ekantik vartalaap evam darshan #409 · 24 december 2023
shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.
pura pravachan
kareema ji faridabad se maharaj ji Radhe Radhe maharaj ji hamen bhagwan ki puja par ya apne karm par zyada vishwas rakhna chahiye jaise din ya kisi karm karm hi puja hai karm hi puja hai tu ne puja ko alag kya samjh rakha hai kya puja samjhte hain aap aur kya karm samjhte hain matlab bhagwan ki bhakti karen ya kisi ki madad karen pashu pakshi ki kisi ka hai kaun kiski madad kar rahe bhagwan hi hai lekin bas phir alag lekin mat lagaiye bas yahi lekin mita dengi to puja ban jaegi dekho ja ek bar shri Eknath ji maharaj gangotri se bahut se bhakton ke saath jal lekar ke rameshwaram ja rahe the chadne ke liye to to bas Rameshvar ji thoda hi dur rah gaye the to paas mein dekha ek gadha jawan nikale hue aise pyasa pair phatphat raha hai aur kalash mein laye the gangotri se unhone kaha ki ham to ab ek kadam nahi chalenge kyonki hamko pyasa dikhayee de raha hai ham gaye sabne mana kiya ki gangotri se jal ra ho to Rameshvar ji mein chadha dijiye unhone usko aise uthaya aur kaha he bhagwan shiv aap kan kan mein virajman ho
mera jal s kar pura ghade ka Gangajal pila diya wo sab gaye udhar jal chadne to idhar dekha gadhe se bhagwan rameshwaram ji prakt ho gaye sakshat darshan diya sab rupon mein bhagwan hai aisa man kar ke yah sachchi puja mani jati hai haan ham kabhi vigrah mein puja karte hain to kabhi sabke hridyam mein virajman pashu pakshi ke hriday mein virajman hamari bhavna to ye honi chahiye na sab mein bhagwan hai pati mein putr mein parivaar mein sab mein agar ham aisi bhavna se puja karte hain to wah puja hamare bhagwan sweekar kar lete hain aur agar ham keval murti mein puja karte hain aur sabse virodh dves hinsa kapt aisa karte hain to bhagwan kapil dev ji ne Shrimad bhagwat mein kaha hai ki wah puja mein sweekar nahi karta jaise rakh mein kiya hua havan bekar ho jaata hai aise ham wo puja mante hain murti mein to achhche bhav se puja ki aur vihaar mein tum chhal kapt hinsa vyabhichar aise papa aacharan wo bhagwan puja se aap samjh pa rahe hain haan sab rupon mein ham pehle dekhen ki prabhu hai chahe pashu pakshi ki ho chahe kisi
vyakti ki ho ab seva karo wah seva tumhari puja hi ho jaegi har karm uski puja ho jati hai jo achit bhavna se bhagwat bhavna se yukt ho jaata hai shah jangeer ji labh aapka prashn hai Radha vallabh shri Harivansh aapke satsang sunne se Radha Krishna ki bhakti jagrit hui hai parantu meri ek pareshani hai laddu gopal ki seva jaise shringar mein dhyan adhik jaata hai unki seva karte hue aur sare din shringar ki chinta rahti hai kya ise bhav samjhe ya chuk samjhe bahut badi kripa hai aapke upar ladli ja ki
badi kripa hai kyonki unke pritam pyare ke prati aapki seva vriti hai to ye aisi chuk to jeevan bhar bani rahe nahi agar ise chuk kahte hain to aisi chuk jeevan bhar bani rahe ki ham keval unke chintan mein unke sukh mein unke shringar mein unke rup mein aasakt ho jae yah to bade-bade param hanson ke andar akanksha rahti hai aap khub pyar se apne gopal ji ki seva karo theek hai na ha aaj kya pahnana hai aaj kya khavana hai yah agar chintan bana raha na to age chalkar aapka hriday prem lakshna bhakti se yukt
ho jaega bhagwat prem prapt ho gaya phir durlabh kya rah gaya theek hai parna ji Jammu se maharaj ji Radhe Radhe maharaj ji agar hamare grast mein hamare pati nonvej ka sevan karte hain aur hamen prativ dharm ka palan karne ke liye use pakana parta hai aapke vachno ke dwara yah khana banana galat hai aise mein ham pativrat dharm ka palan karen ya pati ka virodh karen nahi aap dharm ka palan karen virodh nahi jaise ham jo Kashyap rishi mans vikreta va jo kasai swaroop mein lekin unko param gyan tha voh karya to kar rahe the na unke to aapka karya hai apne pati ko sukh pahunchana ab wo jaise raji rahe aapka usmen aap adhin hokar ke jo karya kar rahe hain ab usmen virodh nahi aap naam jap kijiye pati mein bhagwan ki bhavna kijiye aur jaisa wah adesh karte hain vaisa chalie koi ladai jhagda nahi kisi bhi tarah ka koi andar dves ya virodh bhav mat rakhiye bhagwan andar ki baat dekhte hain rahat na prabhu chit chu ki ki karat surat sa bar ki bhagwan hriday ke bhav ko dekhte hain bahari chuk ko nahi dekhte hain aur yah aap
aur bhav badhiye unhin mein prabhu ko dekhne ki cheshta kijiye aur prarthna kijiye ki prabhu kabhi jaise hamare hriday mein bhakti aa rahi waise aap apni dincharya badal da aap apne aacharan badal de to ham sukhi ho jaenge kabhi ham par kripa karen aur aapki buddhi shuddh ho aisi bhavna kijiye virodh to kabhi ki nahi bhakti virodh nahi sikhaati haan bhakti prem ke vashbhut karke jab ham bhagwan ko prapt kar lete hain phir unmein to bhagwan ka ansh virajman hai isliye virodh nahi bilkul kadpi virodh nahi ji adarsh Dube ji Banaras se Radhe Radhe maharaj ji maharaj ji naam jap aur dhyan mein kya antar hai aur kya samanta hai naam jab bina dhyan ke bhi prarambh kiya ja sakta hai lekin dhyan ke liye man ka nishchal hona chanchalta rahit hona nirmal hona prannon ka sukshm hona aur sharir ka chanchalta rahit hona shant baith gaye do ghadi arthat 48 minute tak hamare sharir mein koi harkat nahi honi chahiye pratham to yogyta asan ki honi chahiye dviti yogyta ham man ko jahan laga sake tatkaal lakshya par lag jae aur wahan se
chanchal na ho yah pran sukshm ho brahmcharya surakshit ho tab jakar ke kahin dhyan ka vishay banta hai aur jab ham naam jap karte hain to hamara agar dhyan bhtak bhi raha hai to hamen labh mil jaega bhav ku bhav an khal se ho jaise agni mein dayka shakti hai to bhav se chu le ya koi chhup ke chhwa de ya ham krodh karke chu le ya koi zabardasti hamen dhakel de usmen jalane ki shakti hai dahina kam kar karegi jala degi aise hi naam mein taran shakti hai sarv paap nashak shakti hai anand praday nahi shakti bahut se
divyta naam mein hai to hamara bhav ban raha hai to bhi bhav nahi ban raha to bhi agar jivya pa naam chal raha hai to hamara mangal hi hoga bhav ko bhav an khal sa ho naam japat mangal dis das ab dhyan ki prakriya jaise ham Radha naam japte hain to dhyan mein aankh khuli hai band Radha andar se ucharan bhi ho raha netron mein dikhayee de raha shravan idri sun rahi hai aur bina man ke likhe va likhega nahi man ko likhna padega Radha ab puri ekagrata ho rahi ab jahan naam mein tanmayata hui nishpap hua to isi Radha
naam mein Radha rup prakashit ho jaega pritam saath mein Priya pritam nikas kunj thade bhae bhuja paraspat ansh to apne aap hamen jo gadh dhyan ki sthiti chahiye wo naam pradan kar dega naam mein itni power shakti hai kundalini ko jagrit kar dega naam mein itni mahan shakti hai samasth gyan shastron ka apne aap prakashit ho jaega to naam jap se dhyan bhi pusht ho jaega naam jap se gyan bhi pusht ho jaega jab gyan ho jaega to rag rahit upasak bhagwata ko apne aap prapt ho jaata hai aap samjh pa
rahe isliye hamen lagta hai pradhanata naam ki rakhni chahiye nahi aap dekho aap 48 mein minute kya 20 minute bhi bina hile dule baithe mein asmarth dhyan ke liye pehle sharir ki sthirata chahiye phir ham jisse dhyan kar rahe hain wo man hai sukshm sharir wahan bhi sthirata chahiye iske liye brahmcharya chahiye pran sukshm chahiye bhai jo ashtang yog ka vishay dhyan hai usmen to ye sab chahiye accha ham kirtan kar rahe hain to kirtan karte karte hriday pavitra hoga to dhyan apne aap lag jaega samaahit ho jaega hriday pavitra ho jae to anyas dhyan apne aradhya dev mein lag jaega isliye sab shastron ke sammat aur sadhu sammat baat kahte hain bade bhagyashali hain jinki naam mein shraddha ho gayi aur vishwas karke naam japne lage naam ka hi dhyan naam ka hi shravan naam ka hi manan wah sab kuch prapt kar lete hain aur prabhu ka rup hamne dekha nahi to dhyan kaise dhare accha hamari man buddhi ki pahunch nahi prabhu tak kyonki prakritik hai karan prakritik hai antahkaran y prakritik hai aur chidanand mein deh
tumhari vigat vikar jaan adhikari prabhu chidanand mein hai to prakritik man buddhi chidanand mein kaise jaenge to naam chidanand hai prabhu ka to jab ham naam jap karte hain to naam ki kripa se naam hi swayam man mein prakashit ho jaata hai man aa nahi pahunch pata wo man mein prakashit ho gaya bas hi ek bar sakshatkar hua janm janm ka bhram mit gaya janm janm ka dukh mit gaya isiliye sar baat hai naam jap jaise sanyasi jan prano japte hain Om Om omkar ye ham bhagwan ka naam hai jise ved ud geet kahte hain bhagwan koi Ram koi hari koi shiv ham koi daso ham sab usi paramatma ke naam hai bas jahan guru ne jo de diya bas usi mein chittritti laga de pahunch jaega aur baat rup hai patang naam hai dori ab dori ko chhod do patang pakar ke dikhao nahi pakar paoge pakda dori khincha aa gayi patang naam ki dori mein rup bandha hua chala aayega apne aap prakashit ho jaega jai shri bhatt prem ras bandhan kyon chhute dridh fand baso mere nainan mein do chand gaur vadan Vrishabhan Nandini Shyam varan nand nand baso mere nay nand
mein wo netron mein akar bas jaate hain agar naam ka prichay na ho to rup paas hone par bhi aap prichay nahi prapt kar sakte ek bar pujya shri mahatma Gandhi ji kahin sabha mein ja rahe the bhashan dene desh desh priyata ka to kuch log ganv ke log mahatma Gandhi ji ke bhashan aur darshan sunne ke wah samne hi aise baithe the ab ganv ke log bidi jalae pine lage unhone prichay nahi jana samne mahatma Gandhi baithe the anuchar ne roka ki aap a puri train tune kharid li hai kya ganv ke log samne rup
baitha hua hai par wah prichay nahi jante hain ja utre mahatma Gandhi ki jai station unko wahin bhi utrna tha kyonki bhashan sunne jab dekha ki yahi mahatma Gandhi the to unko laga ki kitna bada hamne apman kiya jinke darshan ke liye ja rahe the jinka matlab naam nahi hai na to rup samne baitha hai to jaan nahi pa rahe hain aur naam abhi aa ja mahatma Gandhi ji a yah mahatma Gandhi ji apne aap prichay ho jaega rup ka prichay naam hi karwata hai to prabhu ka rup to avyakt hai wo kripa karke naam japak ke hriday mein rup prakashit karte hain koi apni taraf se unke rup ka kaise bhavna kar sakta hai kyonki prakriti mein koi syahi nahi hai jo prabhu ke Shyam sundar ang ki sobha utar sake kyonki sab prakritik hai to chidanand syahi ho tab to baat bane aur chidanand lekhni ho aur chidanand kaagaz ho ta usmen chidanand bhav wala chitran kar sakta hai to yah to ho nahi sakta kyonki ye jitni kriya sab prakritik hai to anubhav gamya bhaje ja santa wo rup anubhav mein aata hai prabhu ke ham bahar se unke rup ki
aradhna karte hain bahar se ham antarmukhi hote hain dhire dhire dhire jo rup hamne bahar dekha to va bhav krit tha ab jo andar prakt hua va chidanand prakt ho gaya ek bar prabhu muskurate hue jiski taraf dekh liya nihal ho gaya to ham naam jap karen aur bhagwan ke jo shri vigrah hai jo chavi hai unmein sakshat bhagwan ki bhavna karke unke dhyan karne ki cheshta karen tab jo bhagwan ka sacchidanand rup hai wo prakashit ho jaega bina naam jap ke to mujhe nahi lagta ki bhagwat sakshatkar ho jaega naam aur naam nirantrta patanjal ji ne kaha hai dirgh kal tak yadi satkar purvak naam jap kiya jae to dridh bhumi dirgh kal nirantar satkar sevit dridh bhumi dridh bhumi ab matlab wah bhumika prakashit ho rahi jismen bhagwan jagrit honge abhi mano soe hue bhagwan yahan virajman hai kyonki ham bhtak rahe hain aur va yahi hai lekin jab naam pukarenge jaise aapka kya naam hai adarsh aadar agar ham yah naam pukare to aap dekhoge ki nahi dekhoge aise chale ja rahe ho koi aur pukare manohar das Krishna das aap nahi dekhoge
lekin aapka naam johi pu aap dekh loge na to se hi yahan baithe hue prabhu hai ham bar-bar pukar Radha Radha Radha Krishna Krishna Krishna Ram narayan hari jo naam pukar rahe hain va bhagwan wahi hai naam unke anant hai wahi tatkaal dekh accha ab agar koi kamna hai to kamna ki purti ho jaegi aapke bhajan ke anusaar lekin prabhu phir bhi aapke samne nahi aaenge jab keval ek kamna hai main aapse milna chahta hoon to kisi sipharish ki zaroorat nahi hoti yah naam hi sabse bada dhan hai bal hai gyan hai prakash hai yaay usi prakash mein darshan ho jaate hain jitne bhi siddh sant hue hain sab naam ke prabhav se pakka samjh lo vishwas kar lo ji jyoti jalan ji surat se Radhe Radhe Radhe Radhe maharaj ji maraj ji aapki aur santo kripa se sansaar aur paramatma ka alag alag bodh ho gaya hai nahi galat hua hai bodh nahi hai ise bodh thodi kaha jaata hai yahi to duwidha hai yahi to mita nahi hai bahar aur bhitar ek hai jad chaitanya mein wahi ek hai paramatma aur sansaar ka bodh ho gaya hai ye to agyaan ki baat gyan ki baat hai
vasudeva saramti sa matma su durlabh ivas madam sarvam yat kinch jagtamta sab kan kan mein wahi mera prabhu hai yah baat dekho ham log kya karte hain baten sun lete hain aur man lete hain bodh ho gaya hai to hamen lagta hai keval baton se koi chakravarti samrat nahi ban jaata bahut bada yuddh karna parta hai sab rajaon ko adhin karna parta hai aise kam krodh lobh moh mad matsar in par vijay prapt kiya hua sthul sukshm karan tino ka tyagi phir wo bodh van kaha jaata kiska prashn tha haan mata ji
atma bodh pura jeevan lage rahte hain gyani mahatma jan shastr gyan hona ek alag baat hai lekin bodh hona ek alag baat hai bodh shabd se ham bole agar aap Shastri gyan ki baat karte to ham haan mein haan mila dete ki sansaar ka alag swaroop varnan kiya gaya hai bhagwan ka alag swaroop varnan kiya gaya lekin jo bodh shabd hai vay varnan wala vishay nahi yah anubhav ka vishay hai yah anubhav mata pratam nanya kinch dasti Dhananjay kinchna matra bhi shri Krishna ke siva kuch nahi to sansaar kahan rah gaya wah swayam kah rahe hain na matta par taram nant kinch dasti Dhananjay kinchna matra kuch mere siva yamam pashyati sarvatra sarwam cham pashyati tas prasam sach mene pranati to ham naam jap karen shastr swadhyay karen dekho Shraddhavan labhte gyanam tatpar satendra ab dobara shabd aaya hai gyanam labdh param shanti machre di gati shastr gyan hua to indriyon ko antarmukhi ho gaye sharir rag chhuta tab wahan pahunch hoti dhire-dhire hamen lagta hai bhajan kiya jae bari mathe ghrit hoe baru sikata te baru tel binu hari bhajan na bhav
tari ya siddhant apel goswami ji kah rahe hain naam jap karo bhagwat ashrit raho bhagwat leela katha suno to gyan ho jaega chahe stri ho chahe purush ho koi bhi jeev ham hai to bhagwan ke ansh ye sharir hamari poshak hai to asli mein gyan ho jaega abhi jaise shabd shabd batte hain aap kis dhara mein hai sthiti prajya ke shabd hi batte bhagwan se pucha arjun ji ne sthit prajya kaise bolta hai kaise baithta hai kaise chalta hai uska vihaar kaisa hota hai ek bhi bhagwan ne bahari baat nahi bataai sab andar ki
baat bataai jo kshamta mein yukt hai na harsh hai na dves hai na rag hai wo mahapurush sam purvak vihaar karta sam purvak kshata mein sthit rahta uski varta bhi samm hoti hai yah varta visham nikli iska matlab abhi bodh nahi hua hai shabd se hi us sthiti ka prichay milta hai chahe jitni aap banavti bolo bilkul shastr ki baat bolo lekin agar anubhavi hai to ek shabd mein pata chal jaega ki aapki bhumika hriday ki kya hai hriday ki bhumika se hi shabd nikal jaise koi bahut ro raha hai bhakti ka leela kar raha hai pach minute chupchap rahie uski sthiti apne aap samne prakt ho jaegi ki satya mein sthit hai yaha sat mein pach minute bolne dijiye iske baad uski sthiti wahin aa jaegi jahan wo hai wo bar-bar ghuma ke shabd wahi pahuncha dega jao hai sthiti wo pehchan hoti hai sthiti ham aapki avhelna nahi kar rahe ham dhanyavaad de rahe hain ki aap adhyatma marg mein chal par ise bodh nahi kahte hain shastriya gyan to sweekar karte hain lekin bodh bodh shabd bahut alag vishay hai yah bodh aise hota hai sarvam
khalam dum brahm to sarvam bhi khatm ho jaata hai keval brahm sarvam bhi maya mein hai na bada sukshm vishay hai haan bodh ho gaya to jeevan parivaar mein baki sabko man sammaan moh maya mein ladte prashant dekhte accha nahi lagta kya parivaar dikhayee de raha hai ladai jhagda dikhayee de raha bodh kahan hua bodh shabd isiliye ham kaha bodh shabd ek alag aap agar bodh na ka ke keval gyan ki baat karte ye accha hai ye aap vihaar ka darshan kar rahe hain yah vihaar hai brahm bodh hua to parivaar kahan hai brahm badh
hua to ladai jhagda thodi dikhayee deta hai brahm drishti prapt ho jati hai nahi brahm bhuta prasanna atma na sochte na kanti sama Sarvesh bhuteshu mad bhakti late para ab dekho naam jab isiliye kaha gaya hai ki jal tikega to thal mein hi tikega jal aise hi nirmal hriday bhakti karti hai aur bhakti mein shuddh gyan ka jagran ho ja jaata hai to aisa nahi ki hamari matayen bahne brahm bodh nahi hui ek se ek mahapurush hui hai gargi jaisi bade-bade sabhav mein brahm swaroop bodh karane wali hui hai to hamen yah nahi hai ki aap nahi bodh kar sakte par aap siddhant se chalie sab mein ham to praya ekantik mein ya satsang mein kahte hain aap apne kartavya ka palan kijiye aur parivaar ke janon mein shri bhagwan ko dekhne ki cheshta kijiye pati mein patni mein putr mein parivaar agar unka vihaar katu hai to aap usko sahie tas bharat aur aapka vihaar mrid ho bolo to badhta chala jaega nahi ishwar shasan mein le lega usko kyonki aap kshma kar rahe hain na ishwar shasan mein le lega aapka hriday bodh ki taraf
badhega aur jo aapke saath asat vihaar kar raha hai wah ishvari vidhan usko dand de dega ham aisi bhi bhavna na karen tab ham age abhi to shuruaat kar rahe hain jab sthiti mein aaenge to ham mere siva koi hai hi nahi bodh ka bhakti ka swaroop hai aapke siva koi nahi aur gyan ka hai yah mera bhi shabd maya mein atma swaroop ke siva koi hai nahi accha ab yah jo kasht hai pratikultaa hai yah jo nana prakaar ki vipatti hai dukh hai yah mana hua buddhi ka bhram hai ekadshi skand mein tit brahmin ki katha padh
ke dekhla usko bandh diya logon ne thuk rahe hain peet rahe hain bhiksha patr seen ke patak diya bhiksha bhi jaise pashu ko bandhte se bandh diya us mahatma ko lekin wo prasann bar-bar buddhi ko tark ke dwara shant kar rahe karm dand nahi de sakta kyonki karm ka prabhav sharir par hoga main atma swaroop hoon praarabdh dand nahi yah dand nahi vyakti dand nahi de sakta ye dukh sukh hai nahi ek bhram matra hai mujh atma swaroop ko kya dukh kya sukh ekdam par ye hai bodh agar bodh ki sthiti dekh li to us mahatma ki jiska geet swayam bhagwan shri Krishna ekadshi skand mein gaan kar rahe tith brahmin ki katha naam se wo adhyay padh ke dekho to aapko pata chal jaega bodh van ki kya sthiti hoti hai to isliye mujhe lagta hai bhagwan ke charnarvind ki bhakti karo shri hari shri narayan shri Ram Krishna jo aapko bhave wo gyan karva denge sai jaan hi dehu janai aur janat tumh to tumhe ho jae to khub naam jap karo parivaar ko bhagwat swaroop mano jahan ladai jhagda dikhayee de to bhagwan se prarthna
karo ki bhagwan inki buddhi ko shuddh karo ham naam jap karen aur agar apne parivaar ko de ki hamare balak ki buddhi shuddh ho jae hamare pati ki buddhi shuddh ho jae hamari patni ki buddhi nischit ho jaegi bhajan mein takat hai jo ham bhajan karne ke marg mein ladai jhagda to mujhe lagta hai theek hai nahi ya ladai jhagda dekh ke asantusht hona yah bhi theek nahi hai kyonki agar hamara hriday jalenga ek lad ke jal raha hai aur ham dekh sun ke jal rahe hain baat sthiti to donon ki ek hi hui na to isliye hamen lagta hai ki hamara sudhar hona chahiye wo naam jap se bhagwad aashray se satsang sunne se hoga agar aapko ismen koi sanshay to aap kah sakte ek company hoti hai jismen bahut sare wakil kam karte hain unko tapha milti hai aur usmen gal galat aur sahi donon prakaar ke matlab mukad men ate hai agar main kisi doshi ko nirdosh sabit kar deta hoon court mein to mere ko dosh lagega pakka par lekin main to jis company mein kam kar raha hoon wo bachchha company nahi tasma shastram prmanam te karya ka vyvasthit
ho company ham shabd se pramanit nahi kar sakte ham tasma shastram prmanam the aap jante ho ki ye doshi hai to aap dhan loge na isiliye to aap apni sari buddhi ka bal lagakar usko jita hoge to aapko to phir dosh lage Gurudev phir aisa nahi hoga ki main jo company mein kam kar raha hoon bacha hamen company se mat jaha prashn kar rahe ho na waha final par hai ham na to kisi company ko doshi samjhenge aur na ham kisi siddhant ko ham aapko samjhenge aap jante ho aapke bhai ki hatya kiye ho aur aap use doshi jante hain to aap aap use chhod denge nahi chhodenge na aap pura buddhi bal laga phasi mein chadhaenge ki janta hoon mere bhai ki hatya ki to ab wah dusra vyakti hai isliye aapko daya nahi hai aap buddhi bal se jeetkar aap paise lenge aur aap kahoge mera to dhanda hai bas aisa nahi kya karu Gurudev jo sektar aapke bade-bade wakil aae hain hai court ke wakil aae hain da das baith kar ke varta kiye suna tha na ham to yahi salah denge bachchha ki apni buddhi ka prayog karo nirdosh ko bchane mein aur doshi
ko dand dene mein bhale saikil se chalo aur namak roti khao to tumhen bhagwan ki raksha prapt hogi aur bhagwan ki kripa lekin Gurudev jaise company mein kam kar raha wahan pa meri ab bachchha ham kabhi company mein kam nahi kiya to wo paristhiti ham jante nahi ham to keval shastr ki batae aur aap sunne kya aae ho shastr ki baat sunne aae ho na bachchha akhiri final ki baat kyonki bachchha vihaar mein yah sab leelae nautanki natak maya ka ho raha hai lekin isse bach ke nikal jao dekho bahut vivekavani kripa ki aap yahan bach ke nikal jao bachchha wah dhan tumhare ko accha sukh dega age chalkar jo tum parivaar ki vridhi karoge usmen bhi va sukh nahi de payega hamari prarthna yad rakhna saikil se chaloge namak roti khaoge bhagwan tumhari raksha karenge aur tum ek din aise wakil hoge ki sab darenge tumse sab darenge ki iske paas kes gaya to chahe karodon ki atechi de do banda phansi mein chadh vai dega kyonki wo satya par chalne wala hai yah tumhari hogi position yah position nahi hogi ki chahe jitne
bade wakil ho paisa de aur bik jaega mukadma jita dega to tum mukadma har jaoge wo to jit jaega zindagi ka mukadma final mein har jaoge bachchha hamari prarthna radh lao wo braun wali loi lao sabko ye dh ha enaes ji kamando hai ha sab prasann raho aur jitna ban sake naam jap karo khab svasth rahie aur hamare rashtr ki seva mein lakh naam jap kaise ho ek lakh naam jap kaise pahuche ek lakh kya har shwas mein japna hai kai kai naam ekek shwas mein japo gintin kahe ko karo swanso ki gintin ek bhi shwas khali nahi jane denge swasa swasa naam jape duwidha ra hai na koi bhagwan sankhya mein nahi milte sumiran mein milte hain aisa niyam bana lo ki tribhuvan ki raj lakshmi dene par bhi adhe pal ke liye bhagwan ka vismaran na ho wo mil jaenge bhajan ka phal bhagwan mein prem ho jana bhagwan ka mil jana isliye nirantrta ki taraf badho jitni sankhya ho jae badhiya hai nahi to nir chalte phirte uthte baithe har samay bhagwan naam smaran parma shri guruve nam dhyan mulam gurur murti puja mulam gurur padam
mantr mulam gurur bha moksh mulam guru kripa akhand mandla charachar tadam darshit shri guruve namah shri sadguru Paramatmane nam ek bhagwan shakar ka koi shlok sunao Om vande dev umapti surguru vande jagat karan vande bhanjak bhushnam dhar vande pashu naam pati vande sur sang vam nayna vande mukham Priya vande bhakt jana sva ja vadam vande Shivam shankar atma twam girija mati sajra prana sharir pujate vishyo ka bhog rachna vidya samadhi sthiti sanchar payo pra dakshan vidhi stotr sarwa giro yagya karm karot dakh shora ek
ek safed ek ek safed shavan paradh sarv jai jai karuna shri mahadev shabh madev prasad prasad bahut anand aa gaya rachit ji gwalior se shri hariva jai shri Harivansh maharaj ji maharaj ji adhyatmik aur samajik jeevan ki unnati mein sarvshresht kaise prapt karun dharm kahta hai uchh naitik mulyon ko dharan kar apne kartavyon ka palan karna is sandarbha mein adhyatmik aur samajik jeevan ki unnati mein kaise sa sa shreshth ban bilag hai hi nahi ek hi hai apne kartavya ko bhagwan ki puja samjhkar achit bhavna se yukt ho jao sab mein shri bhagwan hai aur naam jap karo jo bade-bade mahatmaon ko gati prapt hoti wahi aapko gati prapt hogi yah puri srishti shri bhagwan ki hai aur jisko jo kartavya mila hai va bhagwan ki puja hai apne kartavya ka palan karne se jo siddhi prapt hoti hai wah kisi aur sadhna se prapt nahi hoti ek mahatma the Kashyap naam ke the mahabharat ka mein aata hai prasang to unke vayovriddh mata-pita the aur wah ankhon se unko dikta nahi tha unhone kisi se sanyaas nahi liya
tha kisi acharya se nahi jude the aise manmani jakar tapasya karne lage shastron mein mantr likhe hue hote hain mata-pita ka tyag kar diya koi seva ke liye tha nahi kafi samay tap karne ke baad ek vriksh ke niche baithe hue the bahut dhyan se sunoge to aapko iska raas samjh mein aa jaega adhyatma aur apne kartavya to ek bagli unke upar hak di puling mein jaise bagula kahte hain streeling mein use bagli kahte hain unhone kodh krodh drishti kar mantr to japi krodh drishti ki to tatkaal wo giri
bhasm ho gayi unko laga main bahut bada siddh mahatma ho gaya wo ek grihasth ke yahan gaye bhiksha de to ek bahu nikli pranam kiya maharaj thahre abhi rasoi mein aniya karke bankar aapko dete to uske ghar ke do darwaze the pradhan darwaze par bhikshuk rup mein mahatma khade the jo mahatma kisi acharya se guru apne aap aise kiye the utne mein dusre darwaze se uska pati aa gaya aur wah pati ko sakshat bhagwan man kar ke aradhna karti pati aae to jo uska dincharya thi bithala unko jal pilaya unki seva mein iske baad usko dhyan aaya ekdam unka bhagwan aapke ghar mein atithi sant darwaze par khade the hamen adesh ki ji main bhiksha unko de du haan haan jaldi jao aur jab bhiksha dene gayi to krodh kiya unhone wahi purvabhaas bagli unhone kaha tujhe pata nahi ki main kaun hoon vilumb kyon kiya to unhone kaha maharaj dhairya rakhiye ham grihasth hain hamare pati hain putr hain hamari pradhan seva unki hai wo mere patidev aa gaye the ab unse adesh lekar main aapko bhiksha dene aae agar thoda vilumb ho gaya hai to
aap sadhu vesh mein aapko krodh karna uchit nahi to bole tu mujhe janti nahi hai bole achhche se dekh rahi hoon main wah vriksh ki bagli nahi hoon ki tumhare krodh karne se bhasm ho jaoongi wah akele mein kes hua tha koi gavahi tha le to unke hosh ud gaye ki ek grihasth dharm mein stri yah hamari ekantik baat ko kaise janti hai bole tum kaise jaan gaye bole main apne pati ki seva se kalagya hu bhut bhavishya vartman tino kal ka gyan hai aur tum jeevan bhar karo phir bhi tumhen koi siddhi nahi prapt hogi kyonki tumne na to guru ka varn kiya hai aur na apne kartavya ka palan kiya hai tum abhi agyani ho to hosh ud gaye ki ek grihasth stri hamen updesh kar rahi bole jao aur amuk jagah kasai hai wah tumko updesh karenge tab tumhari buddhi theek hogi jao to ab unko to vishwas ho chuka tha ki devi dharm yukt aur bahut tapaswini hai kyonki hamari sari baten jaan gayi jab wahan gaye to ek kilo de do aadha kilo de do unko ghrna i ye aadmi isse sambhshan bhi nahi karna chahiye ye gyani
ho sakta hai ab johi wo hatne lage to u kaha ruko ruko Kashyap ji tumhen pativrata patni ne bheja hai na thoda ruko gako ki seva kar le phir aapse us samay phone to tha nahi unko laga ham naha dh ke tapasya asan Padmasan mein karte hain ye aur wah apne pati ki to akhirkar main kamzor kyon hoon jab wah seva apni kar chuke band kiya pranam kiya apne vyapar ko aur chale tab unhone kaha maharaj aap agyani ho abhi une kaha main kyon agyani hoon unhone kaha mujhe trika lag hoon main tino kal ka gyan hai kyonki main apne kul parampara vyapar karta hoon nirantar naam jap karta hoon aur chalo hamare aradhya dev ghar mein baithe hain gaye to dekha shwet vastr dharan ki i budhe mata pita bole kamata hoon raat din inki seva karta hoon aur naam jap karta hoon apna karm karta hoon mujhe sab gyan ho chuka hai aur tumhen kabhi gyan nahi hoga kyonki tumne apne andhe mata-pita ko chhod diya aur yah chale tapasya ka natak karne kisko guru banaya hai kisko acharya banaya hai agar milte to pahli shiksha wahi
wo dete abhi jao abhi jeevan hai apne pehle budhe mata-pita ka udhar karo seva karke aur phir nikloge aur phir guru banao tab paddhti se tum siddh ho jaoge bole main apne karm se siddh ho gaya hoon wah patni apne karm se siddh ho gayi kartavya karm bas yahi sikhana chahte hain shri bhagwan sampurn gita mein arjun apne karm se bhag rahe the yuddh ke liye bhagwan puri gita sunakar unko apne yuddh mein lagaya to ham apne kartavya karm ko bhagwan ki puja samjhe par kartavya karm mein samne wale ke vihaar ko nahi dekha jaata jaise apni patni hai apna putr hai apne budhe mata-pita hai apna parivaar hai apna mohalla hai apna nagar hai apna desh hai pura jitna aapka vistar ho sake seva ka hamara kya kartavya hai is sthiti mein jabki wah pratikul hai yah dekha jaata hai wah gyani ho jaega wah bhagwat premi ho jaega wah adhyatma yukt ho jaega patni is samay pratikul hai ab mera kya kartavya hai ye nahi ki main itna karta hoon to uska kya kartavya hai wo meri patni uska kya
kartavya nahi upasak ye nahi dekhta jo paramarth ka pati hai is samay mera kartavya kya hai mata-pita ki seva karun gali de rahe hoon ninda kar rahe hain sabse kah rahe hain ki koi seva nahi karta ab hamara kya kartavya hai putr ko main padha likha raha hoon sab kuch kar raha hoon lekin pratikul chal raha ab mera kya kartavya hai wo sirf apne kartavya ko dekhta hai isiliye shant aur mahan hota hua bhagwat prapt ho jaata hai kartavya hi hamari puja hai ye baat sam is udaharan se ye mahabharat ka drishtant hai mahabharat granth mein bhagwan shri Krishna da pan vyas dev ji ne likha hai ismen dekho wo apne pati ko bhagwan mankar tri kalagya hai wo apne vyapar ko bhagwan mankar mata-pita ki seva kar wo trika alag hai to ye baat dekhni ki aapka jo kartavya aapka jo pad hai sabka pad hai koi kisi ka bhai hai koi kisi ka pati hai koi kisi ki patni hai koi kisi ka putr hai koi kisi ka pita hai bahut se sambandh hain ye sab pad hai ya sarkari pad hai rashtr pad hai ham apne pad ka dharm purvak
nirvah ham apne sambandh ka dharm purvak nirvah karen isi se bhagwat bhakti bhi mil jaegi isi se gyan mil jaega aap samjh pa rahe hain ji Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha ra Radha shri Radha Radha Radha Radha Radha shri Radha Radha Radha ham Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha dha Radha Radha Radha shri Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha shri Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha shyama ladli dha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha radhara Radha Radha Radha
Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha dha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha shri Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha shri Radha he Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
- jiska lakshya bhagwat prapti hota hai uske kya lakshan hote hain? — ras shekhri sharan ji Vrindavan se maharaj ji jiska dridh lakshya bhagwat prapti ho gaya hai us sadhak ke kya lakshan hai narayan hari bhajan mein pancho na suhat vishay bhog nidra hansi jagat prit bahu baat ye…
- ekantik vartalaap evam darshan #1398 — ajay Mishra ji Pune maharashtra se Radhe-Radhe Radhe-Radhe maharaj ji Gurudev main sabhi devtaon ki puja karta hoon parantu meri shri Ram ji mein shraddha hai. Main shri Ram ji ke prati eknishtha…
- pujya maharaj ji ne bhagwat gita padhne ke liye kya updesh diye? — punit ji, karauli Rajasthan se. Radhe-Radhe maharaj ji, aapke charnon mein koti-koti naman. Maharaj ji, main apni manodsha, adhyatmik vikas tatha mansik shanti ke liye ah Shri madbhagwat gita ko padhna…
- mujhe har kisi mein bhagwan dikhte hain bahut dar lagta hai, kya karun? — Radhe-Radhe maharaj ji aapke charnon mein koti-koti dandvat pranam. Bhagwan mujhe yah janna hai ki mujhe har kisi mein bhagwan swaroop dikhayee deta hai. Aap mein bhi bhagwan nazar ate hain. Chinti mein bhi har jagah…
- ekantik vartalaap evam darshan #1397 — vijay kumar ji Rajasthan se Radha shri Harivansh shri Harivansh maharaj ji maharaj ji aapke bal se dincharya nit nirantar achhche se chal rahi hai wo shri ji saath hone ka samay-samay par anubhav bhi karati hain…