॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

kya maa-bap bhajan karenge to bachchon ko bhi bhagwan mil jaenge ?

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

shash kala sabu ji Radha vallabh shri Harivansh param pujya maharaj ji aapke charnon mein koti koti vandan maharaj ji aapke shri mukh se suna hai ki ek balak yadi sachchi bhakti karta hai to 21 pidiyan tar jati hai to maharaj ji yadi mata-pita bhakti karen to bachchon ko bhagwat prapti ho jaegi bachchhe naam jap nahi karte ya phir bahut kam jap karte hain to bhagwat prapti ho jae to dekho do char mala japna ya do char bar tirth atan karna ye sab dan punya sab inka koi koi zyada mahatva nahi hai hamari drishti mein jo 21 peedhiyon wali baat hai wo bhagwat sakshatkar karne par hai aavagaman se mukt jo mahapurush hai wo bilkul satya hai jo 21 peedhiyon ka varnan bilkul satya hai bhagwan ki prapti us vansh mein kisi ko bhi ho jae to 21 pidiyan tar jaengi chahe wo balak ko ho jae ya pita ko ho jae kisi ko bhi ho jae par bhagwat prapti ho jae ye do char mala ya tirth atan ya maharaj nrig ka naam suna hai kya suna hai ba dan kar bahut karte the khub swarn se saja ke aur brahmano ko pura

makan aur byah sab vyvastha karte aur ek gay jo dan nahi leta tha aise brahmin ki gay kisi tarah unke gaushala mein pahunch gayi aur wo kisi brahmin ko dan kar di aur wo dan lekar jab ja rahe the to jo brahmin ki gay thi jiski gaushala mein chali gayi usne kahay gay to meri hai to usne kaha yah gay to abhi maharaj nrig ne di hai to donon maharaj nrig ke paas aae jisko di thi usne kaha maharaj nrig aapne hamen di bole haan diya to bole jiski gay thi usne kahay meri gay hai to u kaha mujhe iska pata

nahi kyonki badi gaushala hai aapki chhut ke gay aa gayi hogi to hamne jisko dan ki hai isko le jane do 1000 gave le lo unhone kaha hamne kabhi dan liya nahi ham to apni gay lenge aur wo brahmin hath hathi jisne dan liya tha une kaha ham lenge to yahi gay lenge nahi to ham nahi unka 1000 gay tum le lo chhod doy gay nahi chhoda ba itne aparadh ka phal hua ki va girgit bane jake Dwarika ke kue mein girgit bane jake hamen lagta hai ki dan punya jitne sab hain bhagwan ko samarpit karke bhajan na kiya jae agar to inme itni samarth nahi hai ki hamara kam ban jae yah to kaho bahut se aise satkarma hue ki Dwarika ke kue mein bane to bhagwan shri Krishna ne unka udhar kiya to hamen lagta hai ki bhagwan ka naam jap karte hue jab hamare ko bhagwat prapti ho jae pakka phir to kya hai phir to 21 pidiyan tarna koi badi baat hai are waise bhi dekho sarkari aadmi ke parivaar ko suvida deti hamari bharat sarkar ke liye deti to wo to akhil sarkar hai yah suvida hai ek bhagwat prapt ho jae

to 21 pidiyan bhagwat prapt ho jaengi kalyan unka ho jaega ye to pakka hai to karo dat ke bhajan itna ki bhagwan ka sakshatkar ho jae par par yah bahut kathin hai khilwad nahi hai sab bhogon ka vismaran karke jab nirantar bhagwat smriti bhagwat smriti mein dekho aap log sab baithe ho kitni der bhagwan mein tikte ho minute tikna kathin ho jaega dekho na bhagwan mein tikna wo fouran vishay mein bhag jaega man fouran sansaar ke cha wo man bhagwan mein aasakt ho jae aasakt ho gaya man pang ho gaya bhagwan ki rup madhuri

mein leela madhuri mein chintan mein ab aise maha bhagwat se tum 21 pidhi ki baat kare ho bhagwan kah rahe mam bhakti yukt bhuvan Puna to yadi mera aisa maha bhagwat premi bhakt sankalp kar le to pure bhuvan ka bhuvan lok ka lok bhagwat prapt ho jae lok mam bhakti yukt bhuvan Puna devsi narad ji ne kaha sa tarteel sa lukan tarat wo swayam tar jaata hai swayam tar jaata hai wo loko ko tar deta hai par kathin hai bhagwat prapti bhagwat prapti kathin nirantar bhajan karna bhogon ka tyag karke anya koi smaran na rahna keval bhagwan ka smaran rahna yah bahut varsho ke abhyaas se bhagwan ki kripa se hota hai nahi dekh lo ek minute bhagwan mein nahi tik sakte kitna kathin hai sabse bada vishv ka kathin kam hai bhajan log kah mala ghumane mein kya hai aao baitho ham jaise kah rahe waise mala ghuma ke dikhao samne radhana naam likho apne dimaag mein aur aankh se usi ko dekhte raho aur kan se usi ko suno aur andar se wahi bolo aur har ek man ka utna hi sakle jitna Radha bola abhi dekho tumhara man kahega yah mala rakha hai aur

bhagega sansaar mein laga ke dekho sabse kathin kam duniya ka man ko sansaar se hatakr bhagwan mein lagana sabse kathin kam aap batao hai na kathin kam sabse kathin kam hai man ko bhogon se hatakr mein lagana bhogon mein lagao teen ghante film chala lo bilkul anand se baithe rahoge koi pareshani nahi rahegi aur teen ghante kamra band karke mala lo dekh lo kitni bar aapko khada kar dega kitni bar khidki se jhak vaega kitni bar kya-kya soch aayega aap dekho na to yah man ko bhagwan mein lagana sabse aur bhagwat prapti to phir guru kripa isht kripa nirantar bhajan isse ho jaata hai ji

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi