॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

naye sal par log kasam khate hain par us par chal kyon nahi pate ?

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

somnath datta ji paschim Bengal se Radhe Radhe maharaj ji maharaj ji aajkal bahut sare aise prashn aa rahe hain ki 1 january 2025 se naya sal lag raha hai ham apni galat aadar ko chodna chahte hain ma ji ismen hamara ek hamara ismen ek wo tha maharaj ji kya hota hai ki niyam to liya bat kuch din baad phir tut jaata hai maharaj ji aisa kyon aur isko kaise dridh karen dekho bina bhajan ke aap mein power nahi aayega aur bina power ke koi sankalp rukta nahi hai jaise ham kasam khai sankalp liya to uske liye hamen power to chahiye adhyatma bal wo milega naam jap se jitna naam jap karoge shri Harivansh naam bal laho apne man bhai sab kaho raho sharan Harivansh ki jab ham acharya aur guru ki sharan mein hokar unka naam jap karte to hamare andar bal badhta hai aapse nahi karunga to nahi karunga ab bal nahi hamne kasam khaya man lacha raha to do din char din 10 din ladenge iske baad phir gir jaenge to hamen lagta hai agla pair yadi ham theek se jama le to pichhla apne aap uth jaega uske liye prayas nahi karna padega to hamen kasam

khane ki zaroorat nahi hai hamen niyam mein ane ki zaroorat hai ham itne mala guru mantr japenege naam jap karenge to hamare andar bal aayega usi bal se bina bhajan ke bachchha kam nahi banne wala pakka man lo khub anubhav ki baat kah raha hoon jab bhajan hoga tabhi wo chhutega nahi to nahi chhutega maharaj ji mujh mein bahut sari kamiya thi ek sal pehle maine aapka satsang suna aur ek sal pehle main Vrindavan aake aapka darshan kiya to aapko dekhne se aur sunne se life mein bahut sari badlav ai to bas aaj isiliye maharaj ji aa sakshatkar aapka darshan karne se life mein kitna badlav aayega bhagwan ki kripa hoti bachchha to panch bhautik sharir hai bhagwan ki sharan mein hai bas baat unki hai aap kripa karte hain aur jan ki bardai karate hain unka khel haan bachchha jab haan aisa bhav aisa bhav agar kiya jae to jab ham pashan mein bhagwan dekh lete hain kaasht mein bhagwan dekh lete hain to ham manushya rup mein bhagwan ko kyon nahi dekh sakte aur phir bhagwan swayam adesh karte hain sato sam mahim jag dekha mote adhik sant kar lekha mote

adhik sant kar more man prabhus vishwasa Ram te adhik Ram kar dasa mahapurushon ne kaha ham apne bhav laga le ek sant ek ganv mein gaye to bhakt ki daksha ki kaun bhakt hai is ganv mein to sab log aae maharaj bhiksha palo to unhone ka jo sau yagya karta hai uske aam sau yagya bahut badi baat hoti hai va to sa yagya karne wala dev Rajendra ki padvi ko prapt hota hai ganv mein kaha ki jo yagya karega sau yagya karega ya karne wa kar chuka hai usi to koi pran nahi le sakta sau yagya ki bahut dam chahiye rupya chahiye yagya ke liye ab ganv se pehle y tha ki koi bhukha na jae atithi bhukha na jae bhukha na jae badi mariyada thi pehle bahut mariyada thi chahe jitna papi ho agar atithi bankar aa gaya darwaze par to uska sammaan kiya jaata atithi devo bhav pehle atithi devo bhav kahin kahin makan mein bhi likha hota tha atithi devo bh to wah sant bole ki agar koi yagya kiye ho to ek nau badhu thi va satsang jaya karti thi usne kaha ham maharaj ko bhojan pavae bhojan lekar gaye to maharaj ne dekha bole bachchha tumhari nai

avastha hai abhi sa yagya kaise kar liye bole 100 to bahut kam hote hain agar sant darash ko liye taj maya abhiman jav jav pag age badhe kotin yagya sa u pa liye kyonki satsangi thi agar ham sant darshan ke liye abhiman chhodkar jaate hain ki aaj hamen bhagwan ke bhakt ke darshan honge to ek ek kadam par karod karod yagya ka phal kaha gaya hai sant darsh ko chali taj maya abhiman jo jo pag age badhe kotin yagya saman bhagwan kripalu hai wahi sab par kripa kar rahe hain nimit apne bhakt ko bana dete hain jisse uska yash hota hai bhagwan chhupe chhupe sab wahi kar rahe unhin ka pratap hai

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi