guru se mila naam ya mantr ke jap aur swayam se jap karne mein kya antar hai ?
shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.
pura pravachan
pahla jab tak Gurudev na mile tab tak bhagwan ka koi naam chayan karo japte ho naam jo naam japte ho use nirantrta mein lao batane ki ja par yah bina guru ke kam nahi karega ye jo dwadsha akshar mantr hai panchakshar mantr hai ashtadsha aksha mantr hai yah guru prdat hone chahiye aap hamari baat manna ham aapke mitrvat prarthna kar rahe hain to aise guru ka chayan karo aur abhi naam jap karo jaise Vasudev ka hi mantr hai to Krishna Krishna Krishna ya Radha Krishna jo aapko priy lage naam jap karo abhi mantr nahi jab Gurudev mile tab mantr jap karo to sahi anubhuti honi shuru ho jaegi hamen to sabse yahi kahna ki bina guru kripa ke bhav bandhan se mukt hona asamabhav asamabhav y matlab apne ji ji van ki baat kah raha hoon jahan aise pahar aae hain ki jinko main hata nahi sakta aur jab guru charnon mein baithkar roya gaya to phu aise ud gaye guru prasad se ha moksh mulam guru kripa moksh mulam guru to sab prashan ka uttar pahla ek hai ki Gurudev ka varn karo jab tak Gurudev nahi milte nirantar naam jap karo aur
shastron ka swadhyay karo gita hai bhagwat hai hai yog wa shishta hai padho unko shastron ko padho to usse buddhi ka marjan hoga pavitra buddhi Gurudev ke vachno ko grahan karne mein samarth hote hain theek hai maraj ji aapne bola ki guru prdat jaise inhone jo mantr bola to wo usmen kya fark hai jaise inhone padh liya usse jap rahe hain aur guru pradatt japne anubhuti nahi hoga prakash nahi hoga uska prakash nahi hoga uska prakash nahi hoga jo mantr ka prakash nahi ho sakta isiliye bhagwan bhi Sandipni ji ko guru mana na Ram ji ke bhi kul guru Vashisht ji the aur shiksha diksha ke guru vishvamitra ji bane na jake swas ved suti chari unko guru banane ki zaroorat hai bhagwan ko guru banane ki zaroorat hai banaya na har vishay ka guru banaya phir hamen manushya haina mariyada hai anubhav hi nahi hoga aap dekho gita ji bhagwan aise shuru kar diye jab arjun ji nitya sakha hai bhagwan ke khub hansi majak hoti khub ghar ke hain waise bhi bua ke ladka hai aur waise bhi mitra hai aur waise
bhi nar narayan ke avatar hai hai nahi gita ji kab shuru ki jab shishya teh sadhi mam prapannatihre mul chitt wala kayarta rupi dosh se yukt ho gaya hoon kya mera kalyan hai kismen yah main nischit nahi kar pa raha hoon aap nischit karo main aapka shishya hoon aapki sharan mein hoon yahan se gita ji prarambh hote hai maharaj ji aap jaise kah rahe hain wo to param satya baat hi hai ham usko tatkaal grahan karen to usmen kalyan nischit hai bat maharaj ji ismen kahin na kahin adhinta bhi ek bahut samjh aa rahi hai ki wo aham jo prakashit hone wala jo badhak tatv hai aham wo keval aur keval guru kripa se hi nasht hoga haan nahi ismen guru vakyam bhi hai mantr mulam guru vakyam aap samjho hamara shastr jo kah raha hai jaise aap aise Ram Ram jap rahe ho aur jab guru ke mukh se nikla ki Ram kaho aap dekh lena agar yahi mantr guru se mile phir aap japna tab aap hamko batana ki fark kya tha aap dekhna guru kripa hi matlab aap jahan baithe ho yahan sab guru prasad hi hai guru kripa hi hai to ham to pura ka pura
guru kripa se bachpan se lekar abhi tak to hamare to jeevan mein guru kripa hai aap aap sab sant jan bata sakte ho ki bina guru kripa ke kuch hai to mujhe to aisa lagta hai ki guru ki sharan lena ab jaise yah bata de koi ki aap kisi brahm gyani mahapurush ko avyakt ko guru man lo to dekho hamko aisa guru chahiye jo hamen dular bhi de hamen dant bhi sake ab bilkul bilkul aap sahi ho wo upar se dat sabha mein lagae aap aise baithe jai jai jai jai aaj to apaar kripa hamare upar to ahankaar galit ho gaya hamne to koi galti nahi ki hamne to apni ap anubhutiyan batani chahiye wo abhi bakaya pura kara baya to kabhi kabhi pragat mein gurujal aisi pratikultaa rupi aushadhi marte ki chhaar chhaar ahankaar ho jae wo guru sehi hoga bas mantr mulam guru vakyam wo kya kah rahe hain bas hamen chupchap prashn nahi karna guru ke vachan jaise nikle waise waise agar wo kah di na khade raho to khade ho sharanagati y ye unki kripa se aayegi nahi bahut jor ki sharanagati hai ki aapko jo pasand hai wahi main baat kahunga wahi aacharan karunga agar aap
din ko raat kahenge to main apni ankhon ko jhutha manunga ki Gurudev kah rahe hain raat hai mujhe din dikhayee de raha meri ankhen jhuthi hai Gurudev jhuthe nahi Gurudev ki baat satya hai aise sh gati yah jab aa jati to brahm bodh apne aap ho jaata hai kyonki kabhi granthi padi hi nahi jad chaitanya ki guru prasann savan kula miti sakal kalpit bhay sula kalpnatmak jo bhay ka shul tha wo mit gaya jaise swapak dukh hota hai na jagne par mit jaata hai aise guru prasann hue karuna kari to unki prasannata se agyaan timir ka nash hua to dikhayee diya ki koi bandhan hi nahi tha ham to jeevan mukt the rahenge samjh rahe ho aap kabhi bandhan hua hai kya atma ka to kiska moksh bhav bandhan aur bhav mukti donon agyaan hai kyon prabhu ek bar odiya Baba se pucha pujya Swami Akhandanand ji ne ki jeevan mukt avastha prabhu naka avidya uka yah to avidya ka na hone par hoti hai to bole kya wah bandhan yukt tha kya atma tatv jo jeevan mukt hua to bandhan bhi aur jeevan mukti bhi donon avidya ke hi naam yah
anubhut mahapurush bol sakte padha likha turant bolegaa ki avidya ka nash hone par jeevan mukt hota hai jeevan mukt hota hai ki jeevan mukt tha keval hai ki anubhuti karni hai bandhan ka bhram nasht hua na bandha to nahi tha na goswami ji sanket mein kah rahe jad chetan granthi par gayi jadapi ma chhut kath y chhutta hai guru charnon se guru charnon bina mahat pad rajo abhishekam yah nash nahi hota agyaan agyaan ti marans gyanankur milat tasm shri guru nam ham parmanand swaroop hai the rahenge yah bhram se deh bhav sthul sukshm karan aur isi ke bandhan se hamara janm maran ho raha hai ajnma ka janm ho raha hai amar ka mrityu ko prapt ho raha hai jo amar hai va mrityu ko avinashi mrityu ko prapt ho raha hai jo ek hai use anek bhas raha hai jo advitiy brahm sukh hai wah bhogon ki taraf lalayit ho raha hai bas yahi brahm hatna guru kripa keval accha kuch bhi kar lo ahankaar bakaya hai hamen vishwas nahi hota kisi ke brahm gyan ke updesh par bina sthiti ke sthiti agar dekhne to thermometer apni
jeb mein rakho pave adhyay ka shlok nirman amoha jit sang dosha adhyatma nitya vi nivrit kama dwaand vi mukta sukh dukh sang gachchha amudha padam yant yah thermometer hai apne andar dal lo chahe bahar dal lo agar yah hai to param pad ke adhikari ho chuke ho arthat brahm bodh ho gaya hai agar ismen truti hai to abhi kuch nahi yah thermometer hai bh ne bola man ka kinchna matra bhi sparsh nahi kinchna matra bhi kahin na apne sharir mein moh na kisi ke sharir mein ho nirman amoha aur kisi bhi bhog ki takat nahi uske hriday mein ichchha jagrit kar de jit sang dosha aur kyon va atma swaroop mein nitya sthit rahta hai kaise bole vivrit kama uski sari kamna shant ho chuki hai dwaand vi mukta har dukh sukh man apman labh han har dwaand ko usne dur phenk diya hai sukh dukh sang gayi wo gyani mahapurush bhagwan ko prapt hota hai main yah kiya mujhe ye main main to ahankaar bhi mudh atma karta miti anyate to abhi madhta pind nahi chhodegi jab tak Gurudev bhagwan nahi milenge isliye bhagwan arjun ji
ko pura updesh diya to arjun ji ko prapt kya hua nasht moha smriti ye moh ka nash Gurudev ki kripa se hota hai isliye hamen sabse na ki agar paramarth ke school mein aapko unnati shal vidyarthi banna hai to Gurudev ki sharan le bina Gurudev ke aaj tak kabhi kisi ko kahin bhi koi gati mati nahi prapt hui mati kirti gati bhuti bhalai jab je jatan jahan ja pai so jano satsang prabhav loko ved na anu pav to aapka is vishay mein koi sanshay bahut achhche bhagyashali ho bhagwan ke marg ke pathik ho aap chalo par Gurudev ka sahara lekar chala jab arjun ji lakshagrih se bhag kar ke banvas mein gaye na to ek chitra sa naam ke gandharv ne un par prhar kar diya to arjun ji to hast lago prave to vijay prapt ki uka aaj to vijay prapt kar li lekin age tum vijay nahi hoge kyonki tumhare saath guru nahi hai to dhaumya charya ji ko unhone usi samay guru ke rup mein varn kiya aur phir age Gurudev zaruri hai bade-bade mahapurushon ke age Gurudev hote hain aur Gurudev jiske age hain to
maya naam ki koi chij nahi hai Gurudev ki kripa drishti aise bada maya ka prabhav ham Gurudev ko manushya mante hain ham Gurudev ko bahu sant mante hain lekin guru sakshat parbrahmma y nahi man pate agar yah man le to sachchi pocho koi sadhan karne ki zaroorat nahi hai parbrahmma ki kripa drishti padhte hi maya mal kana par hamari shraddha us kot ki nahi na Gurudev ko brahm nahi man pate yad sarvam lamdam brahm to Gurudev to murtiman brahm hai hi par wah manna nahi ho pata ham kai aise sadhako ko dekhte hain va apne guru ji ki avhelna kar dete hain nahi nahi guru sakshat par khade raho jab tak Gurudev nahi kahenge khade rahenge baith jao baith jao baith gaye matlab Gurudev ka swaroop bhagwan se bhi badhkar hai ek taraf bhagwan ek taraf Gurudev to hamari pahli dandvat Gurudev ki hogi bhagwan ki la hogi guru Govind do khade kake lago paay balhari guru aapne Govind
yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.
mul video: Bhajan Marg (YouTube)
sambandhi
- agar ek naam ka itna bada phal hai, to nirantar naam kyon japen? — nikhil ji mumbai se Radha vallabh shri hariv shri Harivansh maharaj ji maharaj ji ek naam ka phal pura tribhuvan se bhi bada hai to phir nirantar naam jap kyon kaha jaata hai kyonki ek naam jisko kaha…
- jiska lakshya bhagwat prapti hota hai uske kya lakshan hote hain? — ras shekhri sharan ji Vrindavan se maharaj ji jiska dridh lakshya bhagwat prapti ho gaya hai us sadhak ke kya lakshan hai narayan hari bhajan mein pancho na suhat vishay bhog nidra hansi jagat prit bahu baat ye…
- ekantik vartalaap evam darshan #1398 — ajay Mishra ji Pune maharashtra se Radhe-Radhe Radhe-Radhe maharaj ji Gurudev main sabhi devtaon ki puja karta hoon parantu meri shri Ram ji mein shraddha hai. Main shri Ram ji ke prati eknishtha…
- pujya maharaj ji ne bhagwat gita padhne ke liye kya updesh diye? — punit ji, karauli Rajasthan se. Radhe-Radhe maharaj ji, aapke charnon mein koti-koti naman. Maharaj ji, main apni manodsha, adhyatmik vikas tatha mansik shanti ke liye ah Shri madbhagwat gita ko padhna…
- mujhe har kisi mein bhagwan dikhte hain bahut dar lagta hai, kya karun? — Radhe-Radhe maharaj ji aapke charnon mein koti-koti dandvat pranam. Bhagwan mujhe yah janna hai ki mujhe har kisi mein bhagwan swaroop dikhayee deta hai. Aap mein bhi bhagwan nazar ate hain. Chinti mein bhi har jagah…
- ekantik vartalaap evam darshan #1397 — vijay kumar ji Rajasthan se Radha shri Harivansh shri Harivansh maharaj ji maharaj ji aapke bal se dincharya nit nirantar achhche se chal rahi hai wo shri ji saath hone ka samay-samay par anubhav bhi karati hain…