ekantik vartalaap evam darshan #725 · 11 november 2024
shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.
pura pravachan
gaurav tanwar ji Gurudev jeevan ko khushhal kaise banaya ja sakta ha bachchha manushya jeevan to khushi mein hi dubne ke liye mila hai par jab tak ham shastr virudh aacharan karenge tab tak bhay chinta shok vishad udagta yah bani rahegi aap andar dekho galti karoge na chahe jitna gupt karo wah galti re upar savar ho jaegi tumhen bh bheet karegi tumhen chinta mein daalegi tumhen shok mein samasya mein dal degi khushhal jeevan goswami tulsidas ji kah rahe hain tab lagi kushal na jeev kah sapnehu man vishram jab lagi bhaj naram
kahu shok dham taj kam jab tak jeev kam aadi gandi cheshta en inko chhodkar bhagwan ka naam jap nahi karta tab tak us swapna mein bhi kabhi shanti aur vishram nahi prapt kar sakta hamare y heet dhra das ji bade mahapurush hue wo kah rahe jo chahat hai nitya sukh wahi khushal rahna nitya sukh aru man ko vishram hit dhruv hit so bhajte raho pal pal shyama Shyam yadi nitya sukh chahte ho khushal hona chahte ho to ek ek kshan shyama Shyam shyama Shyam Radha Radha Radha param khushhal ho jaoge kaisi bhi vipatti ho aap khushhal rahoge jaise bhari kasht ka sanyog hai kidney phayl khushhal hai ham dukhi nazar ate hain kya khushhal kyon k bhagwan se jude khushhal tabhi rah sakte ho jab bhagwan ka bhajan karoge bhagwan ke ashrit rahoge gandi baat nahi karoge aandit hone ke liye jawan ka pakka man ka pakka aur langot ka pakka dehati bhasha mein ham aapko bata rahe narseeh mehta ji kah rahe hain kaachh vaach man nishchal rakhe dhan dhan janani teri re jo grahasti hai apni patni ke siva kisi ke or gandi drishti se nahi dekhta man ko sadaiv
pavitra rakhta hai bhagwan ke naam mein sharir se pavitra aacharan karta hai apne aap khushhal rahoge aur jara sa paap ho jae to abhi hriday mein jalan hone lagegi kuch nahi hai koi nahi janta par hamara dimaag hamko girae hamko dabae hamko niruttara tha wo itna bhayabhit tha ki patta khur ke to ekdam hamko bhai yahan kaun jangal hai tapasvi hon ka sthal hai ganga kinara paap karm dur se dekhne se accha lagta hai ki badhiya gaadi hai badhiya bandook tange hain badhiya lekin unke andar jo chal raha hai ek garib aadmi dharm se chalta hai uske andar shanti hai sukh hai thoda soch dhan ka bhale ho jae parivaar ke liye lekin wo chain se so jaega namak roti se pet bharega wo shant rahega aur jo papa charan karta hai aap aap to nahi jante ho kyonki aap jaise koi bada aadmi dikhayee de to aapko lagega bahut sukhi hai lekin jab ham logon se milta hai na tab lagta hai inki kitni durdasha hai log samjhte hain 10 gaadi piche chalti hai itna badhiya kapda sab bade aadmi hai tab lagi kushal la jeev ka sapne ho man vishram swapna mein bhi use shanti
nahi mil sakti isliye khushhal jeevan dharmam jeevan bhagwan ka naam jap karte hue achhche aa charan karo aur dekh lo khushhal rahoge mast rahoge aap vichar karke dekho na dekho khushhal vastuon se nahi hua jaata khushhal dimaag se hua jaata hai agar hamara dimaag positive ho jae to ek baniyan mein bhi aap khush rahoge aur negative ho jae to bahut bade-bade company ke kapde bhi ave na to bhi pahan ke chaloge aapko aapse badhkar dikhayee dega tab lagega mera kya hai to jalo ga aur jab aap positive hai na to ki bhagwan hamko kam se kam sharir to svasth diye hamen bhagwan ne svasth banaya kitni kripa wo positive chintan karta hai jisko khushhal rahna na uska positive chintan hona aniwarya hai aur bina nishpap hue positive chintan nahi hota chintan sadaiv negative bhagta hai kyonki usko dand milna hai na yahi chintan jab negative zyada ho jaata hai to depression mein chala jaata hai be matlab bavat rahta hai aadmi be matlab usko ek hi baat suhai deti hai matlab kahin mujhe ko hamne dekha na hamare paas to sab tarah ke log ate hain to ek the
wo bas yahi kahte the ek taraf khud marne ke liye tayyar aur depression ki dawai 101 hazar ki chal rahi kya hai chintan bigad gaya na ab usi chintan mein Radha Radha Radha Radha aur yar hamen koi mar nahi to bhagwan hai na mere bhagwan positive hai na ki yar ek din to marna hi hai aur jis din marna hai us din koi bacha nahi sakta aaj se ham kyon uske liye pareshaan ho ham dharm se chale ham naam jap karen ham khush rahe sabse badhiya baat hai prasann rahna khush rahna yah positive se hoga aapka chintan sakratmak hona chahiye aur iske liye aap mein power chahiye va hai naam Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha bada anand rahega jap ke dekho par aaj hi nahi mil jaega anand samay lagega jaise-jaise aapki malin hota hategi waise-waise khush hone lagoge swabhavic khushi hai itne bade bhagwan hamare hain kitni khushi ki baat agar koi abhi mantri ya koi aise aapse hath mila le aur kah de chinta mat karna main hoon jab kabhi zaroorat aur kabhi phone na uthave kabhi na mile phir bhi aapki chati chaudi ho jaegi aur bhagwan kah rahe yogkshem haam ham
tum keval anannya chint to mam tum mera chintan karo pura theka main leta hoon hamen vishwas nahi hota bhagwan ki baat par vishwas nahi hota tumse sachchi kah rahe hain ek ek kshan bhagwan tumhen dekh rahe hain dekh rahe hain tumhen aur ek ek baat tumhari sun rahe hain par jab tak tum sahi aacharan nahi karoge tab tak tum nahi jaan paoge ki bhagwan tumhen dekh rahe hain aur bhagwan tumhari sun rahe hain jaise ek bhi aisi baat nahi jiska uttar na milta ho ek bhi aisi baat jaise koi bhi baat kisi bhi tarah ki laukik parloulik samasya jara sa aur andar rekha ai samne parinaam uska turant lagta bhagwan ne meri sun li meri baat pahunch gayi bhagwan tak kyon kyonki bhagwan ke siva hamara koi hai nahi bhagwan hi hamare jeevan bhagwan hi hamare pran to aapke bhi to jeevan bhagwan hai par aapne apne jeevan ko maya mein de diya isliye aap bhagwan ki baat nahi sun pa rahe yah nahi samjh pa rahe ki bhagwan mujhe dekh ye sachchi batae itna anand hai ki ab jaise aapko gulab jamun pawa poohe bologe mitha kaisa mitha hai bole bahut
mitha phir iske baad kya bol paoge nahi yahi kahoge maharaj kha ke dekh lo age wali baat le aise hi bhagwan kitna pyar karte hain ham tumhen hriday se kah rahe hain ki agar hamko wo baat na to ham mike se kah dete dekho bhai agar anubhav bhagwan na karate na to mike se kah dete lekin jab andar se bhagwan tabhi laga ki vastvik sukh aise dukh mein anand rahta hai har samay kyonki bhagwan se chitt juda hai na ek dar hota hai marne ka aur wah dar khatm ho gaya kyonki hamko unhin ke paas jala hai jinka jeevan
bhar yad karte rahe chintan karte rahe isliye khush hai sabse bada bhay mrityu ka wah bhi khatm ho jaata hai jab ham bhagwan ka bhajan karte hain khushhal jeevan jeena hai to bhagwan ke bhrose ho jao par pariksha hogi pariksha hogi aisi paristhiti mein bhi kabhi man ne yah nahi kaha ki chalo ghar chalte hain bhari se bhari kasht lekin bhagwan ke marg mein chalna to aaj bhagwan dekh rahe ho na laukik aur parloulik donon khushiyan charnon mein lutte hain parlok ka to koi sanshay nahi raha aur lok mein aap dekh dekho aaj hamari kya dasha hoti na ladka na bachchha na rishta na nata kisi se koi matlab nahi bachpan se to aaj ye sab paida hue kahin aur aur sab prannon se bhi adhik pyar karte hain khushhal jo khushi shabd hai jo prasannata shabd hai wah keval bhagwan se brahm bhuta prasann atma na sochta na ka aap sachchi samjh lo pariksha mein keval pakke hona chahiye ki aapki pariksha hogi ki sacha pyar bhagwan se karte ho aur jahan aisa ho gaya to bhagwan ki Priya hai maya lakshmi ji kaun hai bhagwan ki Priya hai na haan wo phir mata ki tarah
dular karti mata ki tarah dular karti isliye bahut bhagwan ka aashray lo paap na karo to khush rahoge prasann rahoge aur age se age bhagwan vyvastha karte rahenge bhagwan hi vyvastha karte puri srishti to bhagwan ne rachi hai na ham accha ye batao tumhara sharir kisne racha hai bhagwan ne to racha na tum thodi isko banaya hai to usi bhagwan ke ashrit ho jao badhiya anand rahega har samay khush rahoge aur wo har baat sambhal dete hain suda ma ji ko kai kai din bhojan nahi milta tha aur Sudama Puri bana diya jaise
Dwarika Puri thala aise Sudama puri thi bhagwan sab kuch karne mein samarth hai unke ek chhote se sevak hai kuber chhote se sevak aise anant brahmand mein kitne wah bhagwan keval aapse kuch nahi chahte kyonki sab kuch bhagwan ne diya hai aapka pyar chahte hain bhagwan kahte na bhav ka bhukha hoon main aur bhav hi ek hai bhav se mujhko bhaje to bhav se beda par hai ham bhav karen bhagwan par apnapan kar le bhagwan to ham sadaiv khush rahenge Usha ji Kanpur se Radhe Radhe maharaj ji maharaj ji main naam jap karti hoon to kaise pata chalega ki mere paap kat rahe hain jab hriday mein koi chinta na rah jae koi shok nahi koi santap nahi koi udwigna nahi ankhon se aansu hai mukh mein naam hai hriday mein bhagwan ka dhyan hai us samay jaan lena aap nishpap ho gaye hain jis samay hriday mein bhagwan ka dhyan ho ankhen asu se bhari ho sharir mein romach hai sa tarteel kaan tarti va swayam tar jaata hai swayam tar jaata hai loko ko tar deta hai mam bhakti yukt nam Puna to jab aisi pulkit avastha hoti hai to usse lok ka lok pavan karne ki
samarth jae tab jana jae ki nishpap ja samne bhagwan ki chavi hai romach ho raha hai ashu prava gadgad sur Naina sajal dampati ras rahe bheen i gati vrinda vipin mein phire prem tan leen tab nishpap hota hai nishpap hone ke to aur bhi sadhan hai lekin paap pravriti bani rahti hai to jaise hathi ka snaan hua phir wo surna se mitti dal liya to snaan ka phal kya hua tirth atan aadi karke paap nasht kiye aur phir paap kar liye to fayda kya hua bhajan se paap pravriti nash hoti hai naam jap karne se anarth ka nash hota hai aur anarth karane wali jo mul pravriti hai uska bhi nash ho jaata hai jab hriday shuddh ho jaata hai to phir rup chhake ghumat rahe tan ko tanik na bhan narayan drig jal bahe yah prem pehchan hamari bhakti jab rang laegi to sab paap sab nasht ho jaenge paap sa sab hriday anand mein bhar jaega tab samjhna chahiye ab main nishpap ho gaya hoon rajkumar ji phatehpur Radhe Radhe Baba Radhe Radhe maharaj ji maharaj ji alag-alag bhagwan ki puja karne se bhagwan ki prapti hogi ya nahi puja to bhagwan ki ho
rahi 10 jagah karo ya ek jagah karo ya 100 haj jagah jake karo tatv to wahi hai bhagwan to wahi hai na to dekh raha hai 10 rupon mein puja ho rahi hai y sab rupon mein bhagwan aae tab jo durga devi bhagwan shiv ya jo rup man ke pujo ya in rupon ko man ke pujo jab ham mati ki ya pashan ki ya ashtadhatu ki ya kashtha ki murti bankar usmen bhagwan ki prapti kar lete hain to phir in rupon mein bhagwan to hai chal phir rahe hain to ham kahin bhi pujan karen wo bhagwan mein hi pujan hota hai jaise ham kahin bhi hamara adhar prithvi hai aise sab rupon ka adhar bhagwan hai bhai samjh pa rahe baat goswami tulsidas ji kah rahe seey Ram mein sab jag jani karo pranam jori jug pani mere Siyaram sab rupon mein hai sabko pranam karta hoon to tum to aath da rupon ki baat kah rahe ho aath da bhagwan ki baat kah rahe ye sab bhagwan amit rupon mein bhagwan hai ham jahan bhi puja karenge bhagwan ke bhav se wahin bhagwan ki prapti ho jaegi namdev ji ko kutte mein bhagwan ka darshan hua bhut mein bhagwan ka darshan hua Eknath ji ne
gadhe mein bhagwan ko dekha charachar jagat bhagwan hai bas dekhne ki aankh honi chahiye kisi sooj wali aankh ne pehchan ki kan kan mein jhanki bhagwan ki agar ham bhagwan ki bhavna karke kisi kutte ko bhi roti khwa rahe to usse bhi bhagwan ki prapti ho jaegi bhagwan ke rup to bhagwan hai hi aur bhi jeev jantuon ke charachar rup mein bhagwan hai wo ek hai par anek rupon mein khel raha hai hamko yah dhyan rakhna hai wahi amba hai wahi pita hai dusra koi nahi wahi paramatma Jagdamba bana hua hai wahi paramatma shiv bana hua hai wahi Ram bana hua hai wahi Siya bana hua hai wahi stri bana hua hai wahi purush bana hua wahi jad bana hua hai wahi chaitanya bana hua hai nahi jad chetan jag jeev jat sakal Ram mein jaan sab bhagwan hi hai hamari bhavna pavitra honi chahiye bhavna pavitra nahi hai to bhagwan ki puja se aapko bhagwan ki maya mil sakti bhagwan nahi mil sakte bhavna pavitra hai to bhagwan milenge ab jaise koi hai lakho rupya ka chhattar chadhave ahankaar karke to bhagwan uske kai guna usko sampatti de denge lekin bhagwan nahi milenge
aur dainya hokar bajre ki roti ka bhog lagaya dhanda jaat le to bhagwan prakt hokar pale dainya hokar Sudama ke tandull bhagwan ne Sabri ke bher bhagwan paye ahankaar kar le to phir par bhagwan mein ki hui puja kabhi vyarth nahi jati chahe jis bhav se karo to agar maya chahiye to maya pati hai agar unki bhakti chahiye to phir dainya hokar bhagwan ki aradhna prem ek se hota hai hazaron se nahi hota jab prem hoga to phir ek mein aa jae jaise Ram Krishna Paramhans ji ka prem keval mata kali mein tha unhin mein
sabke darshan karte the goswami ji ka Siyaram mein tha gopi janon ka Shyam mein tha jit dekho tit Shyam mein to jab tak hamara prem nahi hota tab tak ye sadhna hai sadharan bhakti jab asdhran bhakti aayegi tab phir baat aa jaegi phir apne pritam ka jo rup chayan kiya hai usi rup ke alawa phir aur nahi pasand aayega samjh rahe ho akash ji buland shar Harivansh shri Harivansh maharaj ji maharaj ji jab se Vrindavan se transfer hua hai man hamesha khin sa rahta hai kisi se bhi baat karne ka man nahi karta college aur ghar donon jagah udasi si rahti hai aisa lagta hai bahut kuch sab kuch chhut sa gaya hai umar mein punah main phir se nai nokri ka tayyari kar raha hoon jisse mere ko punah Vrindavan ane ka ho maharaj ji maharaj ji kaise waise theek hai bhakti janit bhav badhiya hai lekin bhagwan ki srishti ke jo karya rupi puja hai ham kahte hain isse udasin nahi hona chahiye jahan rakho ta raho man sukhras hai main Vrindavan ka hoon Priyalal ka hoon agar wah hamen bheje hain kahin dur aur hamara kartavya hai pdhana to ham yahi bhagwan
ki puja samjhkar Vrindavan ko chintavlappu ho jaate hain aur sharir kahin bhi chhute Vrindavan hi milega mujhe lagta hai bhagwan ka smaran karte hue aap jo kartavya karm jahan kar rahe ho wahi karo to bahut accha rahega theek hai man lo aap Vrindavan ke liye kartavya karm chhod kar ke jaise aa rahe ho aur yahan aapko dosh darshan hone lage aparadh ban jae bhajan na hone lage to aapko lagega ki wah baat to nahi jo main sochta hoon to hamen lagta hai jaise prabhu ka vidhan ho waise rahne se zyada accha hai prabhu agyaa ja ka
jas ai sote bhati rahe sukh lai to aap aisa kar lo kabhi-kabhi jab chhuti mile Vrindavan aa jao aur nahi apne padhai rupi kartavya ko karo aur kabhi aisa sanyog ban jae ki aapka punah transfer idhar ho jae to wah saubhagya lijiye aur phir iske baad yah to kuch samay ki baat hai iske baad Vrindavan vas kijiye sab malwa arth vyvastha ho gayi kuch samay tak y seva ho gayi parivaar ke kartavyon ka palan karte hue phir akhiri mein vanvas karo bhajan karo karo lekin abhi kartavya ka palan karo theek hai kartavya chodna mujhe accha nahi lagta apne apne kartavya mein jo dridh hai yah bhagwan ki srishti seva hai agar isse bhaga jae to mujhe lagta hai bhagwan prasann nahi honge arjun ji kahte hain ham sanyaas lekar bhiksha ka ann mangkar bhagwan kahte nahi yuddh rupi kartavya karm aaya hai isko karo to hamen lagta hai apne kartavya ka palan karna bhagwan ko zyada priy hai to yahi bhagwan ki puja mani jae aur Vrindavan ka chintan karte raho aur kabhi-kabhi akar parikrama kiya darshan kiya yah labh le liya aur dimaag mein bhar liya
Vrindavan roz Vrindavan man se aao theek hai isse param labh prapt hoga phir age jaisa bhagwan prerit karen abhi hamen aisa prerit kar abhishek Agarwal ji gwalior shri Harivansh maharaj shri Harivansh maharaj ji maharaj ji aap kah rahe hain ki aapko ek aisa rog hai jismen din mein kai bar inko sach jana parta hai to maharaj ji inko bahut man hota hai ki seva karen shri ji ki mandir jae bat in karanon ki wajah se ye to jaise soch gaye na to agar itni savdhani rakh lo to badhiya kam ban jae utna hi kapda pahno bathroom mein to band darwaza hota hai kapde ki bhi zaroorat aajkal ataich bathroom paraya hone lage hain to kapda utar ke aise tang diya soch gaye hath dhoya sabun se phir raj se dhoya thoda pair dho liye ek dibba pani dal liye man lo gudad dwaar par gamachh se pooch liya kapde pahan liye ho gaye pavitra par itna thoda zaruri hai nahi to phir ye vaishnav seva bhagwat dham ki ye jaise darshan karne jana ye sab ye phir theek nahi rahega maharaj din mein kai bar jana parta hai par aise aapko do mahine sona to tab
se nahi kitni antray mein jana parta hai din mein pach se sat bar jana parta aisa pura 24 ghanta haan to mujhe lagta hai ki kam se kam do teen ghante ka samay to mil hi jaata hai haan to ek bar pavitra ho liye aur pavitra hokar darshan aad kar liye aur jab bar-bar aap jao to Vrindavan ki raj hai ye sabse param pavitra hai soch gaye hath dhoya aur raj liya aur aise kar liya kapda pahan liye par kapda utarna padega utar ke phir jae phir jae aur iske baad hath pa punah wahi kapde pahan sakte hain haan punah wahi kapde pahan raj le lo ra aise thoda aise katori pa rakh lo kahin aise raj liya aise laga liya kapda pahan le ho gaya param pavitra raj haise aapse jab do mahine se suna hai aapko shri ji ka naam to matlab unke naam se aisa lagta hai kuch pareshani nahi ki apne aap sab hota jaata hai chitt ko yadi prabhu se jod diya jae to har pareshani anand purvak saha ja sakta hai aur agar prabhu se na joda gaya to abhi ek kath mere paas vishv ke sab sukh hai par main khush kyon nahi hoon bahut kam ka prashn kiya bina shri Krishna
ke prasann nahi ra sakte brahm bhuta prasann atma sab kuch hai par shri Krishna tumhare jeevan mein nahi to kuch nahi hai aur kuch nahi hai aur shri Krishna tumhare jeevan mein sabse badi baat tumhare jeevan ki vachan naam jap karo koi purv praarabdh hai jo apne ko kasht de raha hai usko sahte raho aur do teen ghante ke liye jo pavitra ka avsar milta hai usmen darshan hai shastr swadhyay thakur seva kar li haan har paristhiti ko nirvah karna sikho ladna sikho una nahi ghabrana nahi mast raho pehle
to lagta tha sharir kaisa kharab sa hai par do mahine pehle hi ko suna matlab y se tab se pura shri ji mein mano ga to tab se lag theek hai hai to hai apan to karenge jitna shri ji ka Arvind gaur ji norwe sh hariv shri Harivansh Gurudev aapke charnon mein kot koti pranam ma ji inka prashn hai ki ek aise desh mein rahte hain jahan garmiyon ke dino mein june August mein jo teen mahine rahte hain usmen surya bhagwan 21 se 22 ghante uday rahta hai maharaj ji aur do se teen ghante hi raat hoti hai aisa ku hota hoga
nahi pahadon ka kram hai na haan jo usam maharaj ji kah rahe ki jaise brahm muhurt mein uthne ka to wahan ham kaisa vidhan banae ki hamari Shastri paddhti aur dekho chha ghanta so ke jab utho to use brahm muhurt man lo jab aap chha ghanta so chha sat ghante grihasth ko mehnat kar ne wale aadmi ko sona chahiye to jab aap utho bhor bhaya hamare liye ab aap apna kram dekh lo aur usi samay brahm muhurt wali apni seva shuru kar do kyonki donon ulta hai matlab garmiyon mein to 21 22 ghante dhoop hoti hai aur thandi mein jaise abhi november december hai to 21 22 ghante raat hoti hai nahi nahi aap chha ghante sahan vag ke baad brahm muhurt man lo dekho jis kshan ham bhagwan ka bhajan karte hain wahi kshan pavitra jis samay jis din jis mahine jis jeevan mein bhagwan ka sumiran hai wah sab pavitra hai param pavitra tithi param pavitra kshan param pavitra jeevan usi ka usi samay jo bhagwan se jud gaya samjh rahe na brahm muhurt har samay hamare liye kyonki ham brahm ka har muhurt mein chintan karte hain yahan jo ek paddhti bataai gayi hai
wah sadharan ki aap utho argh aadi do ham har samay usi brahm mein rahte isliye har muhurt brahm mein samarpit hamara har muhurt brahm mein hai to jab jago tab Govind ka smaran karo tab unke chintan mein ra jab sone ja rahe ho tab unke chintan mein sahan karo jab jago unke chintan mein jo samay mila usi ko brahm muhurt man kar ke aradhna mein shuru kar do theek hai hamko aradhna karni hai samay ki nahi paramatma ki har samay bhagwan ka smaran bhagwan ke smaran jaise tum bachchha hai na apvitra pavitra wa sarwa vastha to pawa yah smar pundri kaksham sava bhatra such apvitra ho ya pavitra jo kamal nayan bhagwan shri Krishna ka chintan karta hai usi samay pavitra ho jaata hai bahar aur bhitar donon jagah sava abhyantar such jab pandit jan karya karate na mangal to kahte le jal Om pavitra pavitro sarwa vasto pavaya smat pundreekaksha syaat jal chhidk le upar pavitra ho gaye to us ka arth ye hai apvitra pavitro wa apvitra ho ya pavitra ho sarwa vastha to piva kisi bhi sthiti mein ho jis samay kamal nain bhagwan ka
sumiran karte ho savaya abhyantar suchi wo bhitar aur bahar se param pavitra ho jaata hai ye to bah kuch seva ke liye niyam hai nahi to wo param pavitra hai jo har samay bhagwan ka chintan kar raha hai tirth kurwanti tirtha wo jahan charan rakh de tirth ban jaenge khub bhagwan ka naam smaran karo wahi samay sarthak hai jis samay bhagwan ki smriti chal rahi bhagwan ki leela katha sun rahe bhagwan ke premi sant janon ka sang kar rahe wahi samay sarthak hai kyonki wahan kram aisa nahi jaisa apne bharat mein hai to jab jago tabhi brahm muhurt man karke apne din chad kar maharaj ji ismen ek prashn tha maharaj ji maharaj ji jaise jo sadhna mein lagna chah rahe hain upasna mein bat raat ko jinki dyuteej hoti hain ya aise hote hain to wo bhi aisa man le ki jis samay ham jage to ham bhajan mein lage se koi char baje tak to mehnat karke aaya hai ab wo alasya mein hai to let jae bhagwan ka smaran karke aur char ghante so le iske baad jab uthe tab phir wahi prat kalin wale dincharya karen bhagwan ham sachchi aapse kahte hain in sab baton ka
mahatva hai bhagwan ki smriti se agar bhagwan ki smriti nahi hai to yah sab karmkand jitna bhi ke yah punya ban sakta hai bhagwat prapti nahi kara sakta to bhagwat prapt ke liye har samay bhagwat smriti mein akhand smriti mein rahna hai to ham har samay bhagwan ki aradhna mein rahe to yah sab baten khatm ho jaengi wo satsang mein aata hai na Gurudev to dosh ka dar lagta hai dekho satsang kya hota hai satsang hai medical store medical store hai yog saank gyan bhakti vairagya sab sab kuch usmen chal raha hai isiliye doctor se likha ke medical store se dawa lo to labh milega aur medical store se to phir pareshani aa jaegi nahi kyonki bhakti yog ka kabhi varnan ho raha hai kabhi saank yog ka varnan ho raha hai kabhi ashtang yog ka varnan ho raha hai kabhi karm yog ka varnan ho raha hai to aap sab sunkar pareshaan ho jao kyonki sab ek sadhak thodi dharan kar sakta hai aapko yah dhyan rakhna hai aap bhakti yog ke path ke pathik hai to jab satsang mein bhakti yog ki baat ave to samjho yah dawa hamari hai aur nahi aise pura medical
store hai bhagwan ki mahima sun liya chal diya samjh rahe ho nahi aise pareshaan ho jaoge kai pareshaan ho jae ab jab ashtang yog ka varnan hoga to Padmasan aur siddhasan mein sadhak ko itne minute baithna chahiye pranayam karna chahiye yah niyam wo wo becharey pareshaan hai ki subah mangala kare ki padmasan laga ke baithe thakur ji ki mangala karegi padwa to tumhen kaun kah raha hai tum bhakti yog ke ho to apne marg ko samjho wo to ashtang yog ka varnan ho raha hai aur kabhi saank yog ka varnan hote sthul sukshm karan sab maya krit hai tu sakshat brahm hai bole ham to bra ki aradhna das bhav se kar rahe hain to phir gadbad ho jaega ham satsang sune vivekavani hokar mere marg ki jab baat aayegi to use ham sweekar karte hain nahi bhagwan ki charcha hai ham sun lete hain samjh rahe ho ha jaise abhi karmabhumi ka bhi aaya tha ki bharat hi karmabhumi hai phir dar ki ham videsh mein kam kar rahe hain to phir ham hamare karm nahi sakal bhumi gopal ki aa mein atak kaha samjh rahe na ye sab bhagwan ki bhumi hai jahan ham
bhagwan ko pukarenge wahi bhagwan na aa jae aap jis desh mein rahte ho wahan se agar pukaroge to Vrindavan dur thodi tumhare tumhare samne Vrindavan dikhayee dega ye jad vastu thodi hai to chaitanya sacchidanand aur sacchidanand ghan sarvatra hota hai kahin se bhi uski yad karo waise hi aapko anubhav mein aayega theek hai wo to prasang vasa jise chal raha hai prasang to phir bharat bhumi ki to mahima hai bharat ke samanta thodi ho sakti jaha ganga yamuna Ram Krishna hari ka avatar aur bade-bade pavan mahatma jo siddh jeevan mukt Paramhans yah jeevan mukt kahin nahi milega bhagwat prapti kahin nahi swarg nark ye do ki charchaen hain yah bharat ka hi gyan hai agar kahin bahar prakashit hai bharat ka jeevan mukt hona jitendriy hona brahmcharya dharan karna pati vrat dharan yah sab bharatiya sanskriti hai yah anyatra nahi prapt hogi par ham Bharti hokar ke bahar kam kar rahe hain to apni bharatiya sanskriti ka palan karen to ham bharat mein hi aaenge bhagwan ki sharan mein jaenge theek hai abhishek ji aleegadh se shri
Harivansh maharaj ji aapke charnon mein koti koti pranam maharaj ji atyadhik samajik hone ke hani labh bhi hai maharaj ji matlab bahut zyada samajik yahan chale jao wahan chale jao aur samajik rishton ko nibhate nibhate to iske hani bhi hai aur bahut sare labh bhi hai labh to kuch nahi bhai prapanch hai labh to kuch nahi kiska prashn hai prapanch he prabhu labh to bhagwan ka vismaran ho gaya to labh kahan labh kaha Hanumant bipti prabhu soi jab tab sumiran bhajan na hoi hani Harivansh ke naam antar pare labh Harivan
su charat bani yadi ham bhagwan ki bhavna mein dube hain naam jap karte hue ham koi karya kar rahe hain to prapanch nahi wo aradhna hai aur bahut lo on se milna prapanch shabd hai bahut rupon mein bhagwan se ham milte hain bahut rupon mein bhagwan ki seva karte hain to sarthak hai bahut logon se milte hain bahut ham utsavon mein sammilit hote hain to phir sansaar kita aa jaegi wahi upasna ho jaegi wahi vasna ho jaegi upasna mein aa jao sab sahi ho jaega nahi naam jap karo aur sab mein bhagwan ki bhavna kar lo dikhayee to nahi de rahe par hai bijli to wahi hai he bhai ek light de rahe ek thandi ye hawa phenk rahe bijli ismen koi aur nahi hai heater mein garmi phenk rahe in yantron ke karan uska prabhav alag-alag hai lekin bijli ek hai power ek hai sab mein paramatma wahi hai satogun rajogun tamogun in teen ke prabhav se alag-alag khopdi rachi hai to koi raaksasi swabhav ka koi kru swabhav koi dayalu swabhav ka koi bhakt hai koi abh kta hai lekin power sam mein paramatma ek hi hai gyani wahi hai jo sab mein
paramatma ko dekhta hai agar ham paramatma dekhkar vihaar karen to bahut badhiya anand aa jae par usmen yah nahi ki ham uski puja karenge alag-alag puja hai agar aap adhikari pad par ho aur koi doshi hai koi dusht swaroop tov bhagwan ka bhav rakenge lekin danda chalenge bahut vistrit samjh kar nahi hai aisa nahi ki koi aparadh kar raha hai ham he bhagwan aap aisa atank rup rakhoge to ham aapka vadh bhi kar denge par ho ga bhavna hamari bhagwan ki hogi to kah de jis par bhagwan ki bhavna uska vadh kaise kar sakte ho to Bhishma pitamah ji vipaksh mein hai aur samne shri Krishna arjun ke saath hai jitne baan arjun ke marte hain utne shri Krishna ke marte hain aur maha bhagwat shri Krishna ke param bhakt Bhishma pitamah ji hai na yahan to bhavna karne wa to samne khade hain aur baan tan ke to jab hamko aap role doge to ham apne role mein kami nahi karenge to aapka ek swang hai samaj mein jana jo bhi karya ho use aap Bhagvati bana lijiye to wah aapka bandhan karak nahi rahega aise to bandhan karak hai prabhu phir to prapanch hai phir
to bahut phasavo hogi kahin aa ham mein thes lagegi bahut prapanch hai isliye naam jap karo aur bhagwat bhav se apni seva karo balraj ji mumbai se Radhe Radhe mar ji inka kahna hai ki bahut logon ne apni maa nahi dekhi hogi kisi ne pita nahi dekhe honge kisi ne donon nahi dekhe honge bat maine sapne mein bhi kabhi apni maa ka mukh nahi dekha ki kaisi ho thi wo ba kah ra isliye main bhagwan se bahut naraz hoon aur main puja path bhi nahi karta phir isiliye to matlab aur ham to janbujh ke mata-pita ke muhn ko chhoda to apne bhagwan mein maa bhi dekha aur pita bhi dekha aur dost bhi dekha aur rishtedar bhi dekha aur param dhan bhi dekha twamev mata cha pita twamev twamev bandhu cha sakha twamev twamev vidya dravinam twamev twamev sarvam mam de sabki mata prabhu hai sabke pita prabhu bachchha prabhu se naraz hone se kya hoga accha jaise akash se naraz ho jao to kya karoge aap batao kya karoge akash se aap naraz ho jao bhagwan ka ek racha hua hai na ab aap kya kar loge akash ka dhul maro it maro kuch kar
akash ka kuch kar paoge to aise akash to ek ansh mein paramatma se prakashit hai wo anant mahima shali hai dekho hamara praarabdh tha ki hamari maa hamko janm dekar antar dhyan ho gayi ab ham sab matao mein maa nahi dekh sakte yah wahi to Jagdamba maa hai na hamari maa inheen kisi kinhin rupon mein hogi jaise hamari maa thi va ye maa hi hai ham bhagwan ki srishti mein apni maa ko dekhen apne prabhu ko jab ham pyar karenge aur agar aaj bhi kaho naam jap karo aur prabhu se kaho maine dekha nahi apni maa ko main dekhna chahta hoon to wahi rup rakh ke aa jaenge kyonki wahi the bachchha maa koi aur thodi thi wahi to the dekho ye sharir panch bhautik hai lekin ismen jo power hai wah paramatma hai ismen jo bijli hai na wah paramatma jaise aap ho bachchha to aapka sharir to yah hai aap apne ko jante ho bachchha nahi jante apne ko nahi jante apne sharir ko jante ho guru ji maine likha tha ek chhota sa line ji ki tu kahan hai tujhe dhundhu main roz darabdar ek jagah bata jahan teri ek tasweer mil jae ab jo hua so hua
sun meri phariyad mere ishwar le le jaan taki meri rooh meri maa ki rooh se mil lekin agar jaan dene wali baat hai to hamari aaj se baat pakdo Radha Radha Radha Radha jaban se na chhutne pave agar maa samne na aa jae to mujhe batana wahi maa hai wahi samne aayegi to maa kaun hai bhagwan hai haan to ham agar bhagwan ka naam jap karen aur prarthna karen to jo rup chahe wo dekh le jo rup kyonki wo rup keval bhagwan ke paas hai tumhari maa ko keval bhagwan jante hain aur bhagwan rup har rup dharan kar sakte sarwar pa vishwar pa bhagwan hai to bachchha agar vastvik tumhen maa ka darshan karna hai to ham tumhari maa ka prichay bata rahe Jagdamba amba wahi vivid rupon mein aati hai khub naam jap kar prarthna kar aur agar samne na aa jae to kahna dekho bhajan mein bachchha bahut bal hai bade-bade acharyon ke darshan aaj ki matlab 30 35 varsh pehle ganga kinare guru nanak sahab ke darshan bade-bade mahapurush tumko kaise bata sab gupt baten hriday ki hoti kya dekhna chahte ho jab bhagwan ko dekhne ki lagan lag jaegi na
sab kuch dekhne mein aa jaega kya dekhna chahte ho devesh narad bade-bade mahatma jo hai wah sab milte hain ekant mein darshan dete hain bhakton ko aap la samajhla ki ha jo rup chaho rup naam jap karo dekho aise kuch fark nahi parta us tatv ko usko fark tab parta hai jab raat din bhajan karke usko vivas kar do us avyakt paramatma ko vivas kar do prakt ho jae dekho gopi jan ro ro karke pukar rahe hain to bhagwan usi samay prakt hue rudu su shram rajan Krishna darshan lalsa Kabir das ji kahte hain bin roye kin paiya prem pyara ekant mein baithkar ro he bhagwan to maa pita aapko sachchi kah rahe sabke bhagwan hi hai jaan nahi pa rahe ham janne agar maa ko aap bhagwan rup mein dekho pita ko bhagwan rup ruu mein dekho to wahi bhagwan ka sakshatkar karva denge vitthal bhagwan jo hai aaj wo mata-pita ki seva ka swaroop prakashit karne ke liye aise aaj bhi khade pundar ji apne mata-pita ko bhagwan man kar ke seva to ham bhagwan ko mata-pita man le to jo chahe wo darshan kar sakte hain theek hai bachchha ha khub
naam jap karo nirash mat ho yah sab amma hi hai ham jab aise dekhte hain to inheen mein sab amma dikhayee deti ma isi mein vishwas nahi ho pata kai log aise hain aapke paas ane se pehle kafi bar aapko dekha bahut accha laga bahut logon ne samjhaya ki yahan ja koshish kar kafi din se pareshaan hone ke baad aap tak pahuncha aur aaj vishwas hua ab pareshaan mat ho dekho hamko apna dost man lo hamari baat man lo theek hai aur prasann man se raho naam jap karo tumhare upar maa ka bahut chhattar chhaya hai maa keval wo stri nahi hai wo Jagdamba bhi hai wahi hai ya devi sarwabhuteshu matri rupen sansthita buddhi rupen sansthita kitne rup unke haan charachar mein wahi amma hai amma ke siva koi nahi bappa bhagwan shiv aur amma Jagdamba uli se sab hai mast raho ekdam aur tum dekhna chahte ho naam jap karo Radha Radha jo dekhna chahoge wo sab sab kalyan lam jap karo par tumhen ham dhanyavaad dete hain ki apni maa se itna pyar kar wala koi aap jaise jawan balak aaj to tiraskaar karte hain mata-pita ka bachchhe aapse seekh
leni chahiye ki maa ka tumne dekha nahi to tum tadap rahe ho aur jinke hain wah tadpa rahe va ta pa khanpan vyvastha liye bahut dhanyavaad aur age badho paramarth ke pathik bano are ji aap Baba hai 88 sal umr hai aapki 14 varsho mein hath se Ram Ram karke ramayan ka pura likha hai maharaj ji aapne char khand accha la kand aur inki itni bhavna hai ki jo riphal se likha hai na wo bhi riphal sambhal ke rakh taki wo bhagwan ka naam likha hai to main usko kaise bhen sakta jaise ye balkand haa shad accha puri chhote chhote akshar mein Ram Ram Ram dhanya dhan bahut bahut are vah bahut sundar accha har akshar par naam likha hai Ram Ram Ram Ram lekin bahut badi ekagrata aur bahut sumta matlab maj 14 sal lag gaye aur badi kleriti bhi hai bahut aapka ek bhav tha ki jaise char panch kand hay sundar kand pura to maharaj ji kah rahe the ki ye sampatti hai ek matlab amulya sampatti hai jo aise hath se to iska sanrakshan ya iska suraksha ham to yahi chaenge ki agar aapke vansh mein putr parivaar ke jan ho aur wah isko simhasaan par
rakhkar aarti puja karen aur roz iski do char do char chaupai bhagwan ko roz padhta hoon usko puri hoti wapas chalu karta aap nahi aapka to ho hi raha hai aapke baad ki baat maharaj ji kah rahe iski raksha suraksha sanrakshan haan jo bhi aapke santan hai ji anukul hai inko path karenge maharaj ji ka kahna hai ki ghar ke simhasaan mein ek simhasaan bana ke wahan virajman karke roz iski aarti karen aapne aapke age wale aapne prashn tha na aapke jane ke baad yahi main chah raha bahut badi vastu bahut badi vastu ham aapka bahut aadar karte hain kyonki bahut sukshm vishay lao inko dupatta bahut sundar aur yah apne ghar mein hi virajman ghar mein virajman rakh ye sakshat mandir hai ismen bhagwan virajman hai ha isam bhagwan pej ki bada puri haan bahut sundar bahut sundar bahut sundar tanya ji gwalior se Radhe Radhe Radhe Radhe maharaj ji maharaj ji aaj khub naam hai dhan hai sare sukh hai par kathinaiyon ko par karte karte mujhe pata hi nahi chala ki main khud ko kho baithi main dikha to rahi hoon par main khush kyon nahi hoon
maharaj ji abhi pehle batch mein yahi baith ke ek vyakti ne pucha tha ki main khush hona chahta hoon main shant prasann hona chahta hoon aur wah jagat ke kisi bhi bhog mein nahi hai kisi bhi vastu mein nahi hai kisi bhi vyakti mein nahi hai ki amuk vyakti mil jae to main khush ho jaun asamabhav wah agar mil bhi jaata hai to uske baad phir dusri maang ho jaegi kuch din baad va hamare man ka ek swabhav hai navam navam man ki ek maang hai navam navam kuch bhi ho kuch din baad va usse hat jaata hai aur ek nai khoj karta hai jab tak use param nahi sukh mil jaega tab tak wah rukegaa nahi pakka samjh lo aap rok ke dikha do param sukh bhagwan ke naam mein bhagwan ke charnon mein hai phir hamne kelie ka chak sam maha bharath ji chakravarti samrat kahte hain jahan se surya uday hota jat hota hai ekatra sapt dap ma mandal ka samrat usne vichar kiya bharathri ji ne ki sukh kahan hai dima bahut bade vivan mahapurush the unhone khane mein bhi sukh ek sima tak hai rupya paisa khajana isliye priy kyonki isse bhog samgri milti hai paise ki matra
kya hai bhog samgri milti hai agar paise se bhog samgri nahi mile to ham kah rahe tumhare ko naam jo hai ek truck 000 aap kar diya jae 2000 ka note aapke kisi kam aayega kya aap bekar aag laga do 00 kyonki usse saman milti hai rupaye ka mahatva hai vastu vastu bhogne ke kam mein jo aati hai pahnna udna sab iske baad ek kam antarik sukh ki maang hoti kam isko bahut samjh ke dekhna keval antim sui jakar rukti kam mein sharir bhog spasht varnan hai sab sukh ek taraf aur man ki ek maang hoti sharir bhog wo bhi navam navam navam navam bharathri ji ne pure vishv mein ailan kar diya main use patrani banaunga jo mujhe pasand aa jae sab sundriyan desh abhi matlab sapt dweep mahi mandal matlab videsh sab to ek pingla naam ki sundari jiske age sab sundriyan phayl thi bharatri ji ko usne pasand kiya bharatri ji ne use pasand ab wo to koi sadharan purush to the nahi to unhone kaha kuch varsh mein raj ka bilkul nahi karunga vikramaditya unke bhai the bahut bade prasiddh chakravarti samrat wahi bane jake age
vikramaditya mahan balshali raja the unke chhote bhai the unko rajpad de diya aur kaha main keval dekhuga bhog mein hai kitna sukh vaigyanik drishti unki ab raat din achhche-achhche padaarth khana chakravarti samrat the pingla ke saath rahna pingla ne ek din khidki se jhaank ke dekha balshali ashv ki seva karane wala ashv pal va samjha raha tha apne sevkon ko aise rani ne dekha aur akarshit ho gayi aur huk gum kiya dasi ko apal se bolo amuk jagah mile to din mein maharaj san karte the to din mein jab sote hote ta va apal se milne lagi apal se uska shareerik sambandh ho gaya vikramaditya ne ko jab suchna mili to unhone kaha ki main maharaj se milna chahta hoon sevak se kaho bahut praveen thi pingla usko bhanak lag gayi dasi ke dwara ki vikramaditya aapki chal ko jaan gaya hai bharathri ji se unhone kaha ki aap apne bhai ko kya bahut accha samjhte ho mere upar va gandi nazar rakhta hai Priya charitram purushasya bhagyam devan ja naam kuta manushya jo kapt chhal karne wale swabhav wale hote unka alag ab
vikramaditya ne kaha main bhrata shri se milna chahta hoon aur usne pehle hi clear kar diya to vikramaditya ke paas krodhit ho ke unka main kabhi nahi samjhta tha tot aisi drishti to u kaha bhaiya ham jo baat batana chahe main samjh raha hoon ki tu yahi to kahna chahta na pingla galat hai to un kaha haan bhai galat hai hamare paas bole tum kitne sahi nikalo isko mantri se adesh kiya isko desh nikala de do bematlab ab vikramaditya ne mantriyon se kaha bhai is samay hamare uske shasan mein hai jeevan inka bahut khtre mein hai sambhalna rajya aur main amuk jagah jangal mein rehunnga jara bhi khatra ho to mujhe bata dena par bhai ki agyaa ka palan karne ke liye jo ashv pal tha wo maharaj ki nrityangna thi darbar mein usse uski mitrata thi ab wahan ek nagar mein brahmin garib tha usne tapasya ki dev Rajendra ko prasann karne ke liye dev Rajendra prasann hue aur ek phal de diya kaha isko khaoge to amar ho jaoge aur antardhyan ho gaye usne kaha main garib aadmi dhan chahta tha amar hok kya karunga tab
vichar aaya ki dharma tmaa chakravarti samrat maharaj bharathri ko de to wah hamen dhan de denge aisa hi kiya maharaj ki jai jaykar ho aaj tak darbar mein nahi aae the lekin brahm rishiyon ko jane ka adesh tha wah gaye maharaj ki jai jaykar ho maharaj maine tapasya ke dwara ar phal prapt kiya hai mujhe dhan diya jae to unhone khajane mein kah diya jitna mange dhan de do va amar far liya aur vichar kiya main amar hokar kya karunga agar pingla amar rahegi to pingla ko diya kha lo pingla ne turant vichar
kiya main amar hokar kya karun agar ashv pal jivit rahega to ashv pal ko de diya ashv pal ne socha main amar ho ke kya karunga jo hamari nrityangna maharaj ki hai wah amar ho jae to jab tak jivit rehunnga nat nrityangna ne socha main amar hokar kya karungi maharaj ko samjh rahe na dekho jab pol khuli hoti hai to main ab va jo nrityangna thi usne mantri se prarthna ki ki maharaj se main milna chahti hoon adesh aa to usne kaha kaha maharaj ye amar phal hai aap ise pa lijiye aap jaisa dharmatma raja amar hona ka ye sachchi bata tujhe amar phal kahan se mila kyonki tapasya se brahmin ne prapt kiya tu vais tujhe kahan se prapt bole maharaj ye pran kshma kiye jae hamari dosti hai ashv pal se ashv pal jo mahal ke niche hi unhone kaha jao kisi se kahna mat ashv pal ko bulaya bola jante ho ham tumhen kya kar sakte hain to kamp raha tha pehle se beech sabha mein are se chirwa jaenge abhi tujhe aur agar tu satya bol dega to tujhe kshma kar denge bilkul koi dan bole maharaj
pingla ji ne diya kyon pingla se tumhara kya sampark bole vikramaditya theek kah rahe the hamara pingla se shareerik sambandh hai maharaj bharathri ke hosh ud gaye mujh chakravarti samrat se wo khush nahi pingla ko bulaya sabha mein aaj sabha mein utar ke gaye puri sabha lagi hui thi unka dekho brahmin ne amar phal diya tha pingla ne khaya main talwar se ise katu ye maregi nahi ji are maharaj to unka satya bol de to tujhe chhod dunga nahi to abhi suli par chadh dunga to unhone kaha maharaj aisi galti
hamse ho gayi ki hamne wo phal nahi khaya ashv pal ko de de mukut utara aur kaha dhikkar is sansaar ke sukh ko ki mujh sarvang sundar pu pusht chakravarti samrat se yah tript nahi hai aur maharani se wah ashv pal tript nahi hai ashv pal vaishya se pyar ye kshudra kam kise va mahan vairagi hue jinke sutro ko vairagi jan padhte hain bharathri satak hai unka to sansaar mein agar koi tript hota hai to bhagwan ki bhakti se hota hai nahi to bhogon se to ho hi nahi sakta hai aaj tumhen pyar koi kar
raha hai aur tumse sundar mil jaega kal wo use pyar karne lagega parso tisre se karne aaj tak kisi ki tripti hui ho to hamen batao bhogon mein kahin tripti nahi ho sakti kahin sukh badhiya bahut sundar buddhi aapki hai jo aapko anubhav kara rahi ki sab kuch hote hue bhi ek aisa sthan khali hai jahan lagta hai wo nahi hai jo main chah rahi hoon wo shri Krishna hai wo prabhu hai yadi unse chitt jod loge to nihal ho jaoge jaise Meera ji kahte hain mere to Giridhar gopal dusron na koi nihal ho jaugi abhi thoda buddhi pavitra hai jo aapko y anubhav kara rahi vastvik mujhe jo chahiye wo nahi hai wah hai paramatma wah hai prabhu ham kah rahe hain yahan tak sone se lad diye jao keval manyata hi to hai na manyata ka sukh hai ye nahi batao mitha lagta hai ki khatta lagta hai kya sone mein hai keval wo mahnga hai aur uski manyata hai isliye isliye hamko lagta hai nahi 4 lakh yojana ka sone ka pahar hai ek jiska naam Sumeru hai bhagwan ki maya mein ratna garbha prithvi ko kaha gaya hai jaise geru niklti hai na
jaise khadiya niklti chuna nikalta hai aise yahan sone chandi ki dhatuon ki yahan khajana hai prithvi mein ab wo to bhagwan jab avtrit hue the to apne aap sab bhumi se prakashit ho gaya ham log in sukho se kabhi tript nahi ho sakte kyonki ham sacchidanand ke ansh hai hamari maang sacchidanand hai nahi aap man lo itne bade-bade dhan lekin wo bhi ashant hai aap ye mat samjhna ashant hai kyonki jab tak bhagwan nahi milenge tab tak hamen shanti nahi milne wali kuch bhi bhog lo kuch bhi kar lo aur dekho shanti kaisi
aur tripti kaisi jab kevat kathota mein bhagwan ke samne jal lake unke charan pukhar raha hai to bhagwan Siya ji ki mundri de rahe hain Siya ji ki mundri lekin wah kya kah raha hai ab kachu nath na chahi more din dayal anugrah tor kyon ati anand umge anurag charan saroj pakhan la bhagwan ke charan se jo anand mila kevat kahne laga ab kachu nath na chahe more bhagwan ke bina mile yah shabd nahi nikal sakta ki ab main sukhi ho gaya aaj ke baad mujhe kuch nahi chahiye main jo chaha wo mujhe mujhe mil gaya jo chaha mila
char chahe aur khadi ho gaye char samasyaen aur khadi ho gaye isliye sakhi bhagwan hi ek hai jinke milne se tripti ho sakti hai dusra koi nahi hai yahan doos char din ka sharir hai aaj jawan hai kal budha ho jaega bharosa ekmatra shri bhagwan mein chitt bhagwan mein abhi parmanand hai abhi isi kshan anand hai wo wo bhai bhi kah rahe the ki sab kuch bas main khushi chahta hoon to khushi kisse mil jaegi ghar mil jae gaadi mil jae yah sab kisi ke paas hai wo khush nahi hai jo tum soch rahe ho va kisi ke paas hai is srishti mein ae bhai maharaj Yayati ka naam suna hai Shukracharya ki putri devyani jo devta bhi mohit ho jae itni sundari thi vrish parwa ki putri Sharmishtha jo daitya raj bra parwa do patniyan aur jab bhog se ti nahi hui to apne putr ki 1000 varsh ki jawani lekar bhoga phir iske baad ghan ghrna ai ki dhikkar mujhe apne putr ki jawani bhog dali phir bhi koi sukh nahi wahi bhog vasna ta unhone likha ek purush ko jo bhagwan se vimurkh hai srishti ke sare sukh mil jae to bhi wah tript nahi ho sakta
iska matlab hai ki ham jaise bhi hai agar bhagwan se judkar santosh kar le to aaj sukhi hai aaj anand hai agar bhagwan se na jude to anand ki anubhuti nahi ho sakti sukh nahi ho sakta tripti nahi ho sakti ji
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
- jiska lakshya bhagwat prapti hota hai uske kya lakshan hote hain? — ras shekhri sharan ji Vrindavan se maharaj ji jiska dridh lakshya bhagwat prapti ho gaya hai us sadhak ke kya lakshan hai narayan hari bhajan mein pancho na suhat vishay bhog nidra hansi jagat prit bahu baat ye…
- ekantik vartalaap evam darshan #1398 — ajay Mishra ji Pune maharashtra se Radhe-Radhe Radhe-Radhe maharaj ji Gurudev main sabhi devtaon ki puja karta hoon parantu meri shri Ram ji mein shraddha hai. Main shri Ram ji ke prati eknishtha…
- pujya maharaj ji ne bhagwat gita padhne ke liye kya updesh diye? — punit ji, karauli Rajasthan se. Radhe-Radhe maharaj ji, aapke charnon mein koti-koti naman. Maharaj ji, main apni manodsha, adhyatmik vikas tatha mansik shanti ke liye ah Shri madbhagwat gita ko padhna…
- mujhe har kisi mein bhagwan dikhte hain bahut dar lagta hai, kya karun? — Radhe-Radhe maharaj ji aapke charnon mein koti-koti dandvat pranam. Bhagwan mujhe yah janna hai ki mujhe har kisi mein bhagwan swaroop dikhayee deta hai. Aap mein bhi bhagwan nazar ate hain. Chinti mein bhi har jagah…
- ekantik vartalaap evam darshan #1397 — vijay kumar ji Rajasthan se Radha shri Harivansh shri Harivansh maharaj ji maharaj ji aapke bal se dincharya nit nirantar achhche se chal rahi hai wo shri ji saath hone ka samay-samay par anubhav bhi karati hain…