॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

vidhayak ji ke prashn ka gazab ka jabab !!

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

Niraj Sharma ji koti koti pranam maharaj shri maharaj ji main Ram katha vachan vi faridabad se vidhayak hoon mere paas kisi samasya ke liye ek paksh aata hai aur mujhe uski madad karni padti hai to kya dusre paksh ke saath theek hai wo hamare rajya ki samvidhan se theek agar theek hai tum paksh lete hain isko bata dete ki aap hamare paas aae ho ham uttam salah denge pehle aap apne aacharan ko sudhrie phir ham aapko support karenge agar aacharan hamare rajkiy vidhan ke pratikul hai ya Shastri vidhan ke pratikul hai

ham aapka sahyog lekar payenge to phir aapka sahyog nahi hua aap hamare paas aae ho agar aap hamen lagta hai ki ji baat ka yog maang rahe ho wah shastr samvat hai aur hamare rajya ki vidhan kanun ke antargat hai kyonki aapne ek pad ka naam liya to rajkiy vidhan se sammant pad hai jitne bhi log aapke seva mein ate hain unmein aisa aapka vihaar hai jaise ek ghar ka bada bujurg apne bachchon se pyar karta hai waise jitna aapka kshetra hai use kshetra ka dharmi adhami papi uttam edam sab aapke pyar aur dular aur shasan tino ke adhikari hain agar wah dharmikta charan karta hai jaise apna bachchha galat karta to do-char thappad lagate hain to phir theek nirnay nahi kar payega theek nirnay tabhi kar sakta hai jab kanun aur Bhagwati vidhan donon ka prichay prapt ho aur samne wala jo sahyog karenge aur age usko badhaenge aur yadi adharmukta hai to wo ya to galti sweekar karen aur dand bhige agar aisa lagta hai ki ek bar kshma karne se yah dharmaacharan chhod dega aur vastvik chhod dega iska dharm aacharan karne ka

swabhav nahi karna chahiye vichar karna hoga nahi to karta prerak anumodan tino ko barabar bhag milta hai chahe wo shubh ho ya ashubh ho jaise kabhi Vrindavan jaiye aap ek bar bihar ji ke darshan kijiye satsang sunie dekho prayas karenge dusra prayas nahi bade bhagya ki baat suno agar tumhare paisa nahi to ham vyvastha kar dete hain ek din ka kam ham dekh lenge tum jo tum Vrindavan aur wo Vrindavan aaya to wo aaya parikrama ke darshan kiya satsang suna usko jo labh milega wo prerna dene wale anumodan karne wale ko barabar milega isliye Shastri vidhan hai agar aap dharm ka saath dete hain to aapke upar dharm ka hi dand milega aapko koi bhi ho koi bhi ho agar aap dharm ka saath dete hain to dharmo rakshti Rakshita dharm aapki raksha kar laga agar koi aapke pratikul hona chahega to aapko parast nahi kar payega Shastri vidhan adhyatma 16 aisi hai kya hota hai ki dusra paksh to kabhi-kabhi nahi ae pata aur jo vyakti aata hai wah bar-bar ek hi pressure deta hai ki bhai sahab ham aapke saath the aaj aap

hamse achhche bure ki paribhasha ki main bharat ka hoon bharat ka hamara ek kanun hai main bhagwan ka hoon bhagwan hamare saath hai ham kabhi wo nahi kar sakte jo bhagwan aur kanun ke maidan ke viparit ho tum saath dena mat dena yah jeevan kitne din ka hai ant to gatva vidhan mein bhi aap bhi chal rahe ho agar rajkiy vidhan bigad gaya to aapko bhi dand milega agar Bhagwati vidhan bigad gaya to ye sharir samrajya sab chhath jaega ek laik nahi chhutega na uska parinaam kya hoga to hamare saath bhagwan hai hamesha kanun ka vidhan hai in donon ko tum hamara saath do ya na do agar tum dharm se chalte ho hamara saath mat dena ham prabhu ke bhrose hain dekh lenge wo aadmi agar thodi bhi manushyta hai to samjhega ki tum chij kya ho aur agar tum kisi pehle ek-ek shabd aap agar shravan karoge to prashn nahi ra jaega kisi pralobhan mein ya kisi sambandh ke dabaw mein jo nirnay kiya jaata hai wo dharm mein nahi hota dharm kisi dabaw mein nirnay nahi hota bas hamare jo adhyatma ka nirnay hai wah yah hai isiliye Priya aap logon se

chak ho jaate hain agar yah adhami aadmi hai isko hamne saath nahi diya to hamare upar kshati kar sakta hai hamare parivaar ke upar kshati kar sakta hai hamare pad mein bhi bada sakte hain to ye pad kitne din rahega ye pad kitne din rahega ye sharir kitne avinashi hai kya utpad avinashi hai kya agar sahi se chaloge to is pad ka prayog karte hue avinashi par brahm paramatma ko prashn kar log kyonki jai chahe 10 logon ki seva ho chahe hazar logon ki seva ho to prabhu hi rahega imandaar aur sacha aadmi to yahi hai ham galat the isliye saath nahi diya lekin sacha aadmi yadi hamare pradesh mein aisa rahega na ki agar ye raha wo jake tumhare mein daelga hai virodhi vyakti lekin daelga kyonki dharm jabardasta drishti usko anukul bana let hai isliye hamari to jo yahi bhavna rahegi ham is vishay mein kabhi salah nahi de sakte wo baat nahi baenge wo theek nahi hua aapke parivaar ke liye bhi hanikarak hoga aur paramarth ke liye pakki baat hai Guruji karta to main yahi tha dar ke karta tha aaj ke baad yah nirnay aur

straang ho jaega bilkul aur agar nirnay straang hai to hamari ek baat yad rakhna wo anant samarthyshali bhagwan tumhare saath is baat ka anubhav bhi karo hai dekhte hain sab jagah hai to jahan main hoon wahan bhi hai sabka hai to mera bhi hai sab mein hai to mere mein bhi hai sarv samathsaliyat bhi kya darna hai sarvatra sarvatra sarvagya sarvshaktiman jiska astreliya sthit zindagi hai zindagi mrityu kya chij hoti hai dekha hai aur kripa kya chij hoti hai aur donon ke beech ka yuddh kya hota hai wah bhi

dekh rahe hain isliye satya mein chalo yar chahe do din jio kya matlab hazar din jeeke kya karenge satya mein chale jo pahunch jaoge dham pahunch jaoge prabhu ke prabhu ke dham dekho tribhuvan ka sabse bada jo dev lok tak pad mana gaya uske upar bhi Prajapati hain aur pharmeshthi pad hai Devraj indra pad maharaj nahush ne yagya aur purn pratap se yogyta prapt ki thi dev Rajendra pad ki Devraj avsar aaya devtaon ne prarthna ki to unka prabhu meri samarth karun vu dev ko aja karun main darta hoon

is baat se bole nahi main sab devta milkar tumhen ashirwad dete hain jo tumhare samne hoga uski aadi shakti tum mein ae jaegi pehle aise hue ab jab Devraj indra pad pe baithe to bhul gaye wah wali baat hai bhaiya main aapka hi sevak hoon aur jab gaadi par baithe tab unhone brahm rishiyon se ka palki mein lago tribhuvan pati hai aur Devraj indra ke mahal mein unki jo ardhangini thi patni ka bhav ae gaya Devraj indra pad aur sidhe wahan ka posta hua ajgar yani mein isliye bahut savdhaan yah pad nahi rahega ye sharir nahi rahega lekin dharm rahega satya rahega bhagwan ka naam rahega himmat rakho ji din marna hai is din marna hai ji din jo hona hai is din hona hai uske liye chinta kya karna hareesh charnon mein hari sharan hamari to ek hi baat samjh mein ai tere kiya sab hoga tu nahi jaega to koi kuch nahi kar sakta isliye main nirbhay hoon nischit ho keval vani ki baat nahi hoti Kashyap jaisa bhagwan ka ordar apne 5 varsh ke bhakti Prahlad ke liye bhagwan ne wo adbhut rup koi devta aisa nahi tha jo

kamna rav bhagwan ke rup ko dekh ke wo itne sukumar itne sundar bhagwan itne avesh mein aisa narsingh rup wahi bhagwan hamare bhi hain darna kya hai jo hoga hamare karm ka phal agar bhagwan na chahte to wah chahe jaise chalo bhogna padega phir darna kya hai bahadur ki baat chalo dharm mein hamen lagta hai yahan bhi mangal hoga aur wahan bhi mangal hoga dharm aacharan yahan sukh deta hai

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi