॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

maharaj ji ka sabke liye hriday se sandesh

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

maharaj ji aaj naya sal hai karodon log aapko sunte hain yuva hain usmen pariviarik jan hai maharaj ji aapke dwara unko koi sandesh hamara sabse yahi hriday ka sandesh hai tab lag kushal na jeev kah sapnehu man vishram jab lag bhajan na Ram ko shok dham taj kam tum chahe jitna rupya kama lo chahe jitne bade pad mein chale jao chahe jitni jamin kharid lo chahe jitna yash kirti kar lo maroge to kuch nahi saath jaega tumhare aacharan achhche ya bure wahi tumhare saath jaenge to hamen sabse prarthna karni sharab na piyo manas mat khao sharab pine se buddhi bhrasht hoti hai aur apne sharir ke ang kharab hote hain vyarth mein paisa jaata hai aur hamara parivaar bhi hamse asantusht ho jaega kyonki hamare aacharan aise ho jaenge agar 20 ke niche ho to brahmcharya raho aur 20 ke upar tha mein chale gaye ho to apni patni se keval anurag rakho aur jo karya kar rahe ho imandari se wah karya karo chahe vyapar ho chahe nokri ho chahe kisani ho chahe kisi pad ke adhikari ho aur naam jap karo naam jap karte hue jo apne kartavya

karm ka palan karta hai wah bhagwan ki puja hi hoti hai aur usse bhagwan ki prapti hoti hai agar manushya jeevan ko shanti mein anandmay mangalmay sukhmay banana hai to adhyatma ko sweekar karna hoga kisi ka to bhay mano bhagwan ka sant ka kisi ka bhay manoge to tum paap nahi karoge adrma aacharan nahi karoge aaj sab manmani aacharan mein utar rahe hain hamari prarthna hai agar hamare prati tanik bhi shraddha hai to sharab pina band kar do mans khana band kar do dusre ki mata bahno ki taraf gandi drishti dekhna band kar do naam jap karo vidyarthi ho to padhai hi tumhari puja hai adhyapak ho to pdhana hi tumhari puja hai kisan ho to kheti karna tumhari puja hai vyapar ho to vyapar karna puja hai adhikari ho sainya bal mein ho to hamare desh ki suraksha karna hi tumhari puja hai sab svasth raho sabko anand mile aisa jeevan chalao yah gandi baten chhod do yahi hamari prarthna hai naye sal mein agar niyam lena hai to yahi lo ki aaj ke baad main kabhi sharab nahi piunga mans nahi khaonga aur na kisi

mata bahan ki taraf gandi baat karunga gandi drishti dekhuga apne kartavya ka palan karunga aur isi janm mein bhagwan ko rijha lunga naam jap karte hue bhagwat prapt karuga hamara to yahi sandesh hai bahut paap hue tos bhagwat prapti ho sakti hai bilkul ho sakti hai sarv dharmangar mam ekam sharanam aham tom sarv paap moksh mas meri sharan mein aa jao main tumhen samasth papon se mukt kar dunga naam sankirtana yasy sarv paap pranam samasth papon ka nash ho jaega Radha Radha Radha Radha rato bhagwan ki sharan mein ho jao abalo nasani ab nan sayo aaj tak paap kiya ab nahi karunga param mangal ho jaega

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi