॥ श्री राधावल्लभो जयति ॥ श्री हित हरिवंश चन्द्रो जयति ॥
The Radhavallabh Times श्री हित समाचार भक्त चरित्र · युगल लीला · पद · वाणी · सत्संग
ताज़ा

bansureevadak Rakesh chaursiya ji ne pujya maharaj ji ko kya sunaya ?

▶ YouTube

shri hit Radha keli kunj, Vrindavan mein pujya shri hit Premanand Govind sharan ji maharaj ke saath ekantik vartalaap. Sadhak apne jeevan aur sadhna ke prashn rakhte hain aur maharaj ji unka samadhan karte hain.

pura pravachan

Om Om hamma jai ho jai ho o hamma bahut sundar bahut sundar bahut sundar bas yahi samay the na isse badhkar kya hai hamare thakur ke paas yahi tha jahan kam na chalta tha tir aur kamanon se vijay natvar ki hoti thi wahan Murli ki tanon se gazab ki bansuri bajti thi Vrindavan basaiya ki karun tareeph Murli ki ya murleedhar kanhaiya ki jahan kam na chalta tha tir aur kamalon se vijay natvar ki wahan hoti thi Murli ki tanon se usi tan ko aap suna rahe hain hamare thakur ji ka ye pratham aur mahan sangit hai jo charachar jagat ko mohit karne ki samarth rakhta hai shiv ki samadhi bhang ho gayi char achar sab vichlit ho gaye aisi ye Murli hai bhagwan apne adhon par Vrindavan mein kabhi kisi sudarshan chakra ya kisi astrashastra ko nahi dharan kiya.

jahan kamna chalta tha tir aur kamanon se vijay natvar ki wahan hoti thi Murli ki taal wahi bhagwan ne aapko diya hai. Bahut sundar bahut sundar jai ho jai ho jai ho haan

yah path video ke swachalit (auto-generated) upasheershkon se liya gaya hai — ismen shabdon ki trutiyan ho sakti hain. Pramanik vachan ke liye video avashya sunen.

mul video: Bhajan Marg (YouTube)

sambandhi