॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त कथा · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

hanuman ji ka shriram ji ke prati prem - ek hasyaspad prasang

▶ YouTube

pujya maharaj ji ke Shrimukh se bhakt-charit — puri katha upar video mein sunen.

pura pravachan

siyaj maang bhar rahi thi hanuman ji ke liye kahin jane ki rok tok nahi thi hanuman ji pahunche bade bhav se siyaj sindur aise to kaha mata shri ye kya hai muskura diya Siya ji ne kaha isse Raghunath ji prasann hote hain accha aapko Raghunath ji yad kar rahe hain sabha mein to sakhiyon ke saath Siya ji gaye dibba dekh liya tha sindur wala ab hua maharani ka sindur ka dibba itna bada thodi hoga are swarn ka kanchan ka ratna jat bada dibba hanuman ji pura liye pure mein sindur waise hi mahavli bhagwan ke bade bhole shri Raghunath ji prasann hote maiya ne kaha hai pura sindur apne sabha mein gaye to sab has diye Raghunath ji bhi has diye to hanuman ji ne kaha hamari seva purn hui Raghunath ji muskura diye Raghunath ji ne kaha hanuman yah kya hai yah kya hai lal deh lali la se aur dhar lal lamar bajra deh dano dalan jai jai jai kapi sur waise hi bhaykar parwata akar sharir aur pure mein sindur dibiya mein ek ko nahi le gaya pura laga to une kaha ye kyon lagaya bole mata ji kahti thi jab ek

rakhal kheenchne se aap prasann ho jaate ho to ham pure sharir mein laga aap prasann ho to ham aap agyaa karo aapki prasannata

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Shri Hit Radha Kripa (YouTube)

sambandhi