jab ek Judge aur IAS Officer ne pucha ki hamen puja-path ke liye kab aur kaise samay nikalen ?
shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.
pura pravachan
rajeev kumar pal ji satyapal sinh ji Radhe Radhe maharaj ji maharaj ji maharaj ji inme se ek jaj hai aur ek sivil seva adhikari hain yah kah rahe hain ki viparit paristhitiyon mein apne sarkari seva karyo mein sudhar kaise karen sadhan puja ke liye samay bhi kam mil pata hai aise mein bh prapti koi puja aapko aur nahi karni man mein keval sarkari karyo mein aur da bilkul apne kartavya ka dharm purvak palan karna yahi sabse badi puja hai arjun ji kah rahe hain main sanyaas lena chahta hoon apne pujya janon ko mar kar ke main swarg ka bhi rajya nahi chahta he Keshav yah to mrityu lok ke rajya ki baat hai bhagwan ne kaha nahi meri agyaa ka palan karo mera satat smaran karte hue yuddh karo mamnu smar yuddh tasma sarv kalesh mamnu smar yuddh bhagwan kahte hain arjun ko sanyaas ke liye nahi kaha aur sacha sanyaas bataya ye to sarwani karmani ma sanyaas mat para anannya nav yogen mam dhyayto pasat tesham samud dharta mrityu sansaar sagrat bhagwan ke vachan hai ki jo apne sare karm mere ko
samarpit kar deta hai aur mere ko sab mein dekhte hue vihaar karta va mere paraayan kaha jaata hai uska udhar main swayam karta hoon kyonki uski wahi sarvshresht sadhna hai jo hamara mala chalana aarti karna aur bhagwat katha kirtan karne se pad milega wahi aapko hamare bharat desh ke jis pad par ho dharm purvak vaisa hi kartavya samne wale ke saath bartaav karoge to wah bhagwan ki puja hogi haan ek zaruri hai ki sab mein bhagwat bhavna hona zaruri hai to kah do ki bhagwat bhavna karenge to phir use dand kaise de payenge nahi bhagwat bhavna karenge to dand kaise de payenge to dand bhi to bhagwat swaroop hai jab sab mein bhagwat bhav hai to aapne prabhu aisa aacharan kiya to aapko dand rupi puja milegi aap rog rup se aa rahe ho to aushadhi rupi puja milegi aap achhche aacharan rup se aa rahe ho to nyay vibhag se aapko sammaan milega aap adharm aacharan karke aa rahe ho to aapki hi prerna se ham aapko dand denge ye hamari puja hogi jaise ham to bhavna karte hain vipaksh mein Bhishma ji hain us maha bhagwat bhakt shri Krishna ke aur
samne shri Krishna par yuddh mein thodi bhi rahat nahi baan markar bhagwan ko vyakul kar dete hain aur bhagwan utar kar ke rat ka pahiya lekar Bhishma ji ko marne ke liye bahut vivek ke dwara samjhna hai accha viparit paristhiti kya aati hai hamare man ki mani hui anukulta anukulta nahi hoti bahadur to wahi hai jab vipaksh jordar ho aur us par vijay prapt karen to agar pratikultaa aati hai dekho pratikultaa ka swaroop adharm hota hai adharm ke siva pratikultaa nahi sakti kal kiya ho ya aaj kiya ho khuli baat samjho ham jis marg mein ja rahe hain agar koi hamen gira sakta hai to hamara karm koi hai jo hamen tang marenga gira dega aur kisi vishv mein kisi ki takat nahi ki hamko gira sake jaise jo samasth dhanurwed ka yuddh kshetra ka gyata hota hai wah har paristhiti mein vijay si prapt karta hai aise apne logon ko guru kripa se yuktiyan pata hai ki tu kitni bhi tang mar le tu parthiv sharir par mar sakti mere par nahi meri dridta ko tot kisi bhi tarah parast nahi kar aise aap aap
apne kartavya ko puja samjhkar dridh rahie dekho ham logon se galti ho jati hai jab hamare andar arth ki pradhanata ho jaegi to ek ank chhut gaya ise kahte hain dharm dharm arth kam moksh ye char purusharth hai agar dharm par drishti rahegi to moksh milega aur arth kamnaae paryapt jismen tumhara mangal hoga utne bhagwan denge aur agar dharm chhod diya keval arth par aur kam bhog par drishti rahegi to na moksh milega aur na shanti milegi aur na kartavya aapki puja ban paegi praya yah hamen lubh man kar lete hain arth ya kisi ka dabaw bhay yah do chijon jeevan mein nahi honi chahiye aap nirbhay ra ho satya par chalte ho kisi ki samarth nahi bata diya pakka samjh lo agar koi hamare upar hath uthata hai aur uska bal mujhe pida pahunchata hai to sirf mera karm uski bujhao mein baitha hai uski takat nahi ki mujhe dand de deta par mera karm dand bhog bhogna hai isliye uske andar prerna hui aur uska bhuja balvan ho gayi aur mujhe peet diya nahi kisi ki takat nahi aise bhi phir jo bhagwan ki aradhna ya kisi
bhi tarah bhagwan ka ascharya liye aisa usko kaun pasta kar sakta hai to pratikultaa ka apne swaroop kya samjh hai ham aapke bhav se janna chahte hain maharaj ji pratikultaa mein bhay utpann hota hai aur us bhay mein bhagwan ka smaran achanak chhut jaata hai aur ham tarko aur vitark mein par jaate ha pratikultaa mein bhay nahi hona chahiye pratikultaa mein pravinta ani chahiye ki ham kaise pratikultaa se nikle ai hui mal pratikultaa ka koi ek swaroop nahi hai mere man ke mere pad ke meri mani hui manyata ke jahan pratikul hua wahi pratikultaa aa jati hai dekho agar ham kanun ke antargat theek hain aur ham bhagwat ashrit naam jap kar rahe hain to hamko bhayabhit nahi hona chahiye yah pad jeevan nahi hai isse bhi bade pad hai jahan brahma bhi namaskaar karte brahma sabse bade pad pa parmesthi pad pa wah bhi jis pad ko namaskaar karte hain wah bhagwan ke charnarvind ka dav hai manushya jeevan ka param kartavya hai param dharm sav pun param dharmon yatu bhakti dhu yadi bhagwan ke charnon mein achit bhagwan ke charnon mein hamara jeevan
samarpit ho jae to yah manav jeevan san purn ho gaya iska lakshya purn ho gaya aap jis pad par jitni seva banti banti satya par chal rahe ho yadi aapko hata diya jae man lo ek kah rahe praarabdh bhog ya koi karm aisa hata diya to aap paras hone wale hain kya keval pad se hi hamara jeevan hai kya ham keval pad se bharat ki seva kar sakte hain kya pad hi se ham zindagi apni dharan kiye ba jitne din seva hai imandari se karunga jis din aapka man ho bata dena main aapko isteepha de dunga ya aap hamko hata dena bilkul balvan ra bhayabhit ke hote ho kya utni zindagi hai kya uske alawa jeevan nahi hai bilkul aap satya man lo bhagwan ne jab srishti banai to kisi ke sahyog ki zaroorat nahi hui koi tha hi unke siva wahi sab to aapke liye va kya nahi kar sakte vishwas kar lijiye hamara vishwas dagmaga jaata hai hamari bhakti kamzor ho jati to hamen dar lagne lagta hai bhayabhit hona bhakt ka sabse pahla lakshan dekho bhakt ka matlab kisi bhed se nahi hai us satya vastu ki aradhna se aap dhoti kurta mein paijama
kurta mein pent shirt mein aap mahatma ho sakte hain agar hamara uddeshya theek hai ham dharm se chal to hamen kahin darne ki zaroorat nahi ham pad ke liye ghutne nahi tekne wale jisne hamen pad diya us pad ke jitne kartavya hai usse piche nahi hatenge aur aise satyavadi aise bhagwat marg mein ya aise apne kartavya mein chalne wale ke marg mein rode fenke hi jaate hain wo bhava ya lubhae man donon prakaar ke rode hote hain ya to lubh nahi aap lubh man hue to phir bhay aapko to aap nirbhay hokar ke rahie kyonki hari aapke saath hai pakka saath hai pure ham jeevan ka anubhav kahte hain yah thodi bhagwan darshan di chale gaye va aise premi nahi hai nahi aur karo sada tin ke rakhwari jin balak rakhe matari yah kab sarthak karenge ye tumse sachchi kahte hain piche ka jeevan bada kinchna aur bhiksha keval acharyon ne adesh kiya uske alawa ekant aaj jab zaroorat padi to aaj bhi hamne kabhi aise nahi kiya aise aise god mein liye hue aap sache maniye wo gyan ke bhandar hain wo mahalakshmi pati hai unka accha wo yahi baithe hain
jahan aap ho wahi wo hai aisa angrakshak kaun hoga hari ke siva kaun angrakshak hoga are wo to bahar khada rahega aur shauchalay mein dil phayl ho raha hai kaun ang raksha waha kam karega hari hari naam aur hari isliye daro to tum na dare to wo jo adrma aacharan karen kuch galti hogi to dar jaoge aap sinh ki tarah dhadu manushya jeevan pashu ki tarah dabkar jine ke liye nahi mila dharm se chalenge kahin bhi ho yah isteepha apni jeb mein rakha jaata hai jo satyavadi hota na bhagwat marg ka hota na dharm se chalta hai na usko pata hai ya to tum nikal do ya ye le lo ham galat karenge nahi aur tumse darenge nahi accha mrityu theek samay par hai aise ki akaal mrityu nahi hoti dhyan rakhna kisi ke samarth nahi ki tumhara bal banka bhi kar sake darna nahi ek bar hogi mrityu aur uska right time hai wah second wo minute wo tithi pehle se tay hai aap jhuk ke adrma aacharan kar baitho to bhi nahi bachoge wo right time hai aur chahe lalkaar karke jio to bhi koi mita nahi sakta kyonki right time hai jo vidhna ne likh diya chathi
rav ke ank rai ghate na til badhe rahre jeev nishank bhayabhit kya do bar to mrityu honi nahi na ek bar honi pakka honi iska naam mrityu lok sab jaenge phir yahi to koi dara sakta hai na ki ham tumhen mar denge to tu kal hai ki mrityu hai to dikha mera samay hoga to tu mare ya koi mare marna to hai hi yar agar samay nahi hai to to mera bal baka bhi nahi kar sakta pakka bhay jeevan mein nahi bhay hi hamse adrma aacharan kara deta hai jisse aur bhay hone lagta hai aur parast ho jaate hain aap satya par chaloge to ho sakta hai rode fenke jae par parast hona nahi dekho donon kidney kharab hai dialysis para aisi taisi ham bhagwan ke ansh hai yar ham koi panch bhautik sharir hai haan pida hai to Radha Radha chahe jaisi paristhiti do ye bilkul jab ham kisi vaibhav ko kisi pad ko pyar karne lagte hain tabhi dasha aa jati hai bhay nahi yah jeevan bhayabhit hone ke liye phir adrma charan mein utar dega samaj sansaar aap aisa karo nahi ham aisa bahut si aisi baten jismen aapko bilkul isiliye kahte hain kam se kam jine ke
liye bhajan kar lo jo tumhen koi dar dara na sake koi bhay bhay vishad shok chinta bina hari sharanam ke nahi ja sakti pakki baat hai chahe koi vishv brahmand mein ho aur dekho kitna jeevan hai jara jara si baton mein jeevan hamare logon ke nasht ho rahe hain vyarth ki baton mein nasht ho rahe hain ladai jhagde mein sab prant ke prant nasht hote chale ja rahe hain bas manushya jeevan bada durlabh hai to kartavya rupi seva karte hue bhagwan ka aashray naam jo bhagwan ke ashrit hota hai unmein chhah baten utar jati hain pahla nirbhay dusra nishcint tisra nishok aur chautha viparit bhavna ka pancha pariksha na karna ki pata nahi bhagwan ki sharan mein hai ki nahi aur nishank ab koi shanka nahi hai jahan jaise bhagwan rakhe bas bharosa rakho tumhen anubhav mein aa jaega ki bhagwan tumhare rakshak bhagwan saath hai koi aapka bal baka nahi kar sakta isliye mujhe lagta hai bhay aur viparit paristhiti is par hamen jukna nahi hai viparit paristhiti mein aur ham jab vipaksh lalkaar hota hai na to sur ke hriday mein ek anand ki ugan charchar
hath abhi tak anukulta mein fase rahe pratikultaa ko jit kar dikhange manav deh mili hai koi dukh koi pratikultaa koi bhi hamen parast nahi kar sakta avinashi ka bachchha hu ba bhagwan ko bhul gaye swaroop ko bhul gaye to ham ise satya man liya yah kahin nan kahin hamare andar iska vishesh mahatva hai kyonki ham logon ke ek swabhav mein kya hai ki ham jitni sthiti par ji rahe hain ab usse niche nahi ji sakte unche to jine ka utsah rakhte hain ye ham logon ki aisi dharana man ki hoti hai na par ye nahi sochte ki ham 83 99999999 yoniyon se upar aa gaye manushya deh ab niche nahi chalega ismen bhi aao aise satkarma karo aisa bhajan karo ki hamen janm mile to phir manushya deh ka mile bharat ki seva parivaar ki seva jagat ki seva karne ka saubhagya mile lekin ham aacharan aise kar baithe hain jisse hamen nich yoni mein hi jana padega bhagwat vimuktae baji mein be vichar mein nana prakaar ke dosho mein man fansa deta hai ye bada dusht hai man aur bhagwat swaroop bhi hai agar shasan se pavitra ho jae to y bhagwan ke
darshan kara de aur agar ise chhut mil jae to gande aacharan mein phasa de bilkul shok vishad chinta bhay yah hamen ab bilkul nahi karni kyonki hamen pata chala hai ki bhagwan ham ham bhagwan ke ansh hai itna to pata hai ham bhagwan ke ansh hai phir yah pad kya jis samay bhagwan ke charan Arvind ki nishtha jagrit hoti hai na param sm na mahendra dhim na sarvbhaum nar sadhi patya na yog siddhi apunar bhav wa parmesthi pad brahma pad hai nahi chahiye itni samarth aa jati hai usmen bhakt mein ki brahm lok ka vaibhav bhi use tinke ke saman lagta hai kyonki aa brahm stambh paryant sarvam jagat wo maya pati ka das bhakt kabhi mangta nahi hota ye baat dhyan rakhna aise to sirf bhagwat ashrit vihin hi kar sakta hai mang bhlo bapas jo prabhu rakh tek ham dekhenge tum kya karte ho tumhare dasat mein phir ab ham tum lakshmi pati ho ham dekhenge tum sarvagya ho ham jante hain tum sarvatra mante hain ab aap bhi to dikhaie bekar ki chinta liye ek bar sharan hokar dekhiye agar wo age turat vibhishan pache mela sanmukh Ram sah su sela
amok shakti Ravan ne mari thi vibhishan ko to bhagwan aise bhi nasht kar sakte the lekin yah dikhane ke liye ki ham apne sharanagat ko kitna pyar karte hain piche ki sidhe chati pe liya ab hamare prabhu ka swabhav to hamare hi thodi hai aap bhi to bachchha ho mere prabhu ke ansh ho sab ham jitne sab prabhu ke ansh hai ye beech mein jo med lagi na idhar r jati pat ye sab yah vihaar ki vyvastha ke liye hai yah satya nahi hai satya yah hai ki sabke panch bhautik ek hi maya se rache gaye aur ham sab bhagwan ke ansh ismen koi chhota hai na bada hai na koi amuk hai na amuk hai ek vihaar siddhi ke liye jaise bada bhai to chhota bhai pair chhuta hai chhota bhai uski agyaa mein rahta hai to ek vihaar ki siddhi ke liye ye nana prakaar ki vihaar vyvasthaye ek hi tatv virajman darna nahi aandit raho naam jap jarur karo bhagwan naam jap mein ek apaar sam Prahlad ji se unke mitra pooch rahe the tumhen dar nahi lagta tribhuvan pati hiran Kashyap aag mein vish pilana kya-kya to unhone kaha ki jab main naam jap karta
hoon na hari naam to main dekhta hoon ki mere bhagwan mujhe god mile hai to mujhe aag ka tap nahi jala paya jab parvat ke niche dabate to mujhe lagta hai mere bhagwan mujhe aise jal mein dubo hain to mere bhagwan wahan bhi oxygen de dete kyonki kar tum a kar tum anytha kar tum itna jahr pilaya ki lakho aadmi mar jae utne jahr se Prahlad ji ko kuch nahi hua kyon kyonki bhagwan vishwatma unke jinke rakshak bhagwan bas man lo ham yahi sabse kahte hain ki ye jo aap log braham pale ho ki koi jantur bandh dega koi ashirwad de dega isse kuch nahi hona prabhu agar ham kaha kai bar ekant tukka lag jae tumhara punya aa gaya paap nasht hua kam ban gaya bole Baba ne diya chamatkar ho gaya wo baat nahi apne karm bhogne padenge shravan kumar ka vadh ho gaya maha dashrath ji ke hath se unke mata-pita putr ke viyog mein pran tyag kiye aur kaha ki jaise main mar raha hoon waise maroge to bhagwan putr rup mein utrat hue lekin wo dand vidhan nahi kata waise hi putr viyog mein dashrath ji ke pran gaye
ye baat samjhna chahiye haan ham kisi se yachna karen ki koi hamko aisa upay kare dukh nahi wo upay aapke hath mein hai Radha Radha Radha Radha Radha bhagwan naam jap karo bhagwat ashrit raho koi bhi kisi bhi tarah ka bhay sweekar mat karo bhay nahi koi bhayabhit nahi kar sakta aur bhayabhit karne wale ko aisa bhayabhit karne wala mil jaata hai aisa avatar hi bhagwan ka nahi hua tha jo narsingh avatar hua kyonki Prahlad ji ko bar-bar bhayabhit kar raha tha hiran Kashyap bhagwan ne aisa rup dharan kiya ki wo talwar aur sab uski chhut gayi murchhit hokar gir gaya keval rup dekh ke lapal pati jivya wo bhaykar rup na sinh na nar narsingh vap aisa swaroop to hamare malik bahut bade samarth hai hamen darna nahi
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
- jiska lakshya bhagwat prapti hota hai uske kya lakshan hote hain? — ras shekhri sharan ji Vrindavan se maharaj ji jiska dridh lakshya bhagwat prapti ho gaya hai us sadhak ke kya lakshan hai narayan hari bhajan mein pancho na suhat vishay bhog nidra hansi jagat prit bahu baat ye…
- ekantik vartalaap evam darshan #1398 — ajay Mishra ji Pune maharashtra se Radhe-Radhe Radhe-Radhe maharaj ji Gurudev main sabhi devtaon ki puja karta hoon parantu meri shri Ram ji mein shraddha hai. Main shri Ram ji ke prati eknishtha…
- pujya maharaj ji ne bhagwat gita padhne ke liye kya updesh diye? — punit ji, karauli Rajasthan se. Radhe-Radhe maharaj ji, aapke charnon mein koti-koti naman. Maharaj ji, main apni manodsha, adhyatmik vikas tatha mansik shanti ke liye ah Shri madbhagwat gita ko padhna…
- mujhe har kisi mein bhagwan dikhte hain bahut dar lagta hai, kya karun? — Radhe-Radhe maharaj ji aapke charnon mein koti-koti dandvat pranam. Bhagwan mujhe yah janna hai ki mujhe har kisi mein bhagwan swaroop dikhayee deta hai. Aap mein bhi bhagwan nazar ate hain. Chinti mein bhi har jagah…
- ekantik vartalaap evam darshan #1397 — vijay kumar ji Rajasthan se Radha shri Harivansh shri Harivansh maharaj ji maharaj ji aapke bal se dincharya nit nirantar achhche se chal rahi hai wo shri ji saath hone ka samay-samay par anubhav bhi karati hain…