kaise prapt hota hai Radha dasi bhav ? // 25/08/26
pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ka satsang — pura sunne ke liye upar video dekhen.
pura pravachan
jai jai shri [chikne ki aawaz] ji ki apaar kripa se hi sant samagam prapt hota hai. Lekin sant samagam mein bhi rasikon ka sang ati durlabh ka hai. Nehi durlabh pavno jaise gita ji mein kaha vasudeva sarvsa mahatma su durlabh jo sab jagah bhagwan ko dekhta hai sarvatra bhagwan ka darshan karta hai char mein achar mein stri mein purush mein papi mein punya atma mein aisa mahatma durlabh hai lekin usse bhi durlabh baat hai jo keval shri ji ki charnon ki dasata mein magan hai. Aisa premi shabd milna durlabh hai.
hamari shri ji sabse durlabh tatv hai. Radha tatv jo hai ye sabse durlabh tatv hai. Shri Krishna tatv ko janne wale bhi bina Priya ji ki dasi bhavna se yukt hue mahapurush ke kripa prasad ke bina wo Radha tatv ko nahi samjh sakte nikunj vilasini shri shyama jo kitni durlabh hai Harivansh mahaprabhu kahte hain kahte hain lakshma y gochri bhavatyam na sakhaya prabhu to nau nivatt nikunj ye sabse durlabh hai. Ye ekant hai. Goshtha Vrindavan gopi Vrindavan yahan tak to pahunch bhi hui lekin nau nivrit nikunj Vrindavan yahan y Narda je sukh ragamyam gosh Vrindavan mein jaise brahma ji ne sakshatkar kiya bhagwan ka gay aur bachhde charate hue gopi Vrindavan mein jaise bhagwan shankar ne raas mein sakshatkar kar kiya Priya pritam ka Radha Krishna ka lekin nau niv nikunj vilasini jahan se avatar leti hai wo mul anshi reshwari shri priyaju inko sakhaon ne bhi nahi dekha kah rahe yamna sakhaya prabhu sakhaon ne jin shri ji ko dekha wo ansh shri ji ko dekha shri ladli jo barsane mein jo prakt hui lekin jahan se prakt hui wo mul shri reshwari nau nivraat nikunj vilasini shri Priya jinki agwani swayam lal jo pratiphal karte rahte hain jahan jahan priyaju charan rakhti wahan apne nayan kamal rupi pavde bicha dete hain.
un priyaju ki ham baat kar rahe hain. Jahan priyaju ke pad sanchan par unke charnon mein parag lagta hai to apne Pitambar se jhalte hain. Aur bol mukut sahit apne mastak ko jinke charnon mein rakhte hain. Ham un priyaju ki baat kar rahe hain. Apne ghar ke hain isliye charcha kar rahe hain. Bihrat kusum parag lagat jab pit vasan le jharat. Lute mayur Chandrika tintar adbhut chavi niharat. Jin charnon ki mahawar ki rachna karne ke liye swayam brahma shiv Narda aadi vandit charan wale prabhu shri Krishna Lalu maharaj chahte hain aur karte hain javak chitra banai savarat karn safal tab manat dhadas ji varnan kiya hai hit dhrute sabte durlabh ye sabse durlabh charnarvind hai rasik maram jante in shri charnon ka marm keval rasik jan jante hain avatar leela mein Radha Krishna ki leela mein dekha hoga lekin Harivansh dulari navni nikunj reshwari vrindavnadheeshwari inko sakhaon ne bhi nahi dekha ek shlok mein varnan kiya na deva na brahmad na khalhari bhakt na suda bhagwan ke suhad janon ne bhi nahi dekha devtaon ne bhi nahi dekha.
brahma aadi ne bhi nahi dekha. Badi durlabh tatv hai hamari reshwari Radha tatv. Na dev brahma khal hari nada inhone aaj tak hamari shri ji ko nahi dekha. Sambhavya winch narad shiv swayambhya sambhav hi nahi hai. In mahapurushon ke liye shri ji ka darshan kitne saubhagyshali ham sab hain ki muni shri ji ke sharanagat hai. Wo hamari swamini hai. Ham thesak se kahte hain ki ham jaise bhi apni ladli jhuke hain. Brahma sampurn charachar jagat ke rachyita hain. Kaun si aisi jagah hai jo unhone rachi na ho. Lekin yah Vrindavan yah brahma ke dwara rachit nahi hai.
hari Ram vyas ji ne varnan kiya hai. Ye shesh ke phan mein rakhi hui bhumi par virajman nahi hai. Ye surya aur chandra se prakashit nahi hai. Ye alaukik hai. Swayambhu hai. Swayam prakt hua Vrindavan hai. Isliye swayambhu brahma ji ka bhi abhi tak divya Vrindavan jo priyaju ki nikunj vati hai uska sakshatkar nahi hua sambhavyop viranch ye sambhavna bhi nahi kar sakte sambhavna ka matlab hota hai laukik shabd mein kalpna jaise gram gramin aadmi havai jahaj khareedne ki sambhavna bhi nahi kar sakta. Aise brahma ji navni nikunj mein shri ji ke darshan karne ki sambhavna bhi nahi kar sakte.
nahi kar sakte. Nahi pravesh hai. Sambhavya viranch narad narad rup mein narad ji ka pravesh kahin bhi vani ji mein nahi likha. Sambhavya winch narad shiv Radha Krishna ki leela mein shiv ji ka pravesh hai. Janm mein raas mein anya navni nikunj mein kahin bhi nahi aap vani ji mein padhenge. Yo Vrindavan nagri pashupti stri bhavya katham Radha Madhav yor mast sir dasyadhikarotsava kah rahe jo shri Vrindavan ki priyaju hai shri Vrindavan ki priyaju keval Vrindavan ki yadi Vrindavan matra gochram ho aur braj mein ladli jo prakt hui wo sab koi gochar lekin ham un kishori ji ki baat kar rahe hain jahan se kishori jo prakt hui y Vrindavan matra gochar ho y shruti ko par jo ved hai unka jo upari bhag Upnishad hai wahan bhi unko bhi jankari nahi hai jin shri ji ki bole yo Vrindavan nagri jo Vrindavan ki shri Priya jo hai jo keval lalitadik bhav ke dwara hi arthat sakhi bhav ke dwara hi jinka darshan aur jinki seva sambhav hai dusra koi bhav nahi alag-alag bhav hai.
barsane ladli jo bhav karoge wah purti kareng koi bahan manta hai aise hamne sant dekhe jo ladli ji ko bahan mante hain koi putri manta hai lekin hamari shri ji Harivansh dulari ye keval lalitadik bhav ke dwara lalitadik bhav sahachari bhav dasi bhav yo Vrindavan nagri pashupti stri bhav labhya katham jo keval lalitadik bhav sahachari bhav stri bhav labhya katham sahachari bhav agar sahachari bhav nahi hai to na niv nikunj vilasini ke darshan ya unki seva ya wahan pravesh bilkul nahi ho sakta. Palita purush bhav mit jae sev lalitadik ke bha stri purush bhav mit jae aur lalitadik bhav arthat sahachari bhav dasi bhav aa jae to hamari shri ji ka darshan aur sevan prapt ho.
shri Radha Madhav ka aisa dasy bhav mujhe kaise prapt ho mahaprabhu ne isi shlok mein prashn kiya Radha Madhav yor mamasta sir dasyadotsav ye dasotsav shri ji ka dasi bhav jo itni durlabh shri ji hai unka mujhe kaise prapt ho jugal sarkar nau niv nikunj vilasi Radha Madhav ka ye dasy adhikar mujhe kaise prapt ho pooch prashn hai Radha Madhav yor mast sir dasyadhikarotsav ye ekantik dasy utsav hai shri ji ka jo seva bhav hai ye utsav hai. Utsav mein utsah hota hai. Yahan bhavotsah hai.
phool chain kar rahe apni shri ji ke liye bhav mein dube hue hain. Bhav hai ye shri ji. Ye pushp kar kamal mein lagega. Ye pushpa amuk jagah shringar hoga. Ye veni mein shringar hoga. Iski baju band ban sakti hai kaliyon ki. Aisa aisa ye har banega. Wo pushp chayan karte hue shri ji mein duba hua bhavat saven chandan chandan gharshan kar raha hai. Pankha kar raha hai. Pan ki bili ki rachna kar raha hai. Bhog bana raha hai. Vivid prakaar ke pakwan vivid prakaar ke bhog bhav mein bhara hua bhavotsav ye utsav utsah utsav ka matlab kya hota hai?
utsah bole aaj utsav hai to phule phule ghumte hain ye shringar shringar hamara pratiphal utsav hai kaun sa utsav dasyadhikarotsava shri ji ke dasy ke adhikar ka utsah main shri ji ki dasi hoon aur har samay unki seva mein uttar mahaprabhu agle shlok mein de dete hain kaise prapt hoga Radha Radha Madhav y mamastu sarhu dasyadhikarotsava aisi shri kishori jo aur aise shri lal jo maharaj in donon ka mangala se le sayan tak shayan se le mangala tak seva ka adhikar mujhe ekantik kaise prapt hoga ab varnan kar rahe hain uttar mahaprabhu kah rahe is shlok ke ek ek shabd hamari puri upasna bhari hui hai.
uchchishta bhaktav charitam shanwastav vismaran pada bho rajav vichan kunjavya gayan divya guna pashya vam shri Radhe tan mano bharmal soham tav vasit tav vasita rasde tav vasit mahaprabhu ne shlok ke rup mein puri upasna rakh di hai. Kaise prapt hoga Radha Madhav ka dasy is shlok mein pura likha hua hai. He shri Radhe ras de ras dan karne wali main tan se man se vani se aur swayam se ye alag hai chijon swayam aur tan man vani ye alag chij hai. Ye prakritik hai aur ham chidanand hai. Isiliye mahaprabhu ne kaha shri Radhe tanu vang mano amal nishkap nirvikaar bhav se soham main swayam main swayam meri vani mera sharir mera man nirvikaar bhav se arthat bina kisi kamna ke aapki sharan mein hai.
ab ye kaise ho ki ham swayam sharir vani man se nishkam hokar shri ji ki dasi bhavna se yukt ho jae. Uska upay bataya ushta amrit bho tav tav ishta amrit bhogta keval aapki juthan khaenge bas tavat he ras dan karne wali shri Radhe keval aapka uchchishta ye niyamavli mein hai. Ye anannya rasikon ka nij dharm hai. Unki paripati rahi hai ki shri ji ke juthan ke siva unhone aur koi juthan nahi pai. Uchchishta bhog tav keval shri ji ko arpit kiya hua hi prasad payenge aur niya payenge. Jo payenge wo shri ji ko pawa ke payenge.
shri ji ko pawa ke chahe pragat seva mein aur agar aisi jagah hai ki prakt seva nahi to yahan bhi shri ji hai. Mansik bhavna karte hain aur shri ji ko arpit karte hain aur phir use pate hain. Bina uchchishta ke ham kuch pa nahi sakte. Apne aap sab kuch dur ho gaya. Jo shri ji ko bhog nahi laga sakte wo ham pa hi nahi sakte. Shri ji ka prasad hi hamara jeevan hai. Hamare acharya ki mahima ka gat karte hue nabha goswami ji ne kaha hai sarvasv mahaprasad prasiddh ta ke adhikari mahaprabhu ne sarvasv shri ji ki jhuthan mani hai isliye is shlok mein sabse pehle ishtamrit tav tav ishtamrit aapko pavaya hua prasad payenge ham sab hit dharmi hai, Harivansh dharmi hai.
to bina shri ji ko pavaye ya bina shri ji ka bhog lage ham kuch paye na ye niyam hona chahiye. Uchchishtamrit bhog tav charitam shravas tav keval aapke hi charit sunenge anytha aur nahi sunenge. Aur sahi baat yah hai ki jab hamen yah marg jana hai to anya margo ke kilometer ginkar hamko kya matlab? Anya margo ke siddhant anya margo ki baten anya margo ham sunkar kya karenge? Kyonki udhar hamen jana hai nahi. Hamen jana to Vrindavan navni nikunj reshwari shri ladli ji ke charnon mein hai to hamen charitam shavasta tav ham keval aapke hi charit sunenge shri ji ke charit kaise hain divya guna divya gun hai aap gaoge to gategate aap shri ji ke ho jaoge aise divya hai gayan divya gunastav to kaise gun hai divya divya devi sampada ko prakt karke hriday mein dasi bhav shri ji ke prati apna bhav ye divya gun hai charitam sharan aapki hi charcha sunenge.
aapki hi katha sunenge aur durlabh hai. Pad bhoj smaran aapki charcha sunenge smaran karenge. Aapke shri charnon ka hamari smriti jo hai pada bhoj smaran rajas tav aapke shri charnon ka shri charan raj ka isi ka ham smaran karenge ek shlok mein isi mein mahaprabhu ne kaha jagrit swapna sushupti sphurat mein Radha pda chhata chahe ham jag rahe ho ya so rahe ho ya swapna mein ho Radha pda chhata badi unchi sthiti hai. Jagrit mein to Radha pda chhata mein tik nahi pate. Phir sushupti to hamare bas ki hai nahi aur swapna bhi hamare bas ka nahi.
kaun sa swapna aa jae? Gadh nind mein kya shri ji ka smaran? Lekin abhyaas ke dwara aashray ke dwara bhajan ka jab nirantar abhyaas kiya jaata hai to kya prabhav bada divya ki jagrit swapna sushupti is surat mein Radha pda chhata jaise Radha kund nivasi shri pujypad Raghunath das goswami nirantar naam jap karte uska prabhav yah para ki dhruvdas ji ne likha sovat ho rasna rat Radha Krishna sunam wo so rahe hain lekin unki jaban se nikal Radha Krishna Radha Krishna Radha Krishna Harivansh mahaprabhu kya kah rahe sote hue bhi shri ji ke charnon ka dhyan ho raha hai swapna mein shri ji ke hi swapna aa rahe hain jagrit mein shri ji ki hi keval chhata chaai hui hai.
shri ji ke bhav mein bhara hua hai aur kuch nahi. Smaran pada bhoj rajsav. Kyon? Kyonki hamare dharm ki sthiti sevak ji ne kaha shri Radha jug charan nivas. Ham logon ki sthiti shri kishori ji ke charan mein hi hai shri Radha jug charan nivas bhagwat rishik ji kahte hain ki ye jo mahavat rache hue ladli jo ke donon charnarvind hain yahi hamare sur kamdhen chintamani bhagwat rasik anannya leke jo anannya rasik hain ali mane sahcharya hota hai. Jo anannya sahcharya hai unke liye surtar kalpavaksha kamdhenu aur chintamani chintit padartho ko pradan karne wali chintamani samasth kamnao ko purn karne wali kamdhenu aur kalpavaksha jo chaho jo socho vaisa hi prapt ho jae.
yah shri ladli jo ke charnarvind hai javak jut jug charan lali ke ham sakhiyon ki sthiti shri Radha charnarvind mein hai shri Radha charan nivas to hamare smaran mein kahan anya sthan hona chahiye keval Radha charnarwin gore charnarvind shyama Shyam ke gaur Shyam charnarvind iske alawa aur hamara chintan nahi hona chahiye. Ab yahan dekho hamara kitna chintan bikhra hua hai. Bikhar par man simtat nahi indra leen cheet. Indriyon ne mujhe parast kar diya. Man bhogon mein bikhar gaya. Kaise shri ji ka Radha charnarvind ka nirantar dhyan ho.
isiliye sadhak sharanagati par rahta hai. Shri ji aap dekh lo. Shri ji aap sambhal lo. Shri ji aap hi sambhalegi to sambhal payega. Mere sambhale to sambhlega nahi. Indriyan badi balvan hai. Vishyon ka sansarg hone par mare hue man mein bhi anang jag uthta hai. Jiska man mar chuka hai usmen bhi vishyon ka sanyog hone par kamna jagrit ho jati hai. Isliye jab bhagwan Rishabhdev ji ke paas samasth siddhiya ai to unhone sweekar nahi kiya to parikshit ji ne kaha ki inki to aisi sthiti hai inko kya pareshani hai?
kyon sweekar nahi kiya bhagwan Rishabhdev ji ne? Tab shri Sukhdev ji ne kaha jaise chatur baheliya apne pakde hue hiran par kabhi vishwas nahi karta. Kabhi bhi bhag sakta hai. Aise siddh purush bhi apne man par vishwas nahi karte. Wah kabhi bhi bhag sakta hai. Ham log to us avastha ko prapt hi nahi hai jisko siddhvastha kahte hain. Ye rog ye pareshani ye chahiye wo chahiye. Yah jab mit jae tab bole smaran pada bhoj raj har samay shri ji ke chintan mein prasannata ka vishay kya hota hai? Brahm bhut prasann atma brahm bhut mane bhagwat charnarvind ka sakshatkar kiye hue har samay prasannata hamko unse dur rahna hai jo hamare dimaag mein shri ji ke charnon ke siva aur kuch bhare un vyakti se us samaj se us satsang se us vihaar se rishte se nate se hamen dur rahna hai jo hamari shri ji ke siva kuch bhare ham shri ji ke chintan ko karte hue panch minute mein bhi sharir chhut jae to raji hain.
hamara lakshya chintan hai na sharir aur sabse badi aushadhi dhanwantri ji ne ayurveda ka pura manthan karne par achit Govind Krishna naam ismen jo rog nivaran ki samarth hai wo kisi aushadhi mein nahi to divya aushadhi ka sevan ho raha hai divya chintan ye sansarik kya jane to apne ko smaran pada bhoj rajas tav aapki charan raj ka smaran aapke charnon ka hamko har samay yah savdhani baratni hai ki priyaju ka chintan na chhute jis vyakti se jis vastu se jis ghatna paristhiti jo bhi hamara chintan chhut jae wahi vipatti hai.
aa Harivansh ke naam pare. Hamne jeevan mein dekha hai chintan nahi chhorne hain. Praarabdh vasa indriyan prabal hai. Hamen kahin baitha lo kuch bhi. Lekin ham chintan aapka nahi chhodenge. Aapko saath rahenge. Chahe narak bhejo yatra yatra janm karm narke parme pade thava Radhika nikunj mandli tatr tatr hrid mein virajta ye shri ji janti hai dusra nahi janta chintan chintan ko jisne mahatva diya wo jit gaya chintan ko mahatva dijiye har samay bhajan ko [gala saaf karne ki aawaz] mahatva dijiye vichran kunjasta valyan aapki kunjon mein vichran karo.
20 kos Vrindavan ka praman hai. 42 leela mein varnan hai. Panch jojan vistara aisa varnan kiya. Ek yojana char ko panch chauko 20 aap jaise ye apna banseev hai yahi tak mansarovar banseev sab ye sab Vrindavan ke antargat hai dhruvdas ji ne 20 kos kaha hai Vrindavan panch jojan vistara ham aapki hi kunjon mein vichran karen Vrindavan jinko saubhagya prapt hai akhand Vrindavan vas ka kya kahna hai main aapki hi leela sthal thali mein vichran karun. Bole amuk dham chalte hain, amuk tirth chalte hain, amuk puri chalte hain.
Vrindavan ko chhod ke aur tirth de de jat Vimal chintamani kauri ko lalach. Vimal chintamani Vrindavan ko chhodkar kauri uthane ke liye ja rahe ho. Mahaprabhu kah rahe vichran kunjav valyan bas aapki hi kunjon mein vichran karunga Vrindavan ki galiyon mein Vrindavan ke kshetra mein hi vichran karunga anya nahi kyonki aapka kunj kutir hai aapki nikunj vati hai aapka nikunj van hai Vrindavan gayan divya gu aapke hi divya gunon ka gayan karenge. Niyam hai mahaprabhu to shri ji ki sahachari hai. Rasna kato jo an rato nirakh an phuto nain shravan phuto jo an suno shri Radha jas bain yah sharan tav aapki hi baat keval sunni hai.
guna divya aapke divya gunon ka hi keval shravan karna hai. Aur gayan aapke hi gunon ka karna hai. Rasna kato shravan phuto aur rasde paswa kritim he ras dan karne wali priyaju keval aapke hi rup ka dhyan ho bas aur koi dhyan na ho puri upasna isi mein ek shlok mein uttar de diya pehle mein prashn kiya ki aisi shri ji ki dasata kaise prapt ho to dusre mein uttar diya ki aapka ishtamrit prasad paye. Aapke sundar charitra ka gayan kare. Aapke charnon ka smaran karen. Charan raj ka smaran karen. Aapki hi kunj vidhti Vrindavan vas karen.
aur aapke hi gunon ka gayan karen. 42 leela Shrimad chaturasi ji ye sab divya priyal ki leela se bhare hue hain. Aur aapka hi dhyan karen. Ab dhyan ke vishay mein Radha rup aisa hai jo agochar hai. Bada gupt hai. Kahin bhi agar kuch varnan hota hai to dhruvdas ji ne kaha ki jisne dekha uske vani nahi aur jo bol sakta hai usne dekha nahi. Netron ne dekha to tero rup kahat nahi ave rup kaise to Radha naam mantr iska dhyan karo isi mein aa jaega dekhi rup naam adina agar naam ka mantr ka dhyan karoge to shri ji ka rup jhalakne lagega gore charnarvind kaise mahavchit hai kaise sundar payal hai kaisi sundar shobha wo suhag unki kripa se unka rup prakashit hoga kisi ki samarth nahi ki dhyan kar sake dhyan to unke pritam ka bhi muni man dhyan dharat nahi pavat phir jinka dhyan swayam lal ji karte hain japat hari vivas tab naam pratipad
Vimal manas ta dhyan te nimish nahi tarbo ek nimash ke liye bhi shri ji ka dhyan lal ji nahi chhote un shri ji ka dhyan hamari samarth kaha hai ki ham kar sake Harivansh mahaprabhu ne jo mantr diya jo naam diya Harivansh mahaprabhu ne naam diya Radha vallabh lal ko hriday dhyan mukh naam Harivansh mahaprabhu ne jo mantr diya iski samarth hai ki Radha rup ka dhyan kara sake nahi to brahmeshwar aadi sudu padarwind shri ji ke charnarvind is dhyan mein nahi ate bade-bade mahapurushon ke bhi to ham tan
se man se vachan se aur swayam se shri ji ki sharan mein hokar kar jaisa mahaprabhu bole waise aacharan karen to hamen shri ji ka dasi bhav prapt ho jae sahachari bhav prapt ho jae aur ham sab shri ji ke charnon mein samarpit hain to yah sab mil hi jaega par hamko thoda sa anannya bhav lana hoga jaisa ki tav tav tav aapki keval aapki aapki [gala saaf karne ki aawaz] aapka jhuthan aapki katha aapki aapki varta, aapka Vrindavan, aapke rasikon ka sang bas jab anannya ho jaenge to yah bhav hamen prapt ho jaega. Shri Radha vallabh lal ki jai
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Shri Hit Radha Kripa (YouTube)
sambandhi
- hamen jeevan mein mushkilen kab tak sahni padengi ? //25/09/26 — koi na koi sa kisi na kisi seva seva mein panch 10 15 20 ka ek hota hai amach rag dves banne se bahut zyada dubhavna rahti hai uske karan kya vikshep hota rahta hai aur ek dusre ki ye matlab…
- is ek baat se aapka pura jeevan badal jaega ! // 24/09/26 — dekho sabse pahli baat ki jo hi ham sharanagat hote hain hamari baat hi hamare sare jeevan ka bhut bhavishya vartman ka pura bhaar isht par hota hai. Ab hamko jo kartavya karna hai is samay sharanagati ka wah…
- yadi sadhak swayam par kripa kare, to yah labh mil sakta hai/ kakasur, shaktasur evam trinavarta ka udhar — Vrindavaneswari tav padarvindm prema makrand raso purnam hridpitam madhupte smarta nirvapay param shital mashryam param shital mashray [nak se ki jane wali aawaz] param sacchidanand ghan Premand swaroop…
- shrikrishna ka chathi pujan evam Putna vadh / bal Krishna ke darshan ko ko aae mahadevji ! // 22/09/26 — Nilmani ne sakla vaywana kurwind nev bimba dharas kamal ragene pan padasya shikhar manne nakhar nikas nirman kada chin manamyova indavre sakla vaywasya bandhu kenev bimba dharosh japa kusumev pan padasya…
- aisa kuch kama lo jo mrityu ke baad bhi saath jaega / Gokul mein Nandlala ka janm // 21/09/26 — Vrindavaneswari tav padarvindm prema makrand raso purnam hridpitam madhupte smarta mugam nirvai param shital mashryam param shital mashryam krishnay Vasudevay Devki nandnay cha nand gop kumaray…
- Vrindavan ki diksha ka kitna bada phal hai? / bhagwan shrikrishna ka prakty // 20/09/26 — Vrindavaneswari tav padarvindm prema makrand [gala saaf karne ki aawaz] raso purnam hrid pritam madhupte smarta mugam nirvapay param shital masya param sacchidanand ghan Premanand swaroop navni nikunj…