॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

jo bachchhe apne mata-pita ko bura-bhala aur mar-peet karte hain wo jara dhyan se sunna !

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

jo budhe mata-pita ka apman kar rahe hain budhe mata-pita ko kasht de rahe khopdi ke bal khade hokar tapasya karo phir bhi narak jaoge pakki baat samjh lena uski kokh mein tum pale ho doodh pilaya hai va tumhari saut pheki hai wo maa hai va pita budhapa mein buddhi kharab ho jati hai budhe log kuch bhi bolte rahte hain chahe jitna aap accha bhojan do sabse ninda karenge ki ladka y bahu hamko bahut kasht dete wo tumhen sahna hoga budhe mata-pita ki durdasha dekh karke aisa lagta hai aaj hamari samaj ko kya ho raha hai are aise mar rahe jaise janvar ko mar rahe ho budhe mata-pita ko aap log to is vishay ko dekhte honge jante honge hamen bahut is samay tars aata hai jab budhe budhe log pareshaan ghumte hain ki hamare bachchhe ne nikal diya ya unko peet de yah aaj ham satsang mein bhi isiliye bole aur yahan bhi bole aur hamari sabse prarthna hai apne budhe mata-pita ki seva karo jo budhe mata-pita ka apman kar rahe hain budhe mata-pita ko kasht de rahe hain khopdi ke bal khade hokar tapasya karo

phir bhi narak jaoge pakki baat samjh lena aaj ka jo samay vatavran jo badh raha bahut hi nindniy baat hai ki jin mata-pita ne hamko itna bada kiya un par ham hath uthave aaj ham satsang mein bhi bole hain ki dekho kaise budhi mai ko mar raha hai jawan ladka laton se dekho kaise mata-pita ko bahu aur beta milkar ke mar rahe hain darwaza band karke are ya uski kokh mein tum pale ho doodh pilaya hai va tumhari saut phenki hai voh maa hai va pita budhapa mein buddhi kharab ho jati hai budhe log kuch bhi bolte rahte hain chahe jitna aap accha bhojan do sabse ninda karenge ki ladka y bahu hamko bahut kasht dete wo tumhen sahna hoga chupchap sahakar unki seva karo to bhagwan ki kripa ho jaegi is samay sabse zyada hamen avshyakta hai apne ghar grihasth ke dharm ka nirvah karne ki jo grihasth mein wo achhche se samjhe yah jo aaj ka vatavran chal raha hai grahasti ka satyanash karne wala chal gaya hai dekho grihasth mein hi to ham log paida hue hain grihasth mein hamara poshan ho raha hai grihasth mein bade-bade Paramhans

bhiksha mangte hain aapka grihasth dharm bekar to sab kuch bekar ho jaega kyonki aapse hi sab dharm chal rahe hain sare dharm aapse chal rahe hain grihasth dharm se hi sab chal rahe hain kyonki ham log parmans sant jan paida bhi to graston ke yahan hote hain aur palte bhi to graston se hi hai agar aap bhrasht to hamari buddhi kahan se bhrasht nahi ho jaegi hamari buddhi bhi bhrasht ho jaegi isliye hamen sabse badi chinta ho rahi hai ki aaj hamari samaj bigadti chali ja rahi sundar pati hai svasth pati hai aur dusre purush se ra kar rahi sundar stri hai pyar karti hai wah dusri ladki se pyar kar raha hai ab wo grahasti chal paegi jis din yah sab bhed khulenge us din narak ho jaega ghar nahi ho jaega accha ab wo itni adhnikta mein hai bah ki usko sas ki soch fenken ki kahin bhavna nahi hai ladka itna akta hai bah par wah jo bol de wahi paramarth buddhi wahi paramatma buddhi ab donon milkar ke va budhe mata-pita kumar ham ye nahi kahte ki mata-pita galat nahi lekin unki buddhi kharab ho gayi hai

vridha usta tum to jawan ho jaise tum chhote the to tumhari buddhi kharab thi kahin soch kar diya kahin laghu shanka kar diya kabhi maa ne tumko danta tumhari soch phenki laghu shanka ab unki avastha hai balav avastha vridh janon ki hoti hai wo gali de sakte hain unki seva karo sabse bada updesh yahi hai nasha mat karo agar nasha karke jaoge to tum aise aparadh karoge ghar mein atank machao ga ye ganda bhojan mat karo nahi buddhi bhrasht ho jaegi aur hath jodkar prarthna hai sabse bade bhagwan mandir jao ya na jao apne mata-pita ki seva kar lo bhagwan prasann ho jaenge budhe mata-pita ki durdasha dekh kar ke aisa lagta hai aaj hamari samaj ko kya ho raha hai are aise mar rahe jaise janvar ko mar rahe ho budhe mata-pita ko aap log to is vishay ko dekhte honge jante honge to ab batao ham kaun sa gyan tumhen de de jisse tumhare ko atma shanti ho jaegi jab mata-pita bhagwan ke rup hai unka apman kiya ja raha hai aur mandir mein jakar tum jal chadao aarti karo ya tum bhog lagao bhagwan lenge wahan

baithe bhukhe bhagwan baithe hain wahan tumhara intazar kar rahe hain ki mera beta aur beta unke saath bartaav aisa kar raha hai sabse zyada samay samaj ke sudhar mein charit ka hai aaj hamara naya samaj charitrheen hota chala ja raha hai aur yah samjh mein nahi aa raha ise adhnikta samjha jaata hai are purane jamane ki baten hain to aaj ke jamane mein kya karoge phir yah be vichar karoge to tumhen paraspat prem rahega kya tumhare samne patni kisi aur aur tum ki kahin aur to santan phir parivaar phir priti phir dharm phir mariyada kuch nahi ke bhitar pol kya grahasti dharm rahega kya bhagwat dharm rahega kya mariyada rahegi yah bahut galat chal para hai kaise bhagwan sambhale kalyug ka bahut bada vichitra rup ye natak fail gaya ye jo girlfriend boyfriend lev leshan kya kya kahte hain dalit dura hai yah bahut buri ho gayi dekho pehle hamne dekha jab tak byah nahi hota tha bachchhe brahmcharya rahte jante hi nahi the sansari ab wo mobile chal gaya na sab jane aur jab byah hua to aajeevan ek dusre ki galtyon

ko sahte hue wo ek hi ghar mein rahte talak shabd hamne kabhi nahi suna sambandh vikshed kabhi shabd nahi suna hamne k ek dusre se sam nahi aisa kabhi nahi suna ganv mein to kabhi nahi suna aajeevan nirvah karte the haan thodi uddandta hoti pdos wale sambhal dete the bhai marpeet mat karo ladai jhagda mat karo thodi badi baton mein aapas mein lekin yah charit hinta ki svasth pati hai svasth parivaar hai aap uska tyag kar kisi aur purush se ya svasth patni hai sundar patni aap uska tyag kar kisi ab us parivaar ki halat kya hogi bade padhe likhe ho bade buddhiman ho lekin charitrheen ho kya hai hamari yahi baat samjh mein to phir tum mata-pita ki seva karoge apne tumhare andar to uddandta savar rahegi to aaj ka samay jo hai satsang suno ham kah rahe bhagwan ki bhakti se zyada apne parivaar ki bhakti kar lo agar parivaar ki sahi bhakti kar loge to bhagwan ki bhakti ho jaegi kyonki parivaar mein bhagwan hi virajman hai patni mein bhagwan hai pati mein bhagwan hai putr mein bhagwan hai mata-pita mein

ek grahasti agar samyak rup se sukhi nahi hai to tum kya kar sakte ho rupya se keval sukh milta hai kya aacharan pavitra aur vihaar yah teen chijon sukh pradan karti hain aapka vihaar satya hai nishchhal hai kapt rahit hai dharm purvak hai aap pavitra aacharan wale hain aap bahut sundar grihasth rahenge lekin aaj ham dekh rahe hain ki grahasti ki halat kharab hoti chali ja pati-patni mein vishwas nahi rah gaya hai maa bete mein vishwas nahi rah gaya bhai bhai mein pyar nahi rah gaya kya hota chala ja raha hai samaj ka thode se dhan ke lobh mein thode si jamin ke lobh mein saga bhai apne bhai ki hatya kar deta hai saga beta apne mata-pita ko kasht de raha hai to isliye hamen lagta hai sabse zyada is samay avshyakta hai apne parivaar ki prem rassi ko majbut karna ek parivaar ek grihasth mein panch log ho wahi prem se jeena seekh jao to bahut badi aradhna ho jaegi budhi maa hai chal nahi pa rahi use lat se mar rahe ho dande se mar rahe ho yar narak ka bhi to hosh rakho ki tumhen tumhari durdasha kya ho

jae phir aise hi log jab gaadi mein baith ke chalte hain na to upar se pura truck palat hai unke upar ki sans bhi na le pao wahin pichak jao phir y aag lag jati usi gaadi mein jal jaate hain karm na bigdne paye ham bar-bar sabse prarthna karte hain koi kisi ka sukh dukh dene wala nahi kisi ka ashirwad kam nahi karega tumhare aacharan tumhare karm hi tumko sukh dukh denge isliye bhai achhche karm karo apne bujurgo ke karmon ki taraf mat dekho wo budhe ho gaye jaise bachchha aise budha ho jaata hai budhe ki seva bhagwan ki seva hai hamen bahut is samay tars aata hai jab budhe budhe log pareshaan ghumte hain ki hamare bachchhe ne nikal diya ya unko pigte ye aaj ham satsang mein bhi isiliye bole aur yahan bhi bole yah bahut zaruri hai wo budhe sharir mein sacchidanand bhagwan marg ke rup mein hai aisa mat karo koi apne mata pita ke saath aapko svasth kiya hai aap levri karke kamao do roti unko pawa do maro mat danda mat chalao nahi to phir jab bhagwan ka danda uthga tab tum kisi kam ke nahi rah jaoge baat

dhyan rakhna bahut savdhani se ji lo ye manushya jeevan bhagwan ki kripa prapt karne ke liye yadi bhagwat prapti na kar paye to anya yoniyon mein jana padega bahut durdasha anya yoniyon ki dekho jangal mein kanta lag gaya agar kisi pashu ko ko pak raha hai ab wo dawai to nahi ho sakti na accha koi mans khane wale jeev jaise kisi jeev ko pakar liye ab wo kha rahe hain jab tak wo marega nahi tab tak jinda noch noch wo ham hi tum hai yah sab man mein socha karo paap karm ban gaye aise jeev ban gaye aise kasht bhogna

padega hamko y avsar mila hai ki ham sare karm nasht karke bhagwan ki prapti kar sakte hain isliye achhche aacharan karo naam jap karo koi nasha mat karo aur bade budhon ki seva karo agar ados pdos mein koi aisa bada budha ho ki uski seva karne wala na ho to thoda samay de de apne paas paise ho to unko khanpan ki samgri arpit kar de vriddhon ki seva se bhagwan bahut prasann hote hain bimar hai vridh hai aison ki jarur seva karen ham kah rahe aur dan punya kai mat karo as pdos mein koi budha ho na usko kapde uske bhojan uski dekhrekh kar lo aur agar koi mar raha ho to uske paas jakar Radha Radha chilla do he uska kalyan ho jaega to tumhara kalyan ho jaega ek ka kalyan kar diya to kam ban jaega marte samay narayan bola na us Ajamil ne to bhagwan ke prasad aa ga na to aise tum suna do jakar jaise koi mar raha hai wahan gaye do minute Radha Radha Radha Radha Radha Radha chale aao agar uske kan mein par gaya hai to uska mangal ho jaega uska mangal hoga to uska aapko punya milega aapka mangal

ho jaega manushya jeevan mein ek dusre ka hit karne ke liye hamko par hit saris dharm nahi bhai isse bada koi dharm nahi ham apni bhavna mein aaj is baat se dukhi hokar ke charcha karen ki aaj hamare naujawan log mata-pita ka aadar nahi karte vriddhon ka aadar nahi karte ho wahi dharm hai isiliye to tumhen jawan kiya har mata-pita chahta ki mere ek bachchha ho jae bachchi ho jae kisliye ki budhape ki lakdi ho jaega wo budhape mein bhojan de dega aur dhikkar un putro ko jo jawan pattha hue aur ghosa chala rahe mata-pita pe aur unko nikal rahe hain ghar se bahar unko darna chahiye ki kahin bhagwan ka danda na uth jae nahi to kisi kam ke nahi rahoge vyarth mein vyarth mein manushya jeevan nasht ho jaata hai isliye bahut savdhaan manushya jeevan ka labh aap satsang mein aae aap apne aacharan sudhar lijiye aap aacharan sudhar le yahi ashirwad hai agar aacharan na sudhra to chahe jitna tum de le bahar koi ashirwad de kuch nahi hone wala hamari baat samjh lena tumhare karm hi tumko sukh denge tumhare karm hi

tumko da jaise tum yahan aae tumhare achhche karm hue na ab iska parinaam milega ab jo sun rahe ho agar isko aacharan mein utaro to iska aur labh milega jaise yahan aae ho aapka kam ban gaya to aapke karm ne banaya aap sant samagam ke liye aae aap ghanton khade rahe aap wahan se chintan ki ki main ja raha hoon sant darshan ke liye wah sab karm bana wah aapka labh dega aapko mangal dega usmen hamara ashirwad kuch nahi aapka karm hai accha aap yahi aao aap ninda karne lago aap galat bhavna kar lo to abhi aapki hani shuru ho jaegi kya hua aapka karm ban gaya aap hi apne karm se apna kalyan kar sakte hain aap hi apne karm se apna nash kar sakte hain bas baat itni samjhni kisi ke ashirwad ki zaroorat nahi ashirwad isi baat ka ki hamse achhche karm ban jae hamare se dusron ka hit ho jae hamen bhagwan ka chintan ban jae yahi ashirwad sabse badhiya

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi