॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

kya mere andar ki chhipi hui ichhao ko bhagwan puri karenge ?

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

ekansh Varma ji Lucknow se Radhe Radhe maharaj ji maharaj ji aapki kripa se naam jap kar raha hoon aapke batae hue marg par bhi chal raha hoon aur bahut anand sa aa raha hai aapne ek ekantik mein bataya tha ki jab ham naam jap karte hain to bhagwan hamare pehle jo chah hota use pura karte hain jaise ki vibhishan ji ke saath hua to kya hamare saath bhi aisa hoga ha sabke saath aisa hota hai jo chupi hui vasna hoti hai jab tak wo nasht nahi hogi tab tak param pad nahi milega to ya to gyan ke dwara nasht kar da ya bhogwa ke nasht kar de ek kolha ji aur alla ji naam ke do bhai the jo bade the wo bade dharmatma the aur jo chhote the wah raja ke rajkumar ka bahut dhyan se sunoge to iska uttar mil jaega raja ke rajkumar se unki dosti thi to mans khana shikar khelnaa vyabhichar karna ye sab jo ek rajogun jan karte hain raja karte va sab karte the lekin unke bade bhai bade bhagwat bhakt the aur wah apne bade bhai ko bhagwan ki tarah mante bhi the unki agyaa ullanghhan nahi karte the to ek din bade bhai ne kaha yar

tum apna jeevan barbad karte ho chalo na dwarikadish ke darshan karte hain jo aa bhagwan mante the gaye aur piche mandir mein aise khade ho gaye age bade bhai bade bhai ne kaha ki kuch sunao na thakur ji ko to unko sansarik gane ate the n ek do chhnd thakur ji ke ate the tov bade lay se bhagwan ki braj leela ke pad gaye gaye to dwarikadish ne kaha vah vah vah vah unke bade bhai ko laga ki jeevan ho gaya sunate hue kabhi nahi bole wa vah mans khata hai gande aacharan karta hai ek pad suna diya vah vah bol le thakur ji yah to sah gaye vah vah sunna unhin ko sunai diya thakur ji ne vava ka thodi der mein dwarikadish ka pujari aaya aur kaha chhote bhai ka naam jo wo kaun se hai unka piche unka nahi bhagat hai hamare bade bhai bole nahi thakur ji aapke liye prasad diya unke gale mein mala dala ho unke hriday mein badi jalan hui ki matlab wah pad jara saga diya to vah vah kah diya uske liye prasad bheja thakur ji ka wo kah raha hai ki ham itne hamare bhaiya bhagat hai inko dijiye irshya bahut sukshm

vastu hoti hai unko bahut irshya lagi thakur ji se kaha tumhare liye puri zindagi di aur tumne hamen pyar nahi diya aur yah paap karta hai phir bhi isko itna pyar diya dhyan se sunna wo gaye samudra mein kud gaye ki main pran karunga jab samudra mein kude to bhagwan ke parsad unko divya Dwarika puri le gaye to jo hriday ki jalan thi dwarikadish ke darshan karke shant hui divya bhagwan ka rup bhagwan ne kaha aao lao prasad lao unke saath to unko bada sukh mila ki wahan to thakur ji ki murti

se pa yahan to sakshat bhagwan de rahe bole do patthar lagao bole dusra kiske liye bole tumhare bhai ke liye phir jal padegi yahan bhi bhai yahan bhi matlab uska aadar to unhone bhagwan se kaha ki yahan bhi uska itna aadar to bole tum abhi isi janm ke bhagat ho wo purv janm se kai janm se bhajan kar raha hai wah mahan tapasvi aur bhajana Nandi virakta sant tha ek din va ek upvan mein batika mein para hua tha to wahan dekha hai ki rajkumar bahut si striyon ke saath hansi khel majak raja ka rajkumar to usko laga ki yar sukh to isi mein hai aisa laga to keval ek vasna sukh isi mein hai agla janm hua aur rajkumar ka sang mila aur sab wo bhog mile to unhone kaha mera bhakt hai isliye maine keval ek chhut di hai ki uski vasna ka nash ho jae tum abhi aaj ke bhagat ho wo bahut janmon ka bhagat hai tab unka sanshay dur hua aur apne bhai ke prati bhav aaya to samjh rahe na kitna bhi bhajan ho use rokkar pehle vasna ki purti bhagwan ka swabhav hai ur kachu pratham vasna rahi agar hriday mein koi vasna hai to jo

ichchha kariyo man mahi prabhu prasad kach durlabh na bhagwat prapti hone ke pehle aapke hriday ko ekdam kleen kiya jaega ab wah gyan ke dwara vasna hatai jati hai ya bhog ke dwara yah bhagwan dekhenge doctor hai operation karna padega ki injeshan se daba dena padega poda ko ye to wo doctor janta hai ki aapki vasna ko purti karenge ya nasht kar denge donon baten ho sakti hai na ki vasna ko jad se gyan ke dwara nasht kar dena ki ab mujhe nahi chahiye lekin bhagwan ke sakshatkar ke pehle ye leela hogi jo andar vasna uski purti hogi ji maraj ji inka ek aur prashn tha ki marne se sab jag dara mero man anand kab mari ho kab bheti ho puran parmanand maharaj ji ye sthiti kaise prapt hoti hai jab bhagwan ka sakshatkar ho jaata hai mrityu ka bhay tabhi jaata hai jab bhagwan ka sakshat nahi to tab tak sharir se pyar rahta hai do haga lena baat hai nahi dar tab jaega jab bhagwan ka darshan dekho Prahlad ji ko bhagwan ka darshan sab mein hota hai to hiran Kashyap ne itna hathiyon se kuch

raya pahar ke niche dabaya jal mein dub vaya jahr pilwa re nahi Pralhad ji ko dar nahi laga narsingh bhagwan ka itna vikral rup ki sab devi devta dar rahe the lekin Prahlad ji ko dar nahi laga kyonki bhagwan mein nirantar dube hue hain to ab marne ka dar nahi abhi apne sharir mein dube hue hain to marne ka dar kya jara chot ke liye bhi hamen bhay lagta hai nahi lagta to ham bhajan karke bhagwat prapti karne to ham sab bhyo se mukt ho jaenge bhagwan ka bhakt nirbhay ho jaata hai kyonki bhagwan ki prapti ho gayi na ab jaise isse mahnga badhiya kapda aapko mil jae aur yah koi utare to aapko koi pareshani nahi padegi lekin badhiya kapda mila ye utara ja raha hai to phir nirvastro hone ka bhay lag jaega ki nahi to aise hi hamara yah sharir to chhutne ka aur age koi accha sharir milne ka praman nahi hai age ham kahan jaenge kuch pata nahi to bhay to marne ka lag hi jaega ki patni chhut rahi putr chhut raha hai makan chhut raha hai sampatti chhut rahi hai yah sharir bhi chhut raha hai aur agar prabhu mil

gaye tob hai ki ham bhagwan ke paas ja rahe hain marne se sab jag dara mero man anand kab kyonki kab mari ho kab bheti ho pur parmanand apne prabhu ke paas ja apni Priya jo apne thakur ji ke saath khelnge wahi ab anant kal tak rahenge na budhapa hai na mrityu hai na bhay hai na shokh hai na dukh hai isliye to bhajan kiya jaata hai ki apne prabhu ke paas chale jaenge jab yah sthiti hogi tab bhay nahi lage abhi to bhay lagega ji

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi