24 ghante mein bas yah kar liye to sab badal jaega
shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.
pura pravachan
sakshi ji haridvar Radhe Radhe ji maharaj ji aapke charnon mein koti koti pranam maharaj ji aap kahte hain ki jo bhi karya karen abhyaas purv rahe chahe padhai karen ya vyapar karen Gurudev kabhi-kabhi abhyaas rat rahne ke liye satsang ka samay nikal jaata hai Gurudev margdarshan karen ki us samay kisko manta de karm ko ya satsang ya naam jap ko nahi jaise aap padhai padh rahe ho to us samay aapko puri ekagrata padhai pe deni hai kyonki wo bhi bhagwan ki ek puja hai jaise ham bhagwan ki puja karte hain
na alag-alag bhagwan ko bhog lagate hain bhagwan ki aarti karte hain toy puja hai na alag-alag aise vidya adhyan apna kartavya hai to us samay ham jab vidya adhyan karne ja rahe to bhagwan ko namaskaar karke puri ekagrata agar ham puri ekagrata nahi denge usmen ham asfal ho jaenge hamari puja aphal mani jaegi ham jis department mein jo karya kar rahe ho puri ekagrata se imandari se karen beech-beech mein bhagwan ka smaran karte hain jaise ham pach 10 minute mein ek bar bolie Radha ab kya kalam ki Radha
aur do ghante char ghante aath ghante jo bhi karya kiya ya padhai ki baad mein bhagwan ke charnon mein wah karm arpit kar diya use karm samarpan yog kahte hain he prabhu chha ghante se yah jo ham padhai karm kar rahe the ismen jo bhi truti hui ho aur aapka jo bhi vismaran hua ho wah sab samay aapke charnon mein sam aapki adhyatmik unnati pakka aap adhyatmik yatra kar kar rahe hain jab yuddh adhyatma ho sakta hai to aur kya bakaya rahe yuddh mein to gala katna hai na bhagwan kahe ma manush mar yuddh cha mera smaran
karte hue yuddh kar to apne log bilkul matlab do department kar liye ek bhagwan ka department aur ek sansaar ka department isliye ham pareshaan ho jaate hain agar ham bhagwan aur sansaar ko ek kar le to samasya na rah jae aur ek hi hai dusra koi hai nahi usi ka khel hai aur sabki jimmedari hai apne apne kartavya ka palan koi kisi ki bahan hai koi kisi ki beti hai koi kisi ki patni hai koi kisi ki maa hai sabka alag-alag kartavya hai aur ek hi sharir se kai kartavyon ka palan karna hai in kartavyon ka theek-theek palan kar lene ka matlab hai bhagwan ki aradhna dusre se sukh na chahte hue ham apne kartavya ka dusre ke prati palan karen yah bhagwan ki aradhna ho jaegi aap har samay prasann rahenge yadi bhagwat aradhna mein rahenge bhagwat aradhna ka matlab keval mala cha na hi nahi hai apne kartavya ka sangopang palan karna hai Gurudev jaise maine abhi seee ki padhai puri kari ab main vyapar shuru kar rahi hoon to uski wajah sese aapne kaha abhyaas rat raho to raat tak let tak kam karna parta hai
apna sab kuch aur aisa lagta hai aapse ham tab milte hain jab ham satsang sunte hain matlab aisa lagta hai ham aapse us din nikatta lagti hai jab hamne satsang suna to hamne bhagwat sunne ka niyam shuru kara par tab kam lagta hai aur abhi kar nahi hamen ye bataiye 24 ghante mein aap kitne ghante kam kar sakte hain jo bilkul tanmayata purvak kar sakte hain Gurudev 10 12 ghante 12 ghante 30 minute satsang sun lijiye 30 12 ghante agar ham kam kar rahe hain aur 30 minute ham satsang ke liye nikal lete hain to kya hamara ghata ho jaega chha ghante aa ghante san ke liye hote hain 12 ghante kam ke liye hote hain to aapke paas kitne samay bacha man lo chha aath ghante aap so le grahasti mein sansaar mein waise to to teen char ghante ka adesh karte hain sadhak ke liye lekin grahasti mein man lo ham sa ghante aa ghante man lo aap 12 ghante kam karte hain to 12 psa aa kitne hue 20 abhi to char ghante bache na to jo samay aap manoranjan mein aur vyarth mein dete hain wo samay hamen de dijiye aap mahatma ban jaenge aap is prashn hamare prashn ka uttar dijiye
ki aap 12 ghante kam kijiye aur wo 12 ghante thakur ji ko samarpit karne ke liye ek minute lagta hai theek hai iske baad aap aath ghante soie aur aa ghante sone ko bhagwan ko samarpit kar dijiye 20 ghante aapke ismen gaye ab char ghante bache hain char ghante mein aap kya karenge jo aap kahenge char ghante bhajan kar le to mahatma ho ja ham yah kahte hain jo aap vyarth samay dete hain us samay ko bhagwan mein laga dijiye aap jaise y pesh kar sakte hain ki hamare paas samay nahi satsang sunne ka ya naam jap karne ka to ham uska vibhajan karke batte hain ab bache char ghante to char ghante mein do teen bar bhojan ke do teen bar bhojan ke dedh ghante ham chhote hain aram se bhojan pa lijiye aur beech-beech mein Radha Radha bhojan mein to kah hi sakte hain bhagwan ko arpit karke bhojan pa lijiye ab aapke paas kitna samay bacha dhai ghante dhai ghante aap usmen ek ghanta satsang sun lijiye aur dedh ghanta naam jap kar lijiye i ghante aap hamen de dijiye phir dekh lijiye dhai ghante aap samay nikal kar de dijiye agar hamen va aap adhyatma ke achhche sadhak na ban jae
to aap hamen batana par galat mat karna vyabhichar mat karna vyasan mat karna gandi baten na dekhna na sunna phir aap dekh lo kitne achhche ban jaoge aap agar aap gandi baat beech mein karte rahoge to phir aapko lagega ki main jo kar raha hoon uska kuch anubhav nahi ho raha hai kyonki ghade mein agar ek bhi chhed kar do to dhire-dhire pani usse nikalta jae to aise hi agar hamare dosh hain galat dharma aacharan virudh adrma aacharan to phir aapko anand nahi milega ham pehle kah rahe hain adrma aacharan ka jab tak nash nahi hoga
tab tak bhagwata and ka spharan nahi hota to isliye hamen sahyog karo ki aap jaise boyfriend girlfriend ye gandi baten jo bharat mein aa gayi hai aap log use sweekar na karen aap log dharm purvak chale aap jab ek dusre ko mitra banae to mata-pita ki anumati se shastr sanyam purvak pani grahan karke grahasti mein jaiye phir pyar se rahie koi pareshani nahi yah gandi baten hamare dharm ke virudh hai aur isse aapka jeevan aur paramarth donon nasht hota hai
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
- jiska lakshya bhagwat prapti hota hai uske kya lakshan hote hain? — ras shekhri sharan ji Vrindavan se maharaj ji jiska dridh lakshya bhagwat prapti ho gaya hai us sadhak ke kya lakshan hai narayan hari bhajan mein pancho na suhat vishay bhog nidra hansi jagat prit bahu baat ye…
- ekantik vartalaap evam darshan #1398 — ajay Mishra ji Pune maharashtra se Radhe-Radhe Radhe-Radhe maharaj ji Gurudev main sabhi devtaon ki puja karta hoon parantu meri shri Ram ji mein shraddha hai. Main shri Ram ji ke prati eknishtha…
- pujya maharaj ji ne bhagwat gita padhne ke liye kya updesh diye? — punit ji, karauli Rajasthan se. Radhe-Radhe maharaj ji, aapke charnon mein koti-koti naman. Maharaj ji, main apni manodsha, adhyatmik vikas tatha mansik shanti ke liye ah Shri madbhagwat gita ko padhna…
- mujhe har kisi mein bhagwan dikhte hain bahut dar lagta hai, kya karun? — Radhe-Radhe maharaj ji aapke charnon mein koti-koti dandvat pranam. Bhagwan mujhe yah janna hai ki mujhe har kisi mein bhagwan swaroop dikhayee deta hai. Aap mein bhi bhagwan nazar ate hain. Chinti mein bhi har jagah…
- ekantik vartalaap evam darshan #1397 — vijay kumar ji Rajasthan se Radha shri Harivansh shri Harivansh maharaj ji maharaj ji aapke bal se dincharya nit nirantar achhche se chal rahi hai wo shri ji saath hone ka samay-samay par anubhav bhi karati hain…