॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

ekantik vartalaap evam darshan #371 · 16 november 2023

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

chahal ji Radhe Radhe Radhe Radhe maharaj ji maharaj ji aajkal ham apne aaspas bahut sare rishton ko tutte bikharte dekhte hain parantu kuch rishte hamare paas bahut gehre hote hain jaise mata-pita pati patni santan aadi maraj inhone beech mein bahut kuch kal last mein inka aashray hai Gurudev margdarshan karen ki mujhe kya karna chahiye jab mere hi koi kareebi mera dil dukhata hai barbar tab bhi mujhse mujhe unse nafrat nahi yahi sab prapanch hai isi se bachne dekho ek din hamne shastr ki sukshm baat bataai thi ki char jahr hai jo aadmi ko mar rahe hain bhogon mein asakti jo bhi bhog bhoga itni asakti ki ji nahi sakte iske wo juta mare gali de to bhi hamko agar wahan se bhog ki prapti hoti hai to ham va juta bardast kar lenge gali bardast kar lenge par wo jo andar asakti paida ho wah mar rahe jeev ko pakka bahut jor ki mar rahe vicharon mein ahankaar rupi vish kyasa vichar na ye ahankaar yah ahankaar sambandho mein moh mamta wahi jisko aap varnan kar rahe ho kaun kisse pyar karta hai ja operation

karke dekha jae to koi pyar nahi karta sab jhutha uska apne liye bhi jhutha dusre ke liye bhi jutha tum stri man ke hi to apne ko phir jo sambandh banae ho to sharir sambandho ko to mana hai na bhagwan se matlab hai na apne swaroop se matlab hai to bahari jhutha hi to vihaar kar rahe ho bole main aapko bahut pyar karta hoon theek hai kisko dekh ke baat kar rahe ho kis ko dekh ke baat bolte na angrezzi mein nahi kahte ai lav nahi kahte main aapko pyar karta hoon kisse baat kar rahe ho kisse ba hamara prashn hai ki kisse bol rahe ho main aapko pyar kar raha hoon aap batao kisko pyar karte hain uttar dijiye nahi usko to jana hi nahi sharir ko sharir ko main shuddh tatv ko to jana hi nahi na tabhi wo bol raha hai kyonki jo main wahan wo yahan hai to yu kaise aa sakta haile ha to ab yu jo bola samjh rahe to yu kisko bola sharir ko nahi sharir ko bola na theek hai man gaye aap sharir se pyar karte ho ab usse main gaya ab rakho sharir ko laila ek raat le rakh sakta kamre mein jane mein dar lagega use nahi

lagega accha usse pocho kyon jisse bola tha ki main aapse pyar karta hoon wahi to hai bole nahi wah chala gaya accha usse prichay nahi kiya jo chala gaya to bolo pyar jhutha hai na sacha pyar kaha hai agar usko jaan gaye main ko to ek hi hai va bahut nahi hai wo ek hi hai isliye mujhe lagta hai ki dukhi nahi hona chahiye dukh ka karan hamara agyaan hai ham shariron se sambandh banae hue hain aur yah nashvan hai aur yah dukham hai to milega kya aapko parinaam mein viyog aur dukh milega wahi aapko mil raha hai agar ham isiliye kahte sab mein bhagwat bhav karo to aap kabhi dukhi nahi honge kyonki jisse aapne bhav kiya wo prabhu hai aur wo wahan bhi hai aur yahan bhi hai to udhar se agar nafrat karenge to idhar se aapko ko sambhal lenge ek koi nahi mera Govind to hai na yah andar bhav dridh ho jaega mere to Giridhar gopal ab hamko chahiye nahi aapka pyar aapko bolo hamse kya chahiye bas ham apne kartavya ka palan kar rahe hain putr hai to usko maa ki tarah dular kar rahe hain sas hai us sevak ki tarah uski seva kar hamen

yah nahi ki wo kya bol rahi hai wo hamare liye kya kar rahe yah jab tak hamara sudhar nahi hoga jab tak ham asliyat nahi samjhenge agar ham sas ki sasur ki pati ki pati ke parivaar ki seva kar rahe hain hamen yah hai ki unse hamko palat kar iska phal mile anukulta to rona hi padega likh lo kaagaz mein kabhi anukulta ek jaisi kisi ko nahi mil sakti yah maya hai parivartnshil hai yah gadbad karti rahegi aap balvan bano mera kartavya hai main aapki seva karun aap kya kahte hain aur aap hamare prati kaisa bhav rakhte

hain bhagwan jane aap jit jaoge nikal jaoge maya se na ab ismen agar buddhi shuddh nahi bhajan nahi to bade tark nikal jaenge ham kyon hamara bhi to jeevan hai ham kisi ke naukar hain ham kisi bas phir to chinta mat karo tum bhi sas banogi age tumhare liye vyvastha ho jaegi wo tumse aise uttar milenge ek chhota bachchha tha mitti ke patr mein apne sas sasur ko bhojan deti thi aise jaise pashu ko dete kamre mein budhe ko kaun aadar karta hai wo thoda sa kharab ho gaya tha to bachchhe ne jo athan varsh ka tha use utha kar ke box mein rakha usne kaha ise box mein kyon rakha to bole dada aur dadi ko aap isi mein pate na age chalke aapke kam aayega ye isi se main paunga kyonki main dekh raha hoon ki hamare dada dadi ko kaise aap to mummy isi ka sevan main aapko karau matlab wah karm tumhare sage sambandhi ki buddhi mein baithkar tumko waise hi dand dega jaise aap aacharan aur agar aap aacharan sahi kar rahe ho wah katu vihaar kar rahe hain to aapke andar aisa anand prabhu dega ki age dekh lena aisi sukh

suvidhae dega satya thoda samay lagta hai par parinaam bahut mangalmay aata hai jaise satya 12 varsh ka vanvas ek varsh ka agyatvass aur asatya badi mauj masti mein ra raha Duryodhan lekin parinaam vansh ka vinash aur simhasaan par arun maharaj yudhishthir hue na kyon asha karti ho ki yah hamko sukh de unse wo khud sukh ke bhikshuk hai tumhe kya de sakte hain bas yahi samjhna hai sab sukh ki asha khud rakhe hue hain wo tumhen sukh kya de denge agar koi kahta hai na aapse hath milata hai na pakka kuch aisa hai aapke paas jisse wo hath mila raha hai kuch hai jis din wah kuch hat jaega to aap bulaoge hath aise karoge to milaega nahi wo dekh lena wo kuch hai uski nazar mein rupya buddhimatta sharir bal kuch hai jisse va hath mila raha hai nahi to koi nahi milaega ham apni zindagi ki baat kahte hain koi nahi koi nahi tab wo jo sabka hai us par nazar gayi ya asli dost asli yar to wahi hai pha nihal kar dete hain wo agar koi aur hai to wah chhupe rahte hain aur jab dusro na koi to phir mere to Giridhar gopal phir wo aa

jaate hain kahe ko man ko dukhi karo kahe ko aisi jagah fasao apne kartavya ka palan karo jaise log hai na ub jaate hain nahi nahi ubna nahi hai ute tab ho jab unse aap sukh ki asha rakhte ho ki man lo ham aapki seva ki to kam se kam aap itna to ki hamare piche bardai karo meri bahu to itni seva karti hai ye kan mein para na ab itni hi fees kafi hai hamare liye nahi hai ki chalo hamari sa ulta hoga pakka hoga jab koi aayega na tab wo kahegi ye bahu jo hai na agar wo kahe bhi ki dadi tumhari to bahu seva karti 100 kamia bolegi aur jab kan mein padega tab tumhen lagega ki ab bataenge ham tumhen nahi nahi tum jit jaoge agar wah baat sunkar waise seva karti rahi to bhagwan unke bhi hriday mein baitha hai aap ke hriday mein baitha hai jit jaoge avastha gat buddhi ka swaroop gadbad ho jaata hai jaise vridh jan hai na unki buddhi mein chidchida swabhav aa jana aur katu vachan bolna nakaratmak baten karna par agar aap seva kar le gaye to aapke sare paap nasht ho jaenge bhagwan prasann ho jaenge kyonki

us mandir mein bhagwan baithe hain ham bhagwan to dekha nahi bhagwan mana nahi to yah jo shabd nikla na ki phir hriday dil tut jaata hai kyonki galat jagah dil ko laga diya unhin ke andar bhagwan dekar lagao koi pareshani nahi dekho aap pahli bar hamare netron ke samne dikhayee de rahe ho pahli bar aap hamare nazdik baithe ho hamara bhav aur aapka bhav agar mil jae abhi to aapko yah lagega ki main inko to bahut samay se jaan raha hoon aisa lagta hai ki aap mere ghar ke ho aisa lag raha hai ki maine pahli bar dekha hai

par parichit bahut pehle se kyonki ham sabka antratma ek hi hai aap jitna pyar aapka hai agar va ek ko de do to anek mein tumhen wahi pyar nazar ane lagega anek mein faila diya ek ko jana nahi to dil to tutega hi prem ki gali bahut sakri hai ismen anek nahi samate ek ek mein prem kar lo sab jagah jahan par kripa Ram ki hui ta par kripa ab yah chaupai to ga lete lekin samjhte nahi phir dil kahe hamara dil dilwar se lag gaya ab tum gali do do chahe puja karo hamari isse koi fark nahi parta na pyar kiya hai pyare se pyare kaun hai sabke pyare wo hai log kahte sab aap sab unhin se pyar kar rahe hain lekin jana nahi bas antar itna hai nahi to chahe jitna ladla putr ho ya pati ho ya patni ho ya koi bhi ho jab wo nikal jaega jo pyara hai phir aap uske saath jo bartaav karte hain bada majak wala prata karte ab agar samjh lo asliyat mein jo marne ke samay samjhne ke liye gaya jaata hai na Ram naam are yar satya ko jaan gaye bolo us samay bol rahe hain na ab us satya ko pakar

lo to tumhari durdasha nahi hogi tum anya yoniyon mein nahi bhatko ga sabko gyan hai sharir chhutega sabko pata hai sharir ki dasha hogi aur isi sharir sukh ke liye ham dusron ki hinsa karte hain papa aacharan kar rahe ho durgati ho jaegi yah koi sukh hai are kisi tarah prannon ka poshan karo dharm se chalo aur naam jap ke nikal jao is sansaar ke dukh se yahan koi tumhen pyar nahi karta hai sharir bhi tumhara tumhara saath nahi deta hai kitna isko khwa piya rahe hain kasht par kasht deta chala ja raha hai chhota chala ja raha hai balyvastha gayi jawani gayi budhapa gayi mar gaye dusra sharir mila na yah pyar kar raha hai na koi pyar kar raha hai pyar karne wale ki taraf ham pith kiye hue hain isliye samjh nahi pa rahe hamara pyara hai shri bhagwan wahi jab sabke hriday chala jaata hai phir ham kisi ko pyar nahi karte anjane mein bhi ham bhagwan se hi pyar karte hain jankar pyar kar lo to dukho ka nash ho jaega anand mein doob jaoge ye chah nahi rahegi ki aap hamen sukh da nahi hriday anand se bhara rahega aap

dusron ko sukh denge sati sati saloka tarti to ye keval aisa nahi hai ki hamare liye aap bhi waise hi ho jo is sharir mein panchbhut jo ansh ismen wahi aap mein bas kami yah hai ki aap uska bhajan nahi kar rahe hain aap usko pyar nahi kar rahe aapne apne pyar ko bahut aisi jagah vibhajit kar diya jahan dukh hi dukh milega samet lo swang karo asliyat mein pyar bhagwan se karo hamare shastr aur sant jan sukh ka jo rasta anubhav karke dekha hai wo yahi hai bina hari sharanam ke dukh nivrit nahi ho sakta pakki baat ha hari hi param sukh pradan karne wale hain devna vaishnav ji Rajasthan beekaner se Radha vallabh shri Harivansh he sadguru dev bhagwan aapke charnon mein koti koti naman Sadgurudev bhagwan abhiman deha bhiman swabhiman ya atma sammaan mein kya antar hai kyonki sansarik vihaar mein aksar yah sunne ko milta hai ki atma sammaan ki raksha karo apne swabhiman ke liye agar atma tatv ka gyan ho gaya to kisse kisse kiski raksha wo to ek hi hai na ek hi atma tatv jaise ek karod ghade rakh diye

jae to surya ka pratibimb ek karod parta hai to surya ek karod nahi ho jaate aise sharir ghade hain inme jo chaitanya prakashit ho rahi hai wah atma tatv ki hai ek atma tatv hai anek nahi hai ek tatv virajman to kisse kiska apman kisse kiska sammaan yadi atma tatv ki ab swabhiman to sva hai atma tatv par hai prakriti swa ko tumne kahan baitha diya stri mein bithala to main stri purush sharir mein bithala main purush vidya mein bithala main vidvan dhan mein bithala main dhanvan jati mein bithala main amuk jati ka jahan jahan swa ko baithal gaye par ko swa man rahe ho tabhi tumhen dikhayee de raha ki swabhiman ki raksha karna hamara param kartavya hai aham brahm swaroop hai main tatv bra swaroop hai wo ek hai anekta jo bhas rahi hai wah maya ki hai swabhiman ka tatparya kya hota hai swa ko jahan tumne rakh diya usi ka abhiman ho jaata hai abhi samjhe aap kiska prashn aap samjh rahe swa ko jaha na tum stri ho na tum dhanvan ho na vidvan ho na buddhiman ho swa ko jaha rakh

diya wahi hai vidvan agar tum vastvik vidvan ho toy vidya aa jani chahiye brahm vidya atma tatv to dusra koi hai nahi to kisse kiski raksha karni hai swabhiman ki kisse raksha karni hai jab main tatv hi brahm hai aur main hi vastvik abhiman mangalkari hai to swa ko tumne main ko kahan rakh diya stri sharir mein kisi pad mein ki jitni bhi ladaiyan jitni bhi asantusht jitne bhi dukh ka karan hai galat jagah swa ko rakh dene se galat swabhiman manne se hai agar aao goswami ji kah rahe karo ai s abhiman abhiman ja jani bhore main sevak Raghupath pati more mere priyatam mere Swami mere jeevan dhan kaun bole Siyaram ab koi apman karega to koi fark nahi padega sammaan padega kyonki hamare swabhiman par pahunch nahi sakta koi hamare swabhiman kaun hai Priya pritam aur kya tumne kaha ji inka ye bhav hai ki he sadguru bhagwan kya adhyatmik drishti se vakya atma sammaan aur swabhiman jaisa bhav hai kya yah abhiman aur den se bhinn hai ye sab agyaan hai sab agyaan aur maraj ji

abhiman aur deh abhiman isse bhinn hai kya dekho jo ahankaar ka andar nishedh kiya ja raha hai wo antahkaran dharm wale ka jaise antahkaran ek hi hai wo vrityio ke karan char kaha gaya nischay karne ke karan buddhi sankalp vikalp karne ke karan man chintan karne ke karan chitra aur karta bhokta sweekar karne ke karan ahankaar ahankaar dha atma karta miti mante maine ye kiya main ye karunga main aisa kar sakta hoon maine bhoga hai main bhog main aisa bhog sakta hoon yah ahankaar antahkaran dharm mein deh bhav mein aa

gaya isi se hamari durgati hoti chali ja rahi hai jo aham hai wah brahm mein hai jaise aham brahmasmi main brahm main sthul sharir nahi sukshm sharir nahi karan sharir nahi ye mithya maya apne swar va jeevan mukt ho gaya ye jo ham par mein swa ka abhiman kar liye yah sharir aap nahi hai ye prakriti ke dwara panchtatwa se racha hua hai ye aapki poshak hai bolo aap poshak mante hain ya main mante hain main mante hain na to swa ko rakh diya na main ko is par rakh diya sharir par a main stri hoon ab stri dharm ke viparit jaha tumse aacharan bane to tumhen durgati prapt hogi aur agar anukul bane to uska phal hoga is sharir se ra khatm ho jaega man aur apman inki satta nahi hai inko sahan karna paramarth ke pathik ki virata hai tabhi wo sharir rag se rahit hoga na koi swabhiman hai na koi deha abhiman ki satta hai main tatv ko jahan aropat kar diya wahi lag gaya isi se bandhan na hone par bhi atma tatv ko bandhan prapt ho raha hai yadyapi mrisha chhutti kathin jad chetan granthi ye bahut uncha

prashn hai ab pata nahi aapki sthiti kya hai bhagwan jane bhajan kitna karte ho kitna aap dharm yukt marg mein chalti ho tabhi samjh mein aayega lokwan mein jaise ki swabhiman mein thes nahi pahunchne denge to kisko swa mana hai aapne jati ko kul ko vidya ko dhan ko sharir ko kisko mana hai swabhiman kya ye swa hai aapka jaise ham kah rahe ye meri ghadi to main ghadi to nahi hoon na aise hi aap bolo sabke liye mera sharir to main sharir thodi hai mera man meri buddhi y sukshm sharir to main to nahi bol rahe na mere hi to bol rahe na mera swabhav y karan sharir matlab main nahi nikla ismen to sva kahan laga ismen aur ham sva lagae hue hain main isi ko imandari se dekho kitna gyan hai aapko isi ko main mane hu swa ko jana nahi swa ko jaan jaoge to shankar sahaj swa rup sahara lag samadhi akhand ham logon ne galat jagah swa rakh diya isiliye mamta ho gayi hai bhagwan shri Ramchandra jo adesh kar rahe hain sabki mamta tag batori is swa ko bator lo jo faila diya mam pad man bandh bar dori isko

mere charnon mein laga do abhi sab pavan ho jaenge hamari izzat hai shyama Shyam hamara garb hai shyama Shyam ab hamare is garb mein thes kaun pahuncha sakta hai kaun pahuncha sakta hai kyonki unke siva koi hai nahi cha lakshan sarwam Radha Krishna mayam jagat adhyatma shabd ka ye uttar hai ab lok mein to lathi chalti hai goli chalti hai jail jaate hain narak jaate hain yahi sab durgati ho rahi hai hamara hi swaroop ye sab hai bhul karke ham apne sharir mein swa laga liye anya chijon mein laga liye isliye bhed khada ho gaya nahi ekam tatv hai dusra koi nahi jad chetan jag jeev jat sakal Ram mein jaan ek matra wahi paramatma tatv hai kisse kiska jhagda haan ab role jo mila hai swang jaise ham 10 log ek hi ghar ke mitra hain par viparit role mil gaya ek ko positive dharm ke anukul bolna ek ko negative biliyan ha jo bilan ha angrezzi wala baat hai na ab bolo wo donon ek saath baith ke bhojan karte hain par jab manch mein paunchenge to swang kaisa hoga aur donon jante hain ki ham sage mitra hain bahut khas mitra hain

bilkul koi jhagda nahi par wahan to dikhayee dega na bas aise hi ham sabko swang karna hai ham kisi ki patni nahi hai ham kisi ke pati nahi hai ham kisi ke putr nahi hai ham kisi ki mata nahi swang mila hai wahi ek tatv sab mein hai swang sahi nipta do to jeevan mukt ho jaoge swang galat kar diya to isi rang manch par fase rahoge aap swang kar rahe hain ya sachchi man rahe hain aap dekh lo aap sachchi apne ko pati man rahe hain sachchi apne ko patni man rahe hain sachchi apne ko putr man rahe hain

aap swang nahi kar rahe sachchi apne ko dhanadhriya accha lagega bhogna padega nahi to sab aise nikal jaega jaise swapna bura swapna aata hai na jage to uska kya prabhav para swapan aise bade se bade dukh vipatti sankat ko vivek ke dwara jita ja sakta hai ab wo sharir mein asakti hai isiliye kahte hain Radha Radha Radha achhche aacharan karo koi gandi baat na dekho na suno na bolo na karo naam jap karo abhi gyan prakashit hone lagega gyan aapka swaroop hai aap gyan samudra bhagwan ke ansh hain to aap bhi gyan swaroop hain sukh samudra bhagwan to aap bhi sukh rash hai bhagwan avinashi hai aap bhi avinashi hai bas wo bhajan ke bina yah baat samjh mein nahi aae ye baton se baat samjh mein nahi aati khub naam jap karo achhche aacharan karo dusron ko sukh pahunchao jo swang mila hai role mila hai use pakka waise nirvah karo dekho manch pa pati patni banak do purush gaye to sabke man ko mohit karne wala hi va swang karega kya yar nahi lagta hamko role mila hai pati ka hamen patni ka mila mata ka mila mitra ka mila

guru ka mila shishya ka apne apne role mein perfect ekdam sahi raho jaisa shastr adesh swang karne ka vaisa karo aur ant mein ek hi hai do hai hi nahi bas jaise dekho bhagwat bhav ki baat kya samne bhagwan ke Bhishma ji idhar vipaksh mein aur Bhishma ji ke samne bhagwan vipaksh mein kaise baan mar rahe hain bhagwan pe kyonki bhai swang diya hai aapne matlab bhagwan ke shri angon mein baan mar rahe hain Bhishma ji aur hai kaun maha bhagwat bhagwan ke param bhakt hain par swang mila vipaksh se baan prhar karne ka

bhagwan apna pran bhul kar ke chak rath ka pahiya lekar mar ne ko daude to rakh diya baan bas yahi dekh raha tha apno paran visar bhagat ko purv paran swang mein nahi piche hatna sab mein wahi hamen to bhav karna Bhishma ji ko samne dikhayee de rahe Shyam sundar hamen swang diya vipaksh se ham wo karenge aise jisko jo pad mila hai jo kartavya karm mila hai wah kartavya karm karo uske viparit aacharan na karo naam jap karo to aapko pata chal jaega ki aapka swabhiman kahan hai asat mein swabhiman yah sab jhagde ho rahe

hain jo hinsa ho rahi hai jo marpeet ho rahi hai ek dusre ke prati jo dves bhav ho raha hai kya yah dharm hai kya yah gyan hai dharm to akash ki tarah hai jaise akash sabke upar virajman hai aise hi ek dharm hai wo bhagwan ka swaroop hai usmen sukh dene ki baat aati hai dukh dene ki baat nahi aati kahin bhi kisi bhi jagah ka jab koi mahapurush bana hai sthiti prapt hui to sabko sukh pahunchane sarve bhavat sukhna yahi bol sakta hai jo usmen sthit ho gaya hai sarve bhantu sukhna sab sukhi ho koi bhi rogi na

ho kin chin matra kisi ko dukh na ho yah sikhata hai dharm ye sthiti deta hai dharm ab ham log swabhiman galat samjh rahe hain galat samjh rahe hain ek dusre ko jala rahe hain mar rahe hain kaat rahe hain aur ham kah rahe hamara dharm hai mujhe lagta hai aap apne dharm ko samjhe nahi dharm akash ki tarah hai dharm prithvi ki tarah hai dharm jal ki tarah hai vayu ki tarah hai dekho na sabke prannon ka poshan ho raha hai na kuch matlab kahin kuch le to nahi rahe sab phir bhagwan ki taraf se aise hi hamara dharm kuch lekar nahi aise

hi sabko sukh pahunchata hai sarv bham sukhna sarve sant niramya sarve bhadrani pashyantu ma kaschit dukh bhag kisi ko bhi thoda dukh na pahunche bhadrani man se ab apne swabhiman ko nahi aur mar sab aise usko agar swang mila hai jaise arjun ji ko bhagwan yuddh ka updesh kab kar rahe hain jab kai bar sandhi dut bheja aur swayam bhagwan gaye aur kaha suno aadha rajya na sahe to panch ganv de do ham raji kar lenge unko to unka sui ki nok bar nahi denge bina yuddh ke bhagwan ne kaha tathastu aisa hi hoga

tab ka aap dharm mein yuddh ki ba ab yah pratyancha utar kar baithkar nirash ho jana ek kayarta nahi yah nahi tumhare mein karpan dosh nahi hona chahiye uth khada ho mar inko ab kyonki hamne bhi samjha ke dekh liya nahi samjhe ab ye isi yogya is samay chatra dharm se tum yukt ho ab apne kartavya ka palan karo swang karna hai tatv ta to kah rahe mata parat nant kinch Dhananjay mere siva koi hai hi nahi isliye bahut samjhne ka vishay ki ham jab apne swa ko prakriti mein rakh dete hain par mein rakh dete hain tab phir fas jaate hain swa ko samjho yah swa nahi hai yah swa nahi hai yah maya krit hai yah bhi pratiphal y nasht ho raha hai nahi nasht ho raha dekho balyvastha se kab jawani aa gayi jawani se kab budhapa gaya kuch pata nahi chala aise mrityu aa jaegi ye nasht ho jaega panchon tatv apne apne mein mil jaenge ham ise main kah rahe hain to ham to nahi mare na ham to jawani se jab budhapa aaya to bhi usko dekh rahe the balyvastha se jawani ai usko bhi dekh rahe the aise mrityu bhi par ham drashta isliye

nahi ban paye ki hamen gyan nahi hua ham bhokta ban baithe to phir mrityu ka bhi bhog karna parta bhayanak dukh sahna parta hai janmat marat dusa dukh hoi abhiman deh bhav swabhiman jahan jahan sva rakh diya ye sab avidya agyaan ka karan hai adhyatma mein prapanch mein to isiliye ji hi rahe hain isi mein ji rahe hain kya yar aapne gaya kya aapne bas bas ye kahan sab abhiman lag raha hai aapne jo bola na vidvta ki murti ka swa lag raha hai aapka jo pad hai swa jahan lag raha hai wo sab pareshani paida karne wali jagah lag raha hai dukhal asha shavam sampurn srishti rachna dukham aur asha shav hai aa brahm stambh paryant sarvam maya mayam jagat ab swa ko samet lo bas y isliye mano deh ki durlabhta hai sadhan dham moksh kar dawa ye jo swa faila diya ise ghasit lo samet lo ab yahi sametne ke liye satsang hai sadhu samagam hai guru sharanagati hai bhagwan naam jap hai swabhiman abhi jana hi nahi kise kahte hain to phir ladai jhagda ye isiliye hota hai samjh pai sa rajeev dixit ji Gurudev sadar pranam Gurudev main isi

varsh ki shuruaat se t ke madhyam se aapse juda hoon maharaj ji inka prashn hai kafi lamba hai uske baad mera prashn hai ki kya shri ji se judne ke baad subah pratdin ye pehle sundar kand ka path karte the kisi sant dwara inko prerit tha kya subah pratdin sundar kand ke sthan par cha ji ka path kar sakte hain abhi ye shri ji se jud gaye hain isse kisi prakaar ki sadhu vagya to nahi ho jaegi matlab pehle se karte aa aapko jab pavitra buddhi prapt hogi to samjh mein aayega ki sound badal rahe hain lekin bolne wala ek hi hai 24 guru banae datta tej ne to kanthi 24 thodi band bha shiksha li hai samjh rahe usse wo shiksha usse wo shiksha usse wo shiksha wahan tak ka us rup mein swang tha age tak ka ye swang aa gaya lekin wahan jo bol raha tha wahi tatv tha yahan jo bol laha hai wahi tatv hai usmen koi antar nahi hamare Gurudev samarth hai wo rup badal sakte hain par rahenge Gurudev hi wo ek ko hai ek ko brahm dwiteeyo nasti ma daksha nahi li thi keval ham kah rahe diksha tabhi ham

pahla shabd kya bole ki kanthi banwai thi kya datt teji maharaj to swayam bhagwan ke avatar hai wo sab guruon ke guru hain lekin unhone 24 guru aise banae kanthi banwane wale nahi vaishya ko bhi guru banaya pingla vasya ko baach pakshi ko guru banaya baan banane wale ko guru bana aise 24 guru banae hamen jahan bhagwat shiksha mil rahi hamko use sweekar karna hai age badhna hai tatv ek hai wo kahin se bhi bol sakta hai akhand mandlakaram vyaptam charachar tat padam darshit men tasmai shri guruve namah

Gurudev bhagwan hamare char achar sab mein virajman hai ab yah dekhna hai ki apne guru vani ko pehchan le man lo koi asat agyaa kare gandi baat ki agyaa kare to ham thodi pahchanenge ki Gurudev bol rahe hain yah man ka sankalp chal raha hai yah guru vani nahi guru sat hit kar mridu aur param pad mein arudh karne wali vani hoti jaise gita ji jaise bhagwat ji jaise Ramcharit manas jaise Upnishad aise Guruvani hoti hai agar guru ke vachan sansaar bandhan se hatane wale na hokar sansaar mein aasakt karne wale hain to man bol raha hai guru nahi bol rahe kyonki guru ke vachan to param pad pradan karne wale nirvic karne wale hain vishyon mein aa sakti ya vishay ki krida vishay khel yah to man khel raha hai guru nahi guru ta hat jae dur hato yahan man ka rajya hai guru ka rajya nahi jahan jinke vachan sunne matra se hamen gande aacharan tyag karne ka utsah ho aur bhagwan ke milne ki chah paida ho jae wo guru vachan hai samjhna hoga jaise jahan mano rajya hai wahan aapko aap man lo wahan sharanagat hue aur wo aapko adesh jo

shastr virudh aacharan hai unke liye karen to bilkul mat darna ki kahin guru aparadh na ban jae nahi wahan guru rajya nahi hai us hriday mein man ka rajya hai hato turant hato turant hato aur kahin bilkul bhesh sadhu ka nahi hai ek sansari aadmi hai aur uski baat boli gayi wah satya mein machalne wali turant jhukao sir Gurudev bol rahe hain kyonki Gurudev satya hai Gurudev satya ki prapti karate hain Gurudev sat swaroop marg mein chalate hain bhai yah pehchan karni hogi man aur Gurudev yahi hai donon kahin man ka rajya to nahi chal raha Gurudev ki vani hai ya man ki itna pahchanana hoga man ki pehchan is prakriti rajya ke bhogon mein tabhi kai jan aise dhoke pa ho jaate hain phir unko a shraddha ho jati hai isliye pehle samjh lijiye jis hriday se man rajya ke dwara adesh hota hai usmen prakriti hoti hai prakriti mein man panch gyan indriyon ke saath bhogon mein lagta hai aur jahan Gurudev ki vani hoti hai wahan paramatma hote hain wahan vishyon ke tyag ki baat aayegi sanyam ki baat aayegi dharm mein chalne ki

baat aayegi satya ki prapti ki bas ham kai bar satsang mein ekantik mein bataya ki hamko ek sarabi ne updesh kiya tha ganga ke kinare usne jo updesh kiya bas ham samjh gaye yah to sound hai Gurudev bol rahe tutna nahi jeevan mein wo ek dikhaya tha bhagwal ki jake kaha til til katne par bhi yah tuta nahi to yah sang marmar bhagwan ban ke puj raha hai aur niche dikha yah sang marmar wahi hai ek charnon ke niche aur ek simhasaan pe Baba ji bane tutna nahi chahe jitni vipatti apman kasht ho bola aao tumhen dikhate hain Baikunth dham le gaya thakur ji ki chavi dikhayee brahmavarta vithu aur aise samjhaya hamne panchang pranam kiya sadhu vesh mein ham the wo sansari vesh mein sarap prabhu jeevan bhar aapki baat yad ra jeevan bhar yad rakha hai ab bhi yad hai to hamen yah nahi dekhna ki kaun kya kahan se guru bol raha hai bas guru satya mein sthit karta hai guru paramatma ki prapti karata hai aur wo sabke akhand mandla kam vyaptam charachar manora hai ki guru ki vani itna samjhna shishya ki pravinta hoti hai agar sacha

shishya hai to samjh jaega ye man ki baat hai aur yah guru ki baat hai guru ki baat paramatma ki hoti hai man ki baat sansaar prakriti ki hoti hai bas ashirwad dha naam haan naam mein priti ho jab naam mein priti ho jaegi tab to swayam naam chalne lagega par jab tak anarth ki nivitti nahi hoti tab tak naam mein priti nahi hoti priti ka matlab hota hai jaise hamari sharir mein priti hai to bina kisi prayas ke hamen sharir ki smriti bani rahti hai ham bhulte nahi jaise ham so jaate hain phir jagne ke baad hamko yad nahi karna parta ki main kaun hoon hoon main stri hoon ki purush hoon mera kya kartavya hai nahi sab bana rahta hai kyon kyonki priti hai sharir se jis din naam mein priti ho jati to jagrit mein swapna mein susrupt mein har samay naam sovat rasna rate Radha Krishna sunam to naam jab ham prarambh karte hain to man ko accha nahi lagta jo hamare andar kai janmon ke aparadh hue hain ya is janm mein bhi jo hamse galtiya hui pehle naam unko bhasm karta hai man ko pasand nahi aata man vishyon mein

bhagta hai agar koi ise jor dekar abhyaas yog yukt chet sa nanya gamin ise ham jor dekar naam mein lagave Radha Radha Radha Radha Radha phir kuch dino mein jab ye anarth ki nivitti kar payega paap ka nash kar dega to jo anand milega jaise Meera ji kah payo ji payo maine Ram ratan dhan payo vastu amolak di mere satguru nis din badhat savay naam jap ho aur adrma aacharan na ho aur bhagwan ka hriday se aashray ho to isi janm mein aise hi bhesh mein bhagwat prapti ho jaegi bhagwan bade kripalu hain par ham chahe naam mein sukh hai aisa ham mane naam hi hamen samasth dukho se nivat kar sakta hai aisa ham jane koi bhi sampatti koi bhi pad koi bhi vaibhav tumhen dukh rahat nahi kar sakta chitt mein ek ashanti ek abhav ek vishad ek na jane kaisa bhay wo bana rahega tab tak jab tak bhagwan ka sakshatkar nahi hota isliye bhagwan ka aashray bhagwan ka naam jap aur jo seva di yah puja bhagwan ki hai bas apne kartavya ko dharm purvak na kisi pralobhan na kisi bhay se na darna hai na apne nirnay se badlna hai jo dharm purvak

nirnay hamare dimaag mein aaya hai wo bhagwat prerit hai usmen dridh yahi bhagwan ki puja ban jaegi isi se bhagwan mein priti ho jaegi kahin bhagne ki zaroorat nahi anand samudra bhagwan y hriday mein hi virajman vivek mittal ji jai jai shri hanuman Gurudev aapko koti koti navat pranam Gurudev aapki kripa se Vrindavan ashrit hokar naam va sharanagati mantr ke jaap dwara apne purv vartman mein krodh lobh asakti va sammaan rupi dosho ko samapt karne ka prayas rat hoon Gurudev is prakriya mein kabhi-kabhi aisa lagta hai ki in par niyantran prapt kar liya hai parantu agle hi kshan apne aap ko in dosho se hara hua pata hoon ye sab aham ka bhi khel chal raha hai deha abhiman ka asliyat mein yah prayas se nahi theek hote yah kripa se theek hote hain prayas mein aham pradhan hota hai ahankaar vimu atma karta hamti mante maine aisa kiya main aisa karunga ye kabhi nahi safal prapt ho paegi guru ka adesh hai unhin ka bal hai unhin ki kripa se ye theek honge dekho aap kah rahe na ki ek kshan mein

anubhav karata hai main theek ho gaya dusre kshan mein hi aisa lagta hai yah sab abhi antahkaran dharm ke antargat ho raha hai kyonki na to swaroop ka bodh hai na bhagwan se prem hai to abhi yahi sab danche ko main mankar jab tak is vikari sharir mein aham bhav hai tab tak nirvikaar hona asamabhav hai jaise ham durgandh wali chij apne se daba le upar se itr chhidka hai ya jagah badal de ya kuch bhi karen wah durgandh ham khud liye hue deh bhav hi samasth vikaro ki jad hai vikaro ki jad kya deha abhiman deha abhiman

main stri main purush main dhani main nirdhan main buddhi manam ma ma jo shuddh brahmam hai aham hai va antahkaran dharm mein malin ho gaya hai deh bhav se malin ho gaya hai a ye guru prasad se nasht hoga ye kisi kriyon se nasht nahi hota bada vichitra hai sadhak samjh nahi pata karta hamti mante aaj tak kisi ne aisa nahi kiya main wo karunga maya krit hai samjh mein aa jae to aa jae nahi to bhai yah adhyatma hai ekmatra sacchidanand bhagwan ka bhakti ke dwara upasna bhajan ya sthul sukshm karan tino ko baad karke apne swaroop mein sthit hona yah donon bahut kathin hai iski yatra shuru hoti hai guru charnon se guru charnon ka aashray lekar naam jab karo gande aacharan jo nahi karne chahiye wah unke bal se ham tyag kar rahe hain usmen aham sweekar na karen kyonki aham sweekar karte sabse badi malin aham hai sabse badi gandagi ahankaar hai aur yah bada sukshm hai khas baat jab tyag kar doge deh bhav tab kisse kahoge ek hi param tatv sab mein virajman hai yah pradarshn kiske liye kya hota hai deha bhimani

jeev sat marg ka aashray to lena chahta hai par ahankaar jo hai va sat marg mein aisi tang marta rahta hai ki guru hi pakar pata dusra nahi Gurudev ki drishti mein chor chhup nahi sakta guru ki agyaa mein man ko chalane se hoga shri Krishna chandra ju se badhkar koi guru hai vande krishnam jagat guru gita ji aap uthaie guru agyaa hai bhagwan ki shwas se vedon ka pradurbhav aaya pradurbhav Upnishad uthaie bhagwan ki agyaa hai bhagwan shri Krishna daipayan vyas dev ji ke rup mein swayam bhagwan hi prakt

hue 18 puran ki rachna ki aap unko uthaie unke siddhant se chalie guru ke in divya vachno ko keval guru hi jante hain ab wah kya kripa kiye kripa karke unhone hamari bhasha mein hamare dimaag mein jisse baat pahunch jae manav rup dharkar hamare samne sant vesh mein aa gaye bandon guru kanj kripa sindhu nar rup hari hai kaun hari kis rup mein nar rup mein unki baat jaise aap yahan aae santo ki baat hi to ham kah rahe hamari koi upaj hai kya in baton ki upaj thodi hui y pehle se sab shastron mein likhi hui

hai sab santo ne anubhav kiya hai wahi guru prasad se wahi tumhen bata rahe ye santo ki juthan hai sant mahatma purush jo anubhav kiye usi marg mein chale wo baat samjh mein ai baat aapko ab man lo to ahankaar nahi rahega unki kripa se agar ham karte to pehle kar lete na jab ahankaar rahit sadhan banta hai tab jakar nirmalta aati hai apna purvabhaas ahankaar ka hai kuch bhi karte hain dridh ho jaata hai tniki sangati rahit jati kul mad sab nandas Gurudev ki sant mahapurushon ki charan dhul ke pratap se ahankaar ka mardan karke wo apne swaroop mein aata hai ya bhagwat prem ko prapt hota hai jab rahu gan ko updesh kiya jad bharat ji ne ragh gan ne kaha kis sadhna se bodh prapt hota hai jo aap bole bole ra gan ta tapsa na yati na chaya na nirup gva na chhnd sa na jalag surya bina maha pad rajo abhishekam shri jad bharat ji maharaj kahte rahu gan yah tapasya se nahi hota tirth atan se nahi hota ek grihasth dharm ka palan karne se nahi hota jal agni surya chandra ke upasna se nahi hota hai dan punya se nahi hota kaise

hota hai bole brahm bodh sampann mahapurush ki charan raj se abhishikt hone par hota hai arthat unki agyaa palan karke man vachan karm sev jo kah rahe hain waise hi chale to ye ho jaata hai agar santo ka aashray liya to phir ye ahankaar na vachno mein aur na andar vichar mein vichar mein ahankaar vish hai jab ham vichar mein chalte hain to ahankaar hi chalta hai yah kar liya aisa kar lenge aisa kar lenge aisa kar jab tak karna hai tab tak wah baitha hai jab ho raha hai va ahankaar leen ho gaya ab ho raha hai aap drashta matra hai yantr vat bhagwan chala rahe hain Gurudev chala rahe hain ya yantr vat prakt se ho raha hai aap karta aur bhogta donon bhav se rahit tab wo jakar nirvikaar hota hai abhi nirvikaar abhi to aise jaise koi apne hathon se rok le to aapko laga ham jit gaye pat shatru roke hue guru kripa hari kripa to aapko lagta hai ham vijay ho gaye agar aise samet le to abhi dharashai ho ja itna pravah hai us kripa ki taraf dekho tumhari kripa tumh raghunandan jaha nahi bhagat bhagat vachan ham par bhagwan ki badi kripa hai Gurudev ki badi

kripa hai santo ki badi kripa hai jisse hamen sat marg mila jismen ham chal rahe hain unhin ke power se chal rahe hain wahi anubhav karayenge shant yatra andar hi khul jaegi maya hatti chali jaegi gyan ka prakash hota chala jaega jab y hota main karta hoon maine itna jit liya utna kuch nahi ye sab maneeram ke khel hai sachchi kah rahe ho tum jo kah rahe ho aise hi hai kabhi ek minute dikhata hai ki main jitendriy ho gaya mujhe koi bhog nahi chahiye aur dusri minute itne gande chintan mein pahuncha deta hai tab

lagta hai bada chhalia hai iska kya ham kathan mane ek minute mein to vairagya van aur ek minute mein bogi iski baat mananiye Gurudev ki baat wo jo agyaa karte hain uske anusaar man ko chalana hai nahi usi mein phir brahm ho jaata hai aur jeev apne ko gyani man jitendriy man leta hai aur phir wah dhire se patan ke marg mein chala jaata hai aur agar dainya hai guru aashray chahe jis marg ka pathik ho jisne guru charnon ka dridh aashray nahi liya voh na atma bodh hoga na bhagwat prem hoga aaj ham man ka dridh aashray liye hain manm gurumukhi to koi virla hi hai bina guru kripa ke ahankaar ka mardan nahi wo dekhne ko milta hai ai nahi to hamen lagta hai yar jo sadhna chhupani chahiye wo chhapai ja rahi jise gupt rakhna hai use prakashit kiya matlab kya uddeshya hai aapka sansaar sammaan vava hi phir wahi avidya to ghum ke aa gayi avidya to aa gayi maya to aa gayi ghum ke kanchan kamini kirti akhiri khae mein pehle girne ke liye tayyar ho aap girne ki sari samgri lekar chal rahe ho saath aur bana jaata hai bahut

gyani bana jaata hai bahut bahut samjhne chahe vairagya marg mein ho nivitti marg mein aur chahe pravriti marg mein donon mein bhagwat prapti karne ka adhikar hai par donon ko rag rahit hona padega rag rahit hokar grahasti mein raho sabse priti karo bhagwat bhav se aur khub seva karo va seva bhagwan ko arpit karo shastr sammat naam jap karo bhagwan ki prapti ho jaegi unki aur vairagya marg mein guru ke ashra ho jao unki agyaa ke anusaar chalo apne ko yantr vat dekho pahunch jaoge adhyatma ki bhumika pa par hai kathin baten kahna saral hai agyaa par chalna man mar ke bahut kathin baat nahi hai Gurudev yahi man jab se sharanagati da hai tabse jo pehle vikar ki jo baadh bah rahi thi us par bandh banna shuru ho gaya phir bhi wo baadh mein se ris ris ke abhi bhi are ye bahut unchai tak hai chhoti moti baat bhagwan shri Krishna ke putr ka naam kya tha jo Rukmini ji se prakt hue pradyuman ji jante ho kaun hai sakshat kam hai nati ladka bachchha unhin ke hain bahut unchai tak hai yah chhoti moti baat nahi

hai jab tak unka sakshatkar nahi ho jaata ya tatv bodh nahi ho jaata tab tak man par vishwas na kare ek mahatma bhiksha maang ke roz nikelte the gram ke bahar vaishya ki makan tha to wo bahar niklti kahti bakre ki dadi achchhi ki mahatma ji aapki uphash karti to jab wo apni saiya par pare the sharir pura hone ko i tha to shisyo se kaha bula la us vasya ko aae bole beta meri dadi achchhi ka aapne us samay kyon nahi kaha jab ham aapka uphash karti thi bole vishwas nahi tha ab main ja raha hoon bhagwan ke dum pakka vishwas arthat jab tak sharir maranaasan mein na pahunch ja tab tak hamen vishwas nahi man dhokha de sakta hai isiliye aajeevan mahatma jan is khtrnak man se savdhaan rahte hain ham log manhi ko salahkaar banae nahi banae wo jo kahe jo accha lage wahi kar bole aaj man kahta hai ye khae aaj man man man man sara khel isi ka hai vishyon ki kamna se nana prakaar ki bhog sukho ki vritti se jab tak man bandha hua hai tab tak gyan vigyan chahe jitna varnan karo sab dhokha hai chhalava hai aur nirvic hokar

ek sacchidanand bhagwan mein wahi man brahm hai indriyam man shwas mein bhagwan ne kaha indriyo man mein naam jap karo bina vishay ke sharir nahi chalta yah bhi to sab vishay na dharm yukt vishay ka sevan karo adharm un vishyon ka tyag karo aur jo satsang sunte ho uska man manan karo dhire-dhire hriday pavitra hoga jaise nirmal jal mein shant jal mein ham niche kya dekh sakte hain aise nirmal antahkaran mein shant antahkaran mein ye kahan se prakashit ho raha tha to sabkar param prakashak joi use bhagwan ko ho atma ko ho

brahm ko wahan phir pahunch ho jati hai pehle man shant ho nirmal man jan so mohi pava bhagwan kah rahe na to ham pehle mal rahit ho naam jap dharm yukt vishyon ka sevan haan sab karm bhagwan ko samarpit badhiya anand aa jaega apne mein jo sadgun dikhne lage to dar jana aham jagrit ho raha hai aur jab dusron mein sadgun dikhe aur apne mein kami dikhe i badhiya baat hai sadhu unchai par isi bhav se chadta hai haan wo apne dosho ke jara se bhi sukshm vritti ko bhi pahar jaisa dekhta hai aur dusre ke jara se sadgun ko pahar jaisa dekhta hai aur jo viparit marg mein hai unko jara sa sadgun ka bhas bhi pahar jaisa apna lagta hai aur pahar jaisa dosh bhi wo dhyan nahi dete hain wahi vishay aur sansari jeev kah jaate hain paramarth ka marg alag aur sukshm hai Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha

Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha shri Radha Radha Radha Radha Radha shri Radha Radha Radha ham Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha dha Radha Radha Radha shri Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha shri Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha

Radha Radha Radha radhara shyama ladli dha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha ra ra ra

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi