॥ Maharaj Ji ke Vachan ॥
Vachan · 5104
- shri giriraj maharaj ki divya mahima. — pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.
- prabhu shriram padhare avdh! Deepon se jagamga uthi Ayodhya — pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.
- Diwali 2026 — pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.
- bhagwan ne jo kirdar diya hai, use bakhubi nibhaie! — pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.
- ek aisi bhul, jiske karan banna para kenchua aur chinti! — pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.
- bhagwan ka aisa prem, jankar ankhen nam ho jaengi! — pujya maharaj ji ka ek sankschipt vachan — pura sunne ke liye upar video dekhen.
- kya anjane mein kiye papon ka hisaab bhi hota hai? — maharaj ji jo anjane mein hue paap aacharan uska is janm ke dwara kaise dur kiya jae ki agla anjana aur jana ismen antar hota hai. Jaise ham ja rahe hain achanak pair ke niche chinti mar gayi. Ham chah…
- aapki Diwali kya sach mein roshni se bhari hai? — ki jitne bhi hamare tyohar hote hain bhagvatik hote hain. Inme koi na koi sambandh hamare bhagwan ki lilaon se hota hai. Jaise yah Diwali hai. Avdh mein bhagwan shri Ramchandra ji to ye utsav manaya…
- ek gadhe ke samne raja ne kyon kiya sashtang dandvat? — ek bar Madhukra shah ki yahi pariksha lene ke liye nagar walon ne uphash kiya. Ek gadha ko naam ka dupatta odhaya jismen naam likha hua tha aur tulsi ki moti mala dali aur dwadash tilak lagae aur jab…
- naam japta hoon, phir bhi saikil se hi chalta hoon! — maharaj ji main Ram naam jap karta hoon par phir bhi saikil se hi chal raha hoon. Dhanvan nahi ho pa raha. Abhi kitna naam jap kar pa rahe ho ki abhi tumhari laukik drishti bani hui hai. Accha kisi aise…
- dusron ki baton se apna man dukhi mat karo! — maharaj ji jeevan ke sukh dukh dusron ke vihaar par nirbhar ho jaate hain. Is paristhiti mein maharaj ji sam kaise raha? Nahi nahi ye galat hai bahut agyani hai jo dusron ke prati apne dukh sukh ko…
- maharaj ji ne bataai apni yuvavastha ki dincharya! — maharaj ji jab aap naujawan avastha mein sadhna kar rahe the tab us samay aapki subah se sham tak ki dincharya kya thi maharaj ji kaise tumhen batayen kya kya tumhen batayen ratri ke 1:00 baje jagna…
- chinta, bhay aur shok se mukti kaise milegi? — maharaj ji chinta kis prakaar kam ho maharaj ji chintan ke dwara jab tak bhagwan ki sharan mein nahi jaoge bhagwan ka chintan nahi karoge tab tak chintaon se mukt nahi ho sakte ham sochte hain ki dhan se…
- jis boot se sant ko dabaya, usi ne le li uski jaan! — ek nav mein bahut log baithe hue the to apne Gurudev ke saath ek shishya bhi baithe the. Us samay sangeen chaku wali dekha hoga upar chaku lagi hui niche raiphal sarkari karmchari chalte the. Aise raiphal mein…
- Overthinking se apna jeevan barbad mat karo! — to bachchha depression kyon? Dimaag mein bhaar kyon? Kyonki wah ahankaari agyani jeev bhagwan se prichay nahi prapt kiya. Adhyatma ko nahi jana isliye dukhi ho raha hai. Nahi bolo chintan ki kya…
- aaj paap karoge, to kal bhayanak phal bhogoge! — yah bahut bhayanak karm jab apna dand dete hain na to bhayanak phal dete hain. Matlab ₹100 jaise byaj ka le lo na aur zamindar log nahi byaj ke upar byaj byaj ke upar byaj aur jab jama karne jao to…
- mahadev ji ne bhakt ki gay aur maiya ko kyon chhin liya? — sunaya tha ek bar bhagwan shankar ki kripa mata Parvati ji se kaha chalo main aapko apne bhakt ke darshan karata hoon. Bole chalo prabhu to bole pehle abhakt ke darshan kar lo tab bhakt ke darshan aap sukh…
- kya bahar ka khana hamare man ko ashudh kar raha hai? — aapko bazar ka bhojan jo dikhayee de raha hai sheesho mein wah bahut badhiya keval dikhayee de raha hai. Banne ki paddhtiyan badi vichitra vichitra hai. Kyonki wahan pavitra ka thodi gyan hai wo to garma…
- koi hamara apman kare, to kya karna chahiye? — aapke saath dhokha ho, chhal ho, apman ho, ninda ho, tiraskaar ho, aap use sahen. Bhagwat marg mein shuddh aapne nahi kisi ka hit kiya to aapke upar bhagwan ki kripa hogi aur aap us param tatv ko prapt…
- ek galat aadat, barbad ho sakta hai pura jeevan! — koi vyasan hamare jeevan mein na hone pave. Chahe wah putr ho chahe putri. Yah baat bilkul samjh lo. Har vyasan hamare jeevan ko nash ki taraf le jaega. Jaise aajkal skulon mein bachchhe drugs lene…
- jab tak swarth hai, tabhi tak sansaar ka pyar hai! — koi aisa pyar kare jo sirf mujhe pyar kare. Apne liye mujhe na pyar kare. Mere liye mujhe pyar kare. Aisa koi tribhuvan mein nahi hai. Hai bhala koi? Wah keval bhagwan hai. Agar koi hamse pyar…
- jeb bhari ho to sab apne, jeb khali ho to sab parae! — aaj aapko satya kahte hain satya marg par satyta se chalne wale ko sansaar jine nahi deta hai bachchha aur asatya marg chalo rasgulla khao jhuthi gavahi dene jao aapko khub peda barfi khavaenge jeb garam…
- bakasur ki maut ka rahasya - mahabharat ki adbhut katha — ek chakra nagri mein to wahan kuch din rukne ke liye Kunti ji ke sahit Pandav aur dhaumyacharya ji to ek brahmin ke ghar ruke to jis ghar mein ruke to sham ke rova peeti mach rahi thi to Kunti ji gayi…
- paap ki kamai se sukh nahi, keval ashanti milti hai! — adharm ke dwara prapt kiye hue dhan se tum kabhi sukh shanti prapt nahi kar sakte. Yadi dharm purvak kamaya hua dhan hai aur man mein aata hai ki parivaar ke sukh ke liye naya makan le dete hain. Le…
- jab prakt huin maa Bhagwati, kaamp uthe shumbha-nishumbha! — maa Bhawani jis samay apne swaroop mein aati kisi ki takat nahi hai. Yah shum nishumambh itne balvan daitya the tribhuvan mein koi inka bal banka bhi nahi kar sakta tha. Smaran kiya samasth devtaon ne to…
- dashahra: ahankaar ke ant aur satya ki vijay ka parv! — bhagwan ne kan tak kheenchkar param pavitra sarang dhanush mein 31 baan sandhan kiye. Bhagwan ke baan amog vijay shri Ravan ki taraf badh gaye. 20 bhujao mein 10 khopdi mein ek naabh mein. Bhagwan ke amog baan 10…
- paap karne wala hi nahi, karwane wala bhi doshi hai! — teen ko paap ka hissa barabar milta hai. Ek prerak karo aisa aur ek karta jisne kiya aur ek anumodan bahut badhiya kiya. Tino ko barabar dand milega. Paap ka barabar dand milega. To ab aisa nahi…
- sabko sudharne ki koshish mat karo, pehle khud ko badlo! — aapko sudhna hai. Sabko nahi sudhna hai. Yah jo lag gaye na ki ham sabko sudhar denge. Wah khud bah jaate hain. Sudhar le. Dekho bhagwan bhi avatar liye sab sudhre kya? Bhagwan swayam avatar liye. Bhagwan ne…
- raja ki ajeeb shart aur ek chalak aadmi! — ek raja ne pure nagar mein ailan kar diya ki mera bakra jo chhaka ke de de to jitna rupya paisa chahe main use de dunga. Ab to log bavare ban gaye kya khega bakra ek subah se sham tak bakre ko rakha…
- accha vaqta aur bura vaqta… donon hamesha nahi rahte! — jagat ki lilaon ko tum saman nahi kar sakte ho. Kabhi koi nahi kar paya. Din hai to raat hai. Shubh hai to ashubh hai. Labh hai to hani hai. Hani hai to chinta mat karo. Labh aayega. Ek kram chal raha hai. …
- azadi ke naam par apni zindgi barbad mat karo! — koi aisa karya na karen jo mata-pita se nazar milakar ham unke samne apni baat na kah sake. Jo aajkal bachchhe udandta karte hain wah phir apna pavitra apna dharm apna vinay apna shil ye kho baithe…
- bhakt ka virodh hi uski bhakti ko chamkata hai! — jitna uncha danda utna hi uncha jhanda. Yah jitni ninda karne wale, virodh karne wale bhakton ke na yah dande ka kam karte hain. Unka bhakti ka jhanda utna hi uncha phahrata hai. Agar Meera ji ka devra…
- sab jante hain galat hai, to galti kyon ho jati hai? — kaun nahi janta ki parai bahan beti par gandi nazar karna galat hai mante ho aap vichar karke dekho kaun nahi janta yah galat hai har karya ko aap jante ho kyonki sabke hriday mein bhagwan baithe hue hain jahan…
- pati-patni ka prem ek pal mein kaise tut gaya? — ek pati patni mein bahut asakti thi. Paraspat ek bar ek sant bhagwan wahan se to dekha ki parivaar mein bilkul ashradha hai santo ke prati na bhagwan ka bhajan na dharm. Aise unko devrshi narad ji mil…
- samay barbad kiya, to samay tumhen barbad kar dega! — beimani mat karo. Jo aapka samay hai usko barbad mat karo. Yadi barbad nahi karoge to samay aapko utha dega. Bole dekho unka accha samay aa gaya. Kahte hain na bole bahut bura samay hai yar. Kadam kadam pe…
- aapke paas samay nahi hai, ya man nahi hai? — dekho aap apni imandari se dekho jaise log kahte hamen to bahut kam hai. 24 ghante kaun kam sab karta rahta hai? Hamen batao kaun kam koi bhi 24 ghante har samay kriyarat nahi rahta. Har samay nahi rahta. Ham…
- jinhe markar khate ho, wahi narak ka karan baenge! — aapke sharir mein jaise priyata aise un jeevan ke sharir mein priyata hai aur aap unko kaat karke unka mans khate ho aap kya ho alag-alag ahar hai muli mein bhi jeev hai aloo mein bhi jeev hai ukhad ke phenk…
- aap man ko chalate hai ya man aapko chalata hai? — yah sharir ek rath hai. Is rath mein baitha hua atma iska rathi hai. Buddhi iski sarathi hai. Man ligam hai aur indriyan ghode hain. Jo buddhiman sarathi ho ghodo ki ligam kas ke indriyon ko theek bhagwat…
- jis dhan ke liye paap kiya, wahi vinash ban gaya — ek garib ghar ki ladki dusron ke ghar mein pocha lagane ki usko seva mili. Dhani mani log aise rakh lete hain. Wo pure ghar ko pocha lagana safai karna to sab dhire-dhire jab kai varsh purana koi sevak ho…
- bhagwan se hi is sampurn srishti ka astitva hai — ek ganv ke kisan aadmi ko ek padhe likhe ne ek kil dikhayee aur kaha dekho ek kil hai na isi dhatu ka ek makan banta hai aur wah akash mein udta hai to unhone kaha gap mat maro ham kisan hai lekin…