur pita kahlaane ka mahaprabhu shri Harivansh chandra ji ke kaisa adbhut sthan par mahaprabhu prakt ho rahe hain. Samne raval idhar Gokul beech mein baad gram mein Harivansh mahaprabhu sabse pehle yah dekhi hui baat hit dham mein mahaprabhu jab prakt hue to sabse pehle mahaprabhu ke shri mukh se nikla Radha ye ham padhi baat nahi kar rahe wahan bhi kaha tha prat kal 2 baje se lekar ke 4 baje tak asan mein baithe the phir 4 baje se dincharya karke phir 7:30 baje wahan satsang hota tha.
us samay yah jo mahaprabhu ki kripa prasad se darshan hua mahaprabhu jo hi prakt hue to sabse pehle mahaprabhu ke shri mukh se nikla Radha roye nahi jaise sadharan balak prakt hota hai to sabse pehle rota hai. Dusri baat jaise sadharan balak jhilli mein bandha hua us ghrinit padartho ke beech mein hota hai. Aise mahaprabhu ka janm nahi hua. Garb hai aisa abhas hota raha. Aur garb prakt hua aisa dekha. Par kanchan varn ka vishuddh tejomay balak unke samne hai. Bas ye drishya dekha. Jaise sansarik balak mein aisa nahi god mein liya to mahaprabhu sabse pehle bole Radha Radha naam aisa amritmay je bhi mahaprabhu balak ekdam abhi prakt hue hain.
bada ascharya hua sabko vyas Mishr se kaha ki balak prakt hote hi Radha naam bola hai. To narsinshram Swami ji pehle hi unko bata chuke the ki avatar kinka Priya pritam ki sahachari ka avatar ho raha hai. Hit ka avatar ho raha hai. Bansi ka avatar bansi ju ka niyam hai rasna kato jo an rato nirakh an phuto nain shravan phuto jo an suno shri Radha jas bain jo hi mahaprabhu ke mukh se Radha naam nikla sab ke sab anand magan ho rahe mahaprabhu maun aankh band kisi ki taraf nahi dekh rahe vyas Mishr ji bade-bade vidvan jan upasthit hue.
sab anand magan hai. Vyas Mishr ji ne kaha balak netr kyon nahi khol raha? Kya yah netr nahi khulenge? To unmein se jo brajvasi jan prabhu ka yash gane ke liye aae hue the unhone kaha ki tum suna nahi balak prakt hote hi Radha naam bola yadi sab milkar ke Radha naam kirtan karen to aankh khul hi ye salah di gayi ab wahan to sab raj vaibhav hai vivid prakaar ke mridu sangeeton ka vadyon ka ekatrit hokar aur Radha naam kirtan je Radha Radha uchchar mahaprabhu kilkariya lene lage mahaprabhu ke netr khul gaye mahaprabhu anandam ab to balak ko prasann karne ka ek upay mil gaya Radha naam jitni brajwasini sakhiya thi Radha Radha to mahaprabhu kilkari karte hain apne chhote chhote kar kamal chhote chhote shri charan Radha naam ke data prakt hue hain.
Radha ras ke data prakt hue hain. Radha rup ke data prakt hue hain. Aur Radha kishori ke data prakt hue hain. Radha kishori hamari jholi mein inheen ke kripa kataksh se aati hain. Anant siddhiya Radha dasiyom ke charnon mein lutti rahti hain. Shri Radha kinkna lute charan yo radhta siddh koti mahaprabhu sakshat hit sajni jo hai ab to jab yah pata chala ki Radha naam se balak ko badi prasannata hoti kilkariyan marta hai to sampurn wahan shivir ke aaspas jitne jo sab Radha Radha aur kuch aisa adbhut prabhav hua ki jo mleksha dharm virudh aacharan karne wale je hi suna badshah ne ki putr ratna ki prapti hui vyas Mishr ko adesh kiya hamare khajane se sampatti lutai jae bada anand mangal banaya jae to ek havasi aisi chal gayi ki jisko dekho sab Radha naam kirtan kar rahe hain mleksha bhi yugal sarkar ke naam ka kirtan Radha naam kirtan wo bhi Radha Radha bol rahe hain Harivansh chandra jo ka pratap ki mleksha bhi harijas vistar kar rahe hain.
mleksha sakal harijas vistar hain. Mleksha jo bilkul dharmaviruddha the. Hitaj jo abhi balak rup se prakt hue. Radha naam ki dhun mach gayi. Sainik praja sampurn brajvasi jo sab jagah jahan dekho Radha Radha Radha ye Radha naam ke data ka pratham chamatkar janm lete hi prakriti to waise hi swagat ke liye tayyar thi spasht dekha gaya ki devta vimanon par akar pushpavrishti kar rahe hain. Dhundhiya baja rahe jai jai aur bhutla par baad gram mein aae hue jo sainik jan the brajvasi sab Radha Radha Radha chalah sakal jan apne dharm brahmin sakal karah satkarma mahaprabhu ke prakt hote hi aisi divyta chhaa gayi adhyan karna adhyan karana yagya karna yagya karana dan lena dan dena ye takarma brahmano ke samasth takarmon se yukt brahmin hai sab apne apne dharm ka palan karne bharma saban ko bhaaj kisi ke hriday mein koi sanshay nahi koi bhram nahi koi chinta nahi koi shok nahi mahaprabhu ke pradurbhav ke ek adbhut anand chhut gayi kalyug ki riti jo kalyug ka prabhav hai madirpan karna mans khana vybhchar karna juaa khelnaa gande aacharan gandi baten ganda chintan kisi ke hriday mein bhi nahi chhuti gayi kalyug ki riti nit nit navat sameeti priti paraspat ati badi ascharya ho raha hai Radha Radha kahkar jo sainik hai wo paraspat gale lag rahe hain.
sabke hriday mein vair bhav ka tyag hokar priti kan ho raha hai. Sabki buddhi shuddh ho rahi hai. Kyonki mahaprabhu ka premavtar Harivansh chandra ji ka pradurbhav hua. Prakt hot aisi vidhi bhai sab bhav janit apda gayi nai nai ruchi ati badi. Janm maran chakra hai ye jo ye inke pragat hote hi kisi ko ab bhay nahi rah gaya ki mera kalyan hoga ki nahi hoga. Ek adbhut anand Radha Radha Radha jaisa ansh matra mein abhi aap dekhte hain yah hit prabhav hi hai. Krishna sharan se lekar yahan tak aaj itni bhid thi.
hamne kaha ho sakta hai 40 5 hazar ho to ek adhikari the. Unhone kaha ek lakh ke niche nahi itni bhid Radha Radha Radha ye hit ka prabhav aaj unka mahaprabhu ka prakat utsav mana hit ka prabhav bar-bar andar rone ka man ho raha tha ye dekh ke ki ye naujawan apne bap ki bhi agyaa nahi mante ye jo jawani ka rang hai kisi ki nahi mante apne bap ki nahi mante Baba ji ki kya man lenge ye hit ka prabhav hai hit ka prabhav jaisa aisa likha likha hai chhut gayi kalyug ki riti ye raat vyatit karne wale klabon mein jawan bachchhe ye rod mein raat bhar intazar karke khade hain ek bar Radha bolkar muskurahat dekhne ke liye Radha Radha Radha jidhar dekho 2 kilometer Radha Radha ye unhin ka ansh matra pratap hai jab wo sampurn prakt hue to kaisa hoga Radha Radha Radha ki dhoom machi anand ki umgan mein maksha sainik ek dusre ko gale laga rahe hain.
aisa anand prakt hot aisi vidhi bhai sab bhav janit apda gayi nai nai ruchi ati badi sab jan karah dharm abhyaas jas barno Harivansh vilas shri Harivansh hi gai ho sabke hriday mein nitya naveen prem ek alaukik anand sabka hriday nirmal ho raha hai. Mahaprabhu ke prakt hote hi janm maran ke chakra ka nash ho raha hai. Jo wahan virajman hai, jo darshan kar rahe hain, jo Radha naam kirtan kar rahe hain. Isiliye ham unhin ke bal se kahte hain ki aap Radha Radha bol rahe hain. Ab prabhu ki sharan mein chinta mat karo. Yamraj ki bhi takat nahi ki tumhari taraf aankh utha ke krodh drishti se dekh sake.
dekhenge pranam karne ke liye kyonki aap Radha naam japak hain. Vyas Mishr ji ne jaise prabhu ke pradurbhav ke samay nand Baba aandit hokar ke aise hi vyas mishrit samay aandit hai. Shri bhagwat jo sukh uchchari taisi vidhi jo vyas bistari kari nand jaisi hoti kari nand jaisi jaise nand Baba brahmano ko bulakar ke anand mangal sasta vachan kara rahe hain aise brahmin jan waise bhi to vidvta ki murti vyas Mishr ji hai swasti vachan ho hari Om o bhadra kru deva bhadra deva namo nivta de sakhiya de ayu pro jeev tan vedahu vayam bhagmit daksh aksham Varun somna Saraswati subhaga to mayo bh dhan mata prithvi tasto tami jagat jin se bhay yatha ve rakshata pa swasta swasta vava
swasta vishv veda swastaksha arne swasta bas dhatuva krishno deva avsa bhadam karanya bhadam pashchat mahtam jada shado a deva jatan naam utra bhavta mata pita put vishv deva Aditi panch janahu sh prithvi shara shodhay sh vanaspataya shanti vishv deva shanti brahma shanti sarv shanti shanti re shanti shyama shanti re yato yat samto abhyam kur shar praja bhay pashu raftar se purush hari Om sahmodas re tascho jagre tas ja rajadrota devas deva pur pashu deva mahima jaisa nand Baba ne Lalaju ke prakt hone par utsav manaya aise vyas Mishr ji utsav mana rahe hain sampurn baad gram ke ghar ghar ko sajaya gaya raj agyaa se kyonki badshah bahut aandit ho raha hamare rajguru ke ghar santan prakt hui hai to bahut anand utsav ghar toran bandhan va ghar pratitrah darbar ghar panch shabd baje ghar ghar dan pratigarh hoi ghar ghar prati sab koi ghar mangal gavah ghar prati ati hot hulas jas varnano Harivansh vilas shri Harivansh gai ho sampurn baad gram sajaya gaya hai khub mangal khub anand utsav aur phir badhaiyan gai ja rahi ye to
hua baad gram mein abhi to age bas itne pe aur idhar nikunj mein utsav manaya ja raha hai. Bahut dhyan se sunie. Hamari swamini ji utsav mana rahe hain. Nikunj mein swamini jo kah rahi hain avhu Lalita aaj badhai gaiye mere pranan ki pran ladti ladaie. Aao Lalita aaj ham utsav manati kyonki meri hit sajni jo ne bhumandal par aaj is tithi par avatar liya hai. Aao apni hit sajni ko idhar ham shringar karte hain. Aaj ye to roz hamara shringar karti hain. Aaj ye bhutla par prakt hui acharya rup mein mera yash vistar karne ke liye to avhu Lalita aaj badhai gaiye mere pranan ki pran agar hit sajni jo kahti hai mere prannath shri shyama to shyama ji kahti hai mere pranan ki pran lade ti ladai lavhu saj samaj sakhi sab Sohni bali bal pritam lehu murliya mohni ye mo jeevan mori sakhi ye hit rupni aao sab sakhiya aaj utsav mana rahi kyonki hit sajni pritam ki bansi acharya rup mein avtrit hui hai.
bhumandal par yah meri pran priy sakhi hai. Sakal sar ko sar yah adhar swarupini sab sadhanao ka sar prem aur prem ka sar shri hit sajni jo ye kishori jo kah rahe hain sakal sar ko sar ye adhar swarupini yah mo jeevan mori meri sakhi hit rupni ye mo akhiyan jyoti hriday samput mani sukh sampatti sarvasv hamare dhan se dhani ham iske dhan hai ye dhani hai ye jahan chahe mujhe de de Lalita ye hue bansi si let adh piy swad ko to dhvani ho mam shruti baith karat unmad ko ye jab pritam ke adhon mein virajman hokar mera yash gaan karti aur mere
kano mein is bansi ki dhvani padti to mere andar premmad jagrit hota hai aur yahi jo meri hit sajni hai ye poshat vrinda rup yahi vrinda sakhi hai hit sajni hi vrinda sakhi rup se sampurn Vrindavan ka shasan karti hai aur rup lata taru beli ko yahi mere sukh ke liye pratyek lata pratyek beli ka rup dharan kiye hue hai ye hit sajni jo sampurn vaibhav hit ka ho hit sajni hamen sikhavat khel ko yahi vrinda sakhi yahi sampurn Vrindavan ki lata taru beli ke rup mein aur yahi hit sajni ke rup mein hamen raskeli ki shiksha deti hai.
shiksha deti hai. Tere hit len ai bante Shyam pathai harat kamini ghan kadan kam ko kahe ko karat badha sun ri chatur Radha bhet ke meri mai pragat jagat bh yahi samjhati hai ye mujhe shiksha deti hai meri shikshak hai ha sajni tu to sakhi sayani te meri ek ko na mani ho to so kahe hari jut jugat so mohan lal chavi apne rang ranghilo mohat vihang pashu madhur Murli ro te to ganat tan jeevan jovan tav jai Sit Harivansh hari bhaj Bhamini ja ye mujhe mujhe samjhati hai mujhe shiksha deti hai poshat vrinda rup rup lata tar bel ko hit sajni hamen sikhavat ke koti pran ye ek anekan bap dhare ye mere liye hi simhasaan banti hai mere liye chvar banti hai meri poshak banti hai ye mere abhushan banti hai ye mere liye karodon rup dharan karti hai.
Priya kah koti pran yah ek anekan bap dhare param prem so tosi posi mero hara hare ya gun jo apaar koti mukh kyon kaho meen jalad ki tha main din kaise lahu yah jal hai. Main machhli hoon. Iski main tha nahi le sakti. Yahi hamara jeevan hai sajni ya keval ye jitni baten shri ji kah rahe hain aise hi baat shri hit jo kah rahe hain shri ji ke liye yatha mam prapaddyate ta bhajamyam ya ke bal ham jie jeevave ya ke bal prem ke bal gazab gazab ya ke bal ham jie jeevavan harie ya ko sab khel khilavanhar ye ya ki sakal vibhuti ye anupam dham ye ya ki sab ras keli param vishram ye ya keke bal ham sab raas vilasan karen ya keke bhuj avlambit surat sagar tar isi ki bhujao ke bal se ham prem samudra mein kilole karte hain aur jab surat mein beshuddh hote hain to isi ki bhujao ke bal se ham par hote hain.
yahi hamen prem mein dubane wali yahi hamen prem mein uchhane wali hai. Ye gadh baten hain. Yahi dubave prem uchhare kel mein aap ek ras rahe ubhay ras jhal mein ye jal ham hain meen sada jae jie yahi pyas yahi nir pivave ja piye ye jal hai main machhli hoon jaise machhli jal ke bina nahi ji sakti aise mein ek kshan bhi sajni ke bina nahi rah sakti. Yahi hamari pyas hai aur yahi hamari pyas bujhane wali pani nir hai. Bahut dhyan dekar sunne yogya baat kar rahe hain. Piyaju kah rahi ham ya ke adhin ham sada rukh le rahe.
ham iske adhin hai is sajni ke. Isi ki rukh lekar ham chalte hain. Jako yah de de jo ta ke ho rahe main iske adhin hoon ye jisko de de main usi ke adhin ho jaoongi ye Priya charnarvind ki thesak hit sajni jo deti hai ye hit sajnon ke adhin hai Priya jo ham ya ke adhin sada rukh le rahe jako ye dei jo taake hoe rah hai yahi ko vrat ek hamare janie do unhi ki sar ye param nidhi maniye ham do Priya pritam ki sar hai ye hamari param nidhi hai hit sajni jo jaya ko sambandh ranchhu dekhiye jisne hamari hit sajni ka ranch matra bhi sambandh sweekar kar liya nagreedas ji
shri Harivansh sharan je aae shri vrishabhan kunwar nand nandan nij kar apni chitthi chadaye diyo mukhra kachu nahi goyo sab nitya raas vilas ka sampurn bodh kara diya Priya pritam ne jisne Harivansh sharanagati sweekar ki priyaju kah rahi jayako sambandh ranchhu dekhe tahan pehle adhi jugal ham le jo hamari sajni ki sharan mein ranch matra thodi priti kar li charnon mein ham Priya pritam usko sabse pehle milenge adhin hai ham uske jara sa sambandh to Harivansh sambandh se hi sab kuch hai ham Priya pritam ko kahan prapt kar sakte hain hamari samarth kahan jahan pyarote sukha naam dhyanam wahan is baat ko pakdie jahan yako sambandh ranchhu dekhiye tahan pehle ain jugal ham le ham adhin ho gaye uske ya ke tan man pran pran ki ye pran ye mo tan man pran sakhi sanchi kaho iske tan man pran main hoon aur mere tan man pran yugal ka yah hai.
sachchi kahti hoon mere hit avatar avan inne leo mu Priya pritam ke prem ras ka Priya pritam ke adbhut leela ras ka vistar karne ke liye isne avatar liya hai. Aur muhn so le nij mantr prakashit jag kiyo inki guru main hi hoon. Maine hi nij mantr diya hai. Yah to yahan hai ismen tako piy naam sahit mantr diyo shri Radhe sachit anand rup nigam agam sadhe hitju ko prem ko kaun mantr de swayam priyaju ne nij mantr diya hai ye nij mantr ka matlab hai nikunj ka paas nij mantr mila agar aap rahni na bigade to aapko nischit shri ji ki prapti ho jaegi nischit ye nij mantr mole nij mantr prakashit jag jag ki dhanya dhanya bali jaun deus yah chand ko uday aaj Harivansh rasik ras kand ko ye dhanya hai aaj din kyonki aaj prem chandrama ka uday hua hai
Harivansh chandra jo jo ras aur rasikon ke mul hai rasmay Harivansh param parmakshar shri Harivansh kripa sadnam dhanya dhanya yah mas ga hit tek hi Radha Madhav naam jugal bapu ek hi mujh Radha Madhav ka milit rup ye hai Harivansh chandra jo priyal kah rahe dhanya hai ye Madhav mas dhanya hai ye aaj ki ekadshi aur dhanya hai aaj ka anuradha nakshatra aur dhanya hai wo din jismen meri hit sajni jo prakt ho rahi hai ham donon ka milit rup hai bali bal yah tathi paksh vriksh aur pal ghri mere man ki saad sabwe purn kari chhin chhin badhe
umang hriday nahi mayri rom rom ras sindhu adhikai ri aaj mera man bahut anand mein doob raha hai kyonki mere yash ka vistar mere ras ka dan karne wali hit sajni aaj acharya rup mein bhutla par prakt hui shri ji kah rahi kahat kahat tan kant pulak gadgad bhai snel dagad sakhi bhuj bhar le hit sajni ko god mein aise baitha liya Priya ji ne ashv pravah karne tum kitna hamen pyar karte ho hit sajni ji ko apni god mein Priya ji jabki hit sajni ki god mein priyal baithe hain. Barath pyari jhule daudkar is rajni ji ko god mein le kahe hot adhir Lalita ji ne kaha Priya ji aap adhir kahe ko ho rahe aapke balhari ja rahi hoon aap to kah rahi thi utsav manaenge aap to adhir ho rahi ab vilumb mat karo utsav manao Priyaju aap to adhir ho rahi to ahu sakhi bal jaun nihoro maniye aaj hit sajni rup se nahi aaj vyas kunwar ke rup sakhi nijani Lalita ji aaj hamari hit sajni ka shringar karo vyas nandan ke rup mein bal rup se aaj aap darshan karenge apni hit sajni jo roz baithti
hai sahachari bapu se aaj bal rup mein padhareng aur suno sakhiyon mera shringar karo Tara rani ke rup mein ladli jo kah rahi Tara jo ku moh hit lag ki kaha prashansha karo vyas ke bhag ki isliye Lalaju tum bano vyas Mishr aur ham baenge Tara aur ye baenge tar nandan hit saj leej Tara mohi banai badao modri kunwar ladlo laye sirao godri hitsa ji ko vyas nandan ke rup mein shringar karo mujhe tar rani ke rup mein aur ho pritam bal jaun vyas banaiye pritam aap vyas Mishr ban ke nikunj mein ho
rahi utsav badhai aaj main badhai bantungi Tara rani bankar aur aap vyas Mishr banke ati hi un cho ba mam heeri aaj bada premmad ho raha main kya de du bal bal hit gun gai jiva jeeri pyari ki gati dekh saban soi kiyo sab anand magan ho rahi tatkaal pyari jo ki agyaa ka palan hua pyari ji ko tar rani ke rup mein shringar aur lal jo maharaj vyas Mishr lal lad lo lai god Tara diyo aur god mein hit sajni ji ko bal rup taranandan ka rup rakhkar dekh lal mukh kanj mudit bhai god mein baithalkar apne hit sajni ko jab taranandan ke rup mein dekha shashi god chakor thagi si rah gayi vatsalya samudra hamari swamini jo hai udhar paro vatsalya sindhu nahi parri tan man gati bhai aur rahi na sambharri anand sindhu atha thaki avgah ke dubi chali ras mahi sarah sarah ke sakhiya kah rahi Priyaju aap to dubi ja rahe prem mein utsav kaise manaogi aap tar rani bani ho god mein vyas nandan ke rup mein hit sajni jo virajman hai aap to utsav manaie aap to prem adhir hokar dubi ja rahi ho bhul gayi nij rup chhaki yah
lad so kahat su madhure bain anuthe swad so tum dekho mu badan is samay main dekho inke age kuch nahi lag rahi hoon. Shri ji kah rahe main dekhun jo rup wo tum nahi dekh pa rahi sakhiyon yah mere hit ka jo rup hai mujhe itna akarshit kar raha hai pocho mat aur ye is samay jo mujhe her rahe hain teri heran lal mohi ati bhavhi yaap varo kaha pachhtavhi mere ye kal sham ke jab chintan ho raha tha mere tan man pran tuchch ae maha aise kotij jo hoe karo tohu kaha agar mera tan mera man mera pran iske liye nyochhavar to bahut chhoti chij hai agar aur kuch badhkar bhi kuch hota to main aaj sab kuch lekin mera tan man pran iske nyochhavar shri ji ke Lalita ji ne dekha phir dubi ja rahi to baadh jano soch bhuja Lalita gehi pyari aap kahan doob rahe ho anamni ho rahe ho are utsah ke samay aap ashru pravah kar rahe ho nahi pyari shri Harivansh su janm dosh utsah so apne hi ki baat kaho jo umas ab kuch anand purvak bolo aap to adhin hoti ja rahi Harivansh chandra ji ka aaj prakty utsav manana hai Priya bahut jo baat kah rahi hain wah param satya hai.
priyaju ki baat hai. Satya satya suni sakhi satya toshon kaho le juko naam tako raho agar kisi ne mere Harivansh chandra ji ki sharan le li aur shri Harivansh charan sharanam main aapki sharan mein aisa bol diya to main rni rahungi main uski rni rahungi. Bas yahi bal hamare ko jita diya. Apne mein bal nahi tha ki is ekantik Priya pritam ke prem ras ki ye keval Harivansh pratap keval Harivansh pratap jo bhul se bhi sharan mein ho jae to use jis sharan jisko le li hriday se lagaya hamare mahaprabhu ka swabhav tahare agle pachhle aparadh Harivansh ke bhi kaise Priya ji kah rahe main rni ho jaoongi uski rni ho jaoongi jo Harivansh sharan ho gaya main bas unke isi dular se ham log chati thokte rahte hain hamare mai shyama ko aaj bas isi baat aur kuch nahi hai ye bade-bade tapasvi bade-bade yogi
munio ki jahan sambhavya viranch narad shiv swayambh wahan wahan apne adham chati thoke to hamari chati ka bal hai yahi baat Priyaju ki ya ke tan ki vayu paras jako kare bal bali ta ki jaun jo pad raj sir dhare jo inki charan raj ko mathe par dharan karega na inke ashrit ho jaega inki vayu bhi chu jae thodi bhi apnepan ki main balihar hoon unke liye jinko yaso het mul mohit tin lai jisne Harivansh charnon ki sharanagat le li Harivansh shri Harivansh aur asakti ki hamare acharya hamare guru hit Harivansh to bole main uski bik gayi Priya ji kahti main bik gayi yahi jab hriday se sharanagati sharanagati bahari to ye hawa chu jane wali baat hai lekin hriday se sharanagati ke liye yah swayam aisi paristhiti dalte hain ki anya aashray sab chhut jae keval ek bharo usi samay Priyaju ka saksha sakshatkar hota hai wo kisi dhyan dharana tapasya samadhi aadi se nahi wo ek sthiti hoti hai jab koi apna nahi hota aur apne mein koi bal nahi hota tab jo pukar hoti hai ki he karuna varunalay aapke siva hamara usi samay sharanagati hoti hai
jo sahi sharanagati jisse bhagwat sakshatkar hota hai wo usi samay hoti hai jab apna koi nahi hota aur apne mein koi bal nahi hota tab wo jo pukar hoti hai wahi pukar prabhu ko vivash kar deti sakshat prakt karne ke liye jinko ya so het mol moh tin lai ye jako chahe de jo tin kar bik gayi ye hit sajni jo Harivansh chandra jo jisko chahe de de main usi ke bik jaoongi yugal main yugal usi ki ho jaoongi jo ya keke bhaj tanu bhaj bhaj puni tah jo sarvopri sab bhati hamare aah so jo Harivansh sharanagat hai unka jo seva karenge bhajan karenge main unke hath bik jaoongi wo mere liye sarvopri honge isliye mahaprabhu ne siddhant banaya Shyam shyama pad kamal sang sirnayo Radha vallabh bhajat bhaj bhali bhali so hoe ta mukh ki bali jaun jo naam sunavah sarwasta par dehu jo hit gun gavah Harivansh chandra ji ko prasann karna hai to Radha bolo aur kishori ji ko prasann karna hai to shri Harivansh bolo bole jo Harivansh naam sunaega main bik jaoongi ladli ji kah rahi sarvasv apna prem rang use pradan kar dungi ye
gadh rahasya hai ye parikrama lagate the pranam kiya to apne aap chalne laga. Ham koi tilak kanthi koi nahi tripund lagae bhagwan shankar ke nitya das nitya parsad swaroop koi abhi radhavallavi nahi ye Harivansh naam ka tumhen chamatkar bata rahe hain ki hi pranam karke uthe shri Harivansh shri Harivansh shri hariv ye kya ho raha hai hamara mantr hamari upasna sab ja rahi hai aur ye kya chal raha hai wah rup aaj tak nahi dekha mahaprabhu ka jo rup prakashit hua tha wah rup kahin nahi wo rup nahi adbhut kant tejomay aur wo gambhir netr wo swarnnim kant wo sundar nasika wo sundar oth wo sundar muskan wo azaan bahu samne manas ye ek ghanta sthiti rahi yahan Krishna kripa dham se lekar ke yahan jugal ghat tak bas shri hari Om shri hari Om shri hari Om hamen laga ki kuch ho raha hai pata nahi kya ho raha hai kya hone wala hai ek alaukik sthiti aur usi ye zabardasti pakda gaya hai ye hamara man hamari buddhi ko zabardasti pakda gaya hai jinhone jante hi nahi the ki inke darbar mein kya aur inki line mein kyon khade hua jae?
unko dhakka mar ke line mein khade karke aisi sampatti dilwa di gayi. To jo janbujhkar shraddha se sampatti ke liye khade hain unko kya bikhari rakha jaega kya? Nahi bahut bade data hain. Ta mukh ki bali jaun jo naam sunavah sarwasuta par dehu jo hit gun gavhi bole ye jaisa nach nachati hit sajni ham waise nachti hain. Ye jisko deti hai ham usi ke paas chali jati hai. Jo iska naam gate hain main uske adhin ho jati hoon. Main swayam iski tha nahi pa rahi kyonki jab prem ka avesh hota hai to main vivash ho jati hoon.
pritam vivash ho jaate hain. Par yah savdhaan hokar phir meri seva karti hai to main iske prem ki tha nahi pa rahi. Taise ye hit het sada badh to rahe bal jaun jo charan sharan hit ki gaye. Main balhari jati hoon jo mere Harivansh ki koi sharan ho main uske liye bik jaoongi. Yahi baat hai. Yahi baat hai. Isi baat se ham jai ko prapt hai. Ham donon tan man pran ek hi janie. Ham donon ko pran pran vyas sut maniye. Ham donon ke tan alag-alag hain. Par man aur pran ek hai. Ham donon ke pran jante ho kaun hai?
hit jo vyas sunandan ke rup mein prakt hue hain. Chhan khel ko bhav prakt jab yo kahi tab pritam ho umag saakh ki sahi pritam ne kaha ki Priya jo Tara rani ke rup mein nyochhavar diye wo to sun liye meri bhi baat sun lo. O Lalita ye satya satya anie hamre tan man hi ji nidhi janie ham ain dhan ye dhani yahi datar hain ati udaar rijwar khule darbar hai ham donon dhan hai Priya pritam aur is dhan se dhani hai yahi sajni ye khule darbar bant rahi jo inke darbar mein aa jae use dampati sampatti pahie mahima teri kaha kaho shri Harivansh dayal tere dwrae batat hai sahaj ladli lal naam jo shri Harivansh Priya ta dekhiye pyari te pratham mohi ta dekhiye jo naam japenege shri Harivansh shri Harivansh shri Harivansh to main tumhen vachan deta
hoon ki wahan meri pyari jo virajman hongi pyari jo se pehle main wahan virajman dikhunga he ham jit gaye nagreeda dasi janm jitayo jit gaye hamari pahunch kahan thi itne unchi darbar mein ye to Harivansh pratap se shri Harivansh pratap naam nauka nij khevak bhavsagar sukh tart nikat Harivansh jo apne Swami ke pratap ko janta hai wo kabhi bhayabhit nahi hota Harivansh pratap hi janat hai Harivansh prabodh pramanat hai Harivansh su sarvasv tinke sukh sampatti dampati jo jinke apne Swami ke pratap ko samjh ye
hamare acharya aur guru ka pratap hai. Jaise Angad ji ne apne aradhya dev ka Ram pratap sumirpan rup da kandhar bar-bar tu jinka manushya manushya aise kah ke ucharan karta hai. Main unka tuchch das hoon. Dekh teri sabha mein pair jama raha hoon. Ho koi veer teri sabha mein aur mera pair utha de. Ram ji Siya ji ko har jaenge. Wo wapas chale jaenge. Yah Ram pratap aur aise hari jinke adhin hai wo kah rahe hain wo hain prabhu ke acharya rup hamare ras data shri vyas nandan inke pratap inke pratap se Priya pritam adhin ho jaate hain adhin ho jaate hain daju achal vishwas drinau priti mein apne bal le aun khach ras riti mein jo mere Harivansh chandra ki sharan aayega sare aparadh nasht karke use khinch kar main vishwas dilaunga ki main uske saath hoon aur is ras riti mein le aaunga pakka pakka pakka ye isliye kah raha hoon ki bita hai jo upar wahi main kah
raha hoon bite aksharsha bilkul aise hi bita hai wo hriday ki baat kisi aur ki nahi wo to shri ji keval janti hai bhul swapna hoon mahi sharan hit ki gahe jhuthi sanchi ho so durlabh gati rahe bilkul jhutha kisi kam ka nahi par wo Harivansh sharanagat ho gaya to bole durlabh gati main pradan karunga aaj ye Harivansh chandra ji ke pradurbhav ki usmen badhai de raha hoon lal jo kah rahe hain ye nyayadhish hai akhil koti bramhandon ke to sun phuli Lalita aadi balaiya let hai chirjeevo Harivansh det hai balhari hai yugal sarkar balhari hai.
aapne jo aaj Harivansh chandra ji ke prakat utsav par badhai di. Aapki jai ho. Aapki balhari he Harivansh tum chirjeev ho aisa shish de rahi Lalita aad se atal hoy tu raj jagat sab dhari bhori hoon se maha patit pavan kari jai jai jai dhun hoe rahi sakal lokan chaai sunhit bhori daur sharan hit ki lai pyari ju ki priti kahi kyon javah bund dikhae sindhu navre avah jai jai jai shri Harivansh bada utsav nikunj mein aur bada utsav bag gram mein manaya gaya. Apne log abhi shri ji ko aur vyas nandan ko padhrate hain. Phir mangal aarti karte hain aur phir badhaiyan gate hain.
shri Radha vallabh lal ki
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Shri Hit Radha Kripa (YouTube)
sambandhi
- ananyata se hi hoga sab kuch prapt ! // 26/09/26 — ham log bhagwan ke sharanagat jan hai. Priya lal ke sharanagat jan hai. Lekin sharanagati ka rahasya na janne ke karan bahut varsho tak ya janm pura vyatit hone tak hamara jo bhagvatik anand hai wo spurit…
- hamen jeevan mein mushkilen kab tak sahni padengi ? //25/09/26 — koi na koi sa kisi na kisi seva seva mein panch 10 15 20 ka ek hota hai amach rag dves banne se bahut zyada dubhavna rahti hai uske karan kya vikshep hota rahta hai aur ek dusre ki ye matlab…
- is ek baat se aapka pura jeevan badal jaega ! // 24/09/26 — dekho sabse pahli baat ki jo hi ham sharanagat hote hain hamari baat hi hamare sare jeevan ka bhut bhavishya vartman ka pura bhaar isht par hota hai. Ab hamko jo kartavya karna hai is samay sharanagati ka wah…
- yadi sadhak swayam par kripa kare, to yah labh mil sakta hai/ kakasur, shaktasur evam trinavarta ka udhar — Vrindavaneswari tav padarvindm prema makrand raso purnam hridpitam madhupte smarta nirvapay param shital mashryam param shital mashray [nak se ki jane wali aawaz] param sacchidanand ghan Premand swaroop…
- shrikrishna ka chathi pujan evam Putna vadh / bal Krishna ke darshan ko ko aae mahadevji ! // 22/09/26 — Nilmani ne sakla vaywana kurwind nev bimba dharas kamal ragene pan padasya shikhar manne nakhar nikas nirman kada chin manamyova indavre sakla vaywasya bandhu kenev bimba dharosh japa kusumev pan padasya…
- aisa kuch kama lo jo mrityu ke baad bhi saath jaega / Gokul mein Nandlala ka janm // 21/09/26 — Vrindavaneswari tav padarvindm prema makrand raso purnam hridpitam madhupte smarta mugam nirvai param shital mashryam param shital mashryam krishnay Vasudevay Devki nandnay cha nand gop kumaray…