ekantik vartalaap evam darshan #507 · 1 april 2024
shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.
pura pravachan
rachna aroda ji Radhe Radhe shri hari Gurudev bhagwan aapke charnon mein koti koti pranam Gurudev bhagwan aapne ekantik mein bataya tha ki ham agar chahe to naam jap karke apne pitron ko bhi de sakte hain jisse wo kahin bhi ho unko koi pareshani ya badha na ho Gurudev bhagwan mujhe ye puchna hai ki ham yah naam jap ka dan kaise karen aur kya pitron ke alawa ham apne jivit rishton ko bhi naam jap ka phal de sakte hain waise agar kiska prashn hai agar aap hamari prarthna ko samjh paye to sab baat ban jae jaise ham mul mein jal chadha dete hain to pure ped mein tahni pe patte pe sab jagah pahunch jaata hai na agar ham shri Krishna chandra ju ko apna bhajan arpit kar de to wo sab jap ke jahan jahan chaho wahan pahunch jae alag-alag ham na ki patte mein alag dale phool mein alag dale bhagwan ne gita ji mein 15ven adhyay mein kaha urda mul mda sakha mul kaun hai ur main hoon main sabka mul hoon to bhagwan ko arpit karne ka matlab sabka pitro ka anya rishton ka aur sampurn jagat ka sabka sabka mangal ho jaega sabka
mangal hoga to aapka mangal apne aap ho gaya to bhagwan ko arpit kar do kahe ko alag-alag arpit karne ki socho ek jagah de do sab pahunch jaega jaise sarkari bank mein jama kar do ab jahan aap chaho transfer ho jaega apne aap nahi ho jaega aapka sarkari bank mein paisa to kisi ko bhi aap de sakte hain to pahla kam karo sarkari bank mein jama karo kahan prabhu shri Krishna ke charnon mein ab prarthna kar do ki mere pita mere amuk unka prabhu mangal ho bahut badhiya jor ka kam ban jaega par aapka bhi kalyan ho jaega agar bhagwan ko arpit kiye to aur anya ko ki to aap khali ho jaenge baat samjhna aap khali ho jaenge to jara si pratikultaa maya ki aayegi to aapka jap hi ruk jaega aapka bhajan ruk jaega is baat ko samjhna agar ham bhagwan ko arpit kar diye aur phir prarthna kiye to unka kalyan ho hi jaega hamara bhajan surakshit rahega dabal labh kyon na lo hamari baat samjh pa rahe aap shayad nahi samjh pa rahe matlab ki jaise ham karen aur bole ki yah sabke liye ya bas karke kar le bas kuch bolna nahi hai
jaise hamne panch mala ki panch mala ke baad mala pranam ki aur he shri Krishna he prabhu yah panch mala aapke naam ki aapko arpit karte hain aap prasann ho jae aur nath hamari ichchha hai ki hamare pitr ya hamare amuk inka mangal ho jae to isse kya hoga ki ye aapki banegi bhakti aur bhagwan ki bhakti karne wali le ki 21 pidiyan tar jati shastron mein aisa aata hai 14 age ki aur sat piche ki aisa shastron mein varnan aata hai na to ab usmen kya hua unka kalyan to ho hi jaega aur mera bhi kalyan ho jaega aur bhagwan prasann ho jaenge sab mangal ho jaega to aap bhagwan ko arpit kar dijiye apne aap sabka mangal hota hai maharaj ji aap kahte hain ki grast mein rah bhajan karna chahiye koi aapke bina ji nahi sake rah nahi sake to wo kya kare y to bahut badhiya baat hai agar koi santo se pyar kare aur pyar mein samip atyant avashyak nahi hai dhyan rakhna pyar mein priyata atyant avashyak hai aur priyata mein samip ka anubhav hota hai sukshm baat ko samjhna jaise hamare paas koi nirantar nahi
rah sakta kuch din chalya aisi hamari personal hai jismen ham ekdam ekant rahte hain sadhu ka ek apna jeevan hota hai thodi der ke liye sab leela hain aur aisa thodi ki har samay koi nahi rahta phir wo kaise rahte hain wo hamari priyata mein rahte hain jo hamare aise bachchhe hain ki jo jinka jeevan hi ham hai agar ham sidhi se utre to utre nahi to nahi utre aise sant hai ham upar chadhe wo upar chadhe ham khade to wo khade agar wo wahan hai to pakka ham hain aur ham jahan hai to wo pakka hai to wo jab alag rahte hain
to kaise rahte hain kyonki har samay to rahte nahi priyata mein rahte hain to aise aap lakh kos dur agar hamse priyata karte ho to aapko anubhav hoga ki ham aapke dimaag mein baithe hain baat sahi hai Guruji aapki kripa itni hai bata haan bilkul aandit rahie aur sharir paas ki bhavna jarur karen lekin iske paas rahne se wah prem nahi hota jo iske priyata mein hota hai baat dhyan rakhna guru ki priyata agar sanyog mein paas rahne ko mile bahut badhiya baat hai lekin na mile to aisa nahi ki ham adhure hain guru ki priyata sanidhy ka anubhav karati hai Gurudev ke samip hai Gurudev ki agyaa ka palan nahi karte unse pyar nahi karte to aise bhi Gurudev ki matlab hai paas aisa nahi ki na ho har prakaar ke hai na to wahan dekha jaata hai ki Gurudev ke vaibhav se pyar hai samjhna Gurudev se pyar nahi aur kuch aise dekhe jaate hain jinko keval Gurudev se pyar hai to dhanya hai unka jeevan jo Gurudev se pyar karte hain chahe paas raho Gurudev ki ichchha ke anusaar ya dur Gurudev har samay tumhare dimaag
mein baithe rahenge aap vichar kar nahi chaan sa bhi nahi chahiye kuch nahi to aise aapko anubhav hota ho hamay bata ek minute batao kya aapko anubhav hota hai ki aapke Gurudev aapke paas rahte hain ye priti ka phal hai ek tum ham do suna ke phir vishram karte hain agar hamare andar priti hai to dhyan rakhna tan man ke bichhu nahi aur chah badhe din rain aur kabahu sanjog na man dekh bhari bhari nain ye prem ka swaroop hai hamen lagta hai ki ham isht ya Gurudev se jab pyar karte hain to hamare dimaag mein base rahte hain mere Gurudev yah bolte hain mere Gurudev aisa kahte hain to har samay hamare samne Gurudev rahte hain hamen lagta hai jitna Gurudev ki yad mein sukh hai utna aur kisi mein sukh nahi hamari baat ko tum man lena Ravi rajak ji datiya se shri hariv shri Gurudev bhagwan aapke charnon mein koti koti pranam Gurudev bhagwan bhagwan gita mein kahte hain ki karm karo phal ki ichchha mat karo maharaj ji hamne aapko suna hai ki niswarth karm bhagwat bhajan mana jaata hai jaise bhakt bhagwan ka bhajan karta hai uske badle
mein wo bhagwan se kuch nahi mangta to kya hamen nokri vyapar karne par swaiccha se hamen jo mil jae wahi lena chahiye ya phir uchit maang rakhna chahiye ab jeev ko itna vivek nahi hai to bhagwan se maang karta hai nahi to jaise mata se hamne kabhi maang nahi ki va pehle se pehle bal bhog ki vyvastha raj bhog ki vyvastha jab hamen gyan hi nahi tha mangne layak nahi the hamara bharan poshan kiya na to anant vatsalya samudra bhagwan ke ek ansh se samasth jagat ki mata mein vatsalya hai wah vatsalya sindhu sarvagya hai sarvatra hai aur sarv bhauton ko pyar karne wale hain samm priy samm upja bhala unse mangne ki zaroorat kya hai wah jante nahi hai kya par ham abhi sharanagat nahi hue jab tak andar se sharanagati ka matlab hai tan vang mano bhi ramal soham ta vasita sharir se man se vani se aur swayam se bhagwan ko arpit nahi hua jaata tab tak uske upar shubh aur ashubh karmon ka jo vidhan hai wo lagu rahta hai avashya mein bhog tavy kritam karm shubha shubham ab jaisa karoge waise bhogne padenge kabhi-kabhi sukh ke
avsar ate hain shubh karm se kabhi-kabhi dukh ke avsar ate hain unko sahte hue sansaar yatra mein har prani bahta hua chala ja raha hai ruka kaun jo mame ve prapadyate maya mein tam tarte jo bhagwan ki sharan mein ho gaya to agar ham bhagwan ki sharanagati ki taraf badh rahe hain to mujhe mangne ki zaroorat kya kya mere prabhu ke vachno par vishwas nahi wo kah rahe anannya chint to mam ye jana paripas tesham nitya abhiyukta naam yogkshem bham ap prapti ki prapti karana aur prapti ki raksha karna ye yog aur kshem hai jab bhagwan kah rahe hain main tujhe a prapti ki prapti kara dunga aur jo tumhare paas hai sampatti bhagwat laukik uski main raksha karu ab main kyon mangu tha labh santosh sada kah so kach na chah mehnat kar rahe hain dharm purvak kama rahe aur parivaar rupi bhagwan ki seva kar rahe aur use bhi bhagwan ko samarpit kar rahe hain agar mangna nahi hamare hriday mein ruk raha to ham phir maang kar chhut de de nahi maharaj ji abhi ek sal se to main aisa hi kar raha maine kisi se kuch nahi mangta
hoon jo swaksha se mil jaata hai wahi leta hoon phir abhi ham kah rahe jaise kabhi kisi ko bhagwan se mangna hi pare nahi dhairya raha to ham maang sakte hain kyonki bhagwan ne char ko bhakt kaha hai art artha arthi jignyasu aur gyani arth sankat nivitti ke liye bhagwan ko pukarna artha athi dhan sampatti apni kamna ki purti ke liye jignyasu bhagwan ko janne ke liye gyani jo bhagwan mein ek atma bhav ko prapt ho chuka hai bhagwan ne charon ko udaar kaha hai bhagwan se mange par chhut de de prabhu hamari aisi kamna hai aapko uchit lage to purn kar dena agar aapko uchit na lage to main hazar bar mangu phir bhi purn mat karna to mangal bhavan hai aur jo karenge mangal karenge vishwas rakhen agar ham keval kamna purti se hi bhagwan ko manenge apna to kamna ki apurti hone par hamare andar nastikata aa jaegi iska naam mrityulok hai koi priyjanon ka bichhona koi hamari kamna ki purti na hona koi bhari vipatti aa jana isko ham bhagwan se na jode yah hamara koi karm hai jiska marjan karwaya ja
raha hai pavitra kiya ja raha hai to bhakti mein bhagwan se mange par hath na karen bhagwan wahi karenge jisse tumhara mangal hoga ho sakta hai vipatti aur dukh aur apman dekar wah purn rup se tumhen apnana chahte hain to aise bana rahe jo ekdam satsang nahi sunte sansari hai to thoda sa bhakti karte hain phir bhagwan ke prati nastikata kar lete hain jaise kai aise aae hain ki hamara to putr mar gaya to bhagwan se a shraddha ho gayi to tum kis lok mein tumhen pata nahi hai iska naam mrityu lok hai to kab kiski hogi koi pakka nahi hai hamen pakka nahi wahan to pakka hai wo to pakka hai lekin mujhe pata nahi na kab ho jae to hamko y tayyar rahna chahiye apne swajan sambandhi aur apne liye bhi yahan kabhi bhi koi bichd sakta hai kisi bhi second kuch bhi ho sakta hai ye kal ka kasai wala hai kal sabko kateega uski gada se ko koi janta nahi dil phayl ho gaya cancer ho gaya accident ho gaya kuch bhi ho gaya yahan hoga ise bhakti se mat jodie uski ayu jis tarah se purn hokar nasht hona hai sharir ko
wo waise hi nasht hoga bhakt ko bahut vivekavani hona chahiye wo chhote mote rag mein phaskar kahin bhagwan ko na chhod de unka bhajan na chhod de chhoti-moti kamnao ko lekar kahin bhagwan se vimurkh na ho jae ismen savdhaan rahna chahiye aap samjh pa rahe hain haan shri ji ke bal se maharaj ji aapke bal se aisa hi ho raha hai ki abhi koi maang nahi rakhi ja rahi hai ek sal haan koi baat nahi hai bhagwan jo mil jae wo mil ja haan bhagwan ki badi kripa hai yadi aisa hai dhire-dhire dekho aaj ka satsang suna ho agar to prarambh yahi se tha ki ichchha se hi jeev ban gaya hai aur ichchha ka tyag karke hi wo mukt ho jaega koi ichchha na rah jae abhi sad na sad abhi jeevan mukt hai jahi na chahi kabahu kachu tum san sahaj sneh baso nirantar tasar saravar nij ga ye chah ye ichchha hi hamen bhagwan se vimurkh ki hai agar ye ichchhae nasht ho jae to abhi bhagwat sakshatkar ho jae ye ichchha hai sakal kamna hin je te Ram bhagat ras leen jiski koi kamna nahi wahi bhagwan ki prem bhakti mein doob jaata hai aur yahi jeevan ka param labh hai
aur jab bhagwan mil gaye to phir rah kya gaya sab kuch apna ho jaata hai hai nahi haan ek din Sudama ko tha ki bhojan nahi milta tha aur jab bhagwan ki kripa drishti hui to jaisi Sudama Puri ki rachna thi na wo theek Dwarika Puri jaisi thi bhagwan se vaibhav kam nahi tha Sudama Puri ka aisa bhagwan ne puri ki puri bana di hai nahi to hamare prabhu ne ek palak jhapak ke samay mein anant brahmand ka srijan kar diya aise prabhu jab mil gaye tab kya baki rah jae isliye khub naam jap karo aur joi joi pyaro kare soi mohi bhave jaise mujhe prabhu rakhe waise main raji rahna seekh jaun to bahut bade mahatma ho jaoge grahasti mein rahte hue grahasti mein haan mahatma kise kahte hain jiski nirantar chittritti bhagwan mein lagi rahti hai koi kamna nahi wahi mahatma hai haan jo sakal kamna hin ye mahatma ki pehchan hai dekho ba vibhishan ji koi bhesh nahi tha lekin bhagwan ne kaha tum sari ke sant pri more dhar deh nahi an bhagwan ne vibhishan ji ko sant kaha kyonki raat din bhagwan ka naam jap karte hue bhagwan ke ashrit
the lanka jaisi nishachar vatavran mein wo bhakti kar rahe the kitni kathin baat hai jahan matlab kahin bhi Ram Krishna hari ka naam nahi jahan ghor papa charan ho rahe hain aison ke beech mein bhajan kar liya vibhishan ji ne tabhi kaha tum sari khe sant preemo re dharo dele shivanand sahai ji Radhe Radhe Radhe maharaj ji aapke charnon mein koti koti pranam maharaj ji ahankaar bhav tatha lok prashansha ki kamna kam nahi ho rahi maharaj ji kripa margdarshan kisi mahapurush ke charnon ka aashray pragat mein lekar ke jab tak unki adhinta nahi sweekar ki jati tab tak ahankaar ka mardan nahi hota shareerik jo man pratishtha hai na yah bahut unchai se girati hai teen baten pure sansaar ko samet kar ke rakh diya gaya teen baton mein kamini kanchan aur kirti puna vit lok in par jo vijay prapt kar le wah tribhuvan vijeeta kaha jaata hai tribhuvan vijeeta par bhai chahe jitni sadhna kar le ahankaar bina guru kripa ke nasht nahi hota yah hamari khuli baat samjh lo chahe jitni koi sadhna kar le bina ahankaar galit hue bhagwan ki prapti
nahi hoti sanskriti mul sul prad nana sakal sakh dayak abhimaan aur yah guru charnon mein baithkar dur hota hai jab tak guru charnon ka aashray nahi aur guru ki kripa nahi tab tak sab sadhan honge par madhta bani rahegi kyonki ahankaar vi mudh atma karta miti manya de yah jaega tniki sangati rahat jat kul mad samnam sa samasth ahankaar ka nash guru charnon ke pratap se ho ja phir yah anubhav hota hai ki guru kripa se naam jap ho raha hai guru kripa se hamara gyan badh raha hai guru kripa se hamen anand aa raha hai har baat mein guru kripa hoti hari kripa hoti to ahankaar mitiya met ho jaata hai bina guru kripa ke ahankaar nasht nahi hota chahe jo kuch kar lo jaise 10 varsh fala le fala rahe to aapka an ka pusht ho gaya maine da vastu main ye main main main ab wo kaise nasht ho guru kripa se nasht hota hai jahan Gurudev ki charan raj lagi aur unki fatkar do baten hain avyakt bhagwan ka aashray le lo dantne nahi aaenge lekin guru charnon mein jab baitha jaata hai na tab unki hamare wahi praar hota hai jaha ham kamzor hote
hain wahi guru hamen majbut karte hain bina guru charnon ka ashra bina guru ki dant lage ahankaar ka nash nahi hota ahankaar ka saman guru charnon mein hota hai aisa hamare hriday ka anubhav aur aisa shastron ka bhi adesh hai bina guru kripa ke aham galit nahi hota hai kyon aapka anubhav kaisa hai is baat mein aapko koi sanshay bilkul nahi ji guru ek aur prashn tha ji mera man sadaiv bhatkte rahta hai sab ka bhatakta hai jab karne bhi baithe hain to kahin kahin ho jaata hai aur nateeja ha haan haan ye aapka hi nahi har
bhakt ka prashn hai agar man ekaagr hokar ke acham chal sthiti mein bhagwan mein lag jae use siddh purush kahte hain sadhak ka abhyaas yog yukt chet sa nanya gamin use abhyaas karna hota hai ki bar-bar jahan man jae wahan se hatakr lakshya mein lagaya jae naam jap hai dhyan hai jahan bhi aur dusra jahan jahan man jae wahan wahan prabhu ko dekha jae to bahut jaldi man shant ho jaega do baton ka abhyaas jahan-jahan man jae wahan wahan se hata ke apne lakshya mein lagana ya jahan-jahan man jae wahan apne prabhu ko dekhna aur bhajan karte samay jab man mein gandi baten ave shastr virudh baten ave phaltu baten ave to yah hamare man ke sanskar nasht ho rahe hain usmen ubna nahi chahiye na usmen rag karna chahiye na dves karna chahiye wo nikal rahe hain dhairya purvak bhajan karte rahna chahiye aur jab chanchal hokar jae to in do sadhno ka prayog karen ya to wahin ko bhagwan ko dekhe ko har vastu vyakti sthan mein shri bhagwan hai koi kan aisa nahi jaha bhagwan na ho aur ya phir usko wahan se hatakr lakshya mein
le ave theek hai na to dhire-dhire man abhyaas ke dwara va acham chal sthiti ko prapt ho jaata hai matlab va ekaagr hokar bhagwan mein lagne lagta hai susheel kumar pande ji Prayagraj se Radha vallabh Radhe Radhe maharaj ji maharaj ji grast evam sarkar seva ke sandarbha mein shuddh aacharan kya hai us par prakash dalne ka kasht karen matlab grihasth aur sarkari sevae karte hue shuddh aacharan ka samjhna chah rahe hama ji prakaran ko waise satya dharm ko prayah sab koi janta hai grihasth dharm sabse pehle usmen bhagwat bhavna ka sthapan nath sakal sampada tumhari saral bhav mein main sevak samet sut nari bhagwan ko apne ghar ka malik apne jeevan ka malik man kar ke bhagwan ko parivaar ka swaroop man kar ke unki seva karna apne kartavya ka palan karna dusre se apne liye kartavya palan karane ki ichchha na rakhna samjh rahe hamara jhagda hamare ghar mein jab kabhi ladai ya jo man ke pratikul varta hota hai jab ham dusre se apne kartavya ka palan karvana chahte hain apne sukh ke liye dusre ko kartavya ka updesh dete hain isse
vigrah paida ho jaata hai aur jab ham apne kartavya ka palan dusron ke sukh ke liye karte hain patni hai ham uske swabhav ko sahte hain uski kamnao ki purti karte hain yadi va hamare prati pratikul vihaar karti hai to ham use sahte hain kyonki y hamara kartavya hai hamne mana hai ki hamare bhagwan ke hi sab swaroop hai bhagwan ka hi parivaar hai putr hai hamara kartavya usko shiksha dena usko unnati ke marg mein lagana iske baad wo hamari agyaa ka ullanghhan karta hai hamen naraz nahi hona apne akhiri dum tak hamen apne kartavya ka palan karna hai aur wah har kartavya bhagwan ko arpit kar dena hai yah hua grihasth dharm ke antargat aapka charit pavitra hona chahiye jab grihasth dharm mein matlab patni hai to jeevan mein kabhi kisi aur stri ka sparsh kam bhav se nahi karna chahiye yahi patni mein baat honi chahiye apne pati ke siva kisi aur ki taraf aankh uthakar bhi gandi drishti nahi dekhni chahiye agar charit theek nahi hai to grihasth dharm nasht ho jaata hai isiliye praya har ekantik mein jab charit ki
baat aati to ham kahte hain hamare desh ki nai pidhi ye barbad hoti chali ja rahi kyonki yah jo mitrata ka natak chala hai boy friend girl friend ye charit hinta ka natak chala hai charit hinta chala na lok lajja dharm mariyada pavitra yah sabka nash karne wala hai unke vichar keval indriy janny sukho mein hi sthit hai dharm kya hai mata-pita ke prati hamara bartaav kaisa hona chahiye hamara samaj ke prati kaisa varta hona chahiye hamara hamare jeevan ke prati kaisa varta hona chahiye yah sab bhul gaye hain sab bhul gaye hain vyasan vyabhichar in ken prakaar vasnaon ki purti yah vrittiya badh rahi hain aap dekh rahe hain samajh to aap to bade bhagyashali hain aur vivek shali hain ki aap dharm ke vishay mein jignyasa karte hain iska matlab dharm hai aapke hriday mein tabhi aap uske vishay mein prashn karte hain charit pavan hona chahiye agar ham charit hin hai to apne kartavya ka palan nahi kar sakte aap gande aur apne putr ko chaho ki ko sheelwan saumy ek satogun rashtr bhakt ya deshbhakta ya mata-pita ko
bhakt bane kabhi nahi ho sakta aapko pehle apne aacharan mein va utarna chahiye ab rahi sarkari nokri ki baat to jo aapko sarkari pad mila ho jo bhi mila ho us pad ka palan karne mein do chijon badha pahunchati hai bade bado adhikariyon ko bhi yahi na ki hai pralobhan aur bhay yah adhikar kar dete hain thode se pralobhan mein akar jeevan bhar padhai ki aur us adhikar pad mein pahunche agar wah aapka pralobhan khul gaya to aapki beijjti hogi aur aapka pad chhin liya jaega aap apni mariyada ko kho denge agar bhay vash kar diya to aap apne dharm ko kho denge bhay ya pralobhan jo bhi pad mila ho jo bhi sarkari pad ho uska bhay aur pralobhan se kisi bhi tarah tyag na kiya jae aur nirbhay hokar apne dharm ka palan kiya jae jo seva mili hai jo rashtr seva mili hai wo kisi bhi department mein ho to aapki grihasth aur aapki sarkari nokri donon karte hue bhi aap bhagwat prapti ke yogya ho jaenge is baat ko samjh pa rahe hain aap jab koi bhrasht hota hai to do hi baten hoti hai ya pralobhan hota hai vishyon ka dhan ka aur ya
bhay hota hai jaan ka jaan ka khatra ya parivaar ko khatra bhay do prakaar se diya jaata hai ya to usko ya uske parivaar ko to yah nidar rahna chahiye ki dharm mein chalne wale ka bal banka koi nahi kar sakta jis samay jiski jo mrityu likhi hai va usi samay hogi ray ghate na til bade hamen kabhi is baat se bavat nahi hona chahiye kisi ki dhamki se vishwas karo jagat mein ishwar hai aur agar ham satya par chalte hain to hamara va sahyog karta hai aur hamari jis din ayu purn ho jaegi va apne aap hamari mrityu ho jaegi
jis vidhan se honi usi vidhan se hogi to kisi ki dhamki se hamko darna nahi aur kisi ke pralobhan se hamko phisalna nahi to yah hoga aapka sarkari pad ka bhagwat prayog dharm purvak apne kartavya ka palan karna ye bhajan kaha jaata hai ye bhajan kaha parivaar ka bhagwat swaroop mankar uska poshan karna ye bhajan kaha jaata hai aur jo bane wo naam jap kar lo isi se bhagwat prapti ho jaegi koi sansh ismen suneeta prasad ji hariv Radhe Radhe maharaj ji maharaj ji kinhin sant jan ki vani se suna tha ki bhakt ke vash
mein hai bhagwan aur kahin suna ki karm gati tare nahi tare maharaj ji in donon mein to karm gati unki tare nahi rati jo bhagwan se apnapan nahi kiye hue hain agar bhagwan ki sharan mein hai to bhagwan spasht kah rahe hain sarv dharma parit mame kam sharanam braj aham tavam sarv sarv shabd hai yah nahi kah rahe ki aapke kriy man nasht kar denge ya sanchit nasht kar denge aapko praarabdh bhogna padega bhagwan yahan kah rahe hain aham tavam sarv pape moksh sham ma sucha koi bhi karm bandhan bhagwan ke sharanagat ke bhakt ke upar lagu nahi hota bhagwan har karm bandhan ko chinn bhinn kar de dete hain baat jahan yah lag rahi ki avashya mein bhaktavatsala samvidhan hai bhagwan ka sadharan kanun hai asdhran kanun jo sharanagati ka hai wo mame prapadyate jo bhagwan ki sharan mein tesha maham samud dharta mrityu sansaar sagra wo bhagwan ka sidha sambandh ab wahan kanun nahi lagu hoga jo ek jan samuday ke upar kanun lagu hai wo personal ke upar nahi lagu hota bhagwan ke wah personal jo sharanagati dharm mein aa gaye to wah chahe charachar ka
droh karne ka paap kyon na laga ho ha aham tavam sarv pape moksh sham ma sucha jan sadharan mein avashya mein bhakt katam karm subhas maharaj ji kabhi kabhi bade bade mahapurush jaise shri Ram Krishna par jinhone kabhi man se bhi kisi ka hit nahi so unko bhi kasht pate dekha gaya to wo bhi haan maharaj ji ismen vichar karna hai ki jis samay is sharir ki rachna ka vidhan bana to do karmon se sharir ki rachna hoti shubh aur ashubh ye mrityu lok mein jo sharir milta hai wo do karmon se milta hai jaise swarg
mein hai to keval shubh karm se rachit hai nark mein hai to keval ashubh karm se yatna de se mrityu lok mein mishrit hai chahe wo kisi mahatma ka ho aur chahe wo kisi ka bhi kisi ka ismen jo janme wo mishrit jamega ek mahapurush ne saikadon mahapurushon ke aise udaharan hamen dekhne ko mile hain jo bahut uchh avastha mein brahmaleen avastha mein hai ganga kinare par bahut hi sharir ki daini sthiti dekhi gayi kide par gaye hain ya pith mein bahut ghav hai bahut kasht par dekha gaya to jab is sharir ki rachna hui thi to usmen tha ki aap 50 varsh mein aapka pair tutega 45 varsh mein aapka yah hoga jaise Radha Baba anusthan Tripura sundari ka kar rahe aur bachpan se kabhi koi galti hui ho aisa nahi unka jeevan bilkul tasma shastram prmanam aur khadau phisli aur ang tut gaya dharm aur satya aur bhagwat marg aur sharir ka dharm ye donon alag hai yah chetna sharanagati ki hai bhagwan ke bhajan ki hai aur yah purv janm ka karm ka pratap hai to jo aapne jaise prashn kiya tha ki karm ka bhog to yah hai bhagwat kripa yah
tumhare samne rakhi kasht hota hai par jaise 100 gram kasht ho ek kilo anand ho to 900 gram upar bhari hai na bas wahi ham sabse prarthna karte hain ki dukh ko sahne ki samarth bhagwan ke bhajan mein hai maharaj ji kahti hai jaise class mein jati hai bachchon se baat karni ho koi jaise galat vihaar kare ya galat bole to usse kis bhav se baat karen baat hi nahi karna chahiye aise bachchon se baat nahi karna chahiye bahut buri tarah bachchhe bigad rahe hain ek bhagat ka bachchha hai 12 13 varsh ka hai to apne logon ko jaise aapke chehre dekhe to abhi pata chal jaega ki aap kis koti ke chehra matlab aise dekhna alag hota hai jab va aise dekhenge na jaise doctor marij ko dekhta hai usko us rup mein dekha ham kaha are is samay to ye brahmcharya nash kar raha hai bak re ye brahmcharya kaise tera nasht ho raha hai nahi nahi nahi lakshan prakt hai praman hai ki tu to usne kaha ham gandi baat karte hain kaise sikha bole apne dost se sikha uske upar kadi shasan kadi vritti karke phir usko ab 12 13 varsh ka bachchha ab aisi
gandi baat to uska jeevan kya rah jaega unko to khilwad lagta hai na khel lagta hai unko aur yah khel jeevan ke nash ki taraf le jaega jaise jaise avastha badegi taise taise va nasht hote chale jaenge y naye bachchon mein jo galat sanskar bachao apne bhai ko apne putr ko apne parivaar ke bachchon ko bachao mitrvat baitho unke paas unse baat karo unko samjhao ki agar aisi koi gandi baat hai to tum khulkar hamse baat karo usko chodo isse labh nahi milega satsang sunao achchhi baten unko sunao yah sanskar hai garb mein Prahlad ji the narad ji ne shiksha di to maha bhagwat ban gaye garb mein Abhimanyu ji ko chakravadh todna aa gaya to ham pragat mein apne bachchon ko jo chahe bana sakte hain lekin fursat kahan hai kisi ko wo khud itne manoranjan sansaar mein fanse ki bachchha kahan bah raha hai bachchon ko aise mitrvat baithana chahiye dost ki tarah puchna chahiye sharmana nahi chahiye koi gandi baat to nahi hai agar koi gandi baat karta ho ya tumhara mitra ya kuch aisa mobile to aap hamse khul ke baat kar sakte ho ham
tumhen bacha sakte hain ham tumhen accha banayenge aisa nahi ki unko dap kana cha tu ga aise nahi mi wo phir tumse sab chhupa lenge aur dost ki tarah baat karoge hansoge khilaoge pilaoge to apni baat rakh denge bahut se bachchhe apne sharir ko is baat mein nasht kar diye ki parivaar mein bole to pitai ho gaye mitron ne unko fansh liya ab bar-bar unko blackmail kiya ja bar-bar unka shoshan ho raha hai rasta koi hai nahi bar-bar dhamki aa rahi hai ham tumhara video ab wo phir apne sharir ko hi nasht to hamen lagta hai apne bachchon se apni bachchiyon se mata-pita ko mitrvat vihaar karke dular purvak puchna chahiye ki dekho ham logon se bhi galti sudhar kiya jaata hai agar tumse koi galti ham dant nahi uska sudhar ho jaega koi tumhara dost tumko is tarah se sata raha ho is tarah se kar raha ho to apne bachchon ko sudhar kiya jae aajkal mata-pita thoda udasin bachchon se rahte hain padhai aur paisa de dena hi nahi hai thoda unko samay dene ki zaroorat hai aap paisa kama rahe ho apne parivaar ke
liye duty mein rath ho lekin thoda samay dijiye aapko paise se zyada aapki upastha sthiti bachchhe ka param mangal kar sakti hai nahi kar sakti hai aaj hamare bhai log is baat ko thoda kam dhyan dete hain apni duty mein apne karyo mein apne manoranjan mein itna magan ki samjhte chhote chhote nahi hai kalyug hai 10 12 varsh ka bachchha har baat samjh raha hai jo 25 varsh ka nahi janta tha wah 12 varsh ka janne laga hai to hamen lagta hai bachchon ko sahi disha mein le jane ki badhiya avastha hoti hai to mata-pita ko agar pita ko itna samay nahi to maa ko jarur ekdam mitrvat vihaar karna chahiye bada parivartan hota hai bada parivartan hota hai bachchon se pyar se baat karke dular se baat karke unko bachaya ja sakta hai nahi chhote-chhote bachchhe vyasan karne lage chhote-chhote bachchhe jo bade log grihasth mein karte hain va chhote bachchhe karne lage jinka jeevan bada sankat mein hai yah bachchha prashn kiya isliye phir wahi smriti aa gayi bachao apne bachchon ko yah hamare rashta ke bhavishya hain yah tumhare kul ke deepak hain agar
aap unko bachaoge nahi to galat raste par chale jaenge phir lautna mushkil hai phir wah aapke saath duryvhaar karenge jab thoda saye ho jaenge to aapne jok sahi marg nahi diya to duryvhaar aapke saath karenge bahut matlab wah maa jo garb mein rakha jo usko pala posha itne bade sane ab budhape mein jab chalne layak nahi to usko anatha ale mein yah kya hai bachchon ki shiksha ye kya hai bachchon ko pyar kya hai bachchon ka swaroop bigad diya na ismen ham bachchon ka keval dosh nahi dete mata-pita ka bhi dosh hai aapka pyar aapki udasinta unke prati jo rahi to aapka pyar hi nahi kam kar paya nahi aisa kaise hamen to hriday se lagta hai aisa kaise ho sakta hai ki maa-bap ke saath koi beta aisa bartaav karen uski dhurtata badhti gayi uddandta u shalta badhti gayi isliye aisa ho gaya kalyug ka prabhav nahi to mata-pita to bhagwan hai yar agar mata-pita ki seva na ho pai tab to phir jeevan hi narak hai kya matlab jeevan ka matlab kya raha patni aa gayi putr aa gaye unko anathalay mein bhej diye
to tum bhi tayyar raho tumhare jo tayyar hai haan tumhare jo tayyar honge na wo tumko babu ji kah ke sofa mein nahi bithe lenge wo bhi anath hale hi bhejenge dhyan rakhna jaisa tum boge vaisa hi katna padega to bachchon ko tayyar kiya jae yah hamare rashtr ke bhavishya hi mein koi emaelae hai koi mukhyamantri jo vidyarthi padhte hain usi mein to hai na koi rashtr ka bhakt banega koi desh ka seva karne wala kisan bane banega to koi vidvan banega koi mahatma banega sab padhte to ekahi school mein hai male ham log bhi to school mein padhe na rashtrapati bhi jo hai wah bhi school mein hi padhe usi school se nikelte hain koi rashtrabhakta nikalta hai koi bhagwan ka bhakt nikalta hai koi desh ko sambhalne wala to koi desh ko bigadne wala unhin mein sab bante hain to hamen mata-pita se prarthna hai kyonki lakho ke paas jaega y mein ki apne apne bachchon ko dost ki tarah baithakar unki samasyaon ko samjhe aur unko galat ra se bachhae to tumhara bhi mangal hoga aur rashtr ka bhi mangal
hoga us bachchhe ka bhi mangal ho jaega bhaga atma vidya y nav Yogeshwar ke liye atma vidya vish ye apne aap se apne aap ka badh apne aap ho jaega naam jap karta rahe jo hamara swaroop hai usko jo bhul kar ke ham de bhav ko prapt hue hain is bhram ko keval vedant vidya ke dwara nahi mitaya ja sakta chahe jitna shravan kar le aur chahe jitna pravachan kar le nayam atma pravachan labh bahu das shri ramanujacharya ji isiliye kahte hain yamas te jeev paramatma te ji to kam te kisko varn karte hain priyatam ev hi atmi varn bhavti jo atyant priyatam hota hai usi ko bhagwan varn karte aur yah priyatam priyata naam se bhagwan naam aur nami abhed hai phir bhi bhed hai naam Swami hai aur nami sevak hai jahan naam virajman hota hai wahin nami ko prakashit paya gaya naam ke dwara hi nami ka prichay hai isliye yadyapi ko bada chhot kahat ap radhu par naam aisa mahmmahim hai ki bhagwan sabke hriday mein virajman hai lekin sab din dukhi aur maya krit akarshanon mein phaskar durgati ko prapt ho rahe hain bhagwan hai
lekin naam jiski jivya par aa gaya ab uski durgati nahi ho sakti unko chhup ke trigun maya ke parde mein baithe nahi dega naam unko hriday mandir mein prakashit hona padega jiski jivya par naam hai isliye sarvopri bhagwat priti pradan karne wala sadhan aur sadhya naam hai hamari vani ji mein varnan karte hain jo rasik acharya mahapurush hai ki prem mul yah naam hai prem premi rasik japat y naam to prem magan nij ban vishram shri Harivansh jahan rahe prem pravah pare jan soi tab kyon lok ved sudhi hoi jab Harivansh kripa kare jab naam ka nirantar naam swas do bilak chalat hai inko bhed na mo ko bhave swas naam naam hi swasa naam swas ko bhed mitaaye to rom rom jab rag rag bole naam japak ke sevak bante hue paye akhil koti brahmand ke Swami naam jaap kon ke aisi mahima kisi aur sadhan mein nahi dekhe gaye bhagwan apni bhagwata bhulkar apne naam japak premion ke sevak ban kar ke dikhayee diye bahut se aise charit mahapurushon ke hai jinme bhagwan sevka karte hue paye gaye isliye yah kalikaal mla yatan man
kar dekh vichar shri Raghunath naam bin nan an dhar agar naam jap nahi hai jeevan mein aur sab kuch hai man vishram ko prapt nahi hoga nirantar chintan naam jap se bhagav ka vriti tanmaya sthiti abhya bhajana se hi ho sakti hai tad smaran param vyakul dete tribhuvan ki raj lakshmi dene par bhi jo adhe pal ke liye apne prabhu ko vismaran na kare va jit gaya isliye ramanujacharya ji bhi kahte tail dhara smriti santan Rupa bhakti tal tail dhara nirantar jeevan ka sar ye paya gaya sab sadhan marg se jaise chalte hai na
sansaar ka vismaran atyant avashyak hai aur tabhi hoga jab udhar akarshan ho gaya naam kya karta hai maharaj ji jeev ke jeev ka smaran karakar i ke eeshwa ka vismaran karakar donon ko leela mein utar deta hai naam ka kahin sakha ban gaye prabhu kahin priyatam pati ban gaye kant bhav kahin das bhav Swami ban gaye nahi to ye jo naam ki mahima hai iske age ab hamen kuch sujhta nahi hai matlab jeevan ka aisa kuch nasha ho aata hai na jaise to aap gurujanon ke pratap se baat samjh mein aa gayi hai naam har samay netr khule ho ya band hamare samne naam usi mein rup samaya rahta hai dekhiye rup naam adina rup ka prakash jo naam karta hai na wah tribhuvan mein kahin nahi hai jo naam mein hai rup wah tribhuvan mein kahin nahi aur naam sab barabar hai maharaj ji guru pradatt naam guru mukh naam usi ki mahima hai jo guru ji ne hamen naam de diya bas us naam ki mahima hai aur wah nirantar chalna chahiye bas shart ye hai nirantar chalna chahiye sovat rasna rate Radha Krishna sunam jagrit swapna susupti s phurat mein Radha pda jat chhata vaikunthe narke
thava mam gatir nan stu Radha bina apne isht mein aisi anannya ho jae jagrit swapna susrupt tino avasthao ka baad ho kar ke bhagwad ka sthiti wo jag raha hai to prabhu mein wo susupti mein to prabhu mein swapna mein to prabhu mein triguna tit avastha naam pradan kar deta hai naam ab chahe wo Pranav jape Ram jape Krishna jape hari jape jo guru ne diya hai jaise apna to jeevan dhan Radha naam hai Radha Radha Radha bas ye isse iske age matlab kyonki jo jahan hota wahan ki mahima prakashit hoti hai jab hamare hari hai na wo bhi Radha naam Murli mein Radha ucharan karte hain hari rasna Radha Radha rat priyata ka hai bhav yatha mam prapadyate tajam yadi aap asu pravah karte hue Krishna Krishna bolenge to Krishna shubh pravah karte hue aapka chintan karenge ek bar yudhishthir ji maharaj yuddh kshetra mein bhagwan shri Krishna chandra ju ke shivir mein kisi salah ke liye gaye to dekha Padmasan lagakar dhyanat the to unko ascharya hua ki sara jagat to inka dhyan karta hay kinka dhyan kar rahe hain to wo jis
prashn ke liye gaye the wo to Gaur ho gaya mukhya prashn yah ho gaya ki prabhu kiska dhyan kar rahe hain aur pulkit ho rahe hain gadgad ashru pravah ho raha prabhu ka to jab prabhu bah dasha ko aae to dekha yudhishthir to shant yudhishthir ji ne kaha prabhu main bahut der se aapko dekh raha hoon aapke ashubh pravah ho rahe hain aap dhyanat hai prabhu hamen yah prashn aata hai ki ham sab aapka dhyan karte hain tribhuvan ke sab rishi muni aapka dhyan karte hain aap kiska dhyan kar rahe the aapka aradhya kaun hoga aap sabke aradhya parbrahmma ki pratishtha hai phir aap kiska to unka is samay sir saiya par pare hue Bhishma isi tarah mera smaran kar rahe hain isliye main unka dhyan kar raha hoon ye tha prapadyate ta sadhu naam hriday ma sadh naam naam naam nirantar naam jap mahapurush jan kalyug mein naam ke prabhav ke liye hi prakt hote hain kal bhavishyati narayan paray isliye naam jo hai naam aur nami upay up donon mante hain bas priyata ho jae naam mein mahatva buddhi ho jae naam mein naam ke saman kuch na rakhe jaise tribhuvan ki
sari sampatti vaibhav siddhiya aur yahan tak ki nami prabhu ke aa jane par bhi naam ka vismaran nahi hona chahiye nami prabhu ke aa jane par bhi na ham mahapurushon ki baat kah rahe hain to unhone kaha ki nami prabhu ke aa jane par bhi naam ka vismaran na ho kyonki jiske prabhav se wah aae hain wah tike rahenge phir naam na chhutne pave naam dori patango yatha twaa Manu bhraa mana ha naam jo hai dori hai prabhu patang hai rup patang hai jaise dori kheencho waise hi rup nazdik aata jaega patang nazdik aati jaegi khub nirantar naam aur jo naam japak wo leela gayan to karega hi aur leela shravan karega hi aur jo leela gayan leela shravan naam jap karta hai va thakur seva to karega hi seva ke bina uska tan nirvaan nahi ho sakta na to seva karega to mansik sthiti mein seva mein pahunchi jaega prakt seva mansik seva mein pahunchati hai wo nitya prati prati kshan apne aradhya dev ki samip prapt kar leta hai chhin chhin bihar sang chhin chhin nirakh prem bhari chhin jas kahat abhang ye jo kripa Harivansh ki pratiphal aradhya dev
manas patal par netron mein chhae rahte hain jab naam jap ka ek tar swaroop prakt hota hai avyavaharik chhu suhay aur na kuchhu suhay phir apne ras mato kutumb dehte jae chhut sab hi vidhi nato jahan jaha peey ki baat sune khojat tin gan mere pritam ki koi baat suna de mat chita magat prana bodh anta paraspat kath mam nityam tu tesham satta prati purv budhi wo va buddhi yog prapt mahapurush jo hai va nirantar bhagwat sakshatkar ki sthiti mein rahta hai har samay bhagwan uske netron mein base rahte hain rup
chhake ghumat rahe tan ko tanik na bhan bas naam isiliye jo bhai jan ate hain sabse kahte hain dekho naam jap karne ke liye agar aap madira pan karoge mans khaoge ba vichar karoge to aap naam jap nahi kar sakte paap vant kar sahaj swabhav bhajan murte to ye chodo aur naam jap karo dekho har dukh mit jaega kyonki dukh prapt hi hota ashubh karm se hai aur jab naam jap karoge naam kirtan karoge to naam sankirtana yasy sarv paap pranas jo dukh ki jad hai ashubh karm wo sab bhasm ho jaenge aur naveen isliye nahi honge ki naam rupi pahredar ashubh karm hone nahi dega naam pahar divas li jo raat din naam jap naam jap karte na to yah naam pahredar hai yah galat hone nahi dega naam chal raha hoga to galat sochoge bhi to jalan paida kar dega aur voh aapko galat jane nahi dega isliye jeevan ka sabka param sukh ka samvidhan naam hai yagya naam jap yagya bhagwan swayam kah badi badi yagno se jo baat nahi banti ho naam rupi mahan jap yagya se ho jaata hai khub naam jab hriday mein naam nirantar chalne lagta hai to upasak ko parmanand ki swayam
anubhuti hone lagti hai par naam mein man nahi lagta naam mein man zabardasti lagana parta hai saral dikta hai haha ek tant bhagwan padhare the unhone bahut sache hriday se baat ki thi unhone kaha ki maharaj vedant ka anusheelan karta hoon ganga snaan karta hoon nitya vishvanath ji ka darshan karta hoon par main aapse prarthna karne aaya ki mere man ko vishram abhi tak nahi hai jitne bhi sadhan hai sab kar raha hoon par vishram to ham kaha maharaj ji ek baat hamari agar aap ko ruche hota hai na ki ye aushadhi ruche to kaha abhi aap nirantar kya mantr ka ya naam ka chintan karte hain bole nahi bas hamka yahi kami hai sab ho raha hai goswami tulsidas ji ne ek pad mein kaha hai Ram Ram Ram ji hai jolo tu na japi hai tolo tu kah jae tihu tap tap hai sur sir tir bin nir dukh pai hai sur tar tare to hi darad satai hai goswami ji chhut ve ke jatan vishesh bandhe jayeg hoe hai vish bhojan jo sudha san khago Ram Ram Ram ji lo tu na jap hai nirantar chahe Pranav aap japo lekin aapki pranwa vriti ho jae aapki drishti mein har
samay nachna chahiye jo guru mantr hai dekho ganga nahana yah sab karna yah to bah pavitra hai hriday ki gufa mein jo andhkar hai usko mitane ke liye mantr aur naam hai uska jab satat chintan hota hai to prakash isse hota hai deepak bara naam ka hi ujiyara ho hriday goswami ji kah rahe Ram naam mani deep dhar ji deri dwaar tulsi bhitar bahar jo chaas unhone sweekar kiya ham ka ek chij ki kami rah gayi shunya shunya to bahut hai ank nahi laga bas isiliye sankhya puri nahi ho pahi agar ank lag jae to jitna shunya hai 10 guna labh deta chala jaata hai to to unhone kaha aaj se ham ye abhyaas karte hain to ham kaha uthte baithe chalte phirte jo guru ji ne diya hai us mantr ka abhyaas karen bas jit gaya sansaar mein jit gaya
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
- jiska lakshya bhagwat prapti hota hai uske kya lakshan hote hain? — ras shekhri sharan ji Vrindavan se maharaj ji jiska dridh lakshya bhagwat prapti ho gaya hai us sadhak ke kya lakshan hai narayan hari bhajan mein pancho na suhat vishay bhog nidra hansi jagat prit bahu baat ye…
- ekantik vartalaap evam darshan #1398 — ajay Mishra ji Pune maharashtra se Radhe-Radhe Radhe-Radhe maharaj ji Gurudev main sabhi devtaon ki puja karta hoon parantu meri shri Ram ji mein shraddha hai. Main shri Ram ji ke prati eknishtha…
- pujya maharaj ji ne bhagwat gita padhne ke liye kya updesh diye? — punit ji, karauli Rajasthan se. Radhe-Radhe maharaj ji, aapke charnon mein koti-koti naman. Maharaj ji, main apni manodsha, adhyatmik vikas tatha mansik shanti ke liye ah Shri madbhagwat gita ko padhna…
- mujhe har kisi mein bhagwan dikhte hain bahut dar lagta hai, kya karun? — Radhe-Radhe maharaj ji aapke charnon mein koti-koti dandvat pranam. Bhagwan mujhe yah janna hai ki mujhe har kisi mein bhagwan swaroop dikhayee deta hai. Aap mein bhi bhagwan nazar ate hain. Chinti mein bhi har jagah…
- ekantik vartalaap evam darshan #1397 — vijay kumar ji Rajasthan se Radha shri Harivansh shri Harivansh maharaj ji maharaj ji aapke bal se dincharya nit nirantar achhche se chal rahi hai wo shri ji saath hone ka samay-samay par anubhav bhi karati hain…