॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

dhoke se bhi ho sakta hai bhala? Puri kahani

▶ YouTube

pujya maharaj ji ke Shrimukh se bhakt-charit — puri katha upar video mein sunen.

pura pravachan

ek raja ka ek sarovar tha jismen machhliyan pali gayi thi aur wo machhliyon ki seva karne aata tha aur usne machhliyon ki raksha ke liye ek niyam laga rakha tha agar koi machhli ko marenga to use prandand diya jaega. Raj agyaa ek din ek garib machhuare ne dekha ki bahut si machhliyan hai par usne sun rakha tha prandand milega. Do minute mein saikadon machhli man lete hain kaun dekhta hai aur wo talab mein jal phenk karke machhliyon ko samet hi raha tha ki ghodo ki taap ki awaz sunai di. Dhul dekhi to laga ki raja ki sawari ai.

usne kaha ab to pakka mare gaye. To jal ko mitti mein daba diya. Kapde utar diye aur mitti se aise sant vesh bana liya. Sant vesh bankar aankh mund kar baith gaya. Usne socha pran bchane ka ek upay yahi hai. Raja wahan se nikle dekha ki sarovar ke kinare koi sant aur bahut bada sant sharir mein koi kapda le. Asharphiyan li. Chupchap charnon mein jakar chadhai. Sashtang dandvat hue aur dhire se chale gaye ki maharaj ke dhyan mein vighna na pare. Jab wo chale gaye usne aankh khola dekha asharphiya jahan mujhe prandand dena chahiye wahan mujhe namaskaar karke chala gaya.

jab maine nakli vesh dharan kiya to ek raja pranam karke chala gaya. Yadi main asli mein bhagwan ka ban jaun to kya hoga? Aaj se main sab kuch chhota hoon aur bhagwan ka bhajan karta hoon.

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi