॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

ekantik vartalaap evam darshan #766 · 22 december 2024

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

shrimti archan pande ji lakheempur Radhe e Radhe Radhe adaraniy maharaj ji aapke charnon mein koti koti pranam maharaj ji bina kisi dosh athva aparadh ke koi manushya yadi sarvjanik evam vyktigat taur par jeevan mein kisi ka apman karta rahe to apmanit vyakti ko kya aacharan karna chahiye yadi wo adhyatmik hai use sah lena chahiye aur bhagwan se prarthna karna chahiye ki uski buddhi shuddh ho aur apne mein aaj hi satsang mein tha pujya pad sh odiya Baba ke vachan mein ki hamara koi praarabdh purv jo

paap mein hai hamare bhagwan ke dwara vidhan kiya gaya hai shareerik dand na bhog kar ke mansik dand se use niptaya ja raha hai jaise hamen koi gali deta hai ya apmanit karta hai to hamen mansik jalan hoti hai mansik jalan se hamare paap ka prachit ho gaya jo hamen shareerik dand nahi bhogna para to hamari koi ninda karta hai ya hamara apman karta hai ya tiraskaar karta hai to bhagwan ke vidhan se hamen pavitra kiya ja raha hai Kabir das ji kah rahe hain nindak niyre rakhie angan kuti chhavay apne samne rahe paas rahe bina sabun bina pani nirmal kare swabhav wo hamare man ke hamare tan ke sare papon ko nasht kar deta hai jo shri Prabodhanan ji maharaj kah rahe sammaan kalat ghor galam nicha amanam sudha shri Radha Murli dharo baj sakhe Vrindavan mat sammaan vish hai jo hamare punyam ko nasht karta hai apman amrit hai jo hamare papon ko nasht karta hai aur punyam ko badhata hai isliye mujhe jo adhyatmik hai use sahna chahiye aur jo ekdam sansaar hai to sahega hi nahi wo prashn hi nahi karega to saath samachret

wah dusht ke saath dushtata ka hi vihaar karega lekin adhyatmik aisa nahi karat ja ansan nindak tin upay anugrah karyo jo tumhare ansan apman karte hain ninda karte hain unko bhi sahakar uska mangal manave yah adhyatmik sthiti hai isse hamara mangal hoga hamare paap nasht honge hamare bhagwan prasann honge jeevan ka param lakshya hai bhagwan ki prasannata kiska prashn tha samjh ismen koi sanshay acharya sateesh pande ji jabalpur se ji puj maharaj ji aapke charnon mein kot kot pranam maharaj ji yah kah rahe hain ki aap ek mandir mein pujari the wahan inko theek nahi laga mahaul to inhone wahan ka tyag kar diya aur maharaj ji inko janna chah rahe ki mujhe tyag karne ka dosh to nahi lagega maharaj ji maine agar aapne is bhav se tyaga hai ki y vivid prakaar ke dosh ho sakte hain jaise koi bhagwan ke liye arpit kar raha ho uska prayog swayam kar rahe hain pralobhan vash jaise aap puja karte hain to aapki payment hogi nahi Guruji mere waha aisa kuch nahi tha va y tha ki mere saath phormeliti hone lagi thi

matlab isse aap milo isse na milo maine kaha main phir bhi aapko to jo chadh ka chadta hoga wo usse koi matlab nahi tha seva deta tha maine to phir aapko chodna nahi chahiye phir seva mein kya pare gu ji mujhe kaha gaya ki aap isse na mile isse mile va rajneetik sthitiyan banne lagi thi aap prapanch prapanch ho ha to bhagwan ki seva mein aapko savdhaan rahna chahiye aapko kisi se matlab aapka aapke upar shasan hoga ji shasan hua to phir nahi karna iske saath photo na khi chae brahmin tha ha deta tha guj maine 18 varsh seva kari un Bhagwati ki aur phir mujhe laga ki yahan par prapanch ho raha hai y chhod dena it ki jinki seva to do nahi to aap isht ko virajman kar lo chavi rup mein apne ghar mein aur unki ha unko path sunao aur unka naam jap karo mujhe bulate sab chahte hain kuch logon ke karan maine usko chhoda koi baat nahi aap saral hriday hai jahan bhi aap prabhu ko virajman karke aradhna karenge va aradhna sweekar kar lete jo aur log hai mujhe y mante main kisi ke paas nahi jaata koi baat nahi hai

bhagwan ko yajman bana lo wahi sabse bade yajman hai haan bhagwan ka naam jab karen dekho ham is vidhan se ki agar aap mein itni vivek pranali hoti ki sabki baten hatakr apne isht se keval matlab rakhna to wah aapka adhikar nahi hai kyonki aapke upar shasan hai wahan to isliye chhod dene mein koi dosh nahi lagta hai nahi to ham aapko yahi kahte punah seva kijiye par wahan jab aapke upar adhikar dusron ka hai ki ham jaisa kahe vaisa seva karo to phir nahi karna chahiye phir apne chavi virajman ghar mein karke bhagwat aradhna karni aur aap nishkam karte the isliye wah seva vyarth nahi jaegi aapko age uska phal milega aur sabse bada phal hai ki aapke aansu gire yahi phal hai ham bhagwan ke liye ro de ham prabhu ki seva ke liye vyakul ho jaen hamare hriday mein tapan ho is baat ki yahi bhakti ka phal hai wo bhagwa ke vigrah ko maine bal kal se si haan koi koi baat nahi ab bhav se sevan karo apne ghar mein chavi virajman kar lo ji manta hoon unko meri lagav use lag hai theek hai bhajan karo bhajan hi sar baat ji Sanjay Sharma ji

Radhe Radhe Radhe Radhe maharaj ji maraj ji gyan kya hai gyan ko pane ke liye kya shiksha avashyak hai ya gyan ko bhakti se pane ka tarika uchh hai bhakti se pane ka tarika swaroopa anusandhan bhakti rev gareeysi bhagwan shankaracharya ji ne gari se mane shreshth swaroopa anusandhan arthat gyan atma swaroop ka gyan prapt karne ke liye sarvshresht sadhan bhakti hai par kuch swadhyay bhi zaroorat hai ja pata hi nahi ki mujhe kis marg se jana hai us marg mein kitne kilometer hai kitne kilometer baad hamara lakshya milta hai to phir aise chalte ham har jaenge na isliye hamko sabse pehle is marg mein guru ka van karna chahiye guru ke vachno ke anusaar jab ham chalenge to manjil bahut dur hai par bahut nazdik ho jati hai aur jab ham bhagwan ki aradhna karte hain to manjil chalni hi nahi padti hai hriday mein hi gyan prakt ho jaata hai nahi to gyan ke panth krpan ke dhara parat Khagesh lage nahi bara gyan ka marg bole nangi talwar par chalna hai bahut kathin hota na kyonki pure sansaar ke rag

ka nash karna hai pure sansaar ko asatya kah diya gyan ne brahm satyam jagan mithya ab ham pure sansaar mein hi fase matlab hamari jitni aaj tak janm janmantar se sanskar swabhav was aa shaktiya hai sab katni hai aur sabse mul sharir mein aa jati jab sab chhod sakte hain lekin deh pran te priy kachu nahi sabse zyada priy deh aur apne pran hai aur inki bhi parvah chhod deni hai tab ham gyan ke marg mein chal sakte hain to isse bahut saral aur sampurn gyan prapt karane mein samarth bhagwat prapti karane mein samarth bhagwan ki bhakti hai ab jaise sharir ka rag tyagna aur sharir ko samarpan karna donon baat ek hai lekin rag tyagna bahut kathin hai aur samarpan karna sahaj hai rag tyagna kathin hai main sharir nahi hoon ab sardi lag rahi hai to sharir mein to lag rahi hai lekin aap mehsus kar rahe hain na ki aapko sardi lag rahi hai to agyaan hai sardi kisko lag rahi hai atma ko lag nahi sakti aur panchbhut jad hai inko lag nahi sakti to bhram hi to hai to bhram hai to utar do jaket gyan ka mat chal hai nahi

par hai na hamen sardi lagti hai bhookh pyas prannon ka dharm hai dekhna sunna indriyon ka dharm hai sankalp vikalp man ka dharm hai aap sabse alag hain lekin aap sabse alag nahi hai aap dekh rahe hain aap kha rahe hain aap sungh rahe hain aap bhog rahe hain kyonki aap sharir bhav mein hai isi ko agyaan kahte hain ab is agyaan ko tyagna bada kathin hai hai nahi kathin ab ham kya karte hain isko ghuma ke tyag hain bole bhojan hamen yah pasand hai to bhagwan ko bhog laga ab wo prasad ho gaya ab wo rag nahi karega wo bandhe nahi nuksan nahi karega wo aapka mangal karega prasade sarv dukh khana manar sep jaate parivaar mein ban to nath sakal sampada tumhari main sevak samet sut nari he nath patni putr parivaar sahit main aapka das hoon baat wahi ho rahi hai rag ka tyag lekin wah rag ka tyag karna atyant kathin ho ye rag ka samarpan bhagwat samarpan isse bahut jaldi gyan prapt ho jaata hai par jab hamare hriday mein lakshya prapt ho jae gyan prapti ke liye tab ye baat ho sakti to ham sumir paraayan hai pahli

baat to bhakti ka pradhan swaroop devesh narad ji ne bataya ta dar pita akhila charita tad smaran param vyakul te jo sare aacharan bhagwan ke liye karta hai jo bhi karm vyapar nokri sab bhagwat arpit karta hai aur itna naam sumiran mein priyata ho gayi ki agar ek kshan ke liye bhi chhut jae to vyakul ho jae jaise machhli ko pani se alag karo to tadpne lagti tad vismaran param vyakul tete to yah bhakti phir shuddh gyan prakashit kar degi har samay dekho jab sansaar ka chintan hota hai to hamara hriday malin hota hai jab bhagwan ka chintan hota hai to nirmal hota hai to ham Radha Radha Radha Radha Radha Radha har samay jape to hamara hriday nirmal aur nirmal hriday mein gyan prakashit ho jaata hai malin hriday mein agyaan hota hai nirmal hriday mein gyan hota hai malin hriday sansaar ko satya manega aur nirmal hriday sab mein bhagwan hai aisa satya manega ab hamko saral sahaj aur bharosa gyan mein aap bhrasht ho koi bchane wala nahi aur bhakti mein karo sada tin ke rakhwari jim balak rakhe matari bhagwan kah rahe na main uski raksha

karta hoon yogkshem baham ham main swayam yogam ka to sabse shreshth bhagwan ki bhakti ka jo charan hai jo chintan hai wah sahaj gyan ki dhara mein pahuncha deta hai accha koi bhakt a gyan hota hai kya dekho hanuman ji gyani naam agr ganam Garun maha gyani gun rasi vishvamitra mahammuni gyani sabap gyan aa jaata hai to ham naam jap karen aur bhakti ke pavitra aacharan karen aur jo aacharan va bhagwan ko samarpit kar de aur pura parivaar tan man dhan sab bhagwan ki sharan mein nischit bhagwat prapt nischit gyan ho jaega samjh pa rahe aap kiran ji gudganv Haryana se Radha vallabh shri Harivansh Gurudev aapke charnon mein koti koti pranam pujya Gurudev bhagwan mujhe adam se ek sant ke prati drishti dosh ho gaya tha uske pashat mera naam jab chhut gaya maine un sant se bhi kshma maang liya unhone bhi kshma bhi kar diya phir bhi naam jab pehle ki tarah nahi chal pa raha maharaj ji kripa karke mera margdarshan karen abhyaas karo shuru karo aur kisi ke prati ham dosh drishti kyon karen pahli baat to ham sab graston se

se prarthna karte hain ki santo ke vachan suno aur duri rahkar bhajan karo unka bhi bhajan hone do aur tum bhi bhajan karo satsang suno ba duri bana lo bahute bahut tumhare andar bhav hai to shiksha li hai to bhiksha de do char roti ki vyvastha kar do agar unko bhookh lagi bhojan de do aisa lagta hai ki bhai ham vastr ki vyvastha kar duri bana ke raho zyada santo se aisa nahi rakhni chahiye nahi to dosh darshan ho jaenge kyonki kaun kis sthiti mein hai tumhen pata nahi hai ya kaun aadambar kar raha dum bhi hai pakhandi yah bhi tumhen pata nahi to hamen lagta hai jab manch par bola jaega to bahut hosh mein bola jaata hai hosh wali baat suno bas piche chhod do piche bhagwan jane jo jaise kar raha usko bhog milega aap keval manch se suno ba duri bana lo zyada lagav karne ki zaroorat nahi hai bhav se lagav duri bana ke rakho to dosh nahi banega dosh kab dekhoge jab nazdik jaoge ham kah nazdik jane ki zaroorat nahi hai pravachan suno satsang suno usko aacharan mein utaro jaise baithe ho suna jai bhagwan duri koi matlab nahi to

isliye hamen lagta hai dosh darshan bachne ke liye har grihasth ko chahiye guru bana liya mantr le liya khub bhajan karo chalo duri hato samjh rahe hamari baat nahi dosh darshan to ho hi jaenge kyonki tum ri drishti sahi nahi hai aur pata nahi waha sthiti na ho donon baten ho sakta hai tumhari drishti na sahi ho ho sakta hai waha unke aacharan na sahi ho to isliye keval pravachan suno aur naam jap karo duri bana ker rakho jab bahut kal ke baad vishwas ho jae ki bhagwan ke vishuddh bhakt hai to aapko sachchi kahte hain

sadhu te hoe na kar jane bhagwan ke bhakt se kabhi aisa nahi ho sakta ki jo nahi hona chahiye kabhi nahi ho sakta usar baras tran nahi jama sant hriday jim upaj na kama bhagwan ke bhakton se kabhi aisa nahi ho jo vastvik bhagwan ke marg mein chalne wale aisa nahi ho sakta tumhara mangal hoga tumhara kalyan hoga par kuch aisi bahari baten hai jo ham unko dosh darshan mein na dekhe jaise satsang ho raha hai aur beech satsang mein Ram Krishna parmans ji ka khane ko lao kuch pakoda lao kuch aise Paramhans sthiti to vi nand ji ne kaha bhi ek bar ki maharaj ji to unhone kaha jis din ham aisa na karen us din jaan lena ki sharir chhut jaega rajogun se sharir ka sevan ho raha hai rajogun agar na ho to sharir nahi chalega to kuch aise leela hoti hai khanpan lekin galat leelae nahi hongi to unmein dosh darshan na karen khanpan vyvastha unki kaisi hai alag-alag santo ka swabhav hota hai prabhav hota hai par hamen lagta hai duri bana ke rakhe to zyada accha aag se lipto mat dur se sevan karo raja jogi agin jal

parshuram devacharya ji hue hain y char baten kahi raja jogi agin jal inke ulti riti parshuram inse bach ke rahie thodi karie priti jaise jal hai to agar bhavar mein fas gaye to chahe jitne taira ko mari jaoge wahan koi upay nahi hai agni hai dur se sekh lo zyada pyar karoge phaph pa jaga jal jaoge raja hai ek dwaar ka nirman karaya aur jo parda hataya gaya to raja ne kaha vah kya nirman hua hai to nirman karne wale ko har ka inam diya ab wah phool gaya usne kaha sarkar yah kya isse bhi accha bana sakte hain to kahab isse accha bana sakte to ghatiya kyon banaya isko phasi mein chadha do ab sant hai kripalu hai aapka dosh darshan ho gaya to sab pun ho jae sadhu avagya turat Bhawani kar kalyan akhil kehani to mujhe lagta hai ki dur se priti karo unka bhi bhajan shuddh bana rahega aur aapka bhi bhajan shuddh bana rahega zyada lagav pan bahari mat karo andar se bhagwan mano khub badhiya bhajan karo koi pareshani nahi bahar se lagav karoge to unmein bhi dosh ho sakta hai aur aap mein bhi dosh ho sakta hai

isliye duri bana ke rakhe aur naam jap karo kuch kuch nahi aaj se shuru karo naam jap karna theek hai na ye baat bhul jao ki tumse koi aparadh hua tha ab bhajan shuru karo yashika ji Haryana se ji Radha vallabh shri Harivansh Gurudev maharaj ji aapke charnon mein koti koti pranam maharaj ji mera prashn hai ki swapan ko lekar hai maharaj ji mujhe swapan mein bhut aur bhagwan ek saath dikhte hain main aisa kuch khasam hai bhut bhavan bhagwan bhut bhavan bhagwan aur age shakar bhut jab ham ucharan karte to bhut bhavan bhagwan are wahi sab hai koi dusre nahi hai wahi chara jagat bane hue hain ab hamari buddhi shuddh nahi hai isliye aisa hai koi bhut nahi hai wahi bhagwan hai wahi sab rupon mein hai unke siva kuch nahi hai namdev ji ke samne bhut prakt hua to unhone kaha jai vitthal toha vitthal bhagwan prakt ho gaye to ham agar bhut ko bhut manenge to bhut hai nahi to bhagwan ke siva koi hai nahi aur naam jap karte hue soya karo utaptang ke swapna nahi aaenge jab say karo naam Radha Radha Radha Radha jab tak nind na ave tab tak Radha Radha

Radha Radha so gaye phir aap dekhna achhche swapna aaenge yah sab idhar udhar ke swapna nahi aaenge idhar udhar ke swapan ate jo sote samay baten prapanch ki sochte rahte hain sote samay naam jarur japna chahiye pata nahi jag pave ki na jag pave yah bhi to hai na kaho sote sote hi dil phayl ho jae isliye ham bhagwan ka naam Priya ju ka naam japte hue soe jisse hamara shayan bhi anandmay ho jae agar swapna ate to dekho swapna ki do teen tiya hoti ek hota hai oot patang bematlab ke swapan ate jinka koi astitva nahi aur ek hota hai jo hamne purv mein kiya hai un sanskaro se hota hai aur ek hota hai agami jo hone wala hai uska sanket teen prakaar ke swapna ke hote ek hota bilkul sir pair ke nahi bilkul bekar utaptang ekdam tuk tan hi nahi aur ek hota hai jo purv mein hamne kiya hai uske sanskar ke swapna ate aur ek age jo hone wala hai sanket uske swapna ate hain to hamen naam jap kiya jae naam jap karne ka abhyaas banaya jae to ham tino prakaar ke swapnon se bach jae nahi to kaho aisa

swapna aa jae ki aandit ho ka aisa swapna aa jae ki rona pare bhayabhit ho jae naam jap karo to swapna bhi tumhara aandit rahe anand dene wala banega swapna mein bhi dukh nahi hota bhakt ko isliye bhagwan ka naam jap karo sukanya ji bihar se Radha Radha Gurudev aapke charnon mein koti kot prana Gurudev bhagwan mujh par atu ki kripa hui hai ji mujhe har samay se yah dar laga rahta hai ki kahin sansarik moh mein phaskar main rasta na bhtak jaun bhagwan ki sharan mein raho va apne bhakt ki raksha karte hain jaise maa apne bachchhe ki raksha karti karo sada tin ke rakhwari jim balak rakhe matari ham to fas hi sakte aap agar hamara hath pakde to ham kaise fas sakte hamen bharosa bhagwan ka rakhna chahiye apna nahi apne to phayl ho jaenge itni durant maya hai jo gyanen karar chit parhi ba ai vimoh bas karai jo bade-bade gyanyon ke chitt ka aparn karke balat moh mein dal de use maya kahte hain to bhagwan kahte hain devi hesa gunmakkum janmantar se phaste aa rahe hain aap hi mujhe bachao prabhu aap hi meri raksha karo

to raksha kar lenge wo hamko to darna to hai hi hai par itna nahi darna ki ham bhajan chhod de kahin fas sakte pakki baat hai aapki lekin bhagwan jab bchane wale hain to phasne nahi denge bhagwan ki sharan mein ho jao aur naam jap karo maharaj ji maharaj ji jaise ki ghar mein vaisa grihasth ashram mein aisa vatavran nahi mil pata hai to hota hai kabhi-kabhi man bhi wo ho jaata hai waise mein bahut dar lagta hai ab hamko nahi ra ham shri ji ke paas haan to bas shri ji ka sumiran karte raho andar andar bahar koi bhakti ka zyada prakash mat karo kyonki grahasti mein virodh hone ki sambhavna hai to andar agar ham Radha Radha Radha Radha jap rahe hain to hamara pakka kam ho jaega jo naam jap kar raha hai ham apne vishwas se kahte hain nischit mangal ho jaega chahe grahasthee mein aap kitne log aapke do char chhah log honge hamare to dasiyon lakho log hain hamare hi to hai sab bhagwan saath hai to kahin fasna nahi hai ek ka vi dhyan thodi hai kyonki ham sabko bhagwan ke rup mein dekha mere bhagwan in sab rupon mein khade hain to

aap sat aath log parivaar ke ho gaye sab mein bhagwan ko dekho faso ga nahi putr mein bhagwan pati mein bhagwan sas sasur mein bhagwan sab mein bhagwan ki bhavna karo to faso ga nahi seva bhi ban jaegi aur bhagwat prapti bhi ho jaegi yash ji Radha kund se Radha bo shri Harivansh maharaj ji maharaj ji mujhe pyari ki bahut yad aati hai unke liye rota tadpata hoon lekin ab dhairya nahi rakh pata jis karan vash aisa bas aisa lagta hai ki kya shri ji mere saath bhi hain kya wah janti bhi hai main unke liye din raat rota hoon wahi chah rahe hain tabhi tumhen rona aayega shri ji aapko janti nahi shri ji hi aapko pyar de rahe hain tabhi aap shri ji ke liye agar kishori ji kripa na karen to ek bar Radha nahi bol sakte Ram ji kripa na karen to ek bar Ram nahi bol sakte Krishna ji kripa na kare to ek bar Krishna nahi bol sakte aur wo to sabke hriday mein hi baithe hain unke janne ki baat to to hriday mein hi baithe hain aur unhin ki prerna se aap Radha Radha kahte hain to yah to sanshay mat karo ki wo dekhti hai ki nahi wo

janti hai ki nahi wahi kripa karke prasad de rahe ki aap Radha Radha kah kar ke rona aata hai aapko lagta hai shri ji mil jae ye to bade bhagya ki baat hai par andar chupae raho apne ko bhakt na manna ki main bahut bada bhagat hoon kyonki isse phir abhiman aa jaega aur naam jap karo chupchap ekant mein ro shri ji ke liye theek hai maharaj ji kabhi kabhi wo jo viray ke samay par smit ho jaata hai ki wo saath mein hai to akelapan bahut zyada lagta hai to usam ek barar aap kah aap mere saath ho dekho ismen baat samjhna hai ki jab viray hota hai to jiska viray hota hai wo samne hota hai agar viray hai to hamari baat ka anubhav karoge ja agar ham Krishna viray mein hai to hamare bhav desh mein Krishna chhae hue hain tabhi to ha Krishna tum kab miloge pyare tum kab milo us wo anubhav ho raha hai samne shri Krishna par anubhav ho raha hai viray ka to aisa nahi hai ki wo viray ke samay tumhare saath nahi rahte tum akele rahte ho aisa virah to hota nahi hai viray jiske liye hota hai uski jhanki dimaag mein hoti hai aap aise

laukik dekh lo kisi vyakti ke vishay mein sochoge to uska rup aa jaega ki nahi aa jaega ki yar bahut din se wo nahi mile to samne aapke hoga wo rup ye siddhant hai to jab ham prabhu ke liye rote hain to prabhu hamare manas patal par hote hain he shri Krishna aap kab miloge to sathi to hai aisa kaise sochte ho ki aap akele ho Guruji aise ekantik mein to roz nahi aa sakte aap to mere saath na hame pakka hamari baat mano hamari swamini ji ka naam jap karo to aap dekho hamara naam jante ho kya Premanand prem kise kahte shri ji ko anand kise kahte lal ji ko Priya aur lal donon milkar Premanand hai to jahan Priya lal ka smaran kar rahe wahi Premanand hai hamara koi yah rup thodi hai ye to panch bhautik sharir hai do char kab chhutega yah pata nahi lekin chhutega lekin jo hamara swaroop hai wah kabhi nahi chhutega wah to sacchidanand mein hai isliye swaroop se pyar karo sharir se nahi nahi to char din baad kahoge va jinko hamne apna mana tha wah to mar gaye ye sharir to jane wala hai lekin ham

jane wale nahi Premanand nahi jahan pukaroge wahin Premanand Premanand pulkit gat vidya dhara dhar samm kanti Radha krishno manasya dada Radha Krishna mansan bandeh shri Harivansh yah prem swaroop hai khub naam jap karo Radhe Radhe maharaj ji maharaj ji bachchon ko bhagwat marg mein kis prakaar se aur age lekar aaya jae aur bahut se inphluens hain jo lekar aa sakte hain jinka bahut naam hai jo bhagwat gita se ramachritra manas se koi bhi sabse pahli baat aapko prarthna karte hain yadi bachchon ka brahmcharya theek nahi rahega to sab updesh mein pani phir jaega kisi kam mein updesh nahi aaenge agar unka charit theek nahi hai to sab vyarth ho jaega isliye hamara sabse pahla jo kadam hona chahiye va bachchon ko charit hinta se bachao jo aaj hamari samaj mein charit hinta phailti ja rahi hai 12 varsh ka bachchha aath aath baran karta hai jab hamare samne khade hokar ke bachchhe apni halat batte hain na to hriday kamp jaata hai ki kisan aadmi jab gehun ki fasal gale mein hoti hai jo kisan hote hain va hamari bhasha samjhenge

gale ka matlab hota hai ann ki Bali abhi nikli nahi hai aur us samay kaat liya jae to ek dana nahi milega aur thoda samay ka intazar kar liya jae to 50 man usi se gehun paida hoga to aise jab tak 22 varsh ki avastha na ho jae tab tak balak ko brahmcharya rahna chahiye phir pani grahan sanskar aadi grahasti mein to koi fark nahi padega aaj hamare bachchon ki smriti hinta ho rahi aaj hamare bachchon mein vyasan badh raha hai aaj bachchon mein vyabhichar badh raha hai isko ek hamare paas aae the hit dham mein ramayan kanthsth the bhagwat 18000 shlok kanthsth the gita kanthsth the par bhari vyabhichari bachchha tha usne khud hamen apni halat bataai ki raat raat bhar ham mobile se aise dekhte ho aise aise aise aacharan tab hamen laga ki gazab hai ramayan kanthsth hai gita kanthsth hai bachchhe hain kanthsth kara diya gaya lekin aacharan to hamen lagta hai ki agar bachchon ke mata-pita sahyog karen guru to sahyog karen ticher jo skulon mein hai mata-pita sahyog karen aur apne bachchon ke paas mitrvat baithe mitrvat baithe aur unke aacharan ke

sudhar ke unko satsang sunae shastr swadhyay karae bhagwan se prarthna karen ki hamare bachchon ke charit achhche ho to unko bal mile aur 30 minute naam jap karvaaye 30 minute keval naam jap karao phir aap dekhna 30 minute baith kar ke jo naam unko priy lage ya aapko jo priy lage ya jo gurujanon ne diya hai us naam ko ham japen aur thodi der baith kar ke gita bhagwat arth sahit ghar mein ham apne sunae to hamare bachchon ke sanskar badle itne bade-bade mobile hai smart mobile ghar mein tv hai mata-pita vilasi hai to bachchon ke sanskar bhrasht hote chale ja rahe hain to keval school se bachchhe nahi sudhrenge ghar mein bhi sudhar hona chahiye agar pita sharab pita hai to bachchhe ko kaise aacharan hinta se rok payega gandi gandi baten aap karoge drishya dekhoge to bachchon mein wahi sanskar wo chhota nahi hai usmen sanskar par rahe hain to mata-pita sudhre aur apne bon ko sudharne ka sahyog de to hamari samaj sudhre bachchon wali nahi to bahut bura girte chale ja rahe hain abhi koi avastha nahi aur

boyfriend girlfriend banae ghum rahe hain ki are yah jeevan tumhara hamare rajya ke kam ane wale tum ho tum hi mein koi emaelae banega koi mukhyamantri banega koi pradhanmantri banega koi doctor banega koi master banega aur tum aacharan hin hote ja rahe ho kya hoga hamari samaj mein kya hoga aacharan hin chahe koi ho hamare rashtr ki seva nahi kar sakta shoshan jarur kar sakta hai seva nahi kar sakta hai jo charitrvaan hai wahi balidan dene ke liye tayyar ho sakta hai wahi dusron ko sukh pahuncha sakta hai to hamari nai pidhi bahut giravat mein ja rahe hai chhote-chhote bachchhe vyasan karne lage chhote-chhote bachchhe vyabhichar karne lage hast maithun aadi ke doshi ho rahe hain hamen lagta hai mata-pita ticher aur bado ko milkar ke sambhalna chahiye is vishay mein koi bolta hi nahi unki jivni shakti nasht ho rahi wo hastmaithun kar rahe unki dasha kya hogi depression mein pahunch jaenge to hamare naye bachchon ko sikhao chhote-chhote bachchhe ek dusre ke sansarg se ek 12 varsh ka bachchha to hamne pucha kaise yah kaise

sikhe to ka hamare dost ne sikhaya to kram bye kram wo kusang basat aise to yah sudharan sudhre tab sudhre brahmcharya smritivan banata hai brahmcharya balvan banata hai brahmcharya jidhar chaho udhar aap le ja sakte ho brahmachari ko wo udhar hi vijay hoga ab brahmachari ki hinta ho rahi bhojan sudhre ye jo aajkal naye-naye bachchhe paiket wala bhojan pa rahe hain to inke shariron mein bal buddhi tej nahi aayega haan ab yah khak pahlvan baenge ye khak buddhiman baenge are satvic bhojan pao dand baithak maro thoda vyayam karo brahmcharya se raho phir dekho jeevan kaisa banta hai to hamen lagta hai inke charit ko sudhara jae tabhi banega to hamen lagta hai ki sudhar yahan se shuru ho pehle brahmcharya gurukul mein isiliye dur rakha jaata tha parivaar se isiliye dur rakha jaata tha ki sabse pahli seedh jo paramarth ki aur vihaar ki wah hai brahmcharya brahmcharya se grihasth brahmcharya se vanprasth sanyaas sab jagah brahmcharya se hi hota hai to hamen lagta hai brahmcharya ka updesh diya jae brahmcharya ki

raksha karai jae aur usmen pradhan hoga bhojan aur kusang ka tyag bhojan aisa satvic jisse brahmcharya tike aur kusang ka tyag jisse hamari gandi adte na ho chhote-chhote bachchhe mobile mein gandi gandi baten search karke dekhenge unki halat kya hogi to hamen lagta hai bada bada updesh dene se baat ab nahi banegi hamko ghusna padega unke jeevan shaili mein ghusna padega aur wo apne log kar nahi sakte wo mata-pita kar sakte hain baithal karke khuli baten se poohe ki aapke brahmcharya mein koi hani to

nahi aap koi hastmaithun to nahi karte aap koi gandi baat to nahi karte dekh darna mat hamse bata doge to ham tumhari dawai bhi karva denge aisi ayurvedic ausdhiya aati hai jo brahmcharya ksheen karke apni shakti has kar leta hai bachchha wo usse pusht prapt hoti hai to hamen lagta hai ki pehle yahan sudhar hona chahiye bilkul ma aap dekho serial kaise ban rahe hain samaj ke liye to serial ban rahe hain serial koi bhi serial aisa nahi milega jismen ashleelta aur abhadrata na dikhayee de aap dekhiye aur jahan se hamara kam banna hai ya to santo ke updesh ya to shastron ka swadhyay don shastr swadhyay hai nahi aur santo ko aisa dikhaya gaya matlab jaise veb series kahte hain ji ji to veb series mein aise dikhae gaye filmon mein aise dikhae gaye ki shraddha nahi rahi aur shastron ka swadhyay hai nahi to jeevan bachaega kaun dohi hai shastr aur shastron ke marmagya sant jan wahi samaj ko sudh mte hain aur aajkal naye bachchon ko yahi sab dekhne ko milta hai gandi baten ek serial mein pura dekh jao

jo veb series hai aur usmen dekho har wo baat milegi jisse jeevan charit nasht ho na ki charit bane pehle ke filmein bhi banai jati thi jinme adarsh upasthit kiya jaata tha aacharan pavitra pahnava unava sahi aur aaj dekh lo sab apvitra hota to ab naye-naye bachchhe jab ye dekhenge to unke man mein yahi karne ki bhavna aayegi agar ham shastr aur bhagwan ke premi mahatmaon ka sang nahi karenge to in sab se hamari aacharan vritti bigdegi banegi nahi accha santo par shraddha hona bada kathin hota hai aaj bhagwan ki badi kripa hai jo kuch santo par shraddha karke log ate hain baithe hain sunte hain nahi to ek abhi piche hi samay aisa aa gaya tha ki aisa laga tha ki choupat ho gaya sab ek aisa matlab jhoka aaya tha ki laga ki sant ka matlab dimaag mein baith gaya sabke ki phrad ye gira ye gi jaise vikat pa vikat na gire aise bade-bade jab bhagwan ki kripa hui to phir shraddha si jagrit hui hai to sant vachan aur shastr vachan yah do hi utha sakte hain anytha uthane ki samarth nahi hai chahe jis samaj ko lekar dekh lo agar

koi utsav hota hai party hoti hai to madira usmen hogi usmen ashleelta hogi ab bachchha us party mein jaega to kya seekh ke laaega wahi ashleelta dekh raha hai wahi sanskar ban rahe hain to hamen lagta hai bhagwan kripa karen aur satsang sunaya jae naam jap karwaya jae aur unko baith kar ke brahmcharya aadi sadhan batae jae toy age aadhunik padhai mein bhi unnati van honge aur adhyatmik padhai mein bhi ye unnati van honge ji haan kyonki ji kal mere saath aisa hua ki kal Radha Baba kue se main jal le

raha tha gita barsane to Radha bag Radha bag Radha bag se jal le raha tha kad se Baba to jal liya ghar ke liye aur leke uske niche jo seedh hai uspe maine baith ke wahin jal pi liya to ek Baba wahan baithe hue the wo bahut nishedh haan nishedh hai accha maine unko bola ki nishedh isliye ki wo shri ji ka kua hai aur wahan se shri ji ke liye jaata hai isliye nishedh hai pahli galti to wahan adesh lena chahiye dusri baat kua ke upar nahi Radha bag ke bahar pina chahiye wo shri ji ka nij bag hai us usmen koi vyavharikta nahi honi chahiye to us dant ko kripa mano dosh drishti mat karna theek hai na sabka sar hai andar ka chintan karna hamara maun tabhi sarthak jab nirantar bhajan karen hamara tyag tabhi sarthak hai jab bhagwan pyare lagne lage bhagwan ke liye sab kuch chhoda hai sansaar mein yash kirti aur pratishtha ye to sab akhiri mel hai jismen gir jaata hai sadhu akhiri men mein gir jaata hai ab man lo jaise koi tap kar rahe hain aur uska bahut log jankari ho rahi hai bahut log aa rahe hain bhet chadh rahe hain aur

badi sanstha chal rahi us tap ke prabhav se to utna hi hai bhagwan nahi milenge pehle bhagwan se milo samaj se nahi phir samaj to koi hani nahi aur pehle hi samaj to phir bhagwan nahi pehle bhagwan pehle bhagwat sakshatkar karo ekant rahkar koi jane na par ji sadhako ke liye ja ham sab sadhako ke liye phir to uchit maun marji zyada accha hai uchit ha ha bhagwan jaise Radha Radha bola to karodon maun se badhkar hai ham gandi baat na bole ham kisi ko ashubh na bole kisi ki galat cheshta hon ko ham badhava dene

wali baten na bole to aur Radha Radha bole to maun nahi hai vani ka maun nahi hai ham apne dharm ki kamai ki namak roti khae to bahut badhiya phalahar se bhi badhkar badhiya tapasya hai bahut kam paise mein jo jeevan chale aur tapasya kare to tapasya agradsar ho jati hai aur bahut matlab bahari ismen phir gadbad ho jaata hai tapasya karni chahiye par gupt karni chahiye koi jane na jab tak hamen bhagwat sakshatkar na ho jae alag-alag nishtha hain par bhajan pradan rakhna chahiye sab sadhan kar yah phal sundar prabhu pad pankaj priti nirantar bhagwan ke charnon ka nirantar chintan ho prem ho yahi sab sadhno ka phal hai akshat jindal ji Noida se dada vallabh shri Harivansh maharaj ji aapke charnon mein koti koti pranam Gurudev aapka jeevan aur sadhna ham sabhi ke liye ek prerna hai Gurudev aapne kashi mein shiv ji ki upasna se prarambh kar Vrindavan mein shri Radha vallabh shri Harivansh se Radha naam ka adbhut prakash pure bhartvrsh mein failaya hai yah na keval aapki gahri bhakti balki Radha rani ki asim kripa ka praman bhi hai aapka

ye bhakti bhav aur pravachan ham jaise log ke liye yah batata hai ki bhakti marg mein koi sima nahi hoti yah anant aur vyapak hai mera prashn yah hai ki jab aap shri Radha rani ki puja prarambh kar rahe the tab kya shivji aur Radha ji donon ki puja karte the kya us dauran kisi antarik sangharsh ka anubhav hua ya aapki bhakti sahaj rup se antarik sangharsh ka anubhav hua par puja nahi karte the antarik sangharsh ka anubhav hua ki jaha ham ekaagr hote to pehle devdhidev mahadev kyonki purvabhaas hota na y

koi khilwad thodi hai koi asat abhyaas thodi tha sab abhyaas tha to phir usko bhagwan shiv se hi prarthna ki ki aapne hi bheja hai aap hi is marg mein lagae hain to aap kripa karke jis marg mein lagaya use pusht pradan kijiye phir wo dhire dhire dhire dhire lekin samay laga matlab varsho laga aisa nahi laga ki aaj shri ji ke jude ekdam puja nahi ki par antarik mansik puja mansik abhishek mansik chintan hamara hota tha us par bahut samay laga badalne mein bahut samay laga aur unhin ki kripa se hua nahi

to asamabhav tha brahm gyan ke marg mein chalne wala aham grah upasak daso ham ki paddhti mein ana bahut kathin hota hai ye bhagwan ki Gurudev ki shiv ji ki asim kripa se hiya hua hai hamari samarth ismen nahi thi kyonki hamara koi prichay nahi tha idhar ka wahi prichay tha to ja par kripa na kare purari so na pav muni bhagti hamari aur ek gupat mat sabai kaho kar jor shankar bhajan bina nar bhagti na pave mor to bhagwan shiv ki hi kripa se prapt hua aur wahi kripa karke ismen dridh rati diye hamari samarth nahi thi unhin ki kripa se sab hua hai par sangharsh to chala puja nahi ki jis din se unhone hamko shri ji ke charnon mein arpit kiya us se arga dan prakt bhi nahi kiya mansik jo chalta raha us par sangharsh chal aur phir kuch din baad theek ho gaya samjh pa rahe par shraddha aur vishwas aur bhavna barabar ki hai aaj bhi aisa nahi ki itna bhi kam ho bhagwan shiv ke prati itna bhi jitna shri ji ke prati utne shiv ji ke prati hai itna bhi antar nahi kyonki sahi aapko to batae shiv ji hi shri ji hai aap

devi bhagwat mein praman dekh lijiye bhagwan shankar hi jo raang gangadhar hai wahi gori Priya jo hai aur jo Bhagwati Uma hai wahi Krishna rup mein hai ham ek bar aise charcha ki thi to ek sant aae the to phir praman lekar nahi aae the ji pehle batch mein wo charcha ki aapne agle pach minute baad praman lekar ke aapne jo kaha tha char panch shlok mein devi bhagwat ke to us samay hamne wo to nahi praman karke bola tha hamne to apne bhav mein bola tha ki hamare gangadhar karpur gauram karunavtaram wahi gori kishori ke rup mein virajman tab jakar chitt ki purn ekagrata aise hui yah sangharsh to hota hi hai kyonki sat chintan hota hai usko badalne mein bahut samay lagta hai ma ji yadyapi aapko to anubhav hote rahte honge maji abhi yad aati hai purv ki jaise jaise ab vishvanath ji ka prasad aaya ya onkareshwar ka aaya mahakaleshwar ka aaya paral vaidyanath ji ka ate hi rahte jo wo aayega tab phir ekdam matlab hriday sithil ho jaata hai ki aapki apaar kripa apaar kripa ji kabhi aap kahte maiya bappa ki tarah matlab ab aise nahi

swabhavic nahi aayega koi aa gaya kashi se aise prasad lekar bil patr le phir ekdam purana jaise na purana abhyaas to va ekdam jagrit ho jaega man shithil ho jaega bhagwan shankar ke prati bhav mein mohit Sharma ji hisar se Radhe Radhe maharaj ji maharaj ji aapke charnon mein koti koti pranam maharaj ji mere man mein aata hai khub dan punya karun par meri arthik sthiti theek nahi hai maharaj ji aise jan hai jinki arthik sthiti theek dan punya rupya se hi thodi hota hai bachchha dan punya jo hota hai na wo bhav se hota hai ab jaise kabhi kisi pashu pakshi ya manushya ko tumhari sharir seva ki zaroorat ho aap seva kar do bahut bada punya ho jaega kabhi koi bhukha hai to roti daal pawa dijiye aapke paas jaise koi thandi se kamp raha hai ab aapke paas ye jaket hai aap utar ke pahna diye zaruri nahi ki hamare paas rupya ho to ham dan karen nahi hamare paas char roti agar hamare paas bhav hai to main aaj bhukha rah jaaunga aur wah char kisi ko pawa dunga ye seva ban gayi ye punya ban gaya sukrit ban gaya dhan ki

akanksha nahi karni chahiye dharm ke liye dharm bahut sukshm vishay bachchha apne ko jitna mila hua usi se mahan dharm ho jaega bhagwan prasann ho jaenge ek mahabharat mein prasang aata hai ki ek nevla adhe swarn ka sharir tha aur bhagwan shri Krishna aur yudhishthir ji ke paas se se nikla aur kaha mudgal rishi ki satuva yagya ke samne aapki rajas yagya bekar hai bhagwan ne kaha nevle tum aisi ninda kaise kar sakte ho rajas yagya ki bole prabhu ek mudgal naam ke rishi hai jinko aap jante hain aur wo shilo cha

vritti se jite shil unch shil kahte hain jo kisan log khet kaat lete hain uske baad jo Bali ya dana parta hai usko beenna seela binna kahte hain seel kahte hain aur unch kahte hain jo bazar mein ann jahan bikta hai wahan va apne sab le gaye jo dane pare hue hain unko chun lena use loch vritti kahte hain aur usse kilo do kilo 4 kilo hota hoga to use pichhwa lete the satua bankar aur roz thoda chutki bhar pal te 12 mahine ai se rahte the to bole ek din wah satuva piswa ke 12 mahine ke liye rakha utne menhi aa gaye atithi rup mein bhagwan to wah itne bhukhe the ki unke paas jo do char kilo satua tha sab kha gaye ab sal bhar unko bhukha rahna padega mudgal rishi ko to jal pilaya va bole bhagwan ki badi kripa aaj hamara pet bhar gaya to wahan jo satua ke kan pare the to nevle ne kaha mujhe bhookh lagi thi to main us kan ko paya jahi nikla to main aadha sone ka ho gaya to main soch raha tha yu dishta ji ki bahut punya yagya ho rahi hai to jaaunga pura swarn ka ban jaaunga lekin sab jagah louta kahin iska matlab

mudgal rishi ki satuva yagya se badhkar tumhari rajas yagya nahi hai samjh rahe ho yudhishthir ki rajas yagya aur mudgal rishi ki satuva yagya to satuva yagya ki jai hui rajsi yagya utni barabri nahi kar saki garib agar ek roti bhi de deta hai na kisi ko uska bahut bada bhandara mana jaega aur beimani se kama ke lakho ko bhandara kare to use bhandara nahi mana jaega to dhan ke liye cha mat karo dharm ke liye dhan ki chah nahi hai satya aur nishtha ki chah hai dharm ke liye satya aur nishtha ki cha hamare paas bhagwan ne jo diya hai usi se ham dharm karenge hamen dhan ki cha nahi karni chahiye nahi dhan ki cha phir hamen punya ki jagah paap mile jaegi jitna dhan ki chah badhti jaegi utna hi paap badhta chala jaega kyonki phir ham nirnay nahi kar payenge dhanam ho jaenge ham nirnay nahi kar payenge ki dhan sahi hai ki galat hai 100 rup dharm se kamao rup phir dusron ki seva mein laga do yah tumhara dharm ban jaega aur beimani ghus aur papa aacharan ka paisa jahan jaega wahan buddhi bhrasht kar dega aur paap hi karaega

punya to ho hi nahi sa paap ke paise se punya nahi ho sakta dharm dwara kamae hue 00 rup se 10 nikal do gau se seva sant seva bhikshu kon ki seva bimar ki seva wah baat man gaye lekin aisa nahi papa aacharan karo isliye bahut dhan ki akanksha na karen dharm ki akanksha karen to dharm se jo dhan aayega wo mangalmay hoga samjh rahe bachchha marji adharm aacharan se dhan kama liya aapki vani sunkar aaj se prerna hui ki nahi kamaenge to aapne bola jahan wah dhan jaega wahan durgati karega to phir aisi sthiti mein wo dhan ka kya karen ya kisi gaushala haan gaushala mein de de gauo ki us seva mein de de ya beemaron ki seva mein de de sadhu mahatmaon ko kadpi na de kyonki unka jeevan nasht ho jaega unki buddhi bhrasht ho jaegi accha gay bhagwat swaroop hai aur jaise bimar log hai aushadhi le rahe hain to sansari jan hai unka koi ekagrata se to lenden hai nahi aur sant ka ekagrata se lenden hai agar bhojan galat ho jaega to buddhi bhrasht ho jaegi bhajan nahi hoga wahi suai dega sansaar ke bhog vasna

prapanch yahan to aapne ek bar bola tha ki kuch aisi jagah bhi de sakte jahan aapko yash ki prapti na ho matlab aap jaise man lo bahut se brajvasi aur santo ki seva hoti rahti hai aap jao chupchap de do ja karke kam ho jae aur yah galti mano ki age ham paap nahi karenge lekin santo ko direct nahi dena chahiye paap ka kamaya hua dhan santo ko nahi dena chahiye nahi to nischit unki buddhi bhrasht ho ga tumhen dabal paap lagega kyon aur kya wah bhajan kar rahe hain unke bhajan mein vighna dal diya to tumhen paap nahi lagega to isliye paap ke dhan se to kabhi punya ho hi nahi sakta u prachit hai jaise aap de aae gaushala bimar wo prachit hai tumhare paap ka punya nahi banega punya to banega dharm se kamae hue dhan ke dwara aisa ho to phir kya hai aisa nahi hai avashya mein bhog tavy kritam karm shubh shubham shubh aur ashubh karm donon bhogne padenge isliye bahut sambhal ke chalna chahiye shastr mein dharm ka kamaya hua rupya usmen rup kisi ko kar sakte ho aisa likh Radha Radha Radha Radha Radha Radha

Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha shri Radha Radha

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi