dhyan mudra mein dhyan idhar-udhar kyon bhatakta hai ? Ise kaise sthir karen ?
shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.
pura pravachan
Ram shankar das ji ajodhya dham se Radhe Radhe maharaj ji sashtang dandvat pranam maharaj ji maharaj ji kripya mujhe bodh kara den ki dhyan mudra mein dhyan idhar udhar kyon bhatakta hai isko sthir karwane ka kya upay hai dhyan bhatakta hai jahan aapne apna sambandh man rakha hai vastu vyakti sthan do prakaar ka sambandh ek raga ek dwesham in donon sambandho mein virajman param sambandhi bhagwan ko dekhne ki cheshta karo man bhatakna band kar de jad chetan jag jeev jat sakal Ram mein jaan jahan jaega to jiska dhyan dharne usi ka to ham chintan hoga vastu vyakti sthan inheen mein jaata hai man ratma ya dves atmak jahan jahan man jae wahan wahan apne Manmohan ko dekhna prarambh kar de sacha dhyan yahi hai ki antar mein hamara jahan-jahan man ja raha hai wah jo rup hai jo vastu hai jo sthan hai jo vyakti hai wah na pehle tha na baad mein rahega beech mein bhas raha hai jo pehle tha wah prabhu hai jo baad mein wo prabhu hai to madhya mein jo bhas raha hai wo prabhu hi hai seeram mein sab jag jani karo pranam jor jug
pani to bhagna band ho jaega kahan bhag ke jaega jahan jaega mera prabhu virajman hai sarvatra prabhu hai sab samay mein prabhu hai sab mein prabhu hain ham pareshani kya hai pareshani yah hai ki ham prabhu na dekh kar ke vastu dekhte hain vyakti dekhte hain sthan dekhte hain rag dekhte hain dves dekhte hain anukulta dekhte hain pratikultaa dekhte hain isliye ham pareshaan hai dhyan karna chahte hain prabhu ka par prabhu se hatkar ke man vastu vyakti sthan mein ja raha hai ab hamko wahin apna dhyan kendrit karna hai ki ismen bhi shri bhagwan hai pahla phir yah bhi shri bhagwan hi hai pure ke pure pehle to hamen vastu dikhayee di vyakti dikhayee diya to ismen bhi bhagwan hain phir hamko baad mein dekhna hai ki yah pure ke pure bhagwan hi bane hue hain vastu vyakti sthan dusra nahi hai kyonki apne aap se apne aap mein apne aap ka srijan apne aap se apne aap mein apne aap ka palan aur apne aap se apne aap ka apne aap mein lay yah khel ho raha hai ya rahasya Raghunath kar beg na jane koi jo jane Raghupath kripa to
sapan mohan hoi phir agyaan nahi wahi bhagwan aankh khule to bhagwan aankh band hai to bhagwan ek ek vritti bhagwad ka kar lo samasya ka samadhan ho gaya koi sanshay aapko is par yahi ana padega tabhi hamara dhyan vastu tatv mein sarwa vastu taya ni param swad buddhir mam ye kura api papan nach sata sambha drishya jo krur hai papi hai sambhshan yogya nahi unmein bhi hamara aradhya dev virajman hai s aradhya buddhi dridh mati meri dridh mati mera bhagwan sam mein viraj ab khatm khel jab unchai mein pahunchna hai to uttam baat ko sweekar karna hoga agar yahan sthiti na ban pave to phir jahan jahan man jae wahan se hatakr apne lakshya mein lagave vairagya cha abhyaas do baten bataai abhyaas bar-bar sumiran karne ka bar-bar chintan karne ka vairagya jahan-jahan jae wahan se hatakr prabhu mein bar-bar lagao kyonki voh sar vastu nahi hai dukhal shashwatam yahan jo bhi vastu vyakti sthan sab nash ko prapt hoga sab dukham hai to dukham nashvan asha se man ko hatakr shashwat sacchidanand bhagwan ke naam mein lagaiye aur
khub naam jab kijiye tabhi dhyan sarthak hoga nahi dhyan dhyan nahi hai naam nahi hai to koi dhyan nahi hai dekhi rup naam adhi na rup ka prichay naam karata hai to rup ka dhyan dharna nahi hai swabhavic hoga pehle naam jap mein naam ke dhyan mein lago har samay nirantar naam jap kar rahe ho to rup apne aap prakashit kar dega naam dekhi rup naam adhi na ke adhin rup hai jitna naam jap karoge utne rup prakashit hota chala jae sahjanand sahaj dhyan avastha sahaj samadhi bhakton ki hoti chalte phirte uthte baithe khate pite har samay apne aradhya dev mein sthit usi ko sahaj samadhi kahte hain usi ko sahaj dhyana vastha kahte hain jo kuch der mehnat karke kiya jaata hai va to sadhan matra hai sahjanand uthte baithe chalte phirte thade baithe pare uta Kabir kahe ham rahe thikana apne sthiti mein rahte apne isht mein rahte hain apne prabhu mein rahte hain samjh paye prabhu
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
- jiska lakshya bhagwat prapti hota hai uske kya lakshan hote hain? — ras shekhri sharan ji Vrindavan se maharaj ji jiska dridh lakshya bhagwat prapti ho gaya hai us sadhak ke kya lakshan hai narayan hari bhajan mein pancho na suhat vishay bhog nidra hansi jagat prit bahu baat ye…
- ekantik vartalaap evam darshan #1398 — ajay Mishra ji Pune maharashtra se Radhe-Radhe Radhe-Radhe maharaj ji Gurudev main sabhi devtaon ki puja karta hoon parantu meri shri Ram ji mein shraddha hai. Main shri Ram ji ke prati eknishtha…
- pujya maharaj ji ne bhagwat gita padhne ke liye kya updesh diye? — punit ji, karauli Rajasthan se. Radhe-Radhe maharaj ji, aapke charnon mein koti-koti naman. Maharaj ji, main apni manodsha, adhyatmik vikas tatha mansik shanti ke liye ah Shri madbhagwat gita ko padhna…
- mujhe har kisi mein bhagwan dikhte hain bahut dar lagta hai, kya karun? — Radhe-Radhe maharaj ji aapke charnon mein koti-koti dandvat pranam. Bhagwan mujhe yah janna hai ki mujhe har kisi mein bhagwan swaroop dikhayee deta hai. Aap mein bhi bhagwan nazar ate hain. Chinti mein bhi har jagah…
- ekantik vartalaap evam darshan #1397 — vijay kumar ji Rajasthan se Radha shri Harivansh shri Harivansh maharaj ji maharaj ji aapke bal se dincharya nit nirantar achhche se chal rahi hai wo shri ji saath hone ka samay-samay par anubhav bhi karati hain…