bihari ji mein galti se kisi mata ji ka hath pakar liya jisse aparadh ban gaya, ab kya karu ?
shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.
pura pravachan
Manoj kumar ji bihar se shri Harivansh maharaj ji aapke charnon mein koti koti pranam maharaj ji vaishnav aparadh hone ke karan mera man kafi vichlit ho gaya hai Gurudev apne Shrimukh se is pareshani ka hal karen kahan hua vaishnav prat kisse hua kal gaye the banke bihari mandir mein ji wahan aapke adesha anusaar ham pehle kisi ko paisa nahi dete hain to ham biskut leke gaye biskut lekar jaate hain batne ke liye pichli bar bhi ga to kal ek mata ji age se gujar rahi thi aur bhi bahut se sabko dete hue ja rahe the to hamko wo bahut phate purane kapton mein the to mujhe hua ki kahin wo chhut nahi gayi to maine unko piche se awaz dekar unka hath pakar ke ki mata ji ye likhlo us par wo likhar gayi ki dusht mera hath cho liya nahi haan galti hai galti kyonki kaun rat ehsas ho gaya phir maine kafi banay mangi unse lekin wo jitni waise aise kabhi bhi yah dham hai na kaun kis koti ki sthiti ka hai wo is par a pata nahi bal brahmacharini kisi ke sparsh bardast nahi aapne hath pakar liya to apra to ban
gaya unhone jab kafi matlab wo boli ki hat jao nahi to main baddua de dungi phir bilkul nahi bahut darna chahiye aisa nahi ham kabhi bhi jaise kabhi bhi hai na kisi ka sparsh nahi karte kyonki pata nahi kis sadhu ki kaisi ham dur yahan pa samjh mein bhi nahi aata subah mein bhi main aa raha tha yahan pe darshan karne ke liye subah mein to ek mahatma ji nikal rahe the to aur kafi the mahatma maine sab ko pranam Radhe Radhe karte hue pranam karke ja raha tha ek ko main pranam kiya to bolegi badhte jao sidhe badhte jao to samjh mein nahi aata yahan pe ki main kisko pranam karun nahi ham ham yah kahte hain ki aapko kisi ki pratikriya se matlab nahi chuo mat dur se pranam kar rahe hain ye unki pratikriya hai aapki nahi aap pranam ki mudra mein chhwa nahi hai pranam mudra mein bas yahan sambhal ke rahna hai aap bahut namrata dikhaoge samne se bhagwan Rudra rup dikhange aapki a shraddha ho jaegi samne wale ki prati kriya nahi di agar aap sparsh na kiye hote un mata ji ko abhi shanti ho jati
abhi abhi ham kah dete ki ka unse kal se galti man raha hoon andar nahi nahi unse aapne phir prarthna ki maine prarthna ki meri patni bhi thi wo bhi gayi to boli hat jane tumhe chhadi se peet dungi tujhe bahut badi kripa hui unhone itna to kah diya ab shanti wo patni meri unko mata ji kah ke boli bole main mata nahi hoon main ladki hoon main kuvari hoon haan to wo theek hai are pata nahi kaun kis bhav mein shri ji ke ye dham hai y Vrindavan dham to ab aap bilkul nishcint ho jao mansik bhav se unko pranam karo unhone ek katu vachan jaise bol diya na wo hamen thoda pakar mil gayi hamen sahyog ma agar wo maun hoti kuch na bolti phir bina unke aparadh sama nahi ho sakta tha isliye aapke andar prachit hai aur unhone kadva vachan bhi bol diya aur ab aap shant ho jaiye aur dusri baat yah kyon punya ke chakkar mein pare ho kyon chakkar mein pare ho punya ke kisko biskut chahe mangne ke liye to wahan pa bada kharab lagta hai kuch nahi kuch nahi yahi sab dekhna band karo yah sab Radha vallabh
bihari ji ki kam hai wo apna de unke darwaze mein baithe ho aapke paas jab rupya badhe 00 200 500 jo badhe kisi gaushala chale gaye aur usmen chara bantkar gay ka de aae gay tumse kuch kahegi nahi samjh rahe ho na y kai tarah se dosh darshan ho jaenge ek bar liya dobara phir liya ti bara phir liya chaubara phir liya ab aap us pare dosh darshan karo to biskut bantne mein kitna punya hua hoga nash ho jaega do minute mein bahut sambhal ke ya to ekdam bilkul neki kar dariya mein dal kisi ke kuch dekho ye
kaise matlab dekho vriti kaise ai hath kaise pakar le aap kisi ka sparsh karna ab kaun kis rup mein hai kaun kis bhav mein hai bahut gadbad ho jaega bahut gadbad ho jaega bahut shalat ab dekho phate purane kapde mein akinchan bhav se kab kahan kaun rahe sab sab do minute mein biskut bat kitna pule kiye sukrit bahu janm ke chal mein daay ko shant Radha Radha isse bada koi sukrit nahi hai aapko jab kabhi aisa lage ki aapke paas do char 500 rup ho gaye hain aapko aisa karna to ya accha sa bhojan banwao aur ek bar sabko de aao mahina 15 din mein jo lena chahe na lena chahe gay ko pawa do bahut samasya bhi hai bahut samasya hai aapka bhojan paya bimar aur karan se ho gaya bole yahi hai bahut samjh lena bahut vichitra hai isiliye kah rahe ki chara khareedo aur gay ko chupchap de aa agar tumhare paas paisa badhe to chara khareedo gay ko de aao gau seva ban jaegi Vrindavan dham mein bas shant ekdam bhajan karo sir jhuka ke jao bihari ji ke darshan karo Radha vallabh ji ke darshan karo ye dan punya ka chakkar chodo nahi jitna dan punya
nahi hoga utna aparadh ek din ki baat bata rahe hain ek hamare prichay ke sant roz bihari ji darshan karne jaate the to ek bhagat jo tha wo samosa bant raha tha ab ek sant the ek bar samosa liya dobara liya tibara liya phir unho fatkar diya dene wale ne to wo jo hamare pehchan ke bade bhajana Anandi sant the unhon ko ki yar ham inko to bahut achhche samjhte the y to samosa chatni mein fase hue hain abhi ab wo laut ke jab aae to Gurudev bhagwan ne kaha yar badbu aa rahi tumhare sharir se u kaha maharaj ji sabun nahi lagati isliye bole nahi wo badbu nahi aparadh ki badbu aa rahi koi vaishnav ko dukh deke aa rahe ho aparadh karke aa rahe ho to u kaha maharaj ji waise to ham kisi to u kaha maharaj ji aisi aisi ghatna ho aisa bole ha yahi to vaishnav apra lo 50 maharaj ji ne diye aur kahe samosa khareedo aur jaog bihari ji mein dhundho kahan hai unko deke pair chu ke ye batao ki aapke prati hamara dosh darshan ho gaya tha aap hamen kshma karo turant unko bheja aisa karke phir yah bahut dham hai bahut hosh mein aa rahne to
hamen lagta hai ki bahut gupt rup se aisa karna chahiye iskut biskut koi bantne wali chijon nahi hai aap samjhiye aapko jab kabhi lage 102 roti bana liya sabji daal bana li kartun pare hue hain aur char kartun biskit ke pare hain haan to ek din aao kya bas do do paiket leke aa jae ek bar use bant do bas shant bhajan karo Radha Radha Radha Radha aparadh na bane sabke charnon mein pranam aur bade vichitra vichitra Vrindavan vasi hain dusra sadguru yah tha ki jab se maine kiya uske baad mujhe ek bar apni anubhuti to nahi bolni chahiye lekin parantu agar anubhuti nahi boli jati hai to bhi bada sanshay ho raha hai mujhe ek bar surya bhagwan ka rath sahit aur do bar Ramchandra ji ke Ram darbar ke jab darshan hone shuru hue to main ghay biskut ye biskut se nahi hote nahi nahi ham baat samjho agar biskut se ho na to nahi nahi biskut se nahi ho ra ye dham ki kripa se ho nahi wo ho gaya to main ghabra gaya ki mera kya Radha naam aur nikunj chhut jaega nahi isse bhi koi matlab nahi ji aap darshan
diye mujhe aur darshan deke maine aapse pucha ki mujhe nikunj jana hai to aapne kaha ki Radha sudhani da ka path karo to main sanskrit mein Gurudev main nahi kar pa raha hoon Hindi se path kar lekin Gurudev aapki jo us samay mein maine dekha ki aap bhumi par latera ho gaya ki main Gurudev ko is avastha mein dekha to meri ankhen kyon nahi phut gayi jo mere Gurudev is avastha mein aap bhumi par lete hue the aaj nahi to aap agar hit dham mein dekhte to bhumi par hi to lete rahte the ham bhumi mein hi chayan karte
the ab wo to sharir rog ke karan ham thoda suvida sweekar kiye nahi to ham jamin mein hi sote the sidhe jamin mein hamara sa jo hai bhumi tha bhumi shayan sudha nidhi ka sanskrit mein path ashudh ho pa raha hai Hindi mein Hindi mein karo Hindi mein shri ji Hindi bhasha bhi jante hain na uska arth arth Hindi to padh lenge na Hindi mein karo aur naam jap karo aur dekho Ram ji Siya ji hanuman ji surya bhagwan ya koi bhi jitne bhi bhagwat swaroop hain ye sab ate hain bhakton ke bhavna mein ham sabko pranam karte hain lekin hamari priyata jahan ham jana hai wahan honi chahiye sabko pranam sabka aadar sabka namaskaar to ham wahi paunchenge aisa thodi ki Siyaram ji hamare dhyan mein aa jae to hamen ab nikunj nahi milega aisa nahi hai wahi hai radheshyam wahi hai Siyaram koi antar nahi par hamari ruchi badhni chahiye apne lakshya ki taraf bahut ab dekho shanti hai ki nahi shanti mili ki nahi aur dusri baat ye samjh lo vishv mein kahin bhi aparadh ho jae yadi sant aur Sadgurudev kah de jao koi aparadh nahi to phir ye
Shastri baat kah raha hoon ye koi matlab manmani nahi kah raha hoon phir nishcint ho jana chahiye to aap nishcint ho ja theek hai ji Gurudev aur ek tha ki abhi jaise yah Diwali aa rahi hai to main ekdam matlab shri ji aur aapke bal se itna akta ho chuka hoon ki mujhe ab kuch matlab dikhlai nahi par raha main is bar bhi socha tha ki Diwali mein ye Ganesh lakshmi ke pujan ke jagah par inki jugal sarkar ki chavi ko hi viraj ha wahi to apne log bhi karte hain wahi apne log sab jitna apna par apni ki asakti nahi ho pati usko dar lagta hai ki pehle se y sthiti kharab hai to kahin aur lakshmi ji naraz ho gayi to kar lo lakshmi ji ki puja sthiti bana lo haile dekho do baten hain aapka jo adesh hoga main wo dekho hamare adesh ki baat pocho to hamari shri ji hi lakshmi ji hai hamari shri ji sab kuch hai aur jab shri ji ka dham hai tom shri anant koti brahmand ka ishwar jinke charnon mein mavar lagane ki prarthna kar raha hai un shri ji ki agar aradhna karenge to sthiti gadbad ho jaegi lakshmi ki
lakshmi hamari shri ji hai aap chinta mat karo apne anannya hota mein jahan tak himmat padti jae waise anannya hote chale jao phir wahi sab kuch hai wahi sab kuch
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
- jiska lakshya bhagwat prapti hota hai uske kya lakshan hote hain? — ras shekhri sharan ji Vrindavan se maharaj ji jiska dridh lakshya bhagwat prapti ho gaya hai us sadhak ke kya lakshan hai narayan hari bhajan mein pancho na suhat vishay bhog nidra hansi jagat prit bahu baat ye…
- ekantik vartalaap evam darshan #1398 — ajay Mishra ji Pune maharashtra se Radhe-Radhe Radhe-Radhe maharaj ji Gurudev main sabhi devtaon ki puja karta hoon parantu meri shri Ram ji mein shraddha hai. Main shri Ram ji ke prati eknishtha…
- pujya maharaj ji ne bhagwat gita padhne ke liye kya updesh diye? — punit ji, karauli Rajasthan se. Radhe-Radhe maharaj ji, aapke charnon mein koti-koti naman. Maharaj ji, main apni manodsha, adhyatmik vikas tatha mansik shanti ke liye ah Shri madbhagwat gita ko padhna…
- mujhe har kisi mein bhagwan dikhte hain bahut dar lagta hai, kya karun? — Radhe-Radhe maharaj ji aapke charnon mein koti-koti dandvat pranam. Bhagwan mujhe yah janna hai ki mujhe har kisi mein bhagwan swaroop dikhayee deta hai. Aap mein bhi bhagwan nazar ate hain. Chinti mein bhi har jagah…
- ekantik vartalaap evam darshan #1397 — vijay kumar ji Rajasthan se Radha shri Harivansh shri Harivansh maharaj ji maharaj ji aapke bal se dincharya nit nirantar achhche se chal rahi hai wo shri ji saath hone ka samay-samay par anubhav bhi karati hain…