agar bhagwan kan-kan mein hain to mandir-gurudwaron mein kyon jaen ?
shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.
pura pravachan
mar ji agar voh kankan mein vidyman hai to ham mandir gurudwaron mein unhen kyon dhund rahe hain agar wo kankan mein kyonki kan kan mein tuhe anubhav ho raha hai kya kan kan mein anubhav agar kan kan mein anubhav ho raha hai to tumhe mandir mein bhi phir mandir mein kyon tum nishedh kar rahe ho shuruaat ki jati mani sankhya ek mani sankhya 10 mani sankhya 12 jab sawal hal nahi hota tha to mani sankhya ki gayi na hamara sawal hal ho nahi raha tumne mani sankhya parbrahmma Gurudev man sankhya shri vigrah man sankhya mandir man sankhya amuk wahin se sawal hal ho jaega ek jagah kahin man lo to jo mandir mein man rahe hain bhagwan ko aur tum man rahe ho kan kan mein to wah kan kan wala mandir mein nahi hai kya to tumhari buddhi nishedh kyon kar rahi hai iska matlab abhi buddhi paripakva nahi hai keval abhi wah daud rahi abhi paripakva avastha ko nahi hai jo kan kan mein hai to wahi kan kan milkar ke vigrah rup mein to bhagwan nahi hai kya jab kan kan mein hai to vigrah rup mein bhi bhagwan hai to jo bhagwan ko
vigrah rup mein puj rahe hain tumhen kya pata wo kan kan mein bhagwan ko nahi puchte kya tumhen kya pata goswami ji Siyaram ko man rahe to kah rahe hain Siyaram mein sab jag jani to tum kya jano ki jo kan kan mein bhagwan virajman hai tum hi keval man rahe ho kya jo vigrah mein man rahe wahi kan kan mein bhi man rahe hain aap kya samjhte ho kisi ke gyan ko kya jano to agar koi devi devta ko puj raha hai kisi mandir mein puj raha hai to tumhari drishti se usi brahm ko to puj raha hai nahi pooch raha hai aap hamen uttar dijiye theek hai theek hai na to ham kisi ki ninda kyon karen kyonki kan kan mein to mandir mein bhi to hai va murti mein bhi to hai wah amurta hai to murtiman bhi hai wah kahan nahi hai to bas samasya ka samadhan ho gaya ham kisi ki ninda nahi kar sakte kyonki mera prabhu sarvatra virajman hai samjh rahe aap ab jaise koi bhi naam ho akshar hoga na aur koi bhi akshar ho aa usmen juda hoga samjh pa rahe ho hamari bhasha ka kha ga gh koi bhi akshar bolo aap aa hai na aa
brahm hai aur aa Om mein hai aa u ma samjh rahe ho na koi akshar bolo Om hai ki nahi hai jis pratham akshar kya hai aa aa hai brahm sab aksaron mein aa virajman hai upasna jab ham shuru karenge kahin sahi dhang se to ninda stuti ka koi sawal nahi banta wahi ek tatv hai chahe home se shuru karo chahe brahm se shuru karo chahe Ram se shuru karo chahe Krishna se chahe mandir se shuru karo chahe jahan se shuru karo ek jagah imandari se shuru kar do agar sab jagah na pahunch jao to hamen bata dena sab jagah pahunchne ke liye ham faile hain ab pehle ek jagah shuru karte hain mata se shuru kar do pita se shuru kar do kahin se shuru kar do ye mere bhagwan hain ye mere brahm hai bas dusre ki taraf dekho mat aur chal do agar dekho sarvatra na dikhayee dene lage to mujhe batana jab sacha gyan hoga to sarvatra dikhayee wahi murti mein hai wahi amurta hai wahi nirakaar hai wahi sakar jab ek hai to wahi nirakaar ab chunki tum nirakaar ko man rahe ho to sakar wale ki ninda kar rahe hain aise log hain are teri manyata hai tu ek
paksh ko dekh raha hai donon paksh ko dekhna wo kya nahi hai wo kuch nahi hai aur wahi sab kuch hai yah jisko gyan ho gaya wahi sacha gyani hai aur nahi to ladai jhagda jhag karte rahte hain wo nirakaar wo sakar wo sagun nirgun aur anubhav kuch nahi hai pai bhar anubhav nahi char chhah andhe the ek hathi khada tha bole kya hai bole hathi bole kaisa hai to ek ne pakri jaang bole khambha jaisa hai ek ne pakde kan bole sup jaisa hai aise hi ek bole diwal jaisi hai chat jaisi hai sab apne apne anubhav ki ab lad
rahe hain bole hathi jo hai sup jaisa bole nahi hathi khmbe jaisa to netr wale ne kaha tum log lado mat koi jhooth nahi bol rahe tum sab hathi ke angon ka varnan kar rahe ho sampurn hathi to main dekh raha hoon ki tum jhagda mat karo wo pura wahi hai jo tum bolo wahi hai to jab hamen ek paksh ka gyan hota hai to ham dusre paksh ki ninda karte hain aur jab hamen sampurn gyan ho jaata hai to koi bachta hi nahi jo mera aradhya dev na ho chahe nirakaar bolo chahe sakar bolo chahe jo bolo wo ek hi paramatma hai aur va sarvatra hai is baat ko koi nahi kaat sakta sata wo ek hi paramatma hai wah sarvatra hai sam hai sam barabar hai to bas ab agar koi shankar ji virajman karke puja kar raha hai koi Ram ji virajman karke aur koi dhyan ke dwara pranon ka chintan kar raha hai mere liye sab barabar hai kyonki wah paramatma ek hai aur wah sarvatra hai wah sam hai to ham kisi ki ninda nahi karte kisi ki stuti nahi karte kyonki wahi wo hai to kiski ninda karu kiski stuti samjh rahe Uma ja Ram charan rat vigat
kam mad ko ho nij prabhu mein dekhe jagat kesan karen virodh hamara hi Swami hamara hi pritam hamari hi atma sarvatra virajman thoda gyan ko ham phailae vistrit karen ek simit na karen tabhi log phir kahe main mandir kyon jae jo aap mat jaiye aapko kisi ne kaha nahi wo ja raha uski ninda kyon kar rahe ho bura kar raha hai kya mandir ja raha hai bhagwan ko pranam kar raha hai aarti kar raha hai to agyani thodi hai kan kan mein tum bhagwan ko dekhte ho wahan bhagwan nahi dekhte ho to wahan bhi bhagwan ho bhagwan ki aradhna kar raha hai to badi prasannata ka vishay kahin ladai jhagda ka vishay to hota nahi ham ganga kinare ek jagah the to wahan ab nai avastha hamari thi to kuch log nirakaar upasak the va kahin jude hue the to va aae ad kachra jo hota hai na chhalakta zyada hai jo ghada bhara hota hai gambhir hota hai jo ad bhara hota hai na chhalakta jaata hai wo log chhalak zyada rahe the nazdik aae to unhone kaha ki ham nirakaar upasak hain ham sakar ko nahi mante hain yah bhi theek par ham aapse puchte hain ki aap
sakar ko nahi mante ho bole nahi to ham kaha aap Gurudev ko mante ho kya haan haan to aap Gurudev ke paas jaate hoge to pranam bhi karte hoge pranam karte mala pahnate aarti karte puja ye hai kya yah hai kya sakar puja nahi hai kya guru kahan se akash se bolte hain ki muhn se bolte hain sakar hi to bol raha hai ye shabd sakar hai ki nirakaar hai jo tumhare kan tak pahunch raha hai samjhna hai kante se kanta niklegaa sakar mein fanse ho sakar se hi upasna shuru hogi chahe guru man ke karo chahe shiv man ke karo chahe Ram man ke karo jab tak Gurudev ki kripa tab tak tatv bodh nahi hota chahe jitni akal lada lo guru ban gyan nahi ho sakta chahe shiv ranch sam hoi guru bin bh nidhi tare na koi to guru avyakt jab vyakt rup dharan kiya aap y charcha sunne aae nirakaar se ki akar se ham bhale nirakaar ki baat karen lekin aap akar ke paas baithe ho na aise kitne bhi tum nirakaar upasak ho apne guru ki murti apne guru ki chavi apne guru ke paas tabhi aapki baat banegi banegi nahi
to baat banti kahan se hai sakar se kyon ham fase sakar mein kante se kanta nikal diya donon phenk diya bahut udaar hua Guruji jab se aapko sunne lage hain na ji to bachchhe bhi hai unhone bhi sabhi vyasan chhod diye apne aap chhod diye Guruji unko kahne ki zaroorat nahi padi aur aap bahut hi udhar kar rahe ho duniya ka aur arabon log hai jo aapko sun rahe hain aur unka udhar ho raha hai sat samundar par ham wahi rahte hain aur bahut hi zyada mere mein bhi sudhar hua Guruji bahut zyada haan bhagwan sarvvyapi wahi sab kripa kar ham to zyada padhe likhe nahi bhagwan kripa karte hain to wahi sab ham koi nai baten nahi bolte wahi baten sab shastr ki hai bas kuch aisa hai ki bhagwan ko apne jan ka to wahi sab kare karave aap sab aur jane badhai de ye bhagwan ka khel mukham karoti vachal pangam late girim yat kripa tam ham vande parmanand Madhav mere thakur meri ladli sabka mangal karwane ke liye nimit bana diya kar wahi rahe hain
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
- jiska lakshya bhagwat prapti hota hai uske kya lakshan hote hain? — ras shekhri sharan ji Vrindavan se maharaj ji jiska dridh lakshya bhagwat prapti ho gaya hai us sadhak ke kya lakshan hai narayan hari bhajan mein pancho na suhat vishay bhog nidra hansi jagat prit bahu baat ye…
- ekantik vartalaap evam darshan #1398 — ajay Mishra ji Pune maharashtra se Radhe-Radhe Radhe-Radhe maharaj ji Gurudev main sabhi devtaon ki puja karta hoon parantu meri shri Ram ji mein shraddha hai. Main shri Ram ji ke prati eknishtha…
- pujya maharaj ji ne bhagwat gita padhne ke liye kya updesh diye? — punit ji, karauli Rajasthan se. Radhe-Radhe maharaj ji, aapke charnon mein koti-koti naman. Maharaj ji, main apni manodsha, adhyatmik vikas tatha mansik shanti ke liye ah Shri madbhagwat gita ko padhna…
- mujhe har kisi mein bhagwan dikhte hain bahut dar lagta hai, kya karun? — Radhe-Radhe maharaj ji aapke charnon mein koti-koti dandvat pranam. Bhagwan mujhe yah janna hai ki mujhe har kisi mein bhagwan swaroop dikhayee deta hai. Aap mein bhi bhagwan nazar ate hain. Chinti mein bhi har jagah…
- ekantik vartalaap evam darshan #1397 — vijay kumar ji Rajasthan se Radha shri Harivansh shri Harivansh maharaj ji maharaj ji aapke bal se dincharya nit nirantar achhche se chal rahi hai wo shri ji saath hone ka samay-samay par anubhav bhi karati hain…