shri gopal mani ji maharaj se gau mata ki seva par charcha !!
shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.
pura pravachan
gopal Manish maharaj gau sevak hain aur bahut sari gaushalaen hain aur aisi samitiyan banate hain jismen gau raksha ho maharaj hai hamare Govind ji ne thakur ji ne bhi avatar jab jab liya hai usmen ge shabd ki baat bhi aae hain aur prithvi jab bhagwan se pukar karne gaye to ge ka rupi dharan kiya aur gau ki seva to hamare akhil vishv brahmand ke Swami gopal vishv dharan karke unke piche gavacharne gaye na hamare thakur ji gau seva matlab sarveshwar bhagwan ki seva hai swayam bhagwan jab brahma ji bachra ka rup dharan karle yah to matlab bhagwan ki vishuddh kripa hai nahi aaj hamari drishti apni vasnaon par apni pratishtha par apni ichhao par adharit ho rahi hai shastr sahmat ya dharm samjh dharm ki sthaapna gauraksha sant bhakton ki bhavanon ko pusht yah to keval bhagwan hi karte hain agar aapke dwara to bhagwan hi aap mein virajman hokar kar rahe hain gau ki raksha manav dhancha aapka hai aur andar mera gopal Govind hi baitha hua sab kuch kar raha hai yah to param bandhni param prashn sani karya tan maa prannon ko samarpit
karke jo gau seva karta hai vastvikata ham is baat mein isliye vastvik shabd laga de ki aap to mahatva wale hain par jo gau seva ke naam par aae hue arth ko apni sharir vasnaon ki purti mein to yah usko jo prashansniy vishay use alag marg ho gaya yah phir usko patit kar dega jo gau ke nimit aae hue dhan ka apne vasnaon se apne sharir sambandhi aadi ke prayog mein jaise apne thakur ko bhog lagate to bhajan pradesh mein pani thodi jaenge apne thakur ka hi payenge waisi baat to theek hai ki gau seva ho rahi hamara sharir jo seva mein laga hai unki seva mein lekin unke nimit se aae hue arth se apni vasna ki purti wala kshetra aur gau ke nimit jo aaya usko to wah hamen phir malin kar dega unse chuda karke wah doodh dena uske seva kar rahe hain to isse hamare golu bihar Govind gopal prashn ho jaate hain aur bhagwan ka prashn ho jana hi hamare samasth sadhno ka phal hai upasna hai wahi bhav hai mere Govind mere upar prashn ho jae to yah gau seva bahari log to nahi samjhenge prashansniy
ham bhartvassi hain to hamara ek kartavya hai ki ham ge nahi pal pate hamare paas jagah nahi vyvastha ek ge ko bhajan de de to hamare bharat mein bahut se gaushalaen hain aur samyak rup se goho ki seva ho to hamare dharm ki raksha bhi hogi aur jo ge ke doodh se ge ke gi se jo pushta hoti hai yah sochte hain ham mans khakar pusht ho jaenge aap bhale mans bada sakte ho sharir ka lekin shakti nahi baadh shakti to dharm aur niyam se badhane par adhyatmik urja shakti jo hai na to bahut prashansniy karya hai aur ja ja kar ke gram mein nagron mein ja jakar ke aisa bhi karna chahiye ki samaj ko baithaal karke jagrit karna chahiye ki ge keval doodh dene wala pashu hi nahi hai wah hamara dharm bhi hai uska ashish bhi lagta hai uske ashirwad se aapka kal aapka jo ishwar wahi badhega gau sevak kabhi kal mrityu ko prapt nahi hota gau sevak kabhi daridra nahi ho sakta gau sevak kabhi asadhya rogan se grasit nahi ho sakta bhale praarabdh ho kyonki wah gau seva mein mana ki mallu praarabdh se koi antarik bimari ae gayi
lekin uske pratap se parast nahi hoga bahut se labh sabse bada labh hai bhagwan kripa karke aa antim jeevan kar dete hain jo gau seva pran hai na uska lakshya keval gau sukh pahunchana ho bas kapaat ka tyag karke kapaat ka matlab jise ham apne Swami Govind jhalakta hua nazar ae jaega pakka vishwas maniye unhen goho ki seva mein pran samarpit karke phir aap dekhoge Govind ki pratap ke liye alag se koi sadhna nahi karni padegi haan wo kripalu ne ke beech mein tumhen dikhayee denge krishna Balram unhen ke beech mein nazar aaenge ham sabko maa vachan se sharir se dhan se jaise ban sake aaj bas yahi to ka rahe hain na pehle kisi ko guru mantr diya jaata tha na to panchganv pilaya jaata tha panchganv pilaya jaata tha kaise pan se kabhi pilaoge tum kaise tum pavitra ho gaye aaj kya ho raha hai doodh sab kuch chahiye puchta sab kuch chahiye aur abhinandan hai aur aap chalo age badho adhik se adhik hamara prabhu ki samarth aapke saath hai hamare prabhu ki samarth hai kali dekar jal pine se ghume amrit prayah ho gaye thakur ji ne
round diya Kaliya ko vishv ko amrit bhag diya hamare braj mein nahi ganv mein pani piyenge gopal pani piyenge to unka chal bahar chal bhagwan bahut kripalu hai to jo hamen inhone bataya ki bahut si gaushalaen aur bahut logon ki seva ho rahi hai pranam karte hain aur aap khub anandpurwak se liye bas kapaat ka kahani bhi hamare hriday mein bhavnane pe to koi parast nahi kar payega
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
- jiska lakshya bhagwat prapti hota hai uske kya lakshan hote hain? — ras shekhri sharan ji Vrindavan se maharaj ji jiska dridh lakshya bhagwat prapti ho gaya hai us sadhak ke kya lakshan hai narayan hari bhajan mein pancho na suhat vishay bhog nidra hansi jagat prit bahu baat ye…
- ekantik vartalaap evam darshan #1398 — ajay Mishra ji Pune maharashtra se Radhe-Radhe Radhe-Radhe maharaj ji Gurudev main sabhi devtaon ki puja karta hoon parantu meri shri Ram ji mein shraddha hai. Main shri Ram ji ke prati eknishtha…
- pujya maharaj ji ne bhagwat gita padhne ke liye kya updesh diye? — punit ji, karauli Rajasthan se. Radhe-Radhe maharaj ji, aapke charnon mein koti-koti naman. Maharaj ji, main apni manodsha, adhyatmik vikas tatha mansik shanti ke liye ah Shri madbhagwat gita ko padhna…
- mujhe har kisi mein bhagwan dikhte hain bahut dar lagta hai, kya karun? — Radhe-Radhe maharaj ji aapke charnon mein koti-koti dandvat pranam. Bhagwan mujhe yah janna hai ki mujhe har kisi mein bhagwan swaroop dikhayee deta hai. Aap mein bhi bhagwan nazar ate hain. Chinti mein bhi har jagah…
- ekantik vartalaap evam darshan #1397 — vijay kumar ji Rajasthan se Radha shri Harivansh shri Harivansh maharaj ji maharaj ji aapke bal se dincharya nit nirantar achhche se chal rahi hai wo shri ji saath hone ka samay-samay par anubhav bhi karati hain…