॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

Jagannath ji ke shringaar sevi se Jagannath ji ki mahima par kya bole maharaj ji ?

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

gopi yas Radha yas Radha naam gopi smaran jaise niyam se bhakt karta hai na aise prabhu karte hain swayam mb unko lag raha tha ki shri Krishna ke samyak swaroop ka gyan gopiyon ko nahi hai yah mana kiya gaya tha ki kabhi sarkar ke samne aisi charcha braj prem ki na ho jae par wo chhup ke sun liela lekin prem itna balvan hai ki aise bhagwan ki dasha badal di bhala jeev ki dasha badal jae kaun se ascharya ki baat maraj shri 36 prakaar ke sevay to mein aur hazar sevayat hai Jagannath Puri mein lekin ye bilkul advitiy hai karan hamare yahan bhi shlok hai yatam janm karm bhi nar ke parme pade thava Radhika rat nikunj mandli tatr tatr had mein viraj tam isliye age ki to rasta mat rakhna hat karke ki hamari yogyta nahi hai hamari yogyta hai prabhu ham aapke charnon ke paas rahenge bas haan aap saath kahin bhi le chalo Jagannath ji ke shrringari hai ha badi kripa badi ka viraj jai ho patit pavan Jagannath Swami nan path gami ham jinki dasat se yukt hai na wo bhi dekho Jagannath ji ka jo prem vap prakt hai na wo

yahan unki jo param pavan leela hui usi leela ko sunkar swayam leela karne wale ki aisi prem avastha ho gayi yah jo Jagannath ji ka rup dekh rahe hain yah kot kandarpa ko mohit karne wale hain par yah prem ka aisa rup hai unhin ke leela hai wahi karta hai us leela ke koi dusre thakur thodi hai wahi Brijendr nandan hai koi dusre nahi hai wahi dwarikadish hai wahi Jagannath ji hain wo yah leela aisi braj prem ki hai jaise mahaprabhu chaitanya dev ki prem dasha mein aata hai na aise sab hath aise haan wahi matlab kurma vat likha hai jaise bhagwan ka kurma avatar hua na ka chhapa avatar aise ang kurma vat matlab wo sab ek mein ekse bada alaukik rup matlab ghabra gaye bhakt jan dekh kar ke ki aise Jagannath aur mahaprabhu mein antar thodi hai sevak Swami ka leela wahi keval kar rahe hain jo Jagannath ji hai sakshat mahaprabhu chaitanya dev ji wahi hai jo mahaprabhu chaitanya dev ji wahi Jagannath ji sahi gaur sahi Krishna sahi Jagannath ha wahi ye prem vapu Jagannath ji ka hai jo aap baglir dekhte na prem baglir hai prem bap hai aur

jiske prem se wah aisi bhav ki maha premay dasha wah hamari ladli jo hai ha Radha Radha Radha ye jo aap kripa prasad dekh rahe hain na ye hamari ladli ja ka kripa prasad Radha yas lal ju ki jo shravan idri na prabhu ki gopi yas Radha yas Radha naam gopi smaran jaise niyam se bhakt karta hai na aise prabhu karte hain swayam Mathura mein hi achanak Uddhav ji pravesh kyonki sakha hai to dekha gopi gopi aur ashubh pravah kar rahe prabhu ु sara jagat kahta Krishna Krishna Krishna aur yah kah rahe gopi gopi gopi Radha

Radha unka prabhu aapke aansu mujhe bardast nahi ho rahe prabhu aap mat roie aap kyon ro rahe hain kyonki gyani Uddhav hai na atma prakash ho chuka hai brahaspati ji ke shishya hain aur shri Krishna ke nitya sakha hai matlab jo Uddhav ji ko saubhagya wahan prapt hai wah alaukik hai unhin ki poshak prasadi unhin ki juthan unhin ke saath aur itna gyan hai ki bhagwan mantrana karte hain bhagwan unse mantrana karte hain Uddhav se to Uddhav ji ko laga ki prabhu ka rona theek nahi kyonki jante hain prabhu ki mahima sarvantaryami sarvagya sarv samarth shali kartu kartu anytha kartu yah sab gyan hai unko prabhu ne kaha ham bhi chahte ki ham na roye par gopi jan ro ra na Krishna Krishna kah ke to Udhav mere aansu nahi ruk rahe aur meri jaban nahi ruk rahi meri jaban gopi gopi gopi aisa kahak ro rahi to aapka rona kaise band hoga unka rona band karo aa jao braj mein hai Mathura aur braj mein kitna antar hai Vrindavan mein jao to badi thesak aae ki aaj hamko bhagwan ke janon ko updesh karne ka saubhagya mila

Uddhav ji ka aur badi thesak mein atma kya hai jab unko ham bata denge na shri Krishna wahi atma swaroop hai tum rona tumhara theek nahi hai matlab unko lag raha tha ki shri Krishna ke samyak swaroop ka gyan gopiyon ko nahi hai par va nahi jaan rahe the ki jo tum gyan bras path se prapt kiye ho wah shri Krishna ke charan raj se hi prakt hua hai braas pati ko vigyan shri Krishna charan raj se aur wahi charan ho yate sujat charnam barham snes bhala inko kaun sa gyan na hoga vedant ka purn swaroop nakhal gopika nandan bhava nakhal dehi na mantra atmik aap ham jante hain ki aap keval Yashoda nandan nahi ho mujhe pata hai aap akhil antar mein virajman atma ho nakhal gopika nandan bhava nakhal de hina mant atma de to gopi koi aisa thodi ki use gyan nahi hai sarkar Uddhav ko premi banane ke liye aur jab gopiyon ke samip aae unke ashu yukt darshan unki raj mein baithe aur unke jab prem ki dasha dekhi to kaha tha thag liya shri Krishna ne mujhe aae the khud samjhane ki abhi gopi janti nahi shri Krishna kaun hai aur jab

gopi jal ke paas aae to ulta ho gaya unhone kaha thag liya mujhe shri Krishna ne arthat apne aishwarya aur vaibhav ka to gyan kara diya prem se pura chhuta rakha isliye wo yah nahi manga ki mujhe shri Krishna ka sanidhy mile unhone yah manga ki mujhe koi gulma lata aushadhi bana do aur main yahan braj mein ban ke rahun aur in gopiyon ki charan dhul pare na to mujhe prem prapt ho jae nahi haan vande nand braj sti Ram pad ren bhakshan sa bar-bar laut rahe hain aur kah rahe asha ma ho meri asha hai main koi lata bata yahan gulma aushadhi ban jau to prabhu ka jo prem hai wah prabhu ko bhi adhin kiye hue hai matlab bhagwan se badhkar srishti mein koi nahi anant brahmand mein koi nahi sabhi rom rom mein koti koti brahmand vas karte aise mahmmahim hamare bhagwan lekin prem itna balvan hai ki aise bhagwan ki dasha badal di bhala jeev ki dasha badal jae kaun se ascharya ki baat jo Jagannath Swami hain yah hamare bhagwan ki prem bap hai prem rup prem dasha ki sthiti dekho na aise hath aur ashu puri yah mana kiya

gaya tha ki kabhi sarkar ke samne aisi charcha braj prem ki na ho jae par wo chhup ke sun liela subhadra ji Balram ji tino mahan prem ekdam waise aaj bhi us braj prem jahan jis bhumi mein baithe ho is prem ki mahima ka wo swaroop hai wo swaroop bhagwan hamare hi to pritam hai koi aur thodi Jagannath hamare hi pritam hai wo prem vapan ka swaroop hai is raj mein jo prem chhupa hua hai bade kripa patr hai shri ji ke shri Radhika kripa bin sabke manan gam yah jo prem hai ye kishori ja se hi prapt hota hai kyonki kishori ju shri Krishna ke hriday ka allad prem jab murt hua to sandranand ghan prem murti kishori wah kishori kishori ji koi stri koi devi shakti aisa nahi shri Krishna hriday ka prem samudra jab rup dharan kiya to Radha kishori ho gayi isiliye kahin bhi kisi ko bhi agar Krishna prem prapt hota hai to shri ji se prapt hota hai ladli ji se prapt to jab ham ladli ju ka yash gate hain to lal ju ko jo sukh milta hai waise bhi inka swabhav hai prabhu ka nij

yas te adhik bhaktan yas par pyar agar prabhu ko unke premi janon jaise kisi mahan unke anuragi ki charcha karo na to prabhu ekdam jaise bhakt nahi ekaagr purvak bhagwan ki charcha aise bhagwan ekagrata purvak bhakt charcha phir shri ji to prem bappu hai socho to bhakt mein prem aata hai ansh matra se wo to prem priti murti mati ras sindho shri Krishna ke hriday ka prem ras sindhu jo hai wo murtiman hua wo ladli jo hai ladli ji koi aur tha isiliye adhin hai jake adhin sada savro to bhagwan ka naam premdhan hai na aur priyaj prem rup hai isiliye Priya adhin hai isiliye ja ke adhin sada hi savro ya braj ko sirtaj hamare mai shyama ja ko jab koi Radha Radha Radha bolta hai to lal ju apne aap ko uske adhin kar dete hain prema vishkumbh apne premi janon ko ye maya ka vaibhav jhutha nahi dete hain haan wo agar hai agar kisi ke paas jaise hai wo rag rahit hai wo uska mahatva nahi rakhta agar mahatva aa jae to abhi jana nahi prem ras jana nahi brahma ke bhog sab visham lagat tai narayan

braj chand ki lagan lagi hai jai to ladli ju ki kripa se ye jo jaise thakur ji apna ye thodi laye thakur ji bhejte hain mala prasadi vas ye bhejte hain haan apne parsad se to bhejenge to ye kay inke kar kamal hai ye Jagannath ji ke hi kar kamal hai man lo prasad mil yah rup jo hai Gaur hai mukhya wahi viraj chalo wahan chalo Vrindavan yah prasad lo ye unko dek aao ye unka sakshat prem bappu hai kaise tuhe batae ki shri ji ke charnon ke aashray se jaise goswami ji anubhav karte hain ja par kripa Ram

ki i ta par kripa kare sabko le aise bas shri ji ke aashray se jitne bhakt hain jitne mahapurush hain jitne bhagwat swaroop vigrah seva mein vigra avatar bhagwan ko hota hai sabka prasad sabki kripa sabka dular ke ladli maharaj swamini hai na hamari bhi swamini hamare lal ja ki bhi swamini 36 prakaar ke sevay mein aur hazar sevayat hai Jagannath Puri mein lekin yah bilkul advitiy hai karan Jagannath Puri mein abhi inka sat mahine pehle vivah hua hai ji sirf aur sirf Radha naam ka hua par yahan braj se matlab bhakt sant log gaye the aur wahan itna bada aayojan hua ki wahan ke sabhi sevayat jo hai wo aake bolne lage ki ham bhi ab apne bachchon ki shadi mein is prakaar ka Radha naam kirtan hi karayenge aur aapke satsang ka aisa prabhav hai in par ki Jagannath Puri mein maharaj ji inke samne agar Radha naam koi leta hai na inke ankhon se ashru ane lag jaate hain to hamne hamne abhi unse piche bola ki itna agar hamari ladli ja se aap prem karte hain to unse ham prarthna karke baat karte hain aap matlab

Jagannath Puri mein agla janm na lek sevayat ke rup mein aap hamari ladli jo ke janm nahi hoga ha kah rahe nahi suno nahi nahi janm nahi hoga baat man lo hamari na tumhara yah papu hai jo ladli ji ki seva mein papu hota wo papu pradan karke wo sadaiv sadaiv ke liye apne paas rakh lenge janm kahe ko denge aur Jagannath ji bhi wahi paras mein milenge ka alag thodi hai ladli ju ek palak jhapak ke liye bhi lal ju se alag nahi rahti aur lal ju ek palak jhapak ke liye ladli ju se alag nahi rahte haan ladli ju ki pri sakhi se lal ju kahte hain kaha kaho in nainan ki baat sakhi main apne netron ki baat kya kahun ye ali Priya badan ambuj ras atke anat na jat ye mere netr rupi bhore Priya rupi mukh kamal pe sadaiv mar raat ye anat na jat kaha kaho nan jab jab ruk palak samput lat ati atu rakla agar kahin palak jhapak jae pyari ja ke darshan mein ek second mein palak aise hoti hai na 700 kalp ke dukh ka viyog jo hai prabhu ko ek palak jhapak mein aise maha premi prabhu to Priya ju se ek kshan ke liye kabhi bhi

lag nahi aur Priya ju kabhi ek kshan se ek kshan ye jo nij dham mein virajman jori hai ye kabhi bhi lag nahi hoti hai aur aap hamare Priyalal ke hi parsad hain parsad hai abhi unhin ki seva kar rahe ho agar aap shri Krishna ki seva kar rahe ho to aap dekho adhe ang mein ladli jo virajman milenge agar aap shri ji ki seva kar rahe ho to lal ji adh kyonki do nahi hai Jagannath ji to itne se sadha itne se Radha aur Krishna ka milan murti Jagannath ji hai ha wahi to kah raha aap gaur se dekh lo to aap

aisa nahi ki Priya seva mein nahi ho aap nahi ki bas agla janm ho aisi akanksha mat rakhna kyonki agar rakhoge to ho jaega pakka samjhna nahi nahi nahi ismen jaise ham chhut dete hamare yahan bhi shlok hai yatra mam janm karm bhi nar ke parme pade thava Radhika rati nikunj mandli tatr tatr hriday mein virajam mere hriday mein shri kishori kishor jo virajman cha narak bhej dena mujhe koi parvah nahi par ye acharya bol rahe hain kalikaal age itna badhega ki hamen aisa vatavran nahi milega hamen aisi anukulta kahin nahi milegi dhire-dhire dhire-dhire ham mahapurushon se rahit hote chale ja rahe hain jo Bhajanand mahapurush jinke sang se yah rang aata hai wah antar dhyan hote chale ja rahe hain aur aajkal jo tapasya bhajan hai wo mobile ki hai smartaphon ya chati mein pehle jaise chati mein apne guru ji ki chavi aise rakhte the aur mahapurushon ki ya Priya pritam ki ab aap dekho thodi-thodi der mein jaise chavi dekhte the aise mobile kiska message aaya ki kahan man lagega bahir mukh kiye na abh antarmukhi pritam

ka jas ga ke rote the rasik jan ab ekant hua to gem khelte hain nana prakaar ke usmen sansarik drishya bhaiya agla jo janm hoga bhajan layak paramanu nahi milenge isliye ham to yahi kahte hain ki shri ji yah nahi wo to samarth bol gaye ki tumhari jahan ichchha ho wahan karna lekin ham samarth nahi hai nahi jaise sayana ladka ho jae na to ghar ke bahar desh videsh kahin ghum ave usko sab pata hai lekin agar bhola ladka hai na to maa jane nahi deti hamko aise hi kuch banna hai ekdam bhole ekdam aise ki shri ji apne mahal se jane hi na de ae tu mahal ke bahar mat nikal yahi rahe tu itna buddhiman nahi ki apne bacha ko bacha ke aa jaega phas jaega kahin bas ham ye chahte ki hamen hamare pritam pyari ju ki samip prapt ho bas wo mahapurush jinhone aise gaye wah sadaiv shri ji mein tanmay hai ab wo ka narak mein rakh do to kya fark padna hai lekin hamari hamen fark par jaega nahi par jaega abhi kusang aur ku drishya dekho abhi bhavna badal jaegi satsang aur sadbhavna yah jo badh rahi hai yah har samay nahi

rahegi teen gun hai maya ke satogun rajogun tamogun badte rahte hain jaise jaise kalikaal badhega waise-waise sahyog band hota jaega paramarth ka abhi avsar nikal chalo shri ji se yah hai ki aap is bhul bhulaiya mein mat phenkna ham itne vigyan gyananand ghan nahi hai ki bhul bhulaiya se nikal ke aapke paas aa jaenge prabhu bas kyonki age bahut bhaya ab jaise aur bhyawah hai abhi to dekho 5000 varsh y to hue bhava kitna hai kalikaal hai ekdam badha ekdam mita yahi khel unka chalta ta rahta hai haan wo ghada bharte hain phir khali kar dete phir bharte phir khali kar de yahi khel chalta rahta hai srishti ka srijan palan lay bhaiya ham is khel se thapedon se up gaye hain hamko Priya pritam chahiye unke samip chahiye unki muskan unko dekh dekh dekh ke jeena chahiye ab hamko aise sansaar mein mat bhejo jahan chhal hai kapt hai swarth hai kahin bhi koi kisi se agar pyar ka natak karta hai to apni vasnaon ki purti ke liye uske hriday ki baat kabhi nahi dekhta wo to keval prabhu jante hain wah keval prabhu hi hai swarth rahit jag mein agar

koi upkar karne wala hai to tum tumhare sevak asurari swarth rahit jag jug upkari tum tumhare sevak asurari bhagwan ya bhagwan ke premi maha bhagwat do se hi mangal hota hai ab premi maha bhagav ton ka ghata ho raha hai nahi ho raha premi maha bhagwat jo raat din bhajan mein prabhu mein ghata ho raha hai bade-bade jo mahapurush piche dekhen at ab naya jo samay aa raha hai school mein hi waise bhrasht charnon se yukt ho jaate hain mahatma banna jitendriy hona akhand brahmachari yah sab keval likha padhi

ki baten rah jaengi aacharan mein nahi aayega isliye abhi kuch avsar hai kyonki bachchha hai kalyug na 432000 mein 5000 chal raha hai to bachchha hai na abhi nikal chalo abhi wah jawan nahi hua hai aur jis din wah apne swaroop mein aayega to bhrasht achara sab sansara dharm sune nahi kana kalikaal bihal ke manuja nahi mane ko anuja tanuja bahan betikon ke prati durbhavna aa jaegi nahi mane ko anuja tan kuch kuch to chhutput sunte ho jagat mein jo likha hai va akshar sa satya hai to abhi age aisa samjh nahi aayega ki ham sadhna karke bhagwat prapti kar sake ahar shuddh nahi ghee kitni shuddh vastu hai charbi mila di jati hai doodh kitna pavan vastu hai kitne gande chemical se doodh bana ker rakh dete hain khoya bana kya aap kahan paoge sabji mein injeshan lagta hai sham ke chhoti mo itni badi ghee aur subah itni badi taji hari aur ab khao to chemical jo hai wo tumhare anton mein jakar koi na koi rog paida karega bole ham to shuddh shakahari sabji kha rahe doodh pi rahe aur doodh 5 liter doodh aur aisi samag milakar 500 liter

bana sakte hain wo ab wo doodh kharid kyonki phlet mein gay palge kahan phlet mein rate to gay kaise palo uske liye to chara chahiye khula kshetra chahiye to doodh khareedoge aaj aaj pehle jab doodh bechte the na ganv mein to uski ninda karte the gay ma ek barabar hoti hai ya doodh paisa se dete ho zindagi mein jaise apne kabhi doodh napa nahi gaya paise nahi tumhe zaroorat le jao ham aaj nahi rakenge aap le jao doodh matha doodh aad phiri ganv mein aisa milta tha yah braj jo hai prasiddh tha bahut samay aa raha hai aisa

ab aap agar y socho ki agla janm ho aur bhajan karen to Jagannath ji kripa karen to aise samuday mein pahuncha de ki jahan premi jan ho nahi to premi milna bahut kathin hai ek bar bhagwan Vallabhacharya ji se acharya charan ji se unke ek dhani mani shishya aae aur unhone kaha ki ham 100 braa ko pawa chahte hain unhone kaha ek vaishnav ko pawa do 100 brahmano ke pavan ka hal mein bada utsah bada to ka bhagwan sa vaishnav ko pawa dete hain to ka ek premi ko pawa do to 100 vaishnav jo hai unka bole bhagwan 100 premion ko pawa dete hain to uka premi 100 le hote premi 100 do le hote bh to ho sakte hain haan premi jo anurag rang mein range wo to anguliyon mein gile jaate ko ek pav wo jo prem lakshna bhakti jo anurag mere shri Krishna baat karte hi ankhon mein aansu aa gaye hriday mein kuch hone laga roman chora mere Priya pritam mere prabhu aise to berle jal hote hain ye age chalkar premi milna haan vishay premi mil jaenge vishn mein dube hue lekin bhagwat premi Priyalal se

prem mahaprabhu chaitanya de jab bolte hari bol Krishna to vayumandal Krishna mein ho jaata jad chaitanya dravit ho jaata hai bhadan ki murtiman ha to ab jo dhire dhire samay dekho jahan sant mahapurushon ka wo bhajan wahan apne logon ka kya bhajan age kya bhajan karenge isliye age ki to rasta mat rakhna hat karke ki hamari yogyta nahi hai hamari yogyta prabhu ham aapke charnon ke paas rahenge bas haan aap saath kahin bhi le chalo samjh rahe na aap le chalo aap jahan par aap hamari itni jaise bade-bade premion ne manga bharat ji ne kaha arth na dharm na kam ruchi gati na chaho nirwan janm janm rati Ram pad yahav main moksh nahi chah dharm arth ki to baat kiya dharm arth kam ki to mujhe moksh nahi barbar janm do lekin us janm mein main aapke anurag mein duba raha hoon prem mein du bar ho santo ne isliye chhut di bhagwan ko ki agar aap mujhe janmana hi chahte ho to janm par apne saath aap hamare Radhika ta nikunj mandli tatr tatr had mein viraj he Priya jo apni sakhiyon ke saath yahan khelo le chalo jahan chahe

le chalna hai yah baat hai wo sthiti wo bhav to jaise ham soche ki hamara yah janm adhura rah jae phir agle janm mein pura kar lenge aisi galti socho hi mati bas jaise hain aapke hain isi janm mein mujhe aapko prapt karna hai ab aap aap dekho mere se kya karate ho jisse aap mil jao jismen aapki khushi ho mere se karva lo prabhu mere mein samarth nahi

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi