॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

ekantik vartalaap evam darshan #727 · 13 november 2024

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

malotra ji Radhe Radhe Radhe Radhe maharaj ji maharaj ji aapne matlab ek bar kaha tha ki naam jap karo Radha rani dhan bantne yogya bana degi maharaj ji bas dhan ho jae yah moh mujhe naam jap karwata hai kahin kuch badh bara na ho jae y nahi nahi nahi bilkul isi se lage raho bahut mangal ho jaega he dekho ham tumhen batae hamne chah nahi ki dhan ki dhan ki chah nahi ki roti mange nahi milti thi aur aisi tum vyvastha mein tumhen kya batae aaj bhagwan ki kripa hai nahi to aap samjh mange roti nahi milti sadhu ka jeevan agar sachchai se jeena chahe na to bahut kathin jeevan hai bahut kathin jeevan hai ab bhagwan ka un ka khel hai wo chakra badte rahte hain to aap chinta na karo aise dhani ban jaoge ki dhan ki ichchha nahi rah jaegi do baat do dhani hote hain ek hote rupaye ke dhani aur ek hote santosh dhani jab ayo santosh dhan sab dhan dhur sawal to bhagwan ke naam mein tumhen itni samarth mil jaegi aur phir dhan ki baat to dekho Sudama ji bhikh mangte the kai kai din nahi milta tha aur jab Krishna ji ki nazar ghumi to jaise

Krishna ki Dwarika Puri waisi Sudama ki Sudama Puri vishwas karo mahalakshmi pati hai va nazar kar de to kaise kaise ishwar to bhagwan ke bhrose raho naam jap karo aur dhan ke liye hi sahi bhay nivitti ke liye sahi dukh sankat nivitti ke liye se hari smriti sarv vipad vimu kma sab mangal ho jaega keval dhan akele nahi milega dhani bhi mil jaega prabhu bhi mil jaenge naam mein badi samarth hai prabhu naam japna dar dar mein zyada kar matlab vishwas nahi ban zyada pata koi zaroorat nahi mat karo vishwas jahr par vishwas karke khaoge tabhi kam karega kya hamen batao jahr ko vishwas karke khao chahe aviswas karke khao chahe prem se koi pawa de ya zabardasti pawa de ya dhoke se pa uska kam hai maran wo marenga jaise agni mein shakti hai dahir se chuo to jalo ga koi zabardasti chhwa de to jalo ga bhul se chu jao to jalo ga aise hi naam mein ek shakti taran taran shakti jeev ko samasth dukho se hatakr sacchidanand sukh mein le jana isiliye goswami ji likhte hain bhav ku bhav anakh alas naam japat mangal dis das chinta

na karo agar naam tumhari jivya pa hai to chahe jis bhav se tumhara mangal ho jaega naam mein bhav nahi dikta Swami ji man nahi lagta hai Ram naam haan bas yah khas baat hay kyonki sansaar mein laga hua man ab bhagwan ki taraf laga le to kathin aur laga le gaya to jit gaya yahi to baat hai na kaise lagi jaise jaldi lag jae bolo Radha Radha ab yahi bolte raho Radha Radha Radha aple aap lag jae ab aise dekho ek baat samjhna hai sadhak aur siddh inam antar hai siddh ka swabhavic bhajan hota hai kyonki usne bahut

abhyaas kiya hai ab jaise aap log socho bhajan hoe to bhajan hoga nahi bhajan karna padega Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha ab andar le jao ab chalega dhire dhire dhire hamen pehle jaban se chalna padega naam jih jap jage jogi ab ghanton ham prapanch ki baat kar lenge lekin ek ghanta baith ke Ram Ram Krishna Krishna hari hari Radha Radha nahi tenge a bhajan hota nahi to bhajan karna padega bhajan karna padega hamen abhi sadhak hai hamen bhajan karna padega hamen man lage na lage jaban se ham bolenge to

ek din man lag jaega karat karat abhyaas ke jad mat hot sujan rassi aavat jat sil par hot nishan jab ek patthar mein chinh ban jaata hai rassi ka tom bar-bar Radha Radha kahenge to man mein Radha naam ankit nahi ho jaega pakka ho jaega guj hamen aapka aap hi dikhte hain naam kam hota hai aur aap hi idhar jaise lagta hai ki aap hi aap hi aap sab jagah pa Guruji ye to bahut badhiya baat hai kuch nahi dikta Guruji par naam par naam jap karte na naam jap karte bahut vichitra bhagwan ki leela hai maharaj ji main lobh lalach mein Ram naam jap sakta hoon bahut bahut mujhe kasht na ho sukh mile bilkul bilkul bilkul dhanyavaad sabko aisa cha sabko aisa karna chahiye sansaar ke dukho se bachne ke liye sansaar ki suvidhaon ko prapt karne ke liye isi bhavna se naam jab mein lago to ye naam jab tumhare lok aur parlok ki donon baten sambhal dega ek baat khas baat samjho jo ham bhagwan se sansaar ke bhog mangte hain to bhagwan jab unko dete hain to aise dete hain vaidya jaise shodh karke jahr de hai to jahr par vaidya ne shodh ke diya

isliye sharir ko nuksan nahi karega wo rog ka nash karega to bhagwan ki taraf se jab hamen bhog milte hain to wo bhog hamko phasa nahi pate aur hamara bhajan aur badhta jaata hai jaise aapne koi kamna ki va kamna purti ho gayi to aapka vishwas aur dridh hua na aur bhajan badhega na ki aur badhiya to isi lobh se ham bhagwat prapti tak pahunch jaenge shuruaat karen ek Radha naam ki keemat pura tribhuvan nahi hai to agar hamko kuch bhagwan de dete hain to kya wo naam ki keemat de di kya naam to hamara pura jama hai

usko hamne bech thodi diya hai naam ka wo byaj hai yah jo kamna ki purti hogi y byaj hai kyonki ye maya hai aur wo sacchidanand naam hai wo to mul jama hi hai wo anant janmon tak tumhara ko surakshit rakhega ek naam le liya hai to tumhen bachaega sankat se bachaega vipatti se bachaega tumse sachchi kah rahe naam mein apaar samarth hai tum kisi bhi bahane se le lobh lalach jaise le paap nasht karne ke liye dukh nasht karne ke liye naam shuru kar do tumhara mangal ho jaega mar shish mein ek bhav tha jaise ek mata ko pata hota hai ki uske bachchon ko kya wo uski maang kuch bhi ho sakti hai waise kabhi-kabhi kya naam jap kiya sal tak karte rahe kisi manokmana ki purti ke liye bhagwan ne pura nahi kiya to usmen hamara kya bhav rahna chahiye iske baad bhi nahi agar aap naam jap kar rahe ho bhagwan pura nahi kiye aur sahi imandari se naam jap kar rahe ho to aapke andar itna anand bhej denge ki jis kamna ko aap kar to aapko lage apne aap gyan aa jaega ki bhagwan koi manglay vidhan kar rahe hain isiliye

pura nahi hua nahi ham aapko sachchi kahte hain phone karne mein to der hai kyonki wo kab uthaega iske pehle bhagwan baat sun lete hain agar imandari se sachchai se naam jap kar rahe ho bhagwan se apnapan hai to hamne hazaron bar ye dekha hai hazaron bar tumko vishwas ke liye kah raha hoon kai bar to aisa hua ki agar second mein chuk ho jati to pran nikal jaate bhagwan ne second mein ekdam kyonki wo second se bhi zyada teevr gati rakhne wale second mein ekdam bhagwan raksha ki hai kai bar hamne dekha hai to bhagwan par dridh vishwas rakho yah jarur hai ki jaise hamari kamna hai to hamara purv ka praarabdh hai ab wo praarabdh jo paap hamare samne akar hamen dukh mein dubna chahta hai to naam pehle udhar yuddh karega itna naam hamare paas ho jae ki wo praarabdh bhasm ho aur naam naveen praarabdh ki rachna karen tab age sukh prapt hoga haan isliye dridh vishwas rakho bhagwan sabke manokmana hon ko jante hain lekin dekho purn usi ki hogi jo utna tap karega utna bhajan karega ab karo paap karm mandir mein jakar ko

bhagwan hamara kam kabhi nahi sunenge tum bhagwan ki sun rahe ho achhche se chalo tumhen manav jeevan diya hai tum dusron ko sukh pahunchane ki bhavna karo aur bhagwan ka naam jap karo dekho kamnao ki purti hoti ki tum dekh lena wah tumhare dwara hi aisa karaega ki tumhen aise nahi karna padega vyvastha ho jaegi khub naam jap karo chinta mat karo praarabdh kata ja sakta hai praarabdh nahi kata ja sakta hai haan praarabdh kata ja sakta hai naam mein apaar agar praarabdh na kate to hamare praarabdh mein bhagwat prapti nahi likhi kisi ke bhagya mein bhagwat prapti nahi likhi ham naye bhagya ki rachna karte hain bhagwat prapti ki moksh ki karte na to praarabdh kata na agar praarabdh na karta to hamara agla janm hota na is janm mein itna bhajan kiya ki purv praarabdh ko nasht kar diya sanchit ko bhasm kar diya kriy man ko nishprabhavi kar diya tabhi to bhagwat prapti hoti hai agar agar ye na hota to to kra man naya jama hai sanchit wahan jama hai praarabdh bhog rahe hain to pashu ki tarah praarabdh

bhog ke mar jaenge agar bhajan nahi karenge to pashu a jeevan rahega aur bhajan karenge to praarabdh se ladenge praarabdh ko mitaaye bhagwat prapti karenge naya praarabdh banayenge tabhi to bhagwat prapti hoti hai ye naya praarabdh banta hai bhajan se Ramesh ji Uttarakhand Radhavallabh shri Harivansh maharaj ji maharaj ji kafi samay se ek shanka hai maharaj ji jaise samannya ham jaise log jo adham hai kaise samjh paye ki naam jab sahi disha mein chal raha hai kashto ke rup mein praarabdh kat rahe hain hamare dekho naam jap mein jab

tak antarmukhi tab tak to samjh nahi aayegi antarmukhi munchi baten chal ra hain prapanch chal raha hai naam chalana parta hai aur wo chal hai ab andar naam chhutne na pave yah pakar karni hai naam swas do vilak chalat hai inko bhed namo ko bhave swas naam naam hi swasa naam swas ko bhed mitaaye rom rom tab rag rag bole tab anand ki anubhuti to hamen dekhna hai ki hamara kitna samay naam sumir mein jaata hai aur kitna samay hamara naam chhut jaata hai us chhute hue samay ko pakar kar ke bhagwan naam mein lagao aur jab hamare hriday mein anand umge gaya na to chahe jitna bura praarabdh ho anand purvak ham bhog lenge isiliye anand jaldi up jao pata nahi kab kaun si ghatna ho jae sharir mein jaise hamara rag hai aur agar bukhar bhi aa gaya to bhi bhajan nahi hoga jukam bhi ho gaya to bhajan nahi phir bade-bade rog cancer hai kidney phayl hai dil mein pareshani kab kya ho jae yar sab ye sharir jo hai vyadhi mandir hai accident ho jae pata nahi kaun sa ang bhang ho jae kab kya ho jae bada D daravna hai bada daravna ab aap aram se paidel

kinare kinare ja rahe ho ab wo gaadi ai raund ke chali gayi aap apni gaadi ko sahi disha mein le ja rahe wo be disha se aake thok diya aap kab kahan kaisi kya leela ho jae naam jap karo naam jap karte raho jo praarabdh sahne ki samarth hai wah naam jap deta hai naam jap karte rahoge na to tumhen khud pata chalega ham kitna age badh rahe hain aapko pata se lega ab kitna kam attack karta hai kitna krodh attack karta hai ham uska kaise nivaran karte hain ye sab andar hi gyan jagrit ho jaega jitna naam jap karo

ham aapko batte hain jo Ram nahi kah pate the wo jab mara mara ki rat lagai to dekho kitne bade rishi ban gaye aap to sidhe Ram bol sakte ho sidhe Radha bol wo nahi bol pa rahe the to mara mara se shuru kiya aur siddh ho gaye to aap Ram Ram se shuru karoge to aap siddh nahi ho jaoge Rameshvar god ji Mathura se Radhe Radhe maharaj ji maharaj ji kah rahe hain ki aapka dialysis hota hai bat inhone do bar do bar transaplant karaya donon bar viphal ho gaya maharaj ji abhi inko bahut galani ho rahi hai ki maine apne swarth ke liye do nirdosh logon ko kasht mein dal diya maharaj ji mujhe abhi chain nahi mil raha mere dimaag mein bas yahi baat nahi wo to chodo unka bhi praarabdh tha na wo ang aapke sharir mein ana tha lekin wo kam karna nahi tha praar dhanka bhi tha usko chhod do ab ab accha chintan karo positive chintan karo bimar sharir hai na usko chodo bhagwan ka naam smaran karo aur bhagwan ka vidhan tha tabhi unke ang ko aapke ang ke andar ana aur kam karna nahi tha keval praarabdh bhog tha to unka

bhi praarabdh bhog kat gaya aur aap jo hai naam jap karte hue dekho ek din sharir ko chhutna hai koi na koi nimit banta hai bade-bade svasth log ek minute mein accident mein chatni ho jaate hain to aap to ji rahe ho dhire-dhire naam jab karo jitni swas bhagwan ka smaran karo isi yahi sarthak hai bhagwan ke smaran hamse bhi kai log apni puri daktari report lekar ke aur pura yah aap daktari dekh lijiye aapke anukul kidney padegi aap dalwa lijiye kabhi nahi aisa kabhi nahi ho sakta agar prabhu ko chalana hai to inheen se chalave aur jaise bhi chalave aur jab nahi chalana to dekho aapne kaha do bar dalwa chuke ha to ab usko chupchap kasht sa bhagwan mein chitra lagate hain isliye aandit rahte hain aur bahut matlab koi aisi dincharya nahi hai jo kidney peshent ki kashtprad na ho sabse zyada kashtprad kidney kyonki har nas nadi mein gandagi jati hai pura sab dard hota hai jab tak a jab dialysis hota hai ab pura khun mashin ki raftar se nikalta hai mashin ki raftar se jaata hai har nas nadi aise matlab aise tal show jaise

kasht hota hai alag-alag sharir ka hota une bhi himmat har gaye the bat aapka jab suna aur bahut himmat ai jit sakte hain to ab jise ham kasht hota hai ai thodi ki uska prabhav na ho lekin ham lad rahe hain prabhu ka smaran karte hue prabhu hamari dincharya hamko bhagwan se jo jode hue wah hamko surakshit rakhe hue hain raat ke 12:00 baje uthte hain aur 12:00 baje se lekar ke raat ke 8 baje tak ki hamari puri anavrat din charya hai kidney phayl hone par bhi 8 baje san karte hain 12 baje uthte hain itne vishram hai dopahar mein thoda let gaye phir baith gaye sofa mein are jaise beiman naukar bhag raha ho to jai din ruke ta din kam karva lo dat ke aise isse kam lena koi ham thodi sharir hai ham sharir thodi ham to avinashi ke bachchha hain mam vanas bhagwan kahte hain na to is sharir se khub ham kah rahe hain aapse koi kam na bane to Radha Radha Radha Radha yah kam to ban raha hai sabse badhiya kam ho raha hai Radha Radha dekho aap prasann raho to aapke chehre mein parivartan aa jaega agar aap sahi chintan karne aap dekho ab kuch to

asar hota hai thoda bara to sujha hoga halka halka sujan hogi kyonki ek din ho gaya dialysis ka wa dialysis hoga lekin aapko dur se kya ai lagta hai main dialysis peshent hoon main kidney peshent hoon kyonki ham apne chitt ko bhagwan ke charnon mein lagate hain aur ham sahi batae aise prasannata hamare andar rahti hai ki wo koi stu nahi jo ham aapko dikha sake bhai share se batte hain agar khushi na rahe to aap socho ratri se ham lage hain iska karan hai ham jeevan bhar bhagwan ki sharan mein rahe to hamne

harna nahi sikha hamko harna nahi aata ki jaise ham kidney peshent ho gaye kitne kasht hote hain yahan phayl yahan operation yahan ham har sthiti jaise ham chal nahi paye aisi aisi sthiti ai vheelcheyar mein baitha chal hamari dincharya hai hamari dincharya ham harna nahi sikha zindagi mein harna nahi sikha jahan harne ki baat aati wahan lagta hai nahi nahi ham bhagwan ke bachchha hai ham kaise har sakte hain ham age badhe to 18 sal ho gaye kidney ke phayl hue 18 sal ho gaye aur abhi bhagwan jab tak chalave kyonki yah bahut khtrnak khel hai to isliye har samay naam jap karo prasann raho marna keval ham hi tumko hota to baith ke ro lete yar ki yar bhagwan ham to sabko marna hai ek na ek din sabko marna hai na aur naam jap karo to jahan mar ke jaoge wahan yah kam aa jaega naam jap kam aa jaega bahut prasann raho yar prasann raho tum ekdam aandit raho jis din jana hai usi din jana hai ro ro ke thodi jana hai mast raho aandit raho satsang suno naam kirtan suno aise logon se baat mat karo jo tumhare paas kaise ho bimari ki

baat karen unko kaise ho bahut badhiya hai chalo Radha Radha Radha Radha ha le kuch log janbujh kar ke marij ko aur disturb kar dete hain alo 10 log aae kaise ho aap ab wo har samay marij apni rog ka chintan rog ki charcha yah bilkul nishedh bhagwan ki charcha badhiya hai jab koi poohe kaise bahut badhiya hai ekdam anand hai jhanjhat mein mat pado vichar svasth aadmi kitna bhi bimar ho wah svasth hai aur vichar se aswasth kitna bhi svasth ho bimar hai yahi prerna aapse prapt ki hai haan bilkul svasth rana pra lat harshit Sharma ji ajmer Rajasthan se Radhe Radhe Radhe maharaj ji jai sitaram maharaj ji pujya Swami shri Ram sukh das ji maharaj ji ke pravachan mein suna ki naam jap ka mahatva adhik badh jaata hai jab manyata bahut dridh ho is baat ko Swami ji apne anek satsang mein kahte the maharaj ji manyata yah hai ki main shri Ram ji ka hoon aur Ram ji mere hain maharaj ji is manyata ko purn karne ki prakriya batane ki kripa karen bhagwan hi khud bata rahe hain bhai Ramcharit manas mein janani Janak

bandhu sut dara tan dhan dham shahd parivara sabki mamta tag batori mam pad manhi bandh bar dori phir age kah rahe samdarshi ichchha kachu nahi harsh shok bhay nahi man mahi as sajan mam ur bas kaise lobh hriday basau dhan jaise puri baat kah da mata pita bhai bandhu sharir dhan sampatti sab jagah se asakti hatakr mere charnon mein laga do samdarshi ho jao ichchha koi rah na jae bhog ki main aise jan ko aise pyar karta hoon jaise lobhi dhan ka chintan karta hai bhagwan kahte hain main apne hriday mein uska aisa chintan karta hoon to bhagwan par mahatva tabhi mana jaega keval baton se nahi samjhna aapko bahut sundar bhojan mila aap uske swad mein 20 minute bhagwan ko bhul gaye mahatva kiska raha bhojan ka aapko koi shareerik bhog mila aap usmen bhul gaye prabhu ko to mahatva kiska raha us bhog ka Ram ji se bada bhog nikla aapke man mein mahatva buddhi Ram ji mein nahi rahi mahatva buddhi tabhi mani jaegi jab tribhuvan ki rajya lakshmi dene par bhi adhe pal ke liye bhagwan ka vismaran na ho wah mahatva shali bhagwan ke naam ka maha bhagwat hai ekadash skand

bhagwat mein likha hua hai to sarvatra se mamta asakti ko hatana bahut kathin hai baten kar lena alag nahi baten bahut ho rahe hain lekin batan priti na hoe sakheere baton se priti to hoti nahi hai bhajan na hoi sang binu aur bhajan bina nahi prem chhin bhajan na chhar ae dharie dhruva na bina bhajan ke prem nahi hota bina bhajana Anandi sant ke sang ke bhajan mein utsah nahi hota aur bhajan ke bina prem nahi prem ke bina thakur ji nahi milte mile hi na Raghupath binu anurag anurag mane prem bhagwan bina prem ke nahi milte te samaj girja mein rahu avsar pai vachan ek kah hari vyapak sarvatra samana prem te prakt ho main prem aur prem kisse prakt hota hai bhajan se aur bhajan kaise hota hai bhajana Anandi mahatmaon ke sang se re man rakan sang vin ranch na upaj prem agar bhagwat premi mahatmaon ka sanidhy na mile to na bhajan mein ruchi hogi aur na bhagwat prem pra prakt hoga hamare sabke upar bhagwan ki badi kripa hai ki ham sab sant samagam mein kahin na kahin prapt hota hai to hamko ab mahatva

buddhi bhagwan mein karni hai ki kisi bhi vyakti vastu ke sanyog mein ham akar apne prabhu ko bhule na bas tab mana jaega ki mahatva buddhi bhagwan mein hai waise to bhagwan ka naam bhav ku bhav anal naam japat mangal dishi dash ho par jaise garib aadmi ko bahut badi nidhi mil jae aise jo bhagwan ke naam ke prati mahatva buddhi rakhta hai anant janmon se bhatakta raha aaj sant samagam se bhagwan ke naam ki mahima jana ab main bhagwan ke naam ko nahi chhodunga uthte baithe chalte phirte har samay naam abhyaas kar raha hai to naam ke adhin rup hai dekhi rup naam adhin bhagwan ka je rup aaya nihal ho gaya chit chor rup hai chitt bhagwan jaise chumbak lohe ko ghasit leta hai aise bhagwan ka rup chitt ko akarshit kar leta hai a murari pada arpit chittritti bechne ja rahi dahi le le dahi aur nikal raha Govind le le Damodar le le Madhav le le vikre to kama khil gop kanya murari pada aar pit chittritti dyaa di kam moh vasad kya unchi sthiti hai kahna chahti dahi le le dahi to nikalta hai koi Govind le le koi Damodar

le le koi Madhav kyonki unhin mein ram gaye yah sthiti yah hai bhagwan mein mahatva buddhi samjh paye aap bhajan se maharaj ji matlab ye badhega jab pura sampurn ki sirf hamesha Ram ji mere hain aur main Ram ji ka hoon ye chij ab kah dete hain muh se par ha bal bas haan jitna aap naam jap karoge utne wo rag ko kaata hai jo sansarik rag hai sharir rag hai bhogon ke prati rag hai to phir virag hota hai jo andar ki sab baten hain dekho bhajan ka jo marg hai yah adhyatma ka marg hai ma antarik marg hai yah bahari zyada kriyon par is par yah kriye to prambhik hai yah bahari kriyon par adharit nahi hai ab aap dekh lo ek mahapurush kriya kar rahe hain kathorta mein chamde ko ho rahe hai aur antarik adhyatma mein itna uchh koti ki avastha hai ki usi kathauti ke chamde ke dhovan mein sab siddhiya virajman hai ganga ji sab siddhiya usi mein virajman hai bilkul pakka samjh lo ek bar ek brahmin devta kashi ke wahin se nikle kaha radas ji bhagat bante ho kabhi to ganga nao dekho ham roz ganga na ate

hain to kaha pandit ji hamare paas samay nahi itni seva hai bhagwat seva sant seva aur ye apni nij seva do kela diye bole ganga ji ko kah dena ki ham to aa nahi paye lekin aapke hath se bheja unko de de jake je hi kaha to ganga ji mein hath prakt ho gaya ki pandit ji ne socha roz ganga nahata hoon mantr padhta hoon itna sab aaj tak aisa chamatkar nahi hua phir hath prakt hua ek sone ka kangan diya aur kaha ki radas ji ko de dena jake ki ganga ji ne apna prasadi kangan diya divya kangan pandit ji ne

man mein socha ki gan itna kimti hire se jat hai koi ravidas ji ne to dekha hai nahi jeb mein dal liya ab wo jis gali se ghum ke jaate wahi ravidas ji ki gali mein khade ho jaate unhone kaha kaho pandit ji wo to siddh purush siddh jante ho jiski pratyek shwas mein bina kisi prayas ke jaise dhadkan dhadakti hai aise bhagwan ka jiska smaran ek tar smaran nirvigghn smaran acha smaran acha koi chah rakh ke nahi param pad ki bhi chah rakh ke keval smriti ke liye smriti prabhu ki yad mein har samay tanmay rahna isse badi koi siddhi nahi hoti unka kaho pandit ji bar-bar ab unki himmat nahi par rahi phir man mein aaya ki siddh purush hai ganga ji ka hath prakt hua kela liye y badi mushkil se nikala aur kaha ki ganga ji ne aapko kangan diya to u kaha nahi aap hi rakh lo hamen iski zaroorat nahi ab ek din unki pandit rani ke paas gaye to ek kangan pahne the rani ne dekha aisa to hamare paas bhi nahi hai to kaha iski jodi ab jodi koi banane wala nahi to ravidas ji se ravidas ji se jakar brahmin

ne kaha ki aise katho mar dala to kaha to to ganga jine di bo y bhi ganga ji bole man changa to kathauti mein nirantar naam ratte hue apna kriya kaisi hai bhagwan kriya nahi bhav dekhte hain badi puja path wali kriya iske baad nik ghar se wahi beimani wahi chhal kapt jhooth kabhi bhagwan puja sweekar nahi karenge wo sab puja rakh ho jati hai jaise rakh mein havan kiya jae to vyarth ho jaata hai na aise puja vyarth eeman se chalo dharm se chalo bhagwan ka naam jap karo kabhi aarti puja na karo to bhagwan man rahe hain

tumhari aarti ho rahi tumhari puja ho rahi hai dharm se chal rahe ho na naam jap kar rahe ho bhagwan ki agyaa ka palan kar rahe aap bhagwan ke das ho do ghante dhai ghante khub puja ka vistar khub phal phool lagae aur beimani dusre ki sampatti hadapna aisa to wo puja bilkul koeesi kam mein nahi aayegi wo puja aise samjho jaise rakh mein kiya hua hon bhagwan kapil dev ji kahte hain ki jo hamare shri vigrah ki arsha vigrah ki bahut achhche-achhche padartho se puja karta hai par anya janon se droh karta hai chhal kapt karta hai uski puja mein bilkul sweekar nahi karta va puja aisi jaise rakh mein kiya hua ho khub bhagwan se apnapan karke dharm purvak chale aur naam jap kare isi se bhagwat prapti jati isi se bhagwat prapti ho jati vibhishan ji lanka mein koi puja ka vistar nahi kar sakte the dhua bhi nahi agar ka van nikal sakta tha lekin unke hriday mein nirantar Ram Ram chalta tha kyonki jab so ke uthe na to Ram naam tehi sumiran kina jo andar chal raha tha Ram Ram Ram hriday harsi kap sajjan nhaa yahi san

hath kari ho pahchani sadhu te hoy na yah sadhu hai vibhishan kyonki so ke abhi uthe Ram Ram Ram Ram bhagwan ka mahan bhakt hai aur bhagwan ne bhi sadhu kaha tum sari ke sant pri mo aur bhagwan shankar ji ne bhi sadhu kaha Uma sant ka hai bardai mand karat jo naam andar tumhare naam chal raha hai aap sant ho aur sant bhesh hai aur naam jap nahi hai to bhesh dhari hari ke ur sale bhagwat rasik ji ne kaha bhagwan ko pasand nahi bhagwan ko sachchai pasand kyonki bhagwan satya sacchidanand mein khub naam jap karo aur bhagwan se prarthna karo ki sabki mamta taak baturi hamse ho nahi raha thoda sahyog karva do wo ek kshan mein sab karva denge bahut kripal hai jo hamare kalpon se bandhan hai wo adhe pal mein bhi kam samay mein bhi bhagwan sambhal denge mere banae na banegi koti kalap lo aur aapke balae bale ki pal pav mein pal ke chauthai hisse mein bal jaegi bhagwat ashrit raho khoom naam jap karo bharosa bhagwan ka dridh rakho aur yah baat ki main bhagwan ka hoon bhagwan mere hain yah chati se nikle jab tan prabhu ka man prabhu ka pran prabhu ka dhan

prabhu to nihal ho gaye nahi aur yah baat ham kitnon se kahte hain mohi kapt chhal chhidr la bhawa chhalia kitnon ke samne bolta hai main aapka hoon aap mere ho aap mere ho jab ek bar bhagwan ka varn kar liya jaise Meera ji ne mere to Giridhar gopal dusro na koi jake sir mor mukut mero pati soi yah to sab koi bol sakta hai mere to Giridhar gopal lekin yah nahi bol sakta dusron na koi ye bol de to sab baat ban jae prabhu aapke siva mera koi nahi aur ye dikhange aapse aapki pariksha lenge ki aapka tan bhi to nahi hai aapka dusron aapke siva dusron na koi na sharir na rishta na nata na sambandh tabhi to pyar hota hai bhagwan se aur jab bhagwan se pyar ho jaata hai to pyare kahan milte hain netron mein yahi sama jaate hain peey murti nainan base tehi ras samay ye lakshan sun prem ke aur na kachu suhay aur na kachu suhay phire apne ras mato kutumb dehte jae chhut sab hi vidhi nato jahan jahan pi ki baat sune khojat tin ga koi bhagwan ki charcha suna de aisa laha aaj jeevan sarthak hua prabhu ki rup madhuri

bal ishwar leela madhuri sun sun kar ke rudan kar raha ye hai pyar aur yahi manushya jeevan ki sarthakta hai he bhai aap log sab prya grahasti mein hi aap dekh lo duniya ka har sukh bhog ke dekh lo agar man kah de ki main tript ho gaya hoon to hamse bata dena kyonki ham avinashi ke bachchha hai avinashi sukh jab tak nahi milega tab tak prakriti ke bhogon se ham tript hone wale nahi dekh lo aapko lagta hai wo sukhi unko lagta hai wo sukhi to bhai prasann atma to wahi hota hai jo brahm bhut hota hai prasannata in bhogon mein nahi harash hai aur harsh ka dwaand hai shokh aur har bhog nashvan hai man lo sundar purush mila sundar patni mil gayi kitne din kuch dino ke baad aapka man udas ho jaega kyonki wah wah sukh nahi chahta phir usko khojne ki kala pata nahi to khoje ka bahirmukhi bahar hai to phir kisi dusre sharir ko chayan karega wo tisre papa aacharan karte hue wo hriday jalta rahta hai kabhi tripti nahi milti aur ek bar dekh lo nand nandan se pyar karke ek bar dekh lo dashrath nandan se pyar karke jo ek

bar inse pyar kiya to goswami ji kah rahe na bahut baat samjhne ki hai ki ja ki kripa lavle sate mati mand tulsi das hu payo param vishram Ram saman prabhu nahi kahun param vishram prapt kar hamare prabhu ka aisa swabhav jaise hamne man liya na ki aap mere aur main aapka ab hamara bhari galat aacharan ho jae aur phir hamen yad aaya prabhu ki taraf dekha to kabhi naraz ho ke nahi mile vimurkh bhae nimis na a kripa jab chit tab waise va kahte aao koti vipr bad lage jah aae sharan tajo ta jo nar hoe charachar drohi ave samay aisa darbar hamare prabhu ka hai bina prabhu ke bhajan ke vishram nahi isliye sab log naam jap karo jitna adhik se adhik koi nasha mat karo koi papa aacharan mat karo apne aap khush rahne lagoge apne aap dekhna ek anand hriday mein chhaya rahega ji shri Harivansh Gurudev maharaj ji jab apne man mein vikaro aur vicharon ka asim shor hone ke karan prabhu se bar-bar yachna karne par bhi par marthi aur sansarik drisht hamare yahi thodi-thodi baat ka uttar lo to accha rahega jab man mein vikaro ki

gunj uthti hai us samay tumhare andar Radha naam ki gunj use daba sakti hai anytha nahi agar vikar apne gunj rahe hain us samay tum unki sunne ki chakkar mein pare jo vikar aur vichar hain to tumhen baha denge depression tak pahuncha denge agar usi samay kaat keya Radha Radha wo kahega suno meri baat dekho main kya chitra dikha raha hoon Radha Radha Radha kaat diya delete kar diya phir aaya phir delete kar diya lakho bar hamare andar kam ke message hain karodon bar paap ke message hain wo sab man se aaenge

kyonki ab ham naam mein lagenge na ab unko aur jab sansarik purush jo naam jap nahi karte wo bar-bar bar-bar jise ovarthink kahte hain wo itna soch mein itna soch ke depression mein pahunch jaata hai katna aaya nahi pura kuda karkat sab pahar ka pahar jama hai wo soch soch soch karke sab hamare paas delete karne wali mashin hai Radha Radha aap karke dekho jahan aapke andar vikaro Radha Radha Radha man kahega chup ra shant ra mat jap sun dekh main kya dikha raha hoon bada sukh mile Radha Radha wo pura pani fer dega man ki chal par pura isi naam ke bal se ham is man ko apne adhin karte hain ye jo vikaro ka punya vicharon ka punj hai isi ko to shant karna hai shant vichar koi galat vichar nahi apne aap aapko aise jaise doodh rakh do na gas mein ufan aati hai aise anand ki ufan aati hai bhagwan ke sharan mein aise anand ki ufan aati tumhen kaise batae jara sa aise tach karo na jaise ghada bhar gaya ho to chhalakne lagta hai aise jara si bhag tik baat ho to bas aansu dhalak lagenge vani mukh hone lagegi hriday mein ekdam anand rom

rom pulkit aisa yah sukh kahan hai isi sukh ke liye to ham tars rahe hain bhagwat sukh ke liye to vicharon aur vikaro ke punj ko nasht karne ke liye usi samay vivek ke dwara bilkul naam ko raftar se chala do u delete kar dega aur jo is kala ko nahi jante hain wo phir pareshaan ho jaate hain upay andar hai y bahar nahi koi ki bahar tum goli se mar de ho ya bandook chala lo ye kam ke upar kisi ka bahar se hai kya wo to andar hi aakraman karta hai andar hi andar aaya sakshi bhav se rahe tere mein nahi hai yah man mein hai tu usko sweekar mat kar aur mantr ka nirantar jaap karte hu kaat usko nihal kar diya yah ham isliye bata rahe hain ki agar aap pakar pao to pakar pao ganga maiya mein khade hue hamare andar yah sutra aaya sakshi bhav se rahe tere mein nahi antahkaran man mein hai aur isko kaat mantr jap ke dwara bas phir lag gayi lagan ab kya mere mein nahi kusang na ho koi gandi baat na ho aur naam nirantar chale aur sakshi bhav se rahe bahut jaldi shanti mil jati bhagwan dekh lete na ki yah pryasrat hai to

bhagwan phir wo prayas pura kar dete safalta kar dete nahi to bhai andar baitho dekho kya chal raha hai har samay soch har samay chintan chal raha hai kabhi negative kabhi positive kabhi rag kabhi dves isi mein ham par ek bar bhagwat chintan chala ker dekho ekdam shital abhi nahi hoga prarambh prarambh mein to paap nash karega paap ki pravriti nash karega anarth nivitti karega tab jakar anand jab anand aaya phir tum chhod nahi sakte phir to har samay matlab va apne aap chalta hai jai nahi chhod sakte jaise machhli ko jal se alag karo tadpne lagti haise tad smaran param vyakul tete jara sa bhagwat vismaran ka bhav aaya to vyakul ho jaata hai Radha Radha Radha Radha Radha Radha aur dhanya hai jeevan na ken prakaren jaise bhi ave jo naam jap kar rahe hain pakka samjh lo agar din mein thoda bhi naam jap karte ho bach jaoge bach jaoge Yamraj ke khate mein thoda bhi naam pahunega na to hosh ud jaenge unke aur wo hisaab mein bhari par jaega naam aur aapko bacha lega durgati se ye abhi to nahi samjh mein aayega agar yah baat hamari pakar ke naam jap

karoge to jab hisaab hoga tab tumhen samjh mein aa jaega ki is naam mein kitni apaar samarth hai apaar samarth hai ji rohan ji panchkula se Radhe Radhe Radha vallabh shi Harivansh maharaj ji aapke charnon mein koti koti pranam maharaj ji main aapse y ke madhyam se pichle do sal se juda hoon aapke diye marg par chalne se mujh mein kafi badlav aae hain aur buri adte bhi chhut gayi hain parantu maharaj ji ras indri ko niyantran rakhna aaj bhi bahut mushkil sab pakwan kha liye hain par phir bhi aisa lagta hai ki ek aur bar ek aur bar haan aisa ise trishna kahte hain keval Rasendra ki nahi jane idri ki bhi netr idri ki bhi shravan idri ki mana katan indriyani prakriti sthanik sati man panch gnyanedryo ke saath vishay bhogon ki trishna mein yah bhatakta hi rahta hai haan kisi kisi mein ekek ki zyada pradhanata ho jae jaise koi jane indriy vishay kam bhogne mein bahut ruchi rakhta hai koi khane mein bahut ruchi rakhta hai koi dekhne mein ruchi rakhta hai koi sunne mein ruchi rakhta hai is tarah ki alag-alag ruchiyan

pradhan hoti par hoti panchon hai aur shabd sparsh rup ras gandh ye prakriti ke bhogne mein man ko bahut accha lagta hai lekin kahin usko tripti nahi milti isliye bhatakta rahta hai isko tripti milegi shri bhagwan mein aa tak kavi tripti nahi pahli bar thodi janm ho bahut bar janm ho chuka hai ab ham pahli bar thodi baat hai bahut janmon se baat hai isi ko mitane ke liye hamen manushya janm mila hai sadhan dham moksh kar dwara inheen bandhan se mukt hona hai tum thodi khate ho Rasendra uska swad leti hai aur tum Rasendra se bahut alag ho tum sacchidanand swaroop ho aur Rasendra prakriti ki hai prakriti ko is paramatma swaroop ne pakar liya hai bandhe kir mar kat kinae sukh buddhi se bandar jab matki mein chhuhare the to donon hath aise dal diye ab kas ke chhuhara lobh se pakar liya ab matki usko pakde hai aisa usko brahm ho gaya agar wah chhuhare chhod de to mukt hai lekin wah aise panch indriyon se hamne prakriti ko pakar rakha y prakriti hai sharir ye hamara thodi swaroop hai yah to prakriti ka

panch bhautik ek dhancha hai ye main thodi hoon kyon bachchha main hi to lag raha hai nahi lag raha yahi bandhan hai yah jo dhancha hai gaadi gaadi hoti gaadi main thodi ho jaata hoon par gaadi mein tanmayata ho jae to main ka bodh hone lagta hai jaise kisi se kahe ae riksha wo khada ho jaega ji bola tu riksha hai kya par wo riksha chalak hai na to uski tanmayata hai rikshe pe wo khada ho jaega wahi kuch din ke baad agar paisa se taxi khareede to ye taxi wo khada ho jaega phir bole ye riksha nahi khada hoga kyonki usne tanmayata taxi par kar li aise hi ham jis sharir mein jaate hain ye hamari gaadi hai ham isko main man lete hain to ham kahlate hain jeev nahi ham paramatma swaroop hai sharir ke karan hi jeev kahlaya deha abhiman hone ke karan jeev kahlata hai to agar gyan ho jae bachchha to in indriyon par phir kabu karne mein saralta ho jae isiliye agyaan mitane ke liye satsang suno naam jap karo aur dusron ki seva ki bhavna rakho agar achhche-achhche swad wali vastu hatani hai to jis chij mein

priyata ho usko dusron ko pawa do to apne aap apni asakti khatm ho jaegi koi ichchha matlab aapko sachchi batae koi ichchha nahi na jine ki na marne ki na khane ki na pine ki koi matlab jaise hota hai na ki kuch to kuch sun andar ab kshetra dusra ichchha ka hai Priya ji ko aaj kya bhog laga hai aaj Priya ji ko kya pahnana hai aaj kaun sa prasang prabhu ko sunana hai aaj ye agar ichchha utpann hogi na to shri ji ko aaj is rang ki Radha Baba ko thoda barfi mitha pa pri tha to ek din bhai ji hanuman prasad pudar ji se pucha brahm bodh hone ke baad bhi ichchha to kya abhi bodh mein kuch kami rah gayi kya ichchha kyon rahti mitha jaise dekho to mitha pani to unhone kaha sharir ki maang hai iska brahm bodh jaise laghu shanka lagi to ichchha hogi na laghu shanka jane ki usam kahte brahm bodh hai to jo sharir ki avshyakta jaise bhookh lagi samne bhojan aa jaega to usmen jo hamen pri raha hai pahla hath usi mein jaega swabhav chahe jitna siddh hua ho jaise koi siddh purush hua aur wah pehle sadhan

kal mein gali deta raha hai gali dene ka to siddh purush hone ke baad wo gali dega usmen koi fark nahi parta yah bahari vihaar hai to ham kya karen jaise hamare andar mitha ya bhojan ki bahut priy ruchi to pahli baat to ham thakur ji ko bhog lagave aur dusri baat kisi bhukhe ko pawa ki koshish karen to hamari vasna nasht ho jaegi jo adhik priy ho use kam paye aur dusron ko pawa de to isse zyada labh milega aapko jo accha priy lage bhojan wo bhojan kisi bhukhe ko rod mein jo aisa baitha ho use pavao phir dekho aapke upar kaisa prabhav parta hai ek din aap accha-accha bhojan pao aur ek din apne hisse ka bhojan kisi bhukhe ko pawa do phir dekho donon mein antra kya hota hai apne pane mein to wah sukh nahi milega jo dusra pa raha ho aur phir aapne apne hisse ka pavaya aur aap bhukhe rah jao to aapke hriday mein jo sheetalata hogi wah bhagwat hogi wah parmanand may hogi aur yah zyada hanikarak nahi hai bas age mat badhna ki jaise manas hai yah ga chijon anda hai ye chijon mat ye pate ho kya haan

ye mat badhna aur jo chijon tumhen achchhi lagti hai wo prabhu ko bhog lagakar prasad rup se pa lo ya phir thoda sa kisi ko bant do to bhagwan ko bhog lagane se prasad mein bhi ek mahima hai ki voh aapke andar avgun nahi prakt ho payenge jo vastu ka ek prabhav hota hai yahan tak ki bhog laga hua jahr pa gaye to jahr bhi pach gaya jaise kisi karan se bhakt ko bhagwan ke bhog mein milakar ke aur unko jaise Meera ji ko nahi diya ki charanamrit Giridhar ka bal baka nahi hua bhagwan ko agar bhog laga diya jae aur achhche achhche padaarth jo pane ki ichchha pehle prabhu ko pavaya jae aur phir paya jae to prasade sarv dukhana maha niras pa jaate wo sare dukho ka nash karne wala ban jaega aur aap jitendra bhi ho jaenge yah pakki baat hai prasad pao aur naam jap karo aur yah dhyan rakho ki sharir nashvan hai aur main avinashi hoon sharir chhutega aaj nahi to kal pakka hai na ye baat dimaag mein pakka hai na haan to aap sharir nahi bas itna dhyan rakho sharir aap nahi aapki gaadi hai jeevan yatra ke liye yah hamko gaadi mili

jaise paise ke anusaar gaadi nahi hoti aise dekho alag-alag dekho koi bahut vivek buddhiman bahut sundar svasth aise koi kam buddhi wala koi ang vihin yah gaadi hai jaisa punya hai waisi gaadi mili aapko nahi to sabko hi chahta hai ki ham lekin wo milega punya ke anusaar ab aap piche ka punya raha ab naya paap kar raha hai ab wo gaadi vidhvans ho jaegi nahi sab chaknachur ho jaegi itna divya manav sharir bhagwat prapti ke liye paap karm karoge to nasht ho jaega kal mrityu bhi ho sakti hai isliye tumhara koi vishesh ismen chintan ka vishay nahi bas use bhagwan ko laga kar ke aur naam jab jarur karo bachchha sadhak aae the wo grihasth mein rahte the kah rahe lahsun pyaaj kyonki vaishnav paddhti mein bhog nahi lagaya jaata to kah rahe lahsun pyaaj chhod to diya ek sal mein bat jo pyaaj ki yad aati hai na matlab wo matlab wo krich krach wo salad mein jaisa hota tha bhagwan ki yad nahi aati pyaaj ki matlab wo wo yad bhulti nahi hai yar agar pyaaj yahan kata jae to durgandh ho jaegi nahi ho jaega

kahte hain ki kya baat hai matlab chhod to diya bat wo jab uski yad aati hai na matlab sara ek bar pyaaj ke khet mein le jae usko aur pyaaj man do man karke ki ab isi ko kha isi ko dekh ek hamare andar ki ek jo chahat hai bhogon ki yahi mitana adhyatma ka karya ye mit jae to sab ek jagah bhaiya ek kisan hal jotta hai na aur aadha kilometer dusra kisan hal jot hota uski tambaku khatm ho gayi ho to itni tambaku ke liye va aadha kilometer jaega wahan se tambaku lekar aayega balae ka khega ek ek chij bandhe hue hai jo jis vyasan mein hai jo jis nashe mein hai va uske bina ab ye sab vastuon ka apna prabhav hai lekin bhagwan ki yad ave bhagwan ki yad mein koi roye wah dhanya hai uska jeevan dhanya accha ham kah rahe hain ki koi bhi nishiddh padaarth na ho aur 5 bhog hamare thakur ji ke lagte hain 56 bhog lagte hain na 36 vyanjan 56 bhog khub badhiya bhog lagao thakur ji ko aur pav prasad man ke pao to wo tumhen badha nahi pahunchaega direct pane se asakti hogi aur jab prabhu ne paya hai to meri shri

ji ne paya mere thakur ji ne paya wo prasad jo hai mangal karne wala sabko chahiye jaise aap thakur ji ko bhog nahi laga sakte aapke samne thal ai hai ek minute aise kar lijiye ek minute bhagwan ka dhyan kijiye aur he bhagwan aap paie ek minute mein kya jaata hai ruk jaiye ek minute thoda bhagwan ka smaran kijiye aur jai ho prabhu aapki aur pao ho gaya bhog lag gaya yahan bhi bhagwan baithe hue hain bahar bhi bhagwan ko arpit kar diya to hamen lagta hai ki prasad se badhkar swadisht koi vastu nahi hoti dekho aap mandir mein itna ped ka tukda mil jae to kaisa lagta hai ganv mein jab satyanarayan ki katha hoti thi na to pancham ma to panjeeri bachti thi ghar mein 10 12 liter doodh hai sab chijon vyvastha hai lekin jo narayan ko bhog laga wo charanamrit jab panchamrit milta hai itni panjeeri to lagta dobara lail mein khade ho jaate hain prasad prasad mein ek alaukik swad hota hai to ham apne ghar ke bhojan ko prasad bana kar paye to hamare hriday mein uski asakti nahi rahegi aur samasth dukho ka nash karne ki samarth bhagwat

prasad mein hoti hai aur bhagwan ki priti dene mein samarth hai bhagwan ka prad jaise charanamrit hai na roz charanamrit piyo akaal mrityu harnam sarv vyadhi vinash shri Krishna pado kam peetwa punarjanma na vidyate roz charanamrit pa to akaal mrityu ka nash ho jaega aur punarjanma nahi hoga ye bada prabhav hai charanamrit bhagwan ka prasad bhagwan ka naam inheen ke bal se to ham maya par vijay prapt karte hain khub aandit raho jo accha lage prabhu ko bhog lagao aur pao ji Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi