॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

ekantik vartalaap evam darshan #852 · 18 march 2025

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

ariph ji panchkula se maharaj ji y janna chahte hain ki aap itne bade sant kaise bane bade ka hai sab sadhe hath ke to ham bhi sadhe teen hath ke apne hath se ham bhi sadhe teen hath ke bade chhota thoda bada bade kisse hote hain bade ke ho jane se hote hain bade kisse hue bade ke ho jane sabse bade kaun hai kishan ji kishan ji unke ham chela hai isliye bade ho gaye kishan ji hamare guru hai isiliye ho gaye bade ke ho jao to bade ho jao loha footpath mein para pairo ke niche thokre kha raha tha paras mani ne chu diya to sona bankar devtaon ke mukut mein lag gaya jake to yah lohe ki mahima thodi hai ye to paras mani ki mahima hai jo us lohe ko chu diya aise hi ham ek sansari jeev anant janmon se bhtak rahe the bhagwan ne kripa ki apni sharan mein le liya bas itne bade bhagwan unhone hamen apna liya bas isi baat ki badhai aur kis baat ki badhai bhagwan ne hamen sweekar kar liya bhagwan ke ham das hain wo hamare Swami hain kyonki wo itne bade to bade ka sevak bhi bada hi hota hai ab Swami jis

karya mein chalega usi mein to sevak bhi chalega na uska to hamare Swami ka sampurn jagat mein yash hai to sevak ka bhi unhin ke saath hai Swami se judne ke karan hai yah isiliye to namaskaar hai ki ham bhagwan ke das hai ham bhagwan ke jan hai kishan ji ke hain isliye itne bade ho gaye theek hai aap bhi kishan ji ko apna man lijiye to aap bhi bade ho jaenge ji ji chandigarh se ra shri Harivansh maharaj ji ma ji aapke charnon mein koti koti pranam maharaj ji main aisa kya karun ki naam jap mein din pratdin dhyan aur gahra hota jae kabhi man bahut lagta hai aur kabhi zabardasti lagana parta hai a soch vichar ke gayi bhaktan pad ta bhakton ke charnon ka aashray bhajan na hoi sang bin bhajan bina nahi prem chan bhajan na chhar ae dharie ya dhruv nem bina bhajana Nandi santo ki kripa ke bhajan mein gadh rati nahi hoti aur bina bhajan mein gadh rati hue prem nahi hota aur bina prem ke bhagwan nahi milte prem se prakt hoi main jana mul baat hai bhakton ka sumiran bhakton ki charan vandna bhakton ka aashray hari ko nij yas te

adhik bhaktan yas par pra to aap bhakt namavli ka path kiya karen jo bhakton ki namavli hai jaise dhruv das ji ki bhakt namavli bhagwat rishik ji ke dwara bhakt namavli aur bhi jo bhakton ki namavli ho to namavli ko path karen bhaktan ki namavli jo kari hai chit laay taki bhakti badhe ghni aru hari hoi sahai taki bhakti badhe ghni aru hari hoy saay gadh bhav bhagwan mein ane lagega yadi bhakton ke charit sun ho ga bhakton ki charan raj mathe par dharan karoge aur roz bhakt namavli ka path karoge namavli hai

aapke paas bhakt namavli 42 leela mein dhruv das ji ne likha hai aap le lijiega haan bahut hamen lagta hai 40 minute mein ho jaegi 30 40 phir aap dekhiyega roz aapka kaise bhajan badhta hai aur bhojan satvic hona chahiye bhajan karne wale ka aur bhojan prabhu ko arpit hona chahiye prasadi bhojan pave aman bhojan na paye aman samjhte hain na jo bhog nahi lagaya gaya use aman kahte hain aur jo bhog laga kar ke paya jaata hai use prasadi kahte hain bhog prasadi hi pave aman na pave aur pavitra aacharan karen aur santo ka aashray rakhen to aap dekho naam jap mein priti ho jaegi pehle naam jap anarth ka nash karega jitne paap hai paap pravriti hai naam jap unka nash karega tab anand ki anubhuti hogi aur jab naam jap mein anand ane lagta hai to man hamara apne aap lagne lagega anand nahi aata to man vishyon ki taraf jaata hai aur naam jap chal raha hai to uska matlab hai abhi man malin hai aur jahan anand aaya to khub apne aap khud man wapas laute aayega sansaar se aake bhagwan ke naam mein khub anand hai khub anand samudra hai bhagwan jaise machhli chhote

gadhe mein chinta ho jati hai pani sukh jaega mar jaegi aur samudra mein pahunch gayi to kilol karti hai aise sansaar ka har sukh chhutne wala hai aap chahe jisse pyar karo ek din wah marega ek din yah sharir marega har vishay yahan mar raha hai iska naam mrityu lok hai har vyakti pratikshan mar raha hai har vishay y nasht ho raha nash ki or sab ja rahe hain hamko kya karna hai manushya sharir prapt karke mrityum amritam game hamari disha mrityu lok mein se amrit ki tar aur yahan sab mrit ki taraf ja rahe to hamko kisi se yahan lagav nahi rakhna bhakton se prem karen naam se prem karen bhagwan ki leela gun shravan karen badhiya mangal ho jaega gadh naam jap mein ruchi ho jaegi yad bhakt namavli ka archan bandan karo prabhu ji jo aap kah rahe hain bhog lagana hai jab ham bhog banate hain to kai kahte hain bilkul bhi dekhiye mat namak theek hai chini theek hai bilkul waise hi laga de nahi ham check karte hain kar pehle ek katori mein jara sa nikal ke ham dekhte hain kyonki hamari shri ji ko kaisa lage pehle ham pa lete hain ki

bahut badhiya hai phir achman karte hath dhote phir bhog lagate hain ham pehle kuch shri ji ko nahi pate pehle ham pate hain usko check karte hain wah hamare ab jaise koi phal hai khatta hai kaisa hai daal mein namak zyada hai kam hai har chij ko ham check ki aur phir apne pyare hain na apne pyare ko tab pavae jab ham paas kar liye hamko accha laga to apne pyare ko bhog laga ke kava dete hain waise sansaar mein praya yahi riti hai ki jaisa jo kuch hai pehle bhagwan ko laga do lekin apne braj mein ye reet nahi hai braj mein hai pehle ham chak ke dekhenge agar wo theek hai to ham apne prabhu ko pavae sar mein ek manyata hai ki jhutha ho jaega pehle nahi jhutha nahi hota jhutha tab mana jaata hai jab apne liye pa rahe hain ham check karne ke liye pa rahe prabhu ke liye ki usmen kaisa padaarth bana ha badhiya hai ab achman ke hath dhoya prabhu ko pane ja rahe hain yah hamari braj ki riti hai hamare jitne braj ke premi jan hue hain pehle swayam usko nirnay kar liya ha sahi hai tab prabhu ko bhog lagate hain aur wo bhi zyada

nahi hai thode se haan wo keval uski samgri abhay hor hai ha adhi thali pura pos ke pa liya wo to bata katori mein jara se nikal ke check kar Keshav ji shri hari maharaj ji aapke charnon mein koti koti pranam pujya maharaj ji kuch aise niyam ya sanskar jinka jeevan paryant palan karna chahiye pahla jab tak byah na ho tab tak brahmcharya aur jab byah ho jae to apni patni se hi keval anurag jeevan mein koi nasha na kare jeevan mein beimani ghuskhori na ho jeevan mein mata-pita kabhi apman na karen jeevan mein kabhi dusron ko dukh na de naam jap karen bhagwat prapti ho jaegi ab itne niyam palan kar le to siddh mahapurush ho jaoge nahi haan sourabh ji Kanpur se shri Harivansh shri Harivansh maharaj ji Gurudev bhagwan jaise ki aapke Shrimukh se suna hai ki sadhak ko ek nishth hona chahiye abhi tak aapki kripa anusaar sab sahi chal raha tha lekin pichli bar jab Barsana ji jane ka saubhagya mila tab ladli ji ki kuch aisi leela hui ki man apne aap hi Barsana ki taraf akarshit ho gaya aur chintan mein bhi wahi leela

bar-bar chalti hain mar ji aise kripa margdarshan karen kya aapko pareshani kya hai vandavan ek ba Vrindavan Barsana ek Vrindavan ki Radha rani aur barsane ki Radha rani do thodi hai ye pura unka mahal hai braj chaura kosh Priya ju ka ghar hai jahan bhi rati ho jae giriraj ji ki talahti mein rati ho jae barsane mein rati ho jae raval mein rati ho jae sab shri ji ke hi hai shri ji ekahi kishori jo hai na unhin ko Vrindavan rani kaha gaya unhin ko barsane wali kaha gaya koi alag thodi hai khub barsane mein

rati karo nagri das ji to barsane mein hi rahe hamare siddh mahapurush the barsane mein hi rahe shri ji koi 10 20 thodi shri ji to wahi hai na wahi barsane mein wahi raval mein hai wahi Vrindavan mein wahi sampurn braj mein wahi shri ji hai naval kishor sagla ji Radhe Radhe maharaj ji ke charnon mein koti koti pranam mar ji aaj ke time mein bhakti mein kaise raha jae main doctor hoon hamare saath jo padhte hain sare sharab pite hain main aapki kripa se teen sal se nahi ho raha aur maharaj ji par pehle sab kiya hai jo pehle galtiya kiya hai maharaj ji wo paap nasht ho jae aise kya kar naam jap naam jap naam san kirtanam yasy sarv paap pranas agar ham bhagwan ka nirantar naam jap karne ka abhyaas kar le to sare ka nash ho jaega dekho hamko yah matlab nahi ki hamare bagal wala kya kar raha hai hamko yah matlab ki bagal wale ke aisa karne par bhi ham kya kar rahe hain hamko dekhna hai uttam sadhak va hai jo apne ko dekhta hai aur patit wah hai jo dusron ko dekhta hai wah galat kar raha wah galat kar raha hai to wah galat karne mein samay

nasht kar raha hai aur tum galat dekhne mein samay nasht kar rahe ho samay to donon ka nasht ho raha hai to donon ek hi line mein to khade ho uttam sadhak va hai jo apne ko dekhta hai tere bhave jo kare bhlo baro sansaar narayan tu baith ke apan bhavan bahar hamko apni gandi baten chhodni hai achchhi baten sweekar karni hai jaise aapne kaha teen varsh pehle main sab karta tha unko chhod diya uttam baat hai aur alon sani anan sa ho aaj tak kiya age nahi karunga aur naam jab karoge to piche ka sab nasht ho jaega sarv pranas bhagwan ka jo naam hai va samasth papon ka nash kar deta hai bhagwan ke naam mein apaar samarth hai jit sang dosha sthiti bhagwan ke bhajan se hi aati hai ki jaise aapke samne kam bhav se koi akarshit kar raha hai lekin aapko galat hai main nahi karunga aapko jaise koi khanpan mein akarshit kar raha hai mitrav ya dost nahi galat hai to galat hai main nahi piunga aap dosti rakho ya chhod do apni jit sang dosha apni nishtha mein sang dosh ka tyag karke jo rahta hai wahi sadhak hai aur jaisa sang mila waise bah

gaya wo to sansari aadmi hai ham galat logon ke beech mein bhi rahkar galat na ho tabhi to hamari adhyatmik unnati hogi tabhi to hamari kuch vilakshanta hogi nahi to jaisa sang vaisa rang ye to sansari purush ka lakshan hai ha khub sudridh bano aur aise bano ki log tumhara anuran karen tum logon ka anuran na karo hamare lakshan unke upar padne chahiye naam jap karke pavitra aacharan mridu vihaar to wah chhod de na ki ham karne lage nahi na adhyatmik sadhak wahi hai jo dusron ke gande aacharan ka anuran na karke apne achhche aacharan ka dusron se anuran karane ki kshamta prapt kar le use sadhak kahte hain use adhyatmik kahte hain Rajendra kumar Agarwal ji jai shri hariva sadhwi Priya sharan ji mata ji inka maraj ji prashn hai ek jaisa ma ji kah rahe hain ki mata ji kah rahe hain ki inhone na varsh ki ayu mein kahin koi sant bhagwan ghar mein padhare the wahan se diksha liya par jab yuvavastha ai to ek jahan se inko vesh mila wahan se inhone gopal mahamantr ka mantr mila maharaj ji maharaj ji abhi kah

rahe hain ki abhi yah mantr abhi inko thoda sacheta hua hai ki pehle wala jape abhi wala jape dekho ayu to puri nikal gayi abhi raste ka hi tay nahi kiya chaurahe par khadi to ay to puri nikal gayi raj gopal mahamantr jap karte nirantar par sanshay hai na to siddhavat hogi jab hamko mantr mein sanshay ki yah jape ki wo jape aur pata nahi labh dega ki nahi dega tab to hamari sari sadhna choupat ho gaye guru ke vachan pratit na jahi jab virakta ho gaye to piche ka koi duniya hai hi nahi purv ke mantr ke liye hi tha ki karna chahiye ab karo jo abhi mila hai purv ka sab chhod do aur puri siddhi isi mein virajman hai gopal mantr ko badi shraddha se aur pavitra se japo samay nahi rah gaya koi jawan sharir nahi ki ham abhi sadhna karen chupchap bhagwat ashrit ho jao he bhagwan main aapki sharan mein hoon mere banae na banegi kot kalap lo aapke banae banegi pal pav mein he nath ab jitni swas hain aapke sumiran mein gujar du aur aapki kripa se mera kalyan ho nahi khub jab mantr mein man lage to mantr mein nahi to naam

jap karo naam jap hai aapke paas mujhe sirf gopal maha mantr hi mila gu jisne ba di sirf ek hi mantr aap nimbarka sampraday ka tilak lagae to aapke paas naam bhi to hai Radhe Shyam Radhe Shyam Shyam Shyam Radhe Radhe Radhe Krishna Radhe Krishna Krishna Krishna adhe adhe to jab aapko mantr mein ruchi ho to mantr japo une har samay naam jap karo theek hai a ji aapka inka bhi aisa hi tha y kah rahe the ki inhone pratham guru pehle banae to jahan se naam jap kar rahe the phir ek bar punah inhone diksha le li kisi ke kahne par ki guru to kitne bhi ho sakte hain shiksha guru chahe 50 kar lo diksha guru nahi badle jaate hain 24 datta tej ne guru shiksha guru banae na ki diksha guru ek ek jitne bhi usmen patr hain 24 guruon mein to unhone shiksha guru banae to shiksha ham 100 haj logon se le sakte hain aapka ek vachan accha laga aap hamare shiksha guru ho gaye aapki ek baat achchhi lagi aapki baat sahi baan banane wale se ekagrata ki shiksha li jaise baan banane mein tanmay raja ki sawari nikal gayi aur

usko pata bhi nahi chala baan banane wale ko aise sadhak ko apne lakshya par ekaagr rahna chahiye kabutar apne parivaar mein aasakt hokar jal mein phaskar mar jaata hai usse shiksha li ki parivaar aur apne sharir par itna aasakt nahi hona chahiye baj mans ka tukda le ja raha hai kai baj us par jhapte usne mans chhod diya uspe baj chale gaye aur swatantr ho gaya tyagi vairagi sanyasi mahatma ko aisi koi vastu nahi rakhni chahiye jisse logon ki us par nazar pare agar nazar pare to vastu ka tyag kar dena chahiye har ek baat se unhone shiksha li diksha nahi li ye galat baat hoti ki koi hamko kahe ki ab inse guru mantr le lo phir unse guru mantr koi bajar chij hai ek bar jo guru ji se le liya usi ka jeevan bhar ham jap karte rahe shiksha ham hazaron se le sakte hain 24 se kya hazaron jagah ham jakar satsang sun sakte hain hazaron mahatmaon se ham unki anubhav ki baten sun lekin diksha diksha guru ek hona chahiye ji amrendra sinh ji Australia se Radhe Radhe maharaj ji maharaj ji aap kah rahe

hain ki moksh aur atmjyan mein kya antar hai maharaj ji atma gyani ko hi moksh prapt hota hai atma gyani ko hi moksh prapt hota hai samjh rahe hain atma gyan ka matlab kya hai jante ho antar gyan apne aap ka gyan apne aap aap kaun hai ham atma hai to aap apne sharir se pyar nahi karte nahi sharir ka itna nahi hota maharaj nahi hota iske baad ek sharir aur hai sukshm sharir iske baad ek sharir aur hai karan sharir teen sharir hai teen shariron ka jab tyag ho jaata hai aur apne swaroop ka bodh ho jaata hai to mukt purush kaha jaata hai moksh koi padvi nahi hai koi vastu nahi hai ham ise pakde hain chhod diya isne kabhi hamen nahi pakda jad sharir ne aapko kabhi nahi pakda aapne jad sharir ko pakda svasth hoon main aswasth hoon aap pakar rahe hain na mera man aap pakar rahe man ne aapko nahi pakda aapne man ko pakda yah jo mere dwara pakar ho gayi sthul sharir sukshm sharir karan sharir ki isi ka naam bandhan hai aur isse ham alag hokar ke apne swaroop ka bodh ho gaya keval jankari nahi

jaise halwa ki jankari ho jane matra se na ham svasth honge na pusht honge na tript honge haluva bana khana hoga halwa banane ki jankari ka hamen pura gyan hai lekin hamne kabhi halwa bankar khaya nahi to jankari bekar hai na atma gyan hai lekin atma bodh nahi hai anubhav nahi hai to atma gyan kisi kam ka nahi atma bodh jo gyan hua uska anubhav hua uska sakshatkar hua jaise halwa bankar khaya to aap pata chala dusre ko to bol le 100 gram pani 100 gram chini itna ghee aise aise aise lekin kabhi khaya nahi to atma gyan shastron mein varnan hai ham usko seekh karke bol sakte hain lekin anubhav nahi hua to nay matma pravchne labh y atma bodh pravachan karne wale ko bhi nahi prapt hota na bahuna shate bahut sunne wale ko bhi nahi milta na me dhaya bahut buddhiman ko bhi nahi prapt hota jo iska anubhav karta hai ab anubhav karne ke liye phir sansaar ke bhogon ka vairagya sat sat ka vivek indriyon ka daman man ka nigrh param shraddha Gurudev ke charnon mein unke dwara diya

hua bhajan chitt ka lakshya pari sthit ho jana mumuksha moksh ke siva kuch accha na lagna main mukt hona chahta hoon phir sadhna ke bal se jab use bodh hota hai to tino shariron ka wo rag chhut jaata hai hamne pakar rakha hai hamne chhod diya bas isi ko moksh kahte hain iska rag chhut jana aur koi vastu ya siddhi nahi hai sahi pocho to bandhan tha hi nahi hamne pakda tha hamen kisi ne nahi pakda jo jo ham chhote ja rahe hain us usse moksh ko prapt hote ja rahe hain jitna abhi pakde utna bandhan ko hai sab chhod do mukt ho gaye samjh rahe mariya ji america se Radhe Radhe Radhe maharaj ji maharaj ji jab main dhyan karne baithti hoon to nind aati hai bahut aur jab ekdam se aankh khulti hai to thanda pani rakh liya uska upay to y ya to khade ho jao tahalne lago ya thanda pani rakh lo kyonki yah kiska hai ha kyonki ab ab nind agar aa jaegi to phir dhyan kya karegi nahi khanpan mans khati hai aap nahi te bahut sundar badhiya angrezzi hamen nahi aati samjh lete mere saath aae accha accha haan pavitra

bhojan aur pavitra sang ganda dekhna nahi ganda sunna nahi ganda bolna nahi ganda karna nahi isse hamara hriday pavitra hone lagta hai aur naam jap naam jap karte hain aap bhagwan ke kisi ek naam jab waheguru kahte hain Radha Radha kahte hain ha wahi waheguru wahi Radha hai wahi Krishna ko kahne ko vivid naam hai va ek hi tatv hai nirantrta nirantrta ka matlab samjhte na kantinyuti ha yar angrezzi badhiya bole kantinyu yahi baat hai na ham bol bhi nahi payenge ya nirantrta haan agar ham jaise waheguru waheguru

waheguru waheguru waheguru waheguru to hamara sansaar ka chintan chhuta aur waheguru ka chintan hua aur barabar waheguru ka chintan hua aur gadh chintan hua to ham dhyan mein pahunch jaenge par roz bahut aata hai ai krai rona bahut aata hai jab ankhen khulti wo hamko bhi aata hai hamko bhi aata hai iski iska iska parinaam hai hai jab hamare andar anand aata hai na to phir rona aata hai bhagwan ka jab anand aata hai to khushi ke rone ki baat aati hai kabhi-kabhi unse milan ke liye virah ke rone ki aansu ki kab miloge kabhi milne ki chah ke aansu hote hain aur kabhi unke anand ke unke naam mein unke dhyan mein jo anand aata hai usse asu pravah hota hai ye to bhagwan ki kripa se hota hai yah to achchhi baat hai koi buri baat nahi theek hai sansari vyakti samjhta hai pata nahi kya dukhi hai kitna yah ro raha ha kisi ke samne aansu nikal jae apne aap nik jaate baat karte karte va par wo koi samjha kare to accha hai na hamko koi bhagat na samjhe is ham jab wahan hit dham mein the waha ekant zyada sevan tha jo bhagwata ka vritti

mein rona aata to ek do mahatma bhi to aae are ro rahe ho aap ham kaha haan kyon kidney mein dard ho raha hai kabhi apne ko yah vyakt na karen ki main bhagwan ke liye ror apne sharir ko sakshi karke koi na koi point rakh de va bole bhagwan ke usmen to phir tumhara rona band ho jaega phir tumhare prem mein kami aa jae apne prem ko chupana chahiye prem jitna chhupaya jaata hai utna badhta hai chhapa se nasht ho jaata agar prem ko prakashit kar diya jae to prem dhire dhire dab jaega chaat nahi hoti apne aap hi rona hai sham puchta kya ho gaya tujhe koi baat nahi bata do sir mein dard hai ankhon mein jalan hai man pareshaan hai isliye ro raha hoon ab zaruri hai ham satya baat bata de nahi bata aur koi poohe to zaruri hai uttar de chupchap chal de apni masti mein maharaj ji in Radha Radha waheguru na isi ko hi naam kaha gaya hai ya iska jap karne se ham par kripa hoti hai aur wah hamare man ke andar naam dete hain jisko guru guru mukh se mila hua jo naam hai na wo hamare andar siddhavat karta hai jaise jab

tak guru nahi mile tab tak kisi na kisi guru ke mukh se to nikla hai na waheguru kisi na kisi ke mukh se to nikla hai mahapurush ke mukh se Radha kisi na kisi mahapurush ke to ham naam jap karte hain phir hamen sadguru dev ki prapti hoti hai aur sadguru dev ke dwara jo prapt hota hai phir usse agar sadguru dev ke dwara Radha hi mila hai to divyta aa jaegi Sadgurudev ke dwara waheguru hi mila hai to divyta aa jaegi seej naam Gurudev ke dwara diya hota hai usse bahut jaldi siddha avastha prapt hoti hai isliye Gurumuakh ki mahima hai manmuk chalo lekin purnata Gurumuakh se hogi samjh rahe na haan ji haan ji Guruji dhyan jab lagate hain na man vichlit hone ke baad bhi phir dhyan aata hai phir uth jaata hai ha to abhyaas karte raho barbar aae barbar chanchal man ja raha hai to abhyaas yog yug ten chet sa nanya gamin agar ham aisa abhyaas karte rahe to dhire-dhire tikne lagega jaise pehle tikta nahi tha ab dhire dhire tikne laga aapko pata chalne laga ki yah gaya aur jahan aapne socha

kiy gaya so aa jaega usko bulana nahi parta bas keval jana na hota hai ek gaya man so turant aa jaega aur aaya aap kitne der tika pate ho ek second do second 10 second ek minute do minute aadha ghanta 30 minute yah jab tikne lagega tab dhyan ka anand aayega lekin dhyan ka vishay kya hai aapke haan to usmen tikav barbar Radha Radha to zyada bhagne ka use chans nahi milega agar bhag bhi jaata hai to phir usko lao barbar karoge to phir dridh bhumi ho jaegi arthat phir hamara dhyan dridta purvak hone

lagega samjh rahe na silki ji Radhe dhe maharaj ji aapke charnon mein koti koti pranam maharaj ji aap kah rahe ki aap grast jeevan mein hai aur maharaj ji kah rahe ki apne kartavyon ka palan karte hain bat apna main nahi chhoda hai isliye sabki apekshaen bhi hoti hai anukul na hone par chidchidapan ho jaata hai ma ji mujhe apna mai chodna hai taki naam jap karo naam jap karo naam jap karo naam jap ek aushadh aisi aushadhi sab rogon ki dawa hai naam jap karte Guruji abhi itna nahi karte hain naam jap karo main apne aap galit ho itna galit ho jaega ki rote hi banega iske karan ghar mein sabhi sadasya ko problem hoti hai kyonki hamari apekshaen badhti jati hai unse ki wo hamare liye karenge naam jap karo naam jap karo naam jap barabar karte raho aap dekhna iski kripa dekhna naam jap ki kripa ek aushadhi anant rog ka nash karne wali naam jap isi se gyan prakt ho jaega isi se bhakti prakt ho jaegi isi se abhiman galit ho jaega isi se danata aa jaegi isi se dhan ki chahat hogi to uski purti ho jaegi jo chahoge naam jap

se sab ho jaega naam jap kiya to dhruv ji ne dhruv pad prapt kar liya dhruv sang laan jap hari naam payo achal anupam thao naam jap se sab ho jaega sab malin ahankaar jante ho hota hai agyaan ke karan nahi ahankaar ki zaroorat nahi hai kya ahankaar tum ek rom bhi to gira hua nahi laga sakte to tumhara hai kya tumhari deh bhagwan ne banai tumhari buddhi bhagwan ne banai sara jagat bhagwan ne banaya to tum ahankaar kis baat ka karte ho jis baat ka ahankaar kare wah bhi bhagwan ka banaya hua hai to ahankaar kis baat ka to jab gyan ho jaega to ahankaar nasht ho jaega agyaan ko nasht karne ke liye bhagwan ka bhajan hai khub naam jap karo gyan hoga to ahankaar apne aap galit ho jaega lalit kumar ji hath ras se ji aapke charnon mein koti koti pranam maharaj ji jab naam jap guru mantr japta hoon to mere dwara jo jane anjane mein jo pehle paap hue hain maharaj ji bahut andar andar jlate hain maharaj ji haan wo tap hoga hoga wo hoga matlab jo aapko dand milna chahiye wo jalan se khatm ho jaenge accha

hai jalan se khatm ho jae nahi wo dand denge to hath pair bigad denge maansikta bigad denge bhari vip patti paida kar denge jab ham naam jap karte hain to hamare hriday mein ek jalan hoti hai us jalan ko sah jao to sare paap nasht ho jaenge ye ye bahut achchhi matlab aapne bahut accha ekagrata purvak naam jap kiya tab aap anubhav kar pa rahe naam jap mein jalan hoti hai aur wo itni vikal hoti hai ki matlab lagta hai band kar do naam jap karna kyonki wo paap prabal hai na aur wo paap ko kaat raha hai to paap kiya hai man ne tan ke dwara to tan ko to kasht nahi ho raha ab man ko ho raha kasht man nirmal hoga tabhi to bhagwat prapti hogi to isliye wah paap ko nasht kar raha hai dhairya rakho jaise hamen pata hai hamare phoda hai ab uska cheera lagega to ham paisa dek cheera lagva hain aise hamko pata hai ki hamne paap kiye hain to hamare man ko a nishpap kar raha hai naam to khub bhavpurna naam jab badhata chala jae jo jalan ho rahi use sah jae phir wahi anand hone lagega jahan jalan ho rahe wahi anand jahan anand hua sab baat ban

nishpap hone par anand hoga shashwat ji Radha vallabh shri Harivansh mamta ji jaunpur se majan donon ka ek jaisa hi prashn hai maji mamta ji kah rahe hain ki ma ji bhagwan ne is dukhal ki rachna hi kyonki sabke dukh kasht dekhkar man mein aata hai ki yadi sansaar ki rachna bhagwan ke upar kyon hai kya bhagwan ke upar ka kyon rakha gaya wo apne aap se apne aap mein khel rahe hain aap bhi to wahi ho aap apne ko bhul kar ke stri man rahe ho aap apne ko bhulkar bachchha man rahe ho aap apne ko bhulkar purush man rahe ho aapki bhul hai aie aap apne swaroop mein dekhiye koi khel nahi ho raha koi dukh khale nahi swapna mein ho isliye tumhen bahut dukh sukh dikhayee de raha jago to sukh hai na dukh hai hi jane jag jae hirai jage jatha supan ja is bhram se aap nikalna chaho to nikal sakte ho aap fasna chaho to fas sakte ho aap apne jal mein fas gaye ho aap apne jal se mukt ho jao aap kaun hai kiska prashn hai aap kaun hai nahi pata yahi pata laga le to sansaar ka prashn ka samadhan ho jae jeev avinashi chaitanya ghan sukh swaroop

sansaar swapak bhram mein bhram mein phaskar apne swaroop ko bhul jana hi dukh hai apne swaroop ko jaan kar ke bhram ka nash ho jana yahi param swaroop hai yahi param siddhi hai ab sansaar ko bhagwan ne kyon racha aap kaun hai aap wahi hai tatvam ash tatvam ash tum wahi ho apne aap ko bhulkar stri aur purush mankar jagat ke vihaar ko satya mankar bhogon ko satya mankar is par bhramit ho rahi ho isliye dukh ho raha hai jaise swapna mein kisi ka gala kata ja raha ho to chahe jitna phorsa laga do use bacha nahi sakte

aap use bchane ka ek upay hai jaga do kyon swapne mein tumhara gala kata ja raha ho chahe jitne bardi garda laga do chahe jitne aap phauj laga do ku bacha sakte ho kya ek upay use jaga do keval swapna mein koi samudra mein doob raha hai ab chahe saikadon jahaj laga do chahe nauka laga do chahe taik laga do aap use bacha nahi sakte use ek hi upay hai jaga do aise hi Uma kah main anubhav apna sat hari bhajan jagat sab sapna swapna mein aap apne ko stri man rahe purush man rahe dukh man da sukh man da ye ek swapna hai bhagwan ne apne aap ko hi trigun rup mein vistar kar diya satogun rup rajogun rup tamogun rup srijan palan sanghar va apne aap se aapka srijan karte hain apne aap se aapka palan karte apne aap se apna sang karte hain aap bhi wahi ho jano is baat ko jahi jane jag jara jaan gaye to yah sansaar gayab ho jaega jaise jagane par swapna gayab ho jaata hai abhi aap swapna dekh rahe isliye satya lag raha hai bhagwan ne badi karuna ki hai kya bura racha hamen batao aankh da accha dekho jaban da accha bolo kan

diya accha suno hath diya accha karo abhi anand anand hai kahan dukh hai ab karo manmani aacharan aur apne swaroop ko bhul karke to phir dukh to hai hi bhagwan ne khel apne liye racha tumhare liye thodi racha hai tum kaun ho tatv mash tum wahi ho khatm khel yahi jana janna to jeevan mukt ho ja atik pralya yahi hai moksh moksh ka matlab kya hai kabhi bandha hi nahi to moksh kya hona hai bhram bhram nasht ho gaya baat samjh mein aa gayi bhagwan aap prabhu ho aap hi prabhu ho apne aap ko bhulkar stri man rahe ho apne aap ko bhulkar purush man rahe ho aur is sansaar ko satya samjh rahe ho bhogon ko satya samjh rahe ho ye sab moh nisha sab soh nihara dekhe swapan anek prakara ye bhagwan ki maya ka ek bhramapureeswarar swapna mein puri bazar ikttha kar deta hai na satya hote hue bhi jab tak jago ga nahi tab tak swapna satya dikhayee dega aur jab jago tab jhutha nazar aayega aise hi moh mein ho isliye sansaar satya dikhayee de raha hai jab gyan mein ho gaye to ek brahm ke siva kuch nahi sarvam lamdam brahm ek ko brahm

dwiteeyo nasti dusra koi nahi dukh ki koi gunjaysh hi nahi hai dukh hai hi nahi anand hi anand hai ab aap swapna mein isliye aapko dukh sukh ka anubhav ho raha hai brahm bhuta prasanna atma brahma abhutpurwa dukh milta ho dukh bhi milega sukh milega donon jhuthe dukh sukh donon jhuthe satya kuch nahi ek bhram hai bole itna sukh bhoga kuch hai tumhare paas sukh naam ki chij ki mere koy sukh mila phir wahi phir wahi atript phir wahi khali pana phir wahi akela pana phir ek khoj naye sukh ki to man jis sukh ko khoj raha hai wo tumhara hi sukh hai tum avinashi bhagwan ke ansh ho arthat bhagwat swaroop ho wo bhagwat swaroop sukh aur tum apne swaroop ko bhulkar stri mankar parthi bhogon mein to kaise sa sal ka hal hoga sawal ka hal to sadhna se hoga nahi bhagwan ne kuch bura nahi racha bahut accha racha hai bhagwan ne dekho na surya racha chandrama racha itni badhiya rachna ki aankh diye nak diye kan di ab inka ham durpayog karoge to phir dukh bhogna padega sadupyog karo to abhi anand hai aap banaoge bhagwan badi

kripa karke ye rachna rachi kitna anandmay hai gulab jamun khate ho galat racha bhagwan ne ab 50 gulab jamun pa jao galat ho jaega na ha to agar ham uchit vyvastha ke saath is sansaar ko bhagwan ka bagichi mankar uchit vihaar karen to dukh na rahe accha batao agar bharat sarkar mein yah dand vidhan na ho to sarkar adhuri hai ki nahi hai bhala koi shasan mein rahega dand vidhan na ho to zaruri hai dand vidhan zaruri hai na to aise wahi hamari suraksha mein hai abhi aap unse suraksha mange aapko suraksha de denge aur aap galat karoge to mar dande aapko andar kar denge to bhagwan hamari suraksha mein bhi hai jab ham galat karte hain to wahi dukh rup aa jaate hain aur jab sahi karte hain to wahi sukh rup aa jaate hain aur jab gyan ho jaata hai to dukh na sukh akhand prasannata bani rahti hai to upar utho naam jap karo bhagwan ke pavan charit suno aur sanyam se raho koi galat kam mat karo tabhi dekho anand ane lagega hriday anand mein hone lagega maj laukik khel mein marji jo khel hota hai usmen khiladi hote hain aur jit aur har hoti hai aur

jitne wale ko puraskar milta hai maji bhagwan ki srishti ka jo khel hai maji ismen khiladi kaun hai jit kya hai har kya hai aur puraskar aap hi khel hai aap hi khiladi hai aap hi vijay hai aap hi parajay hai aap hi banne wale hain aap hi banane wale hain aap hi mit ne wale hain aap hi mitane wale hain kuch dot haile dusra hai ab kaise samjhave ab yah baat samjhane ki tab ho jab sadhna ho agar sadhna nahi hogi to samjh mein kaise aayega ye agyaan ki dhara mein brahm gyan ki baten bhagwat gyan ki baten thodi samjh mein aati hai ab chaki adhyatmik vishay hai to pehle jab Radha Baba se koi prashn karta to kahte roz ek lakh naam jap karo ek mahina do mahina phir hamse baat karo aake to tum kuch samjh paoge adhyatma ko kaise samjh payega ji arnika dixit ji president Radhe Radhe maharaj ji aap kah rahe ki aap ek bank hai uske president hai maharaj ji kah rahe ki ek aise bade role par jab aapko jimmedari milti hai to aap kis dhang se apna role aur achhche se nibha sakte hain ki wah dusron ke kam aa ha yadi

ham dusron ko bhagwan ki bhavna mein de dekhen ki sab mein ham adhyatmik uttar hai kyonki na ham president rahe na hamko uska gyan hai ham to adhyatmik hai to adhyatmik uttar dete hain ki aap yadi bank mein ho to aapke paas log ate hain aapka jo kartavya imandari se use aap jante hain apne vishay ko aap jis bhi pad mein hai apne pad ka aapko gyan hai kis pad ke dwara samaj ki lok seva is tarah se itni ho sakti hai aap imandari se agar us lok seva ko bhagwan ki puja man kar ke aae hue vyakti mein bhagwat bhav karte hue karen to ye sabse badi seva ho jaegi isse bada koi lok kalyan nahi hoga kyonki aapke andar jab sabke prati bhagwat bhav hoga aap imandari se apne pad ka palan karenge jo kartavya hai aur bhagwan ka smaran karenge to ye sabse bada karya ho jaega sabse badi puja ho jaegi sabse bada dharm ho jaega sabse bada lok hit ho jaega lok ahit tab hota hai jab ham kisi ko manushya man kar ke uske gun dosh ka darshan karke uske anusaar bartaav karte hain aur lok mangal tab

hota hai jab seey Ram mein sab jag jani sabko bhagwan ka swaroop mankar apne kartavya ka palan karte hain to hamara mangal ho jaata hai aur naam jap karen naam jap jarur hai naam jap ke bina sab adhura hai kiska hai haan naam jap kijiye aur apne pad ki garima rakhiye ki satya aur imandari se jo sarkar ne aapko pad di diya hai jo aapko adhikar diya hai uske anusaar samaj ka kalyan karen samaj ka hit karen aur samaj ko bhagwan ka swaroop samjhe kyonki bhagwan hai hi sab mein power wahi hai ishwar hi sabka power y jo swar nikal raha hai wah ishwar se nikal raha va antardhyan ho jae bhi ek matra bhi nahi bol sakte wah ishwar power hi bol to sab mein ishwar hi virajman hai aisi bhavna karen wahan samaj ka wahan dhan pradhan buddhi hoti hai maharaj ji se aur adhik apni company ko aur munafa dilaen yah pradhan buddhi hoti hai inke niche karmchari hote hain maraj ji bahut sare karmchari hain ek to inka unka jimmedari hoti hai ma ji main ek korporet jagat ki baat kar raha hoon jahan matlab ek ham kiski sahayata kar sakte hain

usmen matlab kaise usko apan asal baat inke vishay ka hamko gyan ho to phir ham iska varnan karen ab chunki inke vishay ka gyan nahi to keval adhyatmik med bandh karke inko de dete hain ki shesh aap apni buddhi se dekh lo dekho bank ko labh ho lekin ane wale vyakti ko nuksan nahi hona chahiye to agar ane wale vyakti mein bhagwan ka bhav rakh rahe hain to hamen to labh hoga kyonki aaya hi hu usko bhi labh prapt hoga uska bhi mangal hoga keval ham agar apna labh dekhenge to samne wale ki hani nischit ho jaegi samne wale ka labh dekhenge to hamara bhi labh ho jaega aur uska bhi labh ho jaega agar ham apna labh dekhte to sara sansaar isi mein chal raha hai apna labh sirf dekh raha hai pad ka prayog apne liye kar raha hai wah durpayog hoga aur pad ka prayog samaj ke liye kar raha hai yah sadupyog hoga apne labh ke liye sab karya kar rahe hain wahi dhokha ho jaata hai wahi adharm ho jaata hai wahi paap ho jaata hai apna labh sabke liye hai ab wahi mangal ho jaega wahi param dharm ban jaega isiliye

hamare jo shabd hain agar unko note karo aur un par vichar karo to sab kuch usi mein mil jaega aapko ab kyonki jaise ek doctor prashn karta ek wakil prashn karta ek man lo bank ka prashn karta to har department ka hamen to gyan nahi hai lekin har department jisse apne aap ko utteerna karke aur mangal mein sukh ko prapt ho wo uttar mil jaega ab inka kya adhikar mujhe pata nahi inko kyaak karna parta mujhe pata nahi lekin hamne jo bola agar yah point rakh le to jo bhi karenge inka mangal hoga aur inko labh hi nahi param labh prapt hoga ab chaki kisi vishay ka samyak uttar tab ho sakta hai jab us vishay ka samyak gyan ho ab jaise inke vishay ka mujhe pura gyan ho to wah uttar ham inki bhasha mein de sakte hain lekin mujhe adhyatmik gyan hai aur adhyatmik gyan se inka nischit mangal hoga jaise bola ki aapko aae hue har vyakti par bhagwat bhav rakhna hai apna labh hamen vicharna hai lekin aae hue ka agar ham labh vichar to apna labh ho hi jaega aur usko bhi labh hoga aur keval

apna labh sochenge to samne wale ko asantusht prapt hogi kyonki keval ham apna labh hai ab aapki jimmedari kya mujhe pata nahi lekin jo ham shabd bol rahe hain unka prayog aap apni jimmedari mein kar lijiye aap jo bhi hai aapka mangal ho jaega aapka kalyan ho jaega maharaj ji iske alawa ham kya kar sakte hain yah to ho gaya jo unko pesha mila hua hai iske lava matlab jo ham kya aisa karen ki jismen adhyatma ki bhi hamari naam pura uttar hai usi mein naam jap karte kaha na to naam jab dekho alag-alag yug ki sadhna hai usse siddhi prapt hoti hai jaise pachhiya hawa chal raha hai na to aapko tatiya waise lagni padegi ulta lagaoge to ud jaegi jaise nav hai na to hawa ki anukulta dekhkar lagaoge to bina prayas ke aapki disha par par ho jaegi to aise yug dharm ka prabhav hai krit yuge yate Vishnu taya yajat makh Dvapar paricharyaa yam kalo tad dhar keertana jo Satayug mein tha va dhyan ke dwara bhagwan ki prapti nischit thi jo treta hai usmen yagya ke dwara bhagwan ki prapti

nischit hui Dvapar mein puja ke dwara bhagwan ki prapti nischit kalyug mein keval hari naam kirtan harer naam harer naam hari naam kevalam kal naste naste naste gati teen bar bhagwan vyas dev ji ne kaha kalyug mein keval hari naam se keval hari naam se keval hari naam se kalyan hoga naste ho nachte ho nachte ho gati anytha nahi hai nahi hai nahi hai aur kisi se gati ab aap dhyan dekh lijiye aankh mudh andhkar dikhayee deta hai chain se baithe nahi de raha man aap dekho man chain se baithe de raha hai jaise bandar shakha prashakha par kudta rahta hai aise hi man kudta thoda ekaagr hokar dekho isko yah gaya wo gaya bambai kalkata ek second mein kahan se kahan bhag raha hai to dhyan kaise lagega accha ab yagya ab yagya ki samgri kahan se shuddh mile accha anaj koi bhi anaj aisa aapko nahi milne wala jismen khad na padi ho aur chemical na chhidka gaya ho yah yagya layak hai nahi to jo hamare rishiyon ne nischit kiya ki treta mein yagya accha mein puja aap jao dukan mein aur unse baat karo ki puja ki

samgri de do to sabse ghatiya samgri jo hogi agar aap supari kaho to bole khane ke liye ki pujan ke liye bole pujan ke liye to wo sadi alag rakhi hoti hai wah supari puja ki siddhi nahi hone wali ek kalyug keval naam adhara isiliye ham sabke prashn mein uttar mein ek aushadhi jarur dete naam jap karo bhagwan ka naam jap karo isse param mangal hoga dekho Ram Ram nahi kah pate the mara mara kaha to brahm rishi ho gaye to kya ham Radha Radha ratak Krishna Krishna ratak bhagwan ko nahi prapt kar sakte apne putr ke bahane narayan bulaya to param pad mil gaya antim samay ham janbujhkar narayan narayan kahenge to kya hamara kalyan nahi ho jaega to kalyug keval naam adhara sumir sumir naru utar para apne kartavya kan gyan pda ka hota hai kisi bhi department mein ho agar ham bhay aur pralobhan ka tyag kar apne pad ke kartavya ka palan karen aur naam jap karen to bhagwat prapti ho jaegi koi bhi ho bhagwan ne arjun ji ko kaha mamnu smar yuddh cha yuddh rupi kartavya karo mera smaran kar to apne

kartavya ka ek vidyarthi ko bhi gyan hota hai apne kartavya ka ek ticher ko bhi gyan hota hai aisa nahi ki gyan nahi hota hai mujhe kya karna hai ye gyan hota hai lekin ham bhay ya pra bas apne kartavya ko bhul jaate hain aur bhay pralobhan ke pravah mein bah jaate hain to adharmam se ho jaata hai wahi baat is sakhi ko kaha apne kartavya ka palan karo aur naam jap karo aur sab mein bhagwan ki bhavna karo isse lok mein to unnati hogi parlok aapka ban jaega bhagwat prapti aapki ban jaegi Radha Radha Radha

Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha ra Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha Radha

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi