॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

yah prarthna jeevan badal deti hai // 22/04/26

▶ YouTube

pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ka satsang — pura sunne ke liye upar video dekhen.

pura pravachan

jai Harivansh jai Harivansh jai Harivanshas jai jai shri Harivansh jai Harivansh jai Harivansh jai Harivansh jai jai jai shri Ram guru Harivansh pran Harivansh jeevan Harivansh shri Harivansh guru Harivansh hari jeevan hari jai vansh jai Harivansh jai Harivansh jai Harivansh jai jai shri Harivansh jai hari jai jai hari jai hariv jai jai shri shri sevak vani jo gva prakaran hit dhyan mahaprabhu Harivansh chandra jo sar aur asar ka vivek prakt kiya. Sarasar viveki hai. Sampurn shastron ka sar char purusharth varnan kiye gaye. Dharm, arth, kam, moksh.

in charon purusharthon ka sar hai prem. Aur prem ka sar hai mahadhury ras isliye sevak ji kahte hain ki sampurn saron ka sar janne wale sara sar viveki aur prem punj adbhut anurag shri shyama Shyam ke charnon mein apaar prem hai. Prem punj apaar prem hai. Prem punj adbhut anurag punjeebhut prem prem ka samuh prem ka sagar sarasar viveki hai aur jo sar vastu prem hai us prem ke punjeebhut samudra hai sagar hai sar hai adbhut anurag shri Priya pritam ke charnon mein hari jas ras madhum mat hari ke jas rupi ras ki madakta se mat hai Harivansh mahaprabhu aur jo hari jas ras madhumat hota hai to tatva sarv tatva duj kulkarma jo kul karm tyagna bada kathin hai unka tyag ho jaata hai ab iska bhav lete hain.

sharanagat sarasar viveki hona chahiye. Sabka sab sadhno ka sar hai moksh. Aur moksh ko bhi jo phika kar de wo hai prem. Aur prem ka jeev sarvopri swaroop hai. Shant bhav dasy bhav sakhya bhav vatsalya bhav gopi bhav sahachari bhav sabse sar sahachari bhav hai. Yah sahachari bhav prem ka punjeebhut swaroop hai. Yah usi ko prapt hota hai jiske hriday mein shyama Shyam ke prati atyant asakti paida ho jati hai. Shyama Shyam ke charnon mein atyant asakti usi ke hriday mein paida hoti hai jo nirantar hari jas gaan karke mast rahta hai.

aur apne kul karm ka tyag karke hit dharm ke anusaar chalta hai. Karm chhan karmth baje gyani gyan vihay yah aisa ras hai ki jab rasikon ka sang hota hai aur ye ras ki prapti hoti hai to apne aap sab chhut jaata hai. Mahaprabhu Harivansh chandra ji ne kaha hai je avatar kadamb bhajat hai dhari dridh vrat juhie tu umag tajat mariyada ban bihar ras piye jab ye Vrindavan nitya vihar ras rasikon ke sang se hamare hriday mein jaata hai to ye sab kuch chhudrva deta hai ekmatra Priya pritam ke prati tat sukh bhav ekmatra acharya ke prati tat sukh bhav ekmatra Gurudev ke prati tat sukh bhav to karmkandi logon ko jab yah ras sunne ko mila to karmkand ka tyag karke rasik ban gaye.

gyani janon ne apne gyan path ka tyag karke Priya pritam ke charnon ke anurag ka marg sweekar kiya. Hit marg bade-bade vrat dhari janon ne apne vrat ka tyag kiya aur shravnadhik laye. Priya pritam ke jo prem ras ko pradan karne wali navdha bhakti hai Priya pritam ki navdha bhakti usko sweekar kiya shravnadhik chit laye jog jap tap taj aurro karm sakam sakal taj sab bhaje jab shravnadik navda bhakti Priya pritam ke prati ki gayi to anya margo ka apne aap tyag ho gaya. Jo ashtang yog sambandhi yog hai uska tyag ho gaya.

jo hath yog ke antargat tap aadi ate hain unka tyag ho gaya. Jo sakam karm ke phal swaroop anusthan kiya jaata hai ki yah karne se yah milta hai yah path karne se yah milta hai in sab ka tyag ho gaya jog jap tap taj auron karm sakam sakal taj sab bhaje aur bhi jo sakam karm hai Harivanshi sakam karm nahi karte ki main chaturasi ji ka path karun to iska hamara yah kam pura ho jae. Priya ji ko bhog laga du to yah kam pura ho jae. Aisa nahi. Haan, samasya aati hai to ham baat Priya pritam se hi karenge. Ham wo sakam nahi kah rahe hain.

lekin hamare koi hai nahi. Ab hamara man uljan mein hai to ham kisse baat karen? Priya pritam se. Hamen koi atyant avshyakta dikhayee de rahi hai to kisse baat karen? Priya pritam se. Samasya, avshyakta, vipatti, dukh jo bhi hai wo apne shyama Shyam se hi kahenge auron se nahi kahenge. Isko aap nishkam hi samjhiye. Apne isht ke prati anannya hokar ke chah karna. Yadyapi bhakti ki nichi dhara hai. Phir bhi wo unchi dhara par pahuncha degi. Kyonki wo isht ka anannya hai to ek din uski skamta gayab ho jaegi aur nishkam ho jaega.

lekin anya kisi anushthanon se hamen kuch labh milta ho aisi koi chah nahi. Sadhan vivid prayas te sakal bihavah shravan kathan [gala saaf karne ki aawaz] sumiran sevan chit lavah jo Harivansh mahaprabhu ki sharan mein ho gaye rasikon ka sang kiye wo anya sadhanao ka tyag kar dete hain. Vrat niyam, sanyam, gyan, yog, tapasya ye sab tyag kar dete hain. Anek prakaar ke sadhno ka tyag karke jo bade prayas se, bade kasht se, bade tap se phal prapt hote hain. Unki akanksha ka tyag karke shravan keval Priya pritam ka kathan keval Priya pritam ka sumiran keval Priya pritam kit laav [gala saaf karne ki aawaz] apnit mein wo navdha bhakti late lekin navdha bhakti kin ki sab shravan karne ki nahi sab kathan karne ki nahi sab sumiran karne ki apne isht ki ananyata isht ka shravan isht ka kathan aur isht ka sumiran aur isht ka hi sevan seva archan vandan arudas tan sakhya aur atma samarpan ye nau bhakti hai.

shravanam kirtanam smrnam pad sevnam archanam vandnam dasyam sakhya atma nivedan wahi sevak ji varnan karte hain par ye navda bhakti keval Priya pritam ke liye keval shyama Shyam ke liye hamara archan hai to shyama Shyam ka hamara bandhan hai to shyama Shyam wahi kar rahe ho jo sam time aap sashtang dandvat kar rahe ho wo wo bandhan bhakti hai jo aap shringar aadi kar rahe ho ye sab archan ke antargat aata hai aur jo sampurn seva kar rahe ho wo dasantan ke antargat aata hai aur jab ham Priya pritam se hasi vinod prem vihaar ki leela to ye sakhya bhav mein aata hai aur sarv to bhaven ham unki sharan mein hai ye atma samarpan aata hai to shravan kathan sumiran sevan chit lavah archan bandhan arudas tan sa aur atma samarpan ye nav lakshan bhakti badhai tab tin prem lakshna pai jisne navdha bhakti Priya pritam ke prati ki uske hriday mein shyama Shyam ke prati prem lakshna bhakti ka jagran ho jaata hai aur yah prem lakshna bhakti badi durlabh hai.

nikunj vilasi nitya bihari shyama Shyam ki prem lakshna bhakti atyant durlabh hai. Pai ras bhakti gu jug jug jag durlabh bhav indradi vidhim agam aru nigam puran agochar sahaj madhuri rup nidhim jab Priya pritam ki navdha bhakti ke aacharan kiye gaye to uska phal prakt hua prem prem ki vridhi hui wo wah ras bhakti prapt hui jo pratyek yug mein jug jug jag gadh paay ras bhakti gadh jug jug jag jag mein yug yugantar mein gupt rahi hai. Harivansh mahaprabhu ne prakt kiya hai. Badi gudh bhakti pai ras bhakti gudh gupt jug jug Satayug treta Dvapar kalyug kabhi aisi tat sukhmay bhakti prakt nahi hui jaisi Harivansh mahaprabhu ne prakt durlabh bhav indrad vidhim jiski prapti bhav bhagwan shankar aur vidhim brahma ji indra aadi devta gan bhi jis tat sukh bhav ko prapt nahi ho paye us tat sukh bhav ki prapti Harivansh sharanagat hokar nau prakaar se Priya pritam ki bhakti karne se pai Harivansh mahaprabhu ne di pai ras bhakti uske hriday mein ras bhakti jagrit hui jo brahma ko bhagwan shankar ko Devraj indra ko bhi durlabh hai aur jo charon yugo mein gupt rup se rahi par wo jagat mein prakashit nahi hui agam aur nigam puran agochar agmon mein tantron mein vedon mein purannon mein bhi varnan hai bhakti lekin tatsukh bhakti sahachari bhav se bole yah agochar hai.

arthat in granthon mein bhi yah dikhayee nahi padti jo Harivansh mahaprabhu ne bhakti prakt ki na agmon mein na tantron mein na vedon mein na purannon mein isiliye inse hamara koi sambandh nahi hai. Yah ras bhakti rup aur saundarya iski sagar hai. Rup lawanya Lalu ka rup saundarya Priyaju ka adbhut shobha saundarya Vrindavan ka aur adbhut seva sukh sahcharyon ka ye sahaj madhuri se purn rup ras mein le jane wali ras bhakti hai. [gala saaf karne ki aawaz] Priya pritam ke rup ras mein sahaj madhuri rup nidhim [gala saaf karne ki aawaz] yah jo ras bhakti hai yah kahan pahunchati hai?

Priya pritam ke rup mein Priya pritam ka rup darshan unki shri ang seva atho pahar anubhay anand kand nij sampatti gupt sureeti pragat karnam jai jag udyat vyas kuldeepak shri Harivansh charan sharanam kaise Harivansh mahaprabhu jinhone nirbhay anand ki mulbhuta apni sahaj premay bhakti jo gupt thi gupt sureeti prakt jagat ko diya prakt karnam ye unki nij sampatti jo ras bhakti hai, tat sukh bhav hai, sahachari bhav hai, yah Harivansh mahaprabhu ki nij sampatti hai. To nij sampatti dene pe hi prapt hoti hai.

to Harivansh mahaprabhu apna apne sharngat ko anubhay anand kand ye nirbhayata pradan karti hai. Kand mane hota hai mul. Yah anand ki mulbhuta yah sahaj sukh pradan karne wali nij sampatti Priya pritam ka prem ye jagat mein gupt raha hai. Prakt karnam apne sharngat ke hriday mein mahaprabhu prakashit kar dete hain. Un jagat mein prem lakshna bhakti tat sukh bhav phailane wale vyas kul ke deepak shri Harivansh chandra ji ki jai ho jai ho unke charan ye mere aashray sthal hai shri Harivansh charan sharanam main unhin ke charnon ki sharan mein hoon pragtit prem prakash sakal jantu shiri krititam gat kal tir samuham nirmal aklank udit jag chandram ye shri Harivansh rupi prem chandrama jo uday hua to sevak ji ne dekha ki jagat mein jo chandrama prakt hota hai usmen malinta ta hai kya kam dosh ki kalank hai apni guru ki patni se sambhog kiya guru patni gami maha aparadh to kalanki hai bole ye jo chandrama prakt hue Harivansh chandra jo ye nirmal hai prem yukt hai wo kam yukt hai aur ye nishkalank hai koi kalank nahi hai.

jagat mein nirmal aur kalank rahit shri Harivansh rupi chandrama ke udit hote hi prem ka prakash prakt hota hai. Harivansh rupi chandrama praktit prem prakasham prem rupi apni kirnen sharngat ke hriday rupi bhumi par barsate rahte hain. To jitne sharanagat jeev hai jantu hai unka hriday daihik daivic bhautik tapon se jo tapa hua tha wo shital ho gaya. Jaise surya ki rashmiyon se tapa hua prani chandrama ki kirano ki sheetalata se shanti ka anubhav karta hai. Aise hi nishkalank sampurn jagat ko apni amritmay kirano se jagat mane sharanagat sampurn sharngat ko apni premamritmai kirano se hriday ko shital karke anand unmakta kar dene wale Harivansh chandra ji ki jai ho.

kalyug ka andhkar kalyug ki paap pravritti is chandrama ke prakash mein nahi aa pati. Jaise chandrama purn prakashit hota hai to phir andhkar ka kasht nahi rahta. Aise jo Harivansh chandra jo ki sharan mein hai to kalyug ki kuchal use phasa ke durgati nahi kara pati. Gat kal timir samuham is adbhut premamart chandrama ke uday hone par premamart kirano ke dwara sharngat ke hriday ko param sheetalata mili aur kalyug ko ke jo samuh ke samuh papacharan karane wali vrittiya hai wo sab nasht ho gaye. Nirmal aklank udit jag chandram is sansaar mein nirmal aur nishkalank chandrama Harivansh chandra jo prakashit ho rahe hain.

vishad chandra Tara tne shital kiran prakash amrit seechat mam hriday sukhmay anand raas Tara rani ke putr shri Harivansh chandra jo Harivansh rupi chandrama shital kirano ko prakashit karne wale ye vishad chandra hai. [gala saaf karne ki aawaz] sevak ji kahte hain mere hriday mein sukhmay [nak se ki jane wali aawaz] aur anandmay ki rashi rupi amrit ka sinchan kar rahe hain. Arthat apne samasth sharngat ke hriday ko mahan sukhmay anandmay param shital bana dete hain. Harivansh rupi chandrama prakt kahan hue? Bole vishad chandra Tara tne shri tar rani ke udar se prakt hue.

sukhmay anand rashi sakal jan so kahar samjh jae aae sharan te darat na kal dar [achanak zor se sans lene ki aawaz] jitne sharanagat hain sabke hriday ko sukhmay evam asim anand ki rashi uske hriday mein prakashit karte hain. Jo Harivansh mahaprabhu ki sharan mein aae un logon ke shok ka haran karne wale chandrama hai. Pakka samjho agar imandari se satyta se hriday se Harivansh mahaprabhu ki sharan ho jae to sharan matra se nikunj ki prapti kara dene wale hain. Jo mahaprabhu ki mahima sunkar aur samjh karke ki sarvopri ras pradan karne wale hain.

samjh ja aae sharan te darat na kal dar ve phir kal se bhi bhayabhit nahi hote. Jo is ras ko samjhkar Harivansh mahaprabhu ke pratap ko samjhkar Harivansh sharanagat hue. Kal bhi unhen bhayabhit nahi kar sakta. Diyo dan ta abhay dwaand dukh sab ghate nit nit navan prem karm bandhan kate jo Harivansh mahaprabhu ki sharan mein aae. To Harivansh mahaprabhu ne unhen abhay dan diya. Sharanagat ko abhay dan. Sharanagat ko abhaydan hamare guru dete hain. Hamare acharya dete hain. Hamare isht dete hain. Tino ka swabhav ek hi hai. Shri ji ke liye aata hai.

hariram vyas ji ne likha hai sharanagat abhay virad patit pavan bane vyas se ati adhatur ko ko saman mahaprabhu ke liye likha diyo dan tin abhay Gurudev ke liye aata hai asran sharan daya karuna nidhi mangal rup haran agyaan agyaan se hi bhay prapt hota hai diyo dan tin abhay [nak se ki jane wali aawaz] jo sharanagat hue unhen aisa ras pradan kiya aisa prem pradan kiya ki uske hriday ka bhay jaata raha pata nahi mujhe narak jana padega mujhe papon ka phal bhogna pare ya dukh sab baten khatm ho jati hai.

Harivansh sharanagat ke hriday mein sab baten khatm ho jati hai. Prayah khatm ho gayi hongi. Jo sachchai se sharanagat hai unko nark swarg apvarg as nahi tras iski parvah hi nahi. Nirbhay bana diya jo Harivansh mahaprabhu ki sharan mein aae hain. Diyo dan tin abhay jinhone sharanagati li unko abhay ka dan diya aur dwaand man apman sukhdukh labhhani ninda stuti ye sab dwaand khatm ho gaye aur dukh sab ghate roz ka roz anand badhega. Dukh dwaand ye sab ghatte chale jaenge. Nasht hote chale jaenge. Jo Harivansh mahaprabhu ki sharan mein hai.

nit nit navnav prem nitya nitya naveen prem uske hriday mein prakashit hoga. Aur khas baat karm bandhan kate. Sanchit karm, praarabdh karm, kraman karm teen hai. [gala saaf karne ki aawaz] sanchit ko bhasm kar dete hain. [gala saaf karne ki aawaz] kraman ko nishprabhavit kar dete hain. Praarabdh ko bhogwa dete hain. Hriday mein anand dekar. Itna anand dete hain ki bura praarabdh apna prabhav nahi dikha pata. To kate karm bandhan sansari sukh sagar purit ati bhari vidhi nishedh shrankhla chhudave nij alay ban an basave mahaprabhu ki jo sharan mein hue unko abhay dan diya unke mala apman ninda stuti aadi ke jitne bhi dwaand hai jo jo bhi dukh hai ye sab roz ka roz ghatne lage.

nit nit nau nau prem badhne laga Priya pritam se aur karm bandhan bhasm ho gaye. Sansaar ke sab karm bandhan kat gaye. [nak se ki jane wali aawaz] aur unka hriday sukh ka samudra ho gaya. Sharngat ka sukh se atyant purit ho gaye kate karm bandhan sansari sukh sagar purit ati bhari sukh sagar ho gaya hriday ati vishal hriday ho gaya tat sukh bhav tat sukh bhav vishal hriday hota sukh bhav bada hin hriday hota hai vidhi nishedh shrankhla chhudave nij jal ban an basave apne sharngat ko Shastri vidhi nishedh se lok riti kul riti aur ved riti tino se mukt karakar Vrindavan vas kara dete hain.

ye aap sab jo Vrindavan vasi hain ye Harivansh mahaprabhu ki kripa se Vrindavan vas hua hai. [nak se ki jane wali aawaz] vidhi nishedh shrankhla chhudave aur nij alay ban an basave. Nijalay kya hai? Vrindavan. Vrindavan ghasit leta hai, bula leta hai, pakar leta hai. Chhota nahi hai phir. Vrindavan nahi chhota. Jane layak nahi rakha. Aise pakda Vrindavan ne. Ham soche bhi to hamari soch se kuch hai kya? Bilkul Vrindavan ne pakar liya. Marte dum tak ab keval Vrindavan ke hain. To hriday se kaho ki bhai Vrindavan main aapko bahut pyar karta hoon ya na kaho Vrindavan ne pakar liya.

pakar liya ab to jane nahi dega. Aise Vrindavan pakar leta hai. Sabki kidney phayl nahi hogi. Chinta mat karo. Sab par wo pakar leta hai. Vrindavan alay ma Vrindavan aa basave nij alay hai mahaprabhu ka Vrindavan Priya pritam ka nij ghar hai nij alay van van mane Vrindavan alay mane ghar nij mane apna mahaprabhu ka apna ghar Vrindavan hai aur apne ghar wale Priya pritam hai wo jisko chahe de de ghar ki sampatti Priya pritam hai tabhi to teri mahima kaha kahun shri Harivansh daya lal tere dwrae batat hai sahaj ladli lal kisi ko bhi de sakte hain.

ab chamatkar ye nij alay ban an basave ab alay ban basat sang paras ke ayas kanak saman bhay Harivansh chandra jo ka niji nivas sthal shri Vrindavan dham hai aur unki niji sampatti shri shyama Shyam hai. Ab jaise janga loha para ho kisi kam mein na ave aur paras mani chu jae to chamkta hua sona ban jae aise ham log janga loha hai kisi kam ke nahi kis kam ke mahaprabhu ne kripa karke ghaseeta apni sharan mein liya apne ghar mein basaya aur Vrindavan ka bada chamatkar hai. Jaise paras mani ka chamatkar bataya ki tuchch nich hin kisi kam mein na ane wale lohe mein chu jae to chamkta hua sona ban jae.

devtaon ka mukut ban jae. Aise hi alay ban basat sang paras ke ayas karat saman bhayam. Wah Vrindavan ke vas matra se shri ji ki seva ke layak ban gaya. Kahan shri ji ki seva? Shri ji ki seva are dharm karya to bante nahi hai. Phir shri ji ki seva uttam sarvottam uttamottam maharani ji ki seva aho bhagya aho bhagya Vrindavan vas matra se shri ji ki seva ke yogya ban gaya ho. Ye alay ban satsang paras ke ayas kalak sama to vyarth loha kisi kam mein ane wala nahi tha. Lekin jab paras mani chu gayi to shri ji ka abhushan shri ji ka mukut shri ji ka har banne ke yogya ho gaya.

aise hi Vrindavan vasi bankar braj ka upasna ka bhav lekar ke uske hriday mein Priya pritam ke prati aisa tatsukh bhav prakt hua ki us shri ang ki seva ka adhikar prapt kar liya. Jab shri ang ki seva ki taraf drishti gayi sevak ji ki to turant hath jud gaye. Aur age turant chapter badal gaya aur kaha mango man manas das apni kar purn kam sada hriday he Priya pritam he hit sajni jo aap to purn kam ho meri avshyakta aapko nahi hai aap purn kam ho par main mango man man se main man se hriday se maang maang raha hoon ki aap mujhe apni dasi bana lijiye.

mujhe apne sharanagat dasi bana lijiye aur meri kamnao ko purn kijiye. Aap to purn kam hai [gala saaf karne ki aawaz] lekin meri kamnao ko purn kijiye. Kya shri ji ki shri ang seva ka adhikar pradan kijiye. Ab yah baat hamare hriday mein kaise aayegi ki ham shri ji se mange ki he shri ji hamen apne shri ang ki seva dijiye hriday se mango man manas das mera man maang ham juban se to kah sakte hain shri ji ki seva dijiye lekin man maang raha hai aur chijon aur sevak ji kah rahe mango man mansi main man se maang raha hoon ye baat ki aap apni mujhe dasi bana lijiye aur mujhe purn kam kar dijiye.

waise to aap purn kam aapko meri zaroorat nahi hai lekin mujhe purn kam kar dijiye. Meri kamnayen purn kar do. Kya main shri ji ke charnon mein bhav lagaun. Shri ji ki veli guthu. Shri ji ko se varta karun. Shri ji ko van vihar karaun. Shri ji ko shayan karaun. Yah hamare andar asha kaise ave? To bole sevak gun naam as kar var ab nijda das kripa karan jai jagad vyas kuldeepak shri Harivansh charan sharanam naam aur gunon ka gayan asha prakt kar dega jo Radha vallabh shri Harivansh naam sharanagat mantr nij mantr japte hain aur chaturasi ji sudhanidhi 42 leela inhi mein vicharte rahte hain.

unke hriday mein asha lag jati hai. Ashas das vrishbhanudayas ladli jo ki main dasi banu yahi bhavna prakt karenge. Sevak ji unke naam aur gunon ka varnan badi asha lekar yahi asha jagrit mango man mansi dasi apne ghar mujhe apni dasi bana lijiye. Ab mujh par kripa karo aur main apne sachar swaroop ko paun aur shri ji ki seva karun. Kyonki sevak ke liye ab koi chah nahi rah gayi. He jagat ko prakashit karne wale he vyas kul ke deepak shri Harivansh chandra ye sevak ekmatra aapki sharan mein hai. Ekmatra aapke charan hi hamare aashray sthal hai.

isliye mujhe dijiye. Main dasi bhav ko prapt hoon. Sahachari bhav ko prapt hoon aur aapki seva karun. Padhat gunat gun naam sada satsangati pave ar badhe ras reet Vimal vani gun gawe jo bhagyashali Harivansh mahaprabhu ki sharan mein ho jaata hai aur naam aur gun bas isko pakar lena bahut badi baat padhat gunat padhte hain chaturasi ji aur phir manan karte gunat mane manan karte hain vipin ghan kunj rati ke bhuj meli ruchi Shyam shyama mile shrad ki jamini Shyam shyama mile shrad ki jamini vipin ghan kunj vrinda vipin mein ghaneebhut saghan nikunj mein jahan sarad ki chandni faili hui hai wahan Shyam shyama mil rahe hain.

kaisa saghan nikunj hai bhavna ye gunan [gala saaf karne ki aawaz] ye manan ye chalu ho jaega. Pehle padhte raho gate raho phir ye chalu ho jaega. Ek ek baat chalu ho jaegi. Apne aap pakar aapse nahi Harivansh mahaprabhu ki kripa se andar se shuru ho jaega. Padhat gunat jo bhagyashali upasak Harivansh naam ka jap karta hai, chaturasi ji ka path karta hai, manan karta hai to use rasik santo ka sang milta hai. Rasik santo ki seva milti hai. Badi kathin hai rasik santo ki seva. Aur santo ki seva ban jae. Jeevan par ho gaya.

anant janmon ke paap nasht ho jaate hain. Padhat gunat gun naam sada satsangati pave. Agar naam vani mein lagoge to sadaiv rasikon ka sang milta rahega. Ye kripa hai naam vani ki. Aru baadh ras reet Vimal vani gun gawe. Uske hriday mein ras riti ki vridhi ho jaegi. Ras riti Priya pritam ke prati sukh bhav aur wo Vimal vani gungan mein mat rahega chaturasi ji ke gaan mein. Itna sukh chaturashi ji mein milne lagega ki chaturasi ji hi jeevan ban jaegi. [gala saaf karne ki aawaz] kabhi nij mantr chal raha hai kabhi chaturashi ji chal rahi kabhi nij mantr chatu yahi do rah jaate hain baad mein baad mein yahi rah jaate hain kabhi nij mantr kabhi jaise ekdam pyasa ho to gatar gatar pani nahi pita chala jaata aise pyas badhti hai chaturasi ji ki aise nij mantr ki pyas badhti hai na dekhna na sunna na bolna bas piye jao mantr piye jao mantr ko chaturasi puri badhti chali ja rahi 50 60 70 80 aise pad chale aur wo na dekhna chahta na bolna chahta bas usi mein pan kar raha hai karat pan ras mat jaise Priya pritam ke rup ka aise gunon ka pan rasik jan karte hain usko chaturasi ji ke bina jiya hi nahi ja sakta yashgan ke bina matlab kabhi-kabhi nij mantr ke liye chaturasi ji rokna parta hai tab baten ki to lagta hai to phir ismen thoda jab guru agyaa hai to thoda nij mantr bhi chal shuru jara chhotu shuru aa jaega aa jaega jab mahaprabhu ki kripa hogi aru baadh ras riti Vimal vani gun gawe nirmal chaturasi ji ke gun ga raha hai.

hriday mein tat sukh bhav sech bhav badh raha hai. Prem lakshna bhakt sada anand hitkari aur shri Radha jug charan priti upjey ati bhari yah bahut badi baat hai. Uske hriday mein akhand anandmay param hitkari prem lakshna bhakti ka uday hota hai. Prem lakshna bhakti sada mane akhand anand akhand anand pradan karne wali aur hitkari sada mangal karne wali prem lakshna bhakti uday hoti hai. Aur shri Priya ji ke yugal gore charnarvind mein atyant bhari priti utpann ho jati hai. Mera man to kishori ji ke charnon ke talwe pe hai.

tab wah shri adhe padas vilas aapke shri charan seva sukh mein hai. Yah lal ji ke sang lal ji ke shringar ras ki upeksha ye hai shri Radha ju charan priti upajti maharaj ke darshan matra se to bhagwan shankar ka tandav prarambh ho jaata hai. Itna anand prapt hota hai. Ek jhalak kisi rishi muni ko de di to pure jeevan bhar usi mein mast rahta hai. Yah galvaiya dal diye to jagat guru wah gopi ho gayi aur us sakhi ka meri praneshwari ki nij dasi nij praneshwarya yadpi dayneey mam kripa karke wo de rahe hain ki meri Priya ji ki sakhi aaj ise nihal kar dete hain.

aaj isko sukh pradan karte hain. Vichitram sneh rache tatha adbhut ga vichitra vichitra prakaar se ras kala ke acharya shri lal jo maharaj us sakhi ko sukh phuanchte hain. To sakhi kya sthiti hai? Kah rahe tav shri Radhe padas vilase mana aapko sakshi karke shri ji kahti hoon ki mere man mein tanik bhi sukh nahi hua. Mera man to aapke charnon mein laga. Yah hai shri Radha jug charan priti upjey ati bhari bas yahi akanksha hai mango man manas das ki kishori ji ke charnon mein yah baat aa jae shri Radha jo charan priti upaj ati bhari nij mahal tahal nav kunj mein nitaj sevak seva karnam nish din samip santat rahe su hari vansh charan sharanam apne sachar swaroop ko prapt karke naveen kunj mein sahaj mein mahal tahal karne ka adhikar prapt ho gaya.

nij mahal tahal. Ab wo kisi aur ka mahal nahi mera mahal hai. Wahan ki dasi main hoon. Aur dasi ka matlab hota hai adhikarini. Dasi ka matlab hota hai adhikarini sahachari sukh ke adhikari sakhi sukh ke adhikari sakhi sukh to pradan kiya aur sakhi sukh pradan karne ka adhikar bhi pradan kar diya to jab dasi swaroop prapt hota hai to kya kaha jaata hai ye thodi kaha jaata hai ki kishori ji ka mahal hai ye mera mahal hai ek ek sab vastu meri swamini ki har vastu meri kyonki swamini ko samarpit ho gaye. Nij mahal tahal nij mahal mein nij tahal nav kunj mein nit sevak seva karna nitya sevak swaroop sahachari swaroop se nij mahal mein priyaju ki nij seva karte hue naveen naveen kunjon mein nishdin samip santat rahe har [gala saaf karne ki aawaz] samay har kshan samip santat hai shri shyama Shyam ke samip ashrit rah ke shyama Shyam ke aa nitya seva to shri Harivansh charan sharanam aise sundar charan wale Harivansh mahaprabhu ki main sharan mein hoon kyonki inki sharan ki kripa se hi ye sab kuch prapt hoga.

is tarah se hit dhyan prakaran vishram ko prapt hota hai. Jai jai shri hit dhyan prakaran ki jai jai shri hit hari mangal gaan ka ek kar lete hain. Shri hit mangal gaan prakaran barwa sabko yad hoga aur yad hona chahiye. Isliye pratham kshan sab log milkar gate hain. Jai jai shri Harivansh das kul mandna rasik an mukh guru jan bhay bhandna shri Vrindavan vas raas ras naam shyama Shyam kul manue punya bhavan vichitra shobha Madan nit sevat rahe sant raas nand rahat kalush vihandna jai shri Harivansh vyas kul jai ho jai ho shri vyas Mishr ke kul ka mandan karne wale shobha badhane wale shri Harivansh chandra jo ki jai ho rasik ananyani mukhya gurjan bhay khandna shri hit jo maharaj maharaj anannya rasikacharyon mein mukhya guru hain.

aur jo jeev inki sharan mein aa gaya jan mane sharanagat jo jeev inki sharan mein aa gaya bhay khandna sampurn bhav bhay ka khandan kar dete hain. Koi bhay nahi rah jaata. Usko nirbhay bana dete hain. [gala saaf karne ki aawaz] rasik ananyon mein rasikacharyon mein mukhya guru hai Harivansh mahaprabhu aur jo jan inki sharan mein aa gaya uske samasth bhay ka khandan kar dete hain. Kahan rahte hain? Shri Vrindavan vas. Shri Vrindavan mein nitya nirantar sthai nivas karte hain. Karte hain. Abhi yahi Vrindavan mein virajman hai. Shri Vrindavan kaisa hai?

bada sundar. Vyas kul ke deepak vyas kul ka mandan karne wale vyas kul ki shobha badhane wale shri Harivansh chandra ji ki jai ho jo rasikacharya anannya rasikacharyon mein pramukh Gurudev hai aur jo jan aa gaya uske bhav bhay ka khandan karte hain nash kar dete hain to kahan milenge bole shri Vrindavan vas wo Vrindavan mein hai. Hai ab bhi hai. Unhone hi ham sab par kripa ki hai. To ye Vrindavan kaisa hai? Bole raas ras bhumi jahan Vrindavan kaisa hai? Bole divya raas ras ki adhar bhumi jo hai ye raas bhumi hai. Vrindavan raas vilas bhumi hai.

kreet shyama Shyam puli manjul jahan kamneey pulin manjul atyant shobha yukt pulin par shri shyama Shyam [gala saaf karne ki aawaz] nitya prem krida karte hain. Aisa Vrindavan dham mahaprabhu kahan rahte hain? Vrindavan dham mein. Vrindavan kya hai? Bole raas ras bhumi jahan raas ras bhumi hai jahan kreedat shyama Shyam pulin manjul tha atyant shobha yukt yamuna ji ka pavan pulin jahan shyama Shyam krida karte hain puli manjul param pavan triwidh Vrindavan ki param pavitra atyant shobhashali yamuna ji ke pavan pulin par sadaiv jahan shyama Shyam krida karte hain triwidh marut bahti rahti shital mand sugandh pawan bahti rahti hai hit so triwidh samir bhay jaisi ruchi ja kal madhur madhur kal kokila kujat mor maral kunj bhavan vichitra shobha Madan nit sevat rahe wahan yamuna ji ke pavan manjul pulin ke samip jo kunj nikunje hai are vichitra shobha hai atyant adbhut jo kahin lok ved mein na suni gayi ho aisi shobha vichitra shobha aur saundarya ke adhashthatra devta swayam Kamdev in kunj bhavnon mein shringar ki seva sweekar ki hai.

par ye laukik Kamdev nahi priyaju ke bhakut se prakt hua Kamdev yahan shringar karta hai ki aaj is kunj mein shri ji shayan karenge. Aaj is kunj mein raas hoga vilas hoga. Ta santat vyas nandan rahat kalush vihandna kalushit hriday wale jeevan ke liye is param pavan param namneey sthiti mein pahunchna bada durlabh hai. Asamabhav hai. Wo apni kalushta mein hi fanse rahte hain. Shri vyas nandan kaise hain? Bole sampurn dosho ka nash karne wale hain. Agar pahunch gaya inki sharan tak to kalshit hriday wala bhi nirdosh hokar mahmmahim sahachari bhav ko prapt ho jaega.

sampurn dosho ka nash karke use prem swaroop bankar sahachari swaroop pradan karne mein samarth shri vyas nandan shri hit jo maharaj sadaiv Vrindavan mein virajman hai. Shri sevak ji maharaj kah rahe hain tahan santat vyas nandan rahat kalush vihandna jo sharanagat hue unke samasth dosho ka nash karke aur santat jahan aap virajman hai wahan virajman karke aur jis swaroop mein virajman hai sachar swaroop dekar aur kreedat shyama Shyam jahan wahan pahuncha ke us seva mein pahuncha de aise vyas kul mandna shri Harivansh chandra ji ki ham jai jaykar karte hain.

jai jai shri Harivansh chandra pujit sada kul kumu prakash vipul sukh sampada par upkar sumati jag hari karuna [hausla badhane ki aawaz] sindhu kripalu kal bhay sab hari hari sab ki kripa rup karat je an sahan nihu anugrah karo niriman nirmalam jo sarvda jai jai shri Harivansh chandra hit sada iski vyakhya age jai jai shri

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Shri Hit Radha Kripa (YouTube)

sambandhi